बुधवार 4 अक्टूबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

004-10-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 04/10/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - niśhchay karō ki ham ātmā haĩ , yah hamārā śharīr hai , ismē̃ sākṣhātkār key|kī kōī bāt nahī̃ , ātmā kā sākṣhātkār bhī hō tō samajh nahī̃ sakē̃gē ' '

1Essence: Sweet children, have the faith that you are souls and that those are your bodies. 2There is no question of having visions in this. 3Even if people were to have a vision of a soul, they wouldn’t be able to understand it.

Question

2Praśhna  : bāp key|kī kis śhrīmat par chalnē sē garbhajail key|kī sajāō̃ sē chhūṭ saktē haĩ  ?

4Question: By following which shrimat of the Father will you be liberated from being punished in the jail of a womb?

Answer

3Uttar  : bāp key|kī śhrīmat hai - bachchē naṣhṭōmōhā banō , ēk bāp dūsrā na kōī , tum sirph mujhē yād karō aur kōī bhī pāp karma na karō tō garbhajail key|kī sajāō̃ sē chhūṭ jāyēṅgē .

5Answer: The Father's shrimat is: Children, become conquerors of attachment. 6Belong to the one Father and none other. 7Simply remember Me and don't perform any sinful acts and you will be liberated from being punished in the jail of a womb. 8You have been jailbirds here for birth after birth.

4Yahā̃ tum janma-janmāntar jēl bird bantē āyē , ab bāp āyē haĩ un sajāō̃ sē bachānē .

9The Father has now come to liberate you from that punishment.

5Satyug mē̃ garbh jēl hōtā nahī̃ .

10There is no jail of the womb in the golden age.

Murli

6Ōm śhānti .

11Om shanti.

7Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ - ātmā kyā hai aur unkā bāp paramātmā kaun hai  ?

12The spiritual Father explains to you spiritual children what a soul is and who the Supreme Soul, his Father, is.

8Isē phir sē samjhātē haĩ kyōṅki yah tō hai patit duniyā .

13He explains this once again because this is an impure world.

9Patit hamēśhā bēsamajh hōtē haĩ .

14Those who are impure are always senseless.

10Pāvan duniyā samajhdār hōtī hai .

15The pure world is the sensible world.

11Bhārat pāvan duniyā arthāt dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā , in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .

16Bharat was the pure world, that is, it was the kingdom of deities; it was the kingdom of Lakshmi and Narayan.

12Baṛē dhanvān , sukhī thē parantu bhāratvāsī in bātō̃ kō samajhtē nahī̃ .

17They were very wealthy and happy, but the people of Bharat don't understand these things.

13Bāp , parampitā athavā rachtā kō hī nahī̃ jāntē .

18They don't know the Father, the Supreme Father, the Creator.

14Manuṣhya hī jān saktē haĩ , jānvar tō nahī̃ jānē̃gē nā .

19It is only human beings who would know this; animals would not know this.

15Yād bhī kartē haĩ - hē parampitā paramātmā .

20They even remember: O Supreme Father, Supreme Soul!

16Vah pārlaukik father hai .

21He is the parlokik Father.

17Ātmā yād kartī hai apnē parampitā paramātmā kō .

22The soul remembers his Supreme Father, the Supreme Soul.

18Is śharīr kō janm dēnē vālā tō laukik father hai aur vah parampitā paramātmā hai pārlaukik father , ātmāō̃ kā bāp .

23It is a physical father who gives birth to a body whereas that Supreme Father, the Supreme Soul, is the parlokik Father, the Father of souls.

19Manuṣhya lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī pūjā kartē haĩ , samajhtē bhī haĩ yah satyug mē̃ thē aur rām-sītā trētā mē̃ thē .

24People worship Lakshmi and Narayan. 25They understand that they existed in the golden age and that Rama and Sita were in the silver age.

