गुरुवार 7 सितंबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

007-09-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 07/09/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - vichār sāgar manthan kar śhrīkr̥iṣhṇa aur paramātmā śhiv K|kē mahān antar kō spaṣhṭ karō ' '

1Essence: Sweet children, churn the ocean of knowledge and clarify the great difference between Shri Krishna and the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva. 2(Related to Krishna Janamasthmi)

Question

2Praśhna  : brahmā bābā apnē āpsē kyā bātē̃ kartē haĩ  ? 3Unhē̃ wonder kyā lagtā hai  ?

3Question: What conversation does Brahma Baba have with himself and what is he amazed about?

Answer

4Uttar  : brahmā bābā apnē āpsē bātē̃ kartē - patā nahī̃ kyā hōtā jō śhivbābā ghaṛī-ghaṛī bhūl jātā hai .

4Answer: Brahma Baba talks to himself and says: I don’t know what happens to me. 5I forget Shiv Baba again and again.

5Aisē tō nahī̃ , bāp jab pravēśh kartē haĩ tab yād rahtī hai , bābā chalē jātē haĩ tō yād bhūl jātī hai .

6It is not that I remember the Father when He enters me and that I forget Him when He leaves.

6Parantu maĩ tō unkā bachchā hū̃ , yād bhūl kyō̃ jātī  ?

7I am His child; how can I forget to remember Him?

7Kyā mērī yād sē hī bābā ātē haĩ  ?

8Is it only when I remember Baba that He comes?

8Aisē-aisē bābā apnē āpsē bātē̃ karkē wonder khātē rahtē haĩ .

9Brahma Baba continues to be amazed while he talks to himself in this way.

Song

9Gīt  : tū pyār kā sāgar hai …

10Song: You are the Ocean of Love; we thirst for one drop.

Murli

10Ōm śhānti .

11Om Shanti.

11Śhivbābā baiṭh karkē apnē sikīladhē bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki gītā kā bhagvān kaun hai  ? 12Kyōṅki is samay bhārat mē̃ hai agyān andhiyārā .

12Shiv Baba sits here and explains to His long-lost and now-found children who the God of the Gita is, because Bharat is in the darkness of ignorance at this time.

13Iskō kahā jātā hai ghōr andhiyārā , agyān andhiyārā . 14Phir sōjharā chāhiē gyān kā .

13This is called extreme darkness, the darkness of ignorance, and so the light of this knowledge is therefore needed.

15Parampitā paramātmā kō hī manuṣhya māntē haĩ ki vah gyān kā sāgar hai , knowledgeful hai .

14The Supreme Father, the Supreme Soul, is the One that human beings accept as the Ocean of Knowledge, knowledge-full.

16Achchhā , vah gyān kā sāgar hai , unsē kyā miltā hai  ?

15Achcha, if He is the Ocean of Knowledge, what do you receive from Him?

17Nadiyō̃ sē pānī miltā hai tō bhar-bhar kar snān bhī kartē haĩ .

16You receive water from rivers and so people bathe in water a lot.

18Tumkō gyān sāgar sē kyā miltā hai  ?

17What is it that you receive from the Ocean of Knowledge?

19Ēk bū̃d .

18One drop!

20Bāp ākar bachchō̃ kō samjhātē haĩ - maĩ gyān kā sāgar hū̃ , tumkō bū̃d dētā hū̃ .

19The Father comes and explains to the children: I am the Ocean of Knowledge. 20I give you one drop.

21Kaun see|sī|C bū̃d  ?

21What drop is that?

22Sirph kahtā hū̃ - maĩ tumhārā bāp hū̃ .

22I simply tell you that I am your Father and that you have to remember Me.

23Tum mujhē yād karō . 24Samjhō ki ham apnē śhāntidhām-sukhadhām jātē haĩ .

23Have the consciousness that you are returning to your land of peace and the land of happiness.

25Gyān sāgar ēk second mē̃ jīvanmukti vaikuṇṭha mē̃ bhēj dētē haĩ .

24The Ocean of Knowledge sends you to Paradise, to the land of liberation, within a second.

26Ghar baiṭhē bhī divya dr̥iṣhṭi dē dētē haĩ .

25He gives you a divine vision while you are sitting at home.

27Manuṣhya tō ēk-dō kō sāmnē dr̥iṣhṭi dētē haĩ .

26Human beings give dristhi to one another when they are facing one another.

28Bābā ghar baiṭhē sākṣhātkār karā lētē haĩ .

