सोमवार 4 सितंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
004-09-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 04/09/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - gyān sāgar bāp sē varsā lēnā hai tō 20 nākhūnō̃ kā jōr dēkar bhī paṛhāī jarūr paṛhō , paṛhāī sē hī rājāī vā jīvanmukti pad prāpt hōgā ' '
1Essence: Sweet children, in order to claim your inheritance from the Father, the Ocean of Knowledge, definitely study with the full force of 20 nails. 2It is only by studying that you will claim a kingdom and receive the status of liberation-in-life.
Question
2Praśhna : gyān mārg mē̃ sadā kāyam kaun rah saktā hai ? 3Ūñch pad key|kī prāpti kā ādhār kyā hai ?
3Question: Who can constantly follow the path of knowledge? 4What is the basis of having a high status?
Answer
4Uttar : jinkā paṛhāī K|kē sivāē dūsrā kisī bhī bāt mē̃ śhauk nahī̃ hai , gyān key|kī paripakva avasthā hai , vahī is gyān mārg mē̃ kāyam rah saktē haĩ .
5Answer: Those who have no interest in anything other than this study and who have a mature stage of this knowledge are the ones who can constantly follow this path of knowledge. 6There is no benefit in wanting to go into trance or having visions or playing games.
5Bākī dhyān dīdār key|kī āśh rakhnā , khēlpāl karnā , issē kōī fāydā nahī̃ , aur hī māyā pravēśh kar lētī hai phir bāp kā hāth vā paṛhāī chhōṛ dētē haĩ . 6Ūñch pad kē liē paṛhāī par full attention chāhiē .
7Maya interferes even more in those things and you then let go of the Father's hand and stop studying. 8In order to claim a high status, you have to pay full attention to this study.
Song
7Gīt : tumhī̃ hō mātā …
9Song: You are the Mother and Father.
Murli
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Ōm śhānti kā arth|earth tō bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai .
11The meaning of “Om shanti” has been explained to you children.
10Jō bhī religious minded athavā dharmātmā puruṣh hōtē haĩ , mandir ṭikāṇē̃ mē̃ jātē haĩ tō unkē mukh sē ōm śhānti akṣhar nikaltā hai .
12Those who are religious minded, righteous men who go to a temple etc. have the words "Om shanti" emerge from their mouth.
11Parantu vah arth|earth nahī̃ samajhtē .
13However, they don't understand the meaning of it.
12Ham bhī kahtē haĩ ōm śhānti , aham ātmā .
14We too say, "Om shanti", which means "I am a soul."
13Ātmā akṣhar jarūr ātā hai .
15The word “soul” is definitely used.
14Supreme soul athavā ātmā kahtī hai ōm śhānti .
16The Supreme Soul, who is a soul, says: Om shanti.
15Maĩ jō ātmā hū̃ , mērā svadharm hai śhānt .
17The original religion of myself, this soul, is peace.
16Ātmā apnā occupation batlātī hai .
18The soul tells you his occupation.
17Bāp bhī kahtē haĩ ōm śhānti .
19The Father too says "Om shanti."
18Ham bhī ātmā haĩ parantu mujhē param ātmā kahtē haĩ kyōṅki maĩ sadaiv paramdhām mē̃ rahtā hū̃ .
20I too am a soul but I am called the Supreme Soul because I always reside in the supreme abode.
19Maĩ janm-maraṇ mē̃ nahī̃ ātā hū̃ .
21I do not enter the cycle of birth and death.
20Bāp sammukh ākar kahtē haĩ tum punarjanma mē̃ ātē hō , tum dēhdhārī hō .
22The Father personally comes here and tells you: You go into rebirth; you are bodily beings.
21Sūkṣhmavatan vālē bhī sūkṣhma dēhdhārī haĩ .
23Those who are in the subtle region are beings with subtle bodies.
22Mai insē bhī parē hū̃ . 23Mujhē kōī sthūl śharīr nahī̃ hai .
24I am also beyond that; I do not have a physical body.
24Sūkṣhma śharīrdhārī kō kahtē haĩ - yah brahmā hai , yah viṣhṇu , yah śhaṅkar hai . 25Nām tō śharīr kā huā nā .
25It is said of those with subtle bodies: this one is Brahma, this one is Vishnu and this one is Shankar.
26Ātmā kā tō nahī̃ hai .
