रविवार 24 सितंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
024-09-23 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 22-12-95 madhuban
0 24/09/23 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 22/12/1995
1 « sarv prāpti sampann jīvan key|kī viśhēṣhtā hai - aprasannatā mukt aur prasannatā yukta ' '
1The speciality of a life full of all attainments is that
2Āj pyār K|kē sāgar bāpdādā apnē prēm svarūp ātmāō̃ kō dēkh rahē haĩ . 3Har ēk K|kē dil mē̃ paramātma pyār samāyā huā hai .
2it is free from unhappiness and you remain happy. 3Today, BapDada, the Ocean of Love, is seeing His souls who are embodiments of love.
4Yē paramātma pyār prāpt bhī ēk hī janm mē̃ hōtā hai .
4Godly love is merged in each one's heart. 5This Godly love is attained in just one birth.
583 janm dēv ātmāyē̃ vā sādhāraṇ ātmāō̃ dvārā milā .
6You have received love from deity souls and ordinary souls for 83 births.
6Sōchō , yād karō , sārē kalp kā chakkar lagāō - svadarśhan chakradhārī hō nā !
7Just think about it, remember it, go through the whole cycle - you are spinners of the discus of self-realisation, are you not?
7Tō ēk second mē̃ sārē kalp kā chakkar lagāyā ?
8So, did you go around the whole cycle in a second?
883 janmō̃ mē̃ paramātma pyār milā thā ?
9Did you receive God’s love in 83 births?
9Nahī̃ milā .
10You didn't.
10Sirph is saṅgam par ēk janm mē̃ paramātma pyār prāpt huā .
11It is only in this one birth at the confluence age that you receive Godly love.
11Tō antar kō jān liyā nā !
12So, you now know the difference.
12Ātmāō̃ kā pyār aur paramātma pyār - kitnā antar hai !
13There is so much difference between love from souls and love from God.
13Sādhāraṇ ātmāō̃ kā pyār kahā̃ lē gayā ?
14Where did love from ordinary souls take you? 15What did you receive?
14Kyā prāpt karāyā - anubhav hai nā ?
16You have experienced this, have you not?
15Aur paramātma pyār kahā̃ lē jātā ?
17However, where does God's love take you?
16Apnē sweet home aur sweet rājdhānī mē̃ .
18To your sweet home and your sweet kingdom.
17Ātma pyār rājya-bhāgya ganvātā hai aur paramātma pyār rājya-bhāgya dilātā hai , aur isī janm mē̃ .
19Love for human souls makes you lose your fortune of the kingdom, whereas God's love enables you to receive your fortune of the kingdom and, that too, in this birth.
18Aisē nahī̃ ki sirph bhaviṣhya K|kē ādhār par chal rahē hō .
20It isn't that you are moving along on the basis of the future.
19Nahī̃ . 20Direct paramātma prāpti tō ab hai .
21No, it is at this time that you have direct Godly attainment.
21Vartamān kē āgē bhaviṣhya bhī kuchh nahī̃ hai .
22Compared to the present, the future is nothing.
22Āp lōg gīt gātē hō nā ki svarg mē̃ kyā hōgā aur kyā nahī̃ hōgā .
23You sing the song about what there will be and what there won't be in heaven. 24What is the song about the present time?
23Aur abhī kā gīt kyā hai ?
25You have attained what you had to attain.
24Jō pānā thā vō pā liyā … vā pānā hai ?
26Or, do you still have to attain it?
25Pā liyā .
27You have attained it.
26Pāṇḍavō̃ nē pā liyā ?
28Have you Pandavas attained it?
27Gōpiyō̃ kā tō gāyan hai hī .
29There is the memorial of the gopis.
28Is samay kā gāyan hai ki aprāpta nahī̃ kōī vastu brāhmaṇō̃ K|kē khazānē mē̃ . 29Dēvtāō̃ K|kē khazānē mē̃ nahī̃ , brāhmaṇō̃ K|kē khazānē mē̃ .
30The memorial of the present time is: Nothing is lacking in the treasure store of Brahmins; not in the treasure store of deities, but in the treasure store of Brahmins.
30Tō abhī brāhmaṇ hō nā ?
31So, you are Brahmins at present, are you not?
31Tō anubhav kartē hō ki aprāpta nahī̃ kōī vastu ?
32Do you experience that nothing is lacking?
32Aur yē prāptiyā̃ avināśhī haĩ , alpkāl key|kī nahī̃ haĩ . 33Tō jiskō sarv prāptiyā̃ haĩ uskē jīvan mē̃ kyā viśhēṣhtā hōgī ?
33As all of these attainments are imperishable, not temporary, what speciality would someone who has all attainments in his life have?
