शनिवार 12 अगस्त 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
012-08-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 12/08/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - 21 janmō̃ kē liē puṇya kā khātā jamā karnā hai , yōgbal sē pāpō̃ K|kē khātē kō bhasma karnā hai isliē antarmukhī banō ' '
1Essence: Sweet children, you have to accumulate your accounts of charity for 21 births and burn your accounts of sin with the power of yoga. 2Therefore, be introverted.
Question
2Praśhna : kis śhrīmat kā pālan karnē sē vāṇī sē parē jānē kā puruṣhārth sahaj hō jāyēgā ?
3Question: By following which shrimat will you easily be able to make the effort of going beyond sound?
Answer
3Uttar : śhrīmat kahtī hai - bachchē , antarmukhī hō jāō , bāhar sē kuchh bhī na bōlō . 4Is śhrīmat kō pālan karē̃gē tō sahaj hī vāṇī sē parē jā sakē̃gē .
4Answer: Shrimat says: Children, become introverted; do not say anything. 5When you follow this shrimat, you will easily be able to go beyond sound. 6The more you stay in remembrance and spin the discus of self-realisation, the more income you will accumulate.
5Jitnā yād karē̃gē , svadarśhan chakra phirāyēṅgē utnā kamāī jamā hōtī jāyēgī .
7The time of amrit vela is very good for remembrance.
6Yād kē liē amr̥itvēlē kā samay bahut achchhā hai . 7Us samay uṭhkar antarmukhī ban ātma svarūp mē̃ sthit hōkar baiṭh jāō .
8Wake up at that time, sit down, be introverted and stabilise yourself in your original religion.
Song
8Gīt : tūnē rāt ganvāī …
9Song: You spent the night in sleeping and the day in eating.
Murli
9Ōm śhānti .
10Om shanti.
10Yah kaun samjhātē haĩ ki antarmukhī hō jāō , bāhar sē kuchh bhī na bōlō , apnī ātmā K|kē svarūp mē̃ sthit hōkar baiṭhō ?
11Who is telling you to become introverted, not to say anything, but to sit, stabilised in the form of a soul?
11Bāp bachchō̃ sē kahtē haĩ mukh sē kuchh bhī bōlō nahī̃ .
12The Father says to the children: Don’t say anything.
12Rām-rām ādi tō bahut kahtē āyē parantu us kahnē sē bhī manuṣhya pāvan nahī̃ ban saktē .
13You have been saying "Rama Rama" a great deal, but human beings are not able to become pure by saying that.
13Manuṣhya patit sē pāvan tab ban saktē jab patit-pāvan bāp key|kī śhrīmat par chalē̃ .
14Human beings can become pure from impure when they follow the shrimat of the Purifier Father.
14Patit-pāvan kahnē sē bāp yād ātā hai .
15By saying, “Purifier”, you remember the Father.
15Bāp kahtē hai ki tum barōbar patit thē nā .
16The Father says: You truly were impure.
16Ab tum pāvan ban rahē hō .
17You are now becoming pure.
17Satyug mē̃ kōī patit hōtā nahī̃ .
18There is no one impure in the golden age.
18Pāñch hajār varṣh pahlē jab bhārat pāvan thā tō ēk hī dharm thā .
19Five thousand years ago, when Bharat was pure, there was just the one religion.
19Bāp tō sukh key|kī hī sr̥iṣhṭi rachē̃gē nā .
20The Father would only create a world of happiness.
20Bhārat sukhdhām thā .
21Bharat was a land of happiness.
21Lakṣhmī-nārāyaṇ , rām-sītā ādi K|kē mandir satyug-trētā key|kī niśhānī haĩ .
22The temples to Lakshmi and Narayan, Rama and Sita, are signs of the golden and silver ages.
22Satyug mē̃ barōbar lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī dynasty thī .
23In the golden age, there truly was the dynasty of Lakshmi and Narayan.
23Yahī bhārat thā jismē̃ sūryavanśhī-chandravanśhī kā rājya chaltā thā , jō ab phir sē sthāpan hō rahā hai .
24There was this Bharat in which there were the kingdoms of the sun and moon dynasties and they are now being established once again.
24Iskō kahā jātā hai world key|kī history-geography .
25This is called world history and geography.
25Yah manuṣhya hī tō jānē̃gē .
