सोमवार 27 नवंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
027-11-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 27/11/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - din mē̃ śharīr nirvāh arth|earth karma karō , rāt mē̃ baiṭh gyān kā simraṇ karō , bāp kō yād karō , buddhi mē̃ svadarśhan chakra phirāō tō naśhā chaṛhēgā ' ' 2Praśhna : māyā kin bachchō̃ kō yād mē̃ baiṭhnē hī nahī̃ dētī hai ?
1Essence: Sweet children, during the day, perform actions for the livelihood of your bodies and sit down at night and churn this knowledge. 2Remember the Father.
3Uttar : jinkī buddhi kisī na kisī mē̃ phansī huī rahtī hai , jinkī buddhi kō tālā lagā huā hai , paṛhāī achchhī rīti nahī̃ paṛhtē haĩ māyā unhē̃ yād mē̃ baiṭhnē nahī̃ dētī . 4Vah manmanābhav rah nahī̃ saktē . 5Phir service kē liē bhī unkī buddhi chaltī nahī̃ .
3Make your intellects spin the discus of self-realisation and your intoxication will rise. 4Question: Which children does Maya not allow to sit in remembrance?
6Śhrīmat par na chalnē K|kē kāraṇ nām badnām kartē haĩ , dhōkhā dētē haĩ tō sajāyē̃ bhī khānī paṛtī haĩ .
5Answer: Maya doesn't allow those to sit in remembrance whose intellects are trapped in someone or other, whose intellects are locked and who don't study well.
7Gīt : tumhārē bulānē kō jī chāhtā hai …
6They are unable to remain “Manmanabhav”. 7Then their intellects don't work for service either. 8Because of not following shrimat, they defame the Father’s name and deceive Him and so punishment has to be experienced. 9Song: My heart desires to call out to You.
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Bachchō̃ nē gīt sunā .
11You children heard the song.
10God father kō hī bulātē haĩ , śhrīkr̥iṣhṇa kō nahī̃ .
12They call out to God, the Father, not to Shri Krishna.
11Bāp kō kahē̃gē - āō , phir sē kanspurī kē badlē kr̥iṣhṇapurī banāō .
13They say to the Father: Come and once again change the land of Kans into the land of Krishna.
12Kr̥iṣhṇapurī kō tō svarg kahā jātā hai .
14They would not call Krishna. 15The land of Shri Krishna is called heaven.
13Yah kōī bhī jāntē nahī̃ , kyōṅki śhrīkr̥iṣhṇa kō dvāpar mē̃ lē gayē haĩ .
16No one knows this because they have taken Shri Krishna into the copper age.
14Yah sab bhūlē̃ śhāstrō̃ sē huī haĩ .
17All of these mistakes have been made in the scriptures.
15Abhī bāp yathārth bāt samjhātē haĩ .
18The Father is now explaining things accurately to you.
16Vāstav mē̃ sārī duniyā kā baṛā god father hai .
19In fact, the Senior One of the whole world is God, the Father.
17Sabkō us ēk god kō hī yād karnā hai .
20Everyone has to remember that one God the Father.
18Bhal manuṣhya Christ , buddha athavā dēvtāō̃ ādi kō yād kartē haĩ , harēk dharm vālē apnē dharm sthāpak kō yād kartē haĩ .
21People remember Christ, Buddha or the deities. 22Those of every religion remember the one who established their religion. 23Remembrance of God began from the copper age.
19Yād karnā śhurū huā hai dvāpar sē . 20Bhārat mē̃ gāyā huā bhī hai duḥkh mē̃ simraṇ sab karē , sukh mē̃ karē na kōī .
24In Bharat, it is remembered that everyone remembers God at times of sorrow and that no one remembers Him at times of happiness.
21Bād mē̃ hī yād karnē key|kī rasm paṛtī hai , kyōṅki duḥkh hai .
25The system of having remembrance begins later, because there is sorrow.
22Pahlē-pahlē bhāratvāsiyō̃ nē yād śhurū kiyā .
