रविवार 27 अगस्त 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
027-08-23 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 16-11-95 madhuban
0 27/08/23 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 16/11/1995
1 « bāpdādā key|kī chāhnā - diamond jubilee varṣh kō lagāv mukt varṣh K|kē rūp mē̃ manāō ' '
1BapDada's desire is that the year of the Diamond Jubilee
2Āj bāpdādā sadā dil sē bāp kī yād mē̃ rahnē vālē apnē snēhī , sahyōgī bachchō̃ sē milnē āyē haĩ . 3Jitnā bachchō̃ kā snēh hai utnā bāp kā bhī snēh bachchō̃ sē hai .
2be celebrated as the year of being free from attachment. 3Today, BapDada has come to meet His loving and co-operative children, who constantly have the remembrance of the Father in their hearts.
4Bāp sabhī bachchō̃ kō ēk jaisā ati snēh dētē haĩ .
4The Father has as much love for the children as the children have for the Father.
5Lēkin bachchē apnē-apnē śhakti anusār snēh kō dhāraṇ kartē haĩ isīliē bāp kō bhī kahnā paṛtā hai number-vār yād-pyār .
5The Father gives a lot of love to all the children equally, but the children imbibe that love according to their own capacity. 6This is why the Father has to say, "Love and remembrance, numberwise".
6Lēkin bāp sabhī bachchō̃ kō number one dil kā pyār amr̥itvēlē sē lēkar dētē haĩ isliē amr̥itvēlā viśhēṣh bachchō̃ kē liē hī rakhā huā hai kyōṅki amr̥it-vēlā sārē din kā ādi samay hai .
7However, at amrit vela, the Father gives number one love from His heart to all the children. 8This is why the special time of amrit vela is especially for the children because amrit vela is the beginning period of the whole day.
7Tō jō bachchē ādi samay par bāp kā snēh dil mē̃ dhāraṇ kar lētē haĩ tō dil mē̃ paramātma snēh samāyā huā hōnē K|kē kāraṇ aur kōī snēh ākarṣhit nahī̃ kartā hai .
9These children whose hearts imbibe love from the Father at the beginning of the day are not attracted by any other love because their hearts are filled with God’s love.
8Agar apnē sthiti anusār pūrā dil bhar karkē dil mē̃ snēh nahī̃ dhāraṇ kartē , thōṛā bhī khālī hai , adhūrā liyā hai tō dil mē̃ jagah hōnē K|kē kāraṇ māyā bhinn-bhinn rūp sē anēk snēh , chāhē vyakti , chāhē vaibhav - dōnō̃ rūp mē̃ un snēhō̃ mē̃ ākarṣhit kar lētī hai .
10If, according to your stage, you do not completely fill your heart with love, if your heart is even a little empty, if you have only imbibed a little love, then, because there is still some space in your heart, you are attracted by the many forms of love from Maya, either in the form of other people or in the form of material comforts.
9Kaī bachchē bāpdādā sē kahtē haĩ ki hamārē pās|pass abhī tak bhī māyā kyō̃ ātī hai ?
11Maya attracts you with that love in both forms. 12Many children ask BapDada: Why does Maya still come to us?
10Jab master sarvśhaktimān ban gayē tō māyā K|kē ānē kā question hī nahī̃ hai .
13Since you have become master almighty authorities, there should be no question of Maya coming to you.
11Lēkin kāraṇ hai ki ādikāl amr̥itvēlē apnē dil mē̃ paramātma snēh sampūrṇ rūp sē dhāraṇ nahī̃ kartē .
14However, the reason for this is that at amrit vela, the beginning period, your hearts do not imbibe God’s love to their full capacity.
12Agar kōī bhī chīz adhūrī bharī huī hai , kahā̃ bhī khālī hai tō halchal tō hōgī nā !
15If something is only half full, and there is still some space in it, there would definitely be some fluctuation.
13Baiṭhtē bhī hō , uṭhtē bhī hō , lakṣhya bhī hai aur kahtē bhī hō ki ēk bāp , dūsrā na kōī … yah dil sē kahtē hō yā mukh sē ?
16You wake up at amrit vela, you sit for remembrance, you have that aim and you even say that you belong to the one Father and none other.
14Tō phir dil mē̃ aur ākarṣhaṇ kā kāraṇ kyā hai ?
17Do you say this with your heart or with your lips?
15Jarūr kahā̃ aur vyakti yā vaibhav key|kī taraph snēh jātā hai tab vō ākarṣhit kartī hai . 16Dil mē̃ sampūrṇ paramātma pyār pūrā bharā huā nahī̃ hōtā hai .
18So, then, what is the reason why your heart is attracted elsewhere? 19Your love must definitely be being pulled to other people or possessions, for this is why Maya pulls you.
