गुरुवार 12 अक्टूबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
012-10-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 12/10/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - śhrīmat par chalō tō tumhārē sab bhaṇḍārē bharpūr hō jāyēṅgē , tumhārī takdīr ūñchī ban jāyēgī ' '
1Essence: Sweet children, follow shrimat and all your treasure stores will be completely full. 2Your fortune will become elevated.
Question
2Praśhna : is kaliyug mē̃ kis chīz kā dēvālā nikal chukā hai ? 3Dēvālā nikalnē sē iskī gati kyā huī hai ?
3Question: What has this iron age become bankrupt of? 4Because of becoming bankrupt, what has its condition become?
Answer
4Uttar : kaliyug mē̃ pavitratā , sukh aur śhānti kā dēvālā nikal chukā hai isliē bhārat sukhdhām sē duḥkhdhām , hīrē sē kauṛī jaisā ban gayā hai .
5Answer: The iron age has become bankrupt of purity, happiness and peace. 6This is why Bharat has become the land of sorrow from the land of happiness and like shells from diamonds.
5Yah khēl sārā bhārat par hai .
7This whole play is based on Bharat.
6Khēl K|kē ādi-madhy-ant kā gyān abhī bāp tumhē̃ sunā rahē haĩ .
8The Father is now telling you children the beginning, middle and end of this play.
7Takdīrvān , saubhāgyaśhālī bachchē hī is gyān kō achchhī rīti samajh saktē haĩ .
9Only the fortunate children can understand this knowledge very clearly.
Song
8Gīt : bhōlēnāth sē nirālā …
10Song: No one is as unique as the Innocent Lord.
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Bhagvānuvāch .
12God speaks.
11Kaun-sā bhagvān ?
13Which God?
12Bhōlānāth śhiv bhagvānuvāch .
14The Innocent Lord, God Shiva speaks.
13Bāp bhī samjhātē haĩ , teacher kā bhī kām hai samjhānā .
15The Father explains to you. 16The Teacher's duty is also to explain to you.
14Satgurū kā bhī kām hai samjhānā .
17The duty of the Satguru too is to explain to you.
15Śhivbābā kō hī sat bābā , bhōlānāth kahā jātā hai .
18Only Shiv Baba is called the true Baba. 19He is called the Innocent Lord.
16Śhaṅkar kō bhōlā nahī̃ kahē̃gē .
20Shankar cannot be called innocent.
17Unkē liē tō kahtē haĩ āṅkh khōlī tō sr̥iṣhṭi kō bhasma kar diyā .
21It is said of him that when he opened his eye, he burnt the world.
18Bhōlā bhaṇḍārī śhiv kō kahtē haĩ arthāt bhaṇḍārā bharpūr karnē vālā .
22Shiva is called the Innocent Lord of the Treasures, that is, He is the One who makes your treasure stores completely full.
19Kaunsā bhaṇḍārā ?
23Which treasure stores?
20Dhan-daulat , sukh-śhānti kā .
24Those of wealth, happiness and peace.
21Bāp āyē hī haĩ pavitratā-sukh-śhānti kā bhaṇḍārā bharpūr karnē .
25The Father has come to make your treasure stores of purity, happiness and peace completely full.
22Kaliyug mē̃ pavitratā-sukh-śhānti kā dēvālā hai kyōṅki rāvaṇ nē śhrāp diyā huā hai .
26In the iron age, there is bankruptcy of purity, happiness and peace because Ravan has cursed it.
23Sab śhōk vāṭikā mē̃ rōtē pīṭtē rahtē haĩ .
27Everyone continues to weep and wail in the cottage of sorrow.
24Bhōlānāth śhiv baiṭh sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhātē haĩ arthāt tum bachchō̃ kō trikāldarśhī banātē haĩ .
28The Innocent Lord Shiva sits here and explains to you the secrets of the beginning, middle and end of the world, that is, He makes you children trikaldarshi.
