शुक्रवार 24 नवंबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

024-11-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 24/11/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārī sachchī bāt kā tīr tab lagēgā jab dil mē̃ sachchāī saphāī hōgī , tumhē̃ satya bāp kā saṅg milā hai isliē sachchē banō ' '

1Essence: Sweet children, only when there is cleanliness and honesty in your hearts will the arrow of the true things you say strike the target. 2You now have the company of the true Father, therefore, be honest and truthful.

2Praśhna  : tum sab student hō , tumhē̃ kis bāt kā khyāl rakhnā jarūrī hai  ? 3Uttar  : kabhī bhī kōī ġalatī hō tō sach bōlnā hai , sach bōlnē sē hī unnati hōgī .

3Question: What is it essential for you students to be cautious about?

4Tumhē̃ apnī sēvā dūsrō̃ sē nahī̃ lēnī hai .

4Answer: Whenever you make a mistake, you have to tell the truth.

5Agar yahā̃ sēvā lē̃gē tō vahā̃ karnī paṛēgī .

5It is only by telling the truth that you will make progress.

6Tum student achchhī tarah sē paṛhkar dūsrō̃ kō paṛhāō tō bāp bhī khuśh hōgā .

6You mustn’t take personal service from others. 7If you take service here, you will have to serve there.

7Bāp pyār kā sāgar hai , unkā pyār hī yah hai jō tum bachchō̃ kō paṛhākar ūñch martabā dilātē haĩ .

8You students have to study well and teach others, because only then will the Father be pleased.

8Gīt  : kisnē yah sab khēl rachāyā …

9The Father is the Ocean of Love and His love is that He educates you children and gives you a high status. 10Song: Who created this play and hid Himself away?

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Ājkal samāchār ātē haĩ ki ham gītā jayantī manā rahē haĩ .

12Nowadays, we receive news that people are celebrating Gita Jayanti.

11Ab gītā kō janm kisnē diyā hai , yah hai topic .

13The topic is: Who gave birth to the Gita?

12Jayantī kahtē haĩ tō jarūr janm bhī huā nā .

14Since it is called jayanti, it surely means birth.

13Unkō jab kahtē haĩ śhrīmad bhagavat gītā jayantī tō jarūr unkō janm dēnē vālā bhī chāhiē nā .

15Since “Shrimad Bhagawad Gita Jayanti” is said, there must surely be someone who gave birth to it.

14Sab kahtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch .

16Everyone says: God Shri Krishna speaks.

15Tō phir śhrīkr̥iṣhṇa pahlē ātā , gītā pīchhē hō jātī .

17In that case, Shri Krishna comes first and the Gita comes after him.

16Ab gītā kā rachayitā jarūr chāhiē .

18A creator of the Gita is definitely needed.

17Agar śhrīkr̥iṣhṇa kō kahtē tō pahlē śhrīkr̥iṣhṇa , pīchhē gītā ānī chāhiē .

19If Shri Krishna is called that, then Shri Krishna should come first and then the Gita.

18Parantu śhrīkr̥iṣhṇa chhōṭā bachchā thā vah gītā sunā na sakē .

20However, Shri Krishna was a small child and so he couldn’t have spoken the Gita.

19Yah siddh karnā hōgā ki gītā kō janm dēnē vālā kaun  ?

21You have to prove who it was who gave birth to the Gita.

20Yah hai guhya bāt .

22This is a deep matter.

21Śhrīkr̥iṣhṇa tō mātā K|kē garbh sē janma lētā hai , vah tō satyug kā prince hai .

23Krishna took birth from his mother’s womb; he was a prince of the golden age.

22Usnē svayã prince kā pad pāyā hai gītā dvārā rājyōg sīkhkar .

24He attained the status of a prince by studying Raja Yoga through the Gita.

23Ab gītā kō janm dēnē vālā kaun  ?

25So, who was the One who gave birth to the Gita?

24Parampitā paramātmā śhiv yā śhrīkr̥iṣhṇa  ?

26Was it the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, or Shri Krishna?

25Śhrīkr̥iṣhṇa kō vāstav mē̃ trilōkīnāth , trikāldarśhī bhī nahī̃ kah saktē haĩ .

27In fact, Shri Krishna cannot even be called trilokinath or trikaldarshi.

