गुरुवार 19 अक्टूबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

019-10-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 19/10/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - paṛhāī kabhī bhī miss nahī̃ karnā , paṛhāī kā śhauk tab rahēgā jab paṛhānē vālē bāp mē̃ aṭūṭ niśhchay hōgā , niśhchay buddhi bachchē hī service kar sakē̃gē ' '

1Essence: Sweet children, never miss this study. 2You will have an interest in studying when you have unbroken faith in the Father, who is teaching you. 3Only the children whose intellects have faith are able to do service.

Question

2Praśhna  : bāpdādā kō bachchō̃ key|kī kaun-sī bāt sunkar bahut khuśhī hōtī hai  ?

4Question: On hearing what news of the children does BapDada become very pleased?

Answer

3Uttar  : jab bachchē service samāchār kā patra likhtē haĩ - bābā , āj hamnē phalānē kō samjhāyā , uskō dō bāp kā parichay diyā … aisē-aisē sēvā key|kī .

5Answer: When children write their service news: “Baba, today I explained to so-and-so and gave him the introduction of the two fathers and did this type of service,” Baba becomes very pleased to read such letters.

4Tō bābā un patrō̃ kō paṛhkar bahut khuśh hōtē haĩ . 5Yād-pyār vā khuśh ḵẖairāphat kā patra likhnē sē bābā kā pēṭ nahī̃ bhartā .

6Baba’s stomach doesn't become full on receiving letters of just love and remembrance and your well-being.

6Bābā apnē madadgār bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ isliē service karkē samāchār likhnā hai .

7Baba is pleased to see His helper children. 8This is why you should do service and write that news to Baba.

Song

7Gīt  : chalō chalē mā̃ …

9Song: Come mother, let us go.

Murli

8Ōm śhānti .

10Om shanti.

9Bachchē jāntē haĩ kāṇṭō̃ sē phūlō̃ key|kī duniyā mē̃ jānā hai .

11You children know that you have to go from this world of thorns to a world of flowers.

10Satyugī duniyā kō daivī fool|phūl hī kahē̃gē .

12The golden-aged world would be called one of divine flowers.

11Kaliyug mē̃ manuṣhya haĩ kāṇṭē̃ misal .

13In the iron age, human beings are like thorns.

12Ēk-dō kō taṅg kartē , duḥkh dētē rahtē haĩ .

14They distress and continue to cause sorrow for one another.

13Tum bachchē ab khuśh hōtē hō ki chalō , ab ham apnē us daivī phūlō̃ K|kē sukhdhām mē̃ chalē̃ . 14Chalnē kā bhī rāz samajhnā hai .

15You children are now happy: Come, let us now go to our land of happiness and divine flowers. 16You also have to understand the secret of how you go there.

15Chalē̃gē tab , jab achchhī rīti paṛhē̃gē .

17You will go there when you study very well.

16Pahlē tō niśhchay chāhiē - paṛhānē vālā kaun hai  ?

18First of all, you need to have faith as to who it is who is teaching you.

17Yah bātē̃ kōī vēd-śhāstra ādi mē̃ likhī huī nahī̃ haĩ .

19These things are not written in the Vedas or scriptures, although Raj Yoga is mentioned in the Gita.

18Bhal gītā mē̃ rājyōg likhā huā hai , rājāī kē liē paṛhāī hai tō jarūr rājāī satyug mē̃ dēgē .

20There is the study for a kingdom and so, surely, the kingdom would be given in the golden age.

19Pahlē tō paṛhānē vālē kā niśhchay chāhiē .

21First of all, you have to have faith in the One who is teaching you.

20Yah kōī sādhū , sant , manuṣhya tō hai nahī̃ .

22That One is not a sage, holy man or human being.

21Yah tō hai nirākār .

23That One is the Incorporeal.

22Sab ātmāō̃ kā bāp hai - parampitā paramātmā .

24The Father of all souls is the Supreme Father, the Supreme Soul.

23Jinhō̃ kō kalp pahlē muāphik niśhchay hōnā hōgā , unhō̃ kō hī hōgā .

25Only those who are to have faith as they did in the previous cycle will have this faith.

24Tum dēkhtē hō phūlō̃ key|kī duniyā svarg mē̃ chalnē kē liē harēk kā apnā-apnā puruṣhārth hai .

26You can see that, in order to go to the heavenly world of flowers, each one of you has to make your own effort.

25Pahlē jab niśhchay hō tō jhaṭ paṛhāī mē̃ lag paṛē .

