बुधवार 11 अक्टूबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

011-10-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 11/10/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yah paṛhāī bahut sastī aur sahaj hai , pad kā ādhār garībī vā sāhūkārī par nahī̃ , paṛhāī par hai , isliē paṛhāī par pūrā dhyān dō ' '

1Essence: Sweet children, this study is very inexpensive and easy. 2The basis of your status is not whether you are rich or poor, but how you study. 3Therefore, pay full attention to studying.

Question

2Praśhna  : gyānī tū ātmā kā pahlā lakṣhaṇ kaun sā hai  ?

4Question: What is the first characteristic of knowledgeable souls?

Answer

3Uttar  : vah sabhī kē sāth ati mīṭhā vyavahār karē̃gē .

5Answer: Their interaction with everyone is extremely sweet. 6To have friendship with some and enmity with others is not characteristic of knowledgeable souls.

4Kisī sē dōstī , kisī sē duśhmanī rakhnā yah gyānī tū ātmā kā lakṣhaṇ nahī̃ .

7The Father's shrimat is: Children, become extremely sweet.

5Bāp key|kī śhrīmat hai - bachchē , ati mīṭhā banō . 6Practice karō - maĩ ātmā is śharīr kō chalā rahī hū̃ .

8Practise: I, a soul, am making this body function.

7Ab mujhē ghar jānā hai .

9I now have to return home.

Song

8Gīt  : tū pyār kā sāgar hai …

10Song: You are the Ocean of Love. 11We thirst for one drop.

Murli

9Ōm śhānti .

12Om shanti.

10Bachchō̃ nē kiskī mahimā sunī  ?

13Whose praise did the children hear?

11Nirākār bēhad K|kē bāp key|kī .

14That of the Incorporeal, the unlimited Father.

12Vah gyān kā sāgar ūñch tē ūñch hai , unkō hī ūñch tē ūñch bāp kahā jātā hai .

15He is the Ocean of Knowledge, the Highest on High. 16He alone is called the highest-on-high Father.

13Param śhikṣhak arthāt gyān kā sāgar bhī kahā jātā hai .

17He is also called the Supreme Teacher, that is, the Ocean of Knowledge.

14Abhī tum samajhtē hō yah mahimā hamārē bāp kī hai , jis dvārā ham bachchō̃ key|kī bhī vahī avasthā hōnī hai .

18You now understand that this is the praise of our Father. 19Through Him, the stage of us children also has to become like His.

15Vah baṛē tē baṛā bāp hai , kōī sādhū-sannyāsī tō nahī̃ hai .

20He is the greatest of all fathers. 21He is not a sage or a sannyasi.

16Yah tō bēhad kā bāp nirākār parampitā paramātmā hai .

22That One is the unlimited Father, the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.

17Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai ki yah hamārā bēhad kā māt-pitā , pati ādi sab hai phir bhī vah naśhā sthāī nahī̃ rahtā . 18Ghaṛī-ghaṛī bachchō̃ kō bhūl jātā hai .

23It is in the intellects of you children that that One is our unlimited Mother, Father, Husband etc. 24He is everything for us but, nonetheless, that intoxication doesn't stay all the time; you children repeatedly forget this.

19Yah tō ūñch tē ūñch aur ati mīṭhē tē mīṭhā bāp hai , jiskō sabhī ādhākalp yād kartē haĩ .

25That One is the highest Father of all and the sweetest Father of all whom everyone has been remembering for half a cycle.

20Lakṣhmī-nārāyaṇ kō itnā yād nahī̃ karē̃gē .

26They do not remember Lakshmi and Narayan as much.

21Bhaktō̃ kā bhagvān ēk hī nirākār hai , unkō hī sab yād kartē haĩ .

27The God of the devotees is only the one incorporeal One.

22Bhal kōī lakṣhmī-nārāyaṇ kō , kōī gaṇēśh ādi kō mānnē vālē hōṅgē phir bhī mukh sē ' hē bhagvān ' śhabda hī nikalēgā .

