शनिवार 4 नवंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
004-11-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 04/11/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - pāvan ban gati-sadgati K|kē lāyak banō .
1Essence: Sweet children, become pure and worthy of receiving liberation and salvation. 2Impure souls are not worthy of receiving liberation or salvation.
2Patit ātmā gati-sadgati K|kē lāyak nahī̃ . 3Bēhad kā bāp tumhē̃ bēhad kā lāyak banātē haĩ .
3The unlimited Father is making you worthy in an unlimited way.
Question
4Praśhna : pitāvratā kisē kahē̃gē ? 5Uskī mukhya niśhānī sunāō ?
4Question: Whom would you call faithful to the Father? 5Say what the main signs of that are.
Answer
6Uttar : pitāvratā vah hai jō bāp key|kī śhrīmat par pūrā chaltē haĩ , aśharīrī bannē kā abhyās kartē haĩ , avyabhichārī yād mē̃ rahtē haĩ , aisē sapūt bachchē hī her|har bāt key|kī dhārṇā kar sakē̃gē .
6Answer: Those who fully follow the Father's shrimat, who practise being bodiless and who stay in unadulterated remembrance are faithful to the Father. 7Only such worthy children are able to imbibe everything.
7Unkē khyālāt service kē prati sadā chaltē rahē̃gē .
8They constantly continue to have thoughts of doing service.
8Unkā buddhi rūpī bartan pavitra hōtā jātā hai .
9The vessels of their intellects continue to become pure.
9Vah kabhī bhī fārkatī nahī̃ dē saktē haĩ .
10They can never divorce the Father.
Song
10Gīt : mujhkō sahārā dēnē vālē …
11Song: The heart says thanks to the One who has given it support!
Murli
11Ōm śhānti .
12Om shanti.
12Bachchē śhukriyā māntē haĩ number-vār purūṣhārth anusār .
13Children say thanks, numberwise, according to their efforts.
13Sab ēk jaisī śhukriyā nahī̃ māntē , jō achchhē niśhchaybuddhi hōṅgē aur jō bāp key|kī service par dil va jān , sik va prēm sē upasthit haĩ , vō hī andar mē̃ śhukriyā māntē haĩ - bābā kamāl hai āpkī , ham tō kuchh nahī̃ jāntē thē .
14Not everyone says thanks to the same extent. 15The souls whose intellects have very good faith are engaged in doing the Father's service wholeheartedly with a lot of love are the ones who say thanks from within; Baba, it is Your wonder!
14Ham tō lāyak nahī̃ thē - āpsē milnē K|kē .
16We didn't know anything. 17We were not worthy of meeting You.
15Sō tō barōbar hai , māyā nē sabkō na lāyak banā diyā hai .
18That is true. 19Maya has made everyone unworthy.
16Unkō patā hī nahī̃ hai ki svarg kā lāyak kaun banātā hai aur phir nark kā lāyak kaun banātē haĩ ?
20They don't know who makes you worthy of heaven and who makes you worthy of hell.
17Vah tō samajhtē haĩ ki gati aur sadgati dōnō̃ kā lāyak banātē haĩ bāp .
21They believe that it is the Father who makes you worthy of both liberation and salvation.
18Nahī̃ tō vahā̃ K|kē lāyak kōī haĩ nahī̃ .
22Otherwise, no one is worthy of that.
19Khud bhī kahtē haĩ ham patit haĩ .
23They say of themselves that they are impure.
20Yah duniyā hī patit hai .
24This world is impure.
21Sādhū-santa ādi kōī bhī bāp kō nahī̃ jāntē .
25Sages and holy men, etc. don't know the Father.
22Abhī bāp nē tum bachchō̃ kō apnā parichay diyā hai .
26The Father has now given you children His introduction.
23Kāydā bhī hai bāp kō hī ākar parichay dēnā hai .
27The law is that the Father Himself has to come to give His introduction.
24Yahā̃ hī ākar lāyak banānā hai , pāvan banānā hai .
28He has to come here and make you worthy and pure.
25Vahā̃ baiṭhē agar pāvan banā saktē tō phir itnē nā lāyak bantē hī kyō̃ ?