27Only when you first have this faith will you engage yourselves immediately in studying this.

26Śhāstrō̃ mē̃ kr̥iṣhṇa bhagvānuvāch likh diyā hai - sāth-sāth likhā bhī hai rudra gyān yagya . 27Ab yah tō gyān key|kī bātē̃ hō gaī .

28They have written in the scriptures: God Krishna speaks. 29Together with that, they have also written: The sacrificial fire of the knowledge of Rudra.

28Manuṣhyō̃ nē phir śhrīkr̥iṣhṇa kō kāṭh key|kī murlī dē dī hai .

30These are matters of knowledge. 31People have then given a bamboo flute to Shri Krishna.

29Gāyan bhī hai nā tērī murlī mē̃ jādū hai khudāī .

32There is also the praise: There is Godly magic in your flute.

30Ab kāṭh key|kī murlī mē̃ tō khudāī jādū hō na sakē .

33There cannot be Godly magic in a bamboo flute.

31Vah tō mukh sē murlī bajā saktē haĩ .

34That murli can be played with a mouth.

32Śhrīkr̥iṣhṇa kā bachpan hī dikhātē haĩ , āpas mē̃ khēltē-kūdtē rahtē haĩ .

35People only show the childhood of Shri Krishna, and how they play games among themselves.

33Yah bātē̃ baṛī samajhnē lāyak haĩ .

36These things are worth understanding.

34Yah tō bachchē samajh gayē haĩ ki yah barōbar rājyōg hai arthāt rājāī prāpt karnē key|kī paṛhāī karānē vālē kē sāth yōg .

37You children have understood that this truly is Raj Yoga, that is, it is yoga with the One who teaches you the study of how to claim the kingdom.

35Vah sammukh ākar paṛhātē haĩ .

38He personally comes here and teaches you.

36Ismē̃ kāṭh K|kē murlī key|kī kōī bāt nahī̃ .

39There is no question of a bamboo flute in this.

37Yah bātē̃ hī nirālī haĩ .

40These things are unique.

38Yah kiskō bhī patā nahī̃ hai ki nirākār bhagvān svayã ākar paṛhātē haĩ .

41No one knows that incorporeal God, Himself, comes and teaches us.

39Śhrīkr̥iṣhṇa kē liē bhī kahtē haĩ , unkī murlī mē̃ khudāī jādū hai .

42They also say of Shri Krishna, that there is Godly magic in his flute.

40Tō khudā aur hō gayā nā .

43So Khuda (God) must be someone else.

41Śhrīkr̥iṣhṇa kō khudā nahī̃ kahē̃gē .

44Shri Krishna would not be called Khuda.

42Khudā tō khudā hī hai , unkō hī jādūgar kahtē haĩ .

45Khuda is Khuda; He alone is called the Magician.

43Jādūgar svayã ākar jādūgarī dikhlātē haĩ , sākṣhātkār karātē haĩ .

46The Magician Himself comes and shows you His magic and grants you visions.

44Phir bhī ūñch pad prāpt karānē liē paṛhātē haĩ .

47Even then, He teaches you to claim a high status.

45Mīrā nē bhī vaikuṇṭha dēkhā aur dance key|kī , parantu vah rājyōg nahī̃ sīkhī .

48Meera too saw Paradise and danced there, but she didn't study Raj Yoga.

46Rājyōg key|kī bāt kōī bhī śhāstra mē̃ nahī̃ hai .

49The things of Raj Yoga are not mentioned in any of the scriptures.

47Mīrā kō paṛhānē vālā tō kōī nahī̃ thā .

50There was no one to teach Meera.

48Mīrā kā nām bhī bhakta mālā mē̃ hai .

51Meera’s name is mentioned in the rosary of devotees.

49Yah hai gyān mālā . 50Rāt-din kā fark hai .

52This is the rosary of knowledge; there is the difference of day and night.

51Tum samajh gayē hō - ham jitnā gyān uṭhāyēṅgē , utnā ūñch banē̃gē .

53You have understood that you will become elevated to the extent that you take this knowledge.

52Barōbar bhakta mālā bhī hai , unmē̃ bhī number-vār haĩ .

54There truly is also the rosary of devotees and that is numberwise.

53Unhō̃ K|kē nām tō maśhhūr haĩ .

55Their names are very well known.

54Yah gyān kōī mē̃ bhī nahī̃ hai .

56No one has this knowledge.