26It was the people of Bharat who first of all began to have remembrance.
23Unhō̃ kō dēkhtē dūsrē dharm vālē bhī apnē dharm sthāpak kō yād karnē lag paṛtē haĩ .
27Seeing them, those of other religions began to remember the founders of their religions.
24Bāp bhī dharm sthāpan karnē vālā hai .
28The Father too is someone who establishes a religion.
25Parantu manuṣhyō̃ nē bāp kō bhūl śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai .
29However, people have forgotten the Father and inserted Shri Krishna’s name.
26Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē dharm kā unhē̃ patā nahī̃ hai .
30They don't know about the religion of Lakshmi and Narayan.
27Yād tō na lakṣhmī-nārāyaṇ kō , na śhrīkr̥iṣhṇa kō karnā hai .
31You must neither remember Lakshmi and Narayan nor Shri Krishna.
28Yād ēk bāp kō karnā hai jō ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .
32You have to remember the one Father who is establishing the original eternal deity religion.
29Phir jab yah bhakti mārg mē̃ śhiv key|kī pūjā karnē lagtē haĩ tō samajhtē haĩ gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa hai . 30Unkō yād kartē haĩ .
33Later, when they begin to worship Shiva on the path of devotion, they believe that the God of the Gita is Krishna; they remember him.
31Unhō̃ kō dēkh vah bhī apnē dharm sthāpak kō yād kartē haĩ .
34Seeing them, others also begin to remember the founders of their religions.
32Yah bhūl jātē haĩ ki yah dēvtā dharm bhagvān nē sthāpan kiyā hai .
35They forget that it was God who established that deity religion.
33Ham likh saktē haĩ ki gītā kā sermonizer śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ , śhivbābā hai .
36We can write that the Sermoniser of the Gita is not Shri Krishna, but Shiv Baba.
34Vah hai nirākār - yah wonderful bāt huī nā .
37He is incorporeal. 38So this is something wonderful, is it not?
35Kisī kē pās bhī śhivbābā kā parichay nahī̃ hai .
39No one has the introduction of Shiv Baba.
36Vah star hai .
40He is a star.
37Sab jagah śhiv K|kē mandir haĩ tō vah samajhtē haĩ ki itnā baṛā hai , akhaṇḍ jyōti tatva hai .
41Everywhere, there are temples to Shiva, so they think that He has a big form, that He is the constant element of light.
38Parantu vah tō mahatatva mē̃ rahtē haĩ , jahā̃ ātmāyē̃ rahtī haĩ .
42However, He resides in the great element of light where souls reside.
39Ātmā kā rūp barōbar star misal hai , parampitā paramātmā bhī star hai . 40Parantu vah knowledgeful , bījrūp hōnē kāraṇ unmē̃ tākat hai .
43The form of souls is truly like a star. 44The Supreme Father, the Supreme Soul, is also a star, but, because He is knowledge-full and the Seed, He has that power.
41Ātmāō̃ kā pitā ( bīj ) paramātmā kō kahē̃gē .
45The Father of souls (the Seed) is called the Supreme Father, Supreme Soul.
42Hai vah nirākār .
46He is incorporeal.
43Manuṣhya kō tō ocean of|off knowledge , ocean of|off lav|love kah na sakē̃ isliē samjhānē vālē bachchō̃ mē̃ authority chāhiē , jinkī buddhi viśhāl hō .
47Human beings cannot be called the Ocean of Knowledge or the Ocean of Love. 48This is why the children who explain knowledge should have that authority in them and their intellects have to be broad and unlimited.
44Tum sabmē̃ mukhya hai mama , vandē mātaram bhī gāyā huā hai .
49Amongst all of you, Mama is the main one. 50It is remembered: Salutations to the mothers.
45Kanyāō̃ dvārā bāṇ maravāyē .
51The arrows were made to be shot by the kumaris.
46Adhar kanyā , kũvārī kanyā kā rāz kahā̃ hai nahī̃ .