29If He were able to make you pure, from where He is sitting up there, why would you become so unworthy?
26Tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār purūṣhārth anusār hī niśhchaybuddhi haĩ .
30Among you children too, the faith your intellects have is numberwise, according to the efforts you make.
27Bāp kā parichay kaisē dēnā chāhiē - yah bhī akla hōnā chāhiē .
31You should have the wisdom of knowing how to give the Father's introduction.
28Śhivāē namaḥ bhī jarūr hai .
32It is definitely said: Salutations to Shiva.
29Vahī māt-pitā ūñch tē ūñch hai .
33He alone is the Mother and Father, the Highest on High.
30Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar tō rachnā haĩ .
34Brahma, Vishnu and Shankar are a creation.
31Unkō create karnē vālā jarūr bāp hōgā , mā̃ bhī hōnī chāhiē .
35It must definitely have been the Father who created them. 36There would also be the Mother.
32Sabkā god father tō ēk hai jarūr .
37God, the Father of All, is definitely One.
33Nirākār kō hī god kahā jātā hai .
38Only the incorporeal One is called God.
34Creator hamēśhā ēk hī hōtā hai .
39The Creator is always just the One.
35Pahlē-pahlē tō parichay dēnā paṛē alpha kā .
40First of all, you have to give the introduction of Alpha.
36Yah yuktiyukt parichay kaisē diyā jāē - vah bhī samajhnā hai .
41You also need to understand how to give the introduction in a tactful way.
37Bhagvān hī gyān kā sāgar hai , usnē hī ākar rājyōg sikhāyā .
42God alone is the Ocean of Knowledge. 43He alone came and taught you Raja Yoga.
38Vah bhagvān kaun hai ?
44Who is that God?
39Pahlē alpha key|kī pahchān dēnī hai .
45First of all, give the recognition of Alpha.
40Bāp bhī nirākār hai , ātmā bhī nirākār hai .
46The Father is incorporeal and souls are also incorporeal.
41Vah nirākār bāp ākar bachchō̃ kō varsā dētē haĩ .
47That incorporeal Father comes and gives you children the inheritance.
42Kisī K|kē dvārā tō samjhāyēṅgē nā .
48He would have to explain through someone.
43Nahī̃ tō rājāō̃ kā rājā kaisē banāyā ?
49How else did He make you into kings of kings?
44Satyugī rājya kisnē sthāpan kiyā ?
50Who established the golden-aged kingdom?
45Heaven kā rachayitā kaun hai ?
51Who is the Creator of heaven?
46Jarūr heavenly god father hī hōgā .
52It would definitely be Heavenly God, the Father.
47Vah nirākār hōnā chāhiē .
53It has to be the incorporeal One.
48Pahlē-pahlē father key|kī pahchān dēnī paṛtī hai .
54First of all, you have to give the Father's introduction.
49Śhrīkr̥iṣhṇa kō aur brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō father nahī̃ kahē̃gē . 50Unkō tō rachā jātā hai .
55Shri Krishna, Brahma, Vishnu and Shankar would not be called the Father; they are created.
51Jab sūkṣhmavatan vālō̃ kō bhī rachā jātā hai , vah bhī creation hai phir sthūl vatan vālō̃ kō bhagvān kaisē kahē̃gē .
56If the residents of the subtle region are created and they too are a creation, how could those of the corporeal world be called God?
52Gāyā jātā hai dēvtāē namaḥ , vah hai śhivāē namaḥ , mukhya hai hī yah bāt .
57It is remembered: Salutations to the deities. 58The other is: Salutations to Shiva.
53Ab pradarśhanī mē̃ tō ghaṛī-ghaṛī ēk bāt nahī̃ samjhāyēṅgē .
59This is the main thing. 60You wouldn't repeatedly explain the same thing in an exhibition.
54Yah tō ēk-ēk kō achchhī rīti samjhānā paṛē . 55Niśhchay karānā paṛē .
61Here, you have to explain to each one very well and inspire them to have faith.
56Jō bhī āyē , unkō pahlē yah batānā hai ki āō tō tumkō father kā sākṣhātkār karāyē̃ .