27Baba grants you a vision while you sit at home.

29Ēk bū̃d milnē sē tum yahā̃ sē chalē jātē hō .

28By receiving just one drop, you go beyond.

30Yahā̃ baiṭhē-baiṭhē tum vaikuṇṭha mē chalē jātē hō .

29While sitting here, you go to Paradise.

31Ab bāp baiṭh samjhātē haĩ . 32Gītā kā bhagvān kaun hai  ?

30The Father now sits here and explains to you who the God of the Gita is.

33Vah hai gyān kā sāgar nirākār .

31He is the Ocean of Knowledge, the incorporeal One.

34Manuṣhya tō gātē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa kē liē .

32Human beings sing this praise of Shri Krishna.

35Ab tumkō samjhānā hai śhrīkr̥iṣhṇa nē gyān nahī̃ sunāyā .

33You now have to explain to them that Shri Krishna did not speak this knowledge.

36Pahlē-pahlē tō kahtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa nē mātā K|kē garbh sē janma liyā . 37Kanspurī thī .

34First of all, they say that Shri Krishna took birth from his mother’s womb in the land of Kans.

38Phir āvāj huā - hē kaṅs , tumkō mārnē vālā ā chukā hai .

35Then the sound was heard: O Kans, that one who was to kill Kans had come.

39Yah tō jāntē hō sab asur haĩ .

36You understand that all of those are devils.

40Kaṅs , jarāsandhī , akāsur , bakāsur pāp ātmāyē̃ sabkā vināśh karnē liē unkā janm dikhātē haĩ .

37They have shown the birth of Krishna to portray the destruction of sinful souls like Kans, Jarasandha, Akasur and Bakasur.

41Tō śhrīkr̥iṣhṇa nē janma liyā .

38Therefore, Shri Krishna took birth.

42Vah tō chhōṭā thā . 43Phir gyān kab diyā  ?

39However, he was a young child, so when did he give this knowledge?

44Vah tō yuddha K|kē maidān mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kā baṛā rūp dikhātē haĩ , chhōṭā tō nahī̃ dikhātē haĩ .

40They show Shri Krishna on a battlefield in the mature form; they don’t show him as a baby.

45Vaisē hī śhrīkr̥iṣhṇa jayantī kē bād phir gītā jayantī dikhātē haĩ .

41In fact, after the birth of Shri Krishna, they show the birth of the Gita.

46Kuchh samay kē bād jab vah baṛā huā tab gyān diyā hōgā .

42Perhaps he would have given this knowledge when he grew a little older.

47Yah bhī dikhātē haĩ - janma liyā hai . 48Time bhī dikhātē haĩ - rātri K|kē samay .

43They also show his birth, the time he took birth, during the night.

49Yahā̃ tum dēkhtē hō śhivbābā key|kī padhrāmanī huī hai .

44Here, you can see that Shiv Baba has entered this one.

50Kōī kō patā nahī̃ ki kab pravēśhtā huī .

45However, no one knows when He enters.

51Śhivbābā tō bachchā banā nahī̃ hai .

46Shiv Baba doesn’t become a child.

52Vah tō buṛhē vānaprasth avasthā mē̃ āyā hai .

47He comes when this one is old and has reached the age of retirement.

53Kab āyā - uskī date hai nahī̃ .

48There is no date for when He comes.

54Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī tō tithi-tārīkh hai aur vah garbh sē paidā huā hai .

49There is a time and date given for Shri Krishna, he takes birth through a womb.

55Yahā̃ śhivbābā tō gyān kā sāgar hai .

50Here, Shiv Baba is the Ocean of Knowledge.

56Unkō chhōṭā hōnā nahī̃ hai , jō phir baṛā hōkar gyān sunāyē .

51He doesn’t have to become a young baby and then grow older before giving this knowledge.

57Śhrīkr̥iṣhṇa kā janm tō svarg mē̃ huā .

52Shri Krishna’s birth takes place in heaven.

58Vah kiskō rājyōg sikhlā na sakē , kyōṅki khud hī rājā hai .

53He cannot teach Raj Yoga to anyone, because he himself becomes a king.

59Barōbar tum jāntē hō nirākār bāp hī ākar rājyōg sikhlātē haĩ .

54You understand that it is definitely the incorporeal Father who comes and teaches Raj Yoga.

60Patitō̃ kō pāvan , rājāō̃ kā rājā banātē haĩ .

55He purifies the impure and makes you into the kings of kings.

