शनिवार 23 सितंबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

023-09-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 23/09/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - ātmā aur paramātmā kā yathārth gyān tumhārē pās|pass hai , isliē tumhē̃ lalkār karnī hai , tum hō śhiv śhaktiyā̃ ' '

1Essence: Sweet children, you have the accurate knowledge of souls and the Supreme Soul. 2Therefore, you have to issue the challenge that you are the Shiv Shaktis.

Question

2Praśhna  : sabsē ūñchī mañzil kaun see|sī|C hai , jiskā hī tum bachchē puruṣhārth kar rahē hō  ?

3Question: What is the highest destination of all for which you children are making effort?

Answer

3Uttar  : nirantar yād mē̃ rahnā - yah hai sabsē ūñchī mañjil .

4Answer: To stay constantly in remembrance is the highest destination of all. 5It is only by having remembrance that your suffering of karma will be settled and you will reach your karmateet stage.

4Yād sē hī karmabhōg chuktū hō karmātīt avasthā hōgī . 5Jis māt-pitā sē apār sukh mil rahē haĩ , unkē liyē bachchē kahtē - bābā , āpkī yād bhūl jātī hai  !

6Some children say to the Mother and Father from whom they receive limitless happiness: Baba, we forget to remember You.

6Wonder hai nā .

7This is a wonder.

7Dēhī-abhimānī rahnē kā puruṣhārth chaltā rahē tō yād bhūl nahī̃ saktī .

8If you make effort continuouslyto remain soul conscious, you cannot forget remembrance.

Song

8Gīt  : kisnē yah sab khēl rachāyā …

9Song: Who created this play and hid Himself away?

Murli

9Ōm śhānti .

10Om shanti.

10Bhagvānuvāch - bachchē apnē bāp bhagvān kō jāntē haĩ .

11God speaks. 12You children know your Father, God.

11Abhī bachchē ākarkē bāp dvārā āstik banē haĩ , kyōṅki bāp dvārā bāp kō jānā hai isliē āstik kahlātē haĩ .

13You children have now been made theists by the Father; you have come to know the Father by the Father and this is why you are called theists.

12Tumnē jānā hai barōbar ham ātmā haĩ , vah ham ātmāō̃ kā bāp hai .

14You know that you really are souls and that He is the Father of you souls.

13Bhal kōī manuṣhya apnē kō ātmā samajhtē bhī hō̃ parantu paramātmā kō kōī nahī̃ jāntē .

15Although people consider themselves to be souls, no one knows the Supreme Soul.

14Jab bāp khud ākar bachchē paidā karē aur unkō apnā parichay dē , tab jānē̃ .

16Only when the Father Himself comes and creates children and gives them His introduction can they know Him.

15Bāp kō hī apnā parichay dēnā hai .

17The Father Himself has to give His own introduction.

16Vah hai ātmāō̃ kā father .

18He is the Father of all souls.

17Sammukh ākar batlātē haĩ ki tum ātmāyē̃ hō , maĩ tum ātmāō̃ kā parampitā hū̃ .

19He comes here personally in front of you and says: You are souls and I am the Supreme Father of you souls.

18Tum niśhchay kartē hō .

20You have this faith.

19Yah tō common bāt hai .

21This is something common.

20Ātmāō̃ kā bāp jarūr hai .

22There is definitely the Father of souls.

21Gāyan bhī hai ātmā aur paramātmā alag rahē bahukāl . . . . . . . .

23It is sung that souls and the Supreme soul remained separated for a long time.

22Bāp kō bachchē hī jāntē haĩ .

24Only you children know the Father.

23Bāp 5 hajār varṣh bād phir āyē huē haĩ .

25Once again, after 5000 years, the Father has come.

24Jab sab bachchē nāstik duḥkhī ban jātē haĩ , ēk bhī āstik nahī̃ rahtā hai tab bāp ātē haĩ .

26When all the children have become atheists and sorrowful and not a single soul remains a theist, the Father comes.

