शनिवार 2 सितंबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

002-09-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 02/09/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - abhī tumhārī jyōti jagī hai , jyōti jagnā arthāt br̥ihaspati kī daśhā baiṭhnā , br̥ihaspati kī daśhā baiṭhnē sē tum viśhva K|kē mālik ban jātē hō ' '

1Essence: Sweet children, your lights have now ignited. 2For the lights to ignite means that there are now the omens of Jupiter. 3When there are the omens of Jupiter, you become the masters of the world.

Question

2Praśhna  : satyug mē̃ her|har ghar key|kī viśhēṣhtā kyā hōgī , kaliyug mē̃ her|har ghar kyā ban gayē haĩ  ?

4Question: What is the speciality of every home in the golden age? 5What has every home become in the iron age?

Answer

3Uttar  : satyug mē̃ her|har ghar mē̃ khuśhiyā̃ hōṅgī . 4Sabkī jyōti jagī huī hōgī .

6Answer: In the golden age, there is happiness in every home; the light of everyone is ignited. 7In the iron age, there is sorrow and worry in every home; there is darkness in every home.

5Kaliyug mē̃ tō ghar-ghar mē̃ ġamī , chintā hai . 6Her|har ghar mē̃ andhiyārā hai .

8The lights of souls have been extinguished.

7Ātmā key|kī jyōti ujhāī huī hai . 8Bāp āyē haĩ apnī jyōti sē sabkī jyōti jagānē , jissē phir ghar-ghar mē̃ dīvālī hōgī .

9The Father has come to ignite everyone's light with His own light through which there will be Diwali in every home.

Song

9Gīt  : mātā ō mātā …

10Song: Mother, o Mother, you are the Bestower of Fortune for all.

Murli

10Ōm śhānti .

11Om shanti.

11Bachchō̃ nē mā̃ key|kī mahimā sunī .

12You children heard praise of the mother.

12Yū̃ vāstav mē̃ upmā tō ēk key|kī hī hōtī hai . 13Mā̃ kō bhī jagat ambā banānē vālā , janm dēnē vālā phir bhī kōī aur hai .

13In fact, this is praise of only one. 14Nevertheless, it is someone who makes the mother into the World Mother (Jagadamba) and someone else who gives birth to her.

14Aisī mā̃ kō bhī janm kisnē diyā  ?

15Who gave birth to such a mother?

15Kahē̃gē patit-pāvan param-pitā paramātmā śhiv nē diyā .

16It would be said: The Purifier, the Supreme Soul, Shiva, gave her birth.

16Phir bhī mahimā hō jātī hai ēk hī gyān sāgar , patit-pāvan parampitā paramātmā śhivbābā key|kī .

17So then, the praise is of the one Ocean of Knowledge, the Purifier, the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiv Baba.

17Vah baiṭh bachchō̃ kō apnā aur apnī rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā aur patitō̃ kō pāvan banānē kā rāz samjhātē haĩ .

18He sits here and explains to you children the secrets of Himself, and of the beginning, middle and end of His own creation and the secrets of making impure ones pure.

18Yah tō bachchē samajh gayē haĩ is samay patit rājya hai , jiskō rāvaṇ rājya kahā jātā hai .

19You children understand that, at this time, it is an impure kingdom which is called the kingdom of Ravan.

19Abhī daśhaharā ātā hai nā .

20Dashera is now coming.

20Yah tō samjhāyā gayā hai - yah sab andhaśhradhā K|kē utsav haĩ .

21It has been explained that all of those festivals are of blind faith.

21Aisē tō kōī hai nahī̃ ki ēk rāvaṇ thā , laṅkā thī .

22There are no such things as Ravan and Lanka.

22Laṅkā Ceylon kō kahā jātā hai .

23Ceylon is called Lanka.

23Dikhātē haĩ vahā̃ sāgar par bandarō̃ nē pul banāī . . . . . .

24They show monkeys building a bridge across the sea.

24Vāstav mē̃ yah sab haĩ dant kathāyē̃ .

25In fact, all of those are tall stories.

25Aisē tō hai nahī̃ ki 10 śhīśh vālā kōī rāvaṇ thā , laṅkā mē̃ rājya kartā thā .

