शुक्रवार 8 सितंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
008-09-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 08/09/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - kōī bhī bhūl hō tō bāp sē chhipāō mat , agar chhipāyēṅgē tō chhipātē-chhipātē svayã bhī chhip jāyēṅgē ' '
1Essence: Sweet children, if you make a mistake, do not hide it from the Father. 2By continuing to hide it, you will hide yourself.
Question
2Praśhna : bigaṛī kō banānē vālā bāp tum bachchō̃ key|kī bigaṛī kis ādhār par banātē haĩ ?
3Question: On what basis does the Father, who puts right that which has become spoilt, rectify everything for you children?
Answer
3Uttar : pavitratā K|kē ādhār par .
4Answer: On the basis of your purity. 5You children know that when the Father comes to reform that which has been spoilt, there are many quarrels over purity.
4Tum bachchē jāntē hō jab bāp bigaṛī kō sudhārnē ātē haĩ tō is pavitratā par hī anēk jhagaṛē|jhagṛē hōtē haĩ .
6Innocent ones have to tolerate being assaulted. 7You cannot become a deity without becoming pure.
5Ablāō̃ kō sitam sahan karnē paṛtē . 6Pavitra bannē bigar dēvtā ban nahī̃ saktē . 7Bhārat kō kauṛī sē hīrā , duḥkhdhām sē sukhdhām , purānē kō nayā banānē kē liē pavitra jarūr bannā paṛē .
8In order to change Bharat from a shell to a diamond, to change this land of sorrow into a land of happiness, to change the old into the new, you definitely have to become pure.
8Tum bachchē isī bāt key|kī madad bāp kō kartē hō isliē bāp K|kē sāth-sāth tumhārī bhī pūjā hōtī hai .
9You children help the Father in this respect. 10This is why, together with the Father, you children are also worshipped.
Song
9Gīt : bhōlēnāth sē nirālā …
11Song: No one is unique like the Innocent Lord.
Murli
10Ōm śhānti .
12Om shanti.
11Bachchō̃ nē gīt sunā ?
13Did you children hear the song?
12Kaun sē bachchō̃ nē ?
14Which children?
13Prajāpitā brahmākumār aur kumāriyō̃ nē .
15You Prajapita Brahma Kumars and Kumaris heard the song.
14Bāp kahtē haĩ maĩ be|B . K|kē . kē āgē hī gyān sunātā hū̃ .
16The Father says: I only speak this knowledge to the Brahma Kumars and Kumaris.
15Bachchē jāntē haĩ yahā̃ kōī bhī śhūdra kumār vā rāvaṇ kumār baiṭh nahī̃ saktē .
17You children know that no shudra kumar or Ravan kumar can sit here.
16Nām hī paṛā hai brahmākumār aur kumāriyā̃ arthāt prajāpitā brahmā key|kī santān .
18Your very name is ‘Brahma Kumars and Kumaris’, that is, you are the children of Prajapita Brahma.
17Tum jāntē hō ki hamārē brahmā bābā kā bābā tō śhiv hai . 18Ham ātmāō̃ kā bhī bāp śhiv hai .
19You know that the Father of your Brahma Baba is Shiva, that the Father of you souls is also Shiva.
19Vah bāp hī hai bigaṛī kō banānē vālā .
20That Father is the One who reforms that which has been spoilt.
20Bhārat key|kī hī bigaṛī hai , uskō hī banātē haĩ .
21It is Bharat that has been spoilt and it is Bharat that He is putting right.
21Bāp kahtē haĩ bhārat hīrē jaisā thā , sukhdhām thā .
22The Father says: Bharat was like a diamond; it was a land of happiness.
22Naī duniyā mē̃ nayā bhārat , nayā dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .
23In the new world, Bharat was new; it was a new kingdom of deities.
23Abhī bhārat key|kī bigaṛī huī hai , asurō̃ kā rājya hai .
24Now that everything of Bharat has been spoilt, it is a kingdom of devils.
24Bigaṛī kō banānē vālā athavā sudhārnē vālā kaun hai ?