17Āp sōchō - agar ēk hāth mē̃ āpkō kōī hīrā dēvē aur dūsrē hāth mē̃ miṭṭī kā gōlā dēvē tō āpkī ākarṣhaṇ kahā̃ jāyēgī ? 18Hīrē mē̃ jāyēgī , miṭṭī mē̃ nahī̃ !
20Your heart is not completely filled with God’s love. 21Just think about it: if someone gives you a diamond in one hand and a ball of clay in the other hand, which one would you be attracted to?
19Miṭṭī sē bhī khēlnā tō achchhā hōtā hai nā !
22You would be attracted to the diamond, not the clay.
20Tō vyarth saṅkalp yē bhī kyā hai ?
23It is good to play with clay, is it not?
21Hīrā hai yā miṭṭī hai ?
24So, what are waste thoughts?
22Tō miṭṭī sē khēltē tō hō nā !
25Are they diamonds or clay?
23Ādat paṛī huī hai isīliē ! 24Vyakti bhī kyā hai ?
26You play with clay because you have developed that habit.
25Miṭṭī hai nā !
27What are other people?
26Miṭṭī miṭṭī mē̃ mil jātī hai .
28They are also made of clay, are they not?
27Dēkhnē mē̃ āpkō bahut sundar ātā hai , chāhē sūrat sē , chāhē kōī viśhēṣhtā sē , chāhē kōī guṇ sē , tō kahtē haĩ ki aur mujhē kōī lagāv nahī̃ hai , snēh nahī̃ hai lēkin inkā yē guṇ bahut achchhā hai .
29The clay merges with the clay. 30They may be beautiful to look at, perhaps because of their faces, their specialities or their virtues, and so you say: “I don't have any other attachment, I don't have any love as such, but this virtue of that one is very good.”
28Tō guṇ kā prabhāv thōṛā paṛ jātā hai yā kahtē haĩ ki ismē̃ sēvā key|kī viśhēṣhtā bahut hai tō sēvā key|kī viśhēṣhtā K|kē kāraṇ thōṛā sā snēh hai , śhabda nahī̃ kahē̃gē lēkin agar viśhēṣh kisī bhī vyakti K|kē taraph yā vaibhav K|kē taraph bār-bār saṅkalp bhī jātā hai - yē hōtā tō bahut achchhā … yē bhī ākarṣhaṇ hai .
31Therefore, you are slightly influenced by their virtues. 32Or, you say that that one has many specialities for doing service and therefore, because of that speciality of service, you have a little love for that one. 33You may not say it in words, but when you constantly have this thought about any person or any material comfort, you feel: "If this one or this thing were here, it would be very good". 34This is also attraction.
29Vyakti K|kē sēvā key|kī viśhēṣhtā kā dātā kaun ?
35Who is the Bestower of that person’s speciality in doing service?
30Vō vyakti yā bāp dētā hai ?
36Is it that person or does the Father give it?
31Kaun dētā hai ?
37Who gives it?
32Tō vyakti bahut achchhā hai , achchhā hai vō ṭhīk hai lēkin jab kōī bhī viśhēṣhtā kō dēkhtē haĩ , guṇō̃ kō dēkhtē haĩ , sēvā kō dēkhtē haĩ tō dātā kō nahī̃ bhūlō .
38It is ok to say that the person is very good, but at the time when you see any speciality, virtue or service of theirs, do not forget the Bestower.
33Vah vyakti bhī lēvtā hai , dātā nahī̃ hai .
39Those people are also takers, not givers.
34Binā bāp kā banē us vyakti mē̃ yē sēvā kā guṇ yā viśhēṣhtā ā saktī hai ?
40Without belonging to the Father, could they have developed that virtue or speciality for service? 41Can they develop it?
35Yā vah viśhēṣhtā agyān sē hī lē ātā hai ?
42Or did they bring that speciality with themselves from the path of ignorance?
36Īśhvarīy sēvā key|kī viśhēṣhtā agyān mē̃ nahī̃ hō saktī .
43The speciality in doing Godly service cannot exist on the path of ignorance.
37Agar agyān mē̃ bhī kōī viśhēṣhtā yā guṇ hai bhī lēkin gyān mē̃ ānē kē bād us guṇ vā viśhēṣhtā mē̃ gyān nahī̃ bharā tō vō viśhēṣhtā vā guṇ gyān mārg kē bād itnī sēvā nahī̃ kar saktā .
44On the path of ignorance, they may have a speciality or virtue, but, after coming into this knowledge, if they do not fill that virtue or speciality with knowledge, then that speciality or virtue cannot do as much service on the path of knowledge.
38Natural guṇ mē̃ bhī gyān bharnā hī paṛēgā .
45Even a natural virtue has to be filled with knowledge.
39Tō gyān bharnē vālā kaun ? 40Bāp .
46So, who is it who fills it with knowledge?
