मंगलवार 12 सितंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
012-09-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 12/09/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ 100 percent sarvguṇō̃ mē̃ sampann bannā hai , dil darpaṇ mē̃ dēkhnā hai ki ham kahā̃ tak pāvan banē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, you have to become 100 percent full of all virtues. 2Look in the mirror of your heart and see to what extent you have become pure.
Question
2Praśhna : tum bachchē kaunsā utsav rōz manātē hō aur manuṣhya kaunsā utsav manātē haĩ ?
3Question: Which festival do you children celebrate every day and which festival do people of the world celebrate every day?
Answer
3Uttar : tum daivī dharm key|kī sthāpanā kā arthāt bhārat kō svarg banānē kā utsav rōz manātē hō .
4Answer: Every day you celebrate the festival of establishing the deity religion, that is, of making Bharat into heaven. 5Every day you have to plant the sapling of changing human beings into deities.
4Rōz tumhē̃ manuṣhya kō dēvtā banānē key|kī sapling lagānī hai .
6Those people plant saplings of thorns in a forest and call it a tree-planting ceremony.
5Vē|way manuṣhya tō jaṅgal K|kē kāṇṭō̃ key|kī sapling lagātē aur nām dētē haĩ vanōtsav .
7You celebrate the festival of changing thorns into flowers every day.
6Tum kāṇṭō̃ sē fool|phūl banānē kā utsav rōz manātē hō . 7Tumhārē jaisā utsav aur kōī manā nahī̃ saktā .
8No one else can celebrate a festival in the same way as you.
Song
8Gīt : mukhṛā dēkh lē prāṇī …
9Song: See your face in the mirror of your heart.
Murli
9Ōm śhānti .
10Om shanti.
10Yah kisnē kahā ?
11Who said this?
11Yahā̃ tō hai hī bāp aur bachchō̃ kā sammukh milan .
12Here, it is a personal meeting of the Father and children.
12Bachchō̃ kō ab divya chakṣhu , gyān kā tīsrā nētra milā hai - dēkhnē kē liē kyōṅki patit athavā pāp ātmāyē̃ tō sab thē .
13Each of you children has now received a divine eye, a third eye of knowledge, with which you can see because all souls are impure and sinful.
13Patitō̃ kō pāvan banānē kē liē bāp śhrīmat dētē haĩ .
14The Father gives shrimat to make impure ones pure.
14Yah śhrīmat dēnē vālā kaun hai , unkō bhī samajhnā chāhiē .
15You have to understand who it is who is giving you shrimat.
15Vahī bōltē haĩ ātmāō̃ kō .
16He is the one who speaks to you souls.
16Ātmā jāntī hai mainnē is śharīr sē achchhē karma kiyē haĩ yā burē karma kiyē haĩ .
17Souls know whether they have performed good or bad actions through their bodies.
17Bābā tum bachchō̃ kō samajh dētē haĩ .
18Baba is now giving you children this understanding.
18Yah tō jarūr hai sab patit thē .
19It is definite that all of you were impure.
19Abhī tum dēkhō ham kahā̃ tak pāvan banē haĩ aur daivī guṇ dhāraṇ kiyē haĩ ?
20You can now see to what extent you have become pure and how many divine virtues you have imbibed.
20Daivī guṇ dhāraṇ karānē vālā hai sarvguṇō̃ kā sāgar bāp , vah baiṭh samjhātē haĩ .
21The One who inspires you to imbibe divine virtues is the Father, the Ocean of all Virtues.
21Manuṣhya tō gātē haĩ mujh nirguṇ hārē mē̃ kōī guṇ nāhī .
22He sits here and explains to you. 23People sing: We are without virtue. 24We have no virtues.
22Khud kahtē haĩ hamārē mē̃ guṇ nahī̃ haĩ .
25They say of themselves that they don't have any virtues.
23Ab tum bachchō̃ kō phir 100 pratiśhat sarvguṇ sampann bannā hai .
26You children now have to become 100 percent full of all virtues.
24Kahtē haĩ apnē dil darpaṇ mē̃ dēkhō .
27He says: Look in the mirror of your heart.
25Jab sarvguṇ sampann banē̃gē tab hī tum śhrī lakṣhmī vā śhrī nārāyaṇ kō var sakē̃gē .