25Who can rectify that which has been spoilt, that is, who can reform it?
25Yah tum brāhmaṇō̃ K|kē sivāē aur kōī jān na sakē .
26No one except you Brahmins knows this. 27Truly, Bharat was very elevated, but it is now degraded.
26Barōbar bhārat bahut ūñch thā , ab nīch hai . 27Dūsrē kōī dharm kē liē nahī̃ kahē̃gē ki vah bahut ūñch thē , ab nīch haĩ .
28For no other religion can it be said that it was very elevated but is now degraded. 29Those who lost their kingdom are once again going to rule it.
28Jinhōnnē rājāī ganvāī hai vahī phir sē rājāī kartē haĩ .
30Therefore, it is said: That One comes again to reform that which has been spoilt.
29Tab kahtē haĩ phir sē bigaṛī kō banānē vālā . 30Satyug kē bād phir jarūr trētā , dvāpar , kaliyug ānā hī hai .
31After the golden age, the silver, copper and iron ages definitely have to come; everything will have to be spoilt again for everyone.
31Sabkī bigaṛnī hī hai . 32Satō , rajō , tamō mē̃ ānā hai jarūr .
32You definitely have to go through the stages of sato, rajo and tamo.
33Ab sabhī key|kī bigaṛī huī hai .
33Everything at this time has been spoilt for everyone.
34Sab dharmō̃ kā āpas mē̃ haṅgāmā bahut hai .
34There is a great deal of upheaval among all the religions.
35Chīniyō̃ kā āpas mē̃ , bauddhiyō̃ kā āpas mē̃ , sabhī āpas mē̃ kitnā laṛtē-jhagaṛtē rahtē haĩ .
35The Chinese are fighting among themselves and so are the Buddhists. 36They all fight so much among themselves.
36Itnē jō anēk dharm haĩ sabkī bigaṛī huī hai .
37Everything of all the innumerable religions has been spoilt.
37Sab tamōpradhān jaṛ-jaṛībhūt avasthā mē̃ haĩ .
38Everyone has become tamopradhan and reached their stage of total decay.
38Sabkō satōpradhān sē tamōpradhān bannā hī hai .
39Everyone has to become tamopradhan from satopradhan.
39Rāvaṇ tamōpradhān banā dētē haĩ phir rām ākar rāvaṇ key|kī bigaṛī kō banātē haĩ .
40Ravan makes everyone tamopradhan and then Rama comes and reforms everything that Ravan has spoilt.
40Tum jāntē hō rām kiskō kahā jātā hai .
41You know who is called Rama.
41Rām-rām kah mālā phērtē haĩ tō paramātmā kō hī yād kartē haĩ .
42When people say “Rama, Rama” and turn the beads of a rosary, they are remembering God.
42Nām hī hai rūdra mālā . 43Rūdra śhiv K|kē galē key|kī mālā .
43The very name is ‘The rosary of Rudra’ or ‘The garland around the neck of Rudra, Shiva’.
44Sab dharm vālē yād jarūr kartē haĩ .
44People of all religions definitely remember that One.
45Sabhī dharm vālō̃ kā sadgati dātā śhiv hai .
45The Bestower of Salvation for those of all religions is Shiva.
46Sāth mē̃ jarūr madadgār hōṅgē .
46There must certainly be helpers with Him.
47Rudra key|kī mālā bahut service kartī hai .
47The rosary of Rudra does a lot of service.
48Tum bachchō̃ kō bahut service karnī hai .
48You children have to do a great deal of service.
49Service kartē hō tab tō tumhārā pūjan hōtā hai .
49It is because you do service that you are worshipped.
50Rudra yagya bhī rachtē haĩ , na sirph bhārat mē̃ parantu sārī duniyā mē̃ kyōṅki tum sārī duniyā kō pāvan banātē hō .
50People create sacrificial fires of Rudra, not only in Bharat, but throughout the whole world as well, because you make the whole world pure.
51Sarvśhaktimān bāp sē śhakti lēkar tum svarg banātē hō tō jarūr sārī sr̥iṣhṭi kō tumhārī pūjā karnī chāhiē .