25Āstik banākar phir chhip jātē haĩ .

27He makes you into theists and then hides away.

26Phir kōī bhī bāp kō jāntē nahī̃ .

28Then, no one knows the Father.

27Ab tum bachchō̃ mē̃ yah niśhchay number-vār puruṣhārth anusār hai . 28Sabkō pūrā niśhchay nahī̃ hai .

29You children now have faith, numberwise, according to the effort you make, not all of you have full faith.

29Bhal yahā̃ sammukh baiṭhē haĩ , jāntē haĩ parampitā paramātmā , patit-pāvan bāp patit sē pāvan dēvtā banā rahē haĩ . 30Dēvtāō̃ key|kī tō yahā̃ sirph mūrtiyā̃ haĩ .

30Although you may be sitting here personally and you do know that the Supreme Father, the Supreme Soul, the Purifier Father, is making you into pure deities from impure beings.

31Khud tō haĩ nahī̃ . 32Jō bhī manuṣhya mātra haĩ , sivāē tum brāhmaṇō̃ K|kē , aur kōī bhī ātmā aur paramātmā kō nahī̃ jāntē .

31There are just the images of the deities here; they are not here themselves. 32No human beings apart from you Brahmins knows about the soul and the Supreme Soul.

33Ham sō paramātmā kah dēnē sē na ātmā kō , na paramātmā kō jāntē .

33When souls say that they are the Supreme Soul, they neither know about souls nor the Supreme Soul.

34Tum bachchē jāntē hō ki ēk bhī manuṣhya nahī̃ jō apnē kō yathārth rīti ātmā samajh aur paramātmā kō apnā bāp samajhē̃ .

34You children know that not a single human being considers himself to be a soul and God to be his Father accurately.

35Lēkin ab yah lalkār kaun karē̃  ?

35However, who would issue this challenge?

36Śhaktiyō̃ nē hī lalkār kī thī . 37Parantu abhī tak vah śhakti I|āī|eye nahī̃ hai jō tumhārē mē̃ ānī chāhiē .

36It was you Shaktis who issued this challenge, but you still haven't taken the power you should have taken.

38Śhiv śhaktiyā̃ tō maśhhūr haĩ , nāmīgrāmī haĩ .

37Shiv Shaktis are very well known.

39Jagat ambā bhī śhakti hai .

38Jagadamba is also a Shakti.

40Ab conference mē̃ religious heads sab ātē haĩ , unhē̃ bhī samjhānā hai .

39All the religious heads now come to conferences and you have to explain to them too.

41Bāp samjhātē haĩ - bachchē , tumkō tō dēhī-abhimānī bannā hai .

40The Father explains: Children, you have to become soul conscious.

42Ham ātmā haĩ , parampitā paramātmā sē varsā lē rahē haĩ - yah niśhchay nahī̃ hai , kōī sanśhay hai tō ūñch pad pā nahī̃ sakē̃gē .

41You are souls and you are claiming your inheritance from the Supreme Father, the Supreme Soul. 42For as long as you don't have this faith and have doubts, you won't be able to claim a high status.

43Achchhē-achchhē bachchē bhī chaltē-chaltē māyā kā tūphān lagnē sē gir paṛtē haĩ . 44Niśhchaybuddhi sē sanśhaybuddhi hō paṛtē haĩ .

43Even good children experience storms of Maya while moving along and fall. 44From having faithful intellects, they become those who have doubt in their intellects.

45Nahī̃ tō bachchē kabhī bhī sanśhaybuddhi nahī̃ hōtē haĩ ki hamārā yah bāp nahī̃ hai .

45Otherwise, children would never have doubt in their intellects about whether someone is their father.

46Yahā̃ yah wonder hai .

46Here, this is a wonder.

47Kahtē bhī haĩ parampitā paramātmā ham sab ātmāō̃ kā bāp hai , vah hamkō paṛhātē haĩ phir bhī bāp kō bhūl jātē haĩ .

