मंगलवार 14 नवंबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

014-11-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 14/11/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - manuṣhya kō dēvtā banānē key|kī service mē̃ vighna jarūr paṛē̃gē . 2Tumhē̃ taklīph sahan karkē bhī is service par tatpar rahnā hai , merciful bannā hai ' '

1Essence: Sweet children, there will definitely be obstacles in the service of changing human beings into deities. 2You have to tolerate all difficulties and still remain engaged in doing this service. 3You have to become merciful.

Question

3Praśhna  : jisē antim janm key|kī smr̥iti rahtī hai uskī niśhānī kyā hōgī  ?

4Question: What are the signs of those who are aware of their final birth?

Answer

4Uttar  : unkī buddhi mē̃ rahēgā ki ab is duniyā mē̃ dūsrā janm hamē̃ nahī̃ lēnā hai aur na tō dūsrō̃ kō janm dēnā hai .

5Answer: Their intellects are aware that they are neither going to take another birth in this world nor will they give birth to others. 6This is a world of sinful souls and we don't want it to increase any more; it has to be destroyed.

5Yah pāp ātmāō̃ kī duniyā hai , iskī vr̥iddhi ab nahī̃ chāhiē . 6Isē vināśh hōnā hai .

7We will shed these old clothes and return to our home.

7Ham in purānē vastrō̃ kō utār apnē ghar jāyēṅgē . 8Ab nāṭak pūrā huā .

8The play is now coming to an end.

Song

9Gīt  : naī umar key|kī kaliyā̃ …

9Song: The buds of the new age…

Murli

10Ōm śhānti .

10Om shanti.

11Bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki tum bachchō̃ kō harēk key|kī jyōti jagānī hai .

11The Father sits here and explains to you children: You children have to ignite each one's light.

12Yah tumhārī buddhi mē̃ hai .

12This is in your intellects.

13Bāp kō bhī bēhad kā khyāl rahtā hai ki jō bhī manuṣhya mātra haĩ , unkō mukti kā rāstā batāyē̃ .

13The Father too has the unlimited thought to show all human beings the path to liberation.

14Bāp ātē hī haĩ - bachchō̃ key|kī service karnē , duḥkh sē liberate karnē .

14The Father comes to serve you children and to liberate you from sorrow.

15Manuṣhya samajhtē nahī̃ haĩ ki yah duḥkh hai tō sukh kā bhī kōī sthān hai .

15People don't understand that this is a place of sorrow and that there must also be a place of happiness.

16Yah jāntē nahī̃ .

16They don't know this.

17Śhāstrō̃ mē̃ sukh K|kē sthān kō bhī duḥkh kā sthān banā diyā hai .

17In the scriptures, they have made the place of happiness into a place of sorrow.

18Ab bāp hai merciful .

18The Father is merciful.

19Manuṣhya tō yah bhī nahī̃ jāntē ki ham duḥkhī haĩ kyōṅki sukh kā aur sukh dēnē vālē kā patā hī nahī̃ hai .

19People don't even know that they are unhappy because they don't know about happiness and the One who gives that happiness.

20Yah bhī drama key|kī bhāvī .

20This too is destined in the drama.

21Sukh kiskō kahtē haĩ , duḥkh kiskō kahtē - yah jāntē nahī̃ .

21They don't know what is called happiness and what is called sorrow.

22Īśhvar kē liē kah dētē ki vahī sukh-duḥkh dētē haĩ . 23Gōyā us par kalaṅk lagātē haĩ .

22They say of God that He is the One who gives happiness and sorrow, which means that they defame Him.

24Īśhvar , jinkō bāp kahtē haĩ , unkō jāntē hī nahī̃ .

23They don't know God, the One they call the Father.

25Bāp kahtē haĩ ki maĩ bachchō̃ kō sukh hī dētā hū̃ .

24The Father says: I only give happiness to you children.

26Tum ab jāntē hō bābā āyā hai patitō̃ kō pāvan banānē .

25You know that Baba has now come to purify the impure.

27Kahtē haĩ maĩ sabkō lē jāūṅgā sweet home .

26He says: I will take everyone back to the sweet home.

28Vah sweet home bhī pāvan hai . 29Vahā̃ kōī patit ātmā rahtī nahī̃ .

27That sweet home too is pure; no impure souls reside there.

