बुधवार 29 नवंबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

029-11-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 29/11/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - apnī buddhi vā vichārō̃ kō itnā śhuddha , svachchha banāō jō śhrīmat kō yathārth rīti dhāraṇ kar bāp kā nām bālā kar sakō ' '

1Essence: Sweet children, make your intellects and thoughts so pure and clean that you can imbibe shrimat accurately and thereby glorify the Father’s name.

Question

2Praśhna  : bachchō̃ key|kī kaun-sī avasthā hī bāp kā show karēgī  ?

2Question: Which stage of you children will show (reveal) the Father?

Answer

3Uttar  : jab bachchō̃ key|kī nirantar harṣhitmukh , achal-aḍōl , sthir aur mast avasthā banē̃ tab bāp kā show kar sakē .

3Answer: When your stage is such that your faces are constantly cheerful, that you are unshakeable and immovable and you remain stable and intoxicated, you will then be able to reveal the Father.

4Aisī ēkras avasthā vālē hōśhiyār bachchē hī yathārth rīti sabkō bāp kā parichay dē saktē haĩ .

4Such clever children with a constant stage are able to give everyone the Father’s introduction accurately.

Song

5Gīt  : marnā tērī galī mē̃ …

5Song: To live in Your lane and to die in Your lane.

Murli

6Ōm śhānti .

6Om shanti.

7Bachchō̃ nē gīt sunā . 8Kahtē haĩ āyē haĩ tērē dar pay jītē jī marnē kē liē .

7You children heard the song where it says: “We have come to Your door in order to die alive.”

9Kiskē dar par  ?

8Whose door have you come to?

10Phir bhī yahī bāt nikaltī ki agar gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa kahē̃ tō yah sab bātē̃ hō na sakē̃ .

9The same thing emerges: If Shri Krishna were the God of the Gita, none of these things would be possible nor would Shri Krishna be here.

11Na śhrīkr̥iṣhṇa yahā̃ hō sakē .

10He is the prince of the golden age.

12Vah tō hai satyug kā prince .

11Shri Krishna did not speak the Gita.

13Gītā kōī śhrīkr̥iṣhṇa nē nahī̃ sunāī , gītā tō parampitā nē sunāī .

12It was the Supreme Father, the Supreme Soul, who spoke the Gita.

14Sārā madār ēk bāt par hai .

13Everything depends on this one aspect.

15Bhakti mē̃ tum itnī mēhnat kartē āyē hō vah tō darkār nahī̃ .

14You have been making so much effort on the path of devotion, but there was no need for it.

16Yah tō second key|kī bāt hai .

15Here, it is a question of a second.

17Sirph yah ēk bāt hī siddha karnē kē liē bhī bāp kō kitnī mēhnat karnī paṛtī hai .

16The Father has to make so much effort simply to prove this one aspect.

18Kitnī knowledge dēnī paṛtī hai .

17He has to give you so much knowledge.

19Prāchīn knowledge jō bhagvān nē dī hai vahī knowledge hai , sārī bāt gītā par hai .

18It is this ancient knowledge that God gives that is called knowledge. 19Everything depends on the Gita.

20Parampitā paramātmā nē hī ākar dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kē liē sahaj rājyōg aur gyān sikhlāyā hai , jō ab prāyaḥlōp hai .

20The Supreme Father, the Supreme Soul, came and taught easy Raja Yoga and this knowledge in order to establish the deity religion, which has now disappeared.

21Manuṣhya tō samajhtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa kabhī phir ākar gītā sunāyēgā .

21People think that Shri Krishna will come again at some time and speak the Gita.

22Parantu ab tumkō yah achchhī rīti gōlē K|kē chitra par siddh karnā hai ki gītā pārlaukik parampitā paramātmā gyān sāgar nē sunāī .

22However, you have to prove clearly, using the picture of the cycle, that the parlokik Supreme Father, the Supreme Soul, the Ocean of Knowledge, is the One who spoke the Gita.

23Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā aur hai , parampitā paramātmā key|kī mahimā aur hai .