26Trilōkīnāth , trikāldarśhī ēk kō hī kahē̃gē .

28Only the One can be called Trilokinath and Trikaldarshi.

27Trilōkīnāth mānā tīnō̃ lōkō̃ par rājya kartē haĩ .

29Trilokinath means the One who rules the three worlds.

28Mūl , sūkṣhma , sthūl in tīnō̃ kō kahā jātā hai trilōkī , inkō jānnē vālā trilōkīnāth , trikāldarśhī parampitā paramātmā śhiv hai , yah mahimā unkī hai , na ki śhrīkr̥iṣhṇa key|kī .

30The incorporeal world, the subtle region and the corporeal world are called triloki, and the One who knows these three is called Trilokinath, Trikaldarshi, the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva. 31This is His praise, not Shri Krishna’s praise.

29Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā hai - 16 kalā sampūrṇ , sarvguṇ sampann … .

32The praise of Shri Krishna is: Sixteen celestial degrees full, full of all virtues.

30Unkī bhēṇṭ kartē haĩ chandramā sē .

33He is compared to the moon.

31Paramātmā key|kī bhēṇṭ chandramā sē nahī̃ karē̃gē .

34You would not compare the Supreme Soul to the moon.

32Unkā kartavya hī alag hai .

35His task is separate.

33Vah hai gītā kō janm dēnē vālā rachayitā .

36He is the Creator who gives birth to the Gita.

34Gītā K|kē gyān vā rājyōg sē hī dēvtāyē̃ create hōtē haĩ .

37Deities are created through the knowledge of the Gita and Raja Yoga.

35Manuṣhya kō dēvtā banānē kē liē bāp kō ākar knowledge dēnī paṛtī hai .

38The Father has to come and give knowledge in order to change human beings into deities.

36Ab yah samjhānī dēnē vālē baṛē hī hōśhiyār brahmākumār-kumāriyā̃ chāhiē .

39Very clever Brahma Kumars and Kumaris who can give this explanation are needed.

37Sabhī ēk jaisā samjhā nahī̃ saktē .

40Not everyone can explain in the same way.

38Bachchiyā̃ bhī tō sab number-vār haĩ .

41All of you daughters are also numberwise.

39Topic bhī aisī rakhī jāē ki śhrīmat bhagavat gītā kō janm kisnē diyā  ?

42The topic should also be: Who gave birth to the Shrimad Bhagawad Gita?

40Iskē liē contrast samjhānā hai .

43For this, you have to explain the contrast.

41Bhagvān tō ēk hī hai - parampitā paramātmā śhiv .

44God is only one: the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.

42Us gyān sāgar dvārā gyān sunkar śhrīkr̥iṣhṇa nē yah pad pāyā thā .

45Krishna attained that status by listening to knowledge from the Ocean of Knowledge.

43Sahaj rājyōg sē yah pad kaisē pāyā , yah samjhānī dēnī paṛē .

46You have to explain how he attained that status by studying easy Raja Yoga.

44Brahmā dvārā hī pahlē bāp brāhmaṇ rachtē haĩ .

47First of all, the Father creates Brahmins through Brahma.

45Sabhī vēdō̃-śhāstrō̃ kā sār sunātē haĩ .

48He speaks the essence of all the Vedas and scriptures.

46Brahmā kē sāth brahmā mukh vaṅśhāvalī bhī chāhiē .

49Together with Brahma, the mouth-born creation of Brahma is also needed.

47Brahmā kō hī trikāldarśhīpanē kā gyān miltā hai .

50Only Brahma receives the knowledge of trikaldarshi.

48Trilōkī arthāt tīnō̃ lōkō̃ kā bhī gyān miltā hai .

51Triloki means he also receives the knowledge of the three worlds.

49Tīnō̃ kāl ādi , madhya , ant kō milākar kahā jātā hai aur tīnō̃ lōk arthāt mūl , sūkṣhma , sthūlvatan .

52The three aspects of time are the beginning, the middle and the end, and the three worlds are the incorporeal world, the subtle region and the corporeal world.

50Yah akṣhar yād karnē haĩ .

53You have to remember these words.

51Bahut bachchē bhūl jātē haĩ .

54Many children forget these.

52Bhulāyā hai dēh ahaṅkār rūpī māyā nē .

