मंगलवार 28 नवंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
028-11-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 28/11/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - gyān hai makkhan , bhakti hai chhāñchh , bāp tumhē̃ gyān rūpī makkhan dēkar viśhva kā mālik banā dētē haĩ , isliē śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mukh mē̃ makkhan dikhātē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, this knowledge is butter and devotion is buttermilk. 2The Father gives you butter in the form of this knowledge and makes you into the masters of the world. 3This is why they show butter in the mouth of Shri Krishna. 4Question: How can you recognise someone whose intellect has faith?
2Praśhna : niśhchaybuddhi key|kī parakh kyā hai ? 3Niśhchay K|kē ādhār par kyā prāpti hōtī hai ? 4Uttar : 1 . niśhchaybuddhi bachchē śhamā par phidā hōnē vālē sachchē parvānē hōṅgē , phērī lagānē vālē nahī̃ .
5What attainment is there on the basis of faith? 6Answer: 1. The children whose intellects have faith are the true moths who surrender themselves to the Flame, not those who simply circle around.
5Jō śhamā par phidā hō jātē haĩ vahī rājāī mē̃ ātē haĩ , phērī lagānē vālē prajā mē̃ chalē jātē .
7Only those who surrender themselves to the Flame enter the kingdom. 8Those who simply circle around become part of the subjects.
62 . dharat pariyē dharm na chhōṛiyē - yah pratigyā niśhchay-buddhi bachchō̃ kī hai .
92. The promise of the children whose intellects have faith is: “Even in the most adverse situations, I will not let go of my religion.”
7Vē|way sachchē prīt buddhi ban dēh sahit dēh K|kē sab dharmō̃ kō bhūl bāp kī yād mē̃ rahtē haĩ .
10Their intellects have true love and so they forget all their bodily religions and their bodies and stay in remembrance of the Father.
8Gīt : chhōṛ bhī dē ākāśh siṃhāsan …
11Song: Leave Your throne of the sky and come down to earth.
9Ōm śhānti .
12Om shanti.
10Bhagvānuvāch .
13God speaks.
11Bhagvān kahā jātā hai nirākār parampitā kō .
14The incorporeal Supreme Father is called God.
12Bhagvānuvāch kisnē kahā ?
15Who said: God speaks?
13Us nirākār parampitā paramātmā nē .
16That incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.
14Nirākār bāp nirākār ātmāō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .
17The incorporeal Father sits here and explains to you incorporeal souls.
15Nirākār ātmā is śharīr rūpī karmēndriyō̃ sē suntī hai .
18You incorporeal souls listen with the physical organs of your bodies.
16Ātmā kō na male|mail|mēl , na female kahā jātā hai . 17Unkō ātmā hī kahā jātā hai .
19A soul is not called male or female; a soul is called a soul.
18Ātmā svayã in organs dvārā kahtī hai - maĩ ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hū̃ .
20The soul himself says through these organs: I leave one body and take another.
19Jō bhī manuṣhya mātra haĩ vah sab brothers haĩ .
21All human beings are brothers.
20Jab nirākār parampitā paramātmā key|kī santān haĩ tō āpas mē̃ sab bhāī haĩ , jab prajāpitā brahmā key|kī santān haĩ tō bhāī-bahan haĩ .
22As children of the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, you are brothers and when you become the children of Prajapita Brahma, you are brothers and sisters.
21Yah hamēśhā sabkō samjhātē rahō .
23Constantly continue to explain this to everyone.
22Bhagvān rakṣhak hai , bhaktō̃ kō bhakti kā phal dēnē vālā hai .
24God is the Protector, the One who gives devotees the fruit of their devotion.
23Bāp samjhātē haĩ sarv kā sadgati dātā ēk maĩ hū̃ .
25The Father explains: I alone am the Bestower of Salvation for All.
24Sarv kā śhikṣhak ban śhrīmat dētā hū̃ aur phir sarv kā satgurū bhī hū̃ .
26I become the Teacher of all of you and give you shrimat and then I am also the Satguru of everyone.
25Unkō kōī bāp , teacher , gurū nahī̃ .
27He doesn't have a Father, Teacher or Guru.
26Vahī bāp prāchīn bhārat kā rājyōg sikhlānē vālā hai , śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ .
28That Father, not Shri Krishna, is the One who teaches you the ancient Raja Yoga of Bharat.