26Only human beings would know this.
26Manuṣhya nahī̃ jāntē tō jānvar sē bhī badtar kahā jātā hai .
27When human beings don't know this, they are said to be worse than animals.
27Bāp kō jānnē liē kitnē dhakkē khātē haĩ , parantu jān nahī̃ saktē .
28They stumble around so much in order to know the Father, but they can't know Him.
28Tum bāp K|kē bachchē banē hō tō bāp apnā parichay dētē haĩ .
29You have become the children of the Father and so He gives you His introduction.
29Pahlē parichay nahī̃ thā tō iskā pariṇām kyā huā ?
30At first, you didn't have His introduction, and so what was the consequence of that?
30Orphan , nāstik , nidhan K|kē ban jātē haĩ .
31You became orphans, atheists without the Lord and Master.
31Abhī tum bāp K|kē banē hō , bāp sē varsā lē rahē hō .
32You now belong to the Father and so you are claiming your inheritance from the Father.
32Baṛā bhārī varsā hai , 21 janm svarg key|kī rājdhānī miltī hai , kōī cum|kam bāt hai kyā !
33The inheritance you receive is huge: you receive the kingdom of the golden age for 21 births.
33Lakṣhmī-nārāyaṇ kō pāñch hajār varṣh huā rājya kartē . 34Phir sē history repeat hōtī hai .
34Is this a small thing? 35It is 5000 years since Lakshmi and Narayan used to rule the kingdom. 36History repeats.
35Bāp samjhātē haĩ - mērī śhrīmat par chalō , antarmukhī banō , bāharmukhī mat banō .
37The Father explains: Follow My shrimat, be introverted. 38Do not be extrovert.
36Ab is samay hai ghōr andhiyārā , inkō rāt kahā jātā hai .
39At this time, there is extreme darkness. 40This is called the night.
37Abhī savērā ā rahā hai .
41The dawn is now coming.
38Kaliyug ant kō ghōr andhiyārā , satyug ādi kō ghōr sōjharā kahā jātā hai .
42The end of the iron age is called extreme darkness and the beginning of the golden age is called extreme light.
39Bāp kahtē haĩ maĩ ātā hī hū̃ saṅgam par jabki sabhī manuṣhya patit haĩ .
43The Father says: I only come at the confluence age when all human beings are impure.
40Abhī tum bachchō̃ kō sadā sukh kā varsā dēnē āyā hū̃ .
44I have now come to give you children the inheritance of constant happiness.
41Vināśh sāmnē khaṛā hai .
45Destruction is just ahead.
42Bahut gaī thōṛī rahī . . . . . . isliē ab jaldī-jaldī puruṣhārth kar bēhad K|kē bāp sē varsā lō|low , jaisē sab lē rahē haĩ .
46A lot of time has gone by and only a little time remains. 47Therefore, now make effort quickly and claim your inheritance from the unlimited Father, as everyone is doing.
43Sab puruṣhārthī haĩ .
48All of you are effort-makers.
44Ab sabkō sweet home , vāṇī sē parē jānā hai .
49Everyone now has to go back to the sweet home, beyond sound.
45Vah hai ham ātmāō̃ kā ghar , nirvāṇdhām .
50That is the home of us souls, the land of nirvana.
46Dhām mē̃ kōī ēk nahī̃ rahtē .
51There wouldn’t be just one person living in a land.
47Jitnī bhī jīv ātmāyē̃ haĩ , , vē|way sabhī śharīr chhōṛ jāyēṅgē apnē ghar bābā kē pās .
52All the living human souls (embodied souls) that exist now will all shed their bodies and go to their home, to Baba.
48Vah hai nirākārī jhāṛ .
53That is the incorporeal tree.
49Jaisē chitra mē̃ bhī jhāṛ dikhāyā jātā hai .
54The tree has been shown in the picture.
50Vah hai ham ātmāō̃ kā ghar - śhāntidhām .
55That is the home of us souls, the land of peace.
51Phir ham āyēṅgē sukhdhām .
56We will then go to the land of happiness.
52Abhī 84 janmō̃ kā chakra pūrā hōtā hai , kaliyug kē bād satyug jarūr āyēgā nā .
57The cycle of 84 births is now coming to an end. 58After the iron age, the golden age will definitely come.