55It is Maya in the form of arrogance of the body that makes you forget.

53Tō gītā kā rachayitā parampitā paramātmā śhiv hai , na ki śhrīkr̥iṣhṇa .

56So, the Creator of the Gita is the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, and not Shri Krishna.

54Parampitā paramātmā hī trikāldarśhī tathā trilōkīnāth haĩ .

57Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is Trikaldarshi and Trilokinath.

55Śhrīkr̥iṣhṇa mē̃ vā lakṣhmī-nārāyaṇ mē̃ yah knowledge hai hī nahī̃ .

58Neither Krishna nor Lakshmi or Narayan has this knowledge.

56Hā̃ , jinhōnnē yah knowledge bāp sē pāī vah viśhva K|kē mālik ban gayē .

59Yes, those who received this knowledge from the Father became the masters of the world.

57Jab sadgati mil gaī phir yah knowledge buddhi sē gum hō jātī hai .

60When you have received salvation, your intellects lose this knowledge.

58Sabkā sadgati dātā vah ēk hī hai .

61The Bestower of Salvation for All is that One.

59Vah punarjanma lēnē vālā nahī̃ hai .

62He is not the one who takes rebirth.

60Punarjanma śhurū huā satyug ādi sē .

63Rebirth begins at the beginning of the golden age.

61Kaliyug ant tak 84 janma lētē haĩ .

64From then to the end of the iron age, you take 84 births.

62Yah samjhānī dēnī paṛtī hai .

65This explanation has to be given.

63Sab tō 84 janm nahī̃ lētē .

66Not everyone takes 84 births.

64Jisnē yah gītā likhī uskō trikāldarśhī nahī̃ kahē̃gē .

67The one who wrote that Gita cannot be called Trikaldarshi.

65Pahlē hī likhā ki śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch . 66Yah ēkdam wrong hai .

68First of all, it is totally wrong where it is written “God Shri Krishna speaks”.

67Wrong bhī hōnā hī hai jarūr .

69It definitely has to be wrong.

68Jab sab śhāstra wrong hō̃ tab hī bāp ākar right sunāyē .

70Only when all the scriptures are wrong can the Father come and speak that which is right.

69Barōbar brahmā dvārā vēdō̃-śhāstrō̃ kā sachchā sār sunātē haĩ isliē unhē̃ sat kahā jātā hai .

71Truly, He speaks the true essence of the Vedas and scriptures through Brahma and this is why He is called the Truth.

70Ab tumhārā hai sat kē sāth saṅg , jō tumkō sat banātē haĩ .

72You now have the company of the Truth, who makes you truthful.

71Prajāpitā brahmā aur unkī mukh vaṅśhāvalī yah jagadambā sarasvatī .

73There is Prajapita Brahma and his mouth-born creation, Jagadamba Saraswati.

72Prajāpitā brahmā K|kē sabhī bachchē āpas mē̃ bhāī-bahan ṭhaharē .

74All the children of Prajapita Brahma are brothers and sisters.

73Kahā̃ bhī mandirō̃ mē̃ jākar bhāṣhaṇ karnā chāhiē .

75You should go to the temples everywhere and give lectures.

74Ghūmnē-phirnē bhī vahā̃ bahut ātē haĩ .

76Many people go sightseeing there.

75Ēk kō samjhāyā tō satsaṅg lag jāyēgā . 76Śhmaśhān mē̃ bhī jānā chāhiē .

77When you explain to one, a whole spiritual gathering will gather there.

77Vahā̃ manuṣhyō̃ kō vairāgya hōtā hai .

78You should also go to the cremation grounds.

78Parantu bābā kahtē mērē bhaktō̃ kō samjhānē sē vah phaṭ sē samajhē̃gē .

79People have disinterest there. 80However, Baba says: When you explain to My devotees, they will quickly understand.

79Tō śhivbābā K|kē mandir , lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ jānā paṛē .

81So, you have to go to the temples to Shiv Baba and Lakshmi and Narayan.

80Lakṣhmī-nārāyaṇ kō bābā mama nahī̃ kahtē .

82Lakshmi and Narayan are not called Mama and Baba.

81Śhiv kō bābā kahtē haĩ jarūr mama bhī hōgī , vah hai gupta .

83Shiva is called Baba and there must surely also be Mama; she is incognito.