30Us ṭhikānē kō kōī jāntē nahī̃ .

28No one knows that place.

31Kahtē haĩ ki phalānā pār nirvāṇ gayā . 32Parantu samajhtē nahī̃ .

29They say: So-and-so went beyond to the land of Nirvana, but they don't understand.

33Buddha pār nirvāṇ gayā tō jarūr vahā̃ kā rahnē vālā thā . 34Vahā̃ hī gayā .

30If Buddha went to the land of Nirvana, he must surely have been a resident of that place, and so he went back there.

35Achchhā , vah tō gayā bākī dūsrē kaisē jāyē̃  ?

31Achcha, he went there, but how could others go there?

36Sāth tō kōī kō lē nahī̃ gayā .

32He didn't take anyone with him.

37Vāstav mē̃ vah jātē nahī̃ isliē sab patit-pāvan bāp kō yād kartē haĩ .

33In fact, he didn't go there, for this is why everyone remembers the Purifier Father.

38Pāvan duniyā dō haĩ , ēk muktidhām , dūsrā jīvanmuktidhām . 39Śhivpurī aur viṣhṇupurī .

34There are two pure worlds: one is the land of liberation and the other is the land of liberation-in-life.

40Yah hai rāvaṇ purī . 41Parampitā paramātmā kō rām bhī kahtē haĩ .

35There is the land of Shiva and the land of Vishnu and this is the land of Ravan.

42Rāmrājya kahā jātā hai , tō buddhi paramātmā key|kī taraph chalī jātī hai .

36The Supreme Father, the Supreme Soul, is also called Rama. 37When "The kingdom of Rama" is said, your intellects go to God.

43Manuṣhya kō tō sab paramātmā mānē̃gē nahī̃ .

38Not everyone would accept a human being as God.

44Tō tumkō taras paṛtā hai .

39So, you have to have mercy for them.

45Taklīph tō sahan karnī paṛē .

40You have to tolerate difficulties.

46Bābā kahtē - mīṭhē bachchē , manuṣhya kō dēvtā banānē mē̃ is gyān yagya mē̃ vighna bahut hī paṛē̃gē .

41Baba says: Sweet children, there will be many obstacles in the sacrificial fire of this knowledge for changing human beings into deities.

47Gītā K|kē bhagvān nē gālī khāī thī nā .

42The God of the Gita also had to take insults.

48Gāliyā̃ unkō bhī aur tumkō bhī miltī haĩ .

43This one and you too are insulted.

49Kahtē haĩ nā ki isnē śhāyad chauth kā chandramā dēkhā hōgā .

44They say: Perhaps this one saw the moon on the fourth night.

50Yah sab haĩ dant kathāyē̃ .

45All of those are tall stories.

51Duniyā mē̃ tō kitnā ganda hai .

46There is so much dirt in the world.

52Manuṣhya kyā-kyā khātē haĩ , jānvarō̃ kō mārtē haĩ , kyā-kyā kartē haĩ  !

47Look at what people eat; they even kill animals. 48Look at the things they do.

53Bāp ākar in sab bātō̃ sē chhuṛā dētē haĩ .

49The Father comes and liberates you from all of those things.

54Duniyā mē̃ mārāmārī kitnī hai .

50There is so much violence in the world.

55Tumhārē liē bāp kitnā sahaj kar dētē haĩ .

51The Father makes everything so easy for you.

56Bāp kahtē haĩ ki tum sirph mujhē yād karō tō vikarma vināśh hō jāyēṅgē .

52The Father says: Simply remember Me and your sins will be absolved.

57Sabkō ēk hī bāt samjhāō .

53Explain just the one thing to everyone.

58Bāp kahtē haĩ apnē śhāntidhām aur sukhdhām kō yād karō .

54The Father says: Remember your land of peace and your land of happiness.

59Tum asul vahā̃ K|kē rahvāsī hō .

55You are originally residents of that place.

60Sanyāsī lōg bhī vahā̃ kē liē hī rāstā batātē haĩ .

56Sannyasis also show you the path to that place.

61Agar ēk nirvāṇdhām chalā gayā tō phir dūsrē kō kaisē lē jāyēṅgē  ?

57If someone went to the land of Nirvana, how could he take others with him?

62Unkō kaun lē jāyēgā  ?

58Who would take them there?