61Us had K|kē rāt aur din tathā is bēhad K|kē rāt aur din K|kē arth|earth mē̃ bhī fark hai .

56There is a difference in the meaning of a limited night and day and this unlimited night and day.

62Yah hai saṅgam jabki brahmā kī rāt pūrī hō brahmā kā din śhurū hōtā hai .

57This is the confluence when the night of Brahma ends and the day of Brahma begins.

63Yah hai bēhad key|kī rātri , agyān andhiyārā .

58This is an unlimited night when there is the darkness of ignorance.

64Satyug mē̃ hai sōjharā .

59In the golden age, there is light.

65Us rāt key|kī bāt nahī̃ .

60It is not a question of that night.

66Vah tō śhrīkr̥iṣhṇa kā janm rāt mē̃ manātē haĩ .

61They celebrate the birth of Shri Krishna in the night.

67Vah huī had key|kī bāt , yah hai bēhad key|kī .

62That is limited, whereas this is unlimited.

68Bāp kahtē haĩ maĩ ātā hū̃ , mērī kōī tithi-tārīkh nahī̃ .

63The Father says: There is no date or time for when I come.

69Kr̥iṣhṇa-rām ādi key|kī tō tithi-tārīkh hai .

64Krishna and Rama etc. have a date and time for when they come.

70Mukhya haĩ hī dō .

65There are just two main ones.

71Abhī śhrīkr̥iṣhṇa jayantī ātī hai nā . 72Unhō̃ kō samjhānā hai kr̥iṣhṇa tō chhōṭā bachchā hai .

66Now the festival of the birth of Shri Krishna is coming and you have to explain to them that Krishna was a small child.

73Rāt aur din tō brahmā kā gāyā jātā hai . 74Brahmā kā din śhrīkr̥iṣhṇa hai aur brahmā kī rāt brahmā hai .

67The night and day of Brahma is remembered. 68Shri Krishna exists in the day of Brahma and Brahma exists in the night of Brahma. 69Brahma is the one who later becomes Shri Krishna.

75Brahmā hī phir sō śhrīkr̥iṣhṇa bantā hai .

70It cannot be said: The night of Krishna and the day of Krishna.

76Vah tō samajhtē haĩ kr̥iṣhṇa bhagvān hai , vah hāzirāhazūr hai . 77Tō is par bhī samjhānā hai . 78Tumhārī hai śhivjayantī vā śhiv rātri kahō .

71They believe that Krishna is God and that he is present everywhere, so you have to explain to them: Your celebration is the birth of Shiva or it can also be called the night of Shiva (Shivratri).

79Śhiv jayantī kahnā ṭhīk hai . 80Yah bhī samjhānā hōtā hai .

72It is accurate to use the term Shiv Jayanti; this too has to be explained.

81Vah garbh mē̃ tō ātē nahī̃ haĩ .

73He doesn’t enter a womb.

82Sādhāraṇ tan mē̃ ātē haĩ .

74He enters an ordinary body.

83Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī tō 8 pīṛhī chaltī haĩ .

75There are the eight generations of Shri Krishna.

84Chhōṭēpan mē̃ unkō mohan athavā kr̥iṣhṇa kahtē haĩ .

76In his childhood, he is called Mohan (the one who attracts others) or Krishna.

85Jaisē prince of Wales hai , vaisē pahlē-pahlē gaddī indraprastha key|kī - prince of|off indraprastha .

77Just as there is the Prince of Wales, in the same way, there is the first throne of Indraprasth and he is the Prince of Indraprasth.

86Phir vah prince sē king hōgā .

78Then, from a prince, he becomes a king.

87Kr̥iṣhṇa akṣhar nahī̃ , mahārājā nām hī gāyā jātā hai .

79The name Krishna is not used; he is remembered as an emperor.

88Śhrī lakṣhmī-nārāyaṇ kō mahārājā-mahārānī kahtē haĩ .

80Shri Lakshmi and Shri Narayan are known as an empress and an emperor.

89King akṣhar aṅgrējō̃ kā hai , asul nām mahārājā-mahārānī hai .

81The word ‘king’ is used in English. 82In reality it should be emperor and empress.

90Aisē nahī̃ ki nārāyaṇ nē gyān diyā thā .

83It is not that Narayan gave knowledge.

91Svayamvar bād śhrīkr̥iṣhṇa phir śhrīnārāyaṇ bantē haĩ .

84When Shri Krishna marries, he becomes Shri Narayan.

92Ab is gyān sāgar śhiv kā nām tō badaltā nahī̃ .