34Sab prāptiyā̃ haĩ , ēk bhī cum|kam nahī̃ hai tō uskī chalan aur chēhrē mē̃ kyā viśhēṣhtā dikhāī dēgī ?
34If someone has all attainments, and does not lack a single attainment, then what speciality would be visible in his activity and on his face?
35Sadā prasannatā .
35Constant happiness and cheerfulness.
36Kuchh bhī hō jāyē lēkin sarv prāptivān apnī prasannatā chhōṛ nahī̃ saktā .
36No matter what happens, someone who has all attainments cannot let go of his happiness.
37Aprasannatā kabhī bhī hōtī hai tō check karō ki aprāpti kā anubhav hōtā hai yā sarv prāptiyō̃ kā ?
37Whenever you are unhappy, check whether you are experiencing a lack of attainment or whether you have all attainments.
38Āj bāpdādā nē bahut hī , sēvākēndra aur up-sēvākēndra dēkhē , vidēśh mē̃ nahī̃ , dēśh mē̃ sēvākēndra dēkhē .
38Today, BapDada saw many centres and sub-centres, not in the foreign lands, but in this land. 39Mostly, in the service centres there are the servers.
39Sēvākēndra mē̃ viśhēṣh tō sēvādhārī haĩ , tō āj chakkar lagātē huē sēvādhārī aur sēvāsthān , dōnō̃ dēkhē .
40So, today, while touring around the centres, Baba saw both the servers and the service places.
40Har ēk sthān mē̃ , chāhē chhōṭē , chāhē baṛē , sabhī mē̃ check kiyā ki sēvādhārī tan sē , man sē , dhan sē aur sēvā K|kē sambandh-sampark sē kitnē prasann haĩ ? 41Kyōṅki viśhēṣh tō yahī bātē̃ haĩ nā !
41In each place, whether it was big or small, Baba checked each server to see to what extent everyone was happy while serving with their bodies, their minds, their wealth and through the relations and contacts, because these are special things, are they not?
42Tō kyā dēkhā ?
42So, what did Baba see?
43Tan tō sabkē purānē haĩ hī , chāhē javān haĩ , chāhē baṛē haĩ , chhōṭē aur hī baṛō̃ sē bhī kahā̃-kahā̃ kamzōr haĩ , chāhē bīmārī baṛī hai lēkin bīmārī key|kī mahsūstā ki maĩ kamzōr hū̃ , maĩ bīmār hū̃ - yē bīmārī kō baṛhā dētī hai kyōṅki tan kā prabhāv man par ā gayā tō double bīmār hō gayē .
43Everyone's body is old anyway, whether they are young or old. 44In fact, the younger ones are sometimes weaker than the old ones. 45Even if their illness is serious, the feeling of being ill or the thought, "I am weak, I am ill", increases the illness. 46Because the body affects the mind, you therefore become doubly ill.
44Tan aur man dōnō̃ sē double bīmār hōnē K|kē kāraṇ bār-bār soul conscious K|kē bajāy bīmārī conscious hō jātē haĩ .
47Because of being doubly ill in the body and the mind, instead of being soul conscious, you repeatedly become illness conscious.
45Tō kyā dēkhā ?
48So, what did Baba see?
46Ki tan sē tō majority , bīmār kahō yā hisāb-kitāb chuktu karnā kahō , kar rahē haĩ , lēkin 50 percent double bīmār aur 50 percent single bīmār haĩ .
49He saw that in their bodies the majority, whether you call them ill or call it settling their accounts, 50 per cent are doubly ill and 50 per cent are ill in a single way.
47Bākī hōnā kyā chāhiē ?
50However, what should happen?
48Kabhī bhī man mē̃ bīmārī kā saṅkalp nahī̃ lānā chāhiyē - maĩ bīmār hū̃ , maĩ bīmār hū̃ … lēkin hōtā kyā hai ?
51You must never have any thoughts of illness in your mind and think, "I am ill, I am ill." 52What happens instead?
49Yē pāṭh pakkā hō jātā hai ki maĩ bīmār hū̃ . . . kabhī-kabhī kisī samay bīmār hōtē nahī̃ haĩ lēkin man mē̃ khuśhī nahī̃ hai tō bahānā karē̃gē ki mērē kamar mē̃ dard hai kyōṅki majority kō yā tō ṭāṅg dard , yā kamar kā dard hōtā hai , kaī bār dard hōtā nahī̃ hai phir bhī kahē̃gē mērē kō kamar mē̃ dard hai .
53You make this thought firm, "I am ill." 54Then, sometimes, there isn't any pain, but, because of not having happiness in their minds, some make excuses, "I have a backache." 55The majority either has pain in their legs or back or they often say that they have a backache, even without having any pain!
50Abhī uskī checking kaisē hō ?
56How can you check this?