55Tō samjhānā chāhiē - yah gyān dēnē vālā vah authority bāp hai , jiskē liē kahā jātā hai brahmā mukh kamal sē brāhmaṇ rach unhō̃ kō sabhī vēdō̃-śhāstrō̃ kā sār sunātē haĩ .

57So you should explain to them: It is the Father who is the Authority who gives you this knowledge. 58It is said of Him that He created Brahmins through the lotus mouth of Brahma and told them the essence of all the Vedas and scriptures.

56Śhivbābā kō tō śhāstra dē na sakē̃ , kyōṅki vah tō hai nirākār . 57Tō brahmā dvārā samjhātē haĩ .

59Because Shiv Baba is incorporeal, you cannot give Him scriptures, so He explains the scriptures through Brahma.

58Yah yukti rachī hai .

60This method has been created.

59Parantu yah sab bātē̃ samjhānē vālā vah ēk hai .

61However, it is only that One who explains all of these things.

60Dikhlātē bhī haĩ brahmā dvārā sār batlātē haĩ tō jarūr samjhānē vālā kōī dūsrā hai nā .

62It is shown that all the essence is related through Brahma, so there must surely be someone else who explains all of this.

61Abhī tum practical mē̃ dēkhtē hō śhivbābā jō gyān sāgar hai , hamārā bābā bhī hai , vah sammukh baiṭhē haĩ .

63You are now seeing in a practical way that Shiv Baba, who is the Ocean of Knowledge, is also our Baba and that He is now personally sitting in front of you.

62Bhārat mē̃ hī ātē haĩ aur jarūr kōī K|kē śharīr mē̃ ātē haĩ .

64He only comes in Bharat and He definitely enters someone's body.

63Yah brahmā kā śharīr hai .

65It is the body of Brahma.

64Prajāpitā brahmā hōnā bhī jarūrī hai .

66It is necessary for there to be Prajapita Brahma.

65Barōbar prajāpitā brahmā dvārā hī bāp ākar brāhmaṇ dharm rachtē haĩ .

67The Father truly comes and establishes the Brahmin religion through Prajapita Brahma.

66Dharm kaisē rachā jātā hai  ?

68How is the religion created?

67Yah bhī tum jāntē hō .

69You also know this.

68Tum practical mē̃ brahmā key|kī santān hō .

70You are the children of Brahma in a practical way.

69Kahtē hō ham brāhmaṇ brāhmaṇiyā̃ haĩ . 70Bāp sē varsā lē rahē haĩ .

71You say that you are Brahmins and that you are claiming your inheritance from the Father.

71Follower tō kabhī varsā lē na sakē .

72Followers cannot claim an inheritance.

72Bachchē hī bāp sē varsā lētē haĩ .

73It is children who claim the inheritance from the Father.

73Tum ākar bēhad K|kē bachchē banē hō .

74You have come and become His unlimited children.

74Christ K|kē follower kahē̃gē , bachchē nahī̃ .

75They are said to be followers of Christ, not his children.

75Buddha K|kē , gurunānak K|kē follower hī kahē̃gē , bachchē nahī̃ .

76Buddha and Guru Nanak also have followers and not children.

76Yahā̃ tum bachchē hō .

77Here, you are children.

77Prajāpitā vah bhī bāp ṭhaharā|ṭhahrā aur śhivbābā bhī bāp hō gayā .

78Prajapita is your father and Shiv Baba is also your Father.

78Vah nirākār hai , yah sākār alag hai .

79That One is incorporeal and this one, the corporeal one, is separate.

79Is sākār dvārā hī śhivbābā nē bachchō̃ kō rachā hai .

80Shiv Baba has created you children through this corporeal one.

80Ab tumhārē mē̃ bhī kōī kō tō pakkā niśhchay hai , kōī kō nahī̃ hai .

81Among you too, some have firm faith, whereas others don't.

81Lottery hai bahut baṛī .

82The lottery is very big.

82Tumkō apnē śharīr nirvāh arth|earth karma bhī karnā hai aur phir yah gyān bhī sīkhnā hai .

83You have to act for the livelihood of your bodies and also study this knowledge.

83Us paṛhāī mē̃ bahut mēhnat karnī paṛtī hai .

84You have to make a lot of effort in those studies.

84Yahā̃ bhī bāp kahtē haĩ ēk ghaṛī , ādhī ghaṛī , paṛhō jarūr .

85Here, too, the Father says: Definitely study for an hour or half an hour.