47They say that the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Father of all of us souls. 48He is teaching us and yet we forget the Father.

48Rōz samjhātē rahtē haĩ - bachchē , apnē bāp kō yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

49He continues to explain every day: Children, remember your Father and your sins will be absolved.

49Vikarma tō janma-janmāntar K|kē sir par bahut haĩ .

50You have a lot of sins of many births on your heads.

50Tum jāntē hō mammā-bābā , jiskō brahmā-sarasvatī kahtē hō , vah number one mē̃ haĩ .

51You know that Mama and Baba, who are called Saraswati and Brahma, are number one.

51Vah bhī khud kahtē haĩ - itnā yōg lagātē haĩ , mēhnat kartē haĩ tō bhī anēk janmō̃ K|kē pāp kaṭē nahī̃ haĩ . 52Kuchh na kuchh bhōgnā paṛtā hai .

52They themselves say: We have so much yoga and make so much effort and yet our sins of many births have not been cut away; there is one suffering or another to be settled.

53Ant mē̃ is bhōgnā sē chhūṭ karmātīt avasthā kō pānā hai .

53At the end, you will reach your karmateet stage and become free from this suffering.

54Puruṣhārth karnā hai .

54You have to make effort.

55Māyā bhī cum|kam rustam nahī̃ hai , dōnō̃ hī sarvśhaktimān haĩ .

55Maya, too, is no less powerful. 56Both are almighty authorities.

56Rāvaṇ māyā nē sab manuṣhya mātra kō patit banā diyā hai .

57Maya, Ravan has made all human beings impure. 58They sing: O!

57Gātē bhī haĩ patit-pāvan , tāliyā̃ bajātē rahtē haĩ , tō jarūr patit haĩ nā parantu apnē kō samajhtē nahī̃ haĩ ki ham patit haĩ .

59Purifier! 60They continue to clap. 61So they are surely impure, but they don't consider themselves to be impure.

58Yah samjhānā bhī jarūrī hai ki ab yah patit duniyā hai .

62You definitely have to explain that this world is now impure.

59Pāvan duniyā satyug kō kahā jātā hai .

63The golden age is called a pure world.

60Pāvan duniyā mē̃ aisē patit-pāvan kō nahī̃ bulāyēṅgē .

64You would not call out to the Purifier in this way in the pure world.

61Vahā̃ tō bhārat bahut sukhī thā , ēk hī dharm thā .

65There, when there was just the one religion, Bharat was very happy.

62Abhī tum jāntē hō parampitā paramātmā gyān sāgar hai , vah in sab vēdō̃-śhāstrō̃ ādi K|kē rāz kō jāntē haĩ .

66You now know that the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge and that He knows all the secrets of the Vedas and scriptures, etc.

63Vahī paṛhā rahē haĩ parantu kōī-kōī aisē haĩ jō yah bhī bhūl jātē haĩ ki hamkō paramātmā paṛhātē haĩ . 64Bēhad kā bāp hamē̃ paṛhātē haĩ , vah naśhā nahī̃ chaṛhtā .

67He Himself is teaching us, but some of you are such that they forget that the Supreme Soul is teaching them, that the unlimited Father is teaching them. 68That intoxication doesn't rise.

65Yahā̃ sē bāhar ghar jānē sē naśhā chaknāchūr hō jātā hai .

69When you leave here and go home, that intoxication is completely crushed.

66Kōī muśhkil haĩ jō yuktiyukt puruṣhārth kartē haĩ .

70It is with difficulty that anyone makes accurate effort.

67Māyā baṛī jabardast hai .

71Maya is very powerful.

68Dēh-abhimān tō number one hai .

72Body consciousness is number one.

69Bābā nē samjhāyā hai apnē kō dēhī samjhō .

73Baba has explained: Consider yourselves to be souls.

70Ham ātmā haĩ , is śharīr dvārā ham karma kartē haĩ .

74We are souls and we act through these bodies.

71Apnē kō paramātmā tō kabhī nahī̃ samajhnā hai .