85The name of Shiva, the Ocean of Knowledge, doesn’t change.

93Ēk hī nām hai .

86He only has one name.

94Unkā vah rath tō baṛā hai .

87His chariot is big.

95Ānē sē hī gyān sunānā śhurū kar diyā hai .

88He begins to give this knowledge as soon as He comes.

96Yah ( brahmā ) tō kuchh nahī̃ jāntē thē .

89This Brahma didn’t know anything.

97Samajh mē̃ ātā hai inmē̃ āyā huā hai , jō sākṣhātkār karātē haĩ . 98Knowledge dē rahē haĩ .

90It is understood that Shiva has entered this one and is granting visions and giving knowledge.

99Yah sākṣhātkār kā rāz athavā yah knowledge śhurū mē̃ pahlē samajh mē̃ nahī̃ ātī thī .

91The significance of the visions and the knowledge was not understood initially. 92Baba shares his experience.

100Bābā apnā anubhav batlātē haĩ - śhurū mē̃ banāras gayē tō dīvārō̃ par gōlē ādi nikāltē rahtē thē .

93In the beginning, when he went to Benaras, he used to draw circles etc. on a wall, but didn’t understand what they were.

101Samajh mē̃ kuchh bhī nahī̃ ātā thā - yah kyā hai  ?

94It was as though this one had become like a baby; he had taken a new birth.

102Kyōṅki yah tō jaisē baby ban gayē . 103Nayā janma liyā nā .

95Some say: Baba, I am a child of eight months or ten months.

104Kahtē haĩ nā - bābā , ham 8-10 mās kā āpkā bachchā hū̃ tō maĩ bhī bachchā hō gayā .

96I too had become like a child. 97Initially, I did not understand anything.

105Tō pahlē kuchh samajh mē̃ nahī̃ ātā thā .

98The aspects of knowledge were something else.

106Vah gyān key|kī bātē̃ hī aur thī .

99I used to sit and write all sorts of things.

107Agṛam-bagṛam kyā-kyā baiṭh nikāltē thē .

100Now, many years have passed since I studied these things.

108Abhī tō sīkhtē-sīkhtē kitnē varṣh hō gayē haĩ  !

101I can now understand the things that the Father is teaching.

109Abhī bāp key|kī bātē̃ samajh mē̃ ātī haĩ .

102You children have to explain about the festival of Krishna Jayanti.

110Bachchō̃ kō kr̥iṣhṇa jayantī par samjhānā hai .

103The pictures are absolutely accurate.

111Chitra tō barōbar haĩ . 112Jhāṛ mē̃ brahmā kā chitra bhī hai .

104There is also the picture of Brahma in the picture of the tree.

113Makkhan tō yah hap kar lētē haĩ . 114Viśhva K|kē mālikpanē kā mākhan hai .

105It is this one who eats the butter; it is the butter of the sovereignty of the world.

115Śhrīkr̥iṣhṇa tō satyug key|kī prālabdh lēkarkē āyā hai .

106Shri Krishna comes with his reward of the golden age.

116Śhrīkr̥iṣhṇa hai satyug kā pahlā prince phir unkē bachchē bhī prince banē̃gē .

107Shri Krishna is the first prince of the golden age and his children also become princes.

117Yah hai unkī prālabdh jō kaliyug mē̃ tō thī nahī̃ .

108That is his reward which he didn't have in the iron age.

118Tō yah sūryavanśhī key|kī prālabdh kisnē banāī  ?

109So, who created this reward of the sun dynasty?

119Gāyā jātā hai - gyān sūrya pragaṭā , agyān andhēr vināśh . 120Gyān sāgar tō śhivbābā hai .

110It has been remembered that when the Sun of Knowledge rises, the darkness of ignorance is dispelled.

121Vah āyē haĩ aur svarg key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .

111Shiv Baba is the Ocean of Knowledge. 112He has come and is establishing heaven.

122Contrast batlānā hai .

113You have to explain the contrast.

123Śhrīkr̥iṣhṇa kaisē garbh mē̃ āyā .

114How Shri Krishna could entered a womb?

124Dikhātē haĩ - vahā̃ kaṅs , jarāsandhī ādi thē . 125Parantu vahā̃ ( satyug mē̃ ) asur tō hō na sakē̃ .

115It has been shown that Kans and Jarasandha etc. existed there (in the Golden age). 116In fact, devils cannot exist there.

126Asurō̃ aur dēvtāō̃ key|kī laṛāī dikhātē haĩ .