52Nowhere else do they have the secret of the half kumaris and the kumaris.
47Sirph mandir sē hī siddha hōtā hai .
53This is proved just by the temple here.
48Jagadambā bhī barōbar hai . 49Parantu vē|way jāntē nahī̃ ki vah kaun hai ?
54There is truly also Jagadamba, but those people don't know who she is.
50Bāp kahtē haĩ maĩ brahmā mukh kamal dvārā rachayitā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā rāz batātā hū̃ .
55The Father says: I tell you the secrets of the Creator and the beginning, the middle and the end of creation through the lotus-mouth of Brahma.
51Drama mē̃ kyā hai - yah manuṣhyō̃ key|kī buddhi mē̃ ānā chāhiē .
56It should enter the intellects of people what is in the drama. 57This is an unlimited drama.
52Yah bēhad kā drama hai . 53Iskē ham actor haĩ tō drama K|kē ādi-madhy-ant kā rāz buddhi mē̃ rahnā chāhiē .
58We are actors of this drama and so the secrets of the beginning, the middle and the end of the drama should remain in our intellects.
54Jinkī buddhi mē̃ yah rahtā hai unhē̃ bahut naśhā rahtā hai .
59Those who have this in their intellects have a lot of intoxication.
55Sārā din śharīr nirvāh kiyā , rāt kō baiṭh smr̥iti mē̃ lāō - yah drama kaisē chakra lagātā hai ?
60Throughout the day, you do everything for the livelihood of your bodies, so then sit down at night and remember how this drama rotates.
56Yahī manmanābhav hai .
61This is “Manmanabhav”.
57Parantu māyā rāt kō bhī baiṭhnē nahī̃ dētī hai .
62However, Maya doesn't allow you to sit at night.
58Actors key|kī buddhi mē̃ tō drama kā rāz rahnā chāhiē nā .
63The secrets of the drama should remain in the intellects of you actors.
59Parantu hai baṛā muśhkil . 60Kahā̃ na kahā̃ phans paṛtē haĩ tō bābā buddhi kā tālā band kar dētē haĩ .
64However, this is very difficult; some become trapped somewhere or other and so Baba locks their intellects.
61Bahut baṛī mañzil hai .
65The destination is very high.
62Achchhī paṛhāī vālē phir tankhāh bhī achchhī lētē haĩ nā .
66Those who study well ask for a good salary.
63Yah paṛhāī hai . 64Parantu bāhar jānē sē bhūl jātē haĩ phir apnī mat par chal paṛtē haĩ .
67This too is a study, but, as soon as you go outside, you forget and then begin to follow the dictates of your own minds.
65Bāp kahtē haĩ - mīṭhē bachchē , śhrīmat par chalnē mē̃ hī tumhārā kalyāṇ hai .
68The Father says: Sweet children, only in following shrimat is there benefit for you.
66Yah hai patit duniyā .
69This world is impure.
67Vikār kō poison kahā jātā hai , jiskā sannyāsī lōg sannyās kartē haĩ .
70The vice that the sannyasis renounce is called poison. 71The kingdom of Ravan begins in the copper age.
68Yah rāvaṇ rājya śhurū hī hōtā hai dvāpar sē , yah vēd-śhāstra ādi sab bhakti mārg kī sāmagrī haĩ .
72The Vedas and scriptures etc. are all the paraphernalia of the path of devotion.
69Service kē liē bachchō̃ key|kī buddhi chalnī chāhiē .
73The intellects of you children should work on service.
70Śhrīmat par chalē̃ tō dhārṇā bhī hō .
74If you follow shrimat, you can also imbibe knowledge.
71Bachchē jāntē haĩ vināśh sāmnē khaṛā hai .
75You children know that destruction is just ahead.
72Sab duḥkhī hō raṛī mārē̃gē - hē bhagvān , rahm karō .
76Everyone will be unhappy and will cry out: O God, have mercy!
73Trāhi-trāhi kartē samay bhagvān kō yād karē̃gē .