28Everyone remembers that One alone. 29Although some believe in Lakshmi and Narayan or Ganesh etc., they would still say the words "O God!"

23' hē paramātmā ' akṣhar jarūr sabkē mukh sē nikaltā hai .

30The words "O Supreme Soul" definitely emerge from everyone's lips.

24Ātmā unkō yād kartī hai .

31Souls remember Him.

25Jismānī bhakta jismānī chīz kō yād kartē haĩ tō bhī ātmā itnī pitāvratā hai jō apnē bāp kō jarūr yād kartī hai .

32Physical devotees remember physical things. 33In spite of that, souls are so faithful to their Father that they definitely remember Him.

26Duḥkh mē̃ jhaṭ āvāj nikaltā hai - hē paramātmā .

34In their sorrow, the sound quickly emerges: O Supreme Soul!

27Yah jarūr samajhtē haĩ ki vah paramātmā nirākār hai parantu unkā mahatva nahī̃ jāntē .

35They definitely understand that God is incorporeal, but they don't know this importance.

28Abhī tum mahatva kō jāntē hō ki vah tō ab hamārē sammukh āyē haĩ .

36Now that He has come personally in front of you, you have come to know this importance.

29Vah hai svarg kā rachayitā .

37He is the Creator of heaven.

30Hamkō sammukh paṛhā rahē haĩ .

38He is teaching us personally.

31Yah ēk hī paṛhāī hai .

39This is our only study.

32Vah jismānī paṛhāīyā̃ tō bhinn-bhinn prakār key|kī hōtī hai .

40There are many different types of study of physical things.

33Kōī kā man paṛhāī mē̃ nahī̃ lagtā hai tō chhōṛ bhī dētē haĩ .

41If someone's mind is not set on studying, he would leave that study.

34Yahā̃ is paṛhāī mē̃ paisē ādi key|kī kōī bāt nahī̃ .

42There is no question of money etc. in this study.

35Vah government bhī garībō̃ kō free paṛhātī hai .

43That Government also gives free education to the poor.

36Yahā̃ tō yah hai hī mupht mē̃ paṛhāī , fees kuchh bhī nahī̃ .

44Here, this study is free anyway; there are no fees etc.

37Bāp kō garīb nivāz kahā jātā hai .

45The Father is called the Lord of the Poor.

38Garīb hī paṛhtē haĩ .

46Only the poor study here.

39Yah hai bahut sahaj aur sastī paṛhāī .

47This is a very easy and inexpensive study.

40Manuṣhya apnē kō insure bhī kartē haĩ .

48Human beings insure themselves.

41Yahā̃ bhī tum insure kartē hō .

49Here, you also insure everything.

42Kahtē hō bābā āp hamē̃ svarg mē̃ 21 janmō̃ kā ēvazā dēnā .

50You say: Baba, You Yourself give us the return for 21 births in heaven.

43Bhakti mārg mē̃ aisē nahī̃ kahtē ki - hē parampitā paramātmā , hamkō 21 janma liē varsā dō .

51On the path of devotion, they don't say: O Supreme Father, Supreme Soul, give us an inheritance for 21 births.

44Yah tum abhī jāntē hō ham direct apnē kō insure kartē haĩ .

52You now know that you are insuring yourselves directly.

45Yah tō hamēśhā kahtē haĩ phal dēnē vālā īśhvar hai .

53This one always says that it is God who gives the fruit.

46Sabkō īśhvar hī dētē haĩ .

54God gives to everyone.

47Bhal kōī bhī sādhū-santa athavā riddhi-siddhi vālā hō , dēnē vālā sabkō īśhvar hai .

55Whether it is to a sage or holy man or to someone with occult powers, it is God who gives to everyone.

48Ātmā kahēgī dēnē vālā īśhvar hai .

56The soul says: It is God who gives to everyone.

49Dān-puṇya ādi kartē haĩ phir bhī uskā phal dēnē vālā īśhvar hī hai .

57When someone donates or performs charity, it is still God who gives the fruit of that. 58There is no expense in this study.