26It isn't that there was a Ravan with ten heads who ruled Lanka.

26Phir tō unkī effigy laṅkā mē̃ hī jalānī chāhiē .

27If that were the case, they should burn his effigy in Lanka.

27Rāvaṇ kō jalānē kā bhārat mē̃ hī rivāj hai aur kōī jagah nahī̃ jalātē .

28The system of burning Ravan is only in Bharat. 29They don't burn his effigy anywhere else.

28Akhbār mē̃ bhī yahā̃ kē liē hī paṛtā hai .

30They only write about it in the newspapers here too.

29Sabsē jāstī utsav maisūr kā mahārājā manātē haĩ .

31The Maharaja of Mysore celebrates this festival the most.

30Unkā śhāyad is dant kathā sē prēm dikhāī paṛtā hai .

32Perhaps he has a lot of love for all of those tall stories.

31Ab is par samjhānā tum bachchō̃ kā kām hai .

33It is the duty of you children to explain them.

32Effigy tō duśhman kā banākar jalāyā jātā hai .

34An effigy of an enemy is made and burnt.

33Jaisē āgē Hitler kā effigy banākar jalātē thē .

35Previously, they used to make an effigy of Hitler and burn that.

34Duśhman tō bahutō̃ K|kē hōtē haĩ .

36Many people have enemies.

35Ab rāvaṇ kiskā duśhman thā  ?

37Whose enemy was Ravan’s?

36Bhāratvāsiyō̃ kā duśhman thā .

38He was the enemy of the people of Bharat.

37Parantu duśhman kō bhī ēk bār jalāyā jātā hai .

39However, an enemy is burnt once.

38Aisē tō kōī bhī nahī̃ kartē jō her|har varṣh duśhman kā effigy ( but ) banākar jalātē .

40There isn't anyone who makes an effigy of his enemy every year and burns it.

39Duśhman kā effigy tō banātē haĩ parantu varṣh-varṣh tō nahī̃ jalātē .

41They make an effigy of their enemy, but they don't burn that every year.

40Yah rāvaṇ phir kaun hai jiskā bhārat mē̃ bahut samay sē 10 śhīśh vālā effigy banākar jalātē rahtē haĩ  ?

42Who is that Ravan whose effigies with ten heads have been created and then burnt in Bharat for a long time?

41Yah duśhman kab sē huā hai jō martā hī nahī̃  ?

43When did he become your enemy? 44He doesn't even die.

42Ākhrīn ḵẖatm hōgā yā sadaiv rahēgā hī  ?

45Will he eventually die or will he always live?

43Tum bachchē jāntē hō bhārat hī pavitra thā phir bhārat kō hī rāvaṇ nē apavitr banāyā hai .

46You children know that Bharat was pure and that it was Ravan that made Bharat impure. 47It is now the kingdom of Ravan.

44Abhī rāvaṇ rājya hai . 45Agar laṅkā kā rājā thā tō rānī bhī hōgī .

48If there had been a king of Lanka, there must also have been a queen.

46Tum tō yah bātē̃ mānē̃gē nahī̃ .

49You do not believe in those things.

47Rāvaṇ abhī tak jītā hai vā kyā , kuchh bhī samajhtē nahī̃ .

50People don't understand anything about whether Ravan is still living or not.

48Jītā hai phir unkī effigy banākar jalātē rahtē .

51He is still living and yet they create an effigy of him and burn that.

49Ēk bār jalāyā phir kyā huā  ?

52Once he had been burnt, what happened then?

50Her|har varṣh jalātē rahtē haĩ tō tum bachchō̃ kō samjhānā chāhiē .

53They continue to burn it every year and so you children should explain to them.

51Committee K|kē baṛē jō bantē haĩ jaisē maisūr kā mahārājā hai , vah bahut manātē haĩ .

54Those who become the seniors of the Committee, such as the Maharaja of Mysore, celebrate this festival a lot.

52Foreigners kō bhī dēkhnē kē liē bulātē haĩ .

55They even invite foreigners to come and watch it.

53Samajhē̃gē śhāyad aisā huā hōgā .

56They believe that such things did perhaps happen.

54Parantu aisā tō kabhī huā nahī̃ hai .

57However, nothing like that ever happened.