20Bāp ākar samjhātē haĩ - bachchē , tum mujh pārlaukik bāp kō janma-janmāntar yād kartē āyē hō .

26The Father comes here and explains: Children, you have been remembering Me, your parlokik Father, for birth after birth.

21God father tō jarūr nirākār huā nā .

27God, the Father, would definitely be the incorporeal One.

22Hamārī ātmā bhī nirākār hai nā .

28We souls are also incorporeal.

23Yahā̃ ākar sākār banī hai .

29We became corporeal after coming here.

24Yah thōṛī-sī bāt bhī kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ ātī .

30This very small matter doesn't enter anyone's intellect.

25Vah tumhārā bēhad kā bāp rachayitā hai .

31That unlimited Father of yours is the Creator.

26Pukārtē haĩ tum māt-pitā … āpkē ham bantē haĩ tō ham svarg K|kē mālik bantē haĩ phir āpkō bhūlnē sē nark K|kē mālik ban jātē haĩ .

32You call out: You are the Mother and Father. 33We belong to You and so we become the masters of heaven. 34Then we forget You and become the masters of hell.

27Abhī vah bāp in dvārā baiṭh samjhātē haĩ - maĩ rachayitā hū̃ , yah mērī rachnā hai , jiskā rāz tumkō samjhātā hū̃ .

35That Father now sits here and explains through this one: I am the Creator and this is My creation. 36I am explaining the secrets of it to you.

28Yah bhī samajh jātē haĩ .

37This one also understands.

29Ātmā kō kisī nē bhī dēkhā nahī̃ hai phir kyō̃ kahtē haĩ aham ātmā  ?

38No one has seen a soul, so why do they say “I am a soul”?

30Yah tō samajhtē haĩ nā - aham ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hū̃ .

39You understand that you souls shed your bodies and take others.

31Mahān ātmā , puṇya ātmā kahtē haĩ nā .

40It is said: A great soul, a charitable soul.

32Niśhchay kartē haĩ - ham ātmā haĩ , yah hamārā śharīr hai .

41You have the faith: I am a soul and this is my body.

33Śharīr vināśhī hai , ātmā avināśhī hai . 34Us parampitā paramātmā key|kī santān hai .

42Each body is perishable whereas an imperishable soul is a child of that Supreme Father, the Supreme Soul.

35Kitnī sahaj bāt hai . 36Parantu achchhē-achchhē buddhivān samajh nahī̃ saktē .

43This is such an easy matter, but good, sensible ones are unable to understand.

37Māyā nē buddhi kō tālā lagā diyā hai .

44Maya has locked your intellects.

38Tumkō apnī ātmā kā hī sākṣhātkār nahī̃ hōtā hai .

45You can't have a vision of yourself, a soul.

39Ātmā hī anēk janma lētī hai nā .

46It is souls that take many births.

40Her|har janm mē̃ bāp badaltā jātā hai .

47Their fathers change in every birth.

41Tum apnē kō ātmā niśhchay kyō̃ nahī̃ kartē hō  ?

48Why do you not have the faith that you are a soul?

42Kahtē haĩ ātmā kā sākṣhātkār hō .

49You ask to have a vision of a soul.

43Arē , itnē janm kōī kō bōlā thā kyā ki ātmā kā sākṣhātkār hō  ?

50For so many births, did you tell anyone that you should have a vision of a soul?

44Kōī-kōī kō ātmā kā sākṣhātkār hōtā bhī hai parantu samajh nahī̃ saktē .

51Some people do have a vision of a soul, but they are unable to understand it.

45Bāp kō tum jāntē nahī̃ .

52You don't know the Father.

46Bēhad K|kē bāp bigar ātmāō̃ kō paramātmā kā sākṣhātkār bhī kōī karā nahī̃ saktā .

53No one, apart from the unlimited Father, can grant souls a vision of God.

47Kahtē haĩ - hē bhagvān , tō bāp huā nā .

54They say: Oh God! 55So He is the Father, is He not?