62Whoever comes, first of all tell them: Come and we can give you a vision of the Father.
57Father sē hī tumkō varsā milnā hai .
63You are to receive the inheritance from the Father.
58Father nē hī gītā mē̃ rājyōg sikhāyā hai . 59Śhrīkr̥iṣhṇa nē nahī̃ sikhāyā .
64It is the Father, not Shri Krishna, who taught you Raja Yoga in the Gita.
60Bāp hī gītā K|kē bhagvān haĩ .
65The Father Himself is the God of the Gita.
61Number one bāt hai yah .
66This is the number one thing.
62Śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch nahī̃ hai .
67It is not that God Shri Krishna speaks.
63Rūdra bhagvānuvāch vā sōmnāth , śhiv bhagvānuvāch kahā jātā hai .
68It is said: God Rudra speaks. 69Or: God Somnath speaks. 70Or: God Shiva speaks.
64Har ēk manuṣhya key|kī jīvan kahānī apnī-apnī hai . 65Ēk na milē dūsrē sē .
71Every human being’s life story is individual; that of one cannot be the same as another’s.
66Tō jō bhī āyē tō pahlē-pahlē is bāt par samjhānā hai .
72Whoever comes, first of all, explain this aspect to them.
67Mūl bāt samjhānē key|kī yah hai .
73This is the main thing to explain.
68Parampitā paramātmā kā occupation yah hai .
74This is the occupation of the Supreme Father, the Supreme Soul.
69Vah bāp hai , yah bachchā hai .
75That One is the Father and this one is a child.
70Vah heavenly god father hai , yah heavenly prince hai .
76He is Heavenly God, the Father, whereas this one is the heavenly prince.
71Yah bilkul clear kar samjhānā hai .
77You have to explain this very clearly.
72Mukhya hai gītā , unkē ādhār par hī aur śhāstra haĩ .
78The main thing is the Gita, because all the other scriptures are based on that.
73Sarvśhāstramaī śhirōmaṇī bhagavat gītā hai .
79It is said: The Bhagawad Gita is the jewel, the mother, of all scriptures.
74Manuṣhya kahtē haĩ tum śhāstra , vēd ādi kō māntē hō ?
80People ask: Do you believe in the Vedas and scriptures? 81Oh!
75Arē , har ēk apnē dharm śhāstra kō mānē̃gē .
82Everyone would definitely believe in the scripture of his own religion.
76Sabhī śhāstrō̃ kō thōṛēhī mānē̃gē .
83They would not believe in all the scriptures.
77Hā̃ , sab śhāstra haĩ jarūr . 78Parantu śhāstrō̃ kō jānnē sē bhī pahlē mukhya bāt hai bāp kō jānnā , jissē varsā milnā hai .
84Yes, there definitely are all the scriptures but, before knowing the scriptures, the main thing is to first know the Father from whom you are to receive the inheritance.
79Varsā śhāstrō̃ sē nahī̃ milēgā , varsā miltā hai bāp sē .
85You don't receive the inheritance from the scriptures. 86You receive the inheritance from the Father.
80Bāp jō knowledge dētē haĩ , varsā dētē haĩ , uskā pustak banā huā hai .
87They made a book from this knowledge and the inheritance that the Father gave.
81Pahlē-pahlē tō gītā kō uṭhānā paṛē .
88First of all, you have to take up the Gita.
82Gītā kā bhagvān kaun hai ?
89Who is the God of the Gita?
83Usmē̃ hī rājyōg key|kī bāt ātī hai .
90It is in that that Raja Yoga is mentioned.
84Rājyōg jarūr naī duniyā kē liē hī hōgā .
91Raja Yoga would surely be for the new world.
85Bhagvān ākar patit tō nahī̃ banāyēṅgē .
92God would not come and make everyone impure.
86Unkō tō pāvan mahārājā banānā hai .
93He has to create pure emperors.
87Pahlē-pahlē bāp kā parichay dē aur yah likhāō - barōbar maĩ niśhchay kartā hū̃ yah hamārā bāp hai .
94First of all, give the Father's introduction and make them write: I truly have the faith that this is my Father.