117They show a war between devils and the deities.

127Tō jarūr asur kaliyug ant mē̃ hōṅgē , dēvtāyē̃ satyug ādi mē̃ hōṅgē .

118Surely, devils must have existed at the end of the iron age and deities at the beginning of the golden age.

128Dōnō̃ key|kī laṛāī tō lagī nahī̃ hai .

119There was no war between them.

129Mahābhārat laṛāī barōbar hai . 130Dēvtāyē̃ tō yahā̃ hō na sakē̃ .

120There is definitely the Mahabharat War, but deities cannot exist here at this time.

131Asurō̃ key|kī asurō̃ mē̃ laṛāī chalī hai .

121It is devils that fight with devils.

132Musalmānō̃ kā rājya bhī dēkhtē hō .

122The kingdom of the Muslims has also been shown.

133Barōbar yādav , kaurav , pāṇḍav bhī haĩ .

123There are definitely the Yadavas, the Kauravas and the Pandavas.

134Pāṇḍav haĩ nonviolence , yōgbal vālē .

124The Pandavas are non-violent, ones with the power of yoga.

135Yahā̃ tō rakt key|kī nadiyā̃ bahtī rahtī haĩ . 136Duśhmanī tō hai nā .

125Rivers of blood continue to flow here because there is a great deal of enmity.

137Partition mē̃ rakt key|kī nadī achchhī hī bahī thī nā .

126Rivers of blood flowed very forcefully at the time of partition.

138Bhāī kī yuddha huī , bhāī-bhāī tō haĩ nā .

127It was a war between brother and brother; they are brothers after all.

139Laṛāī unhō̃ key|kī lagtī hai , nahī̃ tō rakt key|kī nadī kaisē bahē  ?

128They are the ones who battle; how else would there be the river of blood?

140Yah tō ēk-dō kā khūn kartē haĩ .

129They kill one another.

141Talvārē̃ chalātē haĩ tab rakt key|kī nadī bahtī hai .

130They use the sword and then the river of blood flows.

142Aur hai yah saṅgam kā samay .

131This is the period of the confluence.

143Rakt key|kī nadiyō̃ bād phir ghī key|kī nadiyā̃ bahnī hai .

132After the rivers of blood, rivers of ghee will flow.

144Śhrīkr̥iṣhṇa tō chhōṭā prince hai .

133Shri Krishna was a young prince and yet they have defamed him.

145Phir unkī bhī baiṭh glānī kī hai .

134He cannot be called the Ocean of Knowledge.

146Unkō tō gyān sāgar kah nahī̃ saktē . 147Dēvtāō̃ key|kī mahimā tō gāī jātī hai - sarvguṇ sampann , maryādā puruṣhōttam . . . yah mahimā bachchē key|kī nahī̃ hō saktī .

135The praise of the deities has been sung as: Those who are completely virtuous, full of all divine qualities, the ones who follow the highest code of conduct. 136This praise cannot be given to a child.

148Mahimā hamēśhā rājā-rānī key|kī chaltī hai .

137The praise is always given to the kings and queens.

149Vah phir lakṣhmī-nārāyaṇ kō satyug mē̃ aur kr̥iṣhṇa kō dvāpar mē̃ lē gayē haĩ .

138They have shown Lakshmi and Narayan in the golden age, whereas Krishna has been shown in the copper age.

150Kitnī baṛī bhūl kar dī hai  !

139This is such a huge mistake!

151Lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī chhōṭēpan key|kī kahānī bhī kōī batā nahī̃ saktē . 152Rām-sītā key|kī bhī kuchh na kuchh batlātē haĩ .

140No one can even tell you anything of the story of Lakshmi and Narayan’s childhood, although they do mention a little about Rama and Sita.

153Kr̥iṣhṇa key|kī bhī ulṭī-sulṭī bāt batlātē haĩ .

141They also relate wrong things about Krishna.

154Kuchh tō sulṭī kahānī bhī batāō .

142At least they should tell a story that is correct!

155Lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī tō mahimā gāī jātī hai - sarvguṇ sampann , 16 kalā sampann , sampūrṇ nirvikārī , maryādā puruṣhōttam , ahiṃsā paramō dharm . . . . . .

143The praise of Lakshmi and Narayan is: Completely virtuous, those who follow the highest code of conduct and the highest religion of non-violence. 144Achcha, who gave them that kingdom?

156Achchhā , unhō̃ kō rājya kisnē diyā  ?

145People become confused when reference is made to human beings.