51Doctors kē pās iskā kōī thermometer hai , jō kamar dard hai yā nahī̃ vō check kar sakē ?
57Do doctors have a thermometer with which they can check whether you truly do have backache or not?
52X-ray karāō , yē karāō , vō tō aur hī kharchā lagāō .
58Get an X-ray, do this, etc. 59This incurs further expense.
53Tō kyā dēkhā , tan kē bārē mē̃ sunāyā .
60So, what did Baba see? 61Baba told you about the body.
54Kaī sēvādhārī aisē dikhāī diyē .
62Many servers like this were seen.
55Sēvādhārī āp sabhī hō .
63All of you are servers.
56Aisē nahī̃ samajhnā sirph teachers key|kī bāt hai .
64Do not think that this only applies to the teachers; no.
57Sēvādhārī āp pravr̥itti vālē bhī hō nā ?
65All of you householders are also servers, are you not?
58Ki jō centres par rahtē haĩ vō sēvādhārī haĩ ?
66Or, are only those who live at the centres servers?
59Āp lōg pravr̥itti mē̃ rahnē vālē bhī sēvādhārī hō .
67All of you who live in households are also servers.
60Kabhī āpkē gharō̃ kā bhī chakkar lagāyēṅgē . 61Dēkhē̃gē ki kaisē sōtē hō , kaisē uṭhtē hō ? 62Double bed hai , single bed hai ?
68Sometimes, Baba will tour around your homes and see how you sleep, how you wake up, whether you have a double bed or a single bed.
63Achchhā yē tō āj K|kē chakkar key|kī bāt hai .
69Achcha, Baba is now talking about today's tour.
64Ājkal K|kē hisāb sē davāiyā̃ khānā yē baṛī bāt nahī̃ samjhō kyōṅki kaliyug kā vartamān samay sabsē śhaktiśhālī fruit yē davāiyā̃ haĩ .
70According to the time nowadays, do not think that it is a big thing to take medicine, because, at the present time, the most powerful fruit of the iron age is medicine.
65Dēkhō kōī raṅg-biraṅgī tō haĩ nā .
71Look, they are all so colourful!
66Kaliyug K|kē last kā yahī ēk fruit hai tō khā lō pyār sē .
72This is the last fruit of the iron age which you should take with love.
67Davāī khānā yē bīmārī yād nahī̃ dilātā .
73When you take medicine, it doesn't have to remind you of the illness.
68Agar davāī kō mazbūrī sē khātē hō tō mazbūrī key|kī davāī bīmārī yād dilātī hai aur śharīr kō chalānē K|kē liyē ēk śhakti bhar rahē haĩ , us smr̥iti mē̃ khāyēṅgē tō davāī bīmārī yād nahī̃ dilāyēgī , khuśhī dilāyēgī tō bas dō-tīn din mē̃ davāī sē ṭhīk hō jāyēṅgē .
74If you take your medicine under compulsion, then compulsive medicine will remind you of your illness, whereas if you take it with the consciousness of taking it to put strength into your body, the medicine will not then remind you of your illness. 75If you think that it will give you happiness, then, through that medicine, you will be all right in two or three days.
69Ājkal K|kē tō bahut nayē fashion haĩ , kaliyug mē̃ sabsē jyādā invention ājkal davāiyā̃ yā alag-alag therapy nikālī hai , āj phalānī therapy hai , āj phalānī , tō yē kaliyug K|kē season kā śhaktiśhālī phal hai isliē ghabrāō nahī̃ .
76Nowadays, there are many new fashions. 77In the iron age, the most inventions are of medicine and different therapies. 78Today, there is this therapy and tomorrow, there will be that therapy, and so this is the most powerful fruit of the iron age season.
70Lēkin davāī conscious , bīmārī conscious hōkar nahī̃ khāō .
79Therefore, don't be afraid, but do not take medicine while being medicine conscious or illness conscious.
71Tō tan key|kī bīmārī hōnī hī hai , naī bāt nahī̃ hai isliē bīmārī sē kabhī ghabrānā nahī̃ .
80So, of course, there will be illness of the body; that is nothing new. 81Therefore, never be afraid of any illness.
72Bīmārī I|āī|eye aur uskō fruit thōṛā khilā dō aur vidāī dē dō .
82When it comes, give it some fruit and then bid it farewell.
73Achchhā yē huā tan key|kī result .
83Achcha, this was the result in terms of the body.
74Phir aur kyā dēkhā ?
84Then, what else did Baba see?
75Man , man mē̃ kyā dēkhā ?
85The mind. 86What did Baba see about the mind?
76Ēk bāt khuśhkhabarī key|kī yē dēkhī ki majority har ēk sēvādhārī K|kē man mē̃ bāp kā pyār aur sēvā kā umaṅg dōnō̃ haĩ . 77Bākī 25 percent kōī mazbūrī sē chal rahā hai , vō chhōṛō .