25Drama kō tō aur kōī jāntē nahī̃ .
29No one else knows the drama.
26Māyā nē bilkul hī bēsamajh banā diyā hai .
30Maya has made everyone completely senseless.
27Bhārat kā hī yah hār-jīt , duḥkh-sukh kā nāṭak hai .
31This play of victory and defeat, happiness and sorrow is of Bharat.
28Bhārat hīrē jaisā solvent thā , ab kauṛī jaisā insolvent hai .
32Bharat was solvent like a diamond and is now insolvent like a shell.
29Bhārat sukhdhām thā , ab duḥkhdhām hai .
33Bharat was the land of happiness and is now the land of sorrow.
30Bhārat heaven thā , ab hell hai .
34Bharat was heaven and is now hell.
31Hell sē phir heaven kaisē bantā hai , uskē ādi-madhy-ant kā gyān sivāē gyān sāgar K|kē kōī samjhā na sakē .
35No one except the Ocean of Knowledge can give you the knowledge of its beginning, middle and end or how it becomes heaven from hell.
32Yah bhī buddhi mē̃ niśhchay hōnā chāhiē .
36Your intellects have to have this faith.
33Niśhchay unkō hōtā hai jinkī takdīr khulnī hōtī hai , jō saubhāgyaśhālī bannē vālē haĩ .
37Those whose fortune is to open, that is, those who are to become fortunate have this faith.
34Durbhāgyaśhālī tō sab haĩ hī .
38All are unfortunate now.
35Durbhāgyaśhālī mānā takdīr bigaṛī huī hai .
39To be unfortunate means to have one’s fortune spoilt.
36Bhraṣhṭāchārī haĩ . 37Bāp ākar śhrēṣhṭhāchārī banātē haĩ .
40They are degraded; the Father comes and makes them elevated.
38Parantu us bāp kō bhī kōī muśhkil samajh saktē haĩ kyōṅki unkō dēh nahī̃ hai .
41However, hardly anyone understands that Father because He doesn't have a body.
39Supreme ātmā bāt kartī hai .
42The Supreme Soul speaks.
40Pāvan ātmāyē̃ hōtī hī haĩ satyug mē̃ .
43There are only pure souls in the golden age.
41Kaliyug mē̃ sab patit haĩ .
44In the iron age, all are impure.
42Anēk manōkāmanāyē̃ lēkar jagadambā kē pās jātē haĩ , jāntē kuchh bhī nahī̃ phir bhī bāp kahtē haĩ jō-jō , jis-jis bhāvnā sē pūjā kartē haĩ tō maĩ unkō alpkāl kṣhaṇbhaṅgur liē phal dē dētā hū̃ .
45People go to Jagadamba with so many desires. 46They don’t know anything. 47Even then, the Father says: Whatever feelings people worship someone with, I give them the temporary fruit of that.
43Jaṛ mūrti kabhī uskā phal nahī̃ dē saktī .
48A non-living idol can never give them the fruit.
44Phal dēnē vālā , alpkāl sukh dēnē vālā maĩ hī hū̃ aur bēhad K|kē sukh kā dātā bhī maĩ hī hū̃ .
49I alone am the One who gives them the fruit and temporary happiness. 50I am also the Bestower of unlimited happiness.
45Maĩ duḥkh-dātā nahī̃ hū̃ .
51I am not a Bestower of sorrow.
46Maĩ tō duḥkh hartā sukh kartā hū̃ .
52I am the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
47Tum āyē hō sukhdhām mē̃ svarg kā varsā pānē .
53You have come here to claim your inheritance of heaven in the land of happiness.
48Ismē̃ parhēj bahut hai .
54There are a lot of precautions to be observed in this.
49Bāp samjhātē haĩ ādi mē̃ hai sukh , phir madhya mē̃ bhakti mārg śhurū hōtā hai tō sukh pūrā hō duḥkh śhurū hōtā hai .
55The Father explains: In the beginning, there is happiness. 56Then, in the middle, the path of devotion begins, so happiness ends and sorrow begins.