41Tō kiskī dēn huī , dātā kaun ?
47The Father. 48So, who is it a gift from?
42Tō āpkō lēvtā achchhā lagtā hai yā dātā achchhā lagtā hai ?
49Who is the Bestower? 50So, do you like the one who takes or do you like the Bestower?
43Tō lēvtā kē pīchhē kyō̃ bhāgtē hō ?
51So, why do you chase after those who only take?
44Bāp kē āgē yā dādiyō̃ kē āgē bahut mīṭhā-mīṭhā bōltē haĩ , kahē̃gē dādī mērā kuchh lagāv nahī̃ , bilkul nahī̃ , sirph sēvā K|kē kāraṇ thōṛā sā hai .
52You speak very sweetly to the Father or the Dadis and you say: "Dadi, I do not have any attachment at all, none at all, but, because of this service, there is just a little."
45Thōṛā sā kahkar apnē kō chhuṛā lētē haĩ .
53You say that you only have a little attachment and justify yourself in this way.
46Lēkin yē lagāv chāhē guṇ kā hō , chāhē sēvā kā hō lēkin lagāv āj nahī̃ tō kal kahā̃ lē jāyēgā ?
54However, no matter whether that attachment is to their virtue or their service, if not today, then tomorrow, where would that attachment lead you to?
47Kōī kō tō lagāv purānī duniyā tak bhī lē jātā hai lēkin majority purānī duniyā tak nahī̃ jātē haĩ , thōṛē jātē haĩ .
55Some children are even pulled back to the old world by their attachments, but the majority of you do not go as far back as the old world; only a few return there.
48Majority kō lagāv puruṣhārth mē̃ albēlēpan key|kī taraph lē jātā hai .
56For the majority of you, attachment takes you towards carelessness in your efforts.
49Phir sōchtē haĩ ki yē tō thōṛā-bahut hōtā hī hai phir bāp kō bhī samjhānē lagtē haĩ - kahtē haĩ bābā āp tō sākār mē̃ hō nahī̃ , brahmā bābā bhī avyakt hō gayā aur āp tō hō hī bindī , jyōti .
57Then, you think: Well, this happens a little all the time anyway. 58You then start to justify yourselves to Baba: "Baba, You do not exist in the corporeal form. 59Even Brahma Baba has become avyakt and You are just a dot, a point of light.
50Abhī ham tō sākār mē̃ haĩ , itnā mōṭā-tājā śharīr hai aur śharīr sē sab karnā hai , chalnā hai , tō ham haĩ sākār aur āp ākār aur nirākār hō , abhī sākār mē̃ kōī tō chāhiē nā !
60We have such large, corporeal bodies and we have to do everything with our bodies. 61We have to move with bodies, so we are corporeal, whereas you are subtle and incorporeal, and so we need someone in a corporeal form.
51Achchhā bahut nahī̃ , ēk tō chāhiē nā !
62We may not need many people, but we do need one person."
52Ēk bhī nahī̃ chāhiē ?
63Do you not need one person?
53Dēkhnā bāpdādā tō kahtē haĩ ēk chāhiē . 54Nahī̃ chāhiē ?
64Do you need one person? 65Those sitting at the back, do you need one person?
55 ( ēk bābā chāhiē ) bāp tō hai hī lēkin kaī bār man mē̃ kaī bātē̃ ā jātī hai aur man bhārī hō jātā hai , jab tak man kō halkā nahī̃ kartē haĩ tō yōg bhī nahī̃ lagtā .
66Just be careful, BapDada is asking whether you need one person. 67Do you not need anyone? 68(We only need one Baba.) 69Of course you have the Father, but, sometimes, many things come into your minds and so your minds become heavy.
56Phir kyā karē̃ ? 57Bāp kā bhī question hai ki aisē time par kyā karē̃ ?
70Until you make your minds light, you are unable to have yoga. 71So, what do you do then?
58Man bhārī hai aur yōg lagtā nahī̃ hai tō kyā karē̃ ? 59Ulṭī nahī̃ karē , andar hī macalatā rahē ?
72Even the Father has a question: What should you do when your mind is heavy and you are unable to have yoga?
60Doctors lōg kyā kahtē haĩ ?
73What would doctors say if you do not vomit, but you do feel nauseous?
61Agar pēṭ bhārī hō jāyē tō ulṭī karkē nikālnī chāhiē yā andar hī rakhnī chāhiē ?
74If your stomach becomes heavy, should you vomit and let it all out or should you keep it in you?
62Doctors kyā kahtē haĩ ?
75What would the doctors say?
63Ulṭī karnī chāhiē nā ?
76You should vomit it out, should you not?
64Tō doctor bhī kahtē haĩ ulṭī karnī chāhiē .
77Doctors also say that you should vomit it out.
65Achchhā .