85Achchhā , kōī kāraṇ sē rōz nahī̃ paṛh saktē hō tō pahlē 7 rōz paṛhkar phir murlī K|kē ādhār par chal saktē hō .

86Achcha, if, for any reason, you cannot study every day, first study for seven days and then continue your studies on the basis of the murli.

86Lakṣhya pakaṛ liyā , bākī hai ṭāl , ḍāl , pattē ādi kō samajhnā , vah sab bhī chakra mē̃ ā jātā hai .

87Once you have understood the aim, you then have to understand the branches, twigs, leaves etc. 88All of those are included in the cycle.

87Tumkō 84 janmō̃ kā rāz bhī samjhāyā hai .

89The secret of 84 births has also been explained to you.

88Jhāṛ mē̃ detail hai , chakra mē̃ nutshell hai .

90The picture of the tree has the details whereas the picture of the cycle shows everything in a nutshell.

89Samjhāyā bhī hai yah variety manuṣhya sr̥iṣhṭi K|kē dharm haĩ .

91It is also explained to you that these are the religions of the variety human world.

90Pahlē ēk dharm rahtā hai phir vr̥iddhi hōtī hai .

92At first, there is one religion and then expansion takes place.

91Jhāṛ bhī dikhāyā hai - kaisē foundation nikaltā hai .

93How the foundation emerges is also shown in the tree.

92Kitnā sahaj rāz hai  !

94This is such an easy secret.

93Drama aur jhāṛ kō samajhnā hai , buddhi mē̃ dhāraṇ karnā hai aur dūsrō̃ kō samjhānā hai .

95You have to understand the drama and the tree. 96Your intellects should imbibe this and then you can explain to others.

94Dō bāp key|kī point tō jarūr samjhānī hai .

97You definitely have to explain the point of the two fathers.

95Bēhad K|kē bāp sē svarājya miltā hai isliē rājyōg jarūr sīkhnā paṛē .

98You receive self-sovereignty from the unlimited Father and you therefore definitely have to study Raj Yoga.

96Parampitā paramātmā hī svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ , jiskō kr̥iṣhṇapurī bhī kahtē haĩ .

99Only the Supreme Father, the Supreme Soul, establishes heaven, and that is also called the land of Krishna.

97Kanspurī mē̃ tō kr̥iṣhṇapurī sthāpan hō na sakē , isliē saṅgam rakhā huā hai .

100The land of Krishna cannot be established in the land of Kans (the devil), and this is why there is the confluence age.

98Tum bachchō̃ kē liē yah saṅgamyug hai , bākī aur sabkē liē kaliyug hai .

101This is the confluence age for you children whereas it is the iron age for everyone else.

99Tum hī saṅgam sē phir satyug mē̃ jānē vālē hō , yah niśhchay chāhiē .

102You are the only ones who will go from the confluence age to the golden age. 103You have to have this faith.

100Abhī ham saṅgam par haĩ .

104We are now at the confluence age.

101Saṅgamyug yād rahē tō satyug bhī yād rahē aur satyug sthāpan karnē vālā bhī yād rahē .

105If you remember the confluence age, you will also remember the golden age and also the Father who establishes the golden age.

102Parantu ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .

106However, you repeatedly forget this.

103Tum samajhtē hō abhī ham saṅgam par haĩ , bēhad kā bāp ātē hī haĩ kalp K|kē saṅgamyugē .

107You understand that you are now at the confluence age. 108The unlimited Father comes at the confluence age of the cycle.

104Gītā mē̃ bhūl kar dī hai .

109They have made a mistake in the Gita.

105Gītā sē tailuk rakhnē vālē sirph bhāgavat , mahābhārat ādi haĩ .

110It is only the Bhagawad and the Mahabharata that have a connection with the Gita.

106Bāp samjhātē haĩ - tum sab sītāyē̃ hō , maĩ rām hū̃ .

111The Father explains: All of you are Sitas and I am Rama.

107Tum rāvaṇ rājya rūpī laṅkā mē̃ paṛē hō , vah laṅkā nahī̃ .

112You are in the Lanka of the kingdom of Ravan, not the other Lanka.

108Aisē nahī̃ , vahā̃ kōī rāvaṇ rājya thā .

113It isn't that there was a kingdom of Ravan there.

109Satyug mē̃ laṅkā ādi hōtī nahī̃ .

114There is no Lanka etc. in the golden age.

110Us taraph bauddh dharm hai .