88Pahlē-pahlē samjhānā hai śhivāē namaḥ , tum māt-pitā … mahimā bhī us bāp key|kī hī hai .
95First of all, you have to explain: Salutations to Shiva. 96You are the Mother and You are the Father.
89Bhagvān kō bhakti kā phal bhī yahā̃ ākar dēnā hai .
97The praise is of that Father. 98God has to come here to give the fruit of your devotion.
90Bhakti kā phal kyā hai , yah tum samajh gayē hō .
99You have now understood what the fruit of your devotion is.
91Jisnē bahut bhakti kī hai , unkō hī phal milēgā .
100Only those who have done a lot of devotion will receive that fruit.
92Yah bātē̃ kōī śhāstrō̃ mē̃ nahī̃ haĩ .
101These things are not mentioned in the scriptures.
93Tumhārē mē̃ bhī number-vār purūṣhārth anusār jāntē haĩ .
102Among you too, you know this, numberwise, according to the efforts you make.
94Samjhāyā jātā hai tumhārē bēhad K|kē mā̃-bāp vah haĩ .
103It is explained that He is your unlimited Mother and Father.
95Jagat ambā , jagat pitā bhī gāyē jātē haĩ .
104Jagadamba and Jagadpita are also remembered.
96Adam aur Eve tō manuṣhya kō samajhtē haĩ .
105Adam and Eve are understood to be human beings.
97Eve kō mother kah dētē .
106They call Eve the mother.
98Right-way mē̃ Eve kaun hai , yah tō kōī nahī̃ jāntē .
107No one knows in the right way who Eve is.
99Bāp baiṭh samjhātē haĩ .
108The Father sits here and explains.
100Hā̃ , kōī phaṭ sē tō nahī̃ samajh jāyēgā .
109Yes, no one understands it instantly. 110Studying takes time.
101Paṛhāī mē̃ time lagtā hai .
111By studying, they eventually become barristers.
102Paṛhtē-paṛhtē ākar barrister ban jātē haĩ .
112There definitely is an aim and objective.
103Aim object jarūr hai , dēvtā bannā hai tō pahlē-pahlē bāp kā parichay dēnā hai .
113If you have to become deities, you first of all have to give the Father's introduction.
104Gātē bhī haĩ tum māt-pitā . . . . . aur dūsrā phir kahtē haĩ patit-pāvan āō .
114People sing: You are the Mother and Father. 115Then, they also say: O Purifier, come!
105Tō patit duniyā aur pāvan duniyā kiskō kahā jātā hai , kyā kaliyug abhī 40 hajār varṣh aur rahēgā ?
116So what is called the impure world and what is called the pure world? 117Will the iron age still remain for another 40,000 years?
106Achchhā , bhalā pāvan banānē vālā tō vah ēk bāp hai nā .
118Achcha, the One who makes you pure is the one Father, is He not?
107Heaven sthāpan karnē vālā hai god father .
119It is God, the Father, who establishes heaven.
108Śhrīkr̥iṣhṇa tō hō na sakē , vah tō varsā liyā huā hai .
120It cannot be Shri Krishna; he received the inheritance.
109Vah śhrīkr̥iṣhṇa heaven kā prince hai aur śhivbābā heaven kā creator hai .
121That Shri Krishna is the prince of heaven, whereas Shiv Baba is the Creator of heaven.
110Vah hai creation , first prince .
122That one is a creation, the first prince.
111Yah bhī clear kar baṛē-baṛē akṣharō̃ mē̃ likhnā chāhiē tō tumkō samjhānē mē̃ sahaj hōgā .
123Make this clear and write it in big letters so that it will be easy for you to explain.
112Rachayitā aur rachnā kā mālūm paṛ jāyēgā .
124They would then know about the Creator and the creation.
113Creator hī knowledgeful hai .
125Only the Creator is knowledge-full.
114Vahī rājyōg sikhlātē haĩ .
126He is the One who teaches you Raja Yoga.
115Vah kōī rājā nahī̃ hai , vah rājyōg sikhlāē rājāō̃ kā rājā banātē haĩ .