63Samjhō , buddha nirvāṇdhām mē̃ gayā , unkē bauddhī tō yahā̃ baiṭhē haĩ .

59For instance, Buddha went to the land of Nirvana, but his followers, the Buddhists, are sitting here.

64Unkō vāpis lē jāyē nā .

60He should also take them back with him.

65Gātē bhī haĩ jō paigambar haĩ sabkī rūh yahā̃ hai , yānī kis na kis śharīr mē̃ hai phir bhī mahimā gātē rahtē .

61It is remembered that the spirits (souls) of all the messengers are also here, that is, each of them is in one body or another and yet people continue to sing their praise.

66Achchhā , dharm sthāpan karkē gayē phir kyā huā  ?

62Achcha, they went having established a religion.

67Mukti mē̃ jānē liē manuṣhya kitnā māthā mārtē haĩ .

63What happened then? 64People beat their heads so much to go into liberation.

68Usnē tō yah jap tap tīrtha ādi nahī̃ sikhāyā .

65Baba didn't teach you to do chanting, tapasya or to go on pilgrimages etc.

69Bāp kahtē haĩ maĩ ātā hī hū̃ sabkī gati-sadgati karnē .

66The Father says: I come to grant everyone liberation and salvation.

70Sabkō lē jātā hū̃ .

67I take everyone back with Me.

71Satyug mē̃ jīvanmukti hai .

68There is liberation-in-life in the golden age.

72Ēk hī dharm hai , bākī sab ātmāō̃ kō vāpis lē jātē haĩ .

69There is just the one religion there. 70He takes all the souls back home.

73Tum jāntē hō vah bābā hai bāgvān , ham sab mālī haĩ .

71You know that Baba is the Master of the Garden and we all are gardeners.

74Mama bābā aur sab bachchē mālī ban bīj bōtē rahtē haĩ .

72As gardeners, Mama, Baba and all the children continue to sow seeds.

75Kalam nikaltī hai phir māyā K|kē tūphān lag paṛtē haĩ .

73The saplings emerge and then storms of Maya affect them.

76Anēk prakār K|kē tūphān lagtē haĩ .

74There are many types of storm that affect them.

77Yah haĩ māyā K|kē vighna .

75They are obstacles of Maya.

78Tūphān lagtē haĩ tō pūchhnā chāhiē - bābā , iskē liē kyā karnā chāhiē  ?

76When there are storms, you should ask: Baba, what should I do about this?

79Śhrīmat dēnē vālā bāp hai .

77The Father is the One who gives you shrimat.

80Tūphān tō lagē̃gē hī .

78There will be storms.

81Number one hai dēh-abhimān .

79Number one is body consciousness.

82Yah nahī̃ samajhtē ki maĩ ātmā avināśhī hū̃ , yah śharīr vināśhī hai .

80They don't understand: I, a soul, am imperishable and my body is perishable.

83Hamārē 84 janm pūrē huē .

81We have now completed our 84 births.

84Ātmā hī punarjanma lētī hai .

82It is souls that take rebirth.

85Ghaṛī-ghaṛī ēk śharīr chhōṛ dūsrā lēnā ātmā kā hī kām hai .

83It is the work of each soul to shed a body and take another one again and again.

86Ab bāp kahtē haĩ - tumhārā yah antim janm hai .

84The Father says: This is now your final birth.

87Is duniyā mē̃ dūsrā janm nahī̃ lēnā hai , na kiskō dēnā hai .

85Neither are you going to take another birth in this world, nor do you have to give birth to anyone.

88Pūchhtē haĩ ki phir sr̥iṣhṭi key|kī vr̥iddhi kaisē hōgī  ?

86Some ask: In that case, how will the world continue?

89Arē , is samay sr̥iṣhṭi key|kī vr̥iddhi nahī̃ chāhiē .

87Oh, but we don't want the world to increase any more at this time.

90Yah tō bhraṣhṭāchār key|kī vr̥iddhi hai .

88That is just increasing degradation.

91Yah rasm - rāvaṇ sē śhurū huī hai .

89This system has continued since Ravan came.

92Duniyā kō bhraṣhṭāchārī banānē vālā rāvaṇ ṭhaharā|ṭhahrā .

90It is Ravan who makes the world degraded.

93Śhrēṣhṭhāchārī rām banātē haĩ .