55Nāṭak banā dētē haĩ .

58They create plays.

56Rāvaṇ kā bhī nāṭak banātē haĩ .

59They even create a play about Ravan.

57Tō is rāvaṇ key|kī bāt par samjhānā hai .

60Therefore, you have to explain about this Ravan.

58Baṛī jabardast bāt hai .

61This is something very important.

59Abhī tum rāvaṇ rājya mē̃ baiṭhē hō .

62You are now sitting in the kingdom of Ravan.

60Patit duniyā kō hī rāvaṇ rājya kahā jātā hai .

63The impure world is called the kingdom of Ravan.

61Abhī rām rājya aur rāvaṇ rājya kā rāz tumkō samjhāyā gayā hai .

64The secrets of the kingdom of Rama and the kingdom of Ravan have been explained to you.

62Rāvaṇ 5 vikārō̃ kō kahā jātā hai aur kōī nahī̃ hai .

65The five vices are called Ravan; it isn't anyone else.

63Tum samajh gayē hō rāvaṇ kā rājya abhī bhārat mē̃ hai .

66You have understood that Ravan's kingdom is now in Bharat.

64Bhārat mē̃ hī daśhaharā , dīpmālā ādi manātē haĩ .

67It is only in Bharat that they celebrate Dashera and Deepmala etc.

65Tō samjhānā paṛē . 66Agar rāvaṇ jītā hai tō rāvaṇ rājya ṭhaharā|ṭhahrā nā .

68So, you have to explain that if Ravan is living, it is Ravan's kingdom.

67Rāvaṇ hai patit banānē vālā .

69Ravan is the one who makes people impure.

68Tum jāntē hō 5 vikār jō ki is samay sarvavyāpī haĩ , unkō hī rāvaṇ kahā jātā hai .

70You know that the five vices which are now omnipresent are called Ravan.

69Rāvaṇ K|kē chitra tō āgē daśhaharē mē̃ nikalē thē , ismē̃ tithi-tārīkh bhī ḍālnī paṛē .

71The pictures of Ravan were also made previously at Dashera, but they also have to write a date etc. on them.

70Is samay patit kā vināśh aur pāvan key|kī sthāpanā hōtī hai .

72At this time, the impure being is destroyed and the pure established.

71Tum patit sē pāvan ban rahē hō , pāvan ban jāyēṅgē phir rāvaṇ sampradāy kō āg lagēgī .

73You are becoming pure from impure. 74When you have become pure, the community of Ravan will be set on fire.

72Rāvaṇ ḵẖatm hō jāyēgā phir satyug mē̃ kōī effigy nahī̃ banānī paṛēgī .

75When Ravan is destroyed, there won't be any need to create effigies in the golden age.

73Sab pāvan ban jāyēṅgē .

76Everyone will have become pure.

74Ātmā mē̃ satōpradhāntā key|kī jab tākat thī tō jāgtī jyōt thī .

77When souls had the power of their satopradhan stage, they were ignited lights.

75Patit bannē sē vah jyōt ujhā gaī hai .

78When they became impure, those lights were extinguished.

76Ātmā hī patit banī hai , uṛnē key|kī tākat nahī̃ hai .

79Souls have become impure and don't have the strength to fly.

775 vikārō̃ sē ātmā iron aged ban gaī hai .

80Souls have become iron aged due to the five vices.

78Yah jarūr samjhānā hai .

81This definitely has to be explained.

79Ātmā kō jāgr̥it karnē vālā ēk bāp hai .

82It is the one Father who awakens souls.

80Yah tō sab kahtē haĩ jyōti svarūp parampitā paramātmā āyēgā .

83Everyone says that the Supreme Father, the Supreme Soul, the form of Light, God, will come.

81Ab jyōti svarūp tō tum ātmā bhī hō , parampitā paramātmā bhī jyōti svarūp hai .

84You souls are forms of light and the Supreme Father, the Supreme Soul, is also a form of light.

82Tumhārī ātmā key|kī jyōti bujh gaī hai .

85The lights of you souls have been extinguished.

83Bākī jākar jarā see|sī|C rahī hai .

86Only a little light now remains.

84Manuṣhya martē haĩ tō rāt-din unkā dīvā jalātē haĩ .