26Each name is of a body, not a soul.
27Ātmā śharīr dhāraṇ kartī hai , tab śharīr par nām paṛtā hai .
27Each soul adopts a body and then a name is given to the body.
28Kōī martē haĩ tō kahē̃gē phalānē kā śharīr chhūṭ gayā .
28When someone dies, it is said: That one left his body.
29Nām tō śharīr par rah jātā hai phir dūsrā śharīr lētē haĩ .
29The name of the body still remains and that soul then takes another body.
30Parampitā paramātmā kē liē tō aisē nahī̃ kahē̃gē ki vah ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ .
30You wouldn't say of the Supreme Father, the Supreme Soul, that He leaves a body and takes another.
31Sabkā śharīr par nām paṛtā hai .
31Everyone’s body is given a name.
32Tum bachchē mērē bantē hō tō tumkō bhī dūsrā nām dētā hū̃ . 33Jaisē gurū lōg nām dētē haĩ nā .
32When you children belong to Me, I give you another name, just as gurus give you another name.
34Ājkal kanyā śhādī kartī hai tō unkā bhī nām badaltā hai .
33Nowadays, when a kumari gets married her name is changed.
35Puruṣh kā nahī̃ badaltā kyōṅki puruṣh kō tō dhandhā karnā hai apnē nām sē .
34The names of the men don't change because they have to use their names in their business.
36Mātāō̃ kā tō dhandhā hai nahī̃ , isliē unkā nām badal saktā hai .
35Mothers don't have businesses and so their names can be changed.
37Puruṣhō̃ kā insurance dhandhē ādi mē̃ nām hai .
36Men have their names etc. in their insurance and businesses etc.
38Ab bāp samjhātē haĩ - sab yād tō kartē haĩ tum māt-pitā hō aur sāthī hō , khivaiyā hō , tum hamkō sāth lē chaltē hō .
37The Father now explains: You all remember and say You are the Mother and Father; You are the Companion and the Boatman. 38You take us back with You.
39Dēkhō , kitnē sambandhō̃ mē̃ ātē haĩ .
39Look how many relationships You come into!
40Śharīr chhōṛkar phir āpkē sāth chalnā hai .
40We will shed our bodies and go back with You.
41Tum bachchē jāntē hō - khivaiyā hamkō sāth mē̃ lē jāyēṅgē .
41You children know that the Boatman will take you back with Him.
42Bāp key|kī kitnī mahimā hai !
42There is so much praise of the Father.
43Phir vah kab āyēṅgē ?
43So, when will He come again?
44Kab ākar sāthī banē̃gē ? 45Yah nahī̃ jāntē .
44When will He come and become your Companion?
46Kahtē haĩ jab bhakti mārg kā ant hōtā hai tab bhaktō̃ key|kī rakṣhā karnē mujhē ānā paṛtā hai .
45No one knows. 46It is said: When it is the end of the path of devotion, I have to come to protect the devotees.
47Mujhē khivaiyā ban vāpis lē jānā hai .
47I have to become the Boatman and take everyone back.
48Tum jāntē hō kaisē ākar māt-pitā banē haĩ .
48You know how He has come and become the Mother and Father.
49Inkō hī khivaiyā , gurū kahā jātā hai .
49Only that One is called the Boatman and the Guru.
50Chhī-chhī duniyā , jīvanbandh sē jīvanmukti mē̃ lē jātē haĩ isliē unkō patit-pāvan khivaiyā kahā jātā hai .
50He takes you away from this dirty world, from a life of bondage, to liberation-in-life and that is why He is called the Purifier and the Boatman.
51Naī duniyā kahā jātā hai - satyug kō .
51The golden age is called the new world.
52Duniyā tō yahī hai , sirph purānī duniyā kā vināśh hōtā hai .
52It is the same world, it is just that the old one is destroyed.
53Jaisē purānē ghar mē̃ rahkar nayā banāē phir purānā ghar chhōṛnā hōtā hai nā , yah bhī jab sthāpanā hō jātī hai tō phir purānī duniyā kā vināśh hōtā hai .
53It is the same as when you build a new home while staying in the old one; you then leave the old home. 54Here, too, when establishment has taken place, the old world is destroyed.
54Trimūrti kā bhī arth|earth samjhāyā hai .