157Manuṣhya kā nām sun mūnjh jātē haĩ . 158Lakṣhmī-nārāyaṇ kahnē sē tum chalē jātē hō satyug mē̃ . 159Yah hai nar sē nārāyaṇ bannē key|kī kathā .

146By hearing the names of Lakshmi and Narayan, your intellects are drawn to the golden age. 147This is a story about changing from an ordinary human into Narayan.

160Śhrīkr̥iṣhṇa bannē key|kī kathā nahī̃ kahtē , iskō satya nārāyaṇ kī kathā kahē̃gē .

148It is not the story of becoming Shri Krishna. 149This is called the story of becoming the true Narayan.

161Satya kr̥iṣhṇa key|kī kathā nahī̃ kahā jātā .

150It is not called the story of becoming the true Krishna.

162Sachchā bābā gyān sāgar yah kathā sunātē haĩ .

151The true Baba, the Ocean of Knowledge, tells you this story.

163Sārē sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant key|kī kathā hai .

152It is a story of the beginning, middle and the end of the whole world.

164Usmē̃ śhrī lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī kathā bhī ā jātī hai .

153The story of Shri Lakshmi and Narayan is also included in it.

165Unkē 84 janmō̃ key|kī kathā dikhlātē haĩ .

154The story of their 84 births is shown.

166Śhrī nārāyaṇ key|kī kathā sē bēṛā pār huā .

155Your boat goes across by listening to the story of Shri Narayan.

167Barōbar bāp baiṭh bachchō̃ kō nar sē nārāyaṇ bannē key|kī sachchī kathā sunātē haĩ .

156The Father sits here and tells you children the true story of changing from an ordinary human into Narayan.

168Śhrī nārāyaṇ tō baṛā hai nā .

157Shri Narayan is an adult.

169Svayamvar sē pahlē kaun thē  ?

158Who was he before his marriage?

170Kyā lakṣhmī-nārāyaṇ hī nām thā yā dūsrā aur kōī nām thā  ?

159Were they called Lakshmi and Narayan or were they called something else?

171Haĩ rādhē-kr̥iṣhṇa , jinkā svayamvar bād lakṣhmī-nārāyaṇ nām rakhā hai .

160They are Radhe and Krishna and their names are changed on their marriage to Lakshmi and Narayan.

172Bābā essay ( nibandh ) dētē haĩ phir tumkō vichār sāgar manthan karnā chāhiē .

161Baba gives you essays to write about this, so you have to churn the ocean of this knowledge.

173Pahlē number key|kī bhūl hai yah .

162This is the foremost mistake.

174Tum jāntē hō abhī hai kaliyug .

163You understand that it is now the iron age.

175Yādav , kaurav , pāṇḍav bhī haĩ .

164There are the Yadavas, the Kauravas and the Pandavas.

176Kaliyug kā samay bhī hai .

165It is now the period of the iron age.

177Kaliyug kē bād jarūr satyug hōgā .

166The golden age will definitely come after the iron age.

178Bāp kahtē haĩ - maĩ guide ban āyā hū̃ , rāvaṇ K|kē chambē sē chhuṛāē vāpis lē jānē .

167The Father says: I have come here as your Guide to liberate you from the claws of Ravan and to take you back.

179Ātmāō̃ kō hī lē jāūṅgā .

168I will only take souls back.

180Gāyā jātā hai ātmā-paramātmā alag rahē bahukāl . . . . . aisē nahī̃ ki kr̥iṣhṇa alag rahē bahukāl .

169It has been remembered that souls and the Supreme Soul were separated for a long period of time. 170It was not that Shri Krishna was separated for a long period of time.

181Mahimā hī us nirākār kī hai - sundar mēlā kar diyā jab vah satgurū milā dalāl .

171This praise is of that incorporeal One: A beautiful meeting takes place when you find the Satguru, the Agent.

182Yahā̃ tō sab gurū hī haĩ .

172Here, all are gurus.

183Gāyā huā hai - satgurū milā dalāl . . . . sat parampitā paramātmā dalāl K|kē rūp mē̃ miltē haĩ .

173It has been remembered that the Satguru, the Agent, is found. 174You find the true Supreme Father, the Supreme Soul, in the form of an agent.

184Saudā dalāl dvārā hōtā hai .

175A deal is made through an agent.

185Yah bhī sagāī hōtī hai .

176This is also an engagement.

186Ātmā aur paramātmā alag haĩ .

177Souls are separate from the Supreme Soul.