53Dvāpar kē bād kaliyug jarūr āyēgā .
59After the copper age, the iron age will definitely come.
54Bāp kahtē haĩ - maĩ kalp-kalp , kalp K|kē saṅgamyugē ātā hū̃ , purānī duniyā kā vināśh karātā hū̃ .
60The Father says: I come at the confluence age of every cycle. 61I inspire the destruction of the old world.
55Jab tak naī duniyā sthāpan hō jāē tab tak is purānī duniyā mē̃ rahnā paṛē .
62Until the new world is established you have to stay in this old world.
56Jab tak nayā makān ban jāyē̃ tab tak purānē makān mē̃ baiṭhē rahtē haĩ nā .
63Until a new house is built, you still have to live in the old one.
57Phir jab nayā ban jāyē phir purānē kō tōṛā jātā hai .
64Then, when the new house is built, the old one is demolished.
58Yah bhī purānī chīz hai nā .
65These are also old things, are they not?
59Iskē vināśh kē liē yah hai mahābhārat laṛāī .
66There is this Mahabharat War for the destruction of them.
60Bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
67The Father sits here and explains to you children.
61Ātmā hī samajhtī hai - jismānī knowledge bhī ātmā sīkhtī hai nā .
68It is souls that understand. 69It is souls that study worldly knowledge.
62Ātmā kahtī hai maĩ principal hū̃ , surgeon hū̃ .
70A soul says: I am a principal, a surgeon.
63Ātmā key|kī knowledge na hōnē kāraṇ dēh-abhimānī hō jātē haĩ .
71Because of not having the knowledge of souls, there is body consciousness.
64Ātmā hī saṅskār lē jātī hai .
72Each soul carries his sanskars.
65Tum bachchē samajhtē hō śhivbābā ham ātmāō̃ kō samjhā rahē haĩ .
73You children understand that Shiv Baba is explaining to you souls.
66Ham ātmā yah purānā śharīr chhōṛ phir nayā jākar lē̃gī .
74We souls will shed our old bodies and take new ones.
67Abhī ham śhyām haĩ phir sundar banē̃gē .
75From being ugly, we will now become beautiful.
68Sundar sē śhyām bantē haĩ .
76From ugly, you are now once again becoming beautiful.
6984 janm lag jātē haĩ . 70Phir bābā kām chitā sē utār gyān chitā par biṭhāē golden age kā mālik banā dētē haĩ .
77We take 84 births, and then Baba removes us from the pyre of lust and sits us on the pyre of knowledge and makes us into the masters of the golden age.
71Bēhad kā bāp jarūr bēhad kā varsā dēgā nā .
78The unlimited Father would surely give you an unlimited inheritance.
72Bāp tō ūñch tē ūñch hai .
79The Father is the Highest on High.
73Kahtē haĩ bachchō̃ kē liē vaikuṇṭha key|kī saugāt lāyē hai .
80He says: I have brought the gift of Paradise for you children.
74Hathēlī par bahiśht lāyā hū̃ .
81I have brought heaven on the palm of My hand.
75Second mē̃ tum sākṣhātkār kar lētē hō .
82You have a vision of that in a second.
76Kitnē ḍhēr brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ .
83There are so many Brahma Kumars and Kumaris.
77Jarūr brahmā K|kē bachchē haĩ aur śhivbābā K|kē pōtrē haĩ .
84They are definitely the children of Brahma and the grandchildren of Shiv Baba.
78Tum kahtē hō ham śhivbābā sē varsā lētē haĩ .
85You say: We are claiming our inheritance from Shiv Baba.
79Vahī sarv kā sadgati dātā hai .
86He alone is the Bestower of Salvation for All.
80Rājyōg sikhlātē haĩ .
87He is teaching us Raj Yoga.
81Nirākār kaisē sikhlāyē , isliē organs dvārā paṛhātē haĩ .
88How would the incorporeal One teach us Raj Yoga? 89This is why He teaches us through these organs.
82Sr̥iṣhṭi chakra key|kī knowledge dētē haĩ .
90He gives us the knowledge of the world cycle.
83Jiskō param ātmā , supreme soul kahtē haĩ uskī hī sārī mahimā hai .
91All the praise is of the One who is called the Supreme Soul.
