शनिवार 18 नवंबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

018-11-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 18/11/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - manuṣhya kō dēvtā banānē key|kī service kā tumhē̃ bahut-bahut śhauk hōnā chāhiē lēkin is service kē liē svayã mē̃ haḍḍī dhārṇā chāhiē ' '

1Essence: Sweet children, have great interest in doing the service of changing human beings into deities. 2However, in order to do this service, you need to have deep dharna yourselves.

Question

2Praśhna  : ātmā mailī kaisē bantī hai  ? 3Ātmā par kaun see|sī|C mail chaṛhtī hai  ?

3Question: How do souls become dirty? 4Which dirt are souls covered with?

Answer

4Uttar  : mitr-sambandhiyō̃ key|kī yād sē ātmā mailī ban jātī hai .

5Answer: Souls become dirty by having remembrance of friends and relatives. 6The number one rubbish is body consciousness and then the rubbish of greed and attachment begins.

5Pahlē number kā kichṛā hai dēh-abhimān kā , phir lōbh mōh kā kichṛā śhurū hōtā hai , yah vikārō̃ key|kī mail ātmā par chaṛhtī hai . 6Phir bāp kī yād bhūl jātī hai , service nahī̃ kar saktē haĩ .

7Souls become covered with the dirt of the vices. 8Then they forget to have remembrance of the Father and are unable to do service.

Song

7Gīt  : tumhārē bulānē kō jī chāhtā hai …

9Song: My heart desires to call out to You.

Murli

8Ōm śhānti .

10Om shanti.

9Yah gīt baṛā achchhā hai .

11This song is very good.

10Bachchē guarantee bhī kartē haĩ ki āpkā sun karkē phir yah gyān sunānē key|kī dil hōtī hai .

12You children give this guarantee: After listening to You I feel like sharing this knowledge with others.

11Yād tō bachchē kartē haĩ , yah bhī jarūr hai , kōī yād kartē hōṅgē aur milē bhī hōṅgē .

13Some children do have remembrance and that is also essential. 14Some would have remembrance and would also have met Baba.

12Kahā jātā hai kōṭō̃ mē̃ kōī ākarkē yah varsā lētē haĩ .

15It is said that a handful out of multimillions come and claim this inheritance.

13Abhī tō buddhi bahut viśhāl hō gaī hai .

16Your intellects have now become very broad and unlimited.

14Jarūr pāñch hajār varṣh pahlē bhī bāp rājyōg sikhānē āyā hōgā .

17The Father would surely have also come 5000 years ago to teach you Raja Yoga.

15Pahlē-pahlē tō yah samjhānā hai ki knowledge kisnē sunāī thī kyōṅki yahī baṛī bhūl hai .

18First of all, you have to explain who spoke this knowledge because that is the biggest mistake.

16Bāp nē samjhāyā hai sarv śhāstramaī śhirōmaṇī gītā hai bhāratvāsiyō̃ kā śhāstra .

19The Father has explained that the Gita, the jewel, the mother of all the scriptures, is the scripture of Bharat.

17Sirph manuṣhya yah bhūl gaē haĩ sarv śhāstramaī gītā kisnē gāī aur ussē kaun-sā dharm sthāpan huā  ?

20It is just that people have forgotten who spoke the Gita, the jewel, the mother of all scriptures, and which religion was established through that.

18Bākī gātē jarūr haĩ - hē bhagvān āp āō .

21However, they definitely sing: O God, come!

19Bhagvān tō jarūr ātē hī haĩ - naī pāvan duniyā key|kī rachnā rachnē .

22God definitely does come to create the new, pure world.

20Duniyā kā hī tō father hai nā .

23He is the Father of the world, is He not?

21Bhakta gātē bhī haĩ - āp āō tō sukh milē yā śhānti milē .

24Devotees sing: When You come, we are able to receive happiness and peace.

22Sukh aur śhānti dō chījē̃ haĩ .

25Happiness and peace are two things.

23Satyug mē̃ jarūr sukh bhī hai bākī sab ātmāē̃ śhānti dēśh mē̃ haĩ .

26In the golden age, there is definitely happiness there, but all the rest of the souls are in the land of peace.

24Yah parichay dēnā paṛē .

27This introduction has to be given.

25Naī duniyā mē̃ nayā bhārat , rām rājya thā .

