शनिवार 21 अक्टूबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

021-10-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 21/10/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - sadā khuśhī mē̃ tab rah sakē̃gē jab pūrā niśhchay hōgā ki ham bhagvānuvāch hī suntē haĩ , svayã bhagvān hamē̃ paṛhā rahē haĩ ' '

1Essence: Sweet children, you will be able to stay in constant happiness when you have full faith that these are the versions of God alone that you listen to and that God Himself is teaching you.

2Praśhna  : drama anusār is samay sabhī plan kyā banātē haĩ aur taiyārī kaun see|sī|C kartē haĩ  ? 3Uttar  : is samay sabhī plan banātē haĩ itnē sāl mē̃ itnā anāj paidā karē̃gē . 4Naī dillī , nayā bhārat hōgā .

2Question: According to the drama, what plans and preparations is everyone making? 3Answer: At this time, everyone is making plans to produce so much grain in so many years and make Delhi and Bharat into New Delhi and New Bharat.

5Lēkin taiyāriyā̃ maut key|kī kartē rahtē haĩ .

4However, they continue to make preparations for death.

6Sārī duniyā K|kē galē mē̃ maut kā hār paṛā huā hai .

5The garland of death is around the neck of the whole world.

7Kahāvat hai nar chāhat kuchh aur , bhaī kuchh aurē key|kī aur … bāp kā plan apnā hai , manuṣhyō̃ kā plan apnā hai .

6It is said: Human beings want one thing and something else happens. 7The Father has His own plan and human beings have their own plans.

8Gīt  : kisī nē apnā banā K|kē mujhkō …

8Song: Someone made me belong to Him and taught me how to smile.

9Ōm śhānti .

9Om shanti.

10Nirākār bhagvānuvāch brahmā tan dvārā .

10Incorporeal God speaks through the body of Brahma.

11Yah pahlī bāt tō pakkī kar lēnī chāhiē ki yahā̃ kōī manuṣhya nahī̃ paṛhātē , nirākār bhagvān paṛhātē haĩ .

11You should make this first thing firm: it is not a human being teaching you here. 12Incorporeal God is teaching you.

12Unkō hamēśhā parampitā paramātmā śhiv kahā jātā hai .

13He is always called the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.

13Banāras mē̃ śhiv kā mandir bhī hai nā .

14In Benares, they have a temple to Shiva.

14Pahlē-pahlē ātmā kō yah niśhchay hōnā chāhiē ki bēhad kā bāp hamkō paṛhātē haĩ .

15First of all, you souls should have the faith that it is the unlimited Father who is teaching you.

15Jab tak yah niśhchay nahī̃ tō manuṣhya kōī kām kā nahī̃ hai . 16Kauṛī tulya hai .

16Until human beings have this faith, they are of no use; they are worth shells.

17Bāp kō jānnē sē hīrē tulya ban jātē haĩ .

17By knowing the Father, you become worth diamonds.

18Kauṛī tulya bhī bhārat K|kē manuṣhya bantē haĩ , hīrē tulya bhī bhārat K|kē manuṣhya bantē haĩ .

18It is the people of Bharat who become worth shells and the people of Bharat who become worth diamonds.

19Bāp ākar manuṣhya sē dēvtā banātē haĩ .

19The Father comes and changes human beings into deities.

20Pahlē jab tak yah niśhchay nahī̃ hai ki bhagvān paṛhātē haĩ , vah jaisē ki is college mē̃ baiṭhtē bhī kuchh nahī̃ samajhtē haĩ .

20Until you have the faith that God is teaching you, it is as though, while sitting in this college, you don't understand anything.

21Vah khuśhī kā pārā nahī̃ chaṛhtā .

21That mercury of happiness just doesn't rise.

22Vah hai hamārā most beloved bāp , jiskō bhakti mārg mē̃ duḥkh K|kē samay pukārtē thē - hē paramātmā , rahm karō .