77At the time of crying out in distress, they remember God.
74Partition K|kē samay kitnā yād kartē thē - hē bhagvān , rahm karō , rakṣhā karō .
78They used to remember God so much at the time of the partition: O God, have mercy! 79Protect us!
75Ab rakṣhā kyā karē̃gē ?
80How would He protect you?
76Rakṣhā karnē vālē kō hī jāntē nahī̃ tō rakṣhā karē̃gē kaisē ?
81If people don't know the One who protects them, how can He protect them?
77Abhī bāp āyā hai parantu muśhkil kōī key|kī buddhi mē̃ baiṭhtā hai .
82The Father has now come, but this scarcely sits in anyone's intellect.
78Bāp samjhātē haĩ aisē-aisē service karō .
83The Father explains: Do service in such and such a way.
79Yah śhrīmat bāp key|kī miltī hai .
84You receive this shrimat from the Father.
80Aisē bāp kō pahchān nahī̃ saktē , yah bhī kaisā wonder hai !
85It is such a wonder that they are unable to recognise such a Father.
81Kitnī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ !
86These matters have to be understood.
82Sārā din śhivbābā key|kī yād buddhi mē̃ rahē .
87Let the remembrance of Shiv Baba be in your intellects throughout the whole day.
83Yah bhī unkā rath sāthī ṭhaharā|ṭhahrā nā .
88This one is His chariot and companion.
84Bābā dēkhtē haĩ - bachchē āj bahut achchhē niśhchaybuddhi haĩ , kal sanśhaybuddhi ban jātē haĩ .
89Baba sees that, today, some children’s intellects have a lot of faith and that, tomorrow, their intellects develop doubts.
85Māyā kā tūphān lagnē sē avasthā girtī hai tō bābā ismē̃ kyā kar saktē haĩ .
90Their stage falls when storms of Maya come, and so what can Baba do about that?
86Tum gyān mē̃ āyē , surrender huē tō tum trustee ṭhaharē .
91You came into this knowledge and surrendered yourselves and so you are trustees.
87Tum kyō̃ phikra kartē hō ? 88Surrender kiyā hai , phir service bhī karnī hai tō return mē̃ milēgā .
92Why do you worry? 93You have surrendered yourselves and you also have to do service and you will then receive the return of that.
89Agar surrender huā hai , service nahī̃ kartā tō bhī unkō khilānā tō paṛē , tō un paisō̃ sē hī khātē-khātē apnā ḵẖatm kar lētē haĩ , service kartē nahī̃ haĩ .
94If you have surrendered yourselves but don't do any service, you still have to be fed and so you use up all the money that you gave on your food. 95They don’t do service.
90Tumhē̃ service karnī hai manuṣhya kō hīrē jaisā banānē key|kī .
96You have to do the service of making human beings become like diamonds.
91Mukhya bābā key|kī rūhānī service karnī hai , jissē manuṣhya ūñchē banē .
97The main thing is that you have to do Baba’s spiritual service through which human beings can become elevated.
92Service nahī̃ kartē tō jākar dās-dāsī banē̃gē .
98If you don't do any service, you will go and become maids and servants.
93Jō paṛhāī achchhī paṛhtē haĩ , unkā mān bhī ūñchā hōtā hai , jō nā-pass hōṅgē vah jākar dās-dāsī banē̃gē .
99Those who study well are given very high regard whereas those who fail will go and become maids and servants.
94Bābā kahtē haĩ - bachchē , mujhē yād karō aur varsā lō|low .
100Baba says: Children, remember Me and claim your inheritance; that’s all!
95Bas , yah manmanābhav akṣhar hī right hai .
101This term ‘Manmanabhav’ is right.
96Ocean of|off knowledge kahtē haĩ ki mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
102The Ocean of Knowledge says: Remember Me and your sins will be absolved.
97Aisē śhrīkr̥iṣhṇa kah na sakē , bāp hī kahtē haĩ - māmēkam yād karō aur bhaviṣhya rājya pad kō yād karō .