28In the new world, there is New Bharat, the kingdom of Rama.

26Usmē̃ sukh hai , tab tō rām rājya key|kī mahimā hai .

29There is happiness in that world and this is why there is praise of the kingdom of Rama.

27Uskō rām rājya kahtē haĩ tō inkō rāvaṇ rājya kahnā paṛē kyōṅki yahā̃ duḥkh hai .

30If that is called the kingdom of Rama, this has to be called the kingdom of Ravan because there is sorrow here.

28Vahā̃ sukh hai , bāp ākar sukh dētē haĩ .

31There is happiness there. 32The Father comes and gives happiness.

29Bākī sabkō śhāntidhām mē̃ śhānti mil jātī hai .

33Everyone else receives peace in the land of peace.

30Śhānti aur sukh kā dātā tō bāp hai nā .

34The Father is the Bestower of peace and happiness.

31Yahā̃ hai aśhānti , duḥkh .

35Here, there is peacelessness and sorrow.

32Tō buddhi mē̃ yah gyān ṭapaknā chāhiē , ismē̃ avasthā baṛī achchhī chāhiē .

36So, let this knowledge trickle into your intellects. 37A very good stage is needed for this.

33Aisē tō chhōṭē bachchō̃ kō bhī sikhlāyā jātā hai parantu arth|earth tō samjhā nā sakē̃ , ismē̃ haḍḍī dhārṇā chāhiē . 34Jō kōī phir praśhna pūchhē tō samjhā bhī sakē̃ .

38Even little children are taught this, but they cannot explain the meaning. 39This has to be imbibed very deeply so that, if anyone asks you any questions, you can explain to them.

35Avasthā achchhī chāhiē .

40A very good stage is needed.

36Nahī̃ tō kabhī dēh-abhimān mē̃ , kabhī krōdh , mōh mē̃ girtē rahtē haĩ .

41Otherwise, due to body consciousness, anger or attachment, you sometimes continue to fall.

37Likhtē bhī haĩ - bābā , āj ham krōdh mē̃ girā , āj ham lōbh mē̃ girā .

42Some even write: Baba, today, I fell due to anger. 43Today, I fell due to greed.

38Avasthā majbūt hō jātī hai tō girnē key|kī bāt hī nahī̃ rahtī .

44When your stage becomes strong, there will be no question of falling.

39Bahut śhauk rahtā hai - manuṣhya kō dēvtā banānē key|kī service karē̃ .

45There will be a lot of interest in doing the service of changing human beings into deities.

40Gīt bhī baṛā achchhā hai - bābā , āp āyēṅgē tō ham bahut sukhī hō jāyēṅgē .

46The song is very good: Baba, when You come, we will become very happy.

41Bāp kō ānā tō jarūr hai . 42Nahī̃ tō patit sr̥iṣhṭi kō pāvan kaun banāē  ?

47The Father definitely has to come, otherwise, who would make the impure world pure?

43Śhrīkr̥iṣhṇa tō dēhdhārī hai .

48Krishna is a bodily being.

44Unkā vā brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā nām nahī̃ lē saktē .

49You cannot give his name or the names of Brahma, Vishnu or Shankar for this.

45Gātē bhī haĩ patit-pāvan āō tō unsē pūchhnā chāhiē yah tumnē kiskē liē kahā  ?

50People sing: O Purifier, come! 51So, you should ask them: To whom did you say this?

46Patit-pāvan kaun hai aur vah kab āyēgā  ?

52Who is the Purifier and when will He come?

47Patit-pāvan vah hai , unkō bulātē hō tō jarūr yah patit duniyā hai .

53That One is the Purifier, and, since you call Him, this world must surely be impure.

48Pāvan duniyā satyug kō kahā jātā hai .

54The golden age is called the pure world.

49Patit duniyā kō pāvan kaun banāyēṅgē  ?

55Who would make this impure world pure?

50Gītā mē̃ bhī hai barōbar bhagvān nē hī rājyōg sikhāyā aur in vikārō̃ par hī jīt pāī .

56It is mentioned in the Gita that God Himself truly taught Raja Yoga and enabled you to gain victory over those vices.

51Kām mahāśhatru hai .

57Lust is the greatest enemy.