51You take might from the Almighty Authority Father and create heaven. 52Therefore, the whole world should worship you children.
52Rudra hai bāp .
53The Father is Rudra.
53Unkā baṛā śhivliṅg miṭṭī kā banātē haĩ aur chhōṭē-chhōṭē sāligrām bhī banātē haĩ .
54People make a large Shiva lingam out of clay to represent Him and they also make small saligrams.
54Nām hai rudra yagya .
55The name is ‘The sacrificial fire of Rudra’.
55Tumhārī pūjā hōtī hai kyōṅki tum sēvā karkē gayē hō .
56You are worshipped because you did service when you were here.
56Rudra yagya rachtē haĩ , bahut pūjā kartē haĩ .
57They create sacrificial fires of Rudra and do a lot of worshipping.
57Lākhō̃ sāligrām banātē haĩ .
58They create hundreds of thousands of saligrams.
58Pahlē hai āṭh key|kī mālā phir hai 108 key|kī aur 16108 key|kī . 59Unhōnnē madad kī hai , jō madad bahut karē̃gē vahī nazdīk vālē hōṅgē .
59First of all, there is the rosary of eight, then 108 and then 16,108. They are the ones who help Baba. 60Those who help a great deal would be close.
60Abhī tum puruṣhārth kartē hō rudra mālā mē̃ najdīk pirō jāyē̃ .
61You are now making effort to be threaded close to Rudra in the rosary.
61Sirph bāp kō yād karnā hai .
62You simply have to remember the Father.
62Bahut sahaj hai .
63It is very easy.
63Bachchē kē liē bāp kō yād karnā bahut sahaj hai , janmatē hī bābā-mammā kahnā sīkh jātē haĩ .
64It is very easy for children to remember their father. 65Soon after a child takes birth, he learns to say “Baba and Mama”.
64Tō tum bhī bābā-mammā K|kē bachchē banē hō .
66So, you have become children of Baba and Mama.
65Kahtē bhī hō tum māt-pitā . . . . . . .
67You also say “You are the Mother and the Father”.
66Abhī tum jāntē hō ham māt-pitā K|kē sammukh baiṭhē haĩ .
68You now understand that you are sitting personally in front of the Mother and Father.
67Vah māt-pitā hamkō rājāī prāpt karnē kē liē śhikṣhā dētē haĩ .
69The Mother and Father are giving you teachings to enable you to claim the kingdom.
68Yū̃ tō śhikṣhā rājā kō dēnī chāhiē , rājā banānē key|kī . 69Jaisē barrister banānē key|kī śhikṣhā barrister dētē haĩ parantu yahā̃ tō wonderful bāt hai .
70In fact, it should be a king giving you teachings to make you into kings, just as a barrister would teach you how to become a barrister. 71However, this is such a wonderful thing!
70Parampitā paramātmā hī gyān kā sāgar hai .
72The Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge.
71World almighty authority hai .
73He is the World Almighty Authority.
72Sabhī vēdō̃ , śhāstrō̃ , granthō̃ ādi kō vah jāntē haĩ .
74He knows all the Vedas, the scriptures and the Granth etc.
73Vah hai nirākār , knowledgeful , blissful , merciful .
75He is the Incorporeal, Knowledge-full, Blissful and Merciful One.
74Sabkē ūpar rahm kartē haĩ .
76He bestows mercy on everyone.
75Sārī sr̥iṣhṭi par dayā kartē haĩ kyōṅki sārī sr̥iṣhṭi tamōpradhān banī huī hai .
77He has mercy for the whole world because the whole world has become tamopradhan.
765 tatva bhī tamōpradhān haĩ .
78The five elements are also tamopradhan.
77Un par bhī dayā kartē haĩ , vah bhī satōpradhān ban jāyēṅgē isliē unkō bēhad kā sarvōdayā kahā jātā hai .
79He also has mercy for them, so that they too become satopradhan. 80This is why He is called the unlimited Sarvodaya (the One who bestows unlimited mercy on all).
78Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
81This too is fixed in the drama.
79Ātmā pavitra bannē sē her|har chīz pavitra ban jātī hai .
82When souls become pure, everything becomes pure.
80Abhī yah tatva ādi bhī kitnē nuksān kartē haĩ .
83Now, even the elements of nature are causing so much damage.
81Vahā̃ tatva bhī satōpradhān hōtē haĩ .
84There, the elements are satopradhan.
82Kabhī kōī būṛhē nahī̃ hōtē .
85No one ever becomes old there.
83Tō bigaṛī kō banānē vālā bāp hai .
86So, the Father is the One who reforms that which has been spoilt.
84Unkō hī world almighty authority kahā jātā hai .
87He alone is called the World Almighty Authority.
85Vahī world almighty authority rājya sthāpan kartē haĩ .
88That World Almighty Authority is establishing a kingdom.
86Khud tō nirākār hai , unkō mahārājā yā viśhva kā mālik , viśhva par rājya karnē vālā nahī̃ kahē̃gē .
89He Himself is incorporeal; He cannot be called the Emperor, the Master of the World, or one who rules the world.
87Vah tō karankarāvanhār hai .
90He is Karankaravanhar.
88Dēvī-dēvatāō̃ key|kī rājdhānī sthāpan karātē haĩ .
91He inspires the kingdom of deities to be established.
89Khud rājāī kartē nahī̃ haĩ .
92He Himself does not rule it.
90Tum bachchē kahtē hō ham world almighty authority viśhva K|kē mālik bantē haĩ .
93You children say: We are becoming world almighty authorities, the masters of the world.
91Phir tumhārē par kōī key|kī authority nahī̃ chaltī . 92Kōī hukm nahī̃ kar saktē .
94Then, no one will have any authority over you; no one will be able to give you orders.
93Satyug-trētā mē̃ aur kōī hōtē hī nahī̃ .
95There is no one else in the golden and silver ages.
94Tō tum bachchō̃ kō siddh kar batānā hai sarv śhāstra śhirōmaṇī gītā hai . 95Bhagvān nē hī rājyōg sikhlāyā hai .
96Therefore, you children have to prove that the Gita is the most elevated jewel of all the scriptures and that God taught Raj Yoga.
96Tum bachchē jāntē hō ham manuṣhya sē dēvtā bantē haĩ .
97You children know that you are becoming deities from human beings.
97Manuṣhyō̃ key|kī bigaṛī hai tab tō bāp ākar dēvtā banātē haĩ .
98When everything of human beings has been spoilt, the Father comes to make you into deities.
98Sārā madār hai pavitratā par .
99Everything depends on purity.
99Bachchiyā̃ likhtī haĩ - bābā , pavitra bannē liē bahut sitam kartē haĩ .
100Some daughters write: Baba, we are assaulted a lot when we say that we want to remain pure.
100Bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai baṛā yukti sē chalnā chāhiē .
101It has been explained to you children that you have to move along with great tact.
101Ismē̃ baṛī hōśhiyārī chāhiē .
102You have to be very clever in this.
102Ēk khēl hai jismē̃ dikhāyā hai apnē kō bachānē liē strī kitnē charitra kartī hai .
103There is a play in which a woman cleverly performs many acts in order to save herself.
103Bāp kahtē haĩ - bachchē , ismē̃ naṣhṭōmōhā bannā paṛē .
104The Father says: Children, you have to become conquerors of attachment in this.
104Bahutō̃ key|kī pati mē̃ , bachchō̃ mē̃ mōh key|kī rag jātī hai .
105There are many who have strings of attachment to their children and husband.
105Kanyā kā tō sirph mā̃-bāp aur bhāī-bahan mē̃ mōh hōgā phir jab śhādī kartī hai tō plus aur bhī baṛh jātē haĩ .
106A kumari would only have attachment to her parents and brothers and sisters. 107After she marries, there are additions and it therefore increases.
106Pati , sāsū phir bachchē paidā huē tō unmē̃ kitnā mōh juṭ jātā hai .