91Rama makes it elevated.

94Ismē̃ bhī tumkō kitnī mēhnat karnī paṛtī hai .

92For that too, you have to make so much effort.

95Ghaṛī-ghaṛī dēh-abhimān mē̃ ā jātē haĩ .

93You repeatedly become body conscious.

96Agar dēh-abhimān mē̃ na āyē tō apnē kō ātmā samajhē̃ .

94If you didn't become body conscious, you would consider yourselves to be souls.

97Satyug mē̃ bhī apnē kō ātmā tō samajhtē haĩ nā .

95In the golden age too, they consider themselves to be souls.

98Jāntē haĩ abhī yah hamārā śharīr vr̥iddha huā hai , inkō chhōṛ kar nayā lē̃gē .

96They know when their bodies have become old and that they will then have to renounce them and take new ones.

99Yahā̃ tō ātmā kā bhī gyān nahī̃ hai .

97Here, they don't even have any knowledge of souls.

100Apnē kō dēh samajh baiṭhē haĩ is duniyā sē jānē key|kī dil unkī hōtī hai jō duḥkhī hōtē haĩ .

98They simply consider themselves to be bodies. 99Those who are unhappy want to leave this world.

101Vahā̃ tō hai hī sukh . 102Bākī ātmā kā gyān vahā̃ rahtā hai .

100There, there is just happiness, but they do have the knowledge of souls there.

103Ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ isliē duḥkh nahī̃ hōtā .

101Each one sheds a body and takes another and this is why they don't experience sorrow.

104Vah sukh key|kī prālabgh hai .

102That is the reward of happiness.

105Yahā̃ bhī ātmā tō kahtē haĩ , phir bhal kōī ātmā sō paramātmā kah dētē haĩ .

103Here, too, they speak of the soul, and some even say that each soul is the Supreme Soul.

106Ātmā hai , yah tō gyān hai nā . 107Parantu yah nahī̃ jāntē ki ham is part sē vāpis jā nahī̃ saktē .

104They do have knowledge of the existence of souls, but they don't know that they cannot leave their parts and go back.

108Ēk śharīr chhōṛ phir dūsrā lēnā jarūr hai .

105Each of you definitely has to shed a body and then take another.

109Punarjanma tō sab mānē̃gē .

106Everyone believes in rebirth.

110Karma tō sab kūṭtē haĩ nā .

107Everyone repents for his actions.

111Māyā K|kē rājya mē̃ karma , vikarma hī bantē haĩ , tō karm kūṭtē rahtē haĩ .

108In the kingdom of Maya, actions are always sinful and so they continue to repent for their actions.

112Vahā̃ aisē karma nahī̃ , jō kūṭnē paṛē̃ .

109There, you won't perform any such action that you would then have to repent for it.

113Ab tum samajhtē hō ki vāpis jānā hai . 114Vināśh hōnā hī hai .

110You understand that you now have to return home and that destruction has to take place.

115Bombs key|kī trial bhī lē rahē haĩ .

111They are still trying out the bombs.

116Gussē mē̃ ākar phir ṭhōk dēgē .

112Out of anger, they would attack with bombs.

117Yah powerful bombs haĩ .

113They are powerful bombs.

118Gāyan bhī hai europe-vasi yādav .

114The Yadavas of Europe are remembered.

119Bhal ham sab dharm vālō̃ kō europe-vasi hī kahē̃gē .

115We would call those of all religions the residents of Europe.

120Bhārat hai ēk taraph . 121Bākī un sabkō milā diyā hai .

116On the one side is Bharat and they have then mixed all the others together.

122Apnē khaṇḍ liē unhō̃ kō pyār tō bahut hai .

117They have a lot of love for their own countries.

123Parantu bhāvī aisī hai tō kyā karē̃gē  ?

118However, destiny is such and so what can they do?

124Tākat sārī tumkō bābā dē rahē haĩ .

119Baba is giving all of you full power.

125Yōgbal sē tum rājya lē lētē hō .

120You claim the kingdom with the power of yoga.

126Tumkō kōī bhī taklīph nahī̃ dētē haĩ .

121Baba doesn't give you any difficulties.

127Sirph bāp kahtē haĩ mujhē yād karō , dēh-abhimān chhōṛō .

122The Father simply says: Remember Me and renounce body consciousness.