52Pūchhnā paṛtā hai ki yah kisnē kahā ki maĩ rājyōg sikhātā hū̃ , kām mahāśhatru hai  ?

58You have to ask them: Who said that He will teach you Raja Yoga and that lust is the greatest enemy?

53Yah kisnē kahā ki maĩ sarvavyāpī hū̃  ?

59Who said that He is omnipresent?

54Kis śhāstra mē̃ likhā huā hai  ?

60In which scripture is this written?

55Kiskē liē kahā jātā hai patit-pāvan  ?

61Of whom is it said that He is the Purifier?

56Kyā patit-pāvnī gaṅgā hai yā aur kōī hai  ?

62Is the Ganges the Purifier or is it someone else?

57Gāndhī jī bhī kahtē thē patit-pāvan āō , gaṅgā tō hamēśhā hai hī .

63Even Gandhiji used to say: O Purifier, come! 64The Ganges has always existed.

58Vah kōī naī nahī̃ hai .

65It is not new.

59Gaṅgā kō tō avināśhī kahē̃gē bākī sirph tamōguṇī tatva ban jātē haĩ tō unmē̃ chañchaltā ā jātī hai .

66The Ganges would be called imperishable; it is just that the elements become tamoguni and so they cause mischief.

60Bāṛh kar dētē haĩ , apnā rāstā chhōṛ dētē haĩ .

67They make it overflow and bring floods. 68They then change the direction of its flow.

61Satyug mē̃ tō baṛā regular sab chaltā hai .

69In the golden age everything works regularly.

62Cum|kam jāstī bāriśh ādi nahī̃ paṛ saktī .

70There cannot be too little or too much rainfall.

63Vahā̃ duḥkh key|kī bāt nahī̃ .

71There is no question of sorrow there.

64Tō buddhi mē̃ yah rahnā chāhiē ki patit-pāvan hamārā bābā hī hai .

72So, let it remain in your intellects that the Purifier is our Baba alone.

65Patit-pāvan kō jab yād kartē haĩ tō kahtē haĩ - hē bhagvān , hē bābā .

73When people remember the Purifier, they call out, “O God!” 74“O Baba!”

66Yah kisnē kahā  ?

75Who said this?

67Ātmā nē .

76Souls said it.

68Tum jāntē hō patit-pāvan śhivbābā āyā huā hai .

77You know that the Purifier, Shiv Baba, has come.

69Nirākār akṣhar jarūr ḍālnā hai .

78You definitely have to insert the word ‘Incorporeal’.

70Nahī̃ tō sākār kō mān lētē haĩ .

79Otherwise, they believe the corporeal one to be this.

71Ātmā patit banī huī hai , yah kah nahī̃ saktē ki sab īśhvar haĩ .

80Souls have become impure and so you cannot say that all are God.

72Aham brahmasmi yā śhivōham kahnā bāt ēk hī hai .

81To say "I am Brahma" or "I am Shiva" is the same thing.

73Lēkin rachnā kā mālik tō ēk hī rachtā hai .

82However, the Master of creation is only the one Creator.

74Bhal manuṣhya aur kōī lambā-chauṛā arth|earth karē̃gē , hamārī bāt tō hai hī second key|kī .

83People give various very long and complicated meanings; ours is of just a second.

75Second mē̃ bāp kā varsā miltā hai .

84You receive the Father's inheritance in just a second.

76Bāp kā varsā hai svarg kī rājāī .

85The Father's inheritance is the kingdom of heaven.

77Unkō jīvanmukti kahā jātā hai .

86It is called liberation-in-life.

78Yah hai jīvanbandh .

87This is bondage-in-life.

79Samjhānā chāhiē - barōbar jab āp āyēṅgē tō jarūr hamkō svarg kā , mukti-jīvanmukti kā varsā dēgē .

88You have to explain: Truly, when You come, You will come to give us the inheritance of heaven, liberation and liberation-in-life.

80Tab hī likhtē haĩ mukti-jīvanmukti dātā ēk hai .

89This is why it is written that the Bestower of Liberation and Liberation-in-life is the One.

81Yah bhī samjhānā paṛē .

90This also has to be explained.

82Satyug mē̃ hai hī ēk ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm .

91In the golden age, there is just the one original, eternal, deity religion.

83Vahā̃ duḥkh kā nām nahī̃ .