55The meaning of ‘Trimurti’ has also been explained.
55Brahmā dvārā svarg key|kī sthāpanā karnā - yah parampitā paramātmā kā hī kām hai .
56To carry out establishment of heaven through Brahma is the task of the Supreme Father, the Supreme Soul, alone.
56Unhō̃ dvārā karātē haĩ kyōṅki karankarāvanhār hai .
57He carries it out through him because He is Karankaravanhar.
57Bāp ākar sammukh samjhātē haĩ . 58Brahmā dvārā sahaj rājyōg aur gyān tum brahmā mukh vaṅśhāvalī kō baiṭh sikhlātā hū̃ .
58The Father personally comes here and explains to you face to face. 59I sit here and teach you mouth-born creation of Brahma easy Raj Yoga and this knowledge through Brahma.
59Bhaviṣhya 21 janm kē liē tum sō dēvī-dēvtā pad pāyēṅgē , number-vār puruṣhārth anusār .
60You will claim your future deity status for 21 births, numberwise, according to your efforts.
60Tum jāntē hō ham māt-pitā sē paṛh rahē haĩ , yah hai hī īśhvarīy viśhv-vidyālay .
61You know that you are studying with the Mother and Father. 62This is a Godly University.
61Agar paṛhāī kō chhōṛ dēgē tō samjhā jāyēgā inkī takdīr mē̃ nahī̃ hai .
63If you stop studying, it would be understood that this is not in your fortune.
62School tō chalnā hī hai .
64This school has to continue.
63Bābā ākar is brahmā tan dvārā paṛhātē haĩ .
65Baba comes and teaches you through the body of this Brahma.
64Tō bachchē bhal kahā̃ bhī hō̃ , kisī bhī centre par hō̃ , jāntē hō gyān sāgar pārlaukik parampitā paramātmā sē hamkō jīvanmukti kā athavā rājāī kā varsā pānā hai .
66So, no matter where you children are or whatever centre you are at, you know that you have to claim your inheritance of liberation-in-life, that is, a kingdom, from the Ocean of Knowledge, the Supreme Father, the Supreme Soul from beyond.
65Agar ham paṛhāī chhōṛ dēgē tō varsā pā nahī̃ sakē̃gē .
67If we stop studying, we won't be able to receive the inheritance.
66Bāp tō āyē haĩ sāth lē jānē .
68The Father has come to take us back with Him.
67Naī duniyā sthāpan hō jāyēgī phir sabkō khivaiyā lē jāyēṅgē .
69When the new world is established, the Boatman will take everyone back.
68Tum khivaiyā kō bhī jāntē hō aur jin dvārā sthāpanā , vināśh , pālnā karātē haĩ unhō̃ kō bhī tum jāntē hō .
70You know the Boatman, and you also know the ones through whom establishment, destruction and sustenance take place.
69Phir is paṛhāī sē jō lakṣhmī-nārāyaṇ ban rājya kartē haĩ unkō bhī tum jāntē hō .
71Then, you also know those who become Lakshmi and Narayan and who then rule the kingdom by studying this.
70Samajhtē hō ham barōbar is paṛhāī sē rājāī pad prāpt kar rahē haĩ . 71Jitnā jō paṛhē̃gē . . . . . . paṛhāī nahī̃ paṛhē̃gē tō pad bhraṣhṭa hō paṛēgā .
72You understand, according to how much you study, that you are truly claiming a royal status through this study. 73If you don't study, your status will be destroyed.
72Yah hai rājyōg key|kī paṛhāī .
74This is the study of Raj Yoga.
73Bahut bachchē paṛhāī paṛhtē-paṛhtē thak jātē haĩ .
75Many children become tired while studying.
74Nahī̃ paṛhnā mānā thak jānā .
76Not to study means to become tired.
75Kahtē haĩ - bas , āgē ham nahī̃ paṛh saktē haĩ .
77They say: That’s it! 78I’m unable to study any further!
76Is paṛhāī mē̃ kharchē key|kī bāt tō nahī̃ hai .
79There is no question of any expense in this study.
77Us paṛhāī mē̃ garīb bichārē paṛhāī kā paisā nahī̃ dē saktē haĩ tō paṛhnā chhōṛ dētē haĩ .
80In those studies, when poor people are unable to pay the fees, they stop studying.