28Only when you become full of virtues will you be able to marry Shri Lakshmi or Shri Narayan.
26Pahlē-pahlē tō bāp kā parichay dēnā chāhiē .
29First of all, you have to give the Father's introduction.
27Aisā jō bēhad kā bāp hai jiskē liē gātē haĩ tum māt-pitā … us parampitā key|kī baṛī mahimā hai .
30He is the unlimited Father and it is to Him that you sing: You are the Mother and Father. 31There is great praise of that Supreme Father.
28Kahtē haĩ śhivāē namaḥ , ab vah tō svarg kā rachayitā hai .
32People say: Salutations to Shiva. 33He is the Creator of heaven.
29Jarūr hamkō bāp sē svarg kā varsā lēnē kā hak hai .
34We definitely have the right to claim the inheritance from the Father.
30Bēhad K|kē bāp kā varsā svarg kī bādśhāhī hai jō hamkō dētē haĩ .
35The inheritance from the unlimited Father is the sovereignty of heaven, which He gives to us.
31Bhārat kō svarg kī bādśhāhī thī , abhī nahī̃ hai .
36Bharat did have the sovereignty of heaven but doesn't have it now.
32Jarūr bāp sē hī milī thī .
37It definitely did receive it from the Father.
33Bhārat hī sachkhaṇḍ bantā hai .
38Bharat becomes the land of truth.
34Sach śhivbābā kā yah janm sthān hai - yah kōī nahī̃ jāntē .
39No one knows that this is the birthplace of Shiv Baba, the Truth.
35Śhiv rātri gāī jātī hai vah kaunsī ?
40Shiv Ratri is remembered. 41What night is it?
36Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī bhī rātri , śhiv key|kī bhī rātri dikhātē haĩ .
42They show the night of Shri Krishna and also the night of Shiva.
37Śhrīkr̥iṣhṇa kā tō mā̃ K|kē garbh sē janm huā hai .
43Shri Krishna took birth from his mother's womb.
38Śhivbābā kē liē janmāṣhṭamī tō vāstav mē̃ nahī̃ kahē̃gē .
44You wouldn't say that there is Janamashtmi for Shiv Baba.
39Śhivbābā ātē hī tab haĩ jab brahmā kī rāt hōtī hai .
45Shiv Baba comes when it is the night of Brahma.
40Rāt kē bād din arthāt kaliyug kā ant aur satyug key|kī ādi hōtī hai .
46After the night, the day comes, that is, it is the end of the iron age and the beginning of the golden age.
41Iskō kahā jātā hai ghōr andhiyārī rāt . 42Yah bēhad key|kī bāt hō gaī .
47This is called an extremely dark night, it is an unlimited aspect.
43Had key|kī rāt tō hōtī hī hai parantu kaliyug ant kō ghōr andhiyārā kahā jātā hai . 44Gyān añjan satgurū diyā . . . . . . .
48There are limited nights, but the end of the iron age is called extreme darkness; it is when the Satguru gives the ointment of knowledge.
45Satgurū gyān sūrya bāp kō kahā jātā hai .
49The Satguru, the Father, is called the Sun of Knowledge.
46Pahlē-pahlē tō bāp aur varsē kā parichay dēnā hai .
50First of all, you have to give the introduction of the Father and the inheritance.
47Samjhō kōī bādśhāh kō bachchā nahī̃ hai , kisī garīb K|kē bachchē kō gōd mē̃ lētā hai tō bachchā dil mē̃ jāntā hai nā ki maĩ garīb thā , ab maĩ bādśhāh kā bachchā hū̃ .
51For instance, when an emperor doesn't have a son, he would adopt the son of a poor person and the child would know in his heart that he used to be poor and that he has now become the son of an emperor.
48Tum bhī jāntē hō ham rāvaṇ kā bannē sē bahut garīb , kaṅgāl ban gayē thē .
52You too know that you became very poor and poverty-stricken by belonging to Ravan.
49Abhī ham bēhad K|kē bāp K|kē banē haĩ .
53You now belong to the unlimited Father.
50Unsē hamē̃ svarg kā varsā miltā hai .
54You are receiving the inheritance of heaven from Him.