87Baba saw the good news that, in the majority, each server has a lot of love for Baba and a lot of enthusiasm for doing service - leaving aside the 25 per cent who may be moving along under compulsion.
78Lēkin majority K|kē man mē̃ yē dōnō̃ bātē̃ dēkhī .
88Baba saw both these aspects in the minds of the majority of children.
79Aur yē bhī dēkhā ki bāp sē pyār hōnē K|kē kāraṇ yād mē̃ bhī śhaktiśhālī hō baiṭhnē kā , chalnē kā , sēvā karnē kā attention bahut dētē haĩ lēkin khēl kyā hōtā hai ki chāhtē haĩ ki yād kī seat par achchhī tarah sē set hōkar baiṭh jāyē̃ lēkin thōṛā time tō set hōtē haĩ phir hilnā-ḍulnā śhurū hōtā hai .
89Baba also saw that, because of having love for the Father, you pay a lot of attention to sitting in a powerful stage in remembrance, to progressing and doing service. 90However, what game takes place then? 91Although you want to remain set on the seat of remembrance very well, you only remain set for a short time; you then start fidgeting.
80Jaisē bachchā hōtā hai , uskō jyādā time seat par biṭhāō tō hilēgā jarūr . 81Tō man bhī agar control mē̃ , order mē̃ nahī̃ hai tō thōṛā time tō bahut achchhē baiṭhtē haĩ , chaltē haĩ , sēvā bhī kartē haĩ lēkin kabhī set hōtē haĩ , kabhī upset bhī hō jātē haĩ . 82Kāraṇ kyā hai ?
92Just like little children would definitely start to fidget if you make them sit on a seat for a long time, so too, if your mind is not under control, if it is not in order, you only remain seated well for a short time. 93You make progress and also do service, but, sometimes, you are set and sometimes you get upset.
83Hōnā set chāhtē haĩ lēkin upset kyō̃ hōtē haĩ ?
94What is the reason for that? 95You wish to be set, so why do you get upset?
84Kāraṇ kyā hai ?
96What is the reason for that?
85Ēkāgratā kī śhakti , dr̥iṛhtā kī śhakti , uskī kamī hai .
97You lack the power of concentration and the power of determination.
86Plan bahut achchhā sōchtē haĩ , aisē baiṭhē̃gē , yē anubhav karē̃gē phir yē sēvā karē̃gē , phir aisē chalē̃gē , lēkin karma karnē mē̃ yā baiṭhē-baiṭhē bhī dr̥iṛhtā kī śhakti kam hō jātī hai . 87Aur bātō̃ mē̃ man-buddhi baṇṭ jātē haĩ .
98You make very good plans for sitting in this way and having this experience and that you will then do this service, that you will then move along like this. 99You make very good plans, but, while acting on them or even while just sitting idly, your power of determination is reduced, and your mind and intellect get busy with other things.
88Chāhē kām mē̃ busy nahī̃ hai lēkin vyarth saṅkalp yē sabsē baṛā kām hai jō apnē taraph khīñch lētā hai .
100Sometimes, you are not busy doing any work, but waste thoughts become the greatest work and those attract you.
89Tō sthūl kām nahī̃ bhī hō lēkin dr̥iṛhtā kī śhakti baṇṭnē K|kē kāraṇ man aur buddhi seat par set hōnē kē bajāē halchal mē̃ ā jātē haĩ .
101You may not have any physical work, but, because your power of determination has scattered, your mind and intellect, which you want to keep set, fluctuate.
90Bāpdādā nē āp sabkō jō kām diyā thā vō dēkhā .
102BapDada saw to what extent you carried out the work that He gave all of you.
91Bāpdādā kē pās sab chiṭkiyā̃ pahũchī .
103All the notes reached BapDada.
92Lēkin kaī bachchē baṛē chālāk haĩ .
104However, many children are very clever.
93Chālākī kyā kartē haĩ ?
105What cleverness did they do?
94Chiṭkī likhtē haĩ lēkin nām nahī̃ likhtē .
106They wrote a note, but didn't write their name on it.
95Aisē samajhkar kartē haĩ bābā tō jāntā hai .
107They wrote it in that way thinking that Baba knows everything.
96Jāntā hai , phir bhī agar kām diyā hai tō kām tō pūrā karō nā .
108Of course Baba knows, but, since Baba gave you some work to do, you should at least do your work fully.
97Teacher agar kahē yē likhkar āō aur teacher kō kahō ki āp tō jāntē hō nā - mujhē yē likhnā ātā hai , tō teacher mānēgā ?