115Over there (in Shri Lanka), they have the Buddhist religion.

111Abhī bauddh dharm bahut phailā huā hai .

116The Buddhist religion has now spread a lot.

112Ab yah tō bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai bhārat pahlē bilkul pavitra thā , sukh-śhānti thī , ēk hī dēvī-dēvtā dharm thā .

117It has been explained to you children that Bharat was totally pure; there was peace and happiness. 118There was just the one deity religion.

113Pahlē-pahlē tō yah niśhchay pakkā rahnā chāhiē ki yah hamārā bēhad kā bāp hai , unsē varsā lēnā hai , puruṣhārth mē̃ kabhī chūknā nahī̃ hai .

119First of all, you have to have the firm faith that He is your unlimited Father and that you have to claim your inheritance from Him. 120You must never miss a chance to make effort.

114Niśhchay bigar puruṣhārth bhī kaisē karē̃gē  ?

121How can you make effort if you don't have faith?

115Bāp paṛhātē haĩ , unsē svarg kā , sadā sukh kā varsā mil rahā hai , yah tō certain hai .

122It is certain that the Father is teaching us and that we are receiving our inheritance of heaven and constant happiness from Him.

116School mē̃ bigar niśhchay athavā aim object thōṛēhī baiṭhē̃gē .

123You would not sit in a school without faith or an aim and objective, would you?

117Vahā̃ tō subject bahut hōtī haĩ , margin hōtī hai .

124There are many subjects there and so there is a margin.

118Yahā̃ tō ēk hī subject hai .

125Here, there is just the one subject.

119Ēk hī subject sē kitnī baṛī rājdhānī sthāpan hō jātī hai .

126Such a big kingdom is established through the one subject.

120Jō nahī̃ paṛhtē haĩ tō paṛhē huē kē āgē bharī ḍhōyēṅgē .

127Those who don't study will have to bow down in front of those who did study.

121Prajā mē̃ bhī jō achchhī prajā hōṅgē unkē āgē cum|kam darjē vālī prajā bharī ḍhōyēgī .

128Among the subjects too, those with a low status will have to bow down in front of the good subjects.

122Prajā bhī number-vār tō hai nā .

129The subjects are also numberwise.

123Kōī garīb , kōī sāhūkār , ēk na milē dūsrē sē .

130Some are poor and others are wealthy; one cannot be the same as another.

124Kaisā yah drama hai  !

131Such is this drama!

125Sabhī manuṣhyō̃ K|kē features drama mē̃ nūndh haĩ part bajānē kē liē .

132The features of all human beings are fixed in the drama for them to play their parts.

126Kitnī guhya bātē̃ haĩ jō dhāraṇ kar yathārth rīti samjhānā hai .

133These are such deep matters. 134They have to be imbibed and explained accurately.

127Sab tō nahī̃ samjhā saktē .

135Not everyone can explain them.

128Kitnī achchhī bātē̃ samjhātē haĩ .

136Such good things are explained to you.

129Niśhchay mē̃ hī vijay hai .

137There is victory by having faith.

130Niśhchay hōgā tab hī paṛhē̃gē .

138Only when you have faith will you study.

131Kōī tō sanśhaybuddhi hō paṛhāī kō chhōṛ dētē haĩ .

139The intellects of some develop doubt and they stop studying.

132Ahō māyā , jhaṭ tūphān lagāē sanśhay mē̃ ḍāl dētī hai . 133Sanśhaybuddhi vinaśhayantī .

140Maya is so great that she immediately creates storms and brings doubts.

134Chaṛhē tō chākhē vaikuṇṭha ras , girē tō chaknāchūr .

141Those whose intellects have doubt are led to destruction.

135Fark tō bahut hai . 136Girē tō ēkdam chaṇḍāl , chaṛhē tō ēkdam bādśhāh .

142Those who ascend taste the nectar of heaven, whereas those who fall are totally crushed to pieces.

137Sārā paṛhāī par madār hai .

143There is a lot of difference.

138Āgē kabhī sunā ki nirākār śhikṣhak kaisē hōtā hai  !

144If someone falls, he becomes a cremator whereas if he ascends, he becomes an emperor.

139Abhī śhivbābā dvārā tum suntē hō .

145Everything depends on how you study.

140Tumkō niśhchay huā hai - maĩ tumhārā bāp hū̃ , patit-pāvan bhī hū̃ , knowledgeful bhī kahtē hō .