50Phir dēvī-dēvtā vām mārg , vikārī mārg mē̃ gir paṛtē haĩ . 51Jahā̃ sē hī phir bhakti śhurū hōtī hai .
57At that time, when devotion begins, the deities fall onto the path of sin, the vicious path.
52Tō ādi mē̃ sukh , madhya mē̃ duḥkh śhurū hōtā hai .
58There is happiness in the beginning, whereas sorrow begins in the middle.
53Ant mē̃ tō mahān duḥkh hai .
59At the end, there is great sorrow.
54Bāp kahtē haĩ ab sarv kā śhānti , sukh dātā maĩ hū̃ .
60The Father says: I am the Bestower of Peace and Happiness to All.
55Tumkō sukhdhām mē̃ chalnē liē taiyār kar rahā hū̃ .
61I am making you ready to go to the land of happiness.
56Bākī sab hisāb-kitāb chuktū kar śhāntidhām mē̃ chalē jāyēṅgē .
62All the rest will settle their accounts and go to the land of peace.
57Sajāyē̃ tō bahut khāyēṅgē . 58Tribunal baiṭhtī hai .
63There will be a lot of punishment experienced when the Tribunal sits.
59Bābā nē samjhāyā hai kāśhī mē̃ bhī bali chaṛhtē thē .
64Baba has explained that people used to sacrifice themselves at Kashi.
60Kāśhī kalvaṭ kahtē haĩ nā .
65They speak of Kashi Kalvat (the sacrifice at Kashi).
61Ab kāśhī mē̃ hai śhiv kā mandir .
66There is a temple to Shiva at Kashi.
62Vahā̃ bhakti mārg mē̃ śhivbābā key|kī yād mē̃ rahtē haĩ .
67On the path of devotion, they stay there in remembrance of Shiv Baba.
63Kahtē haĩ - bas , ab āpkē pās|pass āū̃ .
68They say: This is it! 69I am now coming to You.
64Bahut rō-rō kar śhiv par bali chaṛhtē haĩ tō alpkāl kṣhaṇ bhaṅgur thōṛā phal mil jātā hai .
70They cry a great deal and sacrifice themselves to Shiva and so they receive temporary happiness for that.
65Yahā̃ tum bali chaṛhtē hō arthāt jītē jī śhivbābā kā bantē hō 21 janm kā varsā pānē kē liē .
71Here, you sacrifice yourselves, that is, you belong to Shiv Baba while alive in order to claim your inheritance for 21 births.
66Jīvghāt key|kī bāt nahī̃ .
72There is no question of suicide.
67Jītē jī bābā maĩ āpkā hū̃ .
73While alive you say: Baba, I am Yours.
68Vah tō śhiv par bali chaṛhtē haĩ , mar jātē haĩ , samajhtē haĩ ham śhivbābā kā ban jāūṅgā .
74Those people sacrifice themselves to Shiva. 75They believe that by dying, they will belong to Shiv Baba, but they don't belong to Him.
69Parantu bantē nahī̃ haĩ .
76Here, you belong to the Father while alive.
70Yahā̃ tō jītē jī bāp kā banē , gōd mē̃ āyē phir bāp key|kī mat par chalnā paṛē , tab hī śhrēṣhṭh dēvtā ban saktē haĩ .
77You go into His lap and you therefore have to follow the Father's directions. 78Only then can you become elevated deities.
71Tum ab ban rahē hō .
79You are now becoming that.
72Kalp-kalp tum yah puruṣhārth kartē āyē hō .
80You have been making this effort for cycle after cycle.
73Yah kōī naī bāt nahī̃ .
81This is not anything new.
74Duniyā purānī hōtī hai .
82The world becomes old.
75Phir jarūr naī chāhiē nā .
83In that case, a new one is surely needed.
76Bhārat nayā sukhdhām thā , ab purānā duḥkhdhām hai .