109If your teacher tells you to write something and you tell your teacher, "Well, you know that I know how to write this", would the teacher accept it?
98Tō kaī tō nām hī nahī̃ likhtē .
110Many don't even write their name.
99Lēkin jō bhī jis group mē̃ kām diyā hai , majority sabkī yē khuśhī key|kī bāt dēkhī , ki sabnē likhā hai ki ham diamond jubilee tak karkē dikhāyēṅgē .
111However, whatever task you have been given in whichever group you are in, Baba saw a very pleasing thing in the majority of them, that they have the thought that they will definitely do this by the Diamond Jubilee.
100Yē majority kā hai .
112This applies to the majority.
101Āp sabkā bhī hai ?
113Do you also feel the same?
102Jīvanmukt hō jāyēṅgē ?
114Will you be liberated in life?
103Agar sabhī bātō̃ sē mukt hō gayē tō kyā hō jāyēṅgē ?
115If you become free from all these things, what will you become?
104Jīvanmukt hō jāyēṅgē nā .
116You would be liberated in life, would you not?
105Tō sabhī nē apnī himmat , umaṅg achchhā dikhāyā hai , chāhē foreign vālō̃ nē , chāhē bhārat vālō̃ nē , umaṅg-utsāh sabhī kā achchhā hai .
117So, each of you has shown very good courage and enthusiasm. 118Whether you are foreigners or residents of Bharat, the majority of you has good zeal and enthusiasm.
106Kōī-kōī nē , bahut thōṛō̃ nē likhā hai , ki hamkō time lagēgā .
119Very few have written that they need more time. 120Let them take more time.
107Lagnē dō unhō̃ kō . 108Āp lōg tō jīvanmukt hō jāō .
121All of you have to at least be liberated in life.
109Tō result mē̃ dēkhā ki sabhī kō umaṅg hai ki diamond jubilee mē̃ kuchh karkē dikhāyē̃ .
122So, Baba saw in the result that everyone has the enthusiasm definitely to do something in the Diamond Jubilee.
110Lēkin bāpdādā nē dēkhā ki jitnā apnē āpkō diamond banānē kā umaṅg-utsāh hai , utnā hī diamond jubilee varṣh mē̃ sēvāō̃ K|kē plan bhī bahut fast banāyē haĩ .
123However, BapDada saw that, to the extent you have zeal and enthusiasm to make yourself into a diamond, you also make very fast plans for service for the Diamond Jubilee.
111Fast banāyē haĩ ismē̃ bāpdādā khuśh hai lēkin aisā nahī̃ kahnā ki bahut sēvā kā bōjh thā nā isīliē thōṛā nīchē-ūpar hō gayā .
124BapDada is happy that you have made fast plans, but do not then say that the burden of service was too much and so there was some fluctuation.
112Yē bāpdādā nahī̃ chāhtē .
125BapDada does not want this.
113Sēvā jō svayã kō vā dūsrē kō disturb karē vō sēvā nahī̃ hai , svārtha hai .
126Service that disturbs you or others is not service; it is selfishness.
114Aur nimitt kōī na kōī svārtha hī hōtā hai isliē nīchē-ūpar hōtē haĩ .
127When there is fluctuation, it is because of one selfish motive or another.
115Chāhē apnā , chāhē dūsrē kā svārtha jab pūrā nahī̃ hōtā hai tab sēvā mē̃ disturbance hōtī hai isliē svārtha sē nyārē aur sarv K|kē sambandh mē̃ pyārē bankar sēvā karō , tab jō saṅkalp kiyā hai vā lakṣhya rakhā hai ki diamond jubilee mē̃ diamond ban diamond jubilee manāyēṅgē , vah pūrā hō sakēgā .
128When either your own selfishness or that of others is not fulfilled, there is disturbance in service. 129All of you have to serve while being detached and loving: detached from selfishness and loving in your relationships with everyone. 130Then, the aim and the thought that you have had for the Diamond Jubilee, that you will become a diamond and celebrate the Diamond Jubilee, will be fulfilled.
116Ādhā nahī̃ yād karnā .
131Do not just remember half of it.
117Kaī aisē javāb dētē haĩ , kahtē haĩ diamond jubilee tō manānē kī thī tō manāyā , usmē̃ busy hō gayē .
132Many respond to Baba and say that they have to celebrate the Diamond Jubilee, and so they get busy doing this and that.
118Lēkin bāpdādā K|kē dōnō̃ śhabda yād rakhnā . 119Ādhā nahī̃ .
133However, you have to remember both aspects of what BapDada has said, not just half of it.
120Diamond ban , diamond jubilee manānī hai .
134Having become a diamond you then have to celebrate the Diamond Jubilee.
121Sirph manānī hai nahī̃ , bankar manānī hai . 122Tō matlab kā arth|earth nahī̃ lēnā - manā liyā nā .