27Śhrīkr̥iṣhṇa kō bāp nahī̃ kah saktē .
29Shri Krishna cannot be called the Father.
28Unkō daivīguṇdhārī svarg kā prince kahā jātā hai .
30He is said to be the prince of heaven who has divine virtues.
29Patit-pāvan sadgati dātā ēk kō kahā jātā hai .
31Only the One is called the Purifier and the Bestower of Salvation.
30Abhī sab duḥkhī , pāp ātmā , bhraṣhṭāchārī haĩ .
32All souls are now unhappy, impure and corrupt.
31Bhārat hī satyug mē̃ daivī śhrēṣhṭhāchārī thā .
33Bharat itself is divine and elevated in the golden age.
32Phir vah bhraṣhṭāchārī āsurī rājya hōtā hai .
34When it then becomes a corrupt, devilish kingdom, everyone says: O Purifier, come!
33Sab kahtē haĩ patit-pāvan āō , ākar rāmrājya sthāpan karō .
35Come and establish the kingdom of Rama. 36Therefore, it is now the kingdom of Ravan.
34Tō ab rāvaṇ rājya hai . 35Rāvaṇ kō jalātē bhī haĩ lēkin rāvaṇ kō kōī bhī vidvān , āchārya , paṇḍit nahī̃ jāntē . 36Satyug sē trētā tak rāmrājya , dvāpar sē kaliyug tak rāvaṇrājya .
37People burn Ravan, but none of the scholars, teachers or pundits know what Ravan is. 38The golden age and the silver age are the kingdom of Rama whereas the copper age and the iron age are the kingdom of Ravan.
37Brahmā kā din sō brahmākumār-kumāriyō̃ kā din .
39The day of Brahma is the day of the Brahma Kumars and Kumaris.
38Brahmā kī rāt sō be|B . K|kē . key|kī rāt .
40The night of Brahma is the night of the Brahma Kumars and Kumaris.
39Abhī rāt pūrī hō din ānā hai .
41The night is now to end and the day is to come.
40Gāyā huā hai vināśh kālē viparīt buddhi . 41Tīn sēnāyē̃ bhī haĩ .
42It is remembered: There are those who have non loving intellects at the time of destruction.
42Parampitā kō kahā jātā hai beloved most god father , ocean of|off knowledge .
43There are also the three armies. 44The Supreme Father is called most beloved God, the Father, the Ocean of Knowledge.
43Tō jarūr knowledge dētē hōṅgē nā .
45So He must surely be giving you this knowledge.
44Sr̥iṣhṭi kā chaitanya bījrūp hai .
46He is the Living Seed of the world.
45Supreme soul hai arthāt ūñch sē ūñch bhagvān hai .
47He is the Supreme Soul, that is, He is God, the Highest on High.
46Aisē nahī̃ ki sarvavyāpī hai .
48It isn't that He is omnipresent.
47Sarvavyāpī kahnā yah tō bāp kō defame karnā hai .
49To say that He is omnipresent is to defame the Father.
48Bāp kahtē haĩ glāni kartē-kartē dharm glāni hō gaī hai , bhārat kaṅgāl , bhraṣhṭāchārī ban gayā hai .
50The Father says: By My being defamed, there has been defamation of religion and Bharat has become poverty-stricken and corrupt.
49Aisē samay par hī mujhē ānā paṛtā hai .
51I have to come at such a time.
50Bhārat hī mērā birthplace hai .
52Bharat itself is My birthplace.
51Sōmnāth kā mandir , śhiv kā mandir bhī yahā̃ hai .
53The Somnath Temple and the temples to Shiva are here.
52Maĩ apnē birth place kō hī svarg banātā hū̃ , phir rāvaṇ nark banātā hai arthāt rāvaṇ key|kī mat par chal narkvāsī , āsurī sampradāy ban paṛtē haĩ .
54I make My birthplace into heaven and then Ravan makes it into hell. 55This means that, by following the dictates of Ravan, people have become residents of hell, the devilish community.
53Phir unhō̃ kō badalkar maĩ daivī sampradāy , śhrēṣhṭhāchārī banātā hū̃ .
56Then, I change them and make them elevated and into the divine community.
54Yah viṣhay sāgar hai . 55Vah hai kṣhīr sāgar . 56Vahā̃ ghī key|kī nadiyā̃ bahtī haĩ .