78Achcha.
66Yē tō huā tan kā doctor aur āp sabhī man K|kē doctor hō .
79They are doctors of the body and all of you are doctors of the mind.
67Tō tan vālē nē apnā javāb diyā , abhī man K|kē doctor batāō - agar man mē̃ kōī uljhan hō tō kahā̃ ulṭī karē̃ ?
80So, the doctors of the body have given their replies. 81Now, doctors of the mind, speak: if there is some confusion in your mind, where should you vomit?
68Bābā K|kē sāmnē ulṭī karē̃gē !
82Would you vomit in front of Baba?
69 ( bābā K|kē kamrē mē̃ jākar karē̃ ) kamrē mē̃ ulṭiyā̃ karkē āvē !
83(Go and vomit it in Baba's room.) 84Go and vomit in Baba's room! 85Just think about it.
70Sōchō ! 71Bāp kē āgē ulṭī karē̃gē ?
86Would you vomit in front of the Father?
72Nahī̃ tō kahā̃ karē ?
87If not, then where would you vomit?
73Kōī sthān tō batāō nā ?
88Tell Baba of a place where you can vomit.
74Bāpdādā tō bachchō̃ kā taraph lētā hai ki us samay tō kōī chāhiē jarūr .
89BapDada takes the children’s side and feels that, at that time, you definitely need someone.
75 ( bābā kō sunāyē̃ ) agar bāp suntā hī nahī̃ , tō kyā karē̃ ?
90(Tell Baba.) 91What should you do if the Father does not listen to you?
76Kaī bachchō̃ key|kī complaint hai nā ki hamnē tō bābā kō sunāyā , bābā nē sunā hī nahī̃ , javāb hī nahī̃ diyā .
92Many children complain that they told Baba about something, but that Baba did not listen to them and didn't reply.
77Phir kyā karē̃ ?
93So, what would you do then?
78Vāstav mē̃ agar dil mē̃ paramātma pyār , paramātma śhaktiyā̃ , paramātma gyān full hai , zarā bhī khālī nahī̃ hai tō kabhī bhī kisī bhī taraph lagāv yā snēh jā nahī̃ saktā .
94In fact, if your hearts are full of God’s love, Godly powers and Godly knowledge, if there isn't even a little space, then there cannot be attachment or love for anyone else.
79Kaī kahtē haĩ lagāv nahī̃ hai lēkin sirph achchhā lagtā hai tō iskō kaun see|sī|C line kahē̃gē ?
95Many of you say: “We do not have any attachment, but we do like them”. 96So, what would you call that?
80Lagāv nahī̃ hai , achchhā lagtā hai tō yē kyā hai ?
97“You do not have any attachment, but you do like them”? 98So, what is that?
81Itnī chhuṭṭī dē̃ ki achchhā bhalē lagē , lagāv nahī̃ hai , unsē baiṭhnā , unsē bāt karnā , unsē sēvā karānā vō achchhā lagtā hai , tō yē chhuṭṭī dē̃ ?
99Should you be given so much freedom that you can like them, without having any attachment? 100You can sit with them, talk to them and enable them to do service. 101You enjoy all of that. 102Should you be given that freedom?
82Jō samajhtē haĩ thōṛī-thōṛī dēnī chāhiē , abhī sampūrṇ tō banē nahī̃ hai , puruṣhārth kar rahē haĩ , thōṛī chhuṭṭī hōnī chāhiē ! 83Vah hāth uṭhāyē̃ .
103Those of you who think that you should be allowed a little freedom, because you haven’t become complete yet and are still making effort, that you should be given a little freedom, raise your hands!
84Abhī hāth tō uṭhāyēṅgē nahī̃ , kyōṅki śharm āyēgī nā ! 85Lēkin agar āp samajhtē hō ki thōṛī see|sī|C chhuṭṭī hōnī chāhiē tō dādī kō private chiṭkī likhkar dē dēnā .
104You would not raise your hands now because you would be embarrassed, but if you do feel that you should be allowed a little freedom, you can write a letter and give that to Dadi privately.
86Aisē nahī̃ kahnā ki dādī pāñch minute bāt karnā hai , ismē̃ tō phir time chāhiē .
105Do not say that you want to speak to Dadi for five minutes, because time would be needed for that.
87Chiṭkī mē̃ likh dō tō bāpdādā unkā achchhā saṅgaṭhan karē̃gē .
106Just write it on a piece of paper and BapDada will hold a gathering of those (who wrote the letters).
88Aur hī achchhā hō jāyēgā nā !
107That would be even better! 108Achcha.
89Achchhā , abhī sab nā kar rahē haĩ aur sabhī kā video nikal rahā hai .
109All of you are saying “No” and this is being recorded on video.
90Yadi nā karkē phir karē̃gē tō vō cassette bhējē̃gē ki āpnē nā kiyā thā phir kyō̃ kiyā ?