48Tumkō dō bāp haĩ - ēk tō hai vināśhī śharīr kō janm dēnē vālā vināśhī bāp , dūsrā hai avināśhī ātmāō̃ kā avināśhī bāp .

56You have two fathers: one is a perishable father who gives birth to a perishable body. 57The other is the imperishable Father of imperishable souls.

49Tum gātē hō - tum māt pitā . . . . . . . . unkō yād kartē hō tō jarūr vah āyā hōgā nā .

58You sing: You are the Mother and Father. 59You remember Him and so He must surely have come, must He not?

50Jagat ambā aur jagat pitā baiṭhē haĩ , rājyōg sīkh rahē haĩ .

60Jagadamba and Jagadpita are sitting here; they are studying Raj Yoga.

51Vaikuṇṭha mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā , vah bhī bhārat mē̃ hī thē nā .

61There was the kingdom of Lakshmi and Narayan in Paradise. 62They too existed in Bharat.

52Manuṣhya samajhtē haĩ ūpar kahā̃ svarg hōgā . 53Arē , lakṣhmī-nārāyaṇ kā yahā̃ yādgār hai , jarūr yahā̃ hī rājya kiyā hōgā .

63People believe that heaven is somewhere up above, but the memorials of Lakshmi and Narayan are here and so they must surely have ruled their kingdom here.

54Yah dēlvāṛā mandir tumhārā abhī kā yādgār banā huā hai .

64The Dilwala Temple is the memorial of your present time.

55Tum rājyōgī hō .

65You are Raj Yogis.

56Adharkumār , kumār kumāriyā̃ sab yahā̃ baiṭhē hō , unkā yādgār phir bhakti mē̃ bantā hai .

66You half-kumaris and kumaris are sitting here and the memorial of this is created on the path of devotion.

57Dēlvāṛā nām kā bhī kōī arth|earth hōgā nā .

67The name ‘Dilwala’ also has a meaning.

58Dil lēnē vālā kaun hai  ?

68Who is the One who conquers your hearts?

59Yah ādi dēv aur ādi dēvī bhī rājyōg sīkh rahē haĩ .

69This Adi Dev and Adi Devi are studying Raj Yoga.

60Yah bhī yād karē̃gē us nirākār parampitā paramātmā kō .

70They too would remember that incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.

61Vah hai ūñch tē ūñch gyān sāgar .

71He is the Highest on High, the Ocean of Knowledge.

62Is ādi dēv K|kē śharīr mē̃ baiṭh sab bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

72He sits in the body of this Adi Dev and explains to all of you children.

63Yah mandir kab banā , kyō̃ banā , kinhō̃ kā yah yādgār hai  ?

73They don't know anything about when that temple was built, why it was built or whose memorial it is.

64Kuchh bhī jāntē nahī̃ . 65Dēviyō̃ ādi K|kē kitnē nām lētē haĩ .

74They mention the names of so many goddesses: Kali, Durga, Anapurna (Goddess of food).

66Kālī , durgā , annapūrṇā . . . ab sārē viśhva key|kī annapūrṇā kaun hōgī  ?

75Who would be the Goddess Anapurna (who provides food) for the whole world?

67Kaun-sī dēviyā̃ ann key|kī pūrti kartī haĩ , tum jāntē hō  ?

76Do you know which goddesses fulfil people's need for food?

68Bhārat svarg thā , vahā̃ tō athāh vaibhav rahtē haĩ jabki abhī hī 80-90 varṣh pahlē 10-12 ānē maṇ anāj miltā thā tō ussē pahlē kitnī sastāī hōgī .

77Bharat was heaven; there were plenty of material comforts there. 78Until only 80 to 90 years ago, you could still get 85 lbs of grain for 10 to 12 annas (3/4 of a rupee). 79So everything would have been so cheap before that.

69Satyug mē̃ tō anāj ādi bahut sastā achchhā hōtā hai .