22He is our most beloved Father. 23He is the One whom people call out to on the path of devotion at times of sorrow: O Supreme Soul, have mercy!

23Yah ātmā kahtī hai , manuṣhya tō samajhtē nahī̃ ki laukik bāp hōtē huē bhī ham kaun-sē bāp kō yād kartē haĩ  ?

24Souls say this. 25Because people have physical fathers they don't understand which father they remember.

24Ātmā mukh dvārā kahtī hai yah hamārā laukik bāp hai , yah hamārā pārlaukik bāp hai .

26A soul speaks through his mouth: This is my physical father and that is my parlokik Father.

25Tum ab dēhī-abhimānī banē hō , bākī manuṣhya haĩ dēh-abhimānī .

27You have now become soul conscious whereas the rest of the human beings are body conscious.

26Unkō ātmā aur paramātmā kā patā hī nahī̃ hai .

28They don’t know about souls or the Supreme Soul.

27Ham ātmāyē̃ us parampitā paramātmā K|kē bachchē haĩ - yah gyān kōī kō bhī nahī̃ hai .

29No one has the knowledge that we souls are children of the Supreme Father, the Supreme Soul.

28Bāp pahlē-pahlē yah niśhchay karātē haĩ bhagvānuvāch , maĩ tumkō rājyōg sikhlātā hū̃ .

30The Father first of all inspires you to have this faith, God speaks: I teach you Raj Yoga.

29Tum dēh sahit dēh K|kē jō bhī sambandh haĩ , unkō bhūl apnē kō ātmā niśhchay kar mujh bāp kō yād karō .

31Forget your bodies and all your bodily relations, have the faith that you are souls and remember Me, your Father.

30Kōī manuṣhya vā kr̥iṣhṇa ādi aisē kah na sakē̃ .

32Neither a human being nor Krishna etc. can say this.

31Yah hai hī jhūṭhī māyā , jhūṭhī kāyā , jhūṭhā sab saṅsār .

33This Maya is false, the body is false and the whole world is false.

32Ēk bhī sachchā nahī̃ .

34Not a single one is true or honest.

33Sachkhaṇḍ mē̃ phir ēk bhī jhūṭhā nahī̃ hōtā .

35There isn't a single false being in the land of truth.

34Yah lakṣhmī-nārāyaṇ sachkhaṇḍ K|kē mālik thē , pūjya thē .

36Lakshmi and Narayan were the masters of the land of truth; they were worthy of worship.

35Abhī bhāratvāsī dharm bhraṣhṭa , karma bhraṣhṭa ban paṛē haĩ isliē nām hī hai bhraṣhṭāchārī bhārat .

37The people of Bharat have now become corrupt in their religion and corrupt in their actions. 38This is why it is called corrupt Bharat.

36Śhrēṣhṭhāchārī bhārat satyug mē̃ hōtā hai .

39Elevated Bharat exists in the golden age.

37Vahā̃ sab sadaiv muskarātē haĩ , kabhī bīmār , rōgī nahī̃ hōtē .

40Everyone there always smiles; they are never ill or diseased.

38Yahā̃ bhal kahtē haĩ phalānā svarg padhārā .

41Here, although they say that so-and-so went to heaven, no one knows anything.

39Parantu jāntē kōī bhī nahī̃ haĩ .

42The kingdom of this time is like a mirage.

40Is samay kā rājya bhī mr̥igatr̥iṣhṇā K|kē samān hai . 41Ēk hiraṇ key|kī kahānī hai nā - pānī samajh andar gayā aur daldal mē̃ phans gayā .

43There is the story of a deer: it thought there was water there but when it tried to enter the lake it became trapped in quicksand.

42Tō is samay hai duban kā rājya .

44The kingdom of this time is like a bog.

43Jitnā śhrr̥iṅgārtē haĩ utnā aur hī girtē jātē haĩ .

45The more they decorate it, the more degraded it becomes.

