शनिवार 14 अक्टूबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
014-10-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 14/10/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - āgyākārī banō , bāp key|kī pahlī āgyā hai - apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō ' '
1Essence: Sweet children, become obedient. 2The Father’s first order is: Consider yourselves to be souls and remember the Father.
Question
2Praśhna : ātmā rūpī bartan aśhuddh kyō̃ huā hai ? 3Uskō śhuddha banānē kā sādhan kyā hai ?
3Question: Why have the vessels of souls become unclean? 4What is the way to cleanse them?
Answer
4Uttar : vāhyāt bātō̃ kō suntē aur sunātē ātmā rūpī bartan aśhuddh ban gayā hai .
5Answer: The vessels of souls have become unclean by them listening to and speaking of wasteful matters. 6In order to cleanse them, the Father’s orders are: Hear no evil!
5Iskō śhuddha banānē kē liē bāp kā farmān hai hear no evil , see no evil … ēk bāp sē sunō , bāp kō hī yād karō tō ātmā rūpī bartan śhuddha hō jāyēgā .
7See no evil! 8Listen to the one Father. 9Only remember the one Father and the vessels of you souls will become clean.
6Ātmā aur śharīr dōnō̃ pāvan ban jāyēṅgē .
10You souls and your bodies will both become pure.
Song
7Gīt : jō piyā kē sāth hai . . . . . . . . .
11Song: There are showers of rain on those who are with the Beloved.
Murli
8Ōm śhānti .
12Om shanti.
9Ōm śhānti kā arth|earth tō bachchō̃ nē samjhā huā hai .
13You children have understood the meaning of ‘Om shanti’.
10Bachchō̃ kō ghaṛī-ghaṛī points dī jātī haĩ . 11Jaisē ghaṛī-ghaṛī kahā jātā hai bāp aur varsē kō yād karō .
14Points of this knowledge are given to you children again and again, just as you are repeatedly told to remember the Father and the inheritance.
12Yahā̃ kōī manuṣhya key|kī yād nahī̃ hai .
15Here, you do not remember human beings.
13Manuṣhya , manuṣhya key|kī vā kisī dēvtā key|kī yād dilāyēṅgē .
16Human beings only remind you of human beings or deities.
14Pārlaukik bāp key|kī yād kōī dilā na sakē kyōṅki bāp kō kōī jāntē nahī̃ .
17Because no human being knows the Father from beyond, none of them can inspire you to remember Him.
15Yahā̃ tumkō ghaṛī-ghaṛī kahā jātā hai apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
18Here, you are told again and again: Consider yourselves to be souls and remember the Father.
16Jaisē bāp kō bachchē hōtē haĩ tō sab samajh saktē haĩ yah bāp sē varsā lēnē āyā hai .
19When a father has a son, everyone understands that his son has come to claim his inheritance from his father.
17Phir unkō bāp aur varsā yād rahtā hai .
20The child would remember his father and his inheritance.
18Yahā̃ bhī aisē hai .
21It is the same here.
19Jarūr bachchē bāp kō jāntē nahī̃ haĩ isliē bāp kō ānā paṛtā hai .
22Certainly the children don’t know the Father, which is why He has to come.
20Jō bāp kē sāth haĩ unhō̃ kē liē yah gyān barsāt hai .
23This knowledge is showered on the children who are with the Father.
21Vēd śhāstrō̃ mē̃ jō gyān hai vah sab hai bhakti mārg kī sāmagrī .
24The knowledge in the Vedas and scriptures is just the paraphernalia of the path of devotion.
22Jap , tap , dān , puṇya , sandhyā , gāyatrī ādi jō kuchh kartē haĩ vah sab hai bhakti mārg kī sāmagrī .
25Chanting, donating, performing charity, evening prayers, mantras, etc., whatever people do, it is the paraphernalia of the path of devotion.
23Sannyāsī bhī bhakta huē .
26Sannyasis are also devotees.
24Pavitratā bigar kōī śhāntidhām mē̃ jā nahī̃ saktē isliē vah gharbār chhōṛ jātē haĩ .