23The praise of Shri Krishna is different from the praise of the Supreme Father, the Supreme Soul.

24Vah hai satyug kā prince , jisnē sahaj rājyōg sē rājya-bhāgya pāyā hai .

24Krishna is the prince of the golden age, the one who claimed his fortune of the kingdom by studying easy Raja Yoga.

25Paṛhtē samay nām rūp sē aur hai aur phir jab rājya pāyā tab aur hai - yah siddh kar batānā hai .

25You have to prove that when he studies, his name and form are different from his name and form when he claims the kingdom.

26Patit-pāvan hai hī ēk bāp .

26Only the one Father is the Purifier.

27Abhī phir sē śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā patit-pāvan dvārā rājyōg sīkh bhaviṣhya pāvan duniyā kā prince ban rahī hai .

27The Shri Krishna soul is now once again studying Raja Yoga with the Purifier and becoming the future prince of the pure world.

28Yah siddh kar samjhānē mē̃ bhī yuktiyā̃ chāhiē .

28You need to find clever methods of proving that this explanation is correct.

29Foreigners kō bhī siddh kar batānā paṛtā hai .

29You also have to prove this to the foreigners.

30Number one hai hī gītā .

30The Gita is the number one scripture.

31Sarv śhāstra-maī śhrīmat bhagavat gītā mātā .

31The Shrimat Bhagawad Gita, the Mother Gita, is the jewel of all the scriptures.

32Ab mātā kō janm kisnē diyā  ?

32Now, who gave birth to the mother?

33Bāp hī mātā kō adopt kartē haĩ nā .

33It is the Father who adopts the mother.

34Gītā kisnē sunāī  ?

34Who spoke the Gita?

35Aisē nahī̃ kahē̃gē ki Christ nē Bible kō adopt kiyā .

35It would not be said that Christ adopted the Bible.

36Christ nē jō śhikṣhā dī|the unkā phir Bible banākar paṛhtē haĩ .

36The Bible that they study was created from the teachings spoken by Christ.

37Ab gītā key|kī śhikṣhā kisnē dī|the , jō phir bād mē̃ pustak banākar paṛhtē rahtē haĩ  ?

37Now, who gave the teachings of the Gita that were later made into the book that they study?

38Yah kiskō patā nahī̃ .

38No one knows this.

39Aur sabkē śhāstrō̃ kā tō patā hai .

39Everyone knows about the other scriptures.

40Yah jō sahaj rājyōg key|kī śhikṣhā hai , vah kisnē dī hai , yah siddh karnā hai .

40You have to prove who it was who gave these easy teachings of Raja Yoga.

41Duniyā tō din-pratidin tamōpradhān bantī jātī hai .

41Day by day, the world continues to become more and more impure.

42Yah sab svachchha buddhi mē̃ hī baiṭh saktā hai .

42All of these aspects will only sit in a clean intellect.

43Jō śhrīmat par nahī̃ chaltē , unkō dhārṇā hō na sakē .

43Those who do not follow shrimat cannot imbibe this knowledge.

44Śhrīmat kahēgī tum bilkul samjhā nahī̃ saktē hō .

44Shrimat says to such souls: You are not able to explain at all.

45Apnē kō gyānī mat samjhō .

45Don’t consider yourselves to be knowledge-full.

46Pahlē tō mukhya bāt yah siddh karnī hai ki gītā kā bhagvān parampitā paramātmā hai , vahī patit-pāvan hai .

46First of all, the main aspect that has to be proved is that the Supreme Father, the Supreme Soul, is the God of the Gita. 47Only He is the Purifier.

47Manuṣhya tō sarvavyāpī kah dētē haĩ vā brahm tatva kah dētē vā sāgar kah dētē .

48People say that He is omnipresent. 49They either call Him the element of light or the Ocean.

48Jō āyā sō kah dētē - bigar arth|earth .

50They say whatever enters their heads; it has no meaning.

49Bhūl sārī gītā sē nikalī hai , jō gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa kah diyā hai .