84Gyān kā sāgar , patit-pāvan vah hai tō jarūr ānā paṛē .
92He is the Ocean of Knowledge and the Purifier and so He definitely has to come.
85Tumkō bhī master supreme athavā pāvan banātē haĩ .
93He makes you “master supreme” and pure.
86Vah hai bēhad kā bāp jiskō sabhī bhakta bulātē haĩ .
94He is the unlimited Father to whom all devotees call out.
87Sabhī bhaktō̃ kā bāp vah bhagvān hai - parampitā paramātmā .
95The Father of all the devotees is God, the Supreme Father, the Supreme Soul.
88Agar unkō sarvavyāpī kah dētē tō phir varsā kaisē milēgā ?
96If He were omnipresent as they say, how would you receive the inheritance?
89Manuṣhya kō bhagvān nahī̃ kah saktē .
97Human beings cannot be called God.
90Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī daivīguṇdhārī manuṣhya kahā jātā hai , vah hai first prince .
98Shri Krishna is also called a human being with divine virtues. 99He is the first prince.
91Sabhī unkō jhūlē mē̃ jhulātē haĩ .
100Everyone rocks him in a cradle.
92Śhivbābā kō kabhī jhulātē nahī̃ hōṅgē kyōṅki vah kabhī bachchā bantā hī nahī̃ .
101No one ever rocks Shiv Baba because He never becomes a child.
93Yah tō sākṣhātkār karātē haĩ samjhānē kē liē - ham tumhārā bachchā hū̃ , tum hamkō apnā vāris banāyēṅgē , balihār jāyēṅgē tō maĩ bhī balihār jāūṅgā .
102He just grants you visions in order to explain to you that He is your Child: If you make Me your Heir and surrender to Me, I will also surrender Myself to you.
94Balihār jātē hō tō jaisē maĩ tumhārā bālak hō gayā .
103When you surrender to Me, it is as though I have become your Child.
95Manuṣhyō̃ mē̃ kitnī andhaśhraddhā hai jahā̃ tahā̃ māthā ṭēktē rahtē haĩ iskō kahā jātā hai guṛiyō̃ kī pūjā .
104Human beings have so much blind faith. 105They continue to bow down here and there. 106That is called the worship of dolls.
96Navrātri mē̃ bahut guṛiyā̃ banāyēṅgē . 97Unkē occupation kā kiskō patā nahī̃ hai .
107At Navratri (nine day festival of worshipping the goddesses) they make many dolls. 108No one knows their occupation.
984-6 bhujā vālī dēvī thōṛēhī hōtī hai aur phir talvār ādi dē dētē haĩ .
109There cannot be a goddess with four or six arms; they even put a sword in her hand.
99Dēvtāyē̃ hiṃsak thōṛēhī hōtē haĩ .
110Deities are not violent.
100Śhāstravādiyō̃ nē unhē̃ bhī hiṃsak banā diyā hai .
111Scholars of the scriptures have portrayed them as violent.
101Nēpāl mē̃ bhī kālī kō pūjtē haĩ phir aisē hai thōṛēhī .
112They worship Kali in Nepal, but she isn't like that.
102Mama aisī kālī jībh vālī hai thōṛēhī .
113Mama is not like that Kali with a long tongue.
103Manuṣhya tō manuṣhya hī hōtā hai .
114Human beings are human beings.
104Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar haĩ sūkṣhmavatanvāsī .
115Brahma, Vishnu and Shankar are residents of the subtle region, that’s all.
105Bas , aur kōī chīz hī nahī̃ hai phir 8-10 bhujā vālē kahā̃ sē āyē !
116There is nothing else. 117So, how could there be anyone with eight or ten arms.
106Yah sab bhakti mārg K|kē alaṅkār banātē haĩ .
118They made all of those ornaments on the path of devotion.
107Paisā kamānē kē liē kuchh tō chāhiē nā .
119They need some means of earning money.
108Phir kisma-kisma K|kē chitra baiṭh banā dētē haĩ .
120Therefore, they sit and create so many types of image.
109Vahā̃ hī dēkhō sundar śhrīkr̥iṣhṇa kā mandir , vahā̃ hī sānvarē śhrīkr̥iṣhṇa kā mandir .
121In the one place they have a temple to the fair Shri Krishna and also a temple to the dark Shri Krishna.