128Kahtē haĩ ki maĩ rām kō yād kartā hū̃ , śhrīkr̥iṣhṇa kō yād kartā hū̃ , tō vē|way apnē kō ātmā thōṛēhī samajhtē haĩ .

123Some say: I remember Rama or I remember Shri Krishna. 124They do not consider themselves to be souls at that time.

129Ātmā samajhtē tō ātmā K|kē bāp kō kyō̃ nahī̃ yād kartē haĩ  ?

125If they understand themselves to be souls, why do they not remember the Father of souls?

130Bāp kahtē haĩ mujh parampitā paramātmā kō yād karō .

126The Father says: Remember Me, the Supreme Father, the Supreme Soul.

131Tum jīv ātmā kō kyō̃ yād kartē hō  ?

127Why do you remember human beings?

132Tumkō dēhī-abhimānī bannā hai .

128You have to become soul conscious.

133Maĩ ātmā hū̃ , bāp kō yād kartā hū̃ .

129I am a soul and I am remembering the Father.

134Bābā nē farmān kiyā hai - yād karnē sē vikarma vināśh hōṅgē aur varsā bhī buddhi mē̃ ā jāyēgā . 135Bāp aur jāydād arthāt mukti aur jīvanmukti .

130Baba has ordered you: Remember Me and your sins will be absolved and the inheritance will also enter your intellects: the Father and the property, that is, liberation and liberation-in-life.

136Iskē liē hī dhakkē khātē rahtē haĩ .

131People continue to stumble around for this.

137Yagya , jap , tap ādi kartē rahtē haĩ .

132They continue to hold sacrificial fires, do tapasya and chanting etc.

138Pope sē bhī āśhīrvād lēnē jātē haĩ , yahā̃ bāp sirph kahtē haĩ ki dēh-abhimān chhōṛō , apnē kō ātmā niśhchay karō .

133They even go to seek blessings from the Pope. 134Here, the Father just tells you to renounce body consciousness and have the faith that you are souls.

139Yah nāṭak pūrā huā hai , hamārē 84 janm pūrē huē haĩ , ab jānā hai .

135This play has ended, our 84 births have ended and we now have to return home.

140Kitnā sahaj karkē samjhātē haĩ .

136Baba has explained it so easily!

141Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē buddhi mē̃ yah rakhō .

137While living at home with your families, keep this in your intellects.

142Jaisē nāṭak pūrā hōnē par hōtā hai tō samajhtē haĩ ki bākī 15 minute haĩ . 143Abhī yah scene pūrī hōgī .

138When a play is about to end, they understand that there are only 15 minutes to go and that the scene will then end.

144Actors samajhtē haĩ ham yah kapṛā utār ghar kō jāyēṅgē .

139Actors understand that they will shed their costumes and return home.

145Abhī sabkō vāpis jānā hai .

140Everyone now has to return home.

146Aisī-aisī bātē̃ apnē sē karnī chāhiē .

141Talk to yourself about these things.

147Kitnā samay hamnē sukh-duḥkh kā part bajāyā hai , yah jāntē haĩ .

142You know for how long you have played your parts of happiness and sorrow.

148Abhī bāp kahtē haĩ ki mujhē yād karō , duniyā mē̃ kyā-kyā hō rahā hai , in sabkō bhūl jāō - yah sab ḵẖatm hō jānē vālē haĩ , ab vāpis jānā hai .

143The Father now says: Remember Me. 144Forget all the things that are happening in the world. 145All of them are going to be destroyed. 146You now have to return home.

149Vah samajhtē haĩ ki kaliyug abhī 40 hajār varṣh chalēgā .

147Those people believe that the iron age will still continue for another forty thousand years.

150Iskō ghōr andhiyārā kahā jātā hai .

148That is called extreme darkness.

151Bāp kā parichay nahī̃ hai .

149They don't have the Father's introduction.

152Gyān mānā bāp kā parichay , agyān mānā no|know parichay .

150Knowledge means to have the Father's introduction and ignorance means no introduction.

153Tō gōyā ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .

151So, that means that they are in extreme darkness.

154Abhī tum ghōr sōjharē mē̃ hō - number-vār puruṣhārth anusār .

152You are now in extreme light, numberwise, according to the efforts you make.

155Ab rāt pūrī hōnē vālī hai , ham vāpis jātē haĩ .