80In the golden age, grains etc. are very good and cheap.

70Parantu yah bhī kōī samajhtē nahī̃ .

81However, no one understands even this.

71Bāp ākar tum ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ .

82The Father comes here and teaches you souls.

72Ātmā in karmēndriyō̃ sē suntī hai .

83Souls listen through their physical senses.

73Ātmā kō yah āṅkhē milī haĩ dēkhnē kē liē , kān milē haĩ sunnē kē liē .

84The soul has received these eyes with which to see and ears with which to hear.

74Bāp kahtē haĩ maĩ nirākār bhī is śharīr kā ādhār lētā hū̃ .

85The Father says: I, the Incorporeal, also take support of the body of this one.

75Mujhē sadaiv śhiv hī kahtē haĩ .

86I am always called Shiva.

76Manuṣhyō̃ nē bahut nām rakhē haĩ - rūdra , śhiv , sōmnāth . . . . . . . . parantu mērā ēk hī nām śhiv hai .

87People have given Me many names – Rudra, Shiva, Somnath – but My one and only name is Shiva.

77Śhivāē namaḥ , bhakta bhagvān kō yād kartē āyē haĩ .

88Devotees have been remembering God and saying: Salutations to Shiva.

78Unkō 2500 varṣh huē haĩ .

89It is now 2,500 years since they came into existence.

79Bhakti mārg mē̃ pahlē avyabhichārī bhakti thī .

90On the path of devotion, there was at first unadulterated worship.

80Abhī tō tumnē ṭhikkar-bhittar mē̃ ḍāl diyā hai .

91You have now put Me into the pebbles and stones.

81Abhī is bhakti kā ant haĩ .

92It is now the end of that devotion.

82Sabkō vāpis lē jānē maĩ āyā hū̃ .

93I have come to take everyone back home.

83Yah purānī duniyā ḵẖatm hōnī hai .

94This old world is to end.

84Bombs banē huē haĩ tō kitnē mē̃ sab ḵẖalās hō jāyēṅgē .

95Bombs have been manufactured and so everyone will be destroyed in a short time.

85Satyug mē̃ kitnē thōṛē sirph 9 lākh hōṅgē . 86Bākī itnē sab kahā̃ jāyēṅgē  ?

96In the golden age, there are so few people: there are only 900,000. Where will all the rest go?

87Yah laṛāī earthquake ādi hōgī .

97There will be wars and earthquakes etc.

88Vināśh tō jarūr hōnā hai .

98Destruction definitely has to take place.

89Yah hai prajāpitā , kitnē brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ .

99This one is Prajapita. 100There are so many Brahma Kumars and Kumaris.

90Brahmā kā bāp kaun hai  ?

101Who is the Father of Brahma?

91Nirākār śhiv .

102Incorporeal Shiva.

92Ham unkē pōtrē-pōtriyā̃ haĩ .

103You are His grandsons and granddaughters.

93Śhiv-bābā sē ham varsā lētē haĩ .

104You are claiming your inheritance from Shiv Baba.

94Tō unkō hī yād karnā hai .

105So you have to remember Him alone.

95Yād sē hī pāpō̃ kā bōjhā utarēgā .

106It is by having remembrance that your burden of sins will be removed.

96Tum jāntē hō yah hai hī vicious , patit duniyā .

107You know that this is a vicious impure world.

97Satyug hai viceless duniyā .

108The golden age is a viceless world.

98Vahā̃ viṣh ( vikār ) hōtā nahī̃ .

109There is no poison (vice) there.

99Kāydē anusār ēk hī bachchā hōtā hai .

110According to the system, everyone only has one son.

100Kabhī akālē mr̥iityu nahī̃ hōtī hai . 101Hai hī sukhdhām .

111There is never untimely death there; it is the land of happiness.

102Yahā̃ tō kitnā duḥkh hai .

112Here, there is so much sorrow.