110Kāraṇ tō chāhiē nā .
122There has to be a reason for that.
111Kitnī andhaśhraddhā hai !
123There is so much blind faith.
112Ab bhakti mārg khatm hō gyān mārg jindābād hōtā hai .
124The path of devotion is coming to an end and the path of knowledge is becoming victorious.
113Bākī samay tō thōṛā hai , sabkō marnā tō jarūr hai .
125There is very little time and everyone definitely has to die.
114Putr-pōtrē vāris bannē nahī̃ haĩ .
126Your children and grandchildren won’t become your heirs.
115Vahā̃ tumkō yah gyān hī nahī̃ rahēgā ki saṅgam par hamnē rājāī kē liē yah puruṣhārth kiyā thā .
127There, you won't even have the knowledge that you made effort at the confluence age for that kingdom.
116Vahā̃ tō pavitra sr̥iṣhṭi chal paṛtī hai .
128There, the pure world continues.
117Yahā̃ tum jāntē hō ki barōbar ham bābā key|kī rājdhānī K|kē hakdār haĩ .
129Here, you know that you are truly the ones who have a right to Baba's kingdom.
118Vahā̃ yah patā nahī̃ rahēgā ki kaun-sē karma kiyē thē , kaisē banē̃ - yah sab bhūl jātā hai .
130There, you won't know what actions you performed or how you became that. 131You will have forgotten all of this.
119Vahā̃ patit hōtē hī nahī̃ , jō pāvan bannē kē liē gurū kī darkār paṛē .
132There are no impure ones there that they would need a guru to become pure.
120Bāp pair dhōkar bachchō̃ kō takht par biṭhātē haĩ .
133A father washes the children's feet and sits them on the throne.
121Gurū chāhiē sadgati kē liē .
134A guru is needed for salvation.
122Vahā̃ tō hai hī sadgati . 123Gurū kī darkār hī nahī̃ .
135There, there is already salvation and so there is no need for a guru.
124Bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō , dēh-abhimān mē̃ na rahō .
136The Father says: Consider yourselves to be souls. 137Do not stay in body consciousness.
125Maĩ ātmā abhī doctor K|kē rūp mē̃ hū̃ , maĩ ātmā magistrate hū̃ phir yah śharīr chhōṛnē kē bād patā nahī̃ kyā banū̃gā ?
138I, a soul, am a doctor. 139I, a soul, am a magistrate. 140I don't know what I will become after shedding this body.
126Ham is śharīr dvārā paṛhtē haĩ .
141We are studying through these bodies.
127Ātmā hī in organs dvārā paṛhtī hai , ātmā hī suntī hai - yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ , na ki dant kathāyē̃ haĩ .
142The soul studies through these organs. 143It is souls that listen. 144These matters have to be understood; they are not tall stories.
128Bāp kahtē haĩ yah sārī duniyā kabristān hōnī hai .
145The Father says: The whole world has to become a graveyard. 146Now, wake up!
129Ab jāgō , nahī̃ tō bhambhōr kō āg lagnē K|kē samay hāy-hāy karē̃gē .
147Otherwise, at the time when the haystack is set on fire, there will be cries of distress.
130Parantu kuchh bhī kar nahī̃ sakē̃gē , kāl khā jāyēgā , trāhi-trāhi karkē rah jāyēṅgē .
148However, you won't be able to do anything at that time. 149Death will eat you up. 150You will just remain there crying out in distress.
131Sajāyē̃ bhī bahut khāyēṅgē .
151There will also be a lot of punishment.
132Abhī hamē̃ pāpō̃ kā khātā ḵẖalās kar puṇya K|kē khātē kō jamā karnā hai .
152We now have to end our accounts of sin and accumulate our accounts of charity.
133Nayēsir 21 janmō̃ kē liē jamā karnā hai .
153We have to accumulate everything anew for 21 births.
134Jamā hōgā bāp kō yād karnē sē .
154They will be accumulated by remembering the Father.
135Purānā khātā chuktū hō jānā chāhiē .
155Your old accounts have to be settled.
136Gyān kitnā sahaj hai !
156Knowledge is so easy.
137Tumhārī rōj kitnī kamāī hōtī hai !
157You earn such an income every day.