75You must never consider yourself to be the Supreme Soul.

72Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō patit sē pāvan banānē āyā hū̃ .

76The Father says: I have come to make you pure from impure.

73Mujhē ghaṛī-ghaṛī yād karō .

77Repeatedly remember Me.

74Parantu bahut achchhē-achchhē bachchē bhī bāp kō yād nahī̃ kartē haĩ aur phir sach bhī nahī̃ batlātē haĩ .

78However, many very good children don't remember the Father and they don't even tell the truth.

75Chart jō likhkar bhējtē haĩ , usmē̃ bhī jhūṭh .

79The chart they write and send to Baba also has lies.

76Sachchā chart likhtē nahī̃ .

80They don't write honest charts.

77Bābā samjhātē haĩ apnē kō ātmā samjhō , ham ātmā 84 janm pūrē kar ab bābā kē pās jātī hū̃ .

81Baba says: Consider yourselves to be souls. 82We souls have completed our 84 births and are now going to Baba.

78Savērē uṭhkar bābā kō yād karō tō uskā naśhā sārā din rahēgā . 79Manuṣhya dhan kamātē haĩ tō naśhā rahtā hai nā ki āj itnā kamāyā .

83Wake up early in the morning and remember Baba and that intoxication will then remain throughout the day.

80Yah bhī dhandhā hai , vyāpār hai tō usmē̃ kitnī mēhnat karnī chāhiē .

84When people earn money, they have the intoxication of how much they earned that day.

81Bābā apnā anubhav batlātē haĩ , kitnī mēhnat kartē haĩ .

85This too is a business and so you should make so much effort in this.

82Savērē uṭhkar apnē sē bātē̃ karnī hai .

86Baba tells you his own experience of how much effort he makes.

83Ab part pūrā huā , abhī ham gayē ki gayē , phir 21 janm rājya karnā hai . 84Kitnā mīṭhā , kitnā pyārā wonderful bābā hai .

87You have to wake up early in the morning and talk to yourself: Our parts have now ended and we are about to go back and then rule the kingdom for 21 births.

85Aisē bāp kō kōī bhī manuṣhya mātra jāntē nahī̃ haĩ .

88Baba is so sweet, so lovely and so wonderful.

86Bāp ākar bachchō̃ kō apnē sē bhī ūñch lē jātē haĩ aur bachchē phir bāp kō sarvavyāpī kah apnē sē bhī nīchē lē gayē haĩ isliē bāp kahtē haĩ tum bahut duḥkhī ban paṛē hō .

89No human being knows such a Father. 90The Father comes and makes you children even higher than Himself and yet some children then say that the Father is omnipresent and bring Him down even further than themselves.

87Maĩ tum bachchō̃ kō brahmāṇḍ aur viśhva dōnō̃ kā mālik banātā hū̃ aur phir tum bachchē mujh bāp kō sarvavyāpī kah dētē hō .

91This is why the Father says: You have become very unhappy. 92I make you children into the masters of Brahmand and the world and then you say that I, your Father, am omnipresent!

88Yah bhī drama mē̃ khēl hai .

93This is also a play within the drama.

89Ab bāp direction dētē haĩ - aisē-aisē samjhāō .

94The Father is now giving you directions on how to explain.

90Lakṣhmī-nārāyaṇ ādi dēvī-dēvtāyē̃ 100 percent solvent buddhi thē , abhī nahī̃ haĩ .

95Lakshmi and Narayan, the first deities, had one hundred per cent solvent intellects, but they are not like that any more.

91Fark dēkhō kitnā hai - kahā̃ bhārat svarg thā , abhī nark hai .

96Look how much difference there is. 97At first, Bharat was heaven and now it is hell.

92Yah gyān kōī bhī manuṣhya mē̃ nahī̃ hai .

98No human being has this knowledge.

93Tum bachchō̃ mē̃ bhī vah tākat nahī̃ hai . 94Dēh-abhimān bahut hai .