51Yah achchhī tarah parichay dēnā hai aur phir likhākar lēnā hai hamkō bēhad bāp sē bēhad kā varsā miltā hai .
55You have to give this introduction very clearly and also get them to put it in writing: We are receiving the unlimited inheritance from our unlimited Father.
52Yah gyān aur kōī dē nahī̃ saktā .
56No one else can give this knowledge.
53Sanyāsī tō gharbār chhōṛ jātē haĩ .
57Sannyasis go away and leave their homes and families.
54Vah phir mā̃ , bāp , chāchā , māmā ādi kahlānē sē nikal gayē , ḵẖalās .
58They have become free from being called father or uncle etc.
55Yahā̃ tō gr̥ihastha dharm key|kī bāt hai .
59Here, it is a matter of the household path.
56Vah gr̥ihastha dharm kā tyāg kartē haĩ .
60They renounce the household path.
57Tum bachchō̃ kō bāp samjhātē haĩ - tum sō dēvī-dēvtā gr̥ihastha dharm mē̃ thē , sarvguṇ sampann , sampūrṇ nirvikārī thē aur tum svarg K|kē mālik bhī thē .
61The Father explains to you children: You were deities on the household path. 62You were full of all virtues and were viceless and you were also the masters of the world.
58Phir pūjya sē tum pujārī ban apnī pūjā bhī kartē hō .
63Then, from being worthy of worship, you became worshippers and also worshipped yourselves.
59Jab tum pūjya sō dēvī-dēvtā hō tō tumkō vahā̃ pūjā karnē key|kī darkār nahī̃ hai .
64When you are worthy-of-worship deities, you don't need to worship there.
60Vaisē hī bhārat dēvī-dēvatāō̃ kā pūjya kul thā .
65In the same way, in Bharat there was the worthy-of-worship clan of deities.
61Abhī pūjya sē pujārī banē hō .
66From being worthy of worship you became worshippers.
62Phir tum bachchō̃ kō pujārī sē pūjya dēvī-dēvtā bannā hai isliē hī gāyā jātā hai āpēhī pūjya , āpēhī pujārī .
67Now, once again, you children have to become worthy-of-worship deities from worshippers. 68This is why it is remembered: You are worthy of worship and you are worshippers.
63Bāp pūjya aur pujārī nahī̃ bantē .
69The Father doesn't become worthy of worship or a worshipper.
64Bāp tō sadā pūjya hai hī .
70The Father is always worthy of worship.
65Bhakti mārg mē̃ brāhmaṇ lōg mandir mē̃ śhivliṅg rakhtē haĩ phir bāp key|kī baiṭh pūjā kartē haĩ .
71On the path of devotion, brahmin priests place a Shiva lingam in a temple and they sit and worship the Father.
66Ham unkē bachchē haĩ .
72We are His children.
67Hē parampitā paramātmā , aisē kahē̃gē nā .
73We would say: O Supreme Father, Supreme Soul!
68Vah tō hai nirākār , ātmā bhī hai nirākār .
74He is incorporeal and souls are also incorporeal.
69Śhiv kē pās jātē haĩ tō kahtē haĩ parampitā paramātmā nirākār śhiv .
75When people go to Shiva, they say: O Supreme Father, Supreme Soul, incorporeal Shiva.
70Yah ātmā nē kahā in organs dvārā .
76The soul says this through these organs.
71Abhī tum bachchē yah bhī jān gayē hō ki jō achchhē kartavya karkē jātē haĩ tō unhō̃ key|kī mahimā kī jātī hai .
77You children now know that those who pass away after performing good actions are praised.
72Abhī tum māt-pitā us nirākār kō hī kahtē hō .
78You only say “Mother and Father” to that incorporeal One.
73Tumhārē sahaj rājyōg aur gyān key|kī śhikṣhā sē ham sukh ghanērē pāyēṅgē .
79With your easy Raj Yoga and the teachings of this knowledge, we will have an abundance of happiness.
74Uskē liē tum puruṣhārth kar rahē hō .
80You are making effort for that.
75Kitnī sahaj bāt hai .
81This is so easy.
76Tum prajāpitā brahmā K|kē bachchē be|B . K|kē . practical mē̃ hō , sammukh baiṭhē hō .
82You are BKs, children of Prajapita Brahma, in a practical way. 83You are sitting personally in front of Him.