127He is not a king. 128He teaches you Raja Yoga and makes you into kings of kings.
116Bhagvān nē rājyōg sikhāyā hai , śhrīkr̥iṣhṇa nē rājya pad pāyā hai , usnē hī ganvāyā hai , uskō hī phir pānā hai .
129God taught Raja Yoga and Shri Krishna attained the royal status. 130He lost it and he has to attain it again.
117Chitrō̃ dvārā bahut achchhā samjhāyā jā saktā hai .
131This can be explained very well using the pictures.
118Bāp kā occupation jarūr chāhiē .
132The Father's occupation is definitely needed.
119Śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍālnē sē bhārat kauṛī jaisā ban gayā hai .
133By them putting Shri Krishna’s name there, Bharat becomes like a shell.
120Śhivbābā kō jānnē sē bhārat hīrē jaisā bantā hai .
134By your knowing Shiv Baba, Bharat becomes like a diamond.
121Parantu jab buddhi mē̃ baiṭhē ki yah hamārā bāp hai .
135However, it first has to sit in your intellects that He is your Father.
122Bāp nē hī pahlē-pahlē naī svarg key|kī duniyā rachī .
136It is the Father who first of all created the new world of heaven.
123Abhī tō purānī duniyā hai .
137It is now an old world.
124Gītā mē̃ hai rājyōg .
138Raja Yoga is mentioned in the Gita.
125Vilāyat vālē bhī chāhtē haĩ rājyōg sīkhē̃ .
139People abroad also want to study Raja Yoga.
126Gītā sē hī sīkhē haĩ .
140They have studied it from the Gita.
127Abhī tum jān gayē hō , kōśhiśh kartē hō aurō̃ kō bhī samjhāyē̃ ki father kaun hai ?
141You now know it and you try to explain to others who the Father is.
128Vah sarvavyāpī nahī̃ hai .
142He is not omnipresent.
129Agar sarvavyāpī hai tō phir rājyōg kaisē sikhlāyēṅgē ?
143If He were omnipresent, how would He teach us Raja Yoga?
130Is mistake par khūb khyāl chalnā chāhiē .
144You should think a great deal about this mistake.
131Jō service par tatpar hōṅgē unkē hī khyālāt chalē̃gē .
145Only those who remain engaged in doing service will continue to think about this.
132Dhārṇā bhī tab hōgī jab bāp key|kī śhrīmat par chalē̃gē , aśharīrī bhav , manmanābhav hō rahē̃ , pativratā vā pitāvratā banē̃ athavā sapūt bachchā banē̃ .
146You will be able to imbibe knowledge when you follow the Father's shrimat, when you become bodiless and be “Manmanabhav”, when you become faithful brides and remain faithful to the Father, that is, when you become worthy children.
133Bāp farmān kartē haĩ jitnā hō sakē yād kō baṛhātē rahō .
147The Father orders you: Continue to increase your remembrance as much as possible.
134Dēh-abhimān mē̃ ānē sē tum yād nahī̃ kartē , na buddhi pavitra hōtī hai .
148By becoming body conscious, neither do you remember Me nor does your intellect become pure.
135Śhērnī K|kē dūdh kē liē kahtē haĩ sōnē kā bartan chāhiē .
149It is said that a golden vessel is needed to hold the milk of a lioness.
136Ismē̃ bhī pitāvratā bartan chāhiē .
150Here, a vessel that is faithful to the Father is needed.
137Avyabhichārī pitāvratā bahut thōṛē haĩ .
151There are very few who are unadulterated and faithful to the Father.
138Kōī tō bilkul jāntē nahī̃ . 139Jaisē chhōṭē bachchē haĩ .
152Some don’t know anything at all; they are like little children.
140Baiṭhē bhal yahā̃ haĩ parantu kuchh bhī samajhtē nahī̃ .
153Although they are sitting here, they don’t understand anything.
141Jaisē bachchē kō chhōṭēpan mē̃ hī śhādī karā dētē haĩ nā .
154It is like getting children married in their childhood.
142Gōd mē̃ bachchā lē śhādī karāī jātī hai .
155The parents make them sit on their laps and get them married.