110The video cassette that is being recorded of how you said “No” will be sent to you. 111So, why did you then do it again?
91Bhējnī paṛēgī yā safe rahē̃gē ?
112Will Baba have to send it to you?
92Pakkā yā thōṛā-thōṛā kachchā , thōṛā-thōṛā pakkā !
113Or, will you keep yourselves safe? 114Are you sure?
93Us din bhī sunāyā ki yē season diamond jubilee kā ārambh karnē vālī hai tō is season mē̃ āp lōgō̃ nē tō conference kā , bhāṣhaṇō̃ kā , mēlō̃ kā bahut programme banāyā hai lēkin bāpdādā viśhēṣh is diamond jubilee mē̃ ēk programme banānā chāhtē haĩ , taiyār hō ?
115Or, are you a little unsure and a little sure? 116Earlier you were also told that this is the season to begin the Diamond Jubilee. 117Therefore, you have created many programmes of conferences, lectures and melas for this season. 118However, BapDada wishes to make one special programme for this Diamond Jubilee.
94Bāpdādā chāhtē haĩ ki diamond jubilee mē̃ jis bachchē kō dēkhē̃ - chāhē dō varṣh kā hai , chāhē sāṭh varṣh kā hai , chāhē dō mās kā hai , chāhē teacher hai , chāhē student hai , chāhē samarpaṇ hai , chāhē pravr̥itti mē̃ hai lēkin diamond jubilee K|kē varṣh mē̃ , yē jō bāp kē sāth āp sabnē bhī pān kā bīṛā uṭhāyā hai ki pavitratā dvārā ham prakr̥iti kō bhī pāvan karē̃gē .
119So, are you all ready for it? 120BapDada wishes that whatever children He sees in the Diamond Jubilee, whether the child is two years old or 60 years old, or even two months old, whether a teacher or a student, whether surrendered or living in a household, you all need to become free from attachment. 121All of you together with the Father have taken on the responsibility of purifying the elements with your purity in the year of the Diamond Jubilee.
95Tō yē saṅkalp hai yā bāp kō karnā hai ?
122Is this your thought or does the Father alone have to do all of this?
96Bāp K|kē sāthī haĩ ?
123Are you the companions of the Father?
97Thōṛā sā hāth aisē rakh dētē haĩ , chaturāī kartē haĩ .
124Your hands are a little hesitant in this, and you become clever in this way.
98Aisē nahī̃ karnā .
125Do not do this!
99Tō bāpdādā chāhtē haĩ ki sārē viśhva mē̃ har ēk bachchā lagāv mukt banē - chāhē sādhanō̃ sē , chāhē vyakti sē .
126BapDada wants every child in the world to become free from any attachment to the facilities and other beings. 127You must not have any attachment to the facilities either.
100Sādhanō̃ sē bhī lagāv nahī̃ . 101Use karnā aur chīz hai aur lagāv alag chīz hai .
128To use those facilities is one thing, but to have attachment is something else.
102Tō bāpdādā lagāv-mukt varṣh manānē chāhtē haĩ .
129So, BapDada wants you to celebrate next year as being free from attachment.
103Yē function karnā chāhtē haĩ .
130He wants to hold this function.
104Tō is function mē̃ āp lōg sāthī banē̃gē ?
131Will you become His companions in this function?
105Phir yē tō nahī̃ kahē̃gē ki yah kāraṇ hō gayā !
132You will not say later that this thing happened, will you?
106Kōī bhī kāraṇ hō , chāhē himālay kā pahāṛ bhī gir jāyē , lēkin āp us himālay K|kē pahāṛ sē bhī kinārē nikal āō .
133No matter what the reason is, even if the Himalayas fall, would you move away from the side of the falling Himalayas? 134So, do you have this much courage?
107Itnī himmat hai ? 108Pahlē teachers bōlō .
135Teachers, you should speak first.
109Student khuśh hōtē haĩ ki hamārī teachers kō bāpdādā kahtā hai .
136You students are feeling happy because BapDada is saying something to their teachers.
110Aur teachers tō sahyōg kē liē sadā sāthī haĩ hī nā kyōṅki āgē chalkar ājkal kī duniyā mē̃ yē sabhī jō bhī apnē kō dharm ātmā , mahān ātmā kahlātē haĩ unhō̃ key|kī bhī pavitratā K|kē foundation hilē̃gē .
137The teachers are always companions to give their co-operation. 138As you make progress in today's world, the foundation of purity of all those souls who have called themselves religious souls, great souls, will shake a lot.
111Aur aisē time par ādi mē̃ jab brahmā bāp nimitt banē tō gālī kis bāt K|kē kāraṇ khāī ?
139It was also at such a time, at the beginning, when Brahma Baba became an instrument, that he was insulted.