78Parantu jinkō paṛhāī kā achchhā śhauk hōtā hai tō government kō apply kartē haĩ ki ham paṛhnā chāhtē haĩ parantu paisā nahī̃ hai .
81However, those who are very interested in studying apply to the Government: I want to study but I don't have the money.
79Phir unkō government paisā dētī hai .
82The Government then gives them some money.
80Kaisē bhī karkē request kartē haĩ ki maĩ paṛhnā chāhtā hū̃ , mērē bāp kē pās paisā nahī̃ hai , hamē̃ madad karō .
83In one way or another, they make a request: I want to study, but my father doesn't have any money, so please help me!
81Government pās|pass paisā na hōnē kāraṇ refuse kar dētī hai .
84Because the Government doesn't have the money, it refuses the students.
82Samajhtē haĩ hamkō paṛhnā tō jarūr hai phir kyā karē̃gē ?
85They think: I have to study, so what shall I do now?
83Baṛē sāhūkār vā dānī puruṣh kē pās jāyēṅgē . 84Hamārē māt-pitā garīb haĩ ham paṛhkar service karnā chāhtē haĩ , āp hamē̃ madad kar sakē̃gē ?
86They then approach wealthy people or philanthropists: My parents are poor, but I want to study and work, so will you be able to help me?
85Religious minded jō hōṅgē vah madad dē dēgē .
87Those who are religious minded will give that help.
86Kanyāyē̃ aisē request nahī̃ kar saktī , puruṣh kar saktē haĩ .
88Kumaris cannot make such requests, but men can.
87Paṛhāī sē income bahut hōtī hai .
89There is a lot of income earned by studying.
88Yahā̃ yah paṛhāī bhī hai aur yah saudā bhī hai .
90Here, you have to study and also make a bargain.
89Bāp saudāgar , ratnāgar hai aur phir gyān sāgar hai .
91The Father is the Businessman, the Jewel Merchant and the Ocean of Knowledge.
90Māt-pitā bēhad kā gyān sāgar kahtē haĩ - maĩ kalp pahlē muāphik tumkō rājyōg sikhākar rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .
92The Mother and Father, the unlimited Ocean of Knowledge, says: I teach you Raj Yoga and make you into the kings of kings as I did in the previous cycle.
91Sab points dhāraṇ karnī haĩ .
93All of these points have to be imbibed.
92Bālig buddhi achchhī rīti dhāraṇ kar saktē haĩ .
94Those who have mature intellects are able to imbibe well.
93Buddhi par hī sārā madār hai .
95Everything depends on your intellect.
94Kōī key|kī satōpradhān , kōī key|kī satō , kōī key|kī rajō , tamō , buddhi hai .
96Some of you have satopradhan intellects, whereas others have sato, rajo or tamo intellects.
95Us school mē̃ bhī students jāntē haĩ inkī buddhi kaisī hai .
97In those schools too, students know what each one's intellect is like.
96Satōpradhān buddhi vālē pass with honour hōtē haĩ .
98Those who have satopradhan intellects pass with honours.
97Unhē̃ hī monitor ādi banātē haĩ .
99They are appointed monitors.
98Scholarship bhī mil jātī hai .
100Some also receive a scholarship.
99Yah phir bēhad kā school hai .
101This is an unlimited school.
100Inmē̃ bhī satō , rajō , tamō buddhi haĩ .
102Here, there are those with sato, rajo and tamo intellects.
101Yahā̃ martabā ēk hī hai .
103Here, there is just the one status.
102Yah hai hī rājyōg .
104This is Raj Yoga.
103Īśhvarīy paṛhāī ēk hī hai .
105There is just the one Godly study.
104Bāp kahtē haĩ maĩ tum sab bachchō̃ kō rājyōg sikhātā hū̃ .
106The Father says: I teach all of you children Raj Yoga.
105Tō jitnā puruṣhārth karē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē . 106Ūñch pad kō tō samajh gayē hō .
107To the extent that you make effort, so you will accordingly claim a high status.
107Number-vār pad pāyēṅgē . 108Bāp kā tō love sab par hai .
108You have understood about the elevated status.
109Sabkō māyā key|kī jañjīrō̃ sē chhuṛānē āyē haĩ .
109Each of you will claim a status, numberwise. 110The Father loves everyone.