99You children do not have strength; there is a lot of body consciousness.

95Dēhī-abhimānī kō tō dhārṇā hōnī chāhiē .

100Those who are soul conscious would imbibe this.

96Bāp direction dētē haĩ - aisē-aisē lalkār karō .

101The Father gives you directions: Challenge them in this way.

97Ātmā kyā hai , paramātmā kyā hai - kōī kō patā nahī̃ hai .

102No one knows what a soul is or what the Supreme Soul is.

98Tum jāntē hō ham ātmā bindī haĩ , hamārā bāp parampitā paramātmā bhī bindī hai .

103You know that we souls are points and that our Father, the Supreme Father, the Supreme Soul, is also a point.

99Vah knowledgeful , patit-pāvan hai .

104He is knowledge-full and the Purifier.

100Janm-maraṇ mē̃ nahī̃ ātē haĩ .

105He doesn't enter the cycle of birth and death.

101Ham ātmāyē̃ janm-maraṇ mē̃ ātī haĩ .

106We souls enter the cycle of birth and death.

102Parampitā paramātmā kahtē haĩ mērā bhī part hai , maĩ ātā hū̃ , tum sabkō sukhī banākar phir nirvāṇdhām mē̃ baiṭh jātā hū̃ .

107The Supreme Father, the Supreme Soul, says: I too have a part. 108I come and make all of you happy and I then go and sit in the land of nirvana.

103Manuṣhya būṛhē hōtē haĩ tō vānaprasth mē̃ chalē jātē haĩ , parantu arth|earth nahī̃ samajhtē .

109When people become old, they retire, but they don't understand the meaning of that.

104Vānaprasth mānā vāṇī sē parē sthān .

110To retire means to go to the land beyond sound.

105Vah thōṛēhī vāṇī sē parē baiṭhtē haĩ .

111They don't sit beyond sound.

106Abhī vānaprasthī tō sab haĩ .

112Now, all are in the stage of retirement.

107Ham ātmāyē̃ vāṇī sē parē rahnē vālī haĩ . 108Parantu us sthān kō bhī jāntē nahī̃ .

113We souls reside beyond sound, but people don't know about that place.

109Tumhārē mē̃ bhī kōī-kōī key|kī buddhi mē̃ yah bātē̃ haĩ .

114Among you too, only some of you have these things in your intellects.

110Dēh-abhimān bahut hai .

115There is a lot of body consciousness.

111Bāp kō follow nahī̃ kartē haĩ .

116You don't follow the Father.

112Māyā bhī bahut prabal hai .

117Maya is also very powerful.

113Ātmā aur paramātmā K|kē sambandh kō kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .

118No one knows about the relationship between souls and the Supreme Soul.

114Bāp K|kē sambandh kō hī nahī̃ jāntē .

119They don't know about the relationship with the Father.

115Tum bhī ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē hō .

120You too repeatedly forget it.

116Bāp kā bankar bāp kō pūrā yād karnā chāhiē nā .

121After belonging to the Father, you have to remember Him fully.

117Kahtē haĩ - bābā , ghaṛī-ghaṛī yād karnā bhūl jātā hū̃ .

122You say: Baba, I repeatedly forget to remember You.

118Arē , tum māt-pitā kō yād karnā bhūl jātē hō  !

123Oh, You forget to remember the Mother and Father!

119Nirantar yād karnē key|kī hī mañjil hai , jis māt-pitā sē svarg kā varsā lē rahē hō , tum unkō bhūl jātē hō  !

124The destination is to stay constantly in remembrance. 125You forget the Mother and Father from whom you are claiming your inheritance of heaven!

120Wonder hai .

126It is a wonder!

121Māt-pitā tō ēk hī hai .

127The Mother and Father are only the One.

122Bāp kahtē haĩ maĩ hī tumhārā māt-pitā hū̃ .

128The Father says: I alone am your Mother and Father.

123Yah haĩ baṛī guhya bātē̃ .