44Kahtē rahtē haĩ bhārat mē̃ anāj bahut hōgā , yah hōgā . . . . . . . . 45Hōtā kuchh bhī nahī̃ .

46They continue to say that there will be a lot of grain in Bharat, that there will be this and that etc., but nothing happens.

46Iskō kahā jātā hai - nar chāhat kuchh aur , aur key|kī aur bhaī .

47This is referred to as: “Human beings wanting one thing and something else happening.”

47Bāp kahtē haĩ yah kōī rājya nahī̃ hai .

48The Father says: This is no kingdom.

48Rājya tō unkō kahā jāē jahā̃ kōī king-queen hō .

49A kingdom is where there is a king and queen.

49Yah tō prajā kā prajā par rājya hai .

50This is the rule of people over people.

50Irreligious , unrighteous rājya hai .

51It is an irreligious, unrighteous kingdom.

51Bhārat mē̃ tō ādi sanātan dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .

52In Bharat, there used to be the kingdom of the original, eternal deities.

52Abhī tō kitnē dharm bhraṣhṭa , karma bhraṣhṭa ban gayē haĩ .

53They have now become corrupt in their religion and corrupt in their actions.

53Aisā aur kōī dēśh nahī̃ jō apnē dharm kō nahī̃ jāntē hō .

54There is no other country like this where they don't know their own religion.

54Kahā bhī jātā hai religion is might .

55It is said: Religion is might.

55Dēvtāō̃ kā tō sārē viśhva par rājya thā , abhī tō bilkul hī kaṅgāl haĩ .

56There used to be the kingdom of deities over the whole world. 57They are now completely poverty-stricken.

56Kitnī bāhar sē madad lē rahē haĩ .

58They receive so much aid from outside.

57Unhō̃ kō hai bāhubal key|kī madad , tumkō hai yōgbal key|kī madad .

59They have the aid of physical power whereas you have the aid of the power of yoga.

58Tum bachchē jāntē hō most beloved bāp hai jissē hamkō 21 janm kē liē sadā sukh kā varsā miltā hai .

60You children know that the Father is the most beloved from whom you receive the inheritance of constant happiness for 21 births.

59Vahā̃ kabhī duḥkh key|kī , rōnē ādi key|kī bāt hī nahī̃ .

61There, there is never any mention of sorrow or crying etc.

60Kabhī akālē mr̥iityu nahī̃ hōtī . 61Na tō ājkal K|kē muāphik ikaṭṭhē 4-5 bachchē paidā kartē haĩ , ēk taraph dēkhō khānē kē liē nahī̃ hai , kahtē haĩ birth control karō . 62Nar chāhat kuchh aur . . . . .

62Neither is there untimely death, nor do they give birth to four or five children at the same time as they do nowadays. 63You can see, some don't have anything to eat and so they ask for there to be birth control.

63Samajhtē haĩ new dēhlī , nayā rājya hai .

64Human beings want one thing and something else happens.

64Parantu hai kuchh bhī nahī̃ . 65Maut sabkē galē mē̃ paṛā hai .

65They think that there is to be New Delhi and a new kingdom.

66Maut key|kī pūrī taiyārī kar rahē haĩ .

66However, there is nothing like that.

67Barōbar 5 hajār varṣh pahlē muāphik yah vahī mahābhārat laṛāī hai .

67Death is around everyone's neck. 68They are making full preparations for death.

68Bāp kahtē haĩ yah tō kōī rājya nahī̃ hai , yah mr̥igatr̥iṣhṇā misal hai .

69This is truly the same Mahabharat War that there was 5000 years ago.

69Drōpadī kā bhī misāl hai nā .

70The Father says: This is not a kingdom.

70Tum sab drōpadiyā̃ hō .

71This is like a mirage.

71Bāp kā tumkō farmān hai ki in vikārō̃ par jīt pahanō .

72There is also the example of Draupadi. 73All of you are Draupadis.