87When a person dies, people keep an earthenware lamp burning for that soul day and night.

85Dīvē key|kī bahut sambhāl kartē haĩ .

88They look after that lamp very carefully.

86Ghr̥it ḵẖatm hō jātā hai phir aur ḍāltē haĩ .

89When the oil is used up, they pour in more oil.

87Ātmāō̃ kā bhī aisē hai . 88Bāp ākar sabkī gyān sē jyōti jagātē haĩ .

90It is the same with souls too: the Father comes and ignites everyone's light with knowledge.

89Jyōti jagī huī kitnā samay chaltī hai  ?

91For how long would an ignited lamp last?

90Vah tō rāt kō jalātē haĩ phir ghr̥it ḍāltē jātē haĩ .

92They burn it at night and then continue to pour oil into it.

91Tumhārī ab jyōti jag rahī hai .

93Your lights are now igniting.

92Jagtē-jagtē phir jag hī jāyēgī .

94By gradually being ignited, they will become fully ignited.

93Jyōti bujhnē mē̃ 5 hajār varṣh lagtā hai phir bāp ākar ghr̥it ḍāltē haĩ .

95It takes 5000 years for the lights to go out and then the Father comes and pours oil into you.

94Tumhārī ab jyōti jagī hai phir dhīrē-dhīrē kalā kam hōtī jāyēgī .

96Your lights are now being ignited and then your degrees will later gradually continue to decrease.

95Jyōti ujhāī jāyēgī .

97The lights will become dim.

96Tum jāntē hō abhī hamārī jyōti jagtī hai phir satyug mē̃ ghar-ghar mē̃ sōjharā hōgā .

98You know that your lights are now being ignited and that then, in the golden age, there will be light in every home.

97Bhārat key|kī hī bāt hai .

99This only refers to Bharat.

98Abhī tō ghar-ghar mē̃ andhiyārā hai . 99Khuśhī hai nahī̃ .

100Now, there is darkness in every home; there is no happiness.

100Tum jāntē hō satyug-trētā mē̃ ham bahut khuśh thē aur khuśhī manātē thē .

101You know that, in the golden and silver ages, you were very happy and that you used to celebrate in happiness.

101Sabhī key|kī jyōti jagī huī rahtī hai phir thōṛī-thōṛī kamtī hōtī jātī hai .

102Everyone’s light remained ignited and it then decreased little by little.

102Is samay tō bilkul ujhāī huī hai . 103Khād paṛī huī hai .

103At this time it is completely dim; there is alloy mixed into it.

104Bāp ākar phir gyān kā ghr̥it ḍāltē haĩ jissē tum phir jāgtī jyōt ban jātē hō .

104The Father comes and pours in the oil of knowledge through which you become ignited lights.

105Tumhārē gyān chakṣhu khul jātē haĩ .

105Your eyes of knowledge are being opened.

106Tum jāntē hō abhī hamārī sārī kāyā ḵẖalās hō gaī hai , rāhū kā grahaṇ lag gayā hai .

106You know that your bodies have now completely finished; there are the omens of Rahu.

107Tumkō kālā hōnē mē̃ kitnā samay lagtā hai  ?

107How long does it take for you to become ugly?

108Śhurū sē lēkar thōṛā-thōṛā hōtē phir māyā kā pravēśh hōnē sē hī bahut kālē ban jātē hō .

108From the start, you decline little by little and then, as soon as Maya enters, you become very ugly.

109Abhī tumhārē ūpar rāhū kī daśhā hai .

109There are now the omens of Rahu over you.

110Sabsē kaṛī hai rāhū kī daśhā .

110The most severe omens are those of Rahu.

111Abhī phir br̥ihaspati kī daśhā baiṭhtī hai kyōṅki abhī viśhva kā mālik bannē kē liē tum vr̥ikṣhapati gurū dvārā puruṣhārth kar rahē hō .

111There are now the omens of Jupiter because you are now making effort with the Lord of the Tree, the Guru, in order to become the masters of the world.

112Vah hai avināśhī gurū .

112He is the imperishable Guru.

113Kiskā  ?

113Whose?

114Avināśhī ātmāō̃ kā .

114The imperishable souls.