129These are very deep things.

124Kaī samajhtē haĩ jagat ambā mātā hai , parantu nahī̃ vah tō sākārī hai nā .

130Some think that Jagadamba is the Mother, but no; she is a corporeal being.

125Tum māt-pitā gātē hō nirākār kō . 126Yah sab bātē̃ pahlē nahī̃ batlātē thē .

131You used to sing to the incorporeal One: You are the Mother and Father.

127Din-pratidin guhya bātē̃ sunāī jātī haĩ .

132Baba didn't tell you all of these things in the beginning.

128Kōī bhī bāt na samjhā sakō tō bōlō - bābā nē ajun sunāyā nahī̃ hai , bāp sē pūchhē̃gē . 129Din-pratidin bahut naī-naī points miltī rahtī haĩ .

133Day by day, you are told deep things. 134If you are unable to explain something, then tell them: Baba hasn't yet explained these things to us, and so we will ask Him.

130Knowledge tō bahut baṛī hai .

135Day by day, you receive many new points.

131Samajhnē vālē kōī samajhē̃ .

136Knowledge is vast.

132Paṛhtē-paṛhtē thak jātē haĩ .

137Those who are to understand will understand.

133Bābā kō likhtē haĩ - maĩ nahī̃ chal sakūṅgā , taṅg hō gayā hū̃ .

138Some become tired while studying. 139They write to Baba: I am unable to continue here.

134Taṅg hōkar paṛhāī kō chhōṛ dētē haĩ .

140I am fed up! 141They get fed up and stop studying.

135Vikār mē̃ jātē haĩ tō paṛhāī chhūṭ jātī hai .

142When they indulge in vice, they stop studying.

136Yah paṛhāī brahmcharya key|kī dhārṇā sē hī hōgī .

143This study can only take place in celibacy.

137Agar brahmcharya kō tōṛā tō dhārṇā nahī̃ hō sakēgī .

144If you break your celibacy, you’re not able to imbibe anything.

138Dūsrē kō kah nahī̃ sakē̃gē ki kām mahāśhatru hai .

145You wouldn't be able to tell others that lust is the greatest enemy.

139Buddhi kā tālā hī band hō jātā hai .

146The intellect becomes locked.

140Mañzil bahut ūñchī hai .

147The destination is very high.

141Sannyāsī tō gr̥ihastha dharm kō chhōṛ bhāg jātē haĩ .

148Sannyasis leave their household religion and run away.

142Vō haĩ haṭhyōgī sannyāsī , yah hai rājyōg .

149They are hatha yogi sannyasis whereas this is Raj Yoga.

143Bāp hī ākar rājyōg sikhlātē haĩ .

150The Father alone comes and teaches you Raj Yoga.

144Haṭhyōgī kabhī rājyōg nahī̃ sikhlā sakē̃gē .

151Hatha yogis can never teach Raj Yoga.

145Yah bāt pūrā samjhānē kā ḍhaṅg nahī̃ āyā hai .

152You haven't yet learnt the art of how to explain this fully.

146Unhō̃ kā hai haṭhyōg sannyās .

153Theirs is hatha yoga renunciation.

147Vah patit kō pāvan banā nahī̃ saktē .

154They cannot make impure ones pure.

148Tumhārā hai bēhad kā sannyās , vah hai had kā sannyās .

155Yours is unlimited renunciation whereas theirs is limited renunciation.

149Tumhārī buddhi mē̃ hai ki hamārē 84 janm pūrē huē , ab ham vāpis jātē haĩ .

156It is in your intellects that your 84 births have now ended and that you are now to return home.

150Yah bēhad kā sannyās buddhi sē kiyā jātā hai .

157You have this unlimited renunciation in your intellects.

151Unkā hai haṭhyōg karma sannyās .

158Theirs is hatha yoga, renunciation of karma.

152Tumhārā hai rājyōg , karmyōg , jō bhagvān nē sikhlāyā hai .

159Yours is Raj Yoga and karma yoga and God is teaching you this.