146Did you ever hear how the Incorporeal became the Teacher? 147You are now listening to Shiv Baba.

141Knowledge sē chakravartī rājā bannā hai , yah niśhchay hōnā chāhiē nā .

148You have the faith that I am your Father, the Purifier, and also the Knowledge-full One.

142Niśhchay mē̃ hī māyā vighna ḍāltī hai . 143Duśhman sāmnē khaṛā hai .

149You have to have the faith that you have to become the rulers of the globe by studying this knowledge.

144Tum jāntē hō māyā hamārī duśhman hai , ghaṛī-ghaṛī dhōkhā dētī hai , paṛhāī mē̃ sanśhay ḍāl dētī hai .

150It is in your having faith that Maya creates obstacles. 151Your enemy is standing in front of you.

145Sanśhay mē̃ ākar bahut bachchē paṛhāī kō chhōṛ dētē haĩ .

152You know that Maya is your enemy. 153She repeatedly deceives you.

146Paṛhāī kō chhōṛā gōyā bāp , teacher , satgurū kō bhī chhōṛ diyā .

154She makes you have doubts in this study. 155Many children develop doubts and then stop studying.

147Vah tō gurū badaltē rahtē haĩ . 148Anēk gurū kartē haĩ .

156When you stop studying, it means that you leave the Father, Teacher and Satguru.

149Yah tō ēk hī satgurū hai .

157Those gurus continue to change.

150Yah apnī mahimā nahī̃ kartē haĩ .

158They have many gurus. 159This One is the only Satguru.

151Bāp apnā parichay dētē haĩ .

160This One doesn't praise Himself.

152Bhakta lōg gātē haĩ nā śhivāē namaḥ , tum māt-pitā … lēkin jāntē kuchh bhī nahī̃ , sirph kahtē rahtē haĩ , pūjā kartē rahtē haĩ .

161The Father gives His own introduction. 162Devotees sing: Salutations to Shiva. 163You are the Mother and Father. 164However, they don't know anything.

153Tum abhī jān gayē hō śhiv kaun hai  ?

165They simply continue to chant this and worship Him.

154Śhiv kē bād phir ātē haĩ brahmā-sarasvatī .

166You now know who Shiva is. 167After Shiva, there is Brahma and Saraswati.

155Lakṣhmī-nārāyaṇ bād mē̃ ātē haĩ .

168Lakshmi and Narayan come after them.

156Pahlē śhivbābā phir brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar .

169First is Shiv Baba and then Brahma, Vishnu and Shankar.

157Bāp kahtē haĩ maĩ pahlē-pahlē brahmā mē̃ pravēśh kartā hū̃ , inkō pahlē rachtā hū̃ .

170The Father says: I first of all enter Brahma. 171I create him first.

158Brahmā dvārā sthāpanā phir brahmā hī viṣhṇu ban pālnā kartē haĩ .

172Establishment takes place through Brahma and then Brahma becomes Vishnu and sustains it.

159Yah sab points note karnī chāhiē . 160Phir kiskō samjhānē key|kī kōśhiśh karnī chāhiē .

173You should note down all of these points, and you should then try and explain them to others.

161Kōī tō bahut achchhā samjhātē haĩ .

174Some explain very well.

162Bābā key|kī tō bāt hī alag hai .

175It is a completely different matter for Baba.

163Kabhī śhivbābā samjhātē , kabhī yah bhī samjhātē haĩ .

176Sometimes, Shiv Baba explains and sometimes this one explains.

164Tum hamēśhā samjhō - śhivbābā samjhātē haĩ .

177You must always think that it is Shiv Baba who is explaining to you.

165Śhivbābā kō yād karnē sē vikarma vināśh hōtē haĩ .

178Your sins are absolved by remembering Shiv Baba.

166Tum samjhō - śhivbābā in dvārā naī-naī points sunātē haĩ , baṛā yukti sē samjhātē haĩ .

179Just consider it to be Shiv Baba who is giving you new points through this one. 180He explains with great tact.

167Tō bachchō̃ kō samajhnā bhī chāhiē .

181So you children should also understand.

168Pahlē tō niśhchay karnā hai .

182First of all, you have to have faith.

1697 rōz mē̃ bhī raṅg achchhā lag saktā hai .

183Even in seven days, someone can be coloured very well.

170Parantu māyā bhī bahut tīkhī hai nā .

184However, Maya too is very clever.