77Śhivbābā aur brahmā bābā dōnō̃ K|kē sammukh hō .
84You are personally in front of both Shiv Baba and Brahma Baba.
78Śhivbābā kō apnā śharīr tō hai nahī̃ .
85Shiv Baba doesn't have a body of His own.
79Tum jāntē hō śhivbābā inkē mukh dvārā rājyōg sikhlā rahē haĩ .
86You know that Shiv Baba is teaching you Raj Yoga with the mouth of this one.
80Śhrīkr̥iṣhṇa tō chhōṭā bachchā hai , vah kaisē kahēgā ki dēh sahit dēh K|kē sabhī sambandhō̃ kō bhūlō , apnē kō ātmā samjhō .
87Shri Krishna is a small child. 88How could he say: Forget your body and bodily relationships and consider yourself to be a soul?
81Yah śhrīkr̥iṣhṇa tō kah na sakē .
89Shri Krishna cannot say this.
82Yah tō bāp hī kah saktē haĩ .
90Only the Father can say this.
83Tō yah baṛī bhūl huī hai nā .
91So this is a big mistake that they have made.
84Lakṣhmī-nārāyaṇ sē lēkar yathā rājā-rānī tathā prajā un sabkō tō sukh milā huā thā .
92Everyone, from Lakshmi and Narayan to all the subjects, received happiness.
85Vahī sab 84 janma lē tamōpradhān banē haĩ .
93They were the ones who took 84 births and became tamopradhan.
86Mūl lakṣhmī-nārāyaṇ huē nā .
94The main ones are Lakshmi and Narayan.
87Yathā rājā rānī tathā prajā .
95As are the king and queen, so the subjects.
88Abhī phir tum ākar śhūdra sē brāhmaṇ banē hō .
96You have now become Brahmins from shudras.
89Yah tumhārā leap janm hai .
97This is your leap birth.
90Leap kahā jātā hai dharmāū kō .
98This leap birth is said to be a righteous birth.
91Tum jāntē hō hamārā yah īśhvarīy janm hai .
99You know that this is your Godly birth.
92Din-pratidin bābā naī-naī points samjhātē rahtē haĩ .
100Day by day, Baba continues to explain new points to you.
93Jahā̃ tak jīnā hai ant tak tumkō paṛhnā hai .
101You have to study for as long as you live, till the end.
94Points nikaltī rahē̃gī , add hōtī jāyēṅgī .
102Points will continue to emerge and will continue to be added.
95Gyān yagya bhī ant tak chalnā hai .
103The sacrificial fire of knowledge has to continue to the end.
96Rūdra yagya rachtē haĩ , miṭṭī K|kē sāligrām banākar unkī baiṭh pūjā kartē haĩ .
104When people create a sacrificial fire of Rudra, they create saligrams of clay and worship them.
97Ātmā key|kī pūjā hōtī hai .
105The souls are worshipped.
98Tum jīv ātmāō̃ nē hī bhārat kō sirtāj banāyā hai , tō ātmāō̃ key|kī pūjā kartē haĩ .
106You embodied souls have made Bharat into the crown on the head. 107Therefore, you souls are worshipped.
99Parampitā paramātmā bāp kē sāth tum bhī service kar rahē hō tō śhivliṅg kē sāth sāligrām bhī banātē haĩ .
108You do service with the Supreme Father, the Supreme Soul, and so, together with a Shiva lingam, they also create saligrams.
100Tō mukhya pahlē-pahlē bāp kā parichay dēnā hai .
109So, first of all, the main thing is to give the Father's introduction.
101Śhivbābā nē janma liyā parantu mātā K|kē garbh sē thōṛēhī janma lētē haĩ .
110Shiv Baba took birth, but He doesn’t take birth from the womb of a mother.
102Vah hai hī nirākār .
111He is incorporeal.
103Jaisē kōī śharīr chhōṛ dētā hai phir unkī ātmā kō bulātē haĩ - śhrādh khānē kē liē .
112For instance, when someone sheds his body, they invoke that soul to eat special food made for the departed spirit.
104Tō ātmā kō khilātē haĩ nā . 105Ātmā hī svād lētī hai .
113Therefore, they feed that soul; it is the soul that tastes the food.