57This is an ocean of poison and that is an ocean of milk; rivers of ghee flow there.
57Satyug-trētā mē̃ bhārat sadā sukhī solvent thā , hīrē javāharō̃ K|kē mahal thē . 58Abhī tō bhārat 100 percent insolvent hai .
58In the golden and silver ages, Bharat was constantly happy and solvent and there were palaces of diamonds and jewels.
59Maĩ hī ākar 100 percent solvent , śhrēṣhṭhāchārī banātā hū̃ .
59Bharat is now 100% insolvent. 60I alone come and make it 100% solvent and elevated.
60Ab tō aisē bhraṣhṭāchārī ban gayē haĩ jō apnē daivī dharm kō bhūl gayē haĩ .
61People have now become so corrupt that they have forgotten their divine religion.
61Bāp baiṭh samjhātē haĩ ki bhakti mārg hai chhāñchh , gyān mārg hai makkhan .
62The Father sits here and explains: The path of devotion is buttermilk and the path of this knowledge is butter.
62Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mukh mē̃ makkhan dikhlātē haĩ yāni viśhva kā rājya thā , lakṣhmī-nārāyaṇ viśhva K|kē mālik thē .
63They show butter in the mouth of Shri Krishna. 64That means he had the kingdom of the world. 65Lakshmi and Narayan were the masters of the world.
63Bāp hī ākar bēhad kā varsā dētē haĩ arthāt viśhva kā mālik banātē haĩ .
66The Father Himself comes and gives you the unlimited inheritance, that is, He makes you into the masters of the world.
64Kahtē haĩ maĩ viśhva kā mālik nahī̃ bantā hū̃ .
67He says: I do not become the Master of the world.
65Agar mālik banū̃ tō phir māyā sē hār bhī khānī paṛē .
68If I were to become the Master, I would then also have to be defeated by Maya.
66Māyā sē hār tum khātē hō .
69You are the ones who are defeated by Maya.
67Phir jīt bhī tumkō pānī hai .
70So, you then have to gain victory.
68Yah 5 vikārō̃ mē̃ phansē huē haĩ .
71You are trapped in the five vices.
69Abhī maĩ tumkō mandir mē̃ rahnē lāyak banātā hū̃ .
72I am now making you worthy of living in a temple.
70Satyug baṛā mandir hai , uskō śhivālay kahā jātā hai , śhiv kā sthāpan kiyā huā .
73The golden age is a big temple and it is called Shivalaya and it is established by Shiva.
71Kaliyug kō vēśhyālay kahā jātā hai , sab vikārī haĩ .
74The iron age is called a brothel; all are vicious.
72Ab bāp kahtē haĩ dēh K|kē dharm chhōṛ apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō .
75The Father now says: Renounce the religions of bodies, consider yourselves to be souls and remember Me, your Father.
73Tum bachchō̃ key|kī ab bāp sē prīt hai .
76You children now have love for the Father.
74Tum aur kōī kō yād nahī̃ kartē hō . 75Tum hō vināśh kālē prīt buddhi .
77You don't remember anyone else. 78You are those who have loving intellects at the time of destruction.
76Tum jāntē hō ki śhrī śhrī 108 parampitā paramātmā kō hī kahā jātā hai . 77108 key|kī mālā phērtē haĩ . 78Ūpar mē̃ hai śhivbābā phir māt-pitā brahmā-sarasvatī , phir unkē bachchē jō bhārat kō pāvan banātē haĩ .
79You know that only the Supreme Father, the Supreme Soul, is called Shri Shri 108. They turn the beads of the rosary of 108. Up above is Shiv Baba, then the mother and father, Brahma and Saraswati, and then their children who make Bharat pure. 80The rosary of Rudraksh has also been remembered.
79Rudrākṣha key|kī mālā gāī huī hai , uskō rūdra yagya bhī kahā jātā hai . 80Kitnā baṛā rājasva aśhvamēdh avināśhī gyān yagya hai .
81This is called the sacrificial fire of Rudra. 82This is also such a big imperishable sacrificial fire of knowledge in which the horse is sacrificed to receive self-sovereignty.
81Kitnē varṣhō̃ sē chalā ātā hai .
83It has been continuing for so many years.
82Jō bhī anēk dharm ādi haĩ , sab is yagya mē̃ khatm hō jānē haĩ tab yah yagya pūrā hōgā .