92There is no name or trace of sorrow there.

84Vah hai hī sukhdhām .

93That is the land of happiness.

85Sūryavanśhī rājya chaltā hai .

94It is the sun-dynasty kingdom there.

86Phir trētā mē̃ hai chandravanśhī rājya .

95Then, in the silver age, it is the moon-dynasty kingdom.

87Phir dvāpar mē̃ hī islāmī , bauddhī āyēṅgē .

96Then, in the copper age, those of Islam and the Buddhists come.

88Sārā part nūndhā huā hai .

97Each whole part is fixed.

89Ēk bindī jaisī ātmā mē̃ aur paramātmā mē̃ kitnā part nūndhā huā hai .

98Such big parts are fixed in tiny, point-like souls and the Supreme Soul.

90Śhiv K|kē chitra mē̃ bhī yah likhnā paṛtā hai ki maĩ jyōtirliṅgam jitnā baṛā nahī̃ hū̃ .

99You also have to write on the picture of Shiva: I am not as big as a jyotilingam (oval-shaped light).

91Maĩ tō star misal hū̃ .

100I am like a star. 101Souls too are stars.

92Ātmā bhī star hai , gātē bhī haĩ bhr̥ikuṭī K|kē bīch mē̃ chamaktā hai ajab sitārā . . . . . . . . tō vah ātmā hī ṭhaharī .

102It is remembered: A wonderful star sparkles in the centre of the forehead. 103So, that is a soul.

93Maĩ bhī parampitā param ātmā hū̃ .

104I am the Supreme Father, the Supreme Soul.

94Parantu maĩ supreme , patit-pāvan hū̃ .

105However, I am the Supreme, the Purifier.

95Mērē guṇ alag haĩ .

106My virtues are distinct.

96Tō guṇ bhī sab likhnē paṛē̃ .

107Therefore, all the virtues also have to be written.

97Ēk taraph śhiv key|kī mahimā , dūsrē taraph śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā .

108On one side, write the praise of Shiva and on the other side, write the praise of Shri Krishna.

98Opposite bātē̃ haĩ , akṣhar achchhī rīti likhnā paṛē . 99Jō manuṣhya achchhī rīti sē paṛhkar samajh sakē̃ .

109They are opposite things; you have to write this very clearly, so that people can read and understand it very clearly.

100Svarg aur nark , sukh aur duḥkh , chāhē śhrīkr̥iṣhṇa kā din aur rāt kahō , chāhē brahmā kā kahō .

110Heaven and hell, happiness and sorrow; whether you call it the day and night of Krishna or the day and night of Brahma, it is the same thing.

101Sukh aur duḥkh kaisē chaltā - yah tō tum jāntē hō .

111You know how happiness and sorrow continue.

102Sūryavanśhī haĩ 16 kalā , chandravanśhī haĩ 14 kalā .

112The sun dynasty has 16 celestial degrees and the moon dynasty has 14 degrees.

103Vah sampūrṇ satōpradhān , vah satō .

113One is completely satopradhan and the other is sato.

104Sūryavanśhī hī phir chandravanśhī ban jātē haĩ .

114Those of the sun dynasty then become part of the moon dynasty.

105Sūryavanśhī phir trētā mē̃ āyēṅgē tō jarūr chandravanśhī kul mē̃ janma lē̃gē . 106Bhal rājāī pad lētē haĩ .

115When those of the sun dynasty go into the silver age, they definitely take birth in the moon-dynasty clan, although they do claim a royal status.

107Yah bātē̃ buddhi mē̃ achchhī rīti baiṭhānī chāhiē .

116These things should be made to sit in your intellects very well.

108Jō jitnā yād mē̃ rahēgā , dēhī-abhimānī hōgā tō dhārṇā hōgī . 109Vah service bhī achchhī karē̃gē .

117To the extent that you stay in remembrance and become soul conscious, accordingly, you will be able to imbibe.

110Spaṣhṭ kar kiskō sunāyēṅgē ham aisē baiṭhtē haĩ , aisē dhārṇā kartē haĩ , aisē samjhātē haĩ , aisē-aisē vichār sāgar manthan kartē haĩ - aurō̃ kō samjhānē kē liē .