50Is paṛhāī mē̃ kōī kharchā nahī̃ hai .

59Baba has explained that the poor also insure just as much.

51Bābā nē samjhāyā hai garīb kā bhī itnā hī insure hōtā hai . 52Sāhūkār lākh karēgā tō unkō lākh kā milēgā .

60A wealthy person might have insurance for one hundred thousand and he would receive the return of one hundred thousand.

53Garīb ēk rūpayā karē̃gē , sāhūkār 5 hajār karē tō bhī ēvajā dōnō̃ kō equal ( barābar ) milnā hai .

61When a poor person insures one rupee, and a wealthy person insures 5,000, the return of both is equal.

54Garībō̃ kē liē bahut sahaj hai , kōī fees nahī̃ lagtī .

62It is very easy for the poor; there are no fees etc.

55Garīb athavā sāhūkār dōnō̃ bāp sē varsā pānē K|kē hakdār haĩ .

63Poor and wealthy: both have a right to receive the inheritance from the Father.

56Sārā madār paṛhāī par hai .

64Everything depends on how you study.

57Garīb achchhā paṛhtē haĩ tō unkā pad sāhūkār sē bhī ūñch hō jātā hai .

65When the poor study well, their status becomes even higher than that of the wealthy.

58Paṛhāī hī kamāī hai .

66This study is an income.

59Baṛī sastī aur sahaj paṛhāī hai .

67It is a very inexpensive and easy study.

60Sirph is manuṣhya sr̥iṣhṭi jhāṛ K|kē ādi , madhya , ant kō jānnā hai , jiskō kōī bhī manuṣhya mātra jāntā nahī̃ hai .

68You simply have to know the beginning, the middle and the end of the human world tree. 69No human being knows it.

61Trikāldarśhī kōī hō nahī̃ saktā .

70No one can be trikaldarshi.

62Sab kah dētē bēant hai .

71Everyone says that God is infinite.

63Samajhtē haĩ manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bīj paramātmā hai .

72They believe that the Supreme Soul is the Seed of the human world tree.

64Yah ulṭā jhāṛ hai .

73This is an inverted tree.

65Phir bhī kah dētē ham yathārth rīti nahī̃ jāntē haĩ .

74Nevertheless, they say that they don't know it accurately.

66Barōbar yathārth tō bāp hī batāyēṅgē , jō knowledgeful hai .

75It would only be the knowledge-full Father who tells you about it accurately.

67Sārā madār tum bachchō̃ key|kī paṛhāī par hai .

76Everything depends on how you children study.

68Abhī tum number-vār puruṣhārth anusār jāntē hō .

77You now know this, numberwise, according to the efforts you make.

69Tum master gyān sāgar hō .

78You are master oceans of knowledge.

70Sab ēk jaisē tō nahī̃ haĩ .

79Not everyone can be the same.

71Kōī baṛī nadī , kōī chhōṭī nadī hai .

80Some are big rivers and others are small rivers.

72Paṛhtē sab apnē-apnē puruṣhārth anusār haĩ .

81You all study according to your own efforts.

73Tum bachchē jāntē hō yah bēhad kā bāp hai .

82You children know that that is our unlimited Father.

74Unkā bankar unkī śhrīmat par chalnā hai .

83You have to belong to Him and follow His shrimat.

75Kōī kē liē kahā jātā hai yah bichārā parvaśh hai .

84For some, it is said: That poor person is under the influence of someone else.

76Māyā K|kē vaśh hō ulṭī mat chalātē haĩ .

85They are influenced by Maya and follow wrong dictates.

77Śhrīmat bhagvānuvāch hai nā . 78Jissē śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh dēvī-dēvtā bannā hai .

86Shrimat is the versions of God through which you become the most elevated of all deities.

79Jab pahlē niśhchay hō jāē tab phir śhivbābā sē milnā hai .

87When you first have faith, you can then meet Shiv Baba.

80Bābā samajh jātē haĩ inkō yathārth niśhchay nahī̃ hai .

88Baba can understand when someone doesn’t have accurate faith.