103Parantu yah bātē̃ kōī bhī jāntē nahī̃ .

113However, no one knows these things.

104Gītā sunātē haĩ , śhrīmat bhagavat gītā , bhagvānuvāch .

114They relate the Gita. 115The versions of God are the Shrimad Bhagawad Gita.

105Achchhā , bhagvān kaun hai  ?

116Achcha, who is God?

106Kah dētē śhrīkr̥iṣhṇa .

117They say that it is Shri Krishna.

107Arē , vah tō chhōṭā bachchā hai , vah kaisē rājyōg sikhlāyēgā  ?

118Oh! but he is a young child, so how could he teach Raj Yoga?

108Us samay patit duniyā thōṛēhī hai .

119At that time, the world is not impure.

109Sadgati kē liē rājyōg sikhlānē vālā tō yahā̃ chāhiē .

120The One who teaches Raj Yoga for salvation has to exist here.

110Gītā mē̃ likhā huā bhī hai rūdra gītā gyān yagya .

121In the Gita, it is written: The sacrificial fire of the knowledge of the Gita of Rudra.

111Śhrīkr̥iṣhṇa gītā gyān yagya tō hai nahī̃ .

122There is no sacrificial fire of the knowledge of the Gita of Shri Krishna.

112Yah gyān yagya kitnē varṣhō̃ sē chaltā ā rahā hai , inkī samāpti kab hōgī  ?

123This sacrificial fire has been continuing for so many years. 124When will it end?

113Jab sārī sr̥iṣhṭi ismē̃ svāhā hōgī .

125When the whole world is sacrificed into it.

114Yagya jab samāpt hōtā hai tō usmē̃ sab kuchh svāhā kartē haĩ nā .

126At the end of a sacrificial fire, they sacrifice everything into it.

115Yah yagya bhī ant tak chaltā rahēgā .

127This sacrificial fire will continue till the end.

116Yah purānī duniyā ḵẖatm hōnē vālī hai .

128This old world is going to end.

117Bāp kahtē haĩ maĩ kālō̃ kā kāl hū̃ , sabkō lēnē liē āyā hū̃ .

129The Father says: I am the Death of all Deaths. 130I have come to take everyone back home.

118Tumkō paṛhā rahā hū̃ ki tum svarg K|kē mālik banō .

131I am teaching you so that you become the masters of heaven.

119Tum jāntē hō is samay sabhī manuṣhya mātra haĩ sadā durbhāgya-śhālī , satyug mē̃ thē sadā saubhāgyaśhālī - yah fark sabkō samjhānā hai .

132You know that, at this time, all human beings are constantly unfortunate. 133In the golden age, you were constantly fortunate. 134Explain this difference to everyone.

120Yahā̃ ātē haĩ tō achchhī rīti samajhtē haĩ phir ghar jātē haĩ tō sab ḵẖalās hō jātā .

135When people come here, they understand very well, but as soon as they return home, everything is finished.

121Jaisē garbhajail mē̃ añjām ( vāydā ) kar ātē haĩ - ham pāp nahī̃ karē̃gē .

136Similarly, they make a promise in the jail of a womb that they won’t commit any more sin.

122Bāhar nikaltē haĩ tō phir pāp karnē lag paṛtē haĩ . 123Jēl bird hōtē haĩ nā .

137Then, as soon as they come out, they begin to commit sin again: they are jailbirds.

124Is samay jō bhī manuṣhya mātra haĩ sab jēl bird haĩ .

138At this time, all human beings are jailbirds.

125Ghaṛī-ghaṛī garbhajail mē̃ jākar sajāyē̃ khātē haĩ .

139They repeatedly enter the jail of a womb and experience punishment.

126Bāp kahtē haĩ - abhī tumkō garbhajail bird bannē sē chhuṛātē haĩ .

140The Father says: I am now liberating you from becoming jailbirds of a womb.

127Satyug mē̃ garbh kō jēl nahī̃ kahē̃gē .