82Śhivbābā jō rachayitā hai , unkō māt-pitā kaisē kahtē haĩ , yah gupta bāt kōī bhī jān na sakē .

84No one can know the incognito secret of how Shiv Baba, the Creator, is also called the Mother and Father.

83Lakṣhmī-nārāyaṇ kō ēk hī apnā bachchā hōgā .

85Lakshmi and Narayan would only have one son.

84Bākī inkā nām hai prajāpitā brahmā .

86However, this one's name is Prajapita Brahma.

85Viṣhṇu aur śhaṅkar kō ūñch nahī̃ rakhtē .

87Vishnu and Shankar are not placed high.

86Ūñch trimūrti brahmā kō rakhtē haĩ .

88Trimurti Brahma is considered to be higher.

87Jaisē rachtā śhiv paramātmā kō kahtē haĩ , aisē hī brahmā kō bhī rachtā kahā jātā hai .

89Just as God Shiva is called the Creator, so Brahma too is called a creator.

88Vah tō avināśhī hai hī .

90That One is imperishable anyway.

89Rachtā akṣhar kahē̃gē tō pūchhē̃gē - kaisē rachā  ?

91If you use the word ‘Creator’, they will ask: How did He create?

90Vah tō rachtā hai hī .

92He is the Creator anyway.

91Bākī rachnā hōtī hai brahmā dvārā .

93However, creation takes place through Brahma.

92Ab brahmā dvārā paramātmā sab ātmāō̃ kō sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā knowledge dētē haĩ .

94God is now giving all of you souls the knowledge of the beginning, middle and end of the world through Brahma.

93Vēd-śhāstra ādi sab haĩ bhakti mārg kī sāmagrī .

95The Vedas and scriptures etc. are all the paraphernalia of the path of devotion.

94Bhakti mārg ādhākalp chaltā hai , yah hai gyān kāṇḍ .

96The path of devotion continues for half a cycle. 97This is the activity of knowledge.

95Jab bhakti mārg pūrā hōtā hai tab sab patit tamōpradhān ban jātē haĩ , tab maĩ bāp ātā hū̃ .

98When the path of devotion ends and everyone has become impure and tamopradhan, it is then that I, the Father, come.

96Pahlē satōpradhān sē satō , rajō , tamō mē̃ ātē haĩ .

99You are at first satopradhan and you then go through the stages of sato, rajo and tamo.

97Ūpar sē jō pavitra ātmāyē̃ ātī haĩ unhōnnē kōī aisā karma nahī̃ kiyā hai jō unkō duḥkh bhōgnā paṛē .

100Pure souls who come from up above haven't as yet performed any such actions for which they would have to experience suffering.

98Christ kē liē kahtē haĩ unkō cross par chaṛhāyā parantu yah tō hō na sakē .

101They say of Christ that he was crucified on a cross, but that was not possible.

99Naī ātmā jō dharm sthāpan karnē arth|earth ātī hai unkō duḥkh mil nahī̃ saktā kyōṅki vah tō karmātīt avasthā vālā messenger dharm sthāpan karnē āyā .

102A new soul that comes down to establish a religion cannot receive sorrow because that soul is a messenger in his karmateet stage who comes to establish a religion.

100Laṛāī mē̃ bhī jab kōī messenger bhējtē haĩ tō vah saphēd jhaṇḍī lē ātē haĩ jissē vē|way lōg samajh jātē ki yah kōī message lē āyā hai , unkō kōī taklīph nahī̃ dētē haĩ .

103When a messenger is sent onto a battlefield, he goes carrying a white flag through which the other side understands that he has come with a message. 104They don't cause him any difficulty at that time.

101Tō messenger jō ātē haĩ , unkō kōī cross par chaṛhā na sakē .

105So, no one can put a messenger on a cross. 106It is the soul that experiences sorrow.

102Duḥkh ātmā hī bhōgtī hai . 103Ātmā nirlēp nahī̃ hai , yah likhnā chāhiē .

107You should write that souls are not immune to the effect of action.

104Ātmā kō nirlēp kahnā wrong hai . 105Yah kisnē kahā  ?

108It is wrong to say that souls are immune to the effect of action.

106Śhiv bhagvānuvāch .

109Who said this?