187Paramātmā hai nirākār vah ākar ismē̃ pravēśh kar tumhārī sagāī kartē haĩ .

178The Supreme Soul is incorporeal. 179He comes and enters this one and enables you to become engaged to Him.

188Khud dalāl bantē haĩ .

180He Himself becomes the Agent.

189Kahtē haĩ mujh parampitā paramātmā kō yād karō .

181He says: Remember Me, the Supreme Father, the Supreme Soul.

190Is śharīr mē̃ baiṭh kahtē haĩ māmēkam yād karō .

182He sits in this body and says: Constantly remember Me alone.

191Maĩ tumkō māyā rāvaṇ sē liberate kar sāth lē jāūgā̃ , tumkō phir rājāī dēkar maĩ nirvāṇdhām mē̃ baiṭh jāūṅgā .

183I will liberate you from Maya, Ravan and take you back with Me. 184I will give you the kingdom and then go and sit in the land of nirvana.

192Kr̥iṣhṇa thōṛēhī aisē kahē̃gē .

185Krishna cannot say this.

193Yah hai hī ātmā aur paramātmā .

186Here, it is souls and the Supreme Soul.

194Kr̥iṣhṇa tō chhōṭā bachchā hai .

187Krishna is a small child.

195Bātē̃ tō bahut haĩ samjhānē key|kī .

188There are many things that have to be explained.

196Tō bābā nē samjhāyā hai kaisē ismē̃ pravēśhtā huī  ?

189Therefore, Baba has explained how He entered this one.

197Phir samajhnē lagā - maĩ rājāō̃ kā rājā bantā hū̃ .

190I then began to understand that I am to become a king of kings.

198Viṣhṇu kā sākṣhātkār huā aur dil mē̃ bahut khuśhī huī .

191I had a vision of Vishnu and I experienced a great deal of happiness in my heart.

199Phir vināśh kā sākṣhātkār bhī huā .

192Then I had a vision of destruction.

200Parantu itnā samajh mē̃ nahī̃ āyā .

193However, I didn’t understand that much.

201Abhī samajhtē haĩ bābā nē yah sākṣhātkār karāyā - tum nar sē nārāyaṇ banē̃gē . 202Parantu us samay itnī samajh nahī̃ thī .

194It is now that I understand that Baba gave me a vision of how I will change from an ordinary man into Narayan, but I didn’t have that much understanding at that time.

203Jaisē bābā rāt kō batlā rahē thē - patā nahī̃ kyā hōtā hai jō śhivbābā kō yād karnā bhūl jātā hū̃ .

195Similarly, Baba told you last night: I don’t know what happens when I forget to remember Shiv Baba.

204Aisē tō nahī̃ bāp jab pravēśh kartē haĩ tab samajhtā hū̃ bābā āyā hai , yād rahtī hai , bābā chalā jātā hai tō bhūl jātā hū̃ .

196It is not that when The Father enters I think that Baba has come, that there is then remembrance, and that when Baba leaves I forget to remember Him.

205Point sunātē haĩ tō feel hōtā hai - bēhad kā bāp ākar sunātē haĩ .

197When points of knowledge are being spoken, I feel that the unlimited Father comes and speaks these aspects.

206Parantu maĩ khud hī bhūl jātā hū̃ .

198However, I myself forget Him.

207Kyā mērī yād sē hī ātā hai  ?

199Is it that Baba comes because of my remembrance?

208Aisē kahē̃ - maĩ ghaṛī-ghaṛī yād kartā hū̃ .

200Can it be said that I remember Baba again and again?

209Bhal āvē ismē̃ tō sabkā kalyāṇ hai .

201It is good that He enters this one, because everyone can experience benefit.

210Yād hī mukhya hō jātī hai .

202Remembrance is the main thing.

211Āyē , na āyē , bāp kō yād jarūr karnā hai .

203Whether the Father comes or not, it is essential to remember Him.

212Bābā nē samjhāyā hai ki gītā jayantī kē bād hōtī hai kr̥iṣhṇa jayantī .

204Baba has explained that it is after the birth of the Gita that there is the birth of Krishna.

213Pahlē hai śhivjayantī phir gītā jayantī phir kr̥iṣhṇa jayantī .

205First there is Shiv Jayanti, then the birth of the Gita and then the birth of Krishna.

214Śhiv tō baṛā hai . 215Phaṭ sē āyā aur gītā sunāī .

206Shiva is mature, and so He speaks the Gita as soon as He comes.

216Chhōṭā tō nahī̃ hai .