115Vah manuṣhya lōg ātmāō̃ kā gurū nahī̃ bantē haĩ . 116Vah manuṣhya kā gurū bantē haĩ .

115Those human beings don’t become gurus of souls; they become gurus of human beings.

117Abhī bāp tumhārī ātmāō̃ kā gurū ākar banē haĩ .

116The Father has now come and become the Guru of you souls.

118Vr̥ikṣhapati parampitā paramātmā hai .

117The Supreme Father, the Supreme Soul, is the Lord of the Tree.

119Tum samajhtē hō ab hamārē ūpar br̥ihaspati kī daśhā hai .

118You understand that you now have the omens of Jupiter over you.

120Svarg K|kē mālik tō banē̃gē .

119You are to become the masters of heaven.

121Avināśhī sukh rahtā hai , parantu uskē liē puruṣhārth ab karnā hai ki ham sukhdhām K|kē mahārājā-mahārānī banē̃ .

120There is imperishable happiness, but you have to make effort for that at this time so that you become the emperors and empresses of the land of happiness.

122Puruṣhārth tō har ēk kā apnā chaltā hai .

121Everyone’s efforts are their own.

123Yah hai rudra śhiv key|kī pāṭhśhālā .

122This is the pathshala of Rudra Shiva.

124Vah hai gyān sāgar .

123He is the Ocean of Knowledge.

125Tum unkī pāṭhśhālā mē̃ paṛh rahē hō .

124You are studying in His school.

126Bhagvānuvāch - maĩ tumkō rājyōg sikhlātā hū̃ .

125God speaks: I teach you Raj Yoga.

127Avināśhī ātmāō̃ kā avināśhī bāp maĩ hū̃ .

126I am the imperishable Father of imperishable souls.

128Ēk hai jismānī bāp , ēk hai rūhānī bāp .

127One is a physical father and the other is the spiritual Father.

129Dōnō̃ contrast bhī batānā hai .

128You have to show the contrast between the two.

130Rūhānī bāp kab miltē haĩ , jiskō bhakti mārg mē̃ sabhī rūhē̃ yād kartī haĩ .

129When do you meet the spiritual Father whom all the spirits remember on the path of devotion?

131Jismānī bāp tō hai vināśhī .

130A physical father is perishable.

132Ātmāyē̃ tō vināśhī nahī̃ hōtī haĩ .

131Souls are not perishable.

133Tum jāntē hō hamārā jō laukik bāp hai vah tō janm by janm ham badaltē āyē .

132You know that you have been changing your physical fathers for birth after birth.

134Bāp bigar tō bachchē kā janm hō nahī̃ saktā .

133A child cannot be born without a father.

135Tum bachchō̃ kō ab viśhālbuddhi milī hai .

134You children have now received broad and unlimited intellects.

136Tum samajh saktē hō ki kab sē ham dō bāp vālē bantē haĩ .

135You can understand from when it is that you become those with two fathers.

137Satyug mē̃ tō ēk hī laukik bāp hōtā hai unkō hī yād kartē haĩ .

136In the golden age, there is the one physical father and you only remember him.

138Ātmāō̃ kō us rūhānī bāp kō yād karnē key|kī darkār nahī̃ rahtī .

137There is no need for souls to remember that spiritual Father.

139Ātmāō̃ kō satyug mē̃ tō ēk hī laukik bāp hōtā hai .

138In the golden age, souls only have the one physical father.

140Vahā̃ śharīr bhī gōrā miltā hai , prālabdh bhōgtē haĩ nā isliē vahā̃ bāp kō yād nahī̃ kartē .

139There, you receive beautiful bodies; you experience your reward. 140This is why you don’t remember the Father there.

141Tō tumkō yah samjhānā hai . 142Bhakti mārg mē̃ ēk hai vināśhī laukik bāp , vah tō her|har janm mē̃ dūsrā miltā hai .

141So you have to explain that on the path of devotion, there are your perishable physical fathers. 142They are different ones in every birth.

143Tum ātmā tō avināśhī hō , avināśhī bāp kō yād kartī hō .

143You souls are imperishable. 144You remember the imperishable Father.

144Kahtē bhī haĩ parampitā paramdhām mē̃ rahnē vālē pitā .

145You even say: The Supreme Father is the Father who lives in the supreme abode.