72Ham pratigyā kartē haĩ - ham sadā pavitra rah bhārat kō pavitra banāyēṅgē .

74You have the Father's orders to conquer those vices. 75You promise that you will remain constantly pure and make Bharat pure.

73Yah puruṣh lōg pavitra rahnē nahī̃ dētē .

76Those men do not allow you to remain pure.

74Kaī gupta gōpikāyē̃ kitnā pukārtī haĩ ki yah hamkō mārtē haĩ .

77Some incognito gopikas call out so much: “They beat us.”

75Tum jāntē hō yah kām mahāśhatru tō manuṣhya kō ādi , madhya , ant duḥkh dēnē vālā hai .

78You know that lust, the great enemy, causes sorrow for human beings from its beginning through the middle to the end.

76Bāp kahtē haĩ is par tumhē̃ jīt pānī hai .

79The Father says: You have to conquer this.

77Gītā mē̃ bhī hai bhagvānuvāch , kām mahāśhatru hai .

80In the Gita, too, it says: God speaks; Lust is the great enemy.

78Parantu manuṣhya samajhtē nahī̃ .

81However, people don't understand this.

79Bāp kahtē haĩ pavitra banō tab tum rājāō̃ kā rājā banē̃gē .

82The Father says: Become pure and you will become the kings of kings.

80Ab batāō , rājāō̃ kā rājā bannā hai yā patit bannā hai  ?

83Now, tell Me: Do you want to become the kings of kings or do you want to become impure?

81Yah ēk antim janm bāp kahtē haĩ mērē ḵẖātir pavitra banō .

84In this final birth, the Father says: Become pure for My sake.

82Apavitr duniyā kā vināśh , pavitra duniyā key|kī sthāpanā hō jāyēgī .

85The impure world will be destroyed and the pure world established.

83Ādhākalp tumnē viṣh pītē-pītē itnā duḥkh dēkhā hai , tum ēk janm yah nahī̃ chhōṛ saktē hō  ?

86For half a cycle, you have experienced so much sorrow as a result of drinking poison. 87Can you not renounce it for one birth?

84Ab purānī duniyā kā vināśh aur naī duniyā kī sthāpanā hō rahī hai .

88The old world is now to be destroyed and the new world established.

85Ismē̃ jō pavitra banē̃gē aur banāyēṅgē vahī ūñch pad pāyēṅgē .

89In this, only those who become pure and make others pure will claim a high status.

86Yah rājyōg hai .

90This is Raj Yoga.

87Tum kahtē hō ham brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ tō barōbar prajāpitā brahmā key|kī santān bhī haĩ .

91You say that you are Brahma Kumars and Kumaris. 92Therefore, you are definitely the children of Prajapita Brahma.

88Brahmā śhiv kā bachchā hai , tumkō varsā dēnē vālā śhiv hai .

93Brahma is the child of Shiva; it is Shiva who will give you your inheritance.

89Yah incorporeal god fatherly university hai .

94This is the incorporeal Godfatherly University.

90Vah heaven sthāpan karnē vālā , varsā dēnē vālā śhiv hai .

95It is Shiva who establishes heaven and gives you your inheritance.

91Vahī god father blissful , knowledgeful bāp baiṭh paṛhātē haĩ .

96That God, the Father, the blissful and knowledge-full Father, sits here and teaches you.

92Parantu jab dēh-abhimān nikalē tab buddhi mē̃ baiṭhē .

97However, this can only sit in your intellects when your body consciousness is removed.

93Takdīr mē̃ nahī̃ hai tō phir dhārṇā nahī̃ hōtī .

98When it is not in their fortune, they are unable to imbibe.

94Barōbar jagat pitā K|kē tum bachchē hō .

99You are truly the children of Jagadpita (the world father).

95Brahmākumār-kumāriyā̃ rājyōg sīkh rahē haĩ .