81Ātmāō̃ kā bāp ēk hai , yah tō samajhtē haĩ parantu vah inmē̃ ākar varsā dē rahā hai - yah niśhchay baiṭhnā baṛā muśhkil hai .

89They understand that the Father of souls is the One, but it is very difficult for them to have the faith that He has entered this one and is giving us the inheritance.

82Jab yah buddhi mē̃ baiṭhē aur likhkar dē tab bābā kē pās likhat lē ānī chāhiē .

90When this sits in their intellects and they put it in writing, you can then bring that writing to Baba.

83Samajhē̃gē yah tō barōbar ṭhīk hai . 84Itnā samay jō samajhtē āyē sō wrong hai .

91They would understand that this is right and that what they previously understood for so long was wrong.

85Īśhvar sarvavyāpī nahī̃ hai vah tō bēhad kā bāp hai .

92God is not omnipresent. 93He is the unlimited Father.

86Barōbar bhārat kō kalp-kalp saṅgam par bēhad K|kē bāp dvārā varsā miltā hai .

94Bharat truly receives the inheritance every cycle at the confluence age from the unlimited Father.

87Saṅgam par aur isī samay hī milā thā , ab phir mil rahā hai - yah likhānā hai .

95It received it at the confluence age at this same time and it is once again receiving it now.

88Barōbar bāp saṅgam par hī ātē haĩ , ākar be|B . K|kē . dvārā svarg key|kī rachnā rachtē haĩ .

96They should be made to write this: Truly, the Father only comes at the confluence age. 97He comes and creates heaven through the BKs.

89Jab likhkar dē tab us par samjhā sakē̃gē - tum kiskē pās|pass āyē hō , kyā lēnē āyē hō  ?

98When they put this in writing, you will be able to explain to them whom they have come to and what they have come to take.

90Īśhvar kā rūp tō nirākār hai .

99God's form is incorporeal.

91Īśhvar kā rūp na jānnē kāraṇ brahm tatva kah dētē haĩ .

100Because of not knowing the form of God, they say that He is the brahm element.

92Bachchō̃ kō samjhāyā hai - vah tō bindī hai .

101It has been explained to you children that He is a point.

93Yah bāt aur kiskī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhēgī ki paramātmā ēk bindī hai .

102It would not sit in the intellect of anyone else that God is a point.

94Ātmā kē liē kahtē haĩ - chamaktā hai sitārā bhrakuṭī kē bīch mē̃ .

103They say of a soul that a star shines in the centre of the forehead.

95Vah chhōṭī-sī chīz hai .

104That is a tiny thing.

96Tō vichār karnā hai - pārṭdhārī kaun hai  ?

105So you have to think about who the actor is.

97Itnī chhōṭī ātmā mē̃ kitnā avināśhī part nūndhā huā hai  !

106Such a tiny soul has such a big, imperishable part recorded within Him.

98In bātō̃ mē̃ jab kōī deep jāyē tab unkō samjhānā hai .

107When someone goes deep into these things, you have to explain to him.

99Tumhārī ātmā kahtī hai hamnē 84 janma liē haĩ , vah sārā part chhōṭī-sī bindī rūp ātmā mē̃ merge hai , jō phir emerge hōtā hai .

108You, the soul, say: I have taken 84 births. 109The whole of that part is merged in a tiny soul, a point, and it continues to emerge.

100Is bāt sē manuṣhya wonder khāyēṅgē .

110People will be amazed by these things.

101Yah bāt tō kōī samajhtē nahī̃ .

111No one can understand these things.

10284 janm hamārē repeat hōtē haĩ .

112Our 84 births are repeating.

103Yah banā banāyā drama hai .

113This drama is predestined.

104Ātmā mē̃ kaisē part nūndhā huā hai - sunkar manuṣhya wonder khāyēṅgē .

114People become amazed when they hear how a part is fixed in each soul.

105Barōbar maĩ ātmā kahtī hū̃ , ham ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hū̃ .

115Truly, I, a soul, say: I, this soul, shed one body and take another.