103Krishna cannot say this. 104Only the Father says: Constantly remember Me alone and remember your future royal status.
98Yah rājyōg hai nā .
105This is Raja Yoga.
99Issē pravr̥itti mārg siddha hōtā hai .
106The family path is proved through this.
100Yah tum hī samjhā saktē hō .
107Only you can explain this.
101Tumhārē mē̃ bhī jō serviceable tīkhē haĩ , unhō̃ kō bulāyā jātā hai .
108Amongst you too, those who are clever and serviceable are invited.
102Samjhā jātā hai yah hōśhiyār hand hai .
109It is understood when someone is a clever hand.
103Bachchō̃ kō yōgyukt bannā hai .
110You children have to be yogyukt.
104Śhrīmat par agar nahī̃ chaltē tō nām badnām kartē haĩ .
111If you don't follow shrimat, you defame the Father’s name.
105Dhōkhā dētē haĩ tō phir sajāyē̃ khānī paṛtī haĩ .
112If you deceive Him, there has to be punishment.
106Tribunal bhī baiṭhtī hai nā .
113The Tribunal also sits. 114Achcha.
107Achchhā ! 108Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
115To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
109Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
116The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
110Rātri class
117Night class:
111Bachchō̃ kō pahlē-pahlē samjhānī dēnī hai bāp key|kī .
118First of all, you children have to give the explanation of the Father.
112Bēhad kā bāp hī hamkō paṛhātē haĩ , gītā paṛhnē vālē śhrīkr̥iṣhṇa kō bhagvān kahtē haĩ .
119Only the unlimited Father is teaching us. 120They call Krishna, the one who studies the Gita, God.
113Unhē̃ samjhānā hai ki bhagvān tō nirākār kō kahā jātā hai .
121You have to explain to them that it is the Incorporeal one who is called God.
114Dēhdhārī tō bahut haĩ .
122There are many bodily beings.
115Bigar dēh hai hī ēk .
123There is only the One who is without a body.
116Vah hai ūñchē sē ūñchā śhivbābā .
124He is the Highest on High, Shiv Baba.
117Yah achchhī rīt buddhi mē̃ biṭhāō . 118Bēhad K|kē bāp sē bēhad kā varsā miltā hai , vahī ūñch tē ūñch nirākār parampitā paramātmā hai .
125Make this sit in their intellects very well: You receive the unlimited inheritance from the unlimited Father. 126He alone is the Highest on High, the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.
119Vah hai bēhad kā bāp aur yah hai had kā bāp .
127That One is the unlimited Father and this one is a limited father.
120Aur kōī 21 janmō̃ kā varsā nahī̃ dētē haĩ .
128No one else gives you the inheritance for 21 births.
121Aisā bhī kōī bāp nahī̃ jissē amar pad milē .
129There isn't any other father from whom you receive an immortal status.
122Amarlōk hai satyug .
130The golden age is a land of immortality.
123Yah hai mr̥ityulōk .
131This is a land of death.
124Tō bāp kā parichay dēnē sē samajhē̃gē , bāp sē varsā miltā hai jiskō daivī svarājya kahā jātā hai .
132When you give them the Father's introduction, they will understand that they receive an inheritance, which is called deity self-sovereignty, from the Father.
125Vah bāp hī dētē haĩ .
133Only the Father gives you that.
126Vahī patit-pāvan gāyā jātā hai , vah kahtē haĩ apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō tō pāp kaṭ jāyēṅgē .
134That Purifier is remembered. 135He says: Consider yourselves to be souls and remember Me, the Father, and your sins will be cut away.
127Patit sē pāvan ban pāvan duniyā mē̃ chalnē lāyak ban saktē hō .
136You can become pure from impure and become worthy of going to the pure world.
128Kalp-kalp bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō .
137The Father says every cycle: Constantly remember Me alone.
129Yād kī yātrā sē hī pavitra bannā hai .