108There is her husband and mother-in-law and then, when she has children, she has so much attachment to all of them.
107Double vr̥iddhi hō jātī hai isliē pahlē tō naṣhṭōmōhā chāhiē , phir parīkṣhāyē̃ bhī ātī haĩ .
109There is double expansion. 110This is why you first of all have to become conquerors of attachment.
108Jaisē rājāyē̃ lōg gharbār chhōṛtē haĩ tō pahlē gurū kē pās jātē haĩ , vah phir unsē kāṭhī ( lakṛī ) kaṭātē , āśhram key|kī saphāī ādi karātē haĩ tāki dēh-abhimān ṭūṭ jāē .
111You will then also have to face tests. 112When a king wants to renounce his family, he first has to go to his guru. 113There, he is made to cut wood and clean the ashram so that his body consciousness breaks.
109Yahā̃ bhī aisē kāydē haĩ .
114Such systems exist here too.
110Garīb tō yah sab kām kartē rahtē haĩ .
115The poor continue do all of that work anyway.
111Baṛē ghar vālō̃ mē̃ baṛā dēh-abhimān rahtā hai tō unhō̃ key|kī parīkṣhā lī jātī hai .
116Those who come from grand families have a great deal of body consciousness. 117Therefore, they have to be tested.
112Śhurūāt mē̃ bābā nē bhī parīkṣhā lī nā .
118In the beginning, Baba also tested all of you.
113Dēh-abhimān tōṛnē liē tum sab kuchh kartē thē . 114Motor sāph karnā , dhōbī kā kām karnā .
119In order to break your body consciousness, you used to do everything clean cars, do the laundry.
115Kōī bhī āyē tō bōlō - pahlē tō yah kām karnā paṛēgā .
120So, when anyone comes, tell them that they will first have to do all of these tasks.
116Baṛē ghar vālō̃ kē liē tō ānā hī baṛā muśhkil hai .
121It is very difficult for those from wealthy homes to come here.
117Garībō̃ par phir mār khānē key|kī musībat hai .
122However, for the poor ones, there is the problem of being beaten.
118Pavitra rahnē nahī̃ dētē haĩ .
123They don’t allow them to remain pure.
119Unkē sāth phir yukti sē chalnā paṛtā hai lēkin pūrā naṣhṭōmōhā jarūr chāhiē .
124You have to interact with them tactfully, but you must definitely be complete conquerors of attachment.
120Adhūrē naṣhṭōmōhā hōṅgē tō ēk ṭāṅg us taraph , ēk ṭāṅg is taraph , laṭak paṛē̃gē .
125When you only partly conquer attachment, you have one foot on one side and the other foot on the other side and you dangle in between.
121Phir aisē bahut laṭak duḥkhī hō paṛtē haĩ .
126Many experience sorrow by dangling in this way.
122Bāp kō bhūlnē sē chhī-chhī hō jātē haĩ .
127By forgetting the Father, they become dirty.
123Bāp bachchō̃ kō nirantar yād karnē kē liē kitnī yuktiyā̃ batlātē haĩ .
128The Father gives you many methods with which you can constantly stay in remembrance.
124Yād sē hī vikarmājīt banē̃gē . 125Kalp-kalp śhrīmat dētē āyē haĩ .
129It is by having remembrance that you will become conquerors of sinful actions.
126Rājdhānī tō jarūr sthāpan hōtī hai .
130Baba has been giving you shrimat for cycle after cycle.
127Jō kalp pahlē muāphik puruṣhārth kartē haĩ vah chhipē nahī̃ rah saktē .
131The kingdom is definitely being established. 132Those who make effort as they did a cycle ago cannot remain hidden.
128Jhaṭ mālūm paṛ jātā hai .
133They can be recognised instantly.
129Dās-dāsiyā̃ bhī bannē haĩ nā .
134Maids and servants also have to be created.
130Yahā̃ rahtē haĩ tō rājdhānī mē̃ tō ā jātē haĩ kyōṅki bachchē tō phir bhī banē nā .
135Since you stay here and because you still remain the children, you will also come into the royal kingdom.