106Yah hamārā part nūndhā huā hai , jō drama anusār repeat hōtā hai .

116This part of mine is fixed and it repeats according to the drama.

107Yah bātē̃ kamjōr buddhi vālē kabhī dhāraṇ kar na sakē̃ .

117Those who have weak intellects can’t imbibe these things.

108Yah simraṇ karnā hai - ham 84 janma lē part bajātā hū̃ , śharīr dhāraṇ kartā hū̃ .

118You have to remember this: I take 84 births and play my part; I adopt a body.

109Jab yah simraṇ chaltā rahē tab kahē̃ yah pūrā trikāldarśhī hai aur dūsrē kō bhī trikāl-darśhī banānē kā puruṣhārth kar rahē haĩ .

119When you continue to remember these things, it would be said that you are fully trikaldarshi and that you are also making effort to make others trikaldarshi.

110Samjhānē key|kī bhī bachchō̃ mē̃ himmat chāhiē .

120You children need courage to be able to explain this.

111Andhō̃ kī lāṭhī ban nīnd sē sujāg karnā hai .

121You have to become sticks for the blind and awaken everyone from their sleep.

112Jāg sajniyā̃ , ab naī duniyā sthāpan hōtī hai .

122Awaken, O brides, awaken! 123The new world is now being established.

113Purānī duniyā kā vināśh hō rahā hai .

124The old world is to be destroyed.

114Tumnē trimūrti brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar nām nahī̃ sunā hai  ?

125Have you not heard the names of Trimurti Brahma, Vishnu and Shankar?

115Brahmā dvārā sthāpanā hōtī hai .

126Establishment takes place through Brahma.

116Yah sab brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ nā .

127All of these are Brahma Kumars and Kumaris.

117Akēlē brahmā tō nahī̃ karē̃gē .

128Brahma does not do this alone.

118Prajāpitā kē sāth jarūr brahmākumār-kumāriyā̃ hōṅgē .

129Together with Prajapita, there are definitely also the Brahma Kumars and Kumaris.

119Inkā bāp bhī jarūr hōgā , jō inkō sikhlānē vālā hai .

130This one's Father who teaches him would also surely be here.

120In ( brahmā ) kō tō gyān sāgar nahī̃ kahē̃gē .

131This one (Brahma) cannot be called the Ocean of Knowledge.

121Brahmā K|kē hāth mē̃ śhāstra dikhātē haĩ .

132They show Brahma with scriptures in his hands.

122Parantu parampitā paramātmā inmē̃ ākar in dvārā sabhī vēd-śhāstrō̃ kā sār batātē haĩ .

133However, it is the Supreme Father, the Supreme Soul, who enters him and tells you the essence of all the Vedas and scriptures through him.

123Brahmā śhāstrō̃ kā sār nahī̃ sunātē , vah kahā̃ sē sīkhē  ?

134Brahma doesn't tell you the essence of all the scriptures. 135Where would he learn that from?

124Unkā kōī bhī bāp vā gurū hōgā nā .

136There definitely has to be his Father and Guru.

125Prajāpitā tō jarūr manuṣhya hōgā aur yahā̃ hī hōgā , vah ṭhaharā|ṭhahrā prajā kō rachnē vālā .

137Prajapita is definitely a human being and he has to exist here. 138He is the one who creates people.

126Unkō creator , gyān sāgar , knowledgeful nahī̃ kah saktē .

139He cannot be called the Creator, the Ocean of Knowledge or knowledge-full.

127Gyān sāgar parampitā paramātmā hī hai .

140Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge.

128Vah ākar prajāpitā brahmā dvārā paṛhātē haĩ .

141He comes and teaches you through Prajapita Brahma.

129Iskō gyān kā kalaṣh kahā jātā hai .

142This is called the urn of knowledge.

130Yah sārā madār dhārṇā par hai .

143Everything depends on your dharna.

131Insure karō , na karō , yah tumhārē ūpar hai .

144Whether you insure yourselves or not is up to you.

132Bābā tō bahut achchhī rīti insure kartē haĩ .