84All the innumerable religions are to be sacrificed into this sacrificial fire because only then will this sacrificial fire end.
83Yah hai avināśhī bābā kā avināśhī yagya .
85This is the imperishable sacrificial fire of imperishable Baba.
84Sab sāmagrī ismē̃ svāhā hō jānī hai .
86Everything material is to be sacrificed into this.
85Pūchhtē haĩ vināśh kab hōgā ?
87Children ask: When will destruction take place?
86Arē , jō sthāpanā kartē haĩ , unkō hī phir pālnā karnī hōtī hai .
88Oh, those who establish something then have to sustain it.
87Yah hai śhivbābā kā rath .
89This is Shiv Baba's chariot.
88Śhivbābā ismē̃ rathī hai . 89Bākī kōī ghōṛē-gāṛī ādi nahī̃ haĩ .
90Shiv Baba is the Charioteer in this, but there aren't any horse chariots etc., here.
90Vah tō bhaktimārg key|kī sāmagrī baiṭh banāī hai .
91They have just sat and made up paraphernalia for the path of devotion.
91Bābā kahtē haĩ maĩ is prakr̥iti kā ādhār lētā hū̃ .
92Baba says: I take the support of this matter.
92Bāp samjhātē haĩ - pahlē avyabhichārī bhakti hai phir kaliyug ant mē̃ pūrī vyabhichārī ban jātī hai .
93The Father explains: At first, there is unadulterated devotion but it then becomes completely adulterated by the end of the iron age.
93Phir bāp ākar bhārat kō makkhan dētē haĩ .
94Then the Father comes and gives the butter to Bharat.
94Tum viśhva K|kē mālik bannē liē paṛh rahē hō .
95You are studying to become the masters of the world.
95Bāp ākar makkhan khilātē haĩ .
96The Father comes and feeds you butter.
96Rāvaṇ rājya mē̃ chhāñchh śhurū hō jātī hai .
97Buttermilk begins in Ravan’s kingdom.
97Yē sab samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
98All of these matters have to be understood.
98Nayē bachchē tō in bātō̃ kō samajh na sakē̃ .
99New children cannot understand these things.
99Parampitā paramātmā kō hī gyān kā sāgar kahā jātā hai .
100Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is called the Ocean of Knowledge.
100Bāp kahtē haĩ maĩ is bhakti mārg sē kisī kō bhī nahī̃ miltā hū̃ .
101The Father says: No one on those paths of devotion can find Me.
101Maĩ jab ātā hū̃ tab hī ākar bhaktō̃ kō bhakti kā phal dētā hū̃ .
102Only when I come do I give the devotees the fruit of their devotion.
102Maĩ liberator bantā hū̃ , duḥkh sē chhuṛākar sabkō śhāntidhām , sukhdhām lē jātā hū̃ .
103I become the Liberator, I remove their sorrow and take them to the land of peace and the land of happiness.
103Niśhchay buddhi vijayanti , sanśhay buddhi vinaśhanti .
104An intellect with faith leads to victory and an intellect with doubt leads to destruction.
104Bāp śhamā hai .
105The Father is the Flame.
105Us par parvānē kōī tō ēkdam phidā hō jātē haĩ , kōī phērī pahankar chalē jātē haĩ . 106Samajhtē kuchh nahī̃ haĩ .
106Some moths completely surrender themselves whereas others simply circle around and go away; they don’t understand anything.
107Phidā hōnē vālē bachchē jāntē haĩ barōbar bēhad K|kē bāp sē hamkō bēhad kā varsā miltā hai .
107Children who surrender themselves know that they truly receive the unlimited inheritance from the unlimited Father.
108Jō sirph phērī pahankar chalē jātē haĩ vah tō phir prajā mē̃ hī number-vār ā jāyēṅgē .
108Those who simply circle around and go away will then become part of the subjects, numberwise.
109Jō phidā hōtē haĩ vah varsā lētē haĩ number-vār puruṣhārth anusār .
109Those who surrender themselves claim their inheritance, numberwise, according to the efforts they make.
110Puruṣhārth sē hī prālabdh miltī hai .
110The reward received is according to the efforts made.
111Gyān kā sāgar ēk hī bāp hai .
111Only the one Father is the Ocean of Knowledge.
112Phir gyān prāyaḥ lōp hō jātā hai .
112This knowledge then disappears.
113Tum sadgati kō pā lētē hō .