51The whole mistake emerged from the Gita where it says that Shri Krishna is the God of the Gita.

50Tō samjhānē liē gītā uṭhānī paṛē . 51Banāras vālē guptā jī kō bhī kahtē thē ki banāras mē̃ yah siddh kar batlāō ki gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ .

52Therefore, in order to explain, you have to refer to the Gita. 53Guptaji from Benares was told to prove in Benares that Shri Krishna is not the God of the Gita.

52Ab sammēlan tō hōtē haĩ , sab religious manuṣhya kahtē haĩ kyā upāya karē̃ jō śhānti hō jāē  ?

54Seminars now take place in which all the religious people continue to ask what they can do to create peace.

53Ab śhānti sthāpan karnā patit manuṣhyō̃ K|kē hāth mē̃ tō hai nahī̃ .

55It is not in the hands of impure human beings to create peace.

54Kahtē bhī haĩ patit-pāvan āō .

56It is said: O Purifier, come!

55Phir bhī patit kaisē śhānti sthāpan kar saktē , jabki bulātē rahtē haĩ parantu patit sē pāvan banānē vālē bāp kō jāntē nahī̃ haĩ .

57How can impure people create peace when they themselves are calling out for peace? 58However, they don’t know the Father who makes the impure ones pure.

56Bhārat pāvan thā , abhī patit hai .

59Bharat used to be pure and it has now become impure.

57Ab patit-pāvan kaun hai  ?

60Now, who is the Purifier?

58Yah kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ ātā .

61This does not enter anyone’s intellect.

59Kah dētē haĩ raghupati rāghav … ab vah rām tō hai nahī̃ .

62They sing the praise of King Rama, but he is not God.

60Jhūṭhā bulāvā kartē haĩ . 61Jāntē kuchh nahī̃ .

63They continue to call out falsely, but they don’t know anything.

62Ab yah kaun jākar batāyē  ?

64Now, who can go and explain this to them?

63Baṛē achchhē bachchē chāhiē .

65Very good children are needed.

64Samjhānē key|kī baṛī yukti chāhiē .

66You need very good tactics to explain this.

65Baṛā gōlā bhī banvāyā hai , jissē siddha hō jāē ki gītā bhagvān nē rachī .

67A large globe has been made with which it can be proved that God created the Gita.

66Vah tō kah dētē kōī bhī hō , haĩ tō sab bhagvān .

68They say that, whoever it is, all are God.

67Bāp kahtē haĩ tum bēsamajh hō .

69The Father says: You are senseless!

68Mainnē ākar pāvan rājya sthāpan kiyā , uskē badalē|badlē phir śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā .

70I came and established the pure kingdom; instead, the name of Shri Krishna has been mentioned.

69Patit kō hī pāvan banākar first prince banātā hū̃ .

71I make this one pure from impure and make him the first prince.

70Bhagvānuvāch - maĩ śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā kō adopt kar brahmā banāē un dvārā gyān dētā hū̃ .

72God speaks: I adopt the Shri Krishna soul, name him Brahma and give this knowledge through him.

71Vah phir is sahaj rājyōg sē first prince satyug kā ban jātā hai .

73By studying this easy Raja Yoga, he then becomes the first prince of the golden age.

72Yah samjhānī aur kōī key|kī buddhi mē̃ hai nahī̃ .

74This explanation is not in the intellect of anyone else.

73Tumhē̃ pahlē tō yah bhūl siddhkar dikhānī hai ki śhrīmat bhagavat gītā hai sab śhāstrō̃ key|kī māī|my bāp .

75First, you have to rectify the mistake and prove that the Gita, the shrimat spoken by God, is the mother and father of all scriptures.

74Uskā rachayitā kaun thā  ?

76Who created it?

75Jaisē Christ nē Bible kō janm diyā , vah hai kriściyan dharm kā śhāstra .

77Similarly, Christ gave birth to the Bible which is the scripture of the Christian religion.