100You Brahma Kumars and Kumaris are studying Raj Yoga.

96Tumhārā hī yādgār khaṛā hai .

101Your memorial is also here.

97Kitnā achchhā mandir hai  !

102It is such a good temple.

98Unkā arth|earth tum bachchō̃ K|kē sivāē kōī bhī nahī̃ jāntē .

103No one, apart from you children, knows its meaning.

99Pūjā kartē , māthā ṭēktē sab paisē ganvā diyē .

104They wasted all their money while worshipping and bowing their heads.

100Abhī bilkul hī kauṛī tulya ban gayē haĩ .

105They are now totally become worth shells.

101Khānē kē liē ann nahī̃ .

106They don't have any grain to eat.

102Ab kahtē haĩ bachchē cum|kam paidā karō .

107They also say: Now, don't have so many children.

103Yah kōī manuṣhya key|kī tākat nahī̃ jō kah sakē ki kām mahāśhatru hai .

108It is not in the power of human beings to say that lust is the great enemy.

104Yah tō jitnā kahē̃gē cum|kam paidā karō utnā hī jāstī paidā karē̃gē .

109The more they are told to have fewer children, the more children they will have!

105Kōī key|kī tākat chal nahī̃ saktī .

110No one has the power to do anything about this.

106Tum bachchō̃ kō pahlē-pahlē yah bāt samjhānī hai ki yah god fatherly university hai , bhagvān ēk hai .

111You children first of all have to explain that this is a Godfatherly University. 112God is One.

107Yah ēk hī chakra hai jō phirtā rahtā hai .

113This is the only cycle that continues to turn.

108Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

114These matters have to be understood.

109Mitr-sambandhiyō̃ ādi kō bhī yah rūhānī yātrā kā rāz samjhānā hai .

115The secrets of this spiritual pilgrimage also have to be explained to your friends and relatives.

110Jismānī yātrā tō janma-janmāntar key|kī , yah rūhānī yātrā ēk hī bār hōtī hai .

116You have been on physical pilgrimages for birth after birth. 117This spiritual pilgrimage only takes place once.

111Sabkō vāpis jānā hai .

118Everyone has to return home.

112Kōī bhī patit yahā̃ rahnā nahī̃ hai .

119No impure beings will remain here.

113Abhī kayāmat kā samay hai .

120It is now the time of settlement.

114Itnē jō karōṛō̃ manuṣhya haĩ , yah sab tō satyug mē̃ nahī̃ hōṅgē , vahā̃ bahut thōṛē hōṅgē .

121Not all of these millions of people will exist in the golden age; there will be very few people there.

115Sabkō vāpis jānā hai . 116Bāp āyē hī haĩ lē jānē - jab tak yah nahī̃ samajhtē haĩ tab tak sweet home aur sukhdhām yād paṛ nahī̃ saktā .

122Everyone has to return home; the Father has come to take you back. 123Until you understand this, you won't remember the sweet home or the land of happiness.

117Yād karnā tō bahut sahaj hai .

124It is very easy to remember them.

118Bāp kahtē haĩ sweet home chalō .

125The Father says: Come to the sweet home.

119Mērē sivāē tumkō kōī lē nahī̃ jā saktā .

126No one, apart from Me, can take you there.

120Maĩ hī kālō̃ kā kāl hū̃ .

127I alone am the Death of all Deaths.

121Kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .

128He explains so clearly.

122Parantu wonder hai itnē varṣhō̃ sē rahtē huē bhī dhārṇā nahī̃ hōtī .

129However, it is a wonder that, even after being here for so many years, some are unable to imbibe.

123Kōī tō bahut hōśhiyār hō jātē , kōī kuchh bhī nahī̃ samajhtē .

130Some become very clever whereas others don't understand anything at all.

124Iskā matlab yah nahī̃ ki purānō̃ kā hī aisā hall|hāl hai tō hamārā kyā hōgā  ?