106Kaḍuvā , mīṭhā , duḥkh-sukh yah ātmā kō bhāstā hai .
114It is the soul that feels happiness or sorrow and whether something is bitter or sweet.
107Ātmā mē̃ hī saṅskār haĩ .
115Sanskars are in each soul.
108Ātmā kō sukh vā duḥkh tab bhāstā hai jabki śharīr hai .
116A soul experiences happiness or sorrow when he is in a body.
109Bābā nē samjhāyā hai sazā kaisē miltī hai .
117Baba has explained to you how punishment is received.
110Sūkṣhma śharīr bhī nahī̃ , sthūl śharīr dhāraṇ karāē sajā dētē haĩ .
118It isn't a subtle body; you are made to adopt a physical body and are then punished.
111Garbhajail mē̃ sazā khātē haĩ .
119Punishment is experienced in the jail of a womb.
112Trāhi-trāhi kartē haĩ . 113Bas , mujhē bāhar nikālō .
120That soul cries out in distress: “That’s enough!
114Garbh mahal kā bhī misāl diyā huā hai .
121Let me out!" 122There is the example of the palace of a womb.
115Bāhar nikalnē nahī̃ chāhtē thē .
123The soul didn't want to come out.
116Yah dr̥iṣhṭānt hai .
124That is just an example.
117Satyug mē̃ garbh bhī mahal ban jātā hai .
125In the golden age, each womb becomes a palace.
118Vahā̃ kōī pāp hōtā nahī̃ .
126There is no sin there.
119Abhī tum jāntē hō patit kaisē huē haĩ .
127You now know how you became impure.
120Nām hī hai ajāmil jaisē patit .
128The very saying is: “As sinful as Ajamil.”
121Bahut pāp kartē haĩ .
129He committed a lot of sin.
122Pāvan mānā nirvikārī .
130Pure means viceless.
123Mūl bāt hī vikār kī hai isliē pāvan bannē kē liē sanyāsī gharbār chhōṛ dētē haĩ tō unkō mahātmā kahtē haĩ .
131The main thing is vice. 132Therefore, sannyasis leave their homes and families in order to become pure and this is why they are called great souls.
124Manuṣhya sab patit haĩ isliē gātē rahtē haĩ patit-pāvan sītārām , raghupati rāghav rājā rām . . . . . . ab rājā rām tō śhivbābā kō nahī̃ kahē̃gē .
133All human beings are impure and this is why they continue to sing: Rama, who belongs to Sita, is the Purifier. 134King Rama is the one who belonged to the Raghav (elevated) clan.
125Rām parampitā paramātmā kō kahā jātā hai .
135Shiv Baba would not be called King Rama.
126Rājā rām nahī̃ . 127Maĩ tō rājā-mahārājā bantā nahī̃ hū̃ .
136The Supreme Father, the Supreme Soul, is called Rama, not King Rama.
128Śhrī lakṣhmī mahārānī , nārāyaṇ mahārājā tum bantē hō , ham nahī̃ . 129Maĩ tō nirākār punarjanma rahit hū̃ .
137I do not become a king or an emperor. 138You become Shri Lakshmi, the empress, and Shri Narayan, the emperor; I don’t become that.
130Śharīrdhārī jō haĩ vah sab punarjanma lētē rahtē haĩ .
139I am incorporeal, beyond rebirth.
131Bāp kahtē haĩ maĩ hū̃ nirākār .
140All bodily beings continue to take rebirth.
132Mujhē bhī prakr̥iti kā ādhār lēnā paṛtā hai .
141The Father says: I am incorporeal.
133Maĩ garbh mē̃ pravēśh nahī̃ kartā hū̃ , maĩ inmē̃ pravēśh kartā hū̃ .
142I too have to take the support of matter. 143I do not enter a womb. 144I enter this one.
134Yah apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē haĩ .
145This one doesn't know about his own births.
135Bāp baiṭh samjhātē haĩ tum sō dēvī-dēvtā thē , phir śhūdra banē , abhī tum sō brāhmaṇ banē hō .
146The Father sits here and explains: You were deities and you then became shudras and have now become Brahmins.
136Maĩ tumkō samjhātā hū̃ .
147I explain this to you.
137Tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē .
148You do not know your own births.