76Achchhā Bible kā bāp kaun  ?

78Achcha, who is the father of the Bible?

77Christ . 78Unkō māī-bāp nahī̃ kahē̃gē .

79Christ; he isn’t called the mother and father.

79Mother key|kī tō vahā̃ bāt hī nahī̃ .

80They don’t have the concept of the mother there.

80Yah tō yahā̃ māt-pitā hai .

81Here, this One is the Mother and Father.

81Kriściyan nē rīs kī hai śhrīkr̥iṣhṇa K|kē dharm sē , yū̃ tō vah Christ kō mānnē vālē haĩ .

82The Christian religion has been compared to the Shri Krishna religion. 83In fact, they believe in Christ.

82Jaisē buddha nē dharm sthāpan kiyā tō bauddhiyō̃ kā śhāstra bhī hai .

84Similarly, Buddha founded the Buddhist religion and so the Buddhists too have their scripture.

83Ab gītā kisnē sunāyī  ? 84Ussē kaun-sā dharm sthāpan huā  ?

85However, no one knows who spoke the Gita and which religion was created through that.

85Yah kōī nahī̃ jāntē . 86Kabhī nahī̃ kahtē ki patit-pāvan parampitā paramātmā nē gyān diyā hai .

86No one ever says that it was the Purifier, the Supreme Father, the Supreme Soul who gave this knowledge.

87Abhī gōlā aisā banāyā hai , jissē samajh sakē̃ ki barōbar parampitā paramātmā nē gyān diyā hai .

87The cycle (picture) has been made in such a way that they will definitely understand that it was the Supreme Father, the Supreme Soul, who gave this knowledge.

88Rādhē-kr̥iṣhṇa tō satyug mē̃ haĩ . 89Unhōnnē apnē kō tō gyān nahī̃ diyā .

88Radhe and Krishna were in the golden age; they could not have given this knowledge to themselves.

90Gyān dēnē vālā tō dūsrā chāhiē .

89Someone else was needed to give them knowledge.

91Kōī nē tō unhō̃ kō pās|pass karāyā hōgā .

90Someone else must have enabled them to pass.

92Yah rājāī prāpt karānē kā gyān kisnē diyā  ?

91Who gave them this knowledge to claim their kingdom?

93Kismat āpēhī tō nahī̃ bantī .

92A fortune is not created by itself.

94Kismat banānē vālā yā tō bāp yā tō teacher chāhiē .

93In order to enable you to create your fortune, a father or a teacher is needed.

95Kahtē haĩ gurū gati dētē haĩ . 96Parantu gati sadgati kā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē .

94They say that a guru grants salvation but they do not even understand the meaning of liberation or salvation.

97Pravr̥itti mārg vālō̃ key|kī sadgati hōtī hai .

95It is those on the household path who can receive liberation.

98Bākī gati mānā sab bāp kē pās jātē haĩ .

96“Liberation” means that everyone goes back to the Father.

99Yah bātē̃ kōī bhī samajhtē nahī̃ .

97No one understands this.

100Vah tō bhakti mārg mē̃ bahut baṛē-baṛē dukān khōlkar baiṭhē haĩ .

98They open many large shops on the path of devotion.

101Sachchē gyān mārg key|kī dukān yah ēk hī hai bākī sab bhakti mārg key|kī dukānē̃ haĩ .

99This shop of this true path of knowledge is the only one whereas all the rest are the shops of the path of devotion.

102Bāp kahtē haĩ yah vēd-śhāstra ādi sab bhakti mārg kī sāmagrī hai .

100The Father says: All the Vedas and scriptures etc. are the paraphernalia of the path of devotion.

103In jap-tap , vēd-śhāstra ādi kā adhyayan karnē sē maĩ nahī̃ miltā hū̃ .

101I cannot be found by doing penance or tapasya etc. or through the Vedas or scriptures.

104Maĩ tō bachchō̃ kō gyān dēkar pāvan banātā hū̃ .

102I give you children this knowledge and make you pure.