27No one can go to the land of peace without having purity. 28This is why they leave their home and go off somewhere.
25Parantu sārī duniyā tō aisē nahī̃ karēgī .
29However, not everyone in the whole world would do that.
26Unhō̃ K|kē is haṭhyōg key|kī bhī drama mē̃ nūndh hai .
30Their hatha yoga is fixed in the drama.
27Tum bachchō̃ kō rājyōg sikhlānē kalp-kalp ēk hī bār ātā hū̃ .
31I only come once every cycle to teach you children Raja Yoga.
28Mērā aur kōī avatār hōtā nahī̃ hai .
32I do not incarnate in any other way.
29Reincarnation of|off god .
33It is said: “Reincarnation of God”.
30Vah huā ūñch tē ūñch .
34He is the Highest on High.
31Phir reincarnation of|off jagat ambā aur jagat pitā bhī jarūr hōnē chāhiē .
35Then, there definitely has to be the reincarnation of the world mother and the world father.
32Vāstav mē̃ reincarnation akṣhar sirph bāp sē hī lagtā hai .
36In fact, the word ‘reincarnation’ is only applied to the Father.
33Sadgati dātā ēk hī bāp hai . 34Yū̃ tō har ēk chīz phir sē reincarnate hōtī hai .
37Only the one Father is the Bestower of Salvation but, in fact, everything reincarnates again.
35Jaisē abhī bhraṣhṭāchār hai tō kahē̃gē bhraṣhṭāchār reincarnate huā hai . 36Phir sē bhraṣhṭāchār huā hai , phir sē śhrēṣhṭhāchār āyēgā .
38Because there is now degradation, it would be said: Degradation has reincarnated; they became degraded once again.
37Reincarnate tō her|har chīz kā hōtā hai .
39Later, there will be righteousness. 40Everything reincarnates.
38Abhī purānī duniyā hai phir naī duniyā āyēgī .
41It is now the old world, and the new world will then come again.
39Naī duniyā kē bād kahē̃gē phir sē purānī duniyā ānī hai .
42It would be said that after the new world, the old world will come again.
40Yah sab bātē̃ bāp baiṭh samjhātē haĩ .
43The Father sits here and explains all of these things.
41Jab yahā̃ baiṭhtē hō tō hamēśhā aisē samjhō - maĩ ātmā hū̃ , mujhē bāp kā farmān milā huā hai mujhē yād karō .
44When you sit in remembrance, always think: I am a soul and I have received instructions from the Father to remember Him.
42Bachchō̃ K|kē sivāē tō aur kōī kō bāp kā farmān mil na sakē .
45No one, apart from you children, can receive instructions from the Father.
43Phir bachchō̃ mē̃ kōī tō āgyākārī hōtē haĩ , kōī āgyā na mānnē vālē bhī hōtē haĩ .
46Among you children too, some are obedient and others are disobedient.
44Bāp kahtē haĩ - hē ātmāyē̃ , tum mērē sāth buddhi kā yōg lagāō .
47The Father says: O souls, connect your intellects in yoga to Me.
45Bāp ātmāō̃ sē bāt kartē haĩ , aur kōī viddhān-paṇḍit ādi aisē nahī̃ kahē̃gē ki maĩ ātmāō̃ sē bāt kartā hū̃ .
48The Father speaks to you souls. 49None of the scholars or pundits would say that they are speaking to souls.
46Vah tō ātmā sō paramātmā samajh lētē haĩ .
50They consider each soul to be the Supreme Soul.
47Vah hai wrong .
51That is wrong.
48Tum bachchē jāntē hō ki śhivbābā is śharīr dvārā hamē̃ samjhā rahē haĩ .
52You children know that Shiv Baba is explaining to you through this body.
49Śharīr bigar tō act hō na sakē .
53One cannot act without a body.
50Pahlē-pahlē tō yah niśhchay chāhiē .
54First of all, you need faith.
51Niśhchay bigar tō kuchh bhī buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhēgā .
55Unless you have faith, nothing will sit in your intellects.