138Jō brāhmaṇ banē̃gē vahī ākar samajhē̃gē .
149Only those who become Brahmins will come and understand.
139Bāp kahtē haĩ is prakār tumnē 84 janm pūrē kiyē haĩ .
150The Father says: You have completed 84 births in this way.
140Kahā jātā hai 21 pīṛhī kā varsā .
151It is said: The inheritance of 21 generations.
141Bēhad kā bāp , bēhad sukh kā varsā dēgē nā .
152The unlimited Father would give you an inheritance of unlimited happiness.
142Laukik bāp sē tō alp-kāl kā sukh miltā hai .
153You receive temporary happiness from physical fathers.
143Amarlōk mē̃ ādi-madhy-ant sukh hai . 144Yahā̃ ādi-madhy-ant duḥkh hai .
154In the land of immortality, you have happiness from the beginning through the middle to the end.
145Tum pārvatiyō̃ kō amarnāth śhivbābā amarkathā sunātē haĩ .
155Here, there is sorrow from the beginning through the middle to the end.
146Satya nārāyaṇ kī kathā bhī vah sunātē haĩ .
156Shiv Baba, the Lord of Immortality, is telling you Parvatis the story of immortality.
147Gyān kā tīsrā nētra dēnē key|kī kathā hai .
157He is also the One who tells you the story of the true Narayan.
148Bhāratvāsī sadā sukhī thē , bahut pavitra thē .
158This is the story of giving you a third eye of knowledge.
149Pavitratā , health , wealth thī .
159The people of Bharat were constantly happy.
150Kabhī kōī bīmār nahī̃ paṛtē thē .
160They were very pure. 161They had purity, health and wealth.
151Nām hī hai svarg .
162No one was ever ill.
152Bhārat prāchīn svarg thā aur kōī dharm khaṇḍ ādi vahā̃ nahī̃ thē .
163The very name was heaven. 164Ancient Bharat was heaven and there were no other religions or lands there.
153Jhāṛ kā thur tō hōgā nā .
165The tree would definitely have a trunk.
154Thur mē̃ kaun rahtē thē ?
166Who used to be the trunk?
155Barōbar dēvī-dēvatāō̃ K|kē chitra haĩ .
167There are, in fact, images of the deities.
156Vah thā foundation . 157Parantu apnē kō dēvī-dēvtā dharm vālē kahlātē nahī̃ .
168That was the foundation, but they didn't call themselves those who belong to the deity religion.
158Abhī unhō̃ key|kī rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
169Their kingdom is now being established.
159Tum satyug kā , rādhē-kr̥iṣhṇa kā jōṛā ban saktē hō .
170You can become a couple like Radhe and Krishna of the golden age.
160Āō tō ham āpkō samjhāyē̃ - tum sach-sach svarg kā prince kaisē ban saktē hō !
171Come and we will explain to you how you can truly become princes in heaven.
161Is samay tō sab patit haĩ , kōī bhī yukti sē likh saktē hō .
172At this time, all are impure. 173You can write this tactfully.
162Kahtē haĩ sab dharm milkar ēk hō jāē̃ parantu yah kaisē hō saktā ?
174They say that all religions should unite and become one, but how would that be possible?
163Ēk dharm tō satyug mē̃ hī thā , ēk mat ēk bhāṣhā thī .
175Only in the golden age was there just the one religion. 176There was one direction and one language.
164Tālī nahī̃ bajtī thī .
177There wasn't any conflict there.
165Viśhva K|kē mālik thē , aur kōī dharm nahī̃ thā .
178They were the masters of the world. 179There was no other religion.
166Vah kaisē banē , phir aur dharm kaisē āyē - yah kōī bhī buddhi nahī̃ chalātē haĩ .
180No one uses his intellect to find out how they became that or how the other religions came into existence.
167Jab bilkul hī patit ban jātē haĩ tab hī patit-pāvan bāp ātē haĩ aur dharmō̃ key|kī pāvan ātmāyē̃ ūpar sē ātī hai .
181After the pure souls of other religions have come down from up above and have become completely impure, it is then that the Purifier Father comes.
168Pahlē dharm sthāpak khud ātē haĩ phir apnē pichhāṛī aurō̃ kō bulātē haĩ , āō .
182First of all, the founders of religions come and then they ask others to come.