105Sārī sr̥iṣhṭi kā sadgati dātā hū̃ .

103I am the Bestower of Salvation for the whole world.

106Via gati mē̃ jākar phir sadgati mē̃ ānā hai .

104You have to go via liberation to salvation.

107Sab tō satyug mē̃ nahī̃ āyēṅgē .

105Not everyone will go to the golden age.

108Yah drama banā huā hai .

106This drama is predestined.

109Jō kalp pahlē tumkō sikhāyā thā , jō chitra banavāyē thē , vah ab banvā rahē haĩ .

107Whatever you were taught in the previous cycle and whatever pictures were created then, they are now being created again.

110Manuṣhya kahtē haĩ 3 dharmō̃ key|kī ṭāṅgō̃ par sr̥iṣhṭi khaṛī hai . 111Ēk dēvtā dharm key|kī ṭāṅg ṭūṭī huī hai isliē hiltē rahtē haĩ .

108People say that the world is standing on the legs of three religions, that the leg of the deity religion is broken and that is why the world continues to shake.

112Pahlē ēk dharm rahtā jiskō advēt rājya kahā jātā hai .

109Previously, there was just the one religion, which was called an undivided kingdom.

113Phir vah ēk ṭāṅg kam hō 3 ṭāṅgē nikaltī haĩ , jismē̃ kuchh bhī tākat nahī̃ rahtī hai .

110Then the leg of that one religion disappeared and the three legs emerged. 111Due to this, there is no power left.

114Āpas mē̃ hī laṛāī-jhagṛā chaltā rahtā hai .

112They continue to fight and quarrel among themselves.

115Dhanī kō jāntē nahī̃ . 116Nidhankē ban paṛē haĩ .

113They don’t know the Lord and Master and so they have become orphans.

117Samjhānē key|kī baṛī yukti chāhiē .

114You need a great deal of tact to explain to them.

118Pradarśhanī mē̃ bhī yah bāt samjhānī hai ki gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ hai , parampitā paramātmā hai . 119Jiskā birth place bhārat hai .

115You also have to explain at the exhibitions that Shri Krishna is not the God of the Gita; it is the Supreme Father, the Supreme Soul, whose birthplace is Bharat.

120Śhrīkr̥iṣhṇa tō hai sākār , vah hai nirākār .

116Shri Krishna is corporeal whereas that One is incorporeal.

121Unkī mahimā bilkul alag hai .

117His praise is completely different from Shri Krishna’s.

122Aisī yukti sē cartoon banānā chāhiē jō siddha hō jāē ki gītā kisnē gāī  ?

118You should create a cartoon in such a clever way that it proves who spoke the Gita.

123Andhō kē āgē baṛī ārsī ( āinā ) rakhnā hai .

119This is like placing a large mirror in front of the blind.

124Yah hai hī andhō kē āgē āinā .

120You should not go into things too much.

125Jāstī too much mē̃ nahī̃ jānā hai . 126Kaṛī bhūl yah hai . 127Parampitā paramātmā key|kī mahimā alag hai , uskē badalē|badlē śhrīkr̥iṣhṇa kō mahimā dē dī hai .

121The greatest mistake is to give the Supreme Father, the Supreme Soul’s praise to Krishna whose praise is completely different from His.

128Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra mē̃ nīchē rādhē-kr̥iṣhṇa haĩ .

122At the bottom of the picture of Lakshmi and Narayan, it is written: Radhe and Krishna.

129Vahī phir lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ .

123They later become Lakshmi and Narayan.

130Lakṣhmī-nārāyaṇ satyug mē̃ , rām-sītā trētā mē̃ .

124Lakshmi and Narayan are in the golden age whereas Rama and Sita are in the silver age.

131Pahlā number bachchā śhrīkr̥iṣhṇa hai , unkō phir dvāpar mē̃ lē gayē haĩ .

125The first child is Shri Krishna, and yet they have put him in the copper age.

132Yah sab hai bhaktimārg key|kī nūndh .

126All of those things are fixed on the path of devotion.