118You will also do service very well. 119You would very clearly tell others: I sit like this, I imbibe like this, I explain in this way and I churn the ocean of knowledge in this way in order to explain to others.

111Sārā samay vichār sāgar manthan chaltā rahēgā .

120Your churning would continue all the time.

112Jinmē̃ gyān nahī̃ unkī bāt tō alag hai , dhārṇā nahī̃ hōgī .

121It is a different matter for those who don't have knowledge; they won’t imbibe anything.

113Dhārṇā hōtī hai tō service karnī paṛē .

122If they imbibe knowledge, they have to do service.

114Abhī tō service bahut baṛhtī jātī hai .

123Service is now continuing to increase a great deal.

115Din-pratidin mahimā baṛhtī jāyēgī .

124Day by day, your praise will increase.

116Phir tumhārī pradarśhanī mē̃ bhī kitnē āyēṅgē .

125So many people will then come to your exhibitions.

117Kitnē chitra banānē paṛē̃gē .

126So many pictures will have to be made.

118Bahut baṛā maṇḍap banānā paṛē .

127A very big marquee will have to be put up.

119Yū̃ tō ismē̃ samjhānē kē liē ēkānt chāhiē .

128In fact, solitude is needed to explain these things.

120Hamārē mukhya chitra haĩ hī jhāṛ , gōlā aur yah lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra .

129Our main pictures are those of the tree, the cycle and this picture of Lakshmi and Narayan.

121Rādhē-kr̥iṣhṇa K|kē chitra sē itnā samajh nahī̃ saktē ki yah kaun haĩ  ?

130People won't be able to understand as clearly from the picture of Radhe and Krishna who they are.

122Is samay tum jāntē hō ki hamkō ab bāp aisā pāvan banā rahē haĩ .

131At this time, you know that the Father is now making you pure like them.

123Sab tō ēk jaisē sampūrṇ nahī̃ banē̃gē .

132Not everyone will become complete to the same extent.

124Ātmā pavitra hōgī bākī gyān thōṛēhī sab dhāraṇ karē̃gē .

133Souls will become pure, but not everyone will imbibe knowledge.

125Dhārṇā nahī̃ hōtī tō samjhā jātā hai yah cum|kam pad pāyēṅgē .

134If someone doesn't imbibe knowledge, it is understood that he will claim a low status.

126Abhī tumhārī buddhi kitnī tīkṣhṇa hō gaī hai , number-vār tō her|har class mē̃ hōtē hī haĩ .

135Your intellects have now become so sharp. 136It is numberwise in every class.

127Kōī tīkhē , kōī ḍhīlē , yah bhī number-vār haĩ .

137Some are clever and some are dull; this too is numberwise.

128Agar kōī achchhē ādmī kō third grade samjhānē vālē mil jāē̃ tō vah samajhē̃gē yahā̃ tō kuchh hai hī nahī̃ isliē puruṣhārth kiyā jātā hai ki achchhē ādmī kō samjhānē vālā bhī achchhā diyā jāē .

138If a good person is given a third grade person to explain knowledge to him, he would think that there is nothing here. 139This is why effort is made to find someone good at explaining to a good person.

129Sab tō ēk jaisē pās|pass nahī̃ hōṅgē .

140Not everyone will pass to the same extent.

130Bābā kē pās tō limit hai .

141Baba has a limit.

131Kalp-kalp is paṛhāī kī bhī result nikaltī hai .

142The result of this study is announced every cycle.

132Mukhya 8 pās|pass hōtē haĩ , phir 100 , phir haĩ 16 hajār , phir prajā .

143There are eight main ones who pass, then 100, and then 16,000 and then the subjects.

133Unmē̃ bhī sāhūkār , garīb , sab hōtē haĩ .

144In that, too, there are the wealthy, the poor - all types.

134Samjhā jātā hai - is samay yah kis puruṣhārth mē̃ hai  ? 135Kis pad kō pānē lāyak hai  ?

145It is understood what type of effort each one makes at this time and what status he is worthy of receiving.

136Teacher kō patā tō paṛtā hai .

146A teacher would be aware of this.

137Teachers mē̃ bhī number-vār hōtē haĩ .

147Teachers too are numberwise.

138Kōī teacher achchhā hai tō sab khuśh hō jātē haĩ ki yah paṛhātē bhī achchhā haĩ , pyār bhī achchhā kartē haĩ .