131This doesn't mean that if this is the state of the older ones, then what is going to happen to you?

125Nahī̃ , school mē̃ sabhī number one thōṛēhī hōṅgē .

132No; not everyone in a school can be number one.

126Yahā̃ bhī number-vār haĩ .

133It is also numberwise here.

127Sabkō samjhānā hai - bēhad K|kē bāp sē varsā lēnē kā abhī samay hai .

134You have to explain to everyone that it is now the time to claim your inheritance from the unlimited Father.

12821 janm kē liē sadā sukh kā varsā pānā hai .

135You have to claim your inheritance of constant happiness for 21 births.

129Kitnē brahmākumār-kumāriyā̃ puruṣhārth kar rahē haĩ . 130Number-vār tō hōtē hī haĩ .

136So many Brahma Kumars and Kumaris are making effort; it is numberwise.

131Tum jāntē hō patit-pāvan ēk hī bāp hai . 132Bākī sab haĩ patit .

137You know that the Purifier is the one Father and that all the rest are impure.

133Bāp kahtē haĩ sabkā sadgati dātā ēk hai , vahī svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ .

138The Father says: The Bestower of Salvation for all is One. 139He is the One who establishes heaven.

134Phir sirph bhārat hī rahēgā , bākī sab vināśh hō jāyēṅgē .

140Then, only Bharat will remain and everything else will have been destroyed.

135Manuṣhyō̃ key|kī buddhi mē̃ itnī bāt bhī nahī̃ baiṭhtī hai .

141Even this much doesn't sit in people's intellects.

136Bāp kahtē haĩ - bachchē , mērē madadgār banō tō maĩ tumkō svarg kā mālik banāūṅgā .

142The Father says: Children, become My helpers and I will make you into the masters of heaven.

137Himmatē mardā , madadē khudā .

143When children have courage, the Father helps.

138Gātē tō haĩ khudāī khidmatgār .

144It is remembered: There are the helpers of God.

139Vāstav mē̃ vah hai jismānī salvation army .

145In fact, that is the physical Salvation Army.

140Sachchē-sachchē rūhānī salvation army tum hō .

146You are the true, spiritual, Salvation Army.

141Bhārat kā bēṛā jō ḍūbā huā hai unkō salvage karnē vālī tum bhārat mātā śhakti avatār hō .

147You mothers of Bharat, incarnations of Shakti, are the ones who truly salvage the sinking boat of Bharat.

142Tum gupta sēnā hō .

148You are an incognito army.

143Śhivbābā gupta tō unkī sēnā bhī gupta .

149Shiv Baba is incognito and His army is also incognito.

144Śhiv śhakti , pāṇḍav sēnā .

150There is the Shiv Shakti Pandava Army.

145Sachchī-sachchī satya nārāyaṇ kī kathā yah hai , bākī sab haĩ jhūṭhī kathāyē̃ isliē kahtē haĩ see no evil , hear no evil , maĩ jō samjhātā hū̃ vah sunō .

151This is the true story of true Narayan and all the rest are false stories. 152This is why it is said: See no evil, hear no evil. 153Only listen to the things I tell you.

146Yah hai bēhad kā baṛā school .

154This is a big and unlimited school.

147Is university kē liē yah makān banāyē haĩ , pichhāṛī mē̃ yahā̃ bachchē ākar rahē̃gē .

155These buildings have been built for this university. 156At the end, many children will come and stay here.

148Jō yōgyukt hōṅgē vah ākar rahē̃gē .

157Those who are yogyukt will come and stay here.

149In āṅkhō̃ sē vināśh dēkhē̃gē .

158They will see destruction with their physical eyes.

150Jō sthāpanā tathā vināśh kā sākṣhātkār tum abhī divya dr̥iṣhṭi sē dēkhtē hō phir tum in āṅkhō̃ sē dēkhē̃gē .

159You, who now see establishment and destruction in divine visions, will then be sitting in heaven with those eyes.