138Jitnā jō yād kartē haĩ , svadarśhan chakra phirātē haĩ tō athāh kamāī kartē haĩ , anginat .
158To the extent that you remember Baba and spin the discus of self-realisation, you accumulate plenty of income; it is uncountable.
139Vahā̃ kōī gintī thōṛēhī hōtī hai .
159There, you don't have to count anything.
140Abhī jhōpṛiyō̃ mē̃ baiṭhē haĩ phir mahalō̃ mē̃ baiṭhē̃gē .
160You are now sitting in huts whereas later you will sit in palaces.
141Fark tō rahtā hai nā - jhōpṛī aur mahal mē̃ .
161There is a difference, is there not, between a hut and a palace?
142Brahmā dvārā naī duniyā sthāpan hō jāyēgī tō purānī duniyā kā vināśh hō jāyēgā .
162When the new world has been established through Brahma, the old world will be destroyed.
143Abhī key|kī bāt hai nā .
163This refers to the present time.
144Rājdhānī key|kī sthāpanā hō jāyēgī phir jisnē jitnā puruṣhārth kiyā sō kiyā phir vināśh hō jāyēgā isliē ab ġaphlat nahī̃ karnī chāhiē .
164When the kingdom is established, according to the effort each one of you was able to make, it will have been made and destruction will take place. 165Therefore, you mustn't be careless about anything now.
145Savērē uṭhkar yād mē̃ baiṭh jānā chāhiē .
166Wake up early in the morning and sit in remembrance.
146Jitnā yād kā chart rakhō utnā achchhā hai aur phir utnā hī ūñch pad pāyēṅgē .
167The more you keep a chart of remembrance, the better it will be and you will then claim a high status accordingly.
147Śhivbābā K|kē galē kā hār banē̃gē .
168You will become the garland around Shiv Baba's neck.
148Dil darpaṇ mē̃ dēkhnā hai ki maĩ lāyak banā hū̃ - lakṣhmī-nārāyaṇ kō varnē ?
169Look in the mirror of your heart to see whether you have become worthy of marrying Lakshmi or Narayan.
149Ham bābā-mammā jaisī service kartē haĩ ?
170Do I do service like Mama and Baba?
150Kisma-kisma K|kē fool|phūl haĩ .
171There are different types of flower.
151Yah bāgvān bābā kā human gulśhan hai .
172This is the human garden of Baba, the Master of the Garden.
152Kahē̃gē - dēkhō , kumārkā , manōhar kitnē achchhē-achchhē fool|phūl haĩ ! 153Yah ratan jyōt hai .
173It would be said: Look! 174Kumarka and Manohar are such good flowers! 175This one is a ratan-jyot (jewel of light).
154Bābā is bagīchē kō dēkhtē phir us bagīchē mē̃ jākar phūlō̃ kō dēkhtē haĩ .
176Baba sees this garden and then goes into the other garden and looks at the flowers.
155Bāgvān jāñch kartē haĩ phūlō̃ key|kī , tō bachchō̃ kō follow karnā chāhiē - number one , two|to|too fool|phūl kaun-kaun haĩ ?
177The Master of the Garden checks the flowers and so the children should follow Him. 178Who are the number one and two flowers?
156Aisā bannā chāhiē .
179You have to become like them.
15721 janmō̃ kē liē rājāī pad pānā kōī cum|kam bāt thōṛēhī hai !
180To claim a royal status for 21 births is not a small thing. 181There is plenty of happiness.
158Athāh sukh haĩ . 159Viśhva kā mālik bannā hai .
182You have to become the masters of the world.
160Yah school hai .
183This is a school.
161Us jismānī paṛhāī kē sāth yah rūhānī paṛhāī karō .
184Together with a worldly education, study this spiritual education.
162Teachers K|kē hamēśhā achchhē manners hōtē haĩ .
185Teachers always have good manners; they are honest.
163Honest hōtē haĩ . 164School mē̃ andhaśhraddhā key|kī bāt nahī̃ .
186In schools, there is no question of blind faith.
165Vahā̃ bairisṭarī paṛhtē , engineering paṛhtē .
187There, they study to become barristers or engineers.
166Yahā̃ tum rājāō̃ kā rājā bannē kē liē paṛhtē hō .
188Here, you are studying to become the kings of kings.