84Bharat was the new land of happiness and it is now the old land of sorrow.
77Manuṣhya itnē pattharbuddhi haĩ jō yah nahī̃ samajhtē ki sr̥iṣhṭi ēk hī hai . 78Vah sirph naī aur purānī hōtī hai .
85People have such stone intellects that they don't understand that there is just one world, that it simply becomes new and old.
79Māyā nē buddhi kō tālā lagāē bilkul hī tuchchh buddhi banā diyā hai , isliē occupation jānnē bigar hī dēvtāō̃ key|kī pūjā kartē rahtē haĩ , iskō blind faith kahā jātā hai .
86Maya has locked their intellects and made them completely degraded. 87This is why they continue to worship the deities without knowing their occupation. 88That is called blind faith.
80Dēviyō̃ key|kī pūjā mē̃ karōṛō̃ rūpayā kharcha kartē haĩ , unkī pūjā kar khilā-pilākar phir samudra mē̃ ḍubō dētē haĩ tō yah guṛiyō̃ kī pūjā huī nā .
89They spend millions of rupees worshipping the goddesses. 90They worship them, feed them and then sink them in the sea. 91Therefore, that is the worship of dolls, is it not?
81Issē kyā phāydā ?
92What is the benefit of that?
82Kitnā dhūmdhām sē manātē haĩ , kharchā kartē haĩ , haphtā bād jaisē śhmaśhān mē̃ daphan kartē haĩ vaisē yah phir sāgar mē̃ ḍubō dētē haĩ .
93They celebrate with a lot of pomp and joy and spend so much money. 94Then, after a week, they sink them in the sea just as people are buried in a cemetery.
83Bhagvānuvāch - yah āsurī sampradāy kā rājya hai , maĩ tumkō daivī sampradāy banātā hū̃ .
95God speaks: this is the rule of the devilish community and I make you into the deity community.
84Kōī kō niśhchay baiṭhnā baṛā kaṭhin hai kyōṅki sākār mē̃ nahī̃ dēkhtē .
96It is very difficult to make someone have faith because Baba does not have a physical form.
85Āgākhān sākār mē̃ thā tō unkē kitnē followers thē , unkō sōnē-hīrō̃ mē̃ vazan kartē thē .
97The Aga Khan had a physical form and he had so many followers. 98They used to weigh him in gold.
86Itnī mahimā kōī bādśhāh key|kī bhī nahī̃ hōtī .
99No emperor had that much praise.
87Tō bāp samjhātē haĩ - iskō andhaśhradhā kahā jātā hai kyōṅki sthāī sukh tō nahī̃ hai nā .
100The Father explains: That is called blind faith. 101At this time, no one has permanent happiness.
88Bahut gandē bhī hōtē haĩ , baṛē-baṛē ādamiyō̃ sē baṛē pāp hōtē haĩ .
102There are many who are very bad. 103Important people commit big sins.
89Bāp kahtē haĩ maĩ garīb nivāj hū̃ .
104The Father says: I am the Lord of the Poor.
90Garībō̃ sē itnē pāp nahī̃ hōṅgē .
105The poor don't commit as much sin.
91Is samay sab pāp ātmāyē̃ hai .
106At this time, all are sinful souls.
92Abhī tumkō bēhad kā bāp milā hai phir bhī ghaṛī-ghaṛī unkō bhūl jātē hō .
107You have now found the unlimited Father and yet you repeatedly forget Him.
93Arē , tum ātmā hō nā !
108Oh! but you are souls, are you not?
94Ātmā kō bhī kabhī kōī nē dēkhā nahī̃ hai . 95Samajhtē haĩ star misal bhrakuṭī kē bīch rahtī hai .
109No one has ever seen a soul. 110They understand that it resides in the centre of each one’s forehead like a star.
96Jab ātmā nikal jātī hai tō śharīr khalās hō jātā hai .
111When a soul leaves his body, the body is finished.