110Aur kōī aisē kah nahī̃ sakē̃gē ki kalp-kalp ham tumkō rājyōg sikhlātē haĩ .
111He has come to liberate everyone from the chains of Maya. 112No one else can say: I teach you Raj Yoga every cycle.
111Yah bāp hī kahtē haĩ kalp-kalp , kalp K|kē saṅgamyugē , yugē ātā hū̃ .
113Only the Father says: I come at the confluence age of every cycle.
112Manuṣhyō̃ nē phir yugē-yugē likh kitnī bhūl kar dī hai .
114People have made such a mistake by writing that He comes in every age.
113Bāp kahtē haĩ maĩ patit-pāvan hū̃ .
115The Father says: I am the Purifier.
114Maĩ ātā hū̃ tumkō pāvan banānē , kaliyug ant aur satyug ādi K|kē saṅgam par .
116At the confluence of the end of the iron age and the beginning of the golden age I come to purify you.
115Is samay bābā āyā huā hai tō achchhī rīti paṛhnā hai , vināśh bhī hōnē vālā hai .
117Baba has come at this time, so you have to study well. 118Destruction is going to take place.
11620 nākhūn kā jōr dēkar paṛhnā hai , himmat dikhānī hai .
119Study with the force of 20 nails and show courage.
117Paṛhāī nahī̃ chhōṛnī hai .
120You mustn't stop studying.
118Jō paṛhāī chhōṛ dētē haĩ vah nā-pass hō gir paṛtē haĩ .
121Those who stop studying fail and fall.
119Bachchō̃ kō sāvadhānī miltī hai .
122You children are being cautioned.
120Kōī bhī kām vā krōdh kā vā lōbh , mōh kā bhūt nahī̃ ānā chāhiē .
123There should be no evil spirits of lust, anger, greed or attachment.
121Dil darpaṇ mē̃ apnē kō dēkhtē rahō - maĩ lāyak hū̃ lakṣhmī kō varnē ?
124Each of you should continue to look in the mirror of your heart: Am I worthy of marrying Lakshmi?
122Nārad kā bhī ēk misāl lagā diyā hai .
125They have also written about the example of Narad.
123Bhakta tō tum sab hō nā .
126All of you are devotees.
124Bhakti mārg mē̃ males mē̃ nārad uttam gāyā huā hai aur females mē̃ mīrā .
127On the path of devotion, Narad is remembered as the highest devotee among the males, and Meera is remembered as the highest among the females.
125Vah hai bhakti mārg .
128That belongs to the path of devotion.
126Gyān mārg mē̃ phir dēkhtē hō - mammā-bābā kā nām bālā hai .
129On the path of knowledge, you can see that the names of Mama and Baba are glorified.
127Phir unkī vijay mālā bhī banī huī hai .
130Then, their rosary of victory is also created.
128Simraṇ unkō kiyā jātā hai jō sukh dētē haĩ . 129Uskā yādgār banātē haĩ .
131Those who give happiness are remembered; memorials are created of such people.
130Abhī unhō̃ nē kyā kiyā ?
132What did they do?
131Kōī nē karkē college khōl , dān-puṇya bahut kiyā , aur kyā karē̃gē ?
133Someone may have perhaps opened a college or made many donations and performed a lot of charity.
132Abhī phiraṅgiyō̃ sē ( aṅgrējō̃ sē ) rājya lē congress nē rājya kiyā .
134What else would they do? 135The Congress Party took over from the British and ruled here.
133Bāp kahtē haĩ yah tō ruṇya K|kē pānī ( mr̥igatr̥iṣhṇā ) misal rājya hai .
136The Father says: This is the kingdom (Government) that is like a mirage.
134Bhal kitnē bhī sukh haĩ parantu yah haĩ sab ruṇya K|kē pānī misal .
137No matter how much happiness there is, it is all like a mirage.
135Bāhar kā bhabhkā bahut hai .
138There is a lot of external show.
136Yah science bhī 100 varṣh chaltī hai .
139This science continues for about 100 years.
137Yah dādā jab bāmbē mē̃ service par thā tō yah bijlī-telephone ādi kuchh nahī̃ thā .
140When this Dada was working in Bombay, there was no electricity or telephones etc.
138Abhī science nē kitnā kamāl kiyā hai .
141Now, science has created so many wonders.
139Abhī bākī thōṛē varṣh haĩ .