148Some teachers are good and everyone is pleased that they teach well and also give a lot of love.

139Chhōṭē centre kō baṛā tō kōī baṛā teacher hī banāyēgā nā .

149It would only be a good teacher who would make a small centre into a big centre.

140Kitnā buddhi sē kām lēnā paṛtā hai .

150You have to do so much with your intellects.

141Gyān mārg mē̃ ati mīṭhā bannā hai .

151You have to become extremely sweet on the path of knowledge.

142Sweet tab banē̃gē , jab mīṭhē bāp kē sāth pūrā yōg hōgā tō dhārṇā bhī hōgī .

152Only when you have full yoga with the sweet Father will you become sweet and will you then also be able to imbibe.

143Aisē mīṭhē bābā sē bahutō̃ kā yōg nahī̃ hai .

153Many don't have yoga with such a sweet Baba.

144Samajhtē hī nahī̃ - gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē bāp sē pūrā yōg lagānā hai .

154They don’t even understand that, while living at home with their families, they have to have full yoga with the Father.

145Māyā K|kē tūphān tō āyēṅgē hī .

155Storms of Maya will definitely come.

146Kōī kō purānē mitra-sambandhī yād āyēṅgē , kōī kō kyā yād paṛtā rahēgā .

156Some would remember their old friends and relatives, whereas others would remember something else.

147Tō mitr-sambandhiyō̃ ādi key|kī yād ātmā kō mailā kar dētī hai .

157The remembrance of friends and relatives makes souls dirty.

148Kichṛā paṛnē sē phir ghabrā jātē haĩ , ismē̃ ghabrānā nahī̃ hai .

158When there is rubbish in a soul, he becomes afraid. 159You mustn't be afraid here.

149Yah tō māyā karēgī , kichṛā paṛēgā hī hamārē ūpar .

160Maya will do this. 161Rubbish will definitely fall on us.

150Hōlī|holy mē̃ kichṛā paṛtā hai nā .

162Rubbish is thrown onto a fire at Holi.

151Ham bābā key|kī yād mē̃ rahē̃ tō kichṛā nahī̃ rahēgā .

163If we stay in remembrance of Baba, the rubbish doesn't remain.

152Bāp kō bhūlē tō pahlā number dēh-abhimān kā kichṛā paṛēgā .

164If you forget the Father, the number one rubbish of body consciousness will fall on you.

153Phir lōbh , mōh ādi sab āyēṅgē .

165Then, greed, attachment, etc. will all come.

154Apnē liē mēhnat karnī hai , kamāī karnī hai aur phir āp samān banānē key|kī mēhnat karnī hai .

166You have to make effort for yourselves and earn an income and then also make effort to make others the same as yourselves.

155Centres par service achchhī hōtī hai .

167Very good service takes place at the centres.

156Yahā̃ ātē haĩ tō kahtē haĩ ham jākar prabandh karē̃gē , centre khōlē̃gē , yahā̃ sē gayē ḵẖalās .

168When they come here, they say that they will make arrangements to open centres but, as soon as they leave here, that finishes.

157Bābā khud bhī kah dētē haĩ tum yah sab bātē̃ bhūl jāyēṅgē .

169Baba Himself tells them that they will forget all of these things.

158Yahā̃ tō bhaṭṭī mē̃ rahnā paṛē , jab tak samjhānē lāyak hō jāē̃ .

170Here, you have to stay in a bhatti until you become worthy of explaining to others.

159Śhivbābā kā tō sabsē mīṭhā connection hai nā .

171The connection with Shiv Baba is the sweetest.

160Samajh saktē haĩ , kis prakār key|kī service kartē haĩ .

172It can be understood what type of service you do.

161Sthūl service kā izāphā miltā avaśhya hai .

173You definitely do receive the reward of doing physical service.

162Bahut haḍḍī service kartē haĩ .

174Many do a lot of hard work.

163Parantu subject tō haĩ nā .

175However, there are the subjects.

164Us paṛhāī mē̃ bhī subject hōtē haĩ . 165Tō is rūhānī paṛhāī K|kē bhī subject haĩ .

176There are subjects in that study and also in this spiritual study.

166Pahlē number key|kī subject hai yād , pīchhē paṛhāī .

177The number one subject is remembrance and then there is the study.