97Ātmā star misal hai tō jarūr mujh ātmā kā bāp bhī hamārē jaisā hōgā .
112A soul is like a star, and so surely, the Father of myself, a soul, would also be a star like me.
98Parantu vah sukh kā sāgar , śhānti kā sāgar hai .
113However, He is the Ocean of Happiness and the Ocean of Peace.
99Nirākār varsā kaisē dēgē ?
114How would the Incorporeal One give the inheritance?
100Jarūr bhrakuṭī kē bīch ākar baiṭhē̃gē .
115He would surely come and sit in the centre of this child’s forehead.
101Ātmā ab gyān dhāraṇ kar durgati sē sadgati mē̃ jātī hai .
116Souls now imbibe knowledge and go from degradation into salvation.
102Ab jō karēgā sō pāyēgā .
117Those who do something will receive the reward of it.
103Bāp kō yād nahī̃ kartē tō varsā bhī nahī̃ pāyēṅgē .
118If you don't remember the Father, you won't receive your inheritance.
104Kōī kō āp samān varsā pānē lāyak nahī̃ banātē haĩ tō samajhtē haĩ pāī-paisē kā pad pā lē̃gē .
119If you don't make others the same as yourselves, worthy of claiming their inheritances, it is then understood that they will claim a status worth a few pennies.
105Śhrēṣhṭhāchārī aur bhraṣhṭāchārī kiskō kahā jātā hai , yah bāp baiṭh samjhātē haĩ .
120The Father sits here and explains who the elevated ones are and who the degraded ones are.
106Bhārat mē̃ hī śhrēṣhṭhāchārī dēvtāyē̃ hōkar gayē haĩ .
121The elevated deities have been and gone from Bharat.
107Gātē bhī haĩ heavenly god father . . . . . . . . parantu jāntē nahī̃ haĩ ki heavenly god father kab ākar sr̥iṣhṭi kō heaven banātē haĩ .
122People sing of Heavenly God, the Father, but they don't know when Heavenly God, the Father, comes and makes the world into heaven. 123You know this, but it is just that you don't make full effort.
108Tum jāntē hō , sirph pūrā puruṣhārth nahī̃ kartē hō , vah bhī drama anusār hōnā hai , jitnā jiskī takdīr mē̃ hai .
124This also has to happen according to the drama. 125However much each of you has in your fortune, that is how much you will receive.
109Bābā sē agar kōī pūchhē tō bābā jhaṭ batā saktē haĩ ki is chalan mē̃ agar tumhārā śharīr chhūṭ jāē tō yah pad pāyēṅgē .
126If any of you were to ask Baba, Baba would instantly tell you what status you will claim if you were to leave your body now, according to your current behaviour.
110Parantu pūchhnē key|kī bhī himmat kōī nahī̃ rakhtē haĩ .
127However, no one has the courage to ask.
111Jō achchhā puruṣhārth kartē haĩ vah samajh saktē haĩ ham kitnē andhō̃ key|kī lāṭhī bantē haĩ ?
128Those who make good efforts can understand to what extent they become sticks for the blind.
112Bāp bhī samajh jātē haĩ - yah achchhā pad pāyēṅgē , yah bachchā kuchh bhī service nahī̃ kartā tō vahā̃ bhī dās-dāsī jākar banē̃gē .
129The Father also understands when someone is to claim a good status or that a particular child is not doing any service, so will become a maid or servant there.
113Jhāṛū ādi lagānē vālē , śhrīkr̥iṣhṇa key|kī pālnā karnē vālē , mahārānī kā śhrr̥iṅgār karnē vālē dās-dāsiyā̃ bhī hōtē haĩ nā .
130There are maids and servants who sweep the floors, those who sustain Krishna and those who decorate the empress.
114Vah haĩ pāvan rājāyē̃ , yah haĩ patit rājāyē̃ .
131Those are pure kings whereas these are now impure kings.
115Tō patit rājāyē̃ pāvan rājāō̃ K|kē mandir banākar unhō̃ key|kī pūjā kartē haĩ .