107Yah point tumkō note karnī chāhiē , likhnē kē liē baṛī hī viśhāl buddhi chāhiē .

110These are the versions of God Shiva. 111You should note down this point. 112You need very broad and unlimited intellects to write this.

108Samjhō pradarśhanī mē̃ kriściyan lōg ātē haĩ tō unkō bhī batā saktē haĩ ki Christ key|kī soul kō cross par nahī̃ chaṛhāyā gayā . 109Bākī jismē̃ usnē pravēśh kiyā , us ātmā kō duḥkh huā .

113When Christians come to the exhibitions, you can tell them that it wasn’t the Christ soul that was crucified on the cross but that it was the soul of the body that the Christ soul entered who would have experienced suffering.

110Tō aisī bātē̃ sunkar wonder khāyēṅgē .

114When they hear such things, they will be amazed.

111Us pavitra ātmā nē ākar dharm sthāpan kiyā . 112God father K|kē direction anusār .

115That pure soul came and established a religion according to the directions of God, the Father.

113Yah bhī drama .

116This is also in the drama.

114Drama kō bhī kaī lōg samajhtē haĩ parantu uskē ādi , madhya , ant kō nahī̃ jāntē .

117Some people understand the drama, but they don't know its beginning, middle or end.

115Aisī-aisī bātē̃ sun vah lōg kuchh samajhnē key|kī kōśhiśh kartē haĩ .

118When they hear such things, they will try to understand some of these things.

116Kr̥iṣhṇa kō bhī kōī gālī dē na sakē .

119No one can insult Krishna.

117Barōbar gāliyā̃ abhī hī mil rahī haĩ kiskō  ?

120Who is it that really receives insults at this time?

118Śhivbābā kō nahī̃ , is sākār kō .

121Not Shiv Baba, but this corporeal one.

119Teacher tō bābā hai pure soul aur yah hai impure , jō pure ban rahā hai .

122Baba, the pure soul, is the Teacher whereas this one is impure and is becoming pure.

120Jō samajh gayē haĩ vah bit-bit nahī̃ karē̃gē .

123Those who have understood this clearly will speak without hesitation.

121Nahī̃ tō samajhē̃gē ki yah tō sikhāyā huā hai . 122Phir vah bāt kōī kō jañchtī nahī̃ . 123Tīr nahī̃ lagtā .

124Otherwise, people would understand that you have just memorised it, and they would then not be able to accept it and the arrow wouldn’t strike the target.

124Saccāī-saphāī bahut chāhiē .

125A lot of honesty and cleanliness is required.

125Jō khud vikārī hōgā vah aurō̃ kō kahē kām mahāśhatru hai tō tīr lag nahī̃ saktā .

126If someone who indulges in vice tells others that lust is the great enemy, the arrow will not strike the target.

126Jaisē paṇḍit kā misāl - rām-rām kahnē sē nadī vā sāgar pār kar jāyēṅgē . 127Yah abhī key|kī bāt hai .

127There is the example of the pundit who said: Chant the name of Rama and you will be able to go across the river or the ocean.

128Śhivbābā kahtē haĩ mujhē yād karnē sē tum is viṣhay sāgar sē pār hō jāyēṅgē .

128This refers to this time. 129Shiv Baba says: By remembering Me, you will go across this ocean of poison.

129Kaun-sā sāgar  ? 130Yah paṇḍit nahī̃ jāntē .

130The pundits don't know which ocean.

131Vēśhyālay sē śhivālay mē̃ chalē jāyēṅgē .

131You will go from this brothel to Shivalaya.

132Baṛī achchhī rīti sē śhrīmat par chalnā hai .

132You have to follow shrimat very well.

133Kahtē haĩ nā ki bābā chāhē pyār karō , chāhē ṭhukrāō . . . . . . . . .

133You say: Baba, whether You love me or reject me…

134Yahā̃ tō sirph samjhānī dī jātī hai , tō bhī kaī murdē ban jātē haĩ .

134The explanation is only given here and yet some of you still some become like corpses.

135Bachchō̃ kō tō likhanā-paṛhanā paṛtā hai .

135You children have to study well.

136Bāp pyār kā sāgar hai arthāt paṛhākar ūñch martabā dilātē haĩ .

136The Father is the Ocean of Love, that is, He educates you and enables you to receive a high status.

137Yahī pyār hai .