167Bākī sab hai gupta .

178All the rest is incognito.

168Is drama kō bhī samajhnā paṛtā hai .

179This drama has to be understood.

169Yah bhī kōī kō patā nahī̃ hai ki 1250 varṣh har ēk yug mē̃ haĩ .

180No one knows that each age is 1,250 years. 181For how long does the golden age continue?

170Satyug kitnā samay thā , achchhā vahā̃ kaun sā dharm thā  ?

182OK, which religion existed there?

171Sabsē jāstī janm yahā̃ kiskē hōnē chāhiē  ?

183Who should have the maximum number of births here?

172Bauddhī , islāmī ādi itnē janm thōṛēhī lē̃gē .

184Buddhists and those of Islam, etc. will not take as many births.

173Kiskī buddhi mē̃ yah bātē̃ nahī̃ haĩ .

185These things are not in the intellect of anyone.

174Śhāstravādiyō̃ sē pūchhnā chāhiē ki tum bhagvānuvāch kiskō kahtē hō  ?

186You should ask those who study the scriptures: What is it that you refer to as the Versions of God?

175Sarv śhāstramaī śhirōmaṇī tō gītā hai .

187The Gita is the jewel, the mother of all scriptures.

176Bhārat mē̃ pahlē-pahlē tō dēvī-dēvtā dharm thā .

188In Bharat, there was first the deity religion.

177Unkā śhāstra kaun-sā  ?

189What is their scripture?

178Gītā kisnē gāī  ?

190Who spoke the Gita?

179Śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch tō hō nā sakē .

191They cannot be the versions of God Krishna.

180Sthāpanā aur vināśh karānā tō bhagvān kā hī kām hai .

192It is the task of God alone to carry out establishment and destruction.

181Śhrīkr̥iṣhṇa bhalā kab āyā  ?

193When did he come?

182Abhī kis rūp mē̃ hai  ?

194In what form is he now?

183Śhivbābā K|kē opposite śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā jarūr likhnī paṛēgī .

195You definitely have to write the praise of Krishna opposite the praise of Shiv Baba.

184Śhiv hai gītā kā bhagvān , unsē śhrīkr̥iṣhṇa kō pad milā .

196Shiva is the God of the Gita. 197Shri Krishna received his status by studying that.

185Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē 84 janm bhī dikhātē haĩ .

198The 84 births of Shri Krishna are also shown.

186Pichhāṛī mē̃ phir brahmā kā adopted chitra bhī dikhānā paṛē .

199At the end, you also have to show the picture of adopted Brahma.

187Hamārī buddhi mē̃ jaisē 84 janmō̃ key|kī mālā paṛī huī hai .

200It is as though we have a rosary of 84 births in our intellects.

188Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē bhī 84 janm jarūr dikhānē paṛē .

201You also definitely have to show the 84 births of Lakshmi and Narayan.

189Rāt kō vichār sāgar manthan kar aur khyāl chalānā paṛtā hai .

202You have to churn the ocean of knowledge at night and think about these things further.

190Second mē̃ jīvanmukti miltī hai .

203Liberation-in-life is received in a second.

191Iskē liē ham kyā likhē̃  ?

204What should we write for that?

192Jīvanmukti mānā svarg mē̃ jānā .

205Liberation-in-life means to go to heaven.

193Sō tō jab bāp svarg kā rachayitā āyē , unkē bachchē banē̃ tab svarg K|kē mālik banē̃ . 194Satyug hai puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā .

206However, it is only when the Father, the Creator of heaven, comes that you become His children, because only then can you become the masters of heaven.

195Yah kaliyug hai pāp ātmāō̃ kī duniyā .

207The golden age is a world of pure and charitable souls.

196Vah hai nirvikārī duniyā .

208This iron age is a world of sinful souls.

197Vahā̃ māyā rāvaṇ kā rājya hī nahī̃ hai .

209That is a viceless world; there is no kingdom of Maya, Ravan, there.

198Bhal vahā̃ yah sārā gyān nahī̃ rahtā lēkin ham ātmā haĩ , yah śharīr būṛhā huā , iskō ab chhōṛnā hai - yah tō khyālāt rahtē haĩ nā .

210Although we won't have any of this knowledge there, we will still have the thoughts: I am a soul and this body has now become old so I now have to shed it.