52Pahlē niśhchay chāhiē ki ham ātmāō̃ kā bāp vah nirākār parampitā paramātmā hai aur sākār mē̃ hai prajāpitā brahmā , ham haĩ brahmākumār-kumāriyā̃ .
56First of all, you need the faith that the Father of souls is the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, and that Prajapita Brahma, the Father of People, is in a corporeal form.
53Śhiv K|kē tō sab ātmāyē̃ bachchē haĩ isliē śhivkumār kahē̃gē , kumārī nahī̃ .
57You are Brahma Kumars and Kumaris. 58All souls are sons of Shiva and so they are called Shiv Kumars, not Shiv Kumaris.
54Yah sab bātē̃ dhāraṇ karnī hai .
59You have to imbibe all of these things.
55Dhārṇā tab hōgī jab nirantar yād kartē rahē̃gē . 56Yād karnē sē hī buddhi rūpī bartan śhuddha hōgā .
60It is only when you continue to stay in constant remembrance that you are able to imbibe them.
57Vāhyāt bātē̃ suntē-suntē bartan aśhuddh ban gayā hai , uskō śhuddha banānā hai .
61It is only by staying in remembrance that your intellects’ vessels can be cleansed.
58Bāp kā farmān hai mujhē yād karō tō tumhārī buddhi pavitra hōgī .
62Because you have been listening to wasteful things, your vessels have become unclean. 63You have to cleanse them.
59Tumhārī ātmā mē̃ khād paṛ gaī hai , ab pavitra bannā hai .
64The Father's instructions are: Remember Me and your intellects will be purified.
60Sannyāsī kahtē haĩ ātmā nirlēp hai .
65Alloy has been mixed into souls. 66Therefore, you now have to become pure.
61Bāp kahtē haĩ ātmā mē̃ hī khād paṛī hai . 62Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā aur śharīr dōnō̃ pavitra haĩ .
67Sannyasis say that souls are immune to the effect of action, whereas the Father says that alloy has been mixed into souls.
63Dōnō̃ pavitra sirph satyug mē̃ hī hōtē haĩ . 64Yahā̃ tō hō nahī̃ saktē . 65Tum ātmāyē̃ number-vār pavitra hōtī jā rahī hō .
68Both the soul and the body of Shri Krishna are pure, but it is only in the golden age that both are pure; they cannot be pure here. 69You souls are becoming pure, numberwise.
66Abhī pavitra banī nahī̃ hai .
70You have not become pure yet.
67Kōī bhī pavitra nahī̃ hai .
71No one has become pure yet.
68Sab puruṣhārth kar rahē haĩ .
72All of you are making effort for this.
69Ant mē̃ number-vār sabkī result nikalēgī .
73Everyone’s result will be given, numberwise, at the end.
70Bāp ākar sabhī ātmāō̃ kō farmān kartē haĩ ki mujhē yād karō , apnē kō aśharīrī samjhō , dēhī-abhimānī banō .
74The Father comes and issues this order to all souls: Consider yourselves to be bodiless and remember Me. 75Become soul conscious.
71Mūl yah bāt bāp bigar kōī samjhā nahī̃ saktē .
76No one but the Father can explain this main thing.
72Pahlē yah pūrā niśhchay hōgā tō vijay pāyēṅgē , niśhchay nahī̃ hōgā tō vijay nahī̃ pāyēṅgē .
77If you first of all have full faith in this, you can gain victory. 78If you do not have faith, you cannot gain victory.
73Niśhchay buddhi vijayantī , sanśhay buddhi vinaśhayantī . 74Gītā mē̃ kōī-kōī akṣhar bahut achchhē haĩ .
79“A faithful intellect will be victorious, whereas a doubtful intellect will be led to destruction.”
75Iskō kahā jātā hai āṭē mē̃ namak .
80Some words in the Gita are very good.
76Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō sabhī vēdō̃ śhāstrō̃ kā sār samjhātā hū̃ ki inmē̃ kyā-kyā hai ?
81They are called a pinch of salt in a sackful of flour. 82The Father says: I explain to you the essence of all the Vedas and scriptures.
77Yah sab haĩ bhaktimārg K|kē rāstē .