153Abhī tum achchhī rīti samjhā saktē hō ki vah hai haṭhyōg aur yah hai rājyōg .

160You can now explain very well that that is hatha yoga and that this is Raj Yoga.

154Śhiv kō bhī kōī samajhtē nahī̃ haĩ .

161No one understands about Shiva.

155Jaisē ātmā bindī hai , vaisē śhiv bhī bindī hai .

162Just as a soul is a point, so Shiva too is a point.

156Bindī kā niśhān bhī bhrakuṭī mē̃ hī diyā jātā hai aur kōī jagah bindī nahī̃ dēgē .

163The sign of the point is put on the forehead. 164The point would not be applied anywhere else.

157Bhrakuṭī mē̃ hī bindī dī jātī hai .

165The point (tilak) is only put on the forehead.

158Ātmā bhī yahā̃ hī nivās kartī hai - yah kiskō patā nahī̃ hai .

166That is where each soul resides, but no one knows this.

159Itnī chhōṭī bindī mē̃ 84 janmō̃ kā avināśhī part nūndhā huā hai , yah kitnī deep bātē̃ haĩ .

167Such a tiny soul has an imperishable part of 84 births fixed within him. 168These are such deep matters.

160Kōī kō samjhānē nahī̃ āyēṅgī .

169No one else would know how to explain these things.

161Reality mē̃ samjhānā hai .

170You have to explain the reality.

162Jaisē ātmā bindī hai , vaisē paramātmā bhī bindī hai .

171Just as each soul is a point, so the Supreme Soul is also a point.

163Agar dūsrī ātmā āyēgī tō vah bhī bājū mē̃ ākar baiṭhēgī nā .

172If another soul enters a body, he would come and sit next to that one.

164Brāhmaṇ mē̃ ātmā kō bulātē haĩ , ātmā ākar bōltī hai - hamnē phalānī jagah janma liyā hai , tō vah ātmā kahā̃ ākar baiṭhēgī  ?

173When a departed soul is invoked into a brahmin priest, that soul comes and says: I have taken birth at such-and-such a place. 174So, where would that soul come and sit?

165Kyā māthē mē̃  ?

175Would it sit in his head?

166Unmē̃ apnī bhī ātmā hai nā .

176He (the brahmin) already has his own soul.

167Bāp kahtē haĩ maĩ bhī bindī hū̃ , mujhē parampitā param ātmā kahtē haĩ .

177The Father says: I too am a point. 178I am called the Supreme Father, the Supreme Soul.

168Unkī mahimā baṛī bhārī hai .

179His praise is great.

169Śhivāē namaḥ . . . . yah kisnē mahimā key|kī  ?

180Who sang the praise: Salutations to Shiva?

170Ātmā sāligrām nē , tō jarūr vah alag hai .

181Souls, the saligrams. 182So, surely, souls are separate.

171Duniyā in bātō̃ kō nahī̃ jāntī , tum jāntē hō unkā ēk hī nām śhiv hai .

183The world doesn't know these things. 184You know that He only has the one name, Shiva.

172Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō brahmā dēvtāē namaḥ , viṣhṇu dēvtāē namaḥ kahē̃gē . 173Unkō śhiv paramātmāē namaḥ kahē̃gē .

185You would say to Brahma, Vishnu and Shankar: “Salutations to the deity Brahma, Salutations to the deity Vishnu”, whereas to Him you would say, “Salutations to the Supreme Soul, Shiva.”

174Tō śhiv ūñch ṭhaharā|ṭhahrā nā .

186Therefore, Shiva is higher.

175Yah bātē̃ tum samajh saktē hō .

187You can understand these things.

176Yah knowledge bhī tumkō abhī hai .

188It is now that you have this knowledge.

177Tumhārā yah hīrē jaisā janm hai .

189This birth of yours is as valuable as a diamond.

178Dēvtāyē̃ tō prālabdh bhōgtē haĩ .

190Deities simply experience their reward.