143Ēk-dō mē̃ dost hōtē haĩ . 144Bahut prēm hōtā hai tō jhaṭ śhādī karā dētē haĩ tō yah bhī aisē hai .
156They would be friends and they would have a lot of love and so the parents would quickly get their children married.
145Sagāī kar lī hai parantu samajhtē kuchh bhī nahī̃ .
157So this is the same. 158They are engaged but they don’t understand anything.
146Ham mammā-bābā K|kē banē haĩ , unsē varsā lēnā hai .
159We belong to Mama and Baba and we have to claim our inheritance from Him.
147Kuchh bhī nahī̃ jāntē .
160They don't know anything.
148Wonder hai nā .
161It is a wonder.
1495-6 varṣh rahkar bhī phir bāp kō athavā pati kō fārkatī dē dētē haĩ .
162They stay here for five or six years and then divorce the Father, the Husband.
150Māyā itnā taṅg kartī hai .
163Maya harasses them so much.
151Tō pahlē-pahlē sunānā chāhiē - śhivāē namaḥ .
164So, first of all, you have to say to them: Salutations to Shiva.
152Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā bhī rachayitā yah hai .
165He is also the Creator of Brahma, Vishnu and Shankar.
153Gyān kā sāgar yah śhiv hai .
166Shiva is the Ocean of Knowledge.
154Tō ab kyā karnā chāhiē ?
167So, what should you do now?
155Trimūrti K|kē bājū mē̃ jagah paṛī hai , us par likhnā chāhiē ki śhivbābā aur śhrīkr̥iṣhṇa dōnō̃ K|kē occupation hī alag haĩ .
168There is some space next to the Trimurti and so you should write there: The occupations of Shiv Baba and Shri Krishna are separate from each other.
156Pahlī bāt yah jab samjhāō tab kapāṭ khulē̃ .
169When you explain this thing first, their foreheads will open.
157Aur paṛhāī hai bhaviṣhya kē liē .
170This study is for the future.
158Aisī paṛhāī kōī hōtī nahī̃ .
171There is no other study like this one.
159Śhāstrō̃ sē yah anubhav nahī̃ hō saktā .
172You cannot receive these experiences from the scriptures.
160Tumhārī buddhi mē̃ hai ki ham paṛhtē haĩ satyug ādi kē liē .
173It is in your intellects that you are studying for the beginning of the golden age.
161School pūrā hōgā aur hamārā final paper hōgā .
174We will finish school and take the final paper.
162Jākar rājya karē̃gē .
175We will go and rule there.
163Gītā sunānē vālē aisī bātē̃ samjhā nahī̃ saktē .
176Those who relate the Gita cannot explain such things.
164Pahlē tō bāp kō jānnā hai .
177First of all, you have to know the Father.
165Bāp sē varsā lēnā hai . 166Bāp hī trikāldarśhī haĩ , aur kōī manuṣhya duniyā mē̃ trikāldarśhī nahī̃ .
178You have to claim your inheritance from the Father. 179The Father alone is Trikaldarshi. 180No human being in the world is trikaldarshi.
167Vāstav mē̃ jō pūjya haĩ vahī phir pujārī bantē haĩ .
181In fact, those who are worthy of worship then become worshippers.
168Bhakti bhī tumnē kī hai , aur kōī nahī̃ jāntē .
182You are the ones who have done devotion. 183No one else knows this.
169Jinhōnnē bhakti kī hai vahī pahlē number mē̃ brahmā phir brahmā mukh vaṅśhāvalī haĩ .
184Those who have done devotion are number one; they are Brahma and the mouth-born creation of Brahma.
170Āpēhī pūjya bhī yah bantē haĩ .
185This one is himself the one who becomes worthy of worship.
171Pahlē number mē̃ pūjya hī phir pahlē number mē̃ pujārī banē̃ haĩ , phir pūjya banē̃gē .
186He is the number one worthy-of-worship one and he then becomes the number one worshipper.
172Bhakti kā phal bhī pahlē unhē̃ milēgā .
187Then he will become worthy of worship again.
173Brāhmaṇ hī paṛhkar phir dēvtā bantē haĩ - yah kahā̃ likhā huā nahī̃ hai .