83All of those things are from the path of devotion.
78Inkī bhī drama mē̃ nūndh hai .
84That too is fixed in the drama.
79Yah praśhna nahī̃ uṭh saktā ki yah bhaktimārg kyō̃ banāyā huā hai ?
85The question of why the path of devotion was created doesn’t arise. 86This drama is eternally predestined.
80Yah tō anādi banā banāyā drama hai . 81Tumnē bhī is drama mē̃ bāp sē svarg K|kē mālik bannē kā varsā anēk bār liyā hai aur lētē rahē̃gē .
87You have received your inheritance of becoming the masters of heaven from the Father many times in the drama, and you will continue to receive it; it can never end.
82Kabhī ant nahī̃ hō saktā .
88This cycle rotates eternally.
83Yah chakra anādi phirtā hī rahtā hai .
89You children are now in a land of sorrow.
84Tum bachchē abhī duḥkhdhām mē̃ hō phir śhāntidhām mē̃ jāyēṅgē , śhānti-dhām sē sukhdhām mē̃ jāyēṅgē phir duḥkhdhām mē̃ āyēṅgē - yah anādi chakra chaltā hī rahtā hai .
90You are soon to go to a land of peace, and you will go from there to a land of happiness. 91Then you will go to a land of sorrow. 92This cycle continues to rotate eternally.
85Sukhdhām sē duḥkhdhām ānē mē̃ tum bachchō̃ kō 5 hajār varṣh lagtē haĩ . 86Jismē̃ tum 84 janma lētē hō .
93It takes you children 5000 years to go from that land of happiness to this land of sorrow and, while doing that, you take 84 births.
87Sirph tum bachchē hī 84 janma lētē hō , sab nahī̃ lē saktē .
94Only you children take 84 births. 95Not everyone can take 84 births.
88Yah bēhad kā bāp tumkō direct samjhā rahē haĩ , aur bachchē phir murlī sunē̃gē vā paṛhē̃gē yā tape sunē̃gē .
96The unlimited Father explains this to you children directly. 97Other children will simply listen to the murli being read, or will read the murli themselves or listen to a tape.
89Tape bhī sab nahī̃ sun saktē .
98Not everyone can listen to a tape.
90Tō pahlē-pahlē tum bachchō̃ kō uṭhtē-baiṭhtē is yād mē̃ rahnā hai .
99So, first of all, you children have to stay in remembrance as you sit and as you walk, etc.
91Manuṣhya tō mālā phērtē rām-rām japtē haĩ . 92Rudrākṣha key|kī mālā kahtē haĩ nā .
100People simply turn the beads of a rosary and chant the name of Rama.
93Ab rudra tō hai bhagvān .
101They speak of the rosary of Rudra.
94Phir is mālā mē̃ mēru dānā ikaṭṭhā hai . 95Vah tō viṣhṇu K|kē yugal svarūp haĩ .
102Rudra is God. 103Then there is the combined bead which represents the dual-form of Vishnu.
96Vah kaun haĩ ?
104Who is that?
97Yah māt-pitā jō phir viṣhṇu K|kē dō rūp lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ isliē inkō mēru kahā jātā hai .
105It is the mother and father who become the dual-form of Vishnu, Lakshmi and Narayan. 106This is why they are called the dual-bead.
98Fool|phūl hai śhivbābā phir mēru yah mammā-bābā jinkō māt-pitā kahtē hō .
107Shiv Baba is the Tassel, and then the dual-bead is Mama and Baba, who are called the mother and father.
99Viṣhṇu kō māt-pitā nahī̃ kah sakē̃gē .
108Vishnu wouldn’t be called a mother and father.
100Lakṣhmī-nārāyaṇ kō māt-pitā tō unkē bachchē hī kahē̃gē .
109Only Lakshmi and Narayan’s children would call them mother and father.
101Ājkal tō sabkē āgē jākar kahtē haĩ tvamēv mātāśhcha pitā . . . . . bas , kōī ēk nē mahimā key|kī tō unkē pīchhē follow karnē lag paṛtē .