179Yah prālabdh dēnē vālā bāp wonderful hai .

191That Father, who gives you the reward, is wonderful.

180Aisē pārlaukik bāp kā kitnā regard rakhnā chāhiē .

192You should have so much regard for the Father from beyond.

181Buddhiyōg is brahmā mē̃ nahī̃ , unmē̃ rakhnā hai .

193Your intellects’ yoga should not be connected to Brahma, but to that One.

182Vah bāp paṛhātē haĩ is dvārā , yah śharīr loan liyā hai .

194That Father is teaching you through this one. 195He has taken this body on loan.

183Sārī sr̥iṣhṭi mē̃ kitnā baṛā mēhmān hai .

196He is such a great Guest of the whole world.

184Śhivbābā paramdhām sē ātē haĩ .

197Shiv Baba comes from the supreme abode.

185Kitnā baṛā bhārat kā mēhmān hai .

198He is such an important Guest of Bharat.

186Kahā̃ sē āyā huā hai  ?

199Where has He come from?

187Un minister ādi key|kī kitnī ijjat hōtī hai .

200They honour those Ministers, etc. so much.

188Yah gupta vēśh mē̃ kitnā baṛā mēhmān patit kō pāvan banānē āyā hai .

201Such an important Guest has come in an incognito form to make impure ones pure.

189Achchhā  !

202Achcha.

190Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

203To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

191Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

204The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

192Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

205Essence for dharna:

1931 ) savērē-savērē uṭh yād mē̃ baiṭh kamāī jamā karnī hai .

206 1. Wake up early in the morning, sit in remembrance and accumulate an income.

194Apnē āp sē bātē̃ karnī haĩ .

207Talk to yourself.

195Dēhī-abhimānī rahnā hai .

208Remain soul conscious.

1962 ) rājyōg , karmyōg sīkhnā aur sikhlānā hai .

209 2. Study and teach others Raj Yoga and karma yoga.

197Kabhī bhī taṅg hōkar paṛhāī nahī̃ chhōṛnī hai .

210Never get fed up and thereby stop studying.

198Bāp kā regard jarūr rakhnā hai .

211Definitely have regard for the Father.

Blessing

199Vardān  : bāp samān bēhad key|kī vr̥itti rakhnē vālē master viśhva kalyāṇkārī bhav

212Blessing: May you be a master world benefactor with an unlimited attitude, the same as the Father’s.

200Bēhad key|kī vr̥itti arthāt sarv ātmāō̃ kē prati kalyāṇ key|kī vr̥itti rakhnā - yahī master viśhva-kalyāṇakārī bannā hai .

213 To have an unlimited attitude means to have an attitude of benevolence for all souls. 214This is being a master world benefactor.

201Sirph apnē vā apnē had kē nimitt banī huī ātmāō̃ K|kē kalyāṇ arth|earth nahī̃ lēkin sarv K|kē kalyāṇ key|kī vr̥itti hō .

215Let your attitude of benevolence not be just for yourself or the limited number of souls for whom you are an instrument, but for everyone.

202Jō apnī unnati mē̃ , apnī prāpti mē̃ , apnē prati santuṣhṭatā mē̃ rāzī hōkar chalnē vālē haĩ , vah sva-kalyāṇī haĩ . 203Lēkin jō bēhad key|kī vr̥itti rakh bēhad sēvā mē̃ busy rahtē haĩ unhē̃ kahē̃gē bāp samān master viśhva kalyāṇkārī .

216Those who happily progress with contentment in their attainments are self-benefactors. 217However, those who have an unlimited attitude and remain busy doing unlimited service are said to be master world benefactors, the same as the Father.

Slogan

204Slōgan  : nindā-stuti , mān-apmān , hāni-lābh mē̃ samān rahnē vālē hī yōgī tū ātmā haĩ .

218Slogan: Those who remain in equanimity in praise and defamation, insult and respect, benefit and loss are said to be yogi souls.

219*** Om Shanti ***