145Laukik pitā kō kabhī parampitā nahī̃ kahē̃gē .

146A physical father would never be called the Supreme Father.

146Yah dō bāp kā rāz samjhānā bahut jarūrī hai .

147It is most essential to explain the secrets of the two fathers.

147Rāvaṇ kā rāz bhī samjhānā hai .

148You also have to explain the secrets of Ravan.

148Rāvaṇ rājya arthāt patit rājya abhī hai isliē patit-pāvan bāp kō bulā rahē haĩ .

149It is now the kingdom of Ravan, that is an impure kingdom. 150This is why they call out to the Purifier Father.

149Vah avināśhī bāp hai .

151He is the imperishable Father.

150Dō bāp jarūr siddh karnē haĩ .

152You definitely have to prove the two fathers.

151Ātmāō̃ kā bhī bāp hai isliē pārlaukik parampitā paramātmā kō yād kartē haĩ .

153Souls have the Father, so this is why you remember the Supreme Father, the Supreme Soul, from beyond.

152Her|har janm mē̃ laukik bāp aur aur miltā hai phir bhī us rūhānī bāp kō jarūr yād kartē haĩ .

154In every birth, you receive different physical parents but, nevertheless, you definitely remember that spiritual Father.

153Vah kabhī badaltā nahī̃ .

155He never changes.

154Bāp bhī kahtē haĩ barōbar tum mujhē yād kartē thē - hē parampitā paramātmā .

156The Father also says: You truly used to remember Me and say: O Supreme Father, Supreme Soul!

155Kab tak tumkō yād karnā hai , phir bāp kab miltā hai  ?

157For how long do you have to remember the Father and when do you meet the Father?

156Yah tum abhī jān gayē hō .

158You have now understood this.

157Jab bhakti kā ant hōtā hai tab bhaktō̃ kō phal dēnē bāp ātē haĩ .

159When it is the end of devotion, the Father has to come and give the devotees the fruit of their devotion.

158Bāp nē samjhāyā hai - sabhī bhaktō̃ kō mukti-jīvanmukti dētā hū̃ .

160The Father has explained: I give all the devotees liberation and liberation-in-life.

159Tum jāntē hō satyug mē̃ ēk hī dharm hōtā hai , uskō one-ness kahē̃gē .

161You know that there is just the one religion in the golden age. 162That is called oneness.

160Kahtē haĩ sabhī milkar ēk hō jāē̃ .

163They say that all should unite and become one.

161Parantu sabhī dharm tō ēk hō nahī̃ saktē .

164However, all religions cannot become one.

162Jab ēk rājya hō jātā hai tō pavitratā , sukh , śhānti rahtī hai .

165When there is one kingdom, there is purity, happiness and peace.

163Bhārat mē̃ rāmrājya thā jarūr .

166There definitely was the kingdom of Rama in Bharat.

164Abhī yah rāvaṇ rājya hai , isliē rāvaṇ kō jalātē rahtē haĩ .

167It is now the kingdom of Ravan. 168This is why they continue to burn Ravan.

165Tō dō bāp kā rāz samjhānē sē jhaṭ samajh jāyēṅgē .

169When you explain the secrets of the two fathers, they will quickly understand.

166Avināśhī bāp tō jarūr hai , naī duniyā rachnē vālā bāp hī hai .

170There is definitely the imperishable Father. 171It is only the Father who makes the world new.

167Naī duniyā mē̃ barōbar dēvī-dēvtāyē̃ hī thē phir vahī duniyā naī sē purānī hōtī hai .

172In the new world, there truly were just the deities, and then that world changed from new to old.

168Naī duniyā mē̃ kitnē janm lētē , purānī duniyā mē̃ kitnē janm lētē yah tum jāntē hō .

173You know how many births you take in the new world and how many births you take in the old world.

169Aisē bhī nahī̃ ki 84 janmō̃ K|kē ādhā hōnē chāhiē , 42 janm purānī duniyā mē̃ , 42 janm naī duniyā mē̃ .

174It isn’t half of 84 births, that you would take 42 births in the old world and 42 births in the new world; no.

170Nahī̃ . 171Bhāratvāsiyō̃ key|kī āyu pahlē 100 varṣh , 125 varṣh thī , abhī tō 40-50 varṣh bhī muśhkil chaltī hai .