145Baba insures everything very well.

133Insurance magnate hai , bhakti mārg mē̃ bhī , tō gyān mārg mē̃ bhī .

146He is the Insurance Magnate on the path of devotion as well as on the path of knowledge.

134Bāp kō sab ātmāyē̃ bhakti mārg mē̃ yād kartī haĩ ki bābā ākar hamkō duḥkh sē chhuṛāō .

147All souls remember the Father on the path of devotion and say: Baba, come and liberate us from sorrow.

135Bāp varsā dēgē - yā tō śhāntidhām , yā tō sukhdhām bhēj dēgē .

148The Father gives you the inheritance. 149He either sends you to the land of peace or the land of happiness.

136Jinkō śhānti kā varsā milnā hai tō kalp-kalp vahī śhānti kā varsā lē̃gē .

150Those who are to receive the inheritance of peace will claim that same inheritance of peace every cycle.

137Tum ab puruṣhārth kar rahē hō sukh kā varsā lēnē kē liē .

151You are now making effort to claim your inheritance of happiness.

138Ismē̃ paṛhnā hai aur phir paṛhānā hai .

152For that, you have to study and also teach others.

139Jaisē bāp mīṭhē tē mīṭhā hai vaisē unkī rachnā bhī mīṭhē sē mīṭhī hai . 140Svarg kitnā mīṭhā hai  !

153Just as the Father is the sweetest of all, in the same way, His creation is also the sweetest of all.

141Svarg nām tō sab mukh sē lētē rahtē haĩ .

154Heaven is so sweet! 155Everyone speaks of heaven.

142Kōī bhī martā hai tō kahtē haĩ svargvāsī huā .

156When someone dies, they say that he has gone to heaven.

143Tō jarūr nark mē̃ thā , ab svarg mē̃ gayā .

157So, he was definitely in hell and has now gone to heaven.

144Jātā nahī̃ hai tō bhī kahtē haĩ .

158Even though that soul doesn’t go there, they still say it.

145Tumkō likhnā chāhiē jarūr hell mē̃ thā nā .

159You should write that he definitely was in hell.

146Yah hell hai phir unkō yahā̃ maṅgānē key|kī , khilānē key|kī kyō̃ kōśhiśh kartē haĩ .

160This is hell, so why do they still try to invoke that soul here and feed him the things of here?

147Pitra bulātē haĩ nā . 148Ātmā kō bulānā yah hai pitra kō bulānā .

161They invoke the departed spirits: to invite a soul is to invite a departed spirit.

149Tum phir sabhī pitrō̃ K|kē bāp kō bulātē hō .

162You then invite the Father of all the departed spirits.

150Sabhī ātmāō̃ kā bāp baiṭh tumkō paṛhātē haĩ .

163The Father of all souls sits here and teaches you.

151Tum kitnī gupta sēnā hō , śhivśhaktiyā̃ .

164You are such an incognito army, the Shiv Shaktis.

152Śhiv tō nirākār hai nā .

165Shiva is incorporeal.

153Tum śhaktiyā̃ hō unkē bachchē .

166You Shaktis are His children.

154Śhakti ātmā mē̃ ātī hai .

167Power is received by souls.

155Manuṣhya jismānī śhakti dikhlātē haĩ , tum rūhānī śhakti dikhlātē hō .

168People show their physical power whereas you show your spiritual power.

156Tumhārā hai yōgbal .

169Yours is the power of yoga.

157Yōg rakhnē sē tumhārī ātmā pavitra hōtī hai .

170When you souls have yoga, you become pure.

158Ātmā mē̃ jauhar ātā hai .

171Souls develop strength.

159Tumhārē mē̃ mama key|kī gyān talvār sabsē tīkhī hai .

172Out of all of you, Mama’s sword of knowledge was the sharpest.

160Yah kōī sthūl kaṭārī vā talvār key|kī bāt nahī̃ hai .

173This is not a question of a physical sword.

161Ātmā kō samajh hai ki mērē mē̃ gyān śhaṅkh dhvani karnē key|kī achchhī tākat hai .