132So, the impure kings build temples to the pure kings and worship them.
116Jāntē kuchh bhī nahī̃ .
133They don't know anything.
117Birlā mandir kitnā baṛā hai .
134The Birla temple is so big.
118Kitnē lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir banātē haĩ , parantu jāntē nahī̃ ki lakṣhmī-nārāyaṇ kaun haĩ ?
135They build so many temples to Lakshmi and Narayan, though they don't know who Lakshmi and Narayan are.
119Phir unkō kitnā fāydā milēgā ?
136So, how much benefit would they receive?
120Alpkāl kā sukh .
137Temporary happiness.
121Jagat ambā kē pās jātē haĩ , yah thōṛēhī jāntē ki yah jagat-ambā hī lakṣhmī bantī hai .
138They go to Jagadamba, but they don't know that this Jagadamba is the one who then becomes Lakshmi.
122Is samay tum jagat ambā sē viśhva key|kī sab manōkāmanāyē̃ pūrī kar rahē hō .
139At this time, your desires of the world are being fulfilled through Jagadamba.
123Viśhva kā rājya lē rahē hō .
140You are claiming the kingdom of the world.
124Jagat ambā tumkō paṛhā rahī hai .
141Jagadamba is teaching you now.
125Vahī phir lakṣhmī bantī hai .
142She is the same one who then becomes Lakshmi.
126Jissē phir varṣh-varṣh bhīkh māṅgtē haĩ .
143She is the one to whom people continue to beg from every year.
127Kitnā fark hai !
144There is so much difference!
128Lakṣhmī sē her|har varṣh paisē key|kī bhīkh māṅgtē haĩ .
145They beg to Lakshmi for wealth every year.
129Lakṣhmī kō aisē nahī̃ kahē̃gē hamkō bachchā chāhiē yā bīmārī dūr karō .
146They do not say in front of Lakshmi: I want a child. 147Or: Remove my illness.
130Nahī̃ , lakṣhmī sē sirph dhan māṅgtē haĩ .
148No, they only ask Lakshmi for wealth.
131Nām hī hai lakṣhmī-pūjan .
149The very name is ‘Worship of Lakshmi’.
132Jagat ambā sē tō bahut kuchh māṅgtē haĩ .
150They ask Jagadamba for a lot of things.
133Vah sab kāmanāyē̃ pūrī karnē vālī hai .
151She is the one who fulfils all their desires.
134Abhī tumkō jagat ambā sē miltī hai - svarg kī bādśhāhī .
152You are now receiving the sovereignty of heaven through Jagadamba.
135Lakṣhmī sē her|har varṣh kuchh na kuchh dhan kā phal miltā hai , tab tō her|har varṣh pūjā kartē haĩ .
153From Lakshmi they receive the fruit of wealth and this is why they worship her every year.
136Samajhtē haĩ dhan dēnē vālī hai .
154They believe that she is the one who gives them wealth.
137Dhan sē phir pāp kartē rahtē .
155They then continue to commit sin with that wealth.
138Dhan prāpti kē liē bhī pāp kartē haĩ .
156They even commit sin to attain wealth.
139Abhī tum bachchō̃ kō miltē haĩ avināśhī gyān ratna , jissē tum mālāmāl ban jāyēṅgē .
157You children are now receiving the imperishable jewels of knowledge with which you will become prosperous.
140Jagat ambā sē svarg kī rājāī miltī hai .
158You receive the kingdom of heaven through Jagadamba.
141Vahā̃ pāp hōtā nahī̃ .
159There are no sins committed there.
142Kitnī samajh key|kī bātē̃ haĩ .
160These matters have to be understood.
143Kōī tō achchhī rīti samajhtē haĩ , kōī tō kuchh samajhtē nahī̃ haĩ kyōki takdīr mē̃ nahī̃ hai .
161Some understand this very well whereas others don't understand it at all, it is not in their fortune.