113You would have then received salvation.
114Satyug-trētā mē̃ kōī gurū-gōsāī ādi nahī̃ hōtē .
114There are no gurus etc. in the golden and silver ages.
115Abhī sab us bāp kō yād kartē haĩ kyōṅki vah hai ocean of|off knowledge .
115Everyone now remembers that Father because He is the Ocean of Knowledge.
116Sabkī sadgati kar dētē haĩ . 117Phir hāhākār band hō jayjaykār hō jātī hai , tum sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē hō .
116He grants salvation to everyone; the cries of distress end and there is the joy of victory. 117You know the beginning, middle and end of the world.
118Tum ab trikāldarśhī , trinētrī banē hō .
118You have now become trikaldarshi and trinetri.
119Tumkō rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant key|kī sārī knowledge mil rahī hai . 120Yah kōī dant kathā nahī̃ hai .
119You are now receiving all the knowledge of the Creator and the beginning, the middle and the end of creation.
121Gītā hai bhagvān key|kī gāī huī parantu śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl khaṇḍan kar diyā hai .
120This is not a tall story. 121The Gita is spoken by God, but they have falsified it by inserting Krishna’s name.
122Tum bachchō̃ kō ab sabkā kalyāṇ karnā hai .
122You children now have to benefit everyone.
123Tum hō śhiv śhakti sēnā .
123You are the Shiv Shakti Army.
124Vandē mātaram gāyā huā hai .
124It is remembered: Salutations to the mothers!
125Vandanā pavitra key|kī hī kī jātī hai .
125Salutations are given to those who are pure.
126Kanyā pavitra hai tō sab unkī vandanā kartē haĩ .
126When a kumari is pure, everyone bows down to her.
127Sasur ghar gaī aur vikārī banī tō sabkō māthā ṭēktī rahtī hai .
127As soon as she goes to her in-laws and becomes impure, she continues to bow down to everyone.
128Sārā madār pavitratā par hai .
128Everything depends on purity.
129Bhārat pavitra gr̥ihastha dharm thā . 130Abhī apavitr gr̥ihastha dharm hai . 131Duḥkh hī duḥkh hai .
129Bharat had a pure household religion; it is now an impure household religion; there is nothing but sorrow.
132Satyug mē̃ aisē nahī̃ hōtā .
130It is not like that in the golden age.
133Bāp bachchō̃ kē liē tirī ( hathēlī ) par bahiśht lē ātē haĩ .
131The Father brings heaven on the palms of His hands for you children.
134Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē bāp sē jīvanmukti kā varsā lē saktē hō .
132While living at home, you can claim your inheritance of liberation-in-life from the Father.
135Gharbār chhōṛnē key|kī kōī bāt nahī̃ .
133There is no question of leaving your homes and families.
136Sannyāsiyō̃ kā nivr̥itti mārg alag hai .
134The path of isolation of the sannyasis is separate.
137Ab bāp sē pratigyā kartē haĩ - bābā , ham pavitra ban , pavitra duniyā K|kē mālik jarūr banē̃gē . 138Phir dharat pariyē dharm na chhōṛiyē .
135You now make these promises to the Father: Baba, I will definitely become pure and become a master of the pure world, and whatever happens, I will never leave my religion.”
1395 vikārō̃ kā dān dō tō māyā kā grahaṇ chhūṭē , tab 16 kalā sampūrṇ banē̃gē .
136Donate the five vices so that you are freed from the eclipse of Maya and you will then become 16 celestial degrees full.
140Satyug mē̃ haĩ 16 kalā sampūrṇ , sampūrṇ nirvikārī … , ab śhrīmat par chalkar phir sē aisā bannā hai .
137In the golden age, they are 16 celestial degrees full, fully viceless. 138You now have to follow shrimat and once again become like that.
141Bhagvān hai hī garīb nivāz .
139God is the Lord of the Poor.
142Sāhūkār is gyān kō uṭhā nahī̃ saktē kyōṅki vah tō samajhtē haĩ hamkō dhan ādi bahut hai , ham tō svarg mē̃ baiṭhē haĩ isliē ablāyē̃ , ahilyāyē̃ hī gyān lētī haĩ .
140Wealthy ones are unable to take this knowledge because they think that because they have a lot of wealth etc. they are now sitting in heaven. 141This is why only the innocent, the weak and those with stone intellects take this knowledge.