174A soul understands when he has very good power to blow the conch shell of knowledge.

162Ham śhaṅkhdhvani kar saktē haĩ .

175“I can blow the conch shell.”

163Kōī kahtē haĩ - maĩ śhaṅkhdhvani nahī̃ kar saktī hū̃ .

176Some say: I am unable to blow the conch shell.

164Bāp kahtē haĩ gyān key|kī śhaṅkhdhvani karnē vālē mujhē ati priya haĩ .

177The Father says: I have deep love for those who blow the conch shell of knowledge.

165Mērā parichay bhī gyān sē dēgē nā .

178You would give My introduction with knowledge, would you not?

166Bēhad K|kē bāp kō yād karō , yah bhī gyān diyā nā .

179“Remember the unlimited Father.” 180This too is giving knowledge, is it not?

167Bāp kō yād karnā hai , ismē̃ mukh sē kuchh bōlnā nahī̃ hai , andar mē̃ samajhnā hai - bāp hamkō knowledge dē rahē haĩ .

181In remembering the Father, you don’t have to say anything in words. 182Internally, you have to understand that the Father is giving you knowledge.

168Bāp kahtē haĩ tumkō vāpis chalnā hai .

183The Father says: You have to return home.

169Mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

184Remember Me and your sins will be absolved.

170Bhagvānuvāch - manmanābhav .

185God speaks: Manmanabhav!

171Tō jarūr vah nirākār hōgā nā .

186So, He would definitely be incorporeal.

172Sākār kaisē kahē̃gē mujhē yād karō  ?

187How could a corporeal one say: Remember me?

173Nirākār hī kahtē haĩ - hē ātmāyē̃ mujhē yād karō , maĩ tumhārā bāp hū̃ .

188Only the Incorporeal says: O souls, remember Me. 189I am your Father.

174Mujhē yād karē̃gē tō ant matī sō gati hō jāyēgī .

190Remember Me, and your final thoughts will lead you to your destination.

175Tum ātmāyē̃ is śharīr dvārā kahtī hō ki jīv key|kī ātmā apnē bāp kō yād karō .

191Krishna cannot say this because he is a human being. 192You souls say through your bodies: O embodied soul, remember your Father.

176Bāp bhī ātmāō̃ kō kahtē haĩ manmanābhav .

193The Father also says to souls: Manmanabhav!

177Tum ātmāō̃ kō hamārē pās|pass hī ānā hai .

194You souls have to come to Me.

178Dēhī-abhimānī hōnā hai .

195You have to become soul conscious.

179Achchhī tarah sē practice karnī hai maĩ ātmā is śharīr kō chalānē vālī hū̃ .

196Practise very well: I, a soul, am the one who is making this body function.

180Ab mujhē vāpis bāp kē pās jānā hai .

197I now have to return home to the Father.

181Bāp kahtē haĩ chaltē-phirtē , uṭhtē-baiṭhtē mujhē yād karō .

198The Father says: While walking and moving around, whether sitting or standing, remember Me.

182Jō aśhānti phailātē haĩ vah apnā pad bhraṣhṭa kartē haĩ .

199Those who spread peacelessness are destroying their own status.

183Ismē̃ tō bahut-bahut mīṭhā bannā hai .

200You have to become very sweet.

184Gīt bhī hai nā - kitnā mīṭhā , kitnā pyārā , śhiv bhōlā bhagvān .

201There is also the song: How sweet and lovely Shiva, the Innocent Lord, is!

185Tum bhī unkē bachchē bhōlē hō .

202You, His children, are also innocent.

186First class rāstā batātē hō ki bāp kō yād karō tō svarg K|kē mālik banōgē .

203You show the first-class path: Remember the Father and you will become the masters of heaven.

187Aur kōī aisē saudā dē na sakē .

204No one else can make such a deal with you.

188Tō bāp kō bahut yād karnā chāhiē , jinsē itnā sukh miltā hai unkō hī yād kartē haĩ patit-pāvan āō .