137This is His love.

138Bāp jab paṛhātā hai tō paṛhkar aurō̃ kō bhī paṛhānā hai .

138Since the Father is teaching you, you have to study and then also teach others.

139Bāp kō khuśh karnā hai .

139You have to please the Father.

140Bāp key|kī service mē̃ tatpar rahnā hai .

140You have to remain busy in doing the Father's service.

141Bāp key|kī yahī service hai ki apnē tan-man-dhan sē bhārat key|kī sachchī sēvā karō .

141The Father's service is for you to do the true service of Bharat with your bodies, minds and wealth.

142Tumhē̃ tō buland āvāz sē samjhānā chāhiē .

142You have to explain with a loud and clear voice.

143Sabhī number-vār haĩ , rājdhānī mē̃ bhī number-vār hōṅgē .

143All are numberwise. 144They would also be numberwise in a kingdom.

144Teacher samajh jātē haĩ ki yah daivī rājdhānī mē̃ kyā number lē̃gē .

145The Teacher understands what number you will receive in the divine kingdom.

145Service sē samajh saktē haĩ , kaun-kaun mukhya banē̃gē .

146He can understand from your service who will become the main ones.

146Khud bhī samajhtē haĩ ki ham bābā-mammā jitnī service nahī̃ kartē tō dās-dāsiyā̃ bannā paṛēgā .

147You yourselves can understand that, if you don't do as much service as Mama and Baba, you will have to become maids or servants.

147Āgē chalkar tum sabkō sārā hī mālūm paṛēgā .

148As you progress further, all of you will come to know everything.

148Ham śhrīmat par na chalē , sab clear hō jāyēgā .

149It will all become clear that you didn't follow shrimat.

149Tum bachchē is samay student hō , is samay tum apnī dāsiyā̃ banāyēṅgē tō khud bhī dāsī bannā paṛēgā .

150At this time, all of you children are students. 151If you make someone your servant at this time, you yourself will have to become a servant.

150Yahā̃ mahārānī bannā dēh-abhimān hai .

152To become an empress here is body consciousness.

151Sach kahnā chāhiē ki bābā yah bhūl huī .

153You should speak the truth: Baba, I made this mistake.

152Abhī sampūrṇ tō sabhī banē nahī̃ haĩ .

154No one has become perfect yet.

153Imtahān mē̃ jab nā-pass hōtē haĩ tō śarmātē bhī haĩ .

155When someone fails his examination, he is ashamed.

154Bābā kā rātri mē̃ khyāl chalā ki manuṣhya 21 janm kahtē , gāyan bhī kartē , abhī yah īśhvarīy janm ēk alag hai .

156Baba was thinking during the night that people speak of 21 births and this is also remembered, but that this one Godly birth now is different.

1558 janm satyug mē̃ , 12 janm trētā mē̃ , 21 janm dvāpar mē̃ , 42 janm kaliyug mē̃ .

157There are eight births in the golden age, 12 births in the silver age, 21 births in the copper age and 42 births in the iron age.

156Yah tumhārā īśhvarīy janm sabsē ūñch janm hai jō adopted hai .

158This Godly birth in which you are adopted is the most elevated birth of all.

157Tum brāhmaṇō̃ kā hī yah saubhāgyaśhālī janm hai .

159This is the most fortunate birth of only you Brahmins.

158Achchhā  !

160Achcha.

159Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

161To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

160Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

162The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

161Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

163Essence for dharna:

1621 ) pyār K|kē sāgar bāp K|kē pyār kā return karnā hai , achchhī tarah paṛhkar phir paṛhānā hai .

164 1. Give the return of love of the Father, the Ocean of Love. 165Study well and teach others.

163Śhrīmat par chalnā hai .

166You have to follow shrimat.

1642 ) sachchāī aur saphāī sē pahlē svayã mē̃ dhārṇā kar phir dūsrō̃ kō dhārṇā karānī hai .

167 2. First of all, imbibe knowledge with honesty and a clean heart and then inspire others to imbibe it.

165Ēk bāp K|kē saṅg mē̃ rahnā hai .

168Stay in the company of the one Father.