141In the golden age, a womb is not called a jail.

128Tumkō in sajāō̃ sē bachānē āyā hū̃ .

142I have come to liberate you from that punishment.

129Ab mujhē yād karō , kōī bhī pāp nahī̃ karō , naṣhṭōmōhā banō .

143Now remember Me. 144Don’t commit any sin. 145Become conquerors of attachment.

130Gātē haĩ mērā tō ēk dūsrā na kōī . . . . . . . . yah kōī śhrīkr̥iṣhṇa key|kī bāt nahī̃ hai .

146People sing: Mine is One alone and none other. 147They are not referring to Shri Krishna.

131Śhrīkr̥iṣhṇa tō 84 janma lē ab ākar brahmā banā hai phir vahī śhrīkr̥iṣhṇa bannā hai , isliē is śharīr mē̃ hī pravēśh kiyā hai .

148Shri Krishna took 84 births and has now come and become Brahma. 149He is the one who will then become Shri Krishna again.

132Yah banā banāyā drama hai .

150This is why He has entered this body.

133Abhī bhagvān yah sūryavanśhī , chandravanśhī rājdhānī sthāpan kar rahē haĩ .

151This drama is predestined. 152God is now establishing the sun and moon dynasties.

134Tumhārī bhaviṣhya kē liē prālabdh banātē haĩ .

153He is creating your reward for the future.

135Abhī tum puruṣhārth kar anēk janmō̃ key|kī prālabdh banā rahē hō bēhad K|kē bāp dvārā , jō bāp svarg kā rachayitā hai .

154You are now making effort and creating your reward for many births with the unlimited Father, who is the Creator of heaven.

136Yah bātē̃ samajhnē kī haĩ .

155These matters have to be understood.

137Drama mē̃ har ēk actor kā apnā-apnā part hai .

156Each actor has his own part in the drama.

138Ismē̃ ham kyō̃ rōyē̃ pīṭē̃  ?

157Why should we weep and wail about this?

139Ham jītē jī us ēk bāp kō yād kartē haĩ .

158We remember that one Father while we are alive.

140Is śharīr key|kī bhī hamkō parvāh nahī̃ hai .

159We are not even concerned about these bodies.

141Yah purānā śharīr chhūṭē aur ham bābā kē pās jāyē̃ .

160When we shed these old bodies, we will go to Baba.

142Is samay tum bhārat key|kī kitnī sēvā kartē hō .

161At this time, you serve Bharat so much.

143Tumhārē hī nām gāyē huē haĩ - annapūrṇā , durgā , kālī ādi-ādi .

162Your names are remembered as Anapurna, Durga, Kali etc.

144Bākī kālī kōī aisī bhayānak śhakla vālī vā gaṇēśh sū̃ṛh vālā thōṛēhī hōtā hai . 145Manuṣhya tō manuṣhya hī hōtē haĩ .

163There isn’t really any Kali with a fearsome form or Ganesh with an elephant’s trunk; human beings are human beings.

146Ab bāp samjhātē haĩ maĩ tum bachchō̃ kō in lakṣhmī-nārāyaṇ jaisā banā rahā hū̃ .

164The Father now explains to you: I am making you children become like Lakshmi and Narayan.

147Tum niśhchay karō ham bābā sē varsā lē rahē haĩ phir bhaviṣhya mē̃ jākar prince-princess banē̃gē .

165Have the faith that you are claiming your inheritance from Baba and then, in the future, you will become princes and princesses.

148Bāp jō svarg kā rachayitā hai , unkō kōī bhī nahī̃ jāntē .

166No one knows the Father who is the Creator of heaven.

149Jagadambā kō bhī bhūl gayē haĩ .

167They have even forgotten Jagadamba.

150Jiskā mandir banā huā hai - abhī vah chaitanya mē̃ baiṭhē haĩ .

168The ones whose temples have been built are now sitting here in living forms.