205So, you should remember the Father a great deal. 206They remember the One from whom they receive so much happiness and they say: O Purifier, come!

189Ātmāyē̃ patit banī haĩ , unkē sāth śharīr bhī patit banā hai .

207Souls have become impure and, together with that, their bodies too have become impure.

190Ātmā aur śharīr dōnō̃ patit banē haĩ .

208Both souls and bodies have become impure.

191Vah lōg tō kah dētē ātmā nirlēp hai , patit ban nahī̃ saktī .

209Those people say that souls are immune to the effect of action and cannot become impure, but that is not so.

192Parantu nahī̃ , ēk parampitā paramātmā mē̃ hī kabhī khād nahī̃ paṛtī , bākī tō sabmē̃ khād paṛnī hī hai .

210Only the one Supreme Father, the Supreme Soul, never has alloy mixed in Him. 211All the rest definitely have to have alloy mixed in them.

193Har ēk kō satō , rajō , tamō mē̃ ānā hī hai .

212Each one of you has to go through the stages of sato, rajo and tamo.

194Yah sab point dhāraṇ kar bahut mīṭhā bannā chāhiē .

213Imbibe all of these points and become very sweet.

195Aisē nahī̃ ki kōī sē duśhmanī , kōī sē dōstī .

214Let it not be that you have enmity with some and friendship with others.

196Dēh-abhimān mē̃ ākar yahā̃ hī baiṭh kōī sē service lēnā bilkul wrong hai .

215To be body conscious and take personal service from someone while you just sit there is totally wrong.

197Achchhā  !

216Achcha.

198Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

217To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

199Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

218The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

200Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

219Essence for dharna:

2011 ) gyān kā simraṇ kar trikāldarśhī bannā aur banānā hai .

220 1. Churn knowledge, become trikaldarshi and make others trikaldarshi.

202Andhō̃ key|kī lāṭhī ban unhē̃ agyān nīnd sē sujāg karnā hai .

221Become a stick for the blind and awaken everyone from the sleep of ignorance.

2032 ) 21 janmō̃ kē liē apnā sab kuchh insure karnā hai .

222 2. Insure everything of yours for 21 births.

204Sāth-sāth gyān key|kī śhaṅkhdhvani karnī hai .

223Together with that, also blow the conch shell of knowledge.

Blessing

205Vardān  : apnī jimmēvāriyō̃ K|kē sab bōjh bāp kō dē sadā niśhchint rahnē vālē saphaltā sampann sēvādhārī bhav

224Blessing: May you be a successful server by handing over the burden of all your responsibilities to the Father and remaining constantly carefree.

206Jō bachchē jitnā svayã halkē rahtē haĩ , utnā sēvā aur svayã sadā ūpar chaṛhtē rahtē arthāt unnati kō pātē rahtē isliē sab jimmēvāriyō̃ K|kē bōjh bāp kō dēkar svayã niṣhphurnē rahō .

225 To the extent that you children remain light, the more you elevate service and yourselves, that is, you will continue to make progress. 226Therefore, hand over all your responsibilities to the Father and remain carefree.

207Kisī bhī prakār K|kē maĩ pan kā bōjh na hō .

227Let there be no type of burden of the consciousness of “I”.

208Sirph yād K|kē naśhē mē̃ rahō .

228Maintain the constant intoxication of remembrance.

209Bāp kē sāth combined rahō tō jahā̃ bāp hai vahā̃ sēvā tō svataḥ huī paṛī hai .

229Stay combined with the Father, for wherever the Father is, service is already accomplished there.

210Karāvanhār karā rahā hai tō halkē bhī rahē̃gē aur saphaltā sampann bhī ban jāyēṅgē .

230Karankaravanhar is making you do everything and so you will remain light and be successful too.

Slogan

211Slōgan  : bēhad drama K|kē her|har dr̥iśhya kō niśhchit jānkar sadā niśhchint rahō .

231Slogan: Understand that every scene of the unlimited drama is fixed (nischit) and remain constantly carefree (nischint).

232*** Om Shanti ***