110People nowadays go in front of anyone and say: You are the Mother and You are the Father. 111Once someone said this praise, everyone else started to follow it.
102Yah hai hī unrighteous duniyā .
112This is an unrighteous world.
103Kaliyug kō kahā jātā hai unrighteous , satyug kō kahā jātā hai righteous .
113The iron age is called an unrighteous world, whereas the golden age is called a righteous world.
104Vahā̃ ātmā aur śharīr dōnō̃ pavitra hōtē haĩ .
114There, souls and bodies are both pure.
105Satyug mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa gōrā hai , phir antim janm mē̃ unkī ātmā sā̃varī banī hai .
115In the golden age, Shri Krishna is beautiful and then, by his last birth, that soul has become ugly.
106Yah brahmā-sarasvatī is samay sānvarē haĩ nā .
116Brahma and Saraswati are impure at this time.
107Ātmā kālī ban gaī hai tō unkā zewar bhī kālā ban gayā hai .
117The soul has become impure and so his jewellery (body) has also become impure (mixed).
108Sōnē mē̃ hī khād paṛtī hai , ussē zewar bhī jō bantā hai vah khād vālā .
118When gold has alloy mixed with it, the jewellery that is made from it also has alloy mixed with it.
109Satyug mē̃ jab dēvī-dēvatāō̃ key|kī government hai tō yah jhūṭh ( khād ) hōtī nahī̃ .
119When the golden age is governed by the deities, there is nothing that is false or has alloy mixed with it.
110Vahā̃ tō sōnē K|kē mahal bantē hai .
120There, there will be palaces of real gold.
111Bhārat sōnē key|kī chiṛiyā thā , abhī tō mulammā hai .
121Bharat was once the ‘Golden Sparrow’, but it has now become gilded (coated).
112Aisē bhārat kō phir sē svarg bāp hī banā saktē haĩ .
122Only the Father can make this Bharat into such a heaven once again.
113Bāp samjhātē haĩ , śhrīmat bhagvānuvāch hai nā .
123The Father explains: “Shrimat” means the versions of God.
114Śhrīkr̥iṣhṇa tō daivīguṇō̃ vālā hai , dō bhujā , dō ṭāṅg vālā hai .
124Krishna is a human being with divine virtues; he has two arms and two legs.
115Chitrō̃ mē̃ tō kahā̃ nārā-yaṇ kō , kahā̃ lakṣhmī kō 4 bhujāyē̃ dī haĩ .
125Lakshmi is shown in those images with four arms and Narayan is also shown with four arms.
116Samajhtē kuchh bhī nahī̃ .
126People don’t understand anything.
117' ōm ' akṣhar bhī kahtē haĩ , ōm kā arth|earth batātē haĩ - ōm mānā maĩ god , jidhar dēkhtā hū̃ god hī god hai .
127When they speak of the word "Om", they say that it means “I am God. 128Wherever I look, I only see God.”
118Parantu yah tō wrong hai .
129However, that is wrong.
119Ōm mānā aham ātmā .
130"Om" means “I am a soul.”
120Bāp bhī kahtē haĩ aham ātmā parantu maĩ supreme hū̃ isliē mujhē paramātmā kahā jātā hai .
131The Father says: I too am a soul, but, because I am the Supreme, I am called the Supreme Soul.
121Maĩ paramdhām mē̃ rahtā hū̃ .
132I reside in the supreme abode.
122Ūñchē tē ūñch bhagvān phir sūkṣhmavatan mē̃ brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar key|kī ātmā hai .
133The Highest on High is God. 134Then, in the subtle region, there are the souls of Brahma, Vishnu and Shankar.
123Phir nīchē āō tō yah manuṣhya lōk hai .
135Then, down here, there is this human world.
124Vah daivī lōk , vah ātmāō̃ kā lōk jiskō mūlvatan kahā jātā hai .
136That is the deity world and the other world is the world of souls which is also called the incorporeal world.
125Yah bātē̃ samajhnē kī haĩ .
137These matters have to be understood.
126Tum bachchō̃ kō yah avināśhī gyān ratnō̃ kā dān miltā hai jissē tum bhaviṣhya mē̃ mālāmāl double sirtāj bantē hō .