112Pavitratā K|kē kāraṇ nā .
140Why was he insulted?
113Nahī̃ tō kōī baṛē āyu vālē key|kī bhī himmat nahī̃ thī jō brahmā bāp K|kē past life mē̃ bhī kōī aṅgulī uṭhāē .
141It was because of purity. 142Otherwise, in the earlier life of Brahma no one, even someone senior in age had the courage to raise a finger to him.
114Aisī personality thī .
143Such was his personality.
115Lēkin pavitratā K|kē kāraṇ gālī khānī paṛī .
144However, because of purity, he had to take insults.
116Aur is paramātma gyān key|kī navīntā hī pavitratā hai .
145The newness of this Godly knowledge is purity.
117Phalak sē kahtē haĩ nā ki āg-kapūs ikaṭṭhā rahtē bhī āg nahī̃ lag saktī .
146You say with so much intoxication that, even though cotton wool is living with fire, it cannot catch fire.
118Challenge hai nā !
147You issue this challenge.
119Jō yugal haĩ vō hāth uṭhāō .
148Those who are couples, raise your hands!
120Tō āp sabhī yugalō̃ key|kī yē challenge hai yā thōṛī-thōṛī āg lagēgī phir bujhā dēgē ? 121World kō challenge hai nā !
149So, are all of you couples issuing this challenge, or will there be a small fire and you will then extinguish it?
122Sārē viśhva kō āp lōg bhāṣhaṇō̃ mē̃ kahtē hō ki pavitratā K|kē binā yōgī tū ātmā , gyānī tū ātmā ban hī nahī̃ saktē .
150You are challenging the world, are you not? 151You tell the whole world in your lectures that, without purity, one cannot become a yogi or a gyani soul.
123Yē āp sabkī challenge hai nā ?
152This is your challenge, is it not?
124Jō yugal samajhtē haĩ ki mērī yē challenge hai vō hāth uṭhāō .
153Those couples who feel that they can issue a challenge in this way, raise your hands!
125Achchhā hai - ēk hī group mē̃ sāthī tō bahut haĩ .
154It is good. 155There are many companions in the one group.
126Tō diamond jubilee mē̃ kyā karē̃gē ? 127Lagāv mukt .
156So, what will you do in the Diamond Jubilee?
128Krōdhmukt kā kiyā nā .
157Become free from attachment.
129Thōṛā-thōṛā krōdh tō bāpdādā nē bhī kaiyō̃ mē̃ dēkhā , lēkin is bārī thōṛā kā chhōṛ diyā .
158You have already had the year for becoming free from anger. 159BapDada saw many who had a little anger.
130Phir bhī chāhē dēśh , chāhē vidēśh mē̃ jinhōnnē attention rakhā aur sampūrṇ rūp sē krōdh mukt jīvan kā practical mē̃ anubhav kiyā , karkē dikhāyā , un sabkō bāpdādā padmaguṇā sē bhī jyādā mubārak dētē haĩ kyōṅki is samay chāhē vidēśh vālē , chāhē dēśh vālē , sabkē buddhi rūpī telephone yahā̃ madhuban mē̃ lagē huē haĩ . 131Abhī sabkā connection madhuban mē̃ hai .
160However, this time, He has allowed you to get away with a little of it. 161To all those who paid attention, whether from this land or abroad, BapDada gives even more than multimillion-fold congratulations to those who experienced their lives to be completely free from anger. 162The telephones of the intellects of those from this land and those abroad are connected to Madhuban.
132Tō sabhī nē yah anubhav tō kiyā hī hōgā ki jinhō̃ nē achchhī tarah sē dr̥iṛh saṅkalp kiyā - unhō̃ kō bāpdādā key|kī taraph sē viśhēṣh extra madad bhī milī hai .
163All of you have a connection with Madhuban; and those of you who had this determination must have experienced receiving extra special help from BapDada.
133Tō aisē nahī̃ samajhnā ki ēk sāl tō krōdh kō khatm kiyā , abhī tō free haĩ .
164Now, do not think that, because you have finished being free from anger for a year, you are now free.
134Nahī̃ .
165No!
135Agar sampūrṇ lagāv mukt anubhav karē̃gē tō krōdh mukt automatically hō jāyēṅgē .
166When you experience yourself to be completely free from attachment you will automatically become free from anger.
136Kyō̃ ?
167Why?
137Krōdh bhī kyō̃ hōtā hai ?
168Why do you get angry?
138Jis bāt kō , jis chīz kō āp chāhtē hō aur vō pūrṇ nahī̃ hōtā hai yā prāpt nahī̃ hōtā hai tō krōdh ātā hai nā !
169If you are unable to fulfil whatever desire you have, or you are unable to attain whatever you want, you then get angry.