135It is not that you just have to celebrate it, but you have to become a diamond and celebrate it.
123Lēkin bankar manāyā ? 124Bankar K|kē manānā yē hai diamond jubilee kā lakṣhya .
136So, do not take just the aspect that suits you and celebrate it in that way, but become this and then celebrate it.
125Tō ādhā lakṣhya nahī̃ pūrā karnā . 126Double hai - bannā aur manānā .
137To become a diamond and then celebrate it is the aim for the Diamond Jubilee.
127Sirph bannā nahī̃ , sirph manānā nahī̃ . 128Dōnō̃ sāth-sāth hō .
138Do not fulfil only half the aim; you have a double aim.
129Aur āp sabkō mālūm hai ki jab āp diamond jubilee K|kē vā diamond bannē K|kē plan banā rahē hō tō āp sabsē pahlē māyā bhī apnā plan banā rahī hai isliē yē nahī̃ kahnā - kyā karē̃ bābā , himmat kam hō gaī , māyā bahut tēj hai , māyā kō apnē pās|pass rakhō .
139You have to become this and then celebrate; not just become nor just celebrate, but both should be together. 140You know that you are making plans for the Diamond Jubilee and to become diamonds. 141All of you know that, Maya is also making her plans in advance. 142Therefore, do not say, "What can I do, Baba?
130Rājya āp karē̃gē aur māyā kō bābā sambhālē̃gē !
143I lack courage. 144Maya is very sharp, and so keep Maya with You."
131Rājya tō āpkō karnā hai nā .
145You will rule the kingdom, and Baba will look after Maya!
132Māyājīt jagatjīt bantā hai , tō māyā kō jītnē K|kē binā jagatjīt kaisē banē̃gē ?
146You have to rule the kingdom. 147You have to become conquerors of Maya and conquerors of the world.
133Isīliyē chārō̃ ōr attention please . 134Samjhā ?
148So, how can you become conquerors of the world without conquering Maya?
135Achchhā . 136Chakkar kā ādhā sunāyā , ādhā phir sunāyēṅgē .
149Therefore, in all directions, pay attention please! 150Do you understand? 151Achcha.
137Centre kōī-kōī tō bahut achchhē sajē-sajāyē aur kōī simple tō kōī bahut royal , kōī bīch K|kē bhī thē .
152Baba has told you half of what He saw on His tour; He will relate the other half some other time. 153Many centres were very beautifully decorated. 154Some were very simple, some very royal.
138Jyādā haĩ jō samajhtē haĩ ki royal lagē , kōī V|we . I|āī|eye . pī|P . āvē tō uskō lagē ki centre achchhā hai , lēkin apnā ( brāhmaṇō̃ kā ) ādi sē ab tak kā niyam hai ki na bilkul sādā hō , na bahut royal hō . 139Bīch kā hōnā chāhiyē .
155Some were of the middle level. 156There are many who feel that everything should be very royal so that if a VIP comes, he should feel that the centre is very good. 157However, for Brahmins, you have had the discipline from the beginning that everything should be of the middle level: not too simple and not too royal.
140Brahmā nē tō bahut sādhāraṇ dēkhā aur rahā .
158You saw how Brahma lived in a very simple way.
141Lēkin abhī sādhan haĩ , sādhan dēnē vālē bhī haĩ phir bhī kōī bhī kārya karō tō bīch kā karō .
159However, you have facilities and there are also those who supply you with those facilities. 160Even then, when you carry out any task, let it be of the middle level.
142Aisā bhī kōī na kahē ki yah kyā lagā diyā hai - patā nahī̃ , aur na kōī kahē ki yē tō abhī rājāī ṭhāṭh hō gayā hai .
161No one should ask: "What have you put up?" 162No one should even say: You are already now living in royal splendour!" 163So, what was the lesson for today?
143Tō āj kā pāṭh kyā hai ? 144Mukt tō sabsē hō gayē nā !
164All of you have become free from everything, have you not?
145Sabsē mukt hōnē key|kī pratigyā hō gaī hai nā !
165You have all made a promise to become free from everything, have you not?
146Pakkī hai yā ghar jāyēṅgē tō kahē̃gē ki muśhkil hai !
166Is it a firm promise? 167Or, when you return home, will you say that it is difficult?
147Pakkā rahnā .
168Be very strong.
148Māyā kō diamond jubilee mē̃ mazā chakhākar dikhāō .
169Let Maya taste the sweetness of the pleasure of the Diamond Jubilee.
149Master sarvśhaktimān hō , cum|kam tō nahī̃ hō !
170You are master almighty authorities, no less.
150Achchhā , double foreigners bhī bahut āyē haĩ .
171Achcha, many double foreigners have come.