175The lifespans of the people of Bharat is at first 150 years, then 125 years and it is now hardly 40 to 50 years.

172Tō ādhā-ādhā hō na sakē . 17384 janmō̃ kā hisāb tō chāhiē nā .

176It cannot be half and half; there has to be an accurate calculation of 84 births.

174Bāp kahtē haĩ tumhārā 84 janmō̃ kā chakra ab pūrā huā .

177The Father says: Your cycle of 84 births has now ended. 178You did not know this.

175Tum nahī̃ jāntē hō , ham samjhātē haĩ , 84 janmō̃ kā rāz sivāē parampitā paramātmā K|kē aur kōī samjhā na sakē .

179I explain it to you. 180No one, except the Supreme Father, the Supreme Soul, can explain the secrets of 84 births to you.

176Tum bāp sē sunkar khuśh hōtē hō aur phir naī duniyā kē liē puruṣhārth kartē hō .

181You listen to the Father and become happy and you then make effort for the new world.

177Ab yah bachchō̃ kō siddh kar batānā hai ki ham abhī bēhad K|kē pārlaukik bāp sē bēhad kā varsā lē rahē haĩ .

182You children have to prove and tell others that you are now claiming your unlimited inheritance from the unlimited Father from beyond.

178Vah bāp ātē hī tab haĩ jab svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ .

183That Father only comes when He has to establish heaven.

179Unkō kahā hī jātā hai heavenly god father .

184He is called Heavenly God, the Father.

180Jab nayē ghar key|kī sthāpanā hōtī hai tab purānē ghar kō tōṛā jātā hai .

185When a new home has been built, the old one is demolished.

181Likhā huā bhī hai sthāpanā phir vināśh .

186It is written that there is establishment and then destruction.

182Sthāpanā jab pūrī hō jāyēgī tab vināśh hōgā .

187When establishment has taken place, destruction will take place.

183Sthāpanā karnē vālā hai parampitā paramātmā , is brahmā dvārā .

188It is the Supreme Father, the Supreme Soul, who carries out this establishment through Brahma.

184Yah bhī bābā nē samjhāyā hai sūkṣhmavatanvāsī kō tō prajāpitā nahī̃ kahē̃gē .

189Baba has also explained that the resident of the subtle region cannot be called Prajapita (the Father of Humanity).

185Vahā̃ prajā hōtī nahī̃ , tō jarūr prajāpitā brahmā yahā̃ hōgā .

190There are no people there, and so surely Prajapita Brahma has to exist here.

186Vahī phir avyakt sampūrṇ banēgā .

191He will then become angelic and complete.

187Vah tō hai avyakt , jarūr vyakt bhī chāhiē jō phir avyakt hōnā hai . 188Dōnō̃ abhī dikhāī paṛtē haĩ .

192That one (in the subtle region) is angelic. 193The physical one is definitely needed so that he can then become angelic.

189Prajāpitā brahmā yahā̃ bhī hai , sūkṣhmavatan mē̃ bhī hai .

194Both are now visible. 195Prajapita Brahma is here and also in the subtle region.

190Prajāpitā tō yahā̃ chāhiē , jarūr prajāpitā brahmā K|kē bachchē bhī yahā̃ hī haĩ .

196Prajapita is needed here. 197The children of Prajapita are also definitely here.

191Pradarśhanī mē̃ dō bāp kā rāz samjhānā hai .

198You have to explain the significance of the two fathers at the exhibition.

192Kāydā tō hai ēk-ēk kō alag-alag samjhāyā jātā hai .

199It is a system that has to be explained to each one individually.

193Ab vahā̃ kiskō kaisē samjhāyēṅgē  ?

200How can you explain to everyone there?

194Samjhānē kē liē tō ēkānt chāhiē .

201Solitude is needed to explain to them.

195Vahā̃ tō bahut haṅgāmā hōtā hai .

202There is a lot of chaos there.

196Yahā̃ tō tumkō ēk ḍēḍh ghaṇṭā lag jātā hai samjhānē mē̃ .

203Here, it takes you an hour to an hour and a half to explain.