188He is also the first one to receive the fruit of devotion. 189Brahmins study and then become deities.
174Bhīṣhma pitāmah ādi kō mālūm tō paṛā hai nā ki inhō̃ sē gyān bāṇ marvānē vālā kōī aur hai .
190This is not written anywhere. 191Bhishampitamai, etc. are now aware that it is someone else who inspires you to shoot arrows.
175Yah samajhē̃gē jarūr ki kōī tākat hai .
192They would definitely understand that there is some power.
176Abhī bhī kahtē haĩ kōī tākat hai jō inhō̃ kō sikhātī hai .
193Even now, they say: There is some power who is teaching them.
177Bābā dēkhtē haĩ yah sab mērē bachchē haĩ .
194Baba sees: All of these are My children.
178In āṅkhō̃ sē hī dēkhē̃gē . 179Jaisē pitra ( śhrāddh ) khilātē haĩ tō ātmā ātī hai aur dēkhtī hai - yah phalānē haĩ .
195He (Shiv Baba) would see everything with these eyes (Brahma). 196When they feed a departed spirit, that soul comes and sees: This one is so-and-so.
180Khāyēgā tō āṅkhē ādi unkē jaisī ban jāyēṅgī .
197When that person eats, his eyes would become like those of the soul who has been invoked.
181Tempory loan lētē haĩ .
198The soul takes a temporary loan.
182Yah bhārat mē̃ hī hōtā hai .
199This only happens in Bharat.
183Prāchīn bhārat mē̃ pahlē-pahlē rādhē-kr̥iṣhṇa huē .
200In ancient Bharat there is first of all Radhe and Krishna.
184Unhō̃ kō janm dēnē vālē ūñch nahī̃ ginē jāyēṅgē . 185Vah tō cum|kam pās|pass huē haĩ nā .
201The ones who give them birth are not considered to be as elevated; they passed to a lesser extent.
186Mahimā śhurū hōtī hai śhrīkr̥iṣhṇa sē .
202Praise first of all begins with Shri Krishna.
187Rādhē-kr̥iṣhṇa dōnō̃ apnī-apnī rājdhānī mē̃ ātē haĩ .
203Radhe and Krishna each go into their own kingdoms.
188Unhō̃ K|kē mā̃-bāp sē bachchē kā nām jāstī hai .
204The names of the children are greater than those of their parents.
189Kitnī wonderful bātē̃ haĩ .
205These are such wonderful matters!
190Gupta khuśhī rahtī hai .
206There is incognito happiness.
191Bāp kahtē haĩ maĩ sādhāraṇ tan mē̃ hī ātā hū̃ .
207The Father says: I only enter an ordinary body.
192Itnā mātāō̃ kā jhuṇḍ sambhālnā hai isliē sādhāraṇ tan liyā hai , jissē kharchā chaltā rahā .
208He has to look after such a big group of mothers and so He has taken an ordinary body through whom the expenses can continue to be met.
193Śhivbābā kā bhaṇḍārā hai .
209This is Shiv Baba's bhandara (treasure store).
194Bhōlā bhaṇḍārī , avināśhī gyān ratnō̃ kā bhī hai aur phir adopted bachchē haĩ , unhō̃ key|kī bhī sambhāl hōtī ātī hai .
210He is the Innocent Treasurer of the imperishable jewels of knowledge, and you are the adopted children who are also looked after.
195Yah tō bachchē hī jānē .
211Only you children know this.
196Pahlē-pahlē jab śhurū karō tō bōlō śhiv bhagvānuvāch - vah sabkā rachayitā hai phir śhrīkr̥iṣhṇa kō gyān sāgar , god father kaisē kah saktē ?
212When you first begin, start with: God Shiva speaks. 213He is the Creator of all. 214Then, ask: How can Shri Krishna be called the Ocean of Knowledge or God, the Father?
197Likhat aisī clear hō jō paṛhnē sē achchhī rīti buddhi mē̃ baiṭhē .
215The writing should be so clear that it sits in their intellects very well when they read it.