151Ismē̃ baṛī viśhāl buddhi chāhiē .

160A very broad and unlimited intellect is needed for this.

152Jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā buddhi kā tālā khultā jāyēgā .

161The more you remember the Father, the more the locks on your intellects will continue to open.

153Agar vikār mē̃ gayā tō ēkdam tālā band hō jāyēgā .

162If you indulge in vice, the lock will become completely locked.

154School chhōṛ diyā tō phir gyān buddhi sē ēkdam nikal jāyēgā .

163If you leave school, the knowledge will be completely removed from your intellect.

155Patit banā phir dhārṇā hō na sakē .

164When you become impure, you cannot imbibe anything.

156Mēhnat hai .

165Effort is required.

157Yah college hai - viśhva kā mālik bannē liē .

166This is a college for becoming the masters of the world.

158Yah brahmākumār-kumāriyā̃ śhivbābā K|kē pōtrē-pōtriyā̃ haĩ .

167You Brahma Kumars and Kumaris are the grandsons and granddaughters of Shiv Baba.

159Yah ab bhārat kō svarg banā rahē haĩ .

168You are all making Bharat into heaven.

160Yah rūhānī social workers haĩ jō duniyā kō pāvan banā rahē haĩ .

169You are spiritual social workers who are making the world pure.

161Mukhya hai hī purity .

170The main thing is purity.

162Śhrēṣhṭhāchārī duniyā thī , abhī bhraṣhṭāchārī hai .

171There was an elevated world and it is now corrupt.

163Yah chakra phirtā rahtā hai .

172This cycle continues to turn.

164Yah daivī jhāṛ kā sapling lag rahā hai jō āhistē-āhistē vr̥iddhi kō pāyēgā .

173The sapling of the divine tree is now being planted and it will gradually continue to grow.

165Achchhā  !

174Achcha.

166Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

175To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

167Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

176The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

168Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

177Essence for dharna:

1691 ) sachchē-sachchē rūhānī salvation army ban bhārat kō vikārō̃ sē salvage karnā hai .

178 1. You have to become the true, spiritual Salvation Army and salvage Bharat from the vices.

170Bāp kā madadgār ban rūhānī social sēvā karnī hai .

179Become the Father's helpers and do spiritual social service.

1712 ) ēk bāp sē hī satya bātē̃ sunnī hai .

180 2. Only listen to the truth from the one Father.

172Hear no evil , see no evil . . . . . . . . in āṅkhō̃ sē pichhāṛī key|kī scene dēkhnē kē liē yōgyukt bannā hai .

181Hear no evil, see no evil. 182In order to watch the final scenes with your physical eyes, become yogyukt.

173Vardān  : upset hōnē kē bajāē hisāb-kitāb kō khuśhī-khuśhī sē chuktū karnē vālē niśhchint ātmā bhav

183Blessing: May you become a carefree soul, by settling your karmic accounts with happiness instead of getting upset. 184 When someone tells you something, do not instantly get upset. 185First of all, have it clarified or verified as to what intention it was said.

174Yadi kabhī kōī bāt kahtā hai tō usmē̃ phauran upset nahī̃ hō jāō , pahlē spaṣhṭ karō yā verify karāō ki kis bhāv sē kahā hai , agar āpkī galatī|galtī nahī̃ hai tō niśhchint hō jāō .

186If it was not your mistake, then stay carefree. 187Remain constantly aware that all accounts with Brahmin souls are to be settled here. 188In order to be saved from Dharamrajpuri (land of Dharamraj), Brahmins become instruments in one way or another.

175Yah bāt smr̥iti mē̃ rahē ki brāhmaṇ ātmāō̃ dvārā yahā̃ hī sab hisāb-kitāb chuktū hōnē haĩ .

189Therefore, do not be afraid, but settle everything with happiness. 190Only by doing this will there progress. 191Slogan: Constantly maintain the awareness “The Father is my world.”