199Yahā̃ tō ātmā kā bhī gyān kōī mē̃ nahī̃ hai .

211Here, no one even has knowledge of souls.

200Bāp sē jīvanmukti kā varsā miltā hai .

212You receive the inheritance of liberation-in-life from the Father.

201Tō yād bhī unkō karnā chāhiē nā .

213So, you should also remember Him.

202Bāp farmān kartē haĩ manmanābhav .

214The Father gives the order: Manmanabhav!

203Gītā mē̃ yah kisnē kahā ki manmanābhav  ?

215Who said, “Manmanabhav” in the Gita?

204Mujhē yād karō aur viṣhṇu-purī kō yād karō - yah kaun kah saktā hai  ?

216Who can say, “Remember Me and remember the land of Vishnu.”?

205Śhrīkr̥iṣhṇa kō tō patit-pāvan kah na sakē̃ .

217Krishna cannot be called the Purifier.

20684 janmō̃ kā rāz bhī kōī thōṛēhī jāntē haĩ .

218No one knows the secrets of 84 births.

207Tō tumhē̃ sabkō samjhānā chāhiē .

219So, you have to explain this to everyone.

208Tum in bātō̃ kō samajhkar apnā aur sabkā kalyāṇ karō tō tumhārā mān bahut hōgā .

220Understand these things and bring benefit to yourselves and to others and you will receive a lot of regard.

209Niḍar hō jahā̃-tahā̃ phirtē rahō .

221Be fearless and continue to go here and there.

210Tum hō bahut gupta .

222You are very incognito.

211Bhal dress badal kar service karō .

223You can change your dress and go and do service.

212Chitra sadaiv pās|pass mē̃ hō .

224Always have the pictures with you.

213Achchhā  !

225Achcha.

214Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

226To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

215Rūhānī bāp key|kī rūhānī bachchō̃ kā namastē .

227The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

216Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

228Essence for dharna:

2171 ) mīṭhē bāp sē pūrā yōg lagākar ati mīṭhā aur dēhī-abhimānī bannā hai .

229 1. Have full yoga with the sweet Father and become extremely sweet and soul conscious.

218Vichār sāgar manthan kar pahlē svayã dhārṇā karnī hai phir dūsrō̃ kō samjhānā hai .

230Churn the ocean of knowledge, first imbibe it yourself and then explain to others.

2192 ) apnī avasthā majbūt banānī hai .

231 2. Make your stage strong.

220Niḍar bannā hai .

232Be fearless.

221Manuṣhya kō dēvtā banānē key|kī service kā śhauk rakhnā hai .

233Have an interest in doing the service of changing human beings into deities.

Blessing

222Vardān  : sadā khuśhī key|kī khurāk khānē aur khilānē vālē khuśhhāl , khuśhnasīb bhav

234Blessing: May you be in a state of happiness with the fortune of happiness by constantly eating and feeding others the nourishment of happiness.

223Āp bachchō̃ kē pās sachchā avināśhī dhan hai isliē sabsē sāhūkār āp hō .

235 You children have true, imperishable wealth and so you are the wealthiest of all.

224Chāhē sūkhī rōṭī bhī khātē hō lēkin khuśhī key|kī khurāk us sūkhī rōṭī mē̃ bharī huī hai , uskē āgē kōī khurāk nahī̃ .

236Even if you only eat dry chappatis, those dry chappatis are filled with the nourishment of happiness. 237Nothing more is needed.

225Sabsē achchhī khurāk khānē vālē , sukh key|kī rōṭī khānē vālē āp hō isliē sadā khuśhhāl hō .

238You are the ones who eat the best nourishment, the chappatis of happiness, and so you are constantly in a state of happiness.

226Tō aisē khuśhhāl rahō jō aur bhī dēkhkar khuśhhāl hō jāē̃ tab kahē̃gē khuśhnasīb ātmāyē̃ .

239Therefore, constantly stay in this state of happiness so that others who see you also become happy, for only then will you be said to be souls who have the fortune of happiness.

Slogan

227Slōgan  : knowledgeful vah hai jiskā ēk bhī saṅkalp vā bōl vyarth na jāyē .

240Slogan: A knowledge-full person is someone who does not waste a single thought or word.

241*** Om Shanti ***