151Kaliyug kē bād phir satyug hōnā hai .

169After the iron age, there has to be the golden age.

152Vināśh kē liē manuṣhya pūchhtē haĩ .

170People ask when destruction will take place.

153Arē , pahlē tum paṛhkar hōśhiyār tō hō jāō .

171However, first of all, study and become clever.

154Mahābhārat laṛāī tō barōbar huī thī , jiskē bād hī svarg K|kē dvār khulē thē .

172The Mahabharat War definitely took place and it was only after that, that the gates to heaven opened.

155Tō ab in mātāō̃ dvārā svarg K|kē dvār khul rahē haĩ .

173So, the gates to heaven are now being opened through these mothers.

156Vandē mātaram gātē haĩ nā .

174They sing: Salutations to the mothers.

157Pāvan key|kī hī vandanā kī jātī hai .

175It is pure ones who are praised.

158Mātāyē̃ dō prakār kī haĩ - ēk haĩ jismānī social worker , dūsrī haĩ rūhānī social worker .

176There are two types of mother. 177One type is of physical social workers and the other is of spiritual social workers.

159Tumhārī hai yah rūhānī yātrā .

178This is your spiritual pilgrimage.

160Tum jāntē hō ham yah śharīr chhōṛ vāpas jānē vālē haĩ .

179You know that we will shed our bodies and go back home.

161Bhagvānuvāch - manmanābhav .

180God speaks: Manmanabhav!

162Mujh apnē bāp kō yād karō .

181Remember Me, your Father.

163Śhrīkr̥iṣhṇa bachchā tō aisē nahī̃ kahē̃gē nā .

182Shri Krishna, the child, would not say this.

164Unkō tō apnā bāp hai .

183He has his own father.

165Manmanābhav kā arth|earth kōī bhī nahī̃ jāntē .

184No one understands the meaning of “Manmanabhav!”

166Yah tō bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē aur uṛnē K|kē paṅkh mil jāyēṅgē .

185The Father says: Remember Me and your sins will be absolved and you will receive wings with which to fly.

167Abhī tum pattharbuddhi sē pārasbuddhi bantē hō .

186You are now changing from those with stone intellects into those with divine intellects.

168Rachtā bāp tō sabkā ēk hī hai .

187The Creator, the Father of all, is only One.

169Ādi dēv aur ādi dēvī K|kē mandir bhī haĩ .

188There are also the temples to Adi Dev and Adi Devi.

170Tum unkē bachchē yahā̃ rājyōg sīkh rahē hō .

189You, their children, are studying Raj Yoga here.

171Yahā̃ hī tumnē tapasyā kī thī , tumhārā yādgār sāmnē khaṛā hai .

190It is here that you did tapasya and so your memorials are in front of you.

172Lakṣhmī-nārāyaṇ ādi kō rājāī kaisē milī , unkā yah mandir hai .

191How did Lakshmi and Narayan receive their kingdom? 192That is their temple.

173Tum hō rājr̥iṣhi .

193You are Raj Rishis.

174Rājāī prāpt karnē vā bhārat kā phir sē rājya-bhāgya pānē liē tum puruṣhārth kar rahē hō .

194You are now making effort to attain your kingdom or attain your fortune of the kingdom of Bharat once again.

175Tum bhārat mē̃ svarg kī rājāī sthāpan kartē hō , apnē tan-man-dhan sē sēvā karkē .

195You are establishing the kingdom of heaven in Bharat. 196You are serving Bharat with your own bodies, minds and wealth.

176Bāp key|kī śhrīmat dvārā tum patit rāvaṇ rājya sē sabkō liberate kartē hō .

197You are liberating everyone from the impure kingdom of Ravan by following the Father’s shrimat.

177Bāp hai liberator , duḥkh hartā , sukh kartā .

198The Father is the Liberator, the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

178Tumhārē duḥkh harnē kē liē purānī duniyā kā vināśh karātē haĩ .