139Krōdh kā kāraṇ - āpkē jō saṅkalp haĩ vō chāhē ulṭē hō̃ , chāhē sulṭē hō̃ lēkin pūrṇ nahī̃ hōṅgē - tō krōdh āyēgā .
170The reason for anger is that whenever your thoughts – whether they are right or wrong – are not fulfilled, you get angry.
140Mānō āp chāhtē hō ki conference hōtī hai , function hōtē haĩ tō usmē̃ hamārā bhī part hōnā chāhiē . 141Ākhir bhī ham lōgō̃ kō kab chance milēgā ?
171For instance, you may want to take part in a conference or function that is happening, and you feel: “After all, when would I get the chance to do this again?”
142Āpkī ichchhā hai aur āp iśhārā bhī kartē haĩ lēkin āpkō chance nahī̃ miltā hai tō us samay chiṛchiṛāpan ātā hai ki nahī̃ ātā hai ?
172You have a desire and you even give a signal for that, but if you are not given that chance, do you then get irritated or not?
143Chalō , mahōdh nahī̃ bhī karō , lēkin jisnē nā key|kī unkē prati vyarth saṅkalp bhī chalē̃gē nā ?
173Ok you may not have had any gross anger for anyone, but would you not have had waste thoughts about whoever refused you?
144Tō vah pavitratā tō nahī̃ huī .
174So, that is not purity.
145Offer karnā , vichār dēnā iskē liē chhuṭṭī hai lēkin vichār kē pīchhē us vichār kō ichchhā K|kē rūp mē̃ badlī|badalī nahī̃ karō .
175You are allowed to offer yourself and give your ideas, but then, having offered your ideas, do not change those ideas into your own desires.
146Jab saṅkalp ichchhā K|kē rūp mē̃ badaltā hai tab chiṛchiṛāpan bhī ātā hai , mukh sē bhī krōdh hōtā hai vā hāth pāṅw bhī chaltā hai .
176When your thoughts take the form of desires, you become irritated, or you still show anger through your words or you even use your hands or feet: that is a very gross form of anger.
147Hāth pāṅw chalānā - vah huā mahōdh .
177However, give your ideas without any selfish motive.
148Lēkin niḥsvārth hōkar vichār dō , svārtha rakhkar nahī̃ ki mainnē kahā tō hōnā hī chāhiē - yē nahī̃ sōchō .
178Do not have any selfish motive and think that, because you said it, it should happen. 179Do not think in that way.
149Offer bhalē karō , yē wrong nahī̃ hai . 150Lēkin kyō̃-kyā mē̃ nahī̃ jāō .
180You may offer something; that is not wrong, but don’t go into “Why?” or “What?” etc.
151Nahī̃ tō īrṣhyā , ghr̥iṇā - yē ēk-ēk sāthī ātā hai isliē agar pavitratā kā niyam pakkā kiyā , lagāv mukt hō gayē tō yah bhī lagāv nahī̃ rakhē̃gē ki hōnā hī chāhiē .
181Otherwise, all its companions of jealousy and hatred will also follow. 182Therefore, if you have made the discipline of purity firm, if you have become free from attachment, you won't then have any attachment about what should happen.
152Hōnā hī chāhiē , nahī̃ .
183Let it not be, "This should happen."
153Offer kiyā ṭhīk , āpkī niḥsvārth offer jaldī pahũchēgī .
184If you offer something without any selfish motive, that will quickly reach others.
154Svārtha yā īrṣhyā K|kē vaśh offer aur krōdh paidā karēgī .
185If you offer something with a selfish motive or out of jealousy, that would create further anger.
155Tō teachers kyā karē̃gī ?
186What will the teachers do?
156100 percent lagāv mukt .
187One hundred percent free from attachment!
157Bōlō hā̃ yā nā ?
188Speak! 189Yes or no?
158Foreigners bōlō , hā̃ jī .
190Foreigners say, “Ha ji!”
159Aisē hī diamond jubilee nahī̃ manānī hai .
191You mustn't celebrate the Diamond Jubilee just like that.
160Diamond jubilee mē̃ kuchh navīntā dikhānī hai . 161Jō government key|kī āṅkh khulē ki yē kyā hai !
192You have to show some newness in the Diamond Jubilee, so that the eyes of the Government open and they wonder: “What is this?”
162Kisī kārya mē̃ vō nā kar nahī̃ sakē .
193They should not be able to say “No” to anything.
163Aur hī offer karē̃ , jaisē yahā̃ jab mahāmaṇḍalēśhvar āyē thē tō unhō̃ nē kyā offer key|kī ?
194Instead they should offer themselves. 195It should be just as when the Mahamandleshwar came here, what did he offer?
164Ki hamārē āśhram brahmākumār aur brahmākumāriyā̃ chalāyē̃ .
196That the Brahma Kumars and Kumaris should run his ashram.