197Vahā̃ itnī bhīṛ mē̃ tō samjhānā baṛā muśhkil hō jāyēgā .

204It would be very difficult to explain to such a crowd.

198Anēk prakār K|kē dharm vālē haĩ .

205There are those of all types of religion.

199Kōī kyā kahē̃gē , kōī kyā .

206Some would say one thing and others would say something else.

200Chupkar tō baiṭhē̃gē nahī̃ .

207They would not just sit quietly.

201Tum sunāyēṅgē ēk laukik jismānī bāp hai , dūsrā pārlaukik rūhānī bāp hai .

208You explain that that one is a worldly, physical father and that the other is the spiritual Father from beyond.

202Vah hai parampitā paramātmā .

209He is the Supreme Father, the Supreme Soul.

203Ab brahmā dvārā sthāpanā kar rahē haĩ svarg key|kī .

210He is now establishing heaven through Brahma.

204Nark kā vināśh bhī sāmnē khaṛā hai .

211Destruction of hell is also just ahead.

205Mahābhārī laṛāī hai nā .

212There is to be a great war.

206Barōbar yah rājyōg bhī hai , rājāī prāpt karnē key|kī gītā pāṭhśhālā hai .

213Truly, this is Raj Yoga and also the Gita Pathshala where you attain the kingdom.

207Bhagvānuvāch - sabhī kō dō bāp haĩ .

214God speaks: Everyone has two fathers.

208Śhrīkr̥iṣhṇa kō sabhī ātmāō̃ kā bāp nahī̃ kahē̃gē .

215Shri Krishna would not be called the Father of all souls.

209Ātmāō̃ kā bāp parampitā paramātmā kahtē haĩ ki māmēkam yād karō .

216The Father of souls, the Supreme Father, the Supreme Soul, says: Constantly remember Me alone.

210Achchhā  !

217Achcha.

211Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

218To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

212Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

219The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

213Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

220Essence for dharna:

2141 ) svayã mē̃ gyān kā ghr̥it ḍāltē sadā jāgtī jyōt rahnā hai .

221 1. Remain a constantly ignited light by pouring the oil of knowledge into yourself.

215Bāp kī yād mē̃ rah rāhū kā grahaṇ utār dēnā hai .

222Stay in remembrance of the Father and remove the omens of Rahu.

2162 ) rūhānī aur jismānī dō bāp haĩ , yah pahchān har ēk kō dēkar bēhad K|kē varsē kā adhikārī banānā hai .

223 2. Give everyone the recognition of the two fathers, the spiritual and the physical, and enable them to claim a right to the unlimited inheritance.

Blessing

217Vardān  : pravr̥itti mē̃ rahtē ēk bāp kē sāth combined rahnē vālē dēh K|kē sambandhō̃ sē nivrr̥it bhav

224Blessing: May you be free from having bodily relationships and, while living at home with your family, remain combined with the one Father.

218Pravr̥itti mē̃ agar pavitra pravr̥itti kā part bajānā hai tō dēh K|kē sambandhō̃ sē nivrr̥it rahō .

225 If you want to play the part of having a pure household while living at home with your family, remain free from having any bodily relationship.

219Maĩ purūṣh hū̃ , yah strī hai-yah bhān svapn mē̃ bhī nahī̃ ānā chāhiē .

226“I am a man, this one is a woman.” 227Do not have this consciousness even in your dreams.

220Ātmā bhāī hai tō strī puruṣh kahā̃ sē āyē .

228Since souls are brothers, how can there be the consciousness of man and woman?

221Yugal tō āp aur bāp hō .

229The couple is you and the Father.

222Yah tō nimitt mātra sēvā arth|earth hai , bākī combined rūp mē̃ āp aur bāp hō .

230The other is just in name for the sake of doing service. 231It is you and the Father who have a combined form.

223Aisā samajhkar chalō tab kahē̃gē himmatvān vijayī ātmā .

232When you move along with this consideration, you will be called a courageous, victorious soul.

Slogan

224Slōgan  : sadā santuṣhṭ aur sadā khuśh rahnē vālē hī khuśhnasīb , tīvr puruṣhārthī haĩ .

233Slogan: Those who are intense effort-makers remain constantly content and happy with the fortune of happiness.

234*** Om Shanti ***