171Pahlē-pahlē tō niśhchay baiṭhē ki bāp parampitā paramātmā svarg kā rachayitā hai , tō jarūr usnē hī rājyōg sikhāyā hōgā .

185First of all, you have to have the faith that the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Creator of heaven, and so He would surely have taught us Raj Yoga.

172Śhrīkr̥iṣhṇa sikhlā na sakē .

186Shri Krishna cannot teach it.

173Unkā ānā hī satyug mē̃ hōtā hai .

187He has to come in the golden age.

174Svarg kā rachayitā śhivbābā hai .

188Shiv Baba is the Creator of heaven.

175Agar kōī kahē śhrīkr̥iṣhṇa K|kē tan mē̃ āyā parantu śhrīkr̥iṣhṇa tō us rūp mē̃ ā na sakē .

189Someone may say that He entered the body of Shri Krishna. 190However, Shri Krishna cannot come in that form at this time.

176Unkā ānā hī satyug mē̃ hōtā hai .

191He has to come in the golden age.

177Bābā kisī K|kē garbh sē tō janm nahī̃ lētā .

192Baba doesn't take birth through anyone's womb.

178Inkē tan mē̃ pravēśh kar inkā bhī parichay dētā hai ki inkā nām brahmā hamnē kyō̃ rakhā  ?

193He enters the body of this one and gives his introduction as to why He named him Brahma.

179Yahī śhurū sē lēkar ant tak part bajātē haĩ .

194He plays his part from the beginning to the end.

180Tumhārē bhī bahut achchhē-achchhē nām rakhē thē .

195You too were given very good names.

181Kitnē bachchō̃ K|kē nām āyē .

196So many children's names came.

182Wonder hai nā , phaṭ sē dō aṛhāī sau K|kē nām ā gayē .

197It was a wonder that the names of 200 to 250 names came instantly.

183Itnē nām tō yahā̃ K|kē brāhmaṇ lōg dē na sakē̃ .

198Even the Brahmins here cannot give that many names.

184Sandēśhī phaṭ sē nām lē āī .

199The trance messenger instantly brought those names.

185Bēhad K|kē bāp nē nām rakhē .

200The unlimited Father gave you those names.

186Wonder hai .

201It was a wonder.

187Wonderful bāp , wonderful aim object .

202The Father is wonderful and your aim and objective is wonderful.

188Tum sō rājāō̃ K|kē rājā banē̃gē .

203You will become the kings of kings.

189Lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra baṛā clear hai .

204The picture of Lakshmi and Narayan is very clear.

190Ūpar mē̃ trimūrti kā chitra baṛā accurate hai .

205Above them, there is a very accurate picture of the Trimurti.

19184 janm bhī jarūr lēnē haĩ .

206They definitely have to take 84 births.

192Kaliyug kā ant patit , satyug key|kī ādi pāvan .

207At the end of the iron age, they are impure and at the beginning of the golden age, they are pure.

193Bachchō̃ kō service kā sabūt dēnā chāhiē - bābā , hamnē bhī yah chhōṭē-chhōṭē parchē chhapvāyē .

208You children have to give the proof of the service you do: Baba, we have also had these small leaflets printed.

194Ūpar mē̃ śhiv , trimūrti aur dō bāp kā parichay hō .

209At the top, there should be Shiva and then the introduction of the Trimurti and the two fathers.

195Yah point jarūr hōnī chāhiē .

210This point should definitely be there.

196Aisē-aisē parchē chhapvākar khūb service karkē samāchār dēnā chāhiē , tab bāp key|kī dil par chaṛhē̃gē .

211Have such leaflets printed, do a lot of service and give Baba the news, for only then will you be able to climb into the Father's heart.

197Chiṭṭhī sirph khuśh-ḵẖairāphat key|kī nahī̃ , service karkē samāchār likhnā hai ki bābā yah-yah service key|kī .

212Don't just write a letter about your wellbeing to Baba, but do service and write that service news: Baba, I did this and that service.

198Sirph yād-pyār likhnē sē bābā kā pēṭ kyā bharēgā .

213Baba's stomach will not become full by your just sending your love and remembrance.

199Āj phalānē kō samjhāyā , āj pati key|kī service key|kī , bahut achchhā khuśh huā , aisē-aisē service key|kī , samāchār bābā kō likhnā hai .

214Today, I explained to so-and-so. 215Today, I served my husband and he became very happy. 216You should write news of such service to Baba.

200Dō bāp key|kī point mukhya hai .

217The point of the two fathers is the main one.