144Śhrīmat par nahī̃ chaltē tō śhrēṣhṭh thōṛēhī banē̃gē . 145Phir pad bhraṣhṭa hō jātā hai .
162If you don't follow shrimat, you won't become elevated and your status will be destroyed.
146Sārī rājdhānī sthāpan hō rahī hai - yah samajhnā hai .
163It has to be understood that the whole kingdom is being established.
147God father heavenly kingdom sthāpan kar rahē haĩ phir bhārat heaven ban jāyēgā .
164God, the Father, is establishing the heavenly kingdom and Bharat will become heaven.
148Iskō kahā jātā hai kalyāṇkārī yug .
165This is called the benevolent age.
149Yah hai bahut sē bahut 100 varṣh kā yug .
166At the most, this age lasts for 100 years.
150Aur sabhī yug 1250 varṣh K|kē haĩ .
167All the other ages last for 1250 years.
151Ajmēr mē̃ vaikuṇṭha kā model hai , dikhlātē haĩ svarg kaisā hōtā hai .
168In Ajmer, there is a model of Paradise. 169They show what heaven is like.
152Svarg tō jarūr yahā̃ hī hōgā nā .
170Heaven would definitely be here, would it not?
153Thōṛā bhī sunā tō svarg mē̃ āyēṅgē , parantu paṛhē̃gē nahī̃ tō jaisē bhīl haĩ .
171If someone hears even a little, he will go to heaven. 172However, if they don't study, they are uneducated.
154Prajā bhī number-vār hōtī hai nā .
173Subjects too are numberwise.
155Parantu vahā̃ garīb , sāhūkār sukh sabkō rahtā hai .
174However, there, all the poor and the wealthy have happiness.
156Yahā̃ tō duḥkh hī duḥkh hai .
175Here, there is nothing but sorrow.
157Bhārat satyug mē̃ sukhdhām thā , kaliyug mē̃ duḥkhdhām hai .
176In the golden age, Bharat is a land of happiness whereas in the iron age, it is a land of sorrow.
158Yah world key|kī history-geography repeat hōnī hai .
177The history and geography of the world have to repeat.
159God ēk hai .
178God is only One.
160World bhī ēk hai .
179There is also just one world.
161Naī world mē̃ pahlē hai bhārat .
180In the new world, Bharat is first.
162Abhī bhārat purānā hai jiskō phir nayā bannā hai .
181Bharat has now become old and it has to become new again.
163Yah world key|kī history-geography aisē repeat hōtī rahtī hai aur kōī in bātō̃ kō nahī̃ jāntē .
182No one else knows how the world history and geography have to repeat. 183Not everyone is the same.
164Sab tō ēk jaisē nahī̃ hōtē haĩ . 165Martabē tō vahā̃ bhī rahē̃gē .
184There will be different levels of status there too.
166Vahā̃ sipāhī lōg hōtē nahī̃ kyōṅki vahā̃ ḍar hōtā nahī̃ .
185There are no policemen there because there is no fear there.
167Yahā̃ tō ḍar hai isliē sipāhī ādi rakhtē haĩ .
186Here, there is fear and this is why there are policemen etc.
168Bhārat mē̃ ṭukṛē-ṭukṛē kar diyē haĩ .
187They have divided Bharat into pieces.
169Satyug mē̃ partition hōtā nahī̃ .
188There are no partitions in the golden age.
170Lakṣhmī-nārāyaṇ kā ēk hī rājya chaltā hai .
189Only the one kingdom of Lakshmi and Narayan continues.
171Pāp kōī hōtā nahī̃ .
190There are no sins committed there.
172Ab bāp kahtē haĩ - bachchē , mērē sē sadā sukh kā varsā lō|low , mērī mat par chalkar .
191The Father says: Children, claim your inheritance of constant happiness from Me by following My directions.
173Sadgati kā mārg ēk hī bāp dikhātē haĩ .
192Only the one Father shows you the path to salvation.