131Dās-dāsī ban phir kuchh na kuchh pad pā lētē haĩ .
136However, you will become maids or servants and claim one status or another.
132Nahī̃ tō dās-dāsiyā̃ kahā̃ sē āyē .
137Otherwise, where would the maids and servants come from?
133Prajā kō tō andar ānē kā allow hō na sakē . 134Dās-dāsiyā̃ tō andar rahtē haĩ .
138Subjects are not allowed to enter the palace; it is maids and servants who stay in palaces.
135Bahut kahtē haĩ ham śhrīkr̥iṣhṇa K|kē dās-dāsī banē̃ tō bhī achchhā hai .
139Many say that it would be good if they became the maids and servants of Shri Krishna.
136Mā̃ sē bhī jāstī unkī gōd mē̃ āyēgā .
140He (Krishna) would be more in their lap than in his mother’s.
137Ājkal bachchō̃ kō narsē̃ hī sambhāltī haĩ .
141Nowadays, nurses look after children.
138Vahā̃ tō śhrīkr̥iṣhṇa kō sambhālnē mē̃ baṛī khuśhī hōtī hai .
142There, there will be great happiness experienced in looking after Shri Krishna.
139Śhrīkr̥iṣhṇa janmāṣhṭamī par sab mātāyē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kō jhulātī haĩ .
143All the mothers rock Shri Krishna in a cradle on the festival of Shri Krishna’s birthday.
140Vahā̃ bhī dāsiyā̃ sambhāltī haĩ .
144There, the maids will look after him.
141Bāpdādā kō bachchē baṛē achchhē chāhiē .
145BapDada needs very good children.
142Bāp tō kahtē haĩ , kitnī mēhnat karnī paṛtī hai - rājdhānī sthāpan karnē mē̃ .
146The Father says: I have to make a great deal of effort in order to establish the kingdom.
143Jhāṛ-jhāṛ key|kī kāṭhī hai , sambhālnē vālē hī taṅg hō jātē haĩ .
147There are many twigs of the various trees here. 148Those who look after them get fed up.
144Kōī-kōī par chaltē-chaltē grahachārī baiṭh jātī hai . 145Bāt mat pūchhō .
149While moving along, some are eclipsed by such bad omens, don’t even ask!
146Yah tō guṛ jānē guṛ key|kī gōthrī jānē , yānī bāpdādā jānē .
150Only the jaggery and its bag know this, that is, only BapDada knows.
147Guṛ tō hai hī bāp , mīṭhā hai nā .
151The Father is the jaggery. 152He is so sweet!
148Unkī gōthrī , jinmē̃ vah ātē haĩ tō vah jānē aur yah jānē̃ .
153His bag, the one He enters, knows and He Himself knows.
149Māyā rāvaṇ aisā thappaṛ lagā dētī jō patā bhī nahī̃ paṛtā hai .
154Maya, Ravan, slaps you in such a way that you don’t even realise it.
150Avagyā hō jātī hai tō māphī tō lē lō , nahī̃ tō karma bhōgnā bahut hō jātī hai .
155If you have disobeyed Baba, you should at least ask to be forgiven. 156Otherwise, you will have to endure a great deal of suffering.
151Samjhānē sē bhī samajhtē nahī̃ . 152Aisā māyā kā grahaṇ lag jātā hai . 153Bābā khud batlātē haĩ .
157Some are eclipsed by Maya in such a way that. even after it has been explained to them, they still do not understand.
154Kabhī tō yōg baṛā achchhā lagtā hai , kabhī tō māyā itnā tūphān mē̃ lē ātī hai , bāt mat pūchhō .
158Baba himself says: Sometimes, I have very good yoga, whereas at other times, Maya brings so many storms, don’t even ask!
155Bābā kahtē haĩ pahlē tum anubhav karē̃gē , tab tō aurō̃ kō batāyēṅgē nā .
159Baba says: It is only when you first experience all of this yourself that you are then able to explain to others.
156Tō tūphān pahlē sab bābā kē āgē ātē haĩ .
160So, all the storms first come to Baba.