201Bēhad kā bāp hai hī svarg kā rājya-bhāgya dēnē vālā .

218The unlimited Father is the One who gives you your fortune of the kingdom of heaven.

202Tum kitnē mīṭhē-mīṭhē bachchē hō .

219You are such sweet children.

203Bāp samjhātē haĩ yah sab adopted children haĩ .

220The Father explains: All of you are adopted children.

204Itnē sab tō dharm K|kē bachchē hī hō saktē haĩ .

221All of you many children can only be adopted children.

205Vah dharm K|kē followers hōtē haĩ .

222Those people are followers of that religion.

206Yahā̃ tum bachchē hō , bāp bhī aisē bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ .

223Here, you are children. 224The Father is also pleased to see such children.

207Yah sab hamārē bachchē haĩ .

225All of you are My children.

208Abhī ant kā part bajā rahē haĩ .

226You are now playing your final parts.

209Svarg key|kī sthāpanā mē̃ madad karnē liē mērē sāthī banē haĩ . 210Yah hai rudra śhivbābā kā rājasva aśhvamēdh gyān yagya .

227You have become My companions to help Me establish heaven. 228This is Rudra Shiv Baba's sacrificial fire of knowledge in which the horse is sacrificed for receiving a kingdom.

211Śhivbābā svarg key|kī sthāpanā kaisē kartē haĩ  ?

229How does Shiv Baba carry out the establishment of heaven?

212Pahlē brahmā aur brāhmaṇō̃ dvārā rudra gyān yagya rachtē haĩ jissē svarg key|kī sthāpanā hōtī hai .

230First of all, He creates the sacrificial fire of the knowledge of Rudra through Brahma and the Brahmins and then heaven is established through them.

213Tō jarūr brāhmaṇō̃ kō hī yagya sambhālnā hai .

231So, it is surely you Brahmins who have to look after this sacrificial fire.

214Achchhā  !

232Achcha.

215Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

233To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

216Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

234The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

217Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

235Essence for dharna:

2181 ) niśhchay buddhi ban paṛhāī karnī hai .

236 1. Let your intellect have faith and definitely study.

219Kabhī bhī kisī bāt mē̃ sanśhay nahī̃ uṭhānā hai .

237Never have any doubts about any situation.

220Niśhchay mē̃ hī vijay hai .

238Victory is guaranteed when you have faith.

2212 ) bāp kā sāthī ban svarg key|kī sthāpanā mē̃ pūrā madadgār bannā hai .

239 2. Become a companion of the Father and a complete helper in establishing heaven.

222Yagya key|kī sambhāl karnē vālā pakkā brāhmaṇ bannā hai .

240Become a true Brahmin who looks after the sacrificial fire.

Blessing

223Vardān  : gyān svarūp ban karma philosophy kō pahchān kar chalnē vālē karmbandhan mukt bhav

241Blessing: May you move along while recognising the philosophy of karma as an embodiment of knowledge and become free from any bondage of karma.

224Kaī bachchē jōśh mē̃ ākar sab kuchh chhōṛ kinārā kar tan sē alag hō jātē lēkin man kā hisāb-kitāb hōnē K|kē kāraṇ khīñchtā rahtā hai .

242 Some children become forceful and put aside everything. 243They move away and become detached with their bodies, but, because there are still some karmic accounts in their minds, there is a pull; their intellects are pulled.

225Buddhi jātī rahtī hai , yah bhī ēk baṛā vighna ban jātā hai isliē kōī sē kinārā bhī karnā hai tō pahlē nimitt ātmāō̃ sē verify karāō kyōṅki yah karmō key|kī philosophy hai .

244This becomes a big obstacle. 245Therefore, even if you want to move away from anyone, first of all have it verified by an instrument soul because this is the philosophy of karma.

226Jabardastī tōṛnē sē man bār-bār jātā rahtā hai .

246When you break away forcefully, your mind is pulled to it again and again.

227Tō gyān svarūp hōkar karma philosophy kō pahchānō aur verify karāō tō sahaj karmbandhan sē mukt hō jāyēṅgē .

247So, recognise the philosophy of karma as an embodiment of knowledge and have it verified. 248You will then easily become free from any bondage of karma.

Slogan

228Slōgan  : apnē svamān key|kī seat par set rahō tō māyā āpkē āgē surrender hō jāyēgī .

249Slogan: Remain set on your seat of self-respect and Maya will surrender herself to you.

250*** Om Shanti ***