138Only by going on this pilgrimage of remembrance will you become pure.
130Abhī pāvan duniyā ā rahī hai . 131Patit duniyā vināśh hōnī hai .
139The pure world is now coming and the impure world is to be destroyed.
132Pahlē-pahlē bāp kā parichay dē pakkā karānā hai .
140First of, all give the Father's introduction and make them understand this firmly.
133Jab pakkā bāp kō samajh jāyē̃ tab bāp sē varsā milē . 134Ismē̃ māyā bhulātī bahut hai .
141Only when they firmly understand about the Father can they receive the Father's inheritance.
135Tum kōśhiśh kartē hō bābā kō yād karnē key|kī phir bhūl jātē hō .
142This is where Maya makes you forget a lot. 143You try to remember Baba and then you forget Him.
136Śhivbābā kō yād karnē sē hī pāp kaṭē̃gē .
144Only by remembering Shiv Baba will your sins be cut away.
137Vah bābā inkē dvārā batātē haĩ bachchē mujhē yād karō .
145That Baba tells you through this one: Children, remember Me.
138Phir bhī dhandhē ādi mē̃ bhūl jātē haĩ .
146Nevertheless, you forget Me when you become busy in your business etc.
139Yah bhūlnā nahī̃ chāhiē .
147You should not forget Him.
140Yahī mēhnat key|kī bāt hai .
148This is the thing that requires effort.
141Bāp kō yād kartē-kartē karmātīt avasthā tak pahuñchnā hai .
149You have to reach your karmateet stage by remembering the Father.
142Karmātīt avasthā vālē kō kahā jātā hai phariśhtā .
150Those who have a karmateet stage are called angels.
143Tō yah pakkā yād karō kaisē kiskō samjhāyē̃ .
151Therefore, firmly remember how you can explain to someone.
144Pakkā niśhchay bhī hō ki ham bhāiyō̃ kō ( ātmāō̃ kō ) samjhātē haĩ .
152There should be the firm faith that you are explaining to your brothers (souls).
145Sabkō bāp kā paigām dēnā hai .
153Give everyone the Father's message.
146Kaī kahtē haĩ bābā pās|pass chalū̃ , dīdār karū̃ .
154Some say: I want to go to Baba and have a vision.
147Parantu ismē̃ dīdār ādi key|kī tō bāt hī nahī̃ hai .
155However, there is no question of visions in this.
148Bhagvān ākar sikhlātē haĩ aur mukh sē kahtē haĩ tum mujh apnē nirākār bāp kō yād karō .
156God comes and teaches you and says through this mouth: Remember Me, your incorporeal Father.
149Yād karnē sē sab pāp kaṭ jātē haĩ .
157By remembering Me, all your sins will be cut away.
150Kahā̃ bhī dhandhē ādi mē̃ baiṭhē ghaṛī-ghaṛī bāp kō yād karnā hai .
158While sitting anywhere and doing your business etc., you have to remember the Father again and again.
151Bāp nē hukm diyā hai mujhē yād karō .
159The Father has given you the order: Remember Me!
152Nirantar yād karnē vālē hī win karē̃gē .
160Only those who constantly remember Me will win.
153Yād nahī̃ karē̃gē tō marks kam hō jāyēṅgē .
161If you don't remember Me, your marks will be reduced.
154Yah paṛhāī hai hī manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī , jō ēk bāp hī paṛhātē haĩ .
162This is a study to change from human beings into deities. 163Only the one Father teaches you this.
155Tumhē̃ chakravartī rājā bannā hai , tō 84 janmō̃ kō ( chakra kō ) bhī yād karnā hai .
164You have to become the kings who rule the globe, and so you also have to remember the cycle of 84 births.
156Karmātīt avasthā tak pahuñchnē kē liē mēhnat karnī hai .
165You have to make effort to reach your karmateet stage.
157Vah ant mē̃ hōnī hai .
166That will happen at the end.
158Ant kōī bhī samay ā saktī hai , isliē puruṣhārth lagātār karnā hai .