142Now, only a few more years remain.
140Science kā ghamaṇḍ 100 varṣh sē śhurū huā hai .
143The arrogance of science started about 100 years ago.
141Satyug K|kē 100 varṣh mē̃ tō patā nahī̃ kyā kar dēgē .
144You can't tell what they would do in 100 years of the golden age!
142Vahā̃ in sab chīzō̃ mē̃ bal rahtā hai jō tum yahā̃ sē lē jātē hō .
145There, all of these things which you take from here have power.
143Akhaṇḍ , aṭal , sukh-śhāntimay rājya karnē kē liē tum bal lē jātē hō .
146You carry that power with you to rule an unshakeable, immovable kingdom of happiness and peace.
144Tō paṛhāī par itnā attention dēnā chāhiē , itnā puruṣhārth karnā chāhiē .
147So, you have to pay that much attention to this study. 148You should also make that much effort.
145Tum jāntē hō is māt-pitā sē sukh ghanērē miltē haĩ phir agar chaltē-chaltē chhōṛ dētē haĩ tō gōyā suntē hī nahī̃ .
149You know that you receive a lot of happiness from this Mother and Father. 150Then, if while moving along you leave this study, it means you don't listen to them.
146Na sunā jākar apnē dhandhē-dhōrī mē̃ lagā tō ḵẖalās . 147Jō pāyā sō pāyā .
151If you don't listen to them and just go and engage yourself in your business, everything finishes.
148Hāth chhōṛnē bād phir māyā ēkdam hap kar lētī hai .
152You will then only have whatever you attained.
149Gaj kō māyā grāh nē hap kar liyā . 150Yah tō hōnā hī hai .
153After you let go of Baba's hand, Maya completely swallows you.
151Tum dēkhtē bhī hō - kaisē achchhē-achchhē , baṛē-baṛē nimantraṇ dēnē vālē , centre khōlnē vālē bhī paṛhāī kō chhōṛ dētē haĩ .
154Maya, the alligator, ate the elephant. 155This has to happen. 156You can see how very good ones, those who gave very good invitations and who opened centres also stopped studying.
152Kahē̃gē - drama anusār inkī takdīr mē̃ itnā hī thā .
157It would be said that, according to the drama, they only had that much in their fortune.
153Phir unkā kyā hall|hāl hōgā ?
158Then, what would their condition be?
154Māyā ēkdam khā lētī hai .
159Maya completely eats them up.
155Kitnē ḵẖatm huē .
160So many were finished.
156Bahut dhyān mē̃ jānē vālē , khēl-pāl karnē vālē āj haĩ nahī̃ .
161Many who went into trance, who used to play those games, are no longer here today.
157Yah dhyān-dīdār key|kī āśhāyē̃ kabhī nahī̃ rakhnī chāhiē .
162You should never have any desire to go into trance or have visions.
158Āśhā rakhtē haĩ tō āśhā mē̃ vighna paṛ jātē haĩ .
163When you have desires, there are obstacles in those desires.
159Māyā K|kē bhūt bhī pravēśh kar lētē haĩ .
164The evil spirits of Maya also enter.
160Dhyān kā kitnā part bajātē thē .
165They used to play such parts of going into trance.
161Jō 5-7 rōz dhyān mē̃ bachpan K|kē part mē̃ rahtē thē , mahārānī ban jātē thē , āj vah haĩ nahī̃ .
166Those who used to stay in trance for five to seven days, either in childhood parts or even as empresses, are no longer here today.
162Issē kōī fāydā nahī̃ .
167There is no benefit in that.
163Gyān key|kī paripakva avasthā vālē hī kāyam rah saktē haĩ .
168Only those who have a mature stage of knowledge can stay here permanently.
164Kabhī bhī dhyān mē̃ jānē key|kī āśhā nahī̃ rakhnī chāhiē .
169Never have any desire to go into trance. 170Imbibe what Baba is teaching you.
165Bābā jō paṛhātē haĩ vah dhāraṇ karnā hai . 166Jitnā paṛhē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .
171To the extent that you study, you will accordingly claim a high status.
167Tum bachchō̃ kō bhī yād rakhnā hai hamkō parampitā paramātmā paṛhātē haĩ .
172You children also have to remember that the Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching you.
168Ham paṛhkar 21 janm kē liē ūñch pad pātē haĩ phir ham hī pūjya sē pujārī bantē haĩ .