157Bābā batlātē haĩ apnē kō miyā miṭṭhū nahī̃ samajhnā hai .
161Baba tells you: Do not consider yourself to be too clever; don’t think that you know everything.
158Sāph dil hai tō ūñchī murād hā̃sil hōtī hai .
162When your heart is clean, your elevated desires will be fulfilled.
159Andar bāhar dil K|kē sāph hō̃ tab hī sachchī dil par sāhēb rāzī hō saktā hai .
163Only when your heart is clean, inside and out, and is completely honest will the Lord be pleased with you.
160Tum bachchē jāntē hō hamārī bigaṛī kō bābā banā rahē haĩ .
164You children know that Baba is rectifying that which has gone wrong for you.
161Ham ēkdam bandar misal thē .
165We were absolutely like monkeys.
162Bābā mandir lāyak banātē haĩ .
166Baba is making us worthy of living in a temple.
163Viśhva K|kē ham mālik bantē haĩ phir mandir mē̃ baiṭhnē key|kī ēk kōṭhrī miltī hai .
167We become the masters of the world and we then receive an alcove in a temple to sit in.
164Satyug kō kahā jātā hai śhivālay .
168The golden age is called Shivalaya (Shiva Temple).
165Sārē viśhva K|kē mālik ban rājya kartē haĩ phir bād mē̃ hamārē liē mandir bantē haĩ jinmē̃ ham pūjē jātē haĩ .
169We become the masters who rule the kingdom of the whole world. 170Later, temples are built for us in which we are worshipped. 171We are the first ones who worship.
166Pūjā karnē vālē bhī pahlē ham hī thē , ham hī pūjya thē phir ham hī pujārī banē haĩ phir pūjya bantē haĩ .
172We were worthy of being worshipped and we then became worshippers. 173We are now once again becoming worthy of being worshipped.
167Samjhāyā tō bahut achchhā jātā hai .
174Everything is explained to you very clearly.
168Māyā achchhē-achchhē bachchō̃ kā bhī māthā kharāb kar dētī hai .
175However, Maya spoils the heads of even good children.
169Dēh-abhimān baṛā nuksān kar dētā hai phir kuchh na kuchh pāp hō jātā hai .
176Body consciousness causes such a great deal of damage that you commit one sin or another.
170Śhivbābā key|kī śhal kōī avagyā na karē , unsē kōī na chhipāyē .
177May no one disobey Shiv Baba. 178May no one hide anything from Him.
171Dharmarāj bhī hai , baṛā daṇḍ dētē haĩ .
179Dharamraj is also here to punish you a great deal.
172Unkā ḍar rahnā chāhiē .
180You should be afraid of Him.
173Avagyā hōtī hai tō kṣhamā lē lēnī chāhiē - bābā , āj hamsē yah bhūl huī . 174Śhivbābā through brahmā .
181If you disobey Baba, you have to ask to be forgiven. 182Write to Shiv Baba c/o of Brahma: Baba, today I made this mistake.
175Ḍar rahtā hai brahmā tō pahlē paṛhē̃gē .
183There is the fear that Brahma will read it first.
176Arē , vah tō bābā hai , śhikṣhā dētē haĩ .
184Ah! 185But he is your father who gives you teachings.
177Mama bhī śhikṣhā dētī hai .
186Mama also gives you teachings.
178Tumkō bhī kōī batlātē haĩ tō tum phir śhivbābā kō samāchār dētē hō .
187When someone tells you anything, you then give this news to Shiv Baba.
179Mammā-bābā kō bhī mālūm paṛ jātā hai .
188Mama and Baba also come to know. 189A great deal is explained to you.
180Samjhāyā tō bahut jātā hai .
190You must not become like a wild elephant.
181Maknāhāthī nahī̃ bannā hai , usē bahut abhimān hōtā hai .
191An elephant has a great deal of body consciousness.
182Yah dēh-abhimān bahut nuksānkārak hai , ādhākalp chalā hai nā .
192Body consciousness causes a lot of damage. 193It has continued for half a cycle.