138You children are receiving the donation of the imperishable jewels of knowledge, through which you become prosperous and double-crowned in the future.
127Dēkhō , śhrīkr̥iṣhṇa kō dōnō̃ tāj hai nā .
139Look at the picture of Shri Krishna: he has both crowns.
128Phir vahī bachchā chandravanśhī mē̃ ātā hai tō dō kalā kam hō jātī haĩ .
140Then, when that child goes into the moon dynasty, he has two degrees fewer.
129Phir vaiśhya vãnśhī mē̃ āyēṅgē tō aur 4 kalā kam hō jāyēgī . 130Phir light kā tāj uṛ jāyēgā . 131Bākī ratna jaṛit tāj rahēgā .
141Then, when he goes into the merchant dynasty, he loses four more degrees and his crown of light no longer remains; only the crown of jewels remains.
132Phir jō achchhā dān-puṇya kartē haĩ , unkō ēk janm K|kē liyē achchhī rājāī miltī hai .
142At that time, whoever gives a lot of donations or performs a lot of charity receives a very good kingdom for one birth.
133Phir dūsrē janm mē̃ bhī achchhā dān-puṇya kiyā tō phir bhī rājāī mil saktī hai .
143Then, in their next birth, if they donate a lot again, they can receive a kingdom once again.
134Yahā̃ tō tum 21 janmō̃ kē liē rājāī pā saktē hō , mēhnat karnī paṛtī hai .
144Here, you can claim a kingdom for 21 births, but you do have to make effort.
135Tō bāp apnā parichay dētē haĩ , kahtē haĩ - I am supreme soul isliē unkō parampitā param ātmā arthāt paramātmā kahā jātā hai .
145So the Father gives His own introduction. 146He says: I am the Supreme Soul. 147This is why He is called the Supreme Father, the Supreme Soul, that is, God.
136Tum bachchē us supreme kō yād kartē hō .
148You children remember that Supreme.
137Tum hō sāligrām , vah hai śhiv .
149You are saligrams and He is Shiva.
138Śhiv kā baṛā liṅg aur sāligrām miṭṭī K|kē banātē haĩ .
150People create a huge lingam of Shiva and saligrams out of clay.
139Yah kaun see|sī|C ātmāō̃ kā yādgār banātē haĩ , yah bhī kōī nahī̃ jāntē .
151No one even knows which souls those memorials represent.
140Tum śhivbābā K|kē bachchē bhārat kō svarg banātē hō isliē tumhārī pūjā hōtī hai .
152Because you children of Shiv Baba make Bharat into heaven, you are worshipped in that form.
141Phir tum dēvtā bantē hō tab bhī tumhārī pūjā hōtī hai .
153Then, after you have become deities, you are also worshipped in those forms.
142Śhivbābā kē sāth tum itnī service kartē hō isliē sāligrāmō̃ key|kī bhī pūjā hōtī hai .
154You do so much service with Shiv Baba that you are even worshipped as saligrams (of clay).
143Jō uttam sē uttam kartavya kartē haĩ , unhō̃ key|kī pūjā hōtī hai aur kaliyug mē̃ jō achchhā kām kartē hai unhō̃ kā yādgār banātē haĩ .
155It is those who perform the most elevated tasks who are worshipped. 156Those who perform good tasks in the iron age have memorials built to them.
144Kalp-kalp bāp tum bachchō̃ kō sārē sr̥iṣhṭi chakra kā rāz samjhātē hai arthāt tumkō svadarśhan chakradhārī banātē haĩ .
157The Father comes every cycle and explains to you the secrets of the world cycle, that is, He makes you swadarshanchakradharis.
145Svadarśhan chakra viṣhṇu kō nahī̃ hō saktā , vah tō dēvtā ban gayā .
158Vishnu cannot have the swadarshanchakra. 159He would have become a deity.
146Yah gyān sārā tumkō hai . 147Phir lakṣhmī-nārāyaṇ banē̃gē tō yah gyān nahī̃ rahēgā .