169Unkō tō satō , rajō , tamō mē̃ ānā hai .
183They have to go through the stages of sato, rajo and tamo.
170Jō bhī ātē haĩ sabkō satō , rajō sē phir tamō bannā hī hai .
184Everyone who comes has to become tamo by passing through the sato and rajo stages.
171Parantu abhī tum patit sē pāvan bantē hō .
185However, you are now becoming pure from impure.
172Sab bulātē haĩ - god father āō , ākarkē hamkō heaven mē̃ lē jāō .
186Everyone calls out: God, the Father, come! 187Come and take us to heaven.
173Vah heaven kōī mukti kō , kōī jīvanmukti kō samajhtē haĩ .
188Some consider liberation to be heaven and others consider liberation-in-life to be heaven.
174Tum samajhtē hō heaven jīvanmukti kō kahā jātā hai .
189You understand that heaven is liberation-in-life.
175Tumhārā sapling lag rahā hai .
190Your sapling is being planted.
176Vah phir jaṅgal K|kē kāṇṭō̃ kā sapling lagā rahē haĩ .
191Those people are now planting saplings of thorns in forests.
177Rāt-din kā fark hai . 178Unkā bhī utsav manātē haĩ .
192There is the difference of day and night.
179Vanōtsav , jhāṛ ugānē kē liē utsav manātē haĩ .
193They have ceremonies of that too, they have tree planting ceremonies.
180Tum daivī dharm sthāpanā kā arthāt bhārat kō svarg banānē kā rōz utsav manātē hō .
194Every day you perform the ceremony of establishing the deity religion, that is, of making Bharat into heaven.
181Rōz manuṣhya sē dēvtā banānē kā puruṣhārth kartē hō .
195You make effort every day to change human beings into deities.
182Kāṇṭō̃ sē fool|phūl banānā - yah tumhārā rōz kā utsav hōtā hai .
196It is your everyday ceremony // festival to change thorns into flowers.
183Bāgvān phir jarūr itnā inām bhī dēgē .
197The Master of the Garden will then definitely give you such a reward too.
184Bachchō̃ nē gīt sunā - hē prāṇī apnē dil darpaṇ mē̃ dēkhō - tum svarg K|kē dēvī-dēvtā bannē athavā lakṣhmī kō varnē lāyak banē hō ?
198You children heard in the song: O soul, look in the mirror of your heart! 199Have you become worthy of becoming a deity of heaven, that is, of marrying Lakshmi or Narayan?
185Kōī avguṇ tō nahī̃ hai ?
200You don't have any defects, do you?
186Bhal tūphān tō khūb āyēṅgē . 187Māyā chhōṛtī kōī kō nahī̃ hai .
201Many storms will come; Maya doesn't leave anyone alone.
188Baṛē-baṛē dīpakō̃ kō bhī bujhā dētī hai .
202She even extinguishes the big lamps.
189Ulṭē-sulṭē saṅkalp tō khūb war|vār karē̃gē .
203Wrong types of thought will attack you a great deal.
190Majbūt rahnā hai .
204You have to remain strong.
191Ismē̃ murjhānē key|kī bāt nahī̃ hai .
205There is no question of wilting in this.
192Bāp sē yōg tōṛ nahī̃ dēnā hai .
206You mustn't break your intellects’ yoga away from the Father.
193Sabkā khivaiyā vah bāp hai .
207That Father is everyone’s Boatman.
194Viṣhay vaitaraṇī key|kī baṛī khāṛī hai .
208This is a big channel of poison.
195Usē tum yōgbal sē pār kartē hō .
209You cross it with the power of yoga.
196Viṣhay sāgar sē pār hōkar tum kṣhīrsāgar mē̃ chalē jāyēṅgē .
210You go across the ocean of poison and go to the ocean of milk.
197Viṣhṇu kā rājya kṣhīrsāgar mē̃ hai arthāt ghī key|kī nadī bahtī hai .
211The kingdom of Vishnu is in an ocean of milk, that is, rivers of ghee flow there.
198Yahā̃ tō ghāslēṭ key|kī , rakt key|kī nadiyā̃ bahtī haĩ .
212Here, rivers of kerosene and blood flow.