183Vahā̃ tō samajhtē haĩ ham ātmā haĩ , yah purānā śharīr chhōṛ nayā lētē haĩ .
194There, you have the awareness that you are souls and that you have to shed your old bodies and take new ones.
184Vahā̃ ātma-abhimānī kahē̃gē .
195You are said to be soul conscious there.
185Yahā̃ tō sab dēh-abhimānī haĩ .
196Here, all are body conscious.
186Tō bachchō̃ kō śhrīmat lētē rahnā hai . 187Bhūl kabhī chhipānā nahī̃ chāhiē .
197Therefore, you children should continue to take shrimat and never try to hide your mistakes.
188Chhipātē-chhipātē chhip hī jātē haĩ . 189Yōg ṭūṭ paṛtā hai .
198While continuing to hide them, you will hide yourselves and your yoga will then break.
190Bigaṛī kō banānē vālā ēk hī bhagvān authority hai .
199God alone is the Authority to put right that which has gone wrong.
191Abhī tum unkē bachchē banē hō .
200You have now become His children!
192Achchhā !
201Achcha.
193Ati mīṭhē-mīṭhē sikīladhē gyān sitārō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā number-vār puruṣhārth anusār yād-pyār aur good morning .
202To the extremely sweet, beloved, long-lost and now-found children, to the stars of knowledge, numberwise, according to your efforts, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
194Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
203The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
195Dhārṇā kē liē mukhya sār :
204Essence for dharna:
1961 ) andar-bāhar dil key|kī saphāī sē sāhēb bāp kō rāzī rakhnā hai .
205 1. Make your heart clean inside and out and thereby please the Lord, your Father.
197Māyā K|kē grahaṇ sē bachnē kē liē bāp kō sachchāī sē sab sunānā hai .
206In order to be protected from being eclipsed by Maya, tell the Father everything honestly.
1982 ) naṣhṭōmōhā pūrā bannā hai . 199Jarā bhī kisī dēhdhārī mē̃ rag nahī̃ rakhnī hai .
207 2. Become complete conquerors of attachment and don’t be pulled in the slightest way to any bodily beings.
200Dēh-abhimān kō tōṛnē kā pūrā-pūrā puruṣhārth karnā hai .
208Make full effort to break body consciousness.
Blessing
201Vardān : snēh K|kē jādū dvārā nirbandhan kō bhī bandhan mē̃ bāndhnē vālē śhrēṣhṭh jādūgar bhav
209Blessing: May you become a great magician and bind the One who is free from bondage with the magic of your love.
202Bāp sē bhī baṛē jādūgar āp bachchē hō .
210 You children are even greater magicians than the Father.
203Aisā snēh kā jādū āpkē pās|pass hai jō nirbandhan kō bhī bandhan mē̃ bāndh dētē hō .
211You have such magic of love that you bind the One who is free from bondage.
204Bāp kō bhī bachchō̃ K|kē sivāē kuchh sūjhtā nahī̃ .
212Even the Father cannot think of anyone except you children.
205Nirantar bachchō̃ kō hī yād kartē haĩ .
213He constantly remembers you children.
206Kitnē bār tō bāp kō bhōjan par bulātē hō , khātē hō , chaltē hō , sōtē hō tō bhī bāp sāth hai .
214You invite the Father for meals so many times, you eat with Him, you walk with Him and you also sleep with Him.
207Kōī karma kartē hō tō kahtē hō ki kām āpkā hai , karāō āp nimitt hāth ham chalātē haĩ .
215When you perform any action, you say “It is Your work, You inspire us and we use our hands as instruments to do that work.”
208Phir karma kā bōjh bhī bāp kō dē dētē hō tō śhrēṣhṭh jādūgar huē nā .
216You then hand over any burden of that action to the Father and so you are great magicians, are you not?
Slogan
209Slōgan : apnī svasthiti key|kī śhakti sē paristhiti kō badalnē vālē kabhī parēśhān nahī̃ hō saktē .
217Slogan: Those who transform adverse situations with the power of their original stage can never be distressed.
218*** Om Shanti ***