198Kōī-kōī kō tō dō tīn varṣh lagtē haĩ samajhnē mē̃ .
216Some people take two to three years to understand this.
199Bhagvān kō ākar bhakti kā phal dēnā hai .
217God has to come and give the fruit of their devotion.
200Brahmā dvārā bāp nē yagya rachā .
218The Father created this sacrificial fire through Brahma.
201Brāhmaṇō̃ kō paṛhāyā , brāhmaṇ sē dēvtā banāyā .
219He taught Brahmins and made them into deities.
202Phir nīchē ānā hī hai .
220You then had to come down.
203Baṛī achchhī samjhānī hai .
221This is a very good explanation.
204Pahlē yah siddhkar batānā hai - śhrīkr̥iṣhṇa heavenly prince hai , heavenly god father nahī̃ .
222First of all, you have to prove that Shri Krishna is a heavenly prince; he is not heavenly God the Father.
205Sarvavyāpī K|kē gyān sē bilkul hī tamōpradhān ban gayē haĩ .
223People have become completely tamopradhan through the notion of omnipresence.
206Jisnē bādśhāhī dī|the , unkō bhūl gayē haĩ .
224They have forgotten the One who gave them their sovereignty.
207Kalp-kalp bābā rājya dētē haĩ aur ham phir bābā kō bhūl jātē haĩ .
225The Father gives us that kingdom every cycle and we then forget Baba.
208Baṛā wonder lagtā hai .
226It is so amazing!
209Sārā din khuśhī mē̃ nāchnā chāhiē .
227You should dance in happiness throughout the whole day.
210Bābā hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ .
228Baba is making us into the masters of the world!
211Achchhā !
229Achcha.
212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
230To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
231The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
214Dhārṇā kē liē mukhya sār :
232Essence for dharna:
2151 ) avyabhichārī pitāvratā hō rahnā hai .
233 1. Be faithful to the Father in an unadulterated way.
216Yād kō baṛhātē buddhi kō pavitra banānā hai .
234Increase your remembrance of the Father and make your intellect pure.
2172 ) bāp kā yuktiyukt parichay dēnē key|kī vidhi nikālnī hai .
235 2. Create ways to give the Father's introduction in a tactful way.
218Vichār sāgar manthan kar alpha kō siddh karnā hai .
236Churn the ocean of knowledge and prove who Alpha is.
219Niśhchay-buddhi ban sēvā karnī hai .
237Do service with faith in your intellect.
Blessing
220Vardān : sva-parivartan dvārā viśhva parivartan kē nimitt bannē vālē śhrēṣhṭh sēvādhārī bhav
238Blessing: May you be an elevated server who becomes an instrument for world transformation by having self-transformation.
221Āp bachchō̃ nē sva parivartan sē viśhva parivartan karnē kā contract liyā hai .
239 You children have taken the contract of bringing about world transformation through your self-transformation.
222Sva-parivartan hī viśhva parivartan kā ādhār hai .
240Self-transformation is the basis for world transformation.
223Binā sva-parivartan K|kē kōī bhī ātmā prati kitnī bhī mēhnat karō , parivartan nahī̃ hō saktā kyōṅki ājkal K|kē samay mē̃ sirph sunnē sē nahī̃ badaltē lēkin dēkhnē sē badaltē haĩ .
241No matter how much effort you make on a soul, without transforming yourself, there can be no transformation in that soul. 242This is because, in today’s world, people do not change just by hearing something, but they change when they see a change.
224Kaī bandhan ḍālnē vālē bhī jīvan kā parivartan dēkhkar badal jātē haĩ .
243Many who cause you some bondage change themselves when they see the transformation in your life.
225Tō karkē dikhānā , badalkar dikhānā hī śhrēṣhṭh sēvādhārī bannā hai .
244So, to demonstrate this by doing it, to demonstrate it by changing yourself, is to become an elevated server.
Slogan
226Slōgan : samay , saṅkalp aur bōl key|kī energy kō west|waste sē best mē̃ change kar dō tō śhaktiśhālī ban jāyēṅgē .
245Slogan: Change the energy of your time, thoughts and words from waste into best and you will become powerful.
246*** Om Shanti ***