207He is not young.

217In bātō̃ par vichār sāgar manthan karnā chāhiē - kaisē ham samjhāyē̃  ?

208You have to churn the ocean of knowledge about how you can explain these things.

218Pahlē khyāl karō - śhiv kiskō kahtē haĩ , jiskī rātri manāī jātī hai .

209First think: Who is the One called Shiva? 210Who is the One whose night is celebrated?

219Satyug hai śhrīkr̥iṣhṇa key|kī rājdhānī .

211The golden age is the kingdom of Shri Krishna.

220Nar sē nārāyaṇ bannē key|kī knowledge tō jarūr father hī dēgē , vah knowledgeful hai .

212It is only the Father who can give you this knowledge for changing from an ordinary human into Narayan.

221Aur kiskō knowledgeful nahī̃ kahā jātā .

213He is knowledge-full.

222God is knowledgeful , rachayitā , bījrūp hai .

214No one else can be called knowledge-full.

223Vahī drama key|kī knowledge sunāyēṅgē .

215God is knowledge-full, the Creator, the Seed.

224Drama kab śhurū hōtā hai aur phir kab pūrā hōtā hai , kiskō patā hī nahī̃ hai .

216He is the One who gives the knowledge of the drama. 217No one knows when the drama begins or when it ends.

225Satyug sē kaliyug ant tak world key|kī history-geography kaisē repeat hōtī hai - yah kōī samjhā nahī̃ saktē .

218No one can explain how the history and geography of the world repeats from the beginning of the golden age to the end of the iron age.

226Sunāvē vah jō trikāldarśhī hō . 227Trikāldarśhī tō kōī hai nahī̃ , sivāē ēk K|kē .

219Only those who are trikaldarshi can tell you (this knowledge). 220No one except the One is trikaldarshi.

228Vahī tumkō trikāldarśhī banātē haĩ .

221Only He is the One who makes you trikaldarshi.

229Achchhā  !

222Achcha.

230Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

223To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

231Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

224The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

232Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

225Essence for dharna:

2331 ) master knowledgeful aur trikāldarśhī ban śhrīkr̥iṣhṇa aur paramātmā śhiv K|kē mahān antar kō spaṣhṭ kar ghōr andhiyārē sē nikālnē key|kī sēvā karnī hai .

226 1. Become “master knowledge-full” and trikaldarshi and clarify the great difference between Shri Krishna and God Shiva. 227Do the service of removing human beings from immense darkness.

2342 ) bābā jō essay ( nibandh ) dētē haĩ us par vichār sāgar manthan karnā hai . 235Khyāl karnā hai - kaisē kiskō samjhāyē̃ .

228 2. Churn the topics that Baba gives you to write essays on and think about how you can explain to others.

Blessing

236Vardān  : buddhi K|kē chamatkār dvārā ākār mē̃ sākār kā anubhav karnē vālē dilārām K|kē dilrubā bhav

229Blessing: May you become a beloved child of the Comforter of Hearts and from His angelic form, experience the corporeal form with the miracle of your intellect.

237Kaī bachchē āyē bhal pīchhē haĩ lēkin ākār rūp dvārā bhī anubhav sākār rūp kā kartē haĩ .

230 Although some children are finding the Father later, from His angelic form, they experience the corporeal form.

238Aisē anubhav sē bōltē ki hamnē sākār mē̃ pālnā lī hai aur ab bhī lē rahē haĩ .

231They speak of experiencing sustenance from the corporeal form and are receiving it even now.

239Tō ākār rūp mē̃ sākār kā anubhav karnā yah buddhi key|kī lagan kā , snēh kā pratyakṣha svarūp hai .

232So, to experience the corporeal form whilst in the angelic form is to have love in the intellect, it is the practical form of love.

240Yah bhī buddhi K|kē chamatkār kā sabūt hai .

233This also proves the miracle of the intellect.

241Aisē bachchē hī dilārām bāp K|kē samīp dilārām K|kē dilrubā haĩ jinkē dil mē̃ sadā yahī gīt bajtā hai - vāh mērā bābā vāh .

234Such children become the beloved children of the Comforter of Hearts and come close to the Father, the Comforter of Hearts. 235They have the song constantly playing in their hearts “Wah! my Baba, wah!”

Slogan

242Slōgan  : tyāgī ātmā K|kē her|har karma vā kadam mē̃ saphaltā samāī huī hai .

236Slogan: Success is merged in every action and every step of a renunciate soul.

237*** Om Shanti ***