151Sthāpanā K|kē kārya key|kī double śhōbhā - double vidēśhī haĩ .
172The double beauty of the task of establishment is in the double foreigners.
152Bāpdādā jāntē haĩ ki kitnē mēhnat sē , yukti sē yahā̃ pahũchtē haĩ .
173BapDada knows that you come here with so much effort and in such clever ways.
153Agar lagan kam hō tō pahuñchnā bhī muśhkil lagē .
174If you didn't have so much love, it would be difficult to reach here.
154Ēk taraph bāp-dādā suntē haĩ ki manī|money down hō gaī hai aur dūsrē sāl dēkhtē haĩ tō aur bhī vidēśhī jyādā ā gayē haĩ .
175On the one hand, BapDada hears that the value of money has gone down and, on the other, every year He sees that many more foreigners come.
155Tō yē himmat hai .
176So this is courage.
156Russia kā group bhī āyā hai nā !
177A group from Russia has also come.
157Russia vālō̃ nē ticket kahā̃ sē lāī ?
178Where did those from Russia get the tickets from?
158Inhō̃ key|kī kahāniyā̃ bahut achchhī sunnē vālī haĩ .
179Their stories are very good and worth hearing.
159Ticket kaisē ikaṭṭhī kartē haĩ , uskī kahānī bahut achchhī hai .
180Stories of how they accumulate their ticket money are very good. 181All of this will happen.
160Yē tō sab hōnā hī hai .
182It is only paper. 183It is just paper.
161Jab hai hī kāġaz , paper hī tō hai , chāhē dollar kahō , chāhē pound kahō , hai tō paper hī , tō paper kahā̃ tak chalēgā !
184Whether you call it a dollar or a pound, it is still just paper. 185So, how long will the paper last?
162Sōnē kā mūlya hai , hīrē kā mūlya hai , paper kā kyā hai ?
186Gold has value, diamonds have value, but what about paper?
163Manī|money down tō hōnī hī hai . 164Aur āpkī manī|money sabsē jyādā mūlyavān hai .
187The value of money has to go down, and your money is the most valuable.
165Jaisē śhurū mē̃ akhbār mē̃ ḍalvāyā thā nā ki ōm maṇḍlī richest in the world .
188In the beginning, you had it printed in the papers that Om Mandli was the richest in the world.
166Kamāī kā sādhan kuchh nahī̃ thā .
189You didn't have any means of earning.
167Brahmā bāp kē sāth ēk-dō samarpaṇ huē aur akhbār mē̃ ḍālā richest in the world .
190One or two had surrendered themselves with Father Brahma and it was printed in the papers that you were the richest in the world.
168Tō abhī bhī jab chārō̃ ōr yē sthūl halchal hōgī phir āpkō akhbār mē̃ nahī̃ ḍālnā paṛēgā . 169Āpkē pās|pass akhbār vālē āyēṅgē aur khud hī ḍālē̃gē , T . V|we . mē̃ dikhāyēṅgē ki brahmakumaris richest in the world kyōṅki āpkē chēhrē chamaktē rahē̃gē , kuchh bhī hō jāyē .
191So, even now, when there is physical upheaval everywhere, you will not have to print it in the papers, but the journalists will come to you themselves and write it by themselves. 192They will show on TV that the Brahma Kumaris are the richest in the world because, no matter what happens, your faces will be sparkling.
170Din mē̃ khānē key|kī rōṭī bhī nahī̃ milē tō bhī āpkē chēhrē chamaktē rahē̃gē .
193You may not have any chapattis to eat during the day, yet your faces would be sparkling.
171Tō chārō̃ ōr hōgā dukh aur āp khuśhī mē̃ nāchtē rahē̃gē .
194So, there would be sorrow everywhere and you would be dancing in happiness.
172Isī kō hī kahtē haĩ miruā maut malū kā śhikār isliē bāpdādā nē āj kahā ki brāhmaṇ jō sachchē haĩ , brāhmaṇ jīvan mē̃ śhrēṣhṭh jīvan K|kē lakṣhya vālē haĩ uskī viśhēṣhtā hai prasannatā .
195This is known as "Death for the prey and happiness for the hunter." 196This is why BapDada said today: The speciality of those who are true Brahmins, those who aim to have an elevated life, is happiness.
173Chāhē kōī gālī bhī dē rahē hō tō bhī āpkē chēhrē par duḥkh key|kī lahar nahī̃ ānī chāhiyē .
197Even if someone is insulting you, do not let your face have any wave of sorrow on it.
174Prasannchitt .
198Just remain cheerful.
175Gālī dēnē vālā bhī thak jāyēgā . . . , hō saktā hai ?
199Those who insult you will then get tired. 200Is this possible?