160You are given all of this knowledge now, but when you become Lakshmi and Narayan, you will no longer have this knowledge.
148Vahā̃ tō sab sadgati mē̃ haĩ .
161Everyone there will have received salvation.
149Tum bachchē yah gyān abhī hī suntē hō phir rājāī pā lētē hō .
162You children listen to this knowledge at this time and then claim your kingdom.
150Svarg key|kī sthāpanā hō gaī phir gyān key|kī darkār nahī̃ rahtī .
163Once heaven has been established, there is no longer any need for this knowledge.
151Bāp hī ākar apnā aur rachnā kā pūrā parichay dētē haĩ . 152Sannyāsiyō̃ nē mātāō̃ key|kī nindā kī hai , parantu bāp ākar mātāō̃ kō uṭhātē haĩ .
164Only when the Father comes does He give the full introduction of the Creator and His creation. 165Sannyasis defame the mothers, but the Father comes and uplifts the mothers.
153Bāp yah bhī samjhātē haĩ ki yah sannyāsī na hōtē tō bhārat kām chitā par baiṭh ēkdam ḵẖāk hō jātā .
166The Father explains: If it were not for the sannyasis, Bharat would have turned to ashes, because everyone is sitting on the pyre of lust.
154Jab dēvī-dēvtā vām mārg mē̃ girtē haĩ tō us samay earthquake baṛī jōr key|kī hōtī hai phir sab nīchē chalā jātā hai .
167When the deities fall onto the path of sin, there are big earthquakes and everything is swallowed up. 168No other lands exist at that time.
155Aur khaṇḍ ādi tō hōtē nahī̃ , bhārat hī hōtā hai .
169Only Bharat exists at that time. 170Those of Islam, etc. come later on.
156Islāmī ādi tō pīchhē ātē haĩ tō phir vah satyug key|kī chījē̃ yahā̃ rahtī nahī̃ .
171The things of the golden age do not remain here. 172The Somnath Temple that you see was not built in heaven.
157Tum jō sōmnāth kā mandir dēkhtē hō vah kōī vaikuṇṭha kā nahī̃ hai .
173It was built on the path of devotion and was looted by Mahmud Guznavi.
158Yah tō bhakti mārg mē̃ banā hai , jiskō muhammad gazanavī ādi nē lūṭā .
174However, the palaces of the deities, etc. all vanish in the earthquakes.
159Bākī dēvtāō̃ K|kē mahal ādi sab earthquake mē̃ gāyab hō jātē haĩ . 160Aisē nahī̃ ki mahal K|kē mahal nīchē gayē haĩ vahī phir ūpar ā jāyēṅgē .
175It is not that all the palaces go down below and that the things that have gone down below then come up again. 176No; they stay underground or disintegrate.
161Nahī̃ , vah tō andar hī ṭūṭ phūṭ saṛ jātē haĩ . 162Phir usī samay khōdtē haĩ tō kuchh na kuchh miltā hai .
177If excavations were made at that time, something might be found, but nothing would be found now.
163Abhī tō kuchh bhī nahī̃ miltā hai .
178These things are not mentioned in the scriptures.
164Śhāstrō̃ mē̃ kōī yah bātē̃ nahī̃ haĩ .
179Only the one Father is the Bestower of Salvation.
165Sadgati dātā hai hī ēk bāp .
180First of all, you need this faith.
166Pahlē-pahlē tō yah niśhchay chāhiē .
181It is in faith that Maya creates obstacles.
167Niśhchay mē̃ hī māyā vighna ḍāltī hai .
182Some say: How can God come here?
168Kahtē haĩ bhagvān kaisē āyēgā ? 169Arē , śhiv jayantī hai tō jarūr āyē hōṅgē .
183Since Shiv Jayanti is celebrated (festival of the birth of Shiva) He must surely have come.
170Bāp nē samjhāyā hai maĩ bēhad K|kē din aur bēhad key|kī rāt K|kē saṅgam par ātā hū̃ .
184The Father has explained: I come at the confluence of the unlimited day and the unlimited night.
171Yah kōī nahī̃ jāntē ki kis samay ātā hū̃ ?