173We are studying and attaining a high status for 21 births and we will then change from being worthy of worship into worshippers.
169Jō brāhmaṇ kul K|kē bantē haĩ vahī aisē kah saktē haĩ .
174Only those who belong to the Brahmin clan can say this.
170Dūsrā kōī kah na sakē .
175No one else can say this.
171Bhārat kā hī khēl banā huā hai .
176This play is based on Bharat.
172Tum kahē̃gē ham pūjya sō dēvī-dēvtā bantē haĩ .
177You would say that you are becoming worthy-of-worship deities.
173Pūjya hī phir girkar pūrē 84 janma lētē haĩ .
178Only those who are worthy of worship continue to fall as they take the full 84 births.
174Bachchō̃ kō yah sab mālūm hai .
179You children know all of this.
175Śhivbābā kā occupation bhī tum jāntē hō .
180You also know the occupation of Shiv Baba.
176Second mē̃ niśhchay sē tum varsā lē saktē hō .
181By having faith, you can claim your inheritance in a second.
177Kahtē haĩ ham īśhvar K|kē banē haĩ phir īśhvar kō phārkatī dēnā - wonder hai nā .
182They say that they belong to God. 183Therefore, to divorce God after saying that, is also a wonder.
178School mē̃ paṛhtē haĩ , achchhē number mē̃ pās|pass huā tō unkō sapūt samjhā jāyēgā .
184In a school, those who claim a good number are said to be worthy and obedient.
179Student apnē kō bhī sapūt samajhēgā .
185Students too would consider themselves to be worthy.
180Bāp aur teacher bhī kahē̃gē yah sapūt hai .
186The father and teacher would also say: This one is worthy.
181Yah tō bāp , teacher , gurū ēk hī hai .
187Here, the Father, Teacher and Guru are the same.
182Bāp bhī hai phir teacher ban hamkō paṛhātē haĩ phir sāth bhī lē jāyēṅgē .
188He is the Father, then He becomes our Teacher and teaches us and He will then take us back with Him.
183Bāp kahtē haĩ ham sāth ikaṭṭhē chalē̃gē .
189The Father says: We will all go back together.
184Tumhārī jyōti bujh gaī thī , ab jag rahī hai .
190Your lights have been extinguished and are now being ignited.
185Hamārī jyōti sadaiv jagī huī hai .
191My light is always ignited.
186Hai sārī ātmā key|kī hī bāt .
192All of this refers to souls.
187Tum jāntē hō ham ātmā aśharīrī I|āī|eye phir aśharīrī hō jānā hai .
193You know that you souls came bodiless and that you now have to return bodiless.
188Hamārā khēl pūrā hōkar phir repeat hōnā hai .
194Our play has to end and then repeat.
189Yah tum bachchō̃ kō buddhi mē̃ samajh hai .
195You children have this understanding in your intellects.
190Tum māt-pitā . . . . . . . tumhārī paṛhāī kī kr̥ipā sē hamkō kitnē sukh ghanērē miltē haĩ .
196“You are the Mother and Father and with your mercy and this study we will receive so much happiness.”
191Aisē māt-pitā kō kabhī bhūlnā , chhōṛnā nahī̃ chāhiē .
197You should never leave or forget such a Mother and Father.
192Bāp kahtē haĩ aisē māt-pitā , bāpdādā kō , jō tumkō itnā varsā dētē haĩ , chiṭṭhī likhtē rahē̃gē tō bābā samajhē̃gē - yād kartē haĩ .
198The Father says: If you continue to write letters to such a Mother and Father, to BapDada who gives you such an inheritance, Baba would understand that you remember Him.
193Bābā key|kī tō rōz yād-pyār jātī hī hai murlī mē̃ .
199You receive love and remembrance from Baba every day in each murli.
194Bachchō̃ key|kī chiṭṭhī dērī sē āyēgī tō samajhē̃gē pūrā yād nahī̃ kartē haĩ .
200When some children's letters arrive after a long time, it is understood that they don't remember Baba fully.
195Bāp kō tō likhnē key|kī darkār nahī̃ hai .
201The Father doesn't need to write to you.
196Bāp key|kī tō rōz murlī jātī hai .
202The murli of the Father is sent every day.
197Yād-pyār bābā dētē hī haĩ .