176Dharmarājpurī sē bachnē kē liē brāhmaṇ kahā̃ na kahā̃ nimitt ban jātē haĩ isliē ghabrāō nahī̃ , khuśhī-khuśhī sē chuktū karō . 177Ismē̃ tarakkī ( unnati ) hī hōnī hai . 178Slōgan  : «  bāp hī saṅsār hai ' ' sadā is smr̥iti mē̃ rahnā - yahī sahajyōg hai . 179Mātēśhvarī jī K|kē madhur mahāvākya «  ajapājāp arthāt nirantar yōg aṭūṭ yōg ' '

192This is easy yoga.

180Jis samay ōm śhānti kahtē haĩ tō uskā yathārth arth|earth hai maĩ ātmā us jyōti svarūp paramātmā key|kī santān hū̃ , ham bhī us pitā jyōtirbindū paramātmā K|kē muāphik ākār vālī haĩ .

193*** Om Shanti *** 194Elevated versions of Mateshwariji 195The soundless chant means constant, unbroken yoga. 196When you say “om shanti”, its true meaning is “I, a soul, am a child of the Supreme who is a form of light.

181Bākī ham sāligrām bachchē haĩ tō hamē̃ apnē jyōti svarūp paramātmā kē sāth yōg rakhnā hai , ussē hī yōg rakhkar light might kā varsā lēnā hai , tabhī tō gītā mē̃ svayã bhagvān K|kē mahāvākya haĩ , manmanābhav .

197I, too, am a point of light, with a form the same as the Supreme’s. 198Otherwise, we are saligram children and so we have to have yoga with our God, that form of light. 199We have to have yoga with Him and claim our inheritance of light and might from Him, and this is why, in the Gita, there are the elevated versions of God Himself: Manmanabhav!

182Mujh jyōti svarūp pitā K|kē samān tum bachchē bhī nirākārī svarūp mē̃ sthit hō jāō , iskō hī ajapājāp kahā jātā hai .

200Just as I, your Father, am a point of light, so you children also have to stabilise yourselves in that incorporeal form. 201This is known as the soundless, unending chant.

183Ajapājāp mānā kōī bhī mantra japnē K|kē sivāē natural us paramātmā key|kī yād mē̃ rahnā , iskō hī pūrṇ yōg kahtē haĩ .

202“The soundless chant” means that without having any mantra, you have to stay in natural remembrance of the Supreme. 203This is known as full yoga.

184Yōg kā matlab hai ēk hī yōgēśhvar paramātmā key|kī yād mē̃ rahnā .

204“Yoga” means to stay in remembrance of the one Yogeshwar, the Supreme Soul.

185Tō jō ātmāyē̃ us paramātmā key|kī yād mē̃ rahtī haĩ , unhō̃ kō yōgī athavā yōginiyā̃ kahā jātā hai .

205So, the souls who stay in remembrance of the Supreme Soul are called yogis and yoginis.

186Jab us yōg arthāt yād mē̃ nirantar rahē̃ tab hī vikarmō̃ aur pāpō̃ kā bōjh naṣhṭ hō aur ātmāyē̃ pavitra banē̃ , jissē phir bhaviṣhya janm mē̃ dēvtāī prālabdh milē .

206Only when you constantly stay in this yoga or remembrance, can the burden of your sins be removed and can you souls become pure, due to which you receive the deity reward in your future birth.

187Ab yah chāhiē knowledge tab hī yōg pūrā lag saktā hai .

207Now, you need this knowledge for only then can you have full yoga.

188Tō apnē kō ātmā samajh paramātmā key|kī yād mē̃ rahnā , yah hai sachchā gyān .

208So, consider yourselves to be souls and stay in remembrance of the Supreme Soul: this is true knowledge.

189Is gyān sē hī yōg lagtā hai . 190Achchhā .

209It is only with this knowledge that you can have yoga.

191Ōm śhānti .

210Achcha.