143Bhārat tō garīb hai .
142Bharat is poor.
144Unmē̃ bhī jō garīb sādhāraṇ haĩ , unhō̃ kō hī bāp apnā banātē haĩ .
143Among them too, the Father only makes those who are ordinary and poor belong to Him.
145Unhō̃ key|kī hī takdīr mē̃ hai .
144Only they have it in their fortune.
146Sudāmā kā misāl gāyā huā hai nā .
145The example of Sudama is remembered.
147Sāhūkārō̃ kō samajhnē key|kī phursat nahī̃ .
146The wealthy don't have time to understand these things.
148Rājēndr prasād ( bhārat K|kē pratham rāṣhṭrapati ) kē pās bachchiyā̃ jātī thī , kahtī thī bēhad K|kē bāp kō jānō tō tum hīrē tulya ban jāyēṅgē .
147Some daughters used to go to Rajendra Prasad (former President of India). 148They told him: Know the unlimited Father and you will become worth a diamond.
1497 rōz kā course karō .
149Do this seven days' course.
150Kahtā thā - hā̃ , bāt tō bahut achchhī hai , retired hōnē kē bād course uṭhāūṅgā .
150He used to say: Yes, what you say is very good. 151I will take the course after I have retired.
151Retired huā tō bōlē , bīmār hū̃ .
152When he retired, he said: I am now ill.
152Baṛē-baṛē ādamiyō̃ kō phursat nahī̃ hai . 153Pahlē jab 7 rōz kā course pūrā karē tab nārāyaṇī naśhā chaṛhē .
153Eminent people don't have time. 154Only when they first complete the seven days' course can they have the intoxication of becoming Narayan.
154Aisē thōṛēhī raṅg chaṛhēgā .
155They cannot be coloured just like that.
1557 rōj kē bād patā chaltā hai - yah lāyak hai vā nahī̃ hai ?
156It is only after seven days that you can tell whether someone is worthy or not.
156Lāyak hōgā tō phir paṛhnē kē liē puruṣhārth mē̃ lag jāyēgā .
157If he is worthy, he will become busy making effort to study.
157Jab tak bhaṭṭhī mē̃ pakkā raṅg nahī̃ lagā hai tab tak bāhar jānē sē raṅg hī uṛ jātā hai , isliē pahlē pakkā raṅg chaṛhānā hai .
158Unless someone is very firmly coloured in the furnace (bhatthi), the colour fades as soon as he goes outside and this is why you first have to colour them very firmly.
158Achchhā !
159Achcha.
159Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
160To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
160Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
161The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
161Dhārṇā kē liē mukhya sār :
162Essence for dharna:
1621 ) śhiv śhakti ban viśhva kalyāṇ karnā hai .
163 1. Become a Shiv Shakti and benefit the world.
163Pavitratā K|kē ādhār par kauṛī tulya manuṣhyō̃ kō hīrē tulya banānā hai .
164On the basis of purity, change human beings who are worth shells and make them worth diamonds.
1642 ) śhrīmat par vikārō̃ kā dān dē sampūrṇ nirvikārī 16 kalā sampūrṇ bannā hai .
165 2. According to shrimat, donate the vices and become fully viceless, 16 celestial degrees full.
165Śhamā par phidā hōnē vālā parvānā bannā hai .
166Become the moths who surrender themselves to the Flame.
166Vardān : paristhitiyō̃ kō sidescene samajh pār karnē vālē smr̥iti svarūp samarth ātmā bhav
167Blessing: May you become a powerful soul and an embodiment of remembrance while overcoming adverse situations by considering them to be “side scenes.”
167Smr̥iti svarūp ātmā samarth hōnē K|kē kāraṇ paristhitiyō̃ kō khēl samajhtī hai .
168 Because souls who are embodiments of remembrance are powerful, they consider adverse situations to be games.
168Bhal kitnī bhī baṛī paristhiti hō lēkin samarth ātmā kē liē mañjil par pahuñchnē kē liē yah sab rāstē K|kē side scenes haĩ .
169No matter how big the situations may be, for powerful souls, all of those are “side scenes” on the path to their destination.
169Lōg tō kharchā karkē bhī side scenes dēkhnē jātē haĩ .
170People actually spend money to go and see “side scenes.”