185No one, except you children, knows at what time I come.
172Tum bachchē jāntē hō . 173Bāp nē hī yah knowledge dī hai aur divya dr̥iṣhṭi sē yah chitra ādi banavāyē haĩ .
186The Father has given you this knowledge and has had these pictures made by giving you divine visions.
174Gītā mē̃ bhī kalpa vr̥ikṣha kā kuchh varṇan hai .
187There is some mention of the kalpa tree in the Gita.
175Bachchō̃ kō kahtē haĩ ham tum abhī haĩ , kalp pahlē bhī thē aur phir kalp-kalp miltē rahē̃gē .
188He says to the children: You and I exist now. 189We also existed a cycle ago and we will continue to meet cycle after cycle.
176Maĩ kalp-kalp tumkō yah gyān dū̃gā .
190I give you this knowledge every cycle.
177Tō chakra bhī siddha hōtā hai .
191This too proves the cycle.
178Parantu tumhārē sivāē kōī samajh na sakē .
192However, only you, and no one else, can understand this.
179Yah sārē sr̥iṣhṭi chakra kā chitra hai , jarūr kōī nē banvāyā hai .
193Look at this picture of the whole cycle. 194Someone must definitely have had it created.
180Bāp bhī is par , bachchē bhī is par samjhātē hai .
195The Father explains this, but you children also have to use this picture and explain it.
181Achchhā !
196Achcha.
182Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
197To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
183Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
198The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
184Dhārṇā kē liē mukhya sār :
199Essence for dharna:
1851 ) her|har bāt mē̃ vijay kā ādhār niśhchay hai isliē niśhchaybuddhi jarūr bannā hai .
200 1. In every aspect, the basis of victory is faith. 201Therefore, become those whose intellects have faith.
186Sadgati dātā bāp mē̃ kabhī sanśhay nahī̃ uṭhānā hai .
202Never have doubts about the Father, the Bestower of Salvation.
1872 ) buddhi kō pavitra vā śhuddha banānē kē liē aśharīrī bannē kā abhyās karnā hai .
203 2. In order to purify and cleanse your intellect, practise becoming bodiless.
188Vāhyāt ( vyarth ) bātē̃ na sunnī hai , na sunānī hai .
204Do not speak of or listen to wasteful things.
Blessing
189Vardān : bēhad K|kē smr̥iti svarūp dvārā had key|kī bātō̃ kō samāpt karnē vālē anubhavī mūrt bhav
205Blessing: May you be an experienced image, who finishes all limited situations by being an embodiment of unlimited awareness.
190Āp śhrēṣhṭh ātmāyē̃ direct bīj aur mukhya dō pattē , trimūrti kē sāth samīp sambandh vālē tanā hō .
206 You elevated souls are the trunk who have a close and direct relationship with the Seed and the two main leaves, the Trimurti.
191Isī ūñchī stage par sthit rahō , bēhad K|kē smr̥iti svarūp banō tō had key|kī vyarth bātē̃ samāpt hō jāyēṅgī .
207Remain stable in this elevated stage, be embodiments of unlimited awareness and all limited and wasteful situations will finish.
192Apnē bēhad K|kē bujurgapan mē̃ āō tō sadā sarv anubhavīmūrt hō jāyēṅgē .
208Remain in your stage of unlimited maturity and you will become images that have experienced everything.
193Jō bēhad K|kē pūrvajpan kā occupation hai , uskō sadā smr̥iti mē̃ rakhō .
209Constantly keep your occupation of unlimited maturity in your awareness.
194Āp pūrvajō̃ kā kām hai amar jyōti ban andhkār mē̃ bhaṭaktī huī ātmāō̃ kō ṭhikānē par lagānā .
210The duty of you ancestors is to be immortal lights and show the destination to the souls who are wandering in the darkness.
Slogan
195Slōgan : kisī bhī bāt mē̃ mūñjhnē kē bajāē mauj kā anubhav karnā hī mast yōgī bannā hai .
211Slogan: To experience pleasure in any situation instead of becoming confused is to be an intoxicated yogi.
212*** Om Shanti ***