176Yah nahī̃ ki usnē ēk ghaṇṭā bōlā , mainnē sirph ēk second bōlā .
201Let it not be that he spoke for one hour and you spoke for just one second.
177Second bhī bōlā yā sōchā , śhakla par aprasannatā I|āī|eye tō fail hō gayē .
202If you speak or think for just one second, if you show any signs of displeasure on your face, you have failed.
178Itnā sahan kiyā nā , ēk ghaṇṭā sahan kiyā , phir gubbārē sē gas nikal gaī .
203"I tolerated so much. 204I tolerated it for one hour and then the gas escaped from the balloon."
179Tō gas vālē gubbārē nahī̃ bannā .
205So, do not become gas balloons.
180Aur chāhiyē hī kyā ?
206What else do you need?
181Bāp milā , sab kuchh milā - gīt tō yahī gātē hō nā .
207You found the Father and so you found everything. 208This is the song that you sing, is it not?
182Tō aisē time par aisī-aisī bātē̃ yād karō tō chēhrā nahī̃ badalēgā .
209Remember these things at those times and your faces will not change.
183Aisē nahī̃ uskē āgē jōr-jōr sē hansnē lag jāō , tō vō aur hī garm hō jāyē .
210It should not be that you start laughing loudly in front of that person so that he becomes even more angry.
184Prasannatā arthāt ātmik muskarāhaṭ . 185Bāhar key|kī nahī̃ , ātmik .
211Cheerfulness means a spiritual smile: not an external smile, but a spiritual smile.
186Tō āj kā pāṭh kyā rahā ?
212So, what was today's lesson?
187Sadā aprasannatā mukt aur prasannatā yukta , double - samjhā ?
213To be constantly free from unhappiness and to remain happy. 214Double! 215Do you understand?
188Achchhā .
216Achcha.
189Chārō̃ ōr K|kē bāpdādā K|kē prēm svarūp ātmāō̃ kō , sadā svayã kō aprasannatā sē mukt karnē vālē tīvr puruṣhārthī ātmāō̃ kō , sadā yād aur sēvā K|kē balance dvārā sēvā key|kī saphaltā pānē vālē bhāgyavān ātmāō̃ kō , sadā bāp kō pratyakṣha karnē K|kē umaṅg-utsāh mē̃ rahnē vālē dēśh-vidēśh dōnō̃ K|kē sarv bachchō̃ kō , bāp kō apnī khuśhkhabarī likhnē vālē , apnī sēvā kā umaṅg rakhnē vālē aisē bāp K|kē sadā snēhī aur samīp bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē .
217To all souls in all directions who are embodiments of love for BapDada, to those who free themselves from unhappiness and who are intense effort-makers, to the fortunate souls who, with a balance of remembrance and service, constantly attain success in service, to all the children in this land and abroad who stay in the enthusiasm of revealing the Father, to those who write their good news to the Father and who maintain enthusiasm for their own service, to such loving souls who are close to the Father, BapDada's love remembrance and namaste.
Blessing
190Vardān : akhaṇḍ smr̥iti dvārā vighnō̃ kō vidāī dēnē vālē master sarvśhaktimān bhav
218Blessing: May you be a master almighty authority who bids farewell to obstacles by having constant awareness of the self.
191Saṅgamyug vighnō̃ kō vidāī dēnē kā yug hai , jiskō ādhākalp kē liē vidāī dē chukē uskō phir ānē na dō .
219 The confluence age is the age to bid farewell to obstacles. 220Therefore, do not allow the obstacles to whom you have bidden farewell for half a cycle come again.
192Sadā yād rakhō ham vijayī ratna haĩ , master sarvśhaktimān haĩ - yah smr̥iti akhaṇḍ rahē tō śhaktiśhālī ātmā K|kē sāmnē māyā kā vighna ā nahī̃ saktā .
221Constantly remember: I am a victorious jewel, a master almighty authority. 222Let this awareness be constant because obstacles of Maya will not be able to come in front of powerful souls.
193Vighna āyā phir miṭāyā tō akhaṇḍ aṭal nahī̃ kahē̃gē , isliē sadā śhabda par attention dō .
223If an obstacle comes and you have to remove it, that is not called being constant and unshakeable. 224Therefore, pay attention to the word “constant”.
194Sadā yād mē̃ rahnē sē sadā nirvighna rahē̃gē aur vijay kā nagāṛā bajtā rahēgā .
225By constantly staying in remembrance, you will constantly be free from obstacles and the drums of victory will continue to beat.
Slogan
195Slōgan : īśhvarīy sēvā mē̃ khud kō offer karnā hī bāpdādā key|kī āphrīn lēnā hai .
226Slogan: To offer yourself for doing Godly service is to receive thanks from BapDada.
227*** Om Shanti ***