199He inspires the destruction of the old world in order to remove your sorrow.

179Tumkō duśhman par vijay pahnātē haĩ , tō tum māyājīt-jagatjīt banē̃gē .

200He enables you to conquer your enemy so that you can become conquerors of Maya and conquerors of the world.

180Tum kalp-kalp rājya lētē hō aur phir gavā̃tē hō .

201You claim the kingdom every cycle and then lose it.

181Yah hai rūdra śhiv kā gyān yagya , jissē yah vināśh jvālā nikalī hai .

202This is the sacrificial fire of the knowledge of Rudra Shiva through which the flames of destruction emerge.

182Vah sab vināśh hō jāyēṅgē aur tum sadā sukhī ban jāyēṅgē .

203All of them will be destroyed and you will become constantly happy.

183Duḥkh śhurū hōtā hai dvāpar sē .

204Sorrow begins in the copper age.

184Bāp kahtē haĩ - maĩ ākar narkavāsiyō̃ kō svargvāsī banātā hū̃ .

205The Father says: I come and change the residents of hell into residents of heaven.

185Kaliyug hai vēśhyālay , satyug hai śhivālay .

206The iron age is a brothel and the golden age is Shivalaya.

186Tum bēhad K|kē bāp sē svarg K|kē mālik bantē hō tō yah khuśhī kā pārā chaṛhnā chāhiē nā .

207You are being made into the masters of heaven by the unlimited Father and so your mercury of this happiness should rise.

187Achchhā  !

208Achcha.

188Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

209To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

189Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

210The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

190Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

211Essence for dharna:

1911 ) jītē jī bāp kō yād kar varsē kā adhikār lēnā hai , kisī bhī bāt key|kī parvāh nahī̃ karnī hai .

212 1. Remember the Father for as long as you live and claim your right to the inheritance. 213Don’t be concerned about anything.

1922 ) śhrīmat par apnē tan-man-dhan sē bhārat kō svarg banānē key|kī sēvā karnī hai aur sabkō rāvaṇ sē liberate hōnē key|kī yukti batānī hai .

214 2. Do the service of making Bharat into heaven by using your body, mind and wealth according to shrimat and show everyone the way to be liberated from Ravan.

Blessing

193Vardān  : yōg jvālā dvārā viśhva K|kē kichṛē kō bhasma karnē vālē viśhva parivartak bhav

215Blessing: May you be a world transformer who burns away the rubbish of the world with an intense fire of yoga.

194Yōg jvālā arthāt śhrēṣhṭh saṅkalpō̃ key|kī śhakti va lagan key|kī agni dvārā hī apavitratā rūpī kichṛē kō bhasma kar saktē hō .

216 All the rubbish of impurities can be burnt away with the intense fire of yoga, that is, in a fire of love and power of elevated thoughts.

195Jaisē dēviyō̃ K|kē yādgār mē̃ dikhātē haĩ ki jvālā sē āsurī śhaktiyō̃ kō khatm kar diyā .

217In the memorial of the goddesses, it is shown that the devilish powers were finished in an intense fire.

196Yah yādgār abhī kā hai .

218That memorial is of this present time.

197Tō pahlē jvālā rūp ban āsurī saṅskār , svabhāv sab kuchh bhasma kar sampūrṇ pāvan banō tab yōg aur pavitratā key|kī jvālā sē viśhva K|kē kichṛē kō bhasma kar viśhva parivartan kē nimitt banē̃gē .

219So, first of all become an intense form of fire and burn away devilish sanskars and nature and become completely pure. 220You will then become an instrument for world transformation and burn the rubbish of the world in a fire of yoga and purity.

Slogan

198Slōgan  : āgyākārī vah hai jō manmat , parmat sē mukt rah sadā śhrīmat par chaltā hai .

221Slogan: An obedient soul is one who is free from following the dictates of himself and others and constantly follows shrimat.

222*** Om Shanti ***