167The end can come at any time, and so you have to make continuous effort.
159Nitya tumhārā puruṣhārth chaltā rahē .
168Your efforts should continue all the time.
160Laukik bāp tumhē̃ aisē nahī̃ kahē̃gē ki dēh K|kē sabhī sambandh chhōṛ apnē kō ātmā samjhō .
169Your physical fathers would not say: Renounce all your bodily relations and consider yourself to be a soul.
161Śharīr kā bhān chhōṛ mujhē yād karō tō pāp kaṭē̃gē .
170Renounce the consciousness of your body and remember Me and your sins will be cut away.
162Yah tō bēhad kā bāp hī kahtē haĩ bachchē mujh ēk key|kī yād mē̃ rahō tō sab pāp kaṭ jāyēṅgē . 163Tum satōpradhān ban jāyēṅgē .
171It is only the unlimited Father who says: Children, remain in remembrance of Me alone and all your sins will be cut away and you will become satopradhan.
164Yah dhandhā tō khuśhī sē karnā chāhiē nā .
172You should do this business in happiness.
165Bhōjan khātē samay bhī bāp kō yād karnā hai .
173You have to remember the Father even when taking your meals.
166Yād mē̃ rahnē kā gupta abhyās tum bachchō̃ kā chaltā rahē tō achchhā hai .
174It is good if the incognito practice of you children of staying in remembrance continues all the time.
167Tumhārā hī kalyāṇ hai .
175There is only benefit for you in that.
168Apnē kō dēkhnā hai bābā kō kitnā samay yād kartā hū̃ ?
176You have to check yourselves and see for how long you remember Baba. 177Achcha.
169Achchhā - mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati yādpyār aur goodnight .
178To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good night.
170Ōm śhānti .
179Om shanti.
171Dhārṇā kē liē mukhya sār :
180Essence for dharna:
1721 ) manuṣhyō̃ kō hīrē jaisā banānē key|kī rūhānī service karnī hai .
181 1. Do the spiritual service of making human beings become like diamonds.
173Kabhī bhī sanśhaybuddhi ban paṛhāī kō nahī̃ chhōṛnā hai .
182Never let your intellect develop doubts and thereby stop studying.
174Trustee hōkar rahnā hai .
183Remain a trustee.
1752 ) śharīr nirvāh arth|earth karma kartē bhī bāp kō yād karnā hai .
184 2. While acting for the livelihood of your body, you have to remember the Father.
176Śhrīmat mē̃ apnā kalyāṇ samajh chaltē rahnā hai . 177Apnī mat nahī̃ chalānī hai .
185Continue to move along while considering there to be benefit for you in following shrimat.
178Vardān : mansā aur vāchā key|kī śhakti kō yathārth aur samarth rūp sē kārya mē̃ lagānē vālē tīvr puruṣhārthī bhav
186Do not follow the dictates of your own mind. 187Blessing: May you be an intense effort-maker and use the powers of thought and speech accurately and powerfully.
179Tīvr puruṣhārthī arthāt first division mē̃ ānē vālē bachchē saṅkalp śhakti aur vāṇī key|kī śhakti kō yathārth aur samarth rīti sē kārya mē̃ lagātē haĩ . 180Vē|way ismē̃ loose nahī̃ hōtē .
188 Intense effort-makers, that is, the children who are going to go into the first division use the power of thought and the power of speech accurately and powerfully; they do not become loose in this.
181Unhē̃ yah slōgan sadā yād rahtā ki cum|kam bōlō , dhīrē bōlō aur madhur bōlō .
189They always remember the slogan: Speak less, speak softly, speak sweetly.
182Unkā her|har bōl yōgyukt , yuktiyukt hōtā .
190Their every word is yogyukt and yuktiyukt.
183Vē|way āvaśhyak bōl hī bōltē , vyarth bōl , vistār K|kē bōl bōlkar apnī energy samāpt nahī̃ kartē .