203Baba gives love and remembrance anyway.
198Vah tō jāgtī jyōt hai .
204He is the ignited Light.
199Bachchō̃ kō samjhātē haĩ patra jarūr likhtē rahō .
205He tells you children: Definitely continue to write letters.
200Ananya bachchō̃ key|kī phikra nahī̃ rahtī hai .
206Baba is not worried about His special children.
201Hilnē vālō̃ kō sāvadhānī dī jātī hai - bhūl nahī̃ jānā , paṛhtē rahnā .
207He cautions those who fluctuate: Don’t forget, continue to study. 208Baba receives all the news.
202Samāchār tō bābā kē pās sab ātē haĩ nā .
209The names are noted in the register.
203Register mē̃ nām dākhil rahtā hai .
210He asks: Why is this child absent?
204Pūchhtē haĩ yah bachchā absent kyō̃ hai ? 205Rōz absent rahtē tō samjhā jātā - mar gayā .
211If a child is absent every day, it would be understood that he has died.
206Bābā pūchhtē haĩ - phalānē bachchē kā kōī samāchār nahī̃ āyā hai ?
212Baba asks: Have you received any news from such-and-such a child?
207Tō likhtē haĩ phalānā abhī ātā hī nahī̃ hai , sanśhaybuddhi hō gayā hai .
213The teacher would write: So-and-so doesn't come at all. 214His intellect now has doubt.
208Achchhā , āgē chalkar śhāyad niśhchaybuddhi hō jāyē .
215Achcha. 216Perhaps in the future his intellect will have faith.
209Achchhā !
217Achcha.
210Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
218To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
211Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
219The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
212Dhārṇā kē liē mukhya sār :
220Essence for dharna:
2131 ) vijay mālā mē̃ ānē key|kī himmat dikhānī hai .
221 1. Show your courage in order to come into the rosary of victory.
214Simraṇ lāyak bannē kē liē sabkō sukh dēnā hai .
222In order to become worthy of being remembered, give everyone happiness.
2152 ) sapūt student ban bāp-teacher kā nām bālā karnā hai .
223 2. Be an obedient student and glorify the name of the Father and Teacher.
216Kabhī bhī kām va krōdh K|kē bhūt K|kē vaśh hō ulṭā kām nahī̃ karnā hai .
224Never do anything wrong by being influenced by an evil spirit of lust or anger.
Blessing
217Vardān : karankarāvanhār key|kī smr̥iti sē vighnō̃ K|kē bīj kō samāpt karnē vālē samarth ātmā bhav
225Blessing: May you be a powerful soul who finishes all seeds of obstacles with the awareness of Karankaravanhar.
218Sarv prakār K|kē vighnō̃ kā bīj dō śhabdō̃ mē̃ haĩ 1 - abhimān aur 2 - apmān .
226 The seeds of all types of obstacles are in two words: 1) Arrogance. 2272) Insult.
219Sēvā K|kē kṣhētra mē̃ yā tō abhimān ātā ki mainnē yah kiyā , maĩ hī kar saktā . . . yā tō mērē kō āgē kyō̃ nahī̃ rakhā gayā , mērē kō yah kyō̃ kahā gayā , yah mērā apmān kiyā gayā .
228On the field of service, there is arrogance either of “I did this, I alone can do this” or “Why was I not put in the front? 229Why was this said to me? 230It insulted me.” 231These feelings come in various obstacles.
220Yahī bhāvnā bhinn-bhinn vighnō̃ K|kē rūp mē̃ ātī hai . 221Jab khudāī khidmatgār haĩ , karankarāvanhār bāp hai tō abhimān kahā̃ sē āyā , apmān kahā̃ sē huā ?
232When you are a Godly helper and the Father is Karankaravanhar, where would arrogance come from, where can any feeling of being insulted come from?
222Isliē combined rūp key|kī smr̥iti dvārā samarth ātmā banō tō vighnō̃ kā bīj sadā kē liē samāpt hō jāyēgā .
233Therefore, have the awareness of your combined form and become a powerful soul and the seed of obstacles will then finish for all time.
Slogan
223Slōgan : gyān svarūp bannā hai tō bāp aur paṛhāī sē samān pyār hō .
234Slogan: In order to become an embodiment of knowledge, have equal love for the Father and this study.
235*** Om Shanti ***