153The night is about to end and we are to return home.

156Āj brahmā kī rāt , kal brahmā kā din hōgā , badalnē mē̃ time tō lagēgā nā .

154Now, it is the night of Brahma, and tomorrow, it will be the day of Brahma. 155It takes time for it to change.

157Tum jāntē hō ab ham mr̥ityulōk mē̃ haĩ , kal amarlōk mē̃ hōṅgē .

156You know that we are now in the land of death and that tomorrow we will be in the land of immortality.

158Pahlē tō vāpis jānā hōgā .

157First of all, we will have to return home.

159Aisē yah 84 janmō̃ kā chakra phirtā hai . 160Yah phirnā band nahī̃ hōtā hai .

158The cycle of 84 births continues to turn in this way; it never stops turning.

161Bābā kahtē haĩ tum kitnī bār mērē sē milē hōṅgē  ?

159Baba says: How many times would you have met Me?

162Bachchē kahtē ki anēk bār milē haĩ .

160You children say that you would have met Me many times.

163Tumhārē 84 janmō̃ kā chakra pūrā hōtā hai , tō sabkā hō jāyēgā .

161Your cycle of 84 births will come to an end, and so the cycle will also end for everyone else.

164Iskō kahā jātā hai gyān .

162This is called knowledge.

165Gyān dēnē vālā hai hī gyān sāgar , parampitā paramātmā , patit-pāvan . 166Tum pūchh saktē hō patit-pāvan kiskō kahā jātā hai  ?

163It is only the Ocean of Knowledge, the Supreme Father, the Supreme Soul, the Purifier, who gives you this knowledge.

167Bhagvān tō nirākār kō kahā jātā hai phir tum raghupati rāghav rājā rām kyō̃ kahtē hō  ?

164You can ask: Who is called the Purifier? 165The incorporeal One is called God, so why do you say: The Lord of Raghu is King Rama?

168Ātmāō̃ kā bāp tō vah nirākār hī hai , samjhānē key|kī baṛī hī yukti chāhiē .

166The Father of all souls is that incorporeal One. 167Great tact is needed to explain these things.

169Din-pratidin tumhārī unnati hōtī rahēgī kyōṅki guhya gyān miltā rahtā hai .

168Day by day, you will continue to progress because you continue to receive this deep knowledge.

170Samjhānē kē liē hai sirph alpha key|kī bāt .

169It is just the matter of Alpha that you have to explain.

171Alpha kō bhūlē tō orphan hō gayē , duḥkhī hōtē rahtē haĩ .

170If you forget Alpha, you become orphans and you continue to be unhappy.

172Ēk dvārā , ēk kō jānnē sē tum 21 janm sukhī hō jātē hō .

171By coming to know the One from the One, you become happy for 21 births.

173Yah hai gyān , vah hai agyān , jō kah dētē paramātmā sarvavyāpī hai .

172This is knowledge whereas that is ignorance when they say that God is omnipresent.

174Arē , vah tō bāp hai .

173Oh! 174But, He is the Father.

175Bāp kahtē haĩ tumhārē andar bhūt sarvavyāpī haĩ .

175The Father says: The evil spirits in you are omnipresent.

1765 vikār rūpī rāvaṇ sarvavyāpī hai .

176Ravan, in the form of five vices, is omnipresent.

177Yah bātē̃ samjhānī paṛtī haĩ .

177You have to explain these things.

178Ham īśhvar key|kī gōd mē̃ haĩ - yah baṛā bhārī naśhā hōnā chāhiē .

178You should have great intoxication that you are in God's lap.

179Phir bhaviṣhya mē̃ dēvtāī gōd mē̃ jāyēṅgē .

179Then, in the future, you will go into the lap of the deities.

180Vahā̃ tō sadaiv sukh hai .

180There is constant happiness there.

181Śhivbābā nē hamkō adopt kiyā hai .

181Shiv Baba has adopted us. 182We have to remember Him.

182Unkō yād karnā hai . 183Apnā bhī aur dūsrō̃ kā bhī kalyāṇ karnā hai tō rājāī milēgī .

183You have to bring benefit to yourselves and to others and you will then receive the kingdom.

184Yah samajhnē key|kī baṛī achchhī bāt hai .

184These are very good matters to understand.