166Vardān  : nimitt ātmāō̃ K|kē direction K|kē mahatva kō jān pāpō̃ sē mukt hōnē vālē sensible bhav

169Blessing: May you become sensible and free of sins by knowing the importance of the directions given by the instrument souls. 170 Sensible children will never think that perhaps the directions being given by the instrument souls are given because of someone saying something to them.

167Jō sensible bachchē haĩ vō kabhī yah nahī̃ sōchtē ki yah nimitt ātmāyē̃ jō direction dē rahī haĩ śhāyad kōī K|kē kahnē sē kah rahī haĩ . 168Nimitt banī huī ātmāō̃ kē prati kabhī yah vyarth saṅkalp nahī̃ uṭhānē chāhiē .

171Never have such waste thoughts about the instrument souls. 172Even if someone makes a decision that you do not like, you are not responsible for that and so you will not accumulate sin in that because it is the Father who made that one an instrument and He can change that sin. 173This significance is incognito; it is incognito machinery.

169Mānō kōī aisā phaĩslā bhī dē dētē haĩ jō āpkō ṭhīk nahī̃ lagtā hai , lēkin āp usmē̃ jimmēvār nahī̃ hō , āpkā pāp nahī̃ banēgā kyōṅki jisnē inhē̃ nimitt banāyā hai vah bāp , pāp kō bhī badal lēgā , yah gupta rahasya , gupta machinery hai . 170Slōgan  : ānēsṭa vah hai jō prabhu pasand aur viśhva pasand hai , ārām pasand nahī̃ .

174Slogan: An honest person loves God and loves the world, not one who loves to rest.

171Mātēśhvarī jī K|kē madhur mahāvākya - «  manuṣhya kā 84 janm hai , na ki 84 lākh yōniyā̃ ' '

175*** Om Shanti *** 176Elevated versions of Mateshwari 177Human beings take 84 births, they do not enter 8.4 million species.

172Ab yah jō ham kahtē haĩ ki prabhu ham bachchō̃ kō us pār lē chalō , us pār kā matlab kyā hai  ?

178When we ask God to take us children across to the other side, what does, “to the other side”, mean?

173Lōg samajhtē haĩ us pār kā matlab hai janm maraṇ K|kē chakra mē̃ na ānā arthāt mukt hō jānā .

179People think that to go across to the other side means not to come into the cycle of birth and death, that is, to be liberated.

174Ab yah tō huā manuṣhyō̃ kā kahnā parantu bāp kahtē haĩ bachchō̃ , sachmuch jahā̃ sukh śhānti hai , duḥkh aśhānti sē dūr hai uskō kōī duniyā nahī̃ kahtē .

180This is what people say, but the Father says: Children, the place where there truly is happiness and peace, far away from sorrow and peacelessness is not called a world.

175Jab manuṣhya sukh chāhtē haĩ tō vō bhī is jīvan mē̃ hōnā chāhiē , ab vō tō satyugī vaikuṇṭha dēvtāō̃ key|kī duniyā thī jahā̃ sarvadā sukhī jīvan thī , usī dēvtāō̃ kō amar kahtē thē .

181When people want happiness, it has to be in this life. 182That one was a golden-aged Paradise, a world of deities, where there was a life of complete happiness. 183Those deities were said to be immortal. 184There is no meaning to “immortal.”

176Ab amar kā bhī kōī arth|earth nahī̃ hai , aisē tō nahī̃ dēvtāō̃ key|kī āyu itnī baṛī thī jō kabhī martē nahī̃ thē , ab yah kahnā unhō̃ kā wrong hai kyōṅki aisē hai nahī̃ .

185It isn’t that the lifespan of the deities was so long that they never died. 186To say this of them is wrong because it is not like that. 187Their lifespan does not last through the golden and silver ages.

177Unkī āyu kōī satyug trētā tak nahī̃ chaltī hai , parantu dēvī dēvtāō̃ K|kē janm satyug trētā mē̃ bahut huē haĩ , 21 janm tō unhōnnē achchhā rājya chalāyā hai aur phir 63 janm dvāpar sē kaliyug K|kē ant tak total unhō̃ K|kē janm chaṛhtī kalā vālē 21 huē aur utartī kalā vālē 63 huē , total manuṣhya 84 janma lētē haĩ .

188However, the deities have had many births in the golden and silver ages. 189They ruled the kingdom very well for 21 births. 190Then they took 63 births from the copper age to the end of the iron age. 191In total, they took 21 births of the ascending stage and 63 births of the descending stage: in total, human beings take 84 births.