174Yah hai śhiv śhakti sēnā , jō bhārat kō svarg banātī hai .
193You are the Shiv Shakti Army that makes Bharat into heaven.
175Yah tan-man-dhan sab is sēvā mē̃ lagātē haĩ .
194You use your bodies, minds and wealth, everything, for this service.
176Us bāpū jī nē kriściyan kō bhagāyā , yah bhī drama mē̃ thā .
195That Bapuji chased away the Christians. 196That was also fixed in the drama.
177Parantu unsē kōī sukh nahī̃ huā .
197However, there hasn't been any happiness through that.
178Yah milēgā , yah hōgā . . . . . . . . .
198“You will receive this and this will happen”.
179Milnā hai sirph bāp sē . 180Bākī yah tō sab ḵẖatm hō jāyēgā .
199Only from the Father are you going to receive something.
181Kahtē haĩ birth control karō , uskē liē māthā mārtē rahtē haĩ , hōgā kuchh bhī nahī̃ .
200Everything else is going to end. 201They ask for there to be birth control. 202They continue to beat their heads for that.
182Abhī thōṛī laṛāī śhurū hō jāē tō famine paṛ jāyēgā .
203Nothing is going to happen. 204If a small war breaks out, there will be famine.
183Ēk-dō mē̃ mārāmārī hō jāyēgī .
205There will be a lot of violence between one another.
184Achchhā !
206Achcha.
185Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
207To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
186Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
208The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
187Dhārṇā kē liē mukhya sār :
209Essence for dharna:
1881 ) jītē jī bāp par bali chaṛhnā hai arthāt bāp kā bankar bāp key|kī hī śhrīmat par chalnā hai .
210 1. You have to sacrifice yourself to the Father while alive, that is, you have to belong to the Father and follow the shrimat of the Father alone.
189Āp samān banānē key|kī sēvā karnī hai .
211Do the service of making others the same as yourself.
1902 ) avināśhī gyān ratnō̃ kā dān kar jagadambā samān sarv key|kī manōkāmanāyē̃ pūrṇ karnē vālā bannā hai .
212 2. Donate the imperishable jewels of knowledge and become like Jagadamba, one who fulfils everyone's desires.
Blessing
191Vardān : sēvāō̃ mē̃ sadā sahyōgī ban sahajyōg kā vardān prāpt karnē vālē viśhēṣhtā sampann bhav
213Blessing: May you receive the blessing of being an easy yogi and become full of all specialities and be co-operative in service.
192Brāhmaṇ jīvan viśhēṣhtā sampann jīvan hai , brāhmaṇ bannā arthāt sahajyōgī bhav kā vardān prāpt karnā .
214 Brahmin life is a life full of all specialities. 215To be a Brahmin means to receive the blessing of being an easy yogi.
193Yahī sabsē pahlā janm kā vardān hai .
216This is the first blessing of this life.
194Is vardān kō buddhi mē̃ sadā yād rakhanā-yah hai vardān kō jīvan mē̃ lānā .
217Constantly keep this blessing in your intellect. 218This means putting this blessing into your practical life.
195Vardān kō kāyam rakhnē key|kī sahaj vidhi hai - sarv ātmāō̃ kē prati vardān kō sēvā mē̃ lagānā .
219The easy way to keep this blessing constantly is to use it in serving all souls.
196Sēvā mē̃ sahyōgī bannā hī sahajyōgī bannā hai .
220To be co-operative in doing service is to be an easy yogi.
197Tō is vardān kō smr̥iti mē̃ rakh viśhēṣhtā sampann banō .
221So, keep this blessing in your awareness and become full of all specialities.
Slogan
198Slōgan : apnē mastak key|kī maṇī dvārā svayã kā svarūp aur śhrēṣhṭh mañjil kā sākṣhātkār karānā hī light house bannā hai .
222Slogan: To give a vision of your form and your elevated destination through the jewel on your forehead is to be a lighthouse.
223*** Om Shanti ***