185Śhivbābā hai nirākār , ham ātmā bhī nirākār haĩ .

185Shiv Baba is incorporeal and we souls are also incorporeal.

186Vahā̃ ham aśharīrī naṅgē rahtē thē .

186We used to reside there, bodiless, naked.

187Bābā tō sadaiv aśharīrī hī hai , bābā kabhī śharīr rūpī kapṛā pahan punarjanma nahī̃ lētē haĩ .

187Baba is always bodiless. 188Baba never wears the costume of a body or takes rebirth.

188Bābā ēk bār reincarnate kartē haĩ .

189Baba reincarnates just once.

189Pahlē-pahlē brāhmaṇ rachtē haĩ tō unkō apnā banākar aur nām rakhnā paṛē nā .

190First of all, He creates Brahma. 191Therefore, He makes this one belong to Him and gives him a different name.

190Brahmā nahī̃ tō brāhmaṇ kahā̃ sē āyē  ?

192If it weren't for Brahma, where would Brahmins come from?

191Tō yah vahī hai jisnē pūrē 84 janma liē haĩ , gōrā jō phir sāṅvarā banā hai , sundar sē śhyām , śhyām sē sundar bantā hai . 192Bhārat kā bhī ham śhyām-sundar nām rakh saktē haĩ .

193So, this is the same one who has taken the full 84 births. 194He is the beautiful one who then becomes ugly: he becomes shyam (ugly) from sundar (beautiful) and then he becomes sundar from shyam. 195We can also call Bharat, ‘Shyam-sundar’.

193Bhārat kō hī śhyām , bhārat kō hī golden age , sundar kahtē haĩ .

196Bharat itself is called Shyam and Bharat is called golden aged, sundar (beautiful).

194Bhārat hī kām chitā par baiṭh kālā bantā hai , bhārat hī gyān chitā par baiṭh gōrā bantā hai .

197It is Bharat that sits on the pyre of lust and becomes ugly. 198It is Bharat itself that sits on the pyre of this knowledge and becomes beautiful.

195Bhārat sē hī māthā mārnā paṛtā hai .

199Baba has to beat His head with Bharat.

196Bhāratvāsī phir aur aur dharmō̃ mē̃ convert hō gayē haĩ .

200Some people of Bharat have been converted to other religions.

197European aur Indian mē̃ fark nahī̃ dikhāī paṛtā hai , vahā̃ jākar śhādī kartē haĩ tō phir kriściyan kahlānē lag paṛtē haĩ .

201There is no visible difference between Europeans and Indians. 202When they (Indians) go abroad and get married there, they are called Christians.

198Unkē bachchē ādi bhī usī features K|kē hōtē haĩ .

203Their children would have those same features.

199Aphrīkā mē̃ bhī śhādī kar lētē haĩ .

204Some even go to Africa and get married.

200Ab bābā viśhālbuddhi dētē haĩ , chakra kō samajhnē key|kī .

205Baba now gives you broad and unlimited intellects to understand the cycle.

201Yah bhī likhā huā hai - vināśh kālē viparīt buddhi .

206It is written that there were those who had divorced intellects at the time of destruction.

202Yādavō̃ aur kauravō̃ nē prīt nahī̃ rakhī .

207The Yadavas and Kauravas had no love.

203Jinhōnnē prīt rakhī unkī vijay huī .

208Those who had love were victorious.

204Viparīt buddhi kahā jātā hai duśhman kō .

209An enemy is said to be one with a divorced intellect.

205Bāp kahtē haĩ is samay sab ēk-dō K|kē duśhman haĩ .

210The Father says: At this time, all are enemies of one another.

206Bāp kō hī sarvavyāpī kah gālī dētē haĩ yā tō phir kah dētē janm-maraṇ rahit hai , unkō kōī bhī nām-rūp nahī̃ hai .

211They call the Father omnipresent and insult Him in this way, or they say that He is beyond birth and death and that He doesn't have any name or form.

207Ō god father bhī kahtē haĩ , sākṣhātkār bhī hōtā hai ātmā aur paramātmā kā .

212They still say: O God, the Father! 213They even have visions of a soul or the Supreme Soul.

208Usmē̃ aur paramātmā mē̃ fark nahī̃ rahtā . 209Bākī number-vār cum|kam jāstī tākat tō hōtī hī hai .