178Bākī yah jō manuṣhya samajhtē haĩ ki manuṣhya 84 lākh yōniyā̃ bhōgtē haĩ , yah kahnā bhūl hai .

192However, when people think that human beings go through 8.4 million species, that is a mistake.

179Agar manuṣhya apnī yōnī mē̃ sukh duḥkh dōnō̃ part bhōg saktē haĩ tō phir jānvar yōnī mē̃ bhōgnē key|kī jarūrat hī kyā hai .

193If human beings can go through their parts of happiness and sorrow in just a human birth, then what is the need to go through any suffering in the animal kingdom?

180Ab manuṣhyō̃ kō yah knowledge hī nahī̃ , manuṣhya tō 84 janma lētē haĩ , bākī sr̥iṣhṭi par jānvar paśhu , pañchhī ādi total 84 lākh yōniyā̃ avaśhya haĩ .

194However, people do not have this knowledge. 195Human beings take 84 births, but, in total, there are definitely 8.4 million species of animals, birds etc. on the earth.

181Anēk kisma key|kī jaisē paidāiśh hai , usmē̃ bhī manuṣhya , manuṣhya yōnī mē̃ hī apnā pāp puṇya bhōg rahē haĩ . 182Aur jānvar apnī yōniyō̃ mē̃ bhōg rahē haĩ .

196There is every type of creation and, in that, human beings experience their sin and charity as the human species, and animals experience everything in their animal kingdom.

183Na manuṣhya jānvar key|kī yōnī lētā aur na jānvar manuṣhya yōnī mē̃ ātā hai .

197Neither do human beings take birth as animals nor do animals take birth as humans.

184Manuṣhya kō apnī yōnī mē̃ ( janm mē̃ ) bhōgnā bhōgnī paṛtī hai tō duḥkh sukh key|kī mahsūstā ātī hai .

198Human beings have to go through their suffering in their own species, and so there is the feeling of happiness and sorrow.

185Aisē hī jānvar kō bhī apnī yōnī mē̃ sukh duḥkh bhōgnā hai .

199In the same way, animals have to go through their experience of happiness and sorrow in their own kingdom.

186Magar unhō̃ mē̃ yah buddhi nahī̃ ki yah bhōgnā kis karma sē huī hai  ?

200However, they do not have the intellects to understand which action they are suffering for.

187Unhō̃ key|kī bhōgnā kō bhī manuṣhya feel kartā hai kyōṅki manuṣhya hai buddhivān , bākī aisē nahī̃ manuṣhya kōī 84 lākh yōniyā̃ bhōgtē haĩ .

201Human beings feel their suffering because they have intellects, but it isn’t that human beings go through 8.4 million species. 202A non-living tree also belongs its own species.

188Jaisē dēkhō gurunānak sāhab nē aisē mahāvākya uchchāraṇ kiyē haĩ - antkāl mē̃ jō putra simarē aisī chintā mē̃ jō marē suar key|kī yōnī mē̃ val val utarē . . parantu is kahnē kā matlab yah nahī̃ hai ki manuṣhya kōī sūkar key|kī yōni lētā hai parantu sūkar kā matlab yah hai ki manuṣhyō̃ kā kārya bhī aisā hōtā hai jaisē jānvarō̃ kā kārya hōtā hai .

203This is easy and a matter of understanding with the intellect. 204What actions or neutral actions would a non-living tree have performed that it would have created a karmic account? 205For instance, Guru Nanak spoke the elevated versions: Those who remember their son in their final moments, those who die with such a worry will take a birth as a boar.

189Bākī aisē nahī̃ ki manuṣhya kōī jānvar bantē haĩ . 190Ab yah tō manuṣhyō̃ kō ḍarānē K|kē liyē śhikṣhā dētē haĩ .

206However, this does not mean that human beings go into the boar species, but it means that their actions are like those of animals; it is not that human beings become animals.

191Tō apnē kō is saṅgam samay par apnī jīvan kō palṭāē pāpātmā sē puṇyātmā bannā hai . 192Achchhā - ōm śhānti .

207Those teachings are given to make people afraid. 208So, you have to transform your lives at this confluence age and become charitable souls from sinful souls. 209Achcha.