191They only speak the words that are necessary and they do not waste their energy in speaking wasteful words or words of expansion.
184Vē|way sadā ēkāntpriy rahtē haĩ .
192They constantly stay in solitude.
185Slōgan : sampūrṇ naṣhṭōmōhā vah hai jō mērē pan K|kē adhikār kā bhī tyāg kar dē . 186Mātēśhvarī jī K|kē madhur mahāvākya 187 « man K|kē aśhānti kā kāraṇ hai karmbandhan aur śhānti kā ādhār hai karmātīt ' ' 188Vāstav mē̃ harēk manuṣhya key|kī yah chāhnā avaśhya rahtī hai ki hamkō man key|kī śhānti prāpt hō jāvē isliē anēk prayatna kartē āyē haĩ magar man kō śhānti ab tak prāpt nahī̃ huī , iskā yathārth kāraṇ kyā hai ?
193Slogan: A complete destroyer of attachment is one who even renounces any right to the consciousness of “mine”.
189Ab pahlē tō yah sōch chalnā jarūrī hai ki man K|kē aśhānti key|kī pahlī jaṛ kyā hai ?
194*** Om Shanti *** 195Sweet elevated versions of Mateshwari 196The reason for peacelessness in the mind is some bondage of karma and 197the basis of peace is the karmateet stage.
190Man key|kī aśhānti kā mukhya kāraṇ hai - karmbandhan mē̃ phansnā .
198In fact, every human being has the desire to attain peace of mind and they make all sorts of efforts for this.
191Jab tak manuṣhya in pañch vikārō̃ K|kē karmbandhan sē nahī̃ chhūṭē haĩ tab tak manuṣhya aśhānti sē chhūṭ nahī̃ saktē .
199However, until now, their minds have not found peace. 200What is the real reason for this? 201First of all, it is necessary to think about what the root of peacelessness is.
192Jab karmbandhan ṭūṭ jātā hai tab man key|kī śhānti arthāt jīvanmukti kō prāpt kar saktē haĩ . 193Ab sōch karnā hai - yah karmbandhan ṭūṭē kaisē ?
202The main reason for peacelessness of the mind is being trapped in some bondage of karma. 203Until human beings are liberated from all bondages of karma of the five vices, they cannot become free from peacelessness.
194Aur usē chhuṭkārā dēnē vālā kaun hai ? 195Yah tō ham jāntē haĩ kōī bhī manuṣhya ātmā kisī bhī manuṣhya ātmā kō chhuṭkārā dē nahī̃ saktī .
204When the bondage of karma is broken, peace of mind, that is, liberation in life can then be attained. 205However, you have to think about how you can break that bondage of karma and who it is that can liberate you from that.
196Yah karmbandhan kā hisāb-kitāb tōṛnē vālā sirph ēk paramātmā hai , vahī ākar is gyān yōgbal sē karmbandhan sē chhuṛātē haĩ isliē hī paramātmā kō sukh dātā kahā jātā hai .
206We know that no human soul can grant liberation to another human soul. 207It is only the one God who can break these karmic accounts of bondages of karma and He is the One who comes and liberates us from the bondages of karma with this knowledge and the power of yoga.
197Jab tak pahlē yah gyān nahī̃ hai ki maĩ ātmā hū̃ , asul mē̃ maĩ kiskī santān hū̃ , mērā aslī guṇ kyā hai ? 198Jab yah buddhi mē̃ ā jāē tab hī karmbandhan ṭūṭē .
208This is why God is called the Bestower of Happiness. 209Until you know that you are a soul and whose child you are in reality and what your real virtues are, only when you have all of this in your intellect, can your bondage of karma be broken.
199Ab yah knowledge hamē̃ paramātmā dvārā hī prāpt hōtī hai gōyā paramātmā dvārā hī karmbandhan ṭūṭtē haĩ . 200Achchhā .
210We can only receive this knowledge from God, that is, it is only through God that our bondages of karma can be broken.
201Ōm śhānti .
211Achcha.