214There is no difference between souls and the Supreme Soul, but there is numberwise strength, less and more.

210Manuṣhya bhal manuṣhya haĩ , unmē̃ bhī tō martabē hōtē haĩ .

215Although human beings are human beings, there are also levels of their status.

211Buddhi kā fark hai .

216There is a difference between their intellects.

212Gyān sāgar nē tumkō gyān diyā hai tō unkō yād kartē hō , vah avasthā tumhārī ant mē̃ banēgī .

217The Ocean of Knowledge gave you this knowledge and this is why you remember Him. 218That stage of yours will be created at the end.

213Amr̥itvēlē simar-simar sukh pāō , bhal lēṭē rahō parantu nīnd nahī̃ ānī chāhiē .

219You must remember the Father at amrit vela and experience happiness. 220You may lie down, but you mustn't fall asleep.

214Apnā haṭh kar baiṭhnā chāhiē . 215Mēhnat hai .

221You should sit with your own determination; this requires effort.

216Vaidya lōg bhī davāī dētē haĩ amr̥itvēlē kē liē .

222Herbalists give medicine for amrit vela.

217Yah bhī davāī hai .

223This too is a medicine.

218Rachtā bāp brahmā dvārā brāhmaṇ rachkar paṛhātē haĩ - yah bāt sabkō samjhānī hai .

224The Father, the Creator, creates Brahmins through Brahma and teaches this knowledge. 225Explain this to everyone.

219Achchhā  !

226Achcha.

220Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

227To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

221Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

228The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

222Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

229Essence for dharna:

2231 ) hamnē īśhvar key|kī gōd lī hai phir dēvtāī gōd mē̃ jāyēṅgē isī rūhānī naśhē mē̃ rahnā hai .

230 1. Maintain the spiritual intoxication that you have come into God's lap and that you will then go into the lap of the deities.

224Apnā aur dūsrō̃ kā kalyāṇ karnā hai .

231Bring benefit to yourself and to others.

2252 ) amr̥itvēlē uṭh gyān sāgar K|kē gyān kā manan karnā hai .

232 2. Wake up at amrit vela and churn the knowledge of the Ocean of Knowledge.

226Ēk key|kī avyabhichārī yād mē̃ rahnā hai .

233Stay in unadulterated remembrance of the One.

227Dēh-abhimān chhōṛ svayã kō ātmā niśhchay karnā hai .

234Renounce body consciousness and have the faith that you are a soul.

Blessing

228Vardān  : amr̥itvēlē sē rāt tak yād K|kē vidhipūrvak her|har karma karnē vālē siddhi svarūp bhav

235Blessing: May you perform every action systematically with remembrance from amrit vela until night time and thereby become an embodiment of success..

229Amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak jō bhī karma karō , yād K|kē vidhipūrvak karō tō her|har karma key|kī siddhi milēgī .

236 Whatever actions you perform from amrit vela until night time, do those systematically with remembrance and every action will be successful.

230Sabsē baṛē sē baṛī siddhi hai - pratyakṣhaphal K|kē rūp mē̃ atīndriya sukh key|kī anubhūti hōnā .

237The greatest success of all is to experience supersensuous joy in the form of instant fruit.

231Sadā sukh key|kī laharō̃ mē̃ , khuśhī key|kī laharō̃ mē̃ laharātē rahē̃gē .

238You will constantly continue to move along in waves of happiness and joy.

232Tō yah pratyakṣhaphal bhī miltā hai aur phir bhaviṣhya phal bhī miltā hai .

239So, you receive this fruit instantly and you also receive fruit in the future.

233Is samay kā pratyakṣhaphal anēk bhaviṣhya janmō̃ K|kē phal sē śhrēṣhṭh hai .

240The fruit you receive instantly in this birth is even more elevated than the fruit you receive in your many future births.

234Abhī-abhī kiyā , abhī-abhī milā - iskō hī kahtē haĩ pratyakṣhaphal .

241You do something now and instantly receive the fruit of it at the same time: this is called instant fruit.

Slogan

235Slōgan  : svayã kō nimitt samajh her|har karma karō tō nyārē aur pyārē rahē̃gē , maĩ pan ā nahī̃ saktā .

242Slogan: Perform every action considering yourselves to be instruments and you will remain detached and loving and not have any consciousness of “I”.

243*** Om Shanti ***