199Tum bachchē jāntē hō śhivbābā key|kī śhrīmat sē ham śhivālay mē̃ jā rahē haĩ , jahā̃ ham sadaiv sukhī rahē̃gē .
213You children know that by following Shiv Baba's shrimat, you are going to Shivalaya where you will remain constantly happy.
200Tum sadā sukhī thē , māyā nē duḥkhī banāyā hai .
214You used to be constantly happy and then Maya made you unhappy.
201Gr̥ihastha vyavahār kō adharmī banā diyā hai .
215The household path has been made unrighteous.
202Vahā̃ hai gr̥ihastha vyavahār dharmī .
216There, the household path is righteous.
203Abhī tumkō bāp śhrēṣhṭhāchārī daivī gr̥ihastha dharm vālā banā rahē haĩ .
217The Father is now making you into beings who belong to the elevated divine household path.
204Pahlē-pahlē mukhya hai bāp kā parichay .
218First of all, the main thing is to give the Father's introduction.
205Tum bāp kā bannē sē svarg kā mālik ban saktē hō .
219By belonging to the Father you can become the masters of heaven.
206Yah tō duḥkhdhām hai .
220This is a land of sorrow.
207Tum svarg mē̃ jātē hō via muktidhām isliē śhivpurī , viṣhṇupurī kō yād karō .
221You go to heaven via the land of liberation and this is why you have to remember the land of Shiva and the land of Vishnu.
208Yād kartē-kartē ant matī sō gati hō jāyēgī .
222By remembering them, your final thoughts will lead you to your destination.
209Yah yād rakhō - hamārē 84 janm pūrē huē .
223Remember that your 84 births are now coming to an end.
210Phir ham kal ākar rājya karē̃gē , dil darpaṇ mē̃ apnī śhakla dēkhtē rahō , kōī avguṇ tō hamārē mē̃ nahī̃ hai ?
224Then, tomorrow, we will go there and rule. 225Continue to look at your faces in the mirrors of your hearts: Do I have any defects in me?
211Achchhā !
226Achcha.
212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
227To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
228The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
214Dhārṇā kē liē mukhya sār :
229Essence for dharna:
2151 ) yōgbal sē viṣhay vaitaraṇī key|kī baṛī khāṛī kō pār karnā hai .
230 1. Go across the big channel of poison with the power of yoga.
216Ulṭē saṅkalpō̃ mē̃ murjhānā nahī̃ hai .
231Don't wilt by having wrong thoughts.
217Majbūt rahnā hai .
232Remain strong.
2182 ) pūjyanīy bannē kē liē bāp kē sāth bhārat kō sirtāj banānē key|kī sēvā karnī hai .
233 2. In order to become worthy of worship, serve with the Father to make Bharat into the crown.
Blessing
219Vardān : trustee ban laukik jimmēvāriyō̃ kō nibhātē huē athak rahnē vālē double light bhav
234Blessing: May you be tireless and remain double light while fulfilling your responsibilities as a trustee.
220Laukik jimmēvāriyō̃ kō nibhātē huē sēvā key|kī bhī jimmēvārī nibhānā iskā double lābh miltā hai .
235 Those who fulfil the responsibility of service while fulfilling their worldly responsibilities receive double benefit.
221Double jimmēvārī hai tō double prāpti hai .
236When you have double the responsibility, you have double the attainment.
222Lēkin double jimmēvārī hōtē bhī double light rahnē kē liē svayã kō trustee samajhkar jimmēvārī sambhālō tō thakāvaṭ kā anubhav nahī̃ hōgā .
237However, while having double the responsibility, in order to remain double light, look after your responsibilities while considering yourself to be a trustee and you will not feel tired.
223Jō apnī gr̥ihasthī , apnī pravr̥itti samajhtē haĩ unhē̃ bōjh kā anubhav hōtā hai .
238Those who consider their households and their families to be theirs, experience those to be a burden.
224Apnā hai hī nahī̃ tō bōjh kis bāt kā .
239They are not yours and so where is there a burden?
Slogan
225Slōgan : sadā gyān sūrya K|kē sammukh rahō tō bhāgya rupī parchhāī āpkē sāth rahēgī .
240Slogan: Stay constantly in front of the Sun of Knowledge and the shadow of your fortune will remain with you.
241*** Om Shanti ***