165Aisē māṅgnī kī thī nā !
197He asked for this, didn't he?
166Tō sabhī department offer karē̃ ki hamārē department mē̃ āp lōg hī kar saktē haĩ .
198So all of their departments should propose that only you run their departments.
167Aisā practical svarūp karnā - yē hai diamond jubilee .
199To be able to make this practical is the Diamond Jubilee.
168Lēkin pahlā vāydā yād hai ?
200However, do you remember your first promise?
169Kyā bannā hai ?
201What do you wish to become?
170 ( lagāv mukt ) tabhī yē sabhī hō saktā hai .
202(Free from attachment.) 203Only then can all of this happen.
171Abhī bhī bachchē kō mārtē rahē̃gē tō bachchā kaisē achchhā hōgā .
204If you continue to beat your children, how would your children become good?
172Aur āpas mē̃ kamzōr hōtē rahē̃gē tō mahātmā kaisē charaṇō̃ mē̃ āyēṅgē .
205If you continue to become weak amongst yourselves, how would the mahatmas bow down at your feet?
173Jitnā-jitnā pavitratā K|kē pillar kō pakkā karē̃gē utnā-utnā yē pavitratā kā pillar light house kā kām karēgā .
206The stronger you make the pillar of purity, the more this pillar will work like a lighthouse.
174Achchhā .
207Achcha,
175Chārō̃ ōr K|kē dil mē̃ samāyē huē bāpdādā K|kē sikīladhē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā bāp K|kē har ēk pharmān mānnē sē , svayã kā aur aurō̃ kā bhī armān samarpit karānē vālē , sadā pavitratā K|kē pillar kō mazbūt banānē vālē aur pavitratā key|kī light , light house ban phailānē vālē viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā svayã kō lagāv-mukt banānē vālē bāp K|kē samīp ānē vālē , rahnē vālē sabhī bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē .
208To the long-lost and now-found elevated souls in all directions who are merged in the Father's heart, to those who surrender every desire of theirs and of others by constantly obeying every order of the Father, to those who constantly make their pillar of purity strong; to the special souls who spread the light of purity by being lighthouses, to those who make themselves free from attachment and thereby come close to the Father, and to those who remain close to the Father, to such children, love, remembrance and namaste from BapDada.
176Vidēśh mē̃ rahnē vālē chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō bāpdādā kā viśhēṣh yād-pyār kyōṅki vō yādpyār K|kē patra sadā hī bhējtē rahtē haĩ .
209To the children living abroad everywhere, to all the children everywhere, special love and remembrance from BapDada, because all of you always send your letters of love and remembrance.
177Jinhō̃ nē patra bhējā hai unhō̃ kō bhī viśhēṣh yād aur jinhō̃ nē dil sē yād pyār bhējā hai unhō̃ kō bhī viśhēṣh yād-pyār .
210Special remembrance to those who have sent letters, and special love and remembrance to those who have sent their love and remembrance from their hearts.
Blessing
178Vardān : niśhchaybuddhi ban halchal mē̃ bhī achal rahnē vālē vijayī ratna bhav
211Blessing: May you be a victorious jewel whose intellect has faith and thereby stays unshakeable even in any upheaval.
179Niśhchay aur vijay - yah ēk dō K|kē pakkē sāthī haĩ .
212 Faith and victory are very firm companions of one another.
180Jahā̃ niśhchay hai vahā̃ vijay jarūr hai hī , kyōṅki niśhchay hai ki bāp sarvśhaktimān hai aur maĩ master sarvśhaktimān hū̃ tō vijay kahā̃ jāyēgī ?
213Where there is faith, there is definitely victory because you have the faith that the Father is the Almighty Authority and that you are master almighty authorities, so where else can victory go?
181Aisē niśhchaybuddhi key|kī kabhī hār hō nahī̃ saktī .
214Those whose intellect has such faith can never be defeated.
182Niśhchay kā foundation pakkā hai tō kōī tūphān hilā nahī̃ saktā .
215When the foundation of faith is strong, no storm can shake it.
183Halchal mē̃ bhī achal rahnā - iskō kahā jātā hai niśhchaybuddhi vijayī ratna .
216To be unshakeable even amidst some upheaval is known as being a victorious jewel whose intellect has faith.
184Lēkin sirph bāp mē̃ niśhchay nahī̃ , svayã mē̃ aur drama mē̃ bhī niśhchay hō .
217However, it is not just faith in the Father, but let there also be faith in yourself and in the drama.
Slogan
185Slōgan : uṛtā pañchhī vah hai jō dēh K|kē sab riśhtō̃ sē mukt rah phariśhtā bannē kā puruṣhārth kartā hai .
218Slogan: A flying bird is one who stays free from all bodily relations and makes effort to become an angel.
219*** Om Shanti ***