170Tō smr̥iti svarūp samarth ātmā kē liē paristhiti kahō , paper kahō , vighna kahō sab side scenes haĩ aur smr̥iti mē̃ hai ki yah mañjil K|kē side scenes anginat bār pār kī haĩ , nothing new .
171For powerful souls who are embodiments of remembrance, whether you call it an adverse situation, a paper or an obstacle, all of them are side scenes. 172You are aware that you have passed those “side scenes” on the way to your destination countless times; it is nothing new.
171Slōgan : dūsrō̃ key|kī correction karnē kē bajāē bāp sē connection jōṛ lō tō vardānō̃ key|kī anubhūti hōtī rahēgī . 172Mātēśhvarī jī K|kē madhur mahāvākya 173 « sirph ōm K|kē śhabda K|kē uchchāraṇ sē kōī phāydā nahī̃ ' ' 174Ōm raṭō mānā ōm japō , jis samay ham ōm śhabda kahtē haĩ tō ōm kahnē kā matlab yah nahī̃ ki ōm śhabda kā uchchāraṇ karnā hai sirph ōm kahnē sē kōī jīvan mē̃ phāydā nahī̃ .
173Slogan: Instead of correcting others, make a connection with the Father and you will continue to experience blessings.
175Parantu ōm K|kē arth|earth svarūp mē̃ sthit hōnā , us ōm K|kē arth|earth kō jānnē sē manuṣhya kō vō śhānti prāpt hōtī hai .
174*** Om Shanti *** 175Sweet elevated versions of Mateshwari 176There is no benefit in just chanting the mantra of “om”. 177To chant “om” means to sing this constantly.
176Ab manuṣhya chāhtē tō avaśhya haĩ ki hamē̃ śhānti prāpt hōvē .
178When we say the word “om”, it does not mean that we have to say it out loud.
177Us śhānti sthāpan K|kē liyē bahut sammēlan kartē haĩ parantu result aisē hī dikhāī dē rahī hai jō aur aśhānti duḥkh kā kāraṇ bantā rahtā hai kyōṅki mukhya kāraṇ hai ki manuṣhyātmā nē jab tak 5 vikārō̃ kō naṣhṭ nahī̃ kiyā hai tab tak duniyā par śhānti kadāchit hō nahī̃ saktī .
179There is no benefit in life by simply saying “om”. 180However, by being stable in the meaning of “om” and by knowing the meaning of that word “om”, human beings can have peace in their lives. 181People definitely want to have peace, and they have many conferences to establish that peace. 182However, the result seen is that there is greater peacelessness and causes of sorrow.
178Tō pahlē harēk manuṣhya kō apnē 5 vikārō̃ kō vaśh karnā hai aur apnī ātmā key|kī ḍōr paramātmā kē sāth jōṛnī hai tab hī śhānti sthāpan hōgī . 179Tō manuṣhya apnē āpsē pūchhē̃ mainnē apnē 5 vikārō̃ kō naṣhṭ kiyā hai ?
183The main reason is that there cannot possibly be peace on earth until human beings have destroyed the five vices. 184So first, every human being has to control their five vices and connect the strings of their souls to the Supreme Soul; only then can there be peace.
180Unhō̃ kō jītnē kā prayatna kiyā hai ?
185So, let each person ask the self: Have I destroyed the five vices in me?
181Agar kōī pūchhē tō ham apnē 5 vikārō̃ kō vaśh kaisē karē̃ , tō unhō̃ kō yah tarīkā batāyā jātā hai ki pahlē unhō̃ kō gyān aur yōg kā vās dhūp lagāō aur sāth mē̃ parampitā paramātmā K|kē mahāvākya haĩ - mērē sāth buddhiyōg lagāē mērē bal kō lēkar mujh sarvśhaktivān prabhu kō yād karnē sē vikār haṭtē rahē̃gē .
186Have I made the effort to conquer them? 187If they ask, “How can I control the five vices in me?” show them this method. 188First of all, give the dhoop (fragrance from incense sticks) of this knowledge and yoga. 189Then, together with that, tell them the elevated versions of the Supreme Soul: Connect the yoga of your intellect to Me, take power from Me and by your remembering Me, the Almighty Authority, God, the vices will continue to be removed.
182Ab itnī chāhiē sādhnā , jō khud paramātmā ākar hamē̃ sikhātā hai . 183Achchhā - ōm śhānti .
190We now have to make this much spiritual endeavour, that God Himself comes and teaches us. 191Achcha.