167Sannyāsī tō kah dētē īśhvar sarvavyāpī hai .
189Sannyasis say that God is omnipresent.
168Bas , khēl hī khatm .
190The game ends there.
169Bēhad kā bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ - bachchē , yah antim janm pavitra rahō .
191The unlimited Father explains to you children: Children, stay pure for this final birth.
170Tum bahut service kar saktē hō .
192You can do a lot of service.
171Vahā̃ bhī education department hai . 172Yah bhī godly education department hai .
193There is an education department for schools, and this too is the Godly education department.
173Tum bachchē hō rājr̥iṣhi .
194You children are Raj Rishis.
174Vah tō gharbār chhōṛ dētē haĩ .
195Those people leave their homes and families.
175Tum ghar mē̃ rahtē sārī duniyā kā tyāg kartē hō .
196You live at home and renounce the whole world.
176Tumhārī buddhi mē̃ ab naī duniyā hai , jō bāp hī banātē haĩ , isliē bāp kahtē haĩ tum mujhē yād karō , yah purānī duniyā ḵẖalās hō jāyēgī .
197You have the new world, which only the Father creates, in your intellects. 198This is why the Father says: Remember Me. 199This old world is to end.
177Yah rūhānī college athavā hospital bhī bahut baṛā hai , jissē tum ever healthy , ever wealthy bantē hō .
200This spiritual college-cum-hospital through which you become ever healthy and ever wealthy is very large.
178Ghar-ghar mē̃ tum yah hospital athavā college khōl saktē hō , ismē̃ kharchā kuchh bhī nahī̃ .
201You can open this hospital-cum-college in every home. 202There is no expense in this.
179Sirph tīn pair pr̥ithvī K|kē chāhiē .
203You simply need three square feet of land.
180Achchhā !
204Achcha.
181Māt-pitā bāpdādā kā mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati yād-pyār aur good morning .
205To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
182Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
206The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
183Dhārṇā kē liē mukhya sār :
207Essence for dharna:
1841 ) savērē-savērē uṭhkar yād mē̃ jarūr baiṭhnā hai , ismē̃ ġaphlat nahī̃ karnī hai .
208 1. Wake up early in the morning and definitely sit in remembrance. 209Don't be careless about this.
185Puṇya kā khātā jamā karnā hai .
210Accumulate in your account of charity.
1862 ) aim object kō buddhi mē̃ rakh achchhē manners dhāraṇ karnē haĩ .
211 2. While keeping your aim and objective in your intellect, imbibe good manners.
187Rūhānī paṛhāī jarūr karnī hai . 188Antarmukhī hōkar rahnā hai .
212Become introverted and definitely study this spiritual study.
Blessing
189Vardān : brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā kō jānkar usē kārya mē̃ lagānē vālē sarv viśhēṣhtā sampann bhav
213Blessing: May you become full of all specialities by knowing the speciality of your Brahmin life and using it.
190Drama K|kē niyam pramāṇ saṅgamyug par har ēk brāhmaṇ ātmā kō kōī na kōī viśhēṣhtā milī huī hai .
214 According to the discipline of the drama, every Brahmin soul has received one speciality or other at the confluence age.
191Chāhē mālā kā last dānā hō , usmē̃ bhī kōī na kōī viśhēṣhtā hai , tō brāhmaṇ janm K|kē bhāgya key|kī viśhēṣhtā kō pahchānō aur usē kārya mē̃ lagāō .
215Even if he is the last bead of the rosary, he definitely has one speciality or other. 216So, recognise the speciality of the fortune of your Brahmin birth and use it.
192Ēk viśhēṣhtā kārya mē̃ lagāī tō aur bhī viśhēṣhatāyē̃ svataḥ ātī jāyēṅgī , ēk kē āgē bindī lagtē-lagtē sarv viśhēṣhatāō̃ mē̃ sampann ban jāyēṅgē .
217When you use one speciality, many other specialities automatically continue to come. 218By continually adding a point (zero) to one, you become full of all specialities.
Slogan
193Slōgan : manmanābhav K|kē mantra key|kī sadā smr̥iti rahē tō man kā bhaṭaknā band hō jāyēgā .
219Slogan: Remain constantly aware of the mantra of “Manmanabhav” and the wandering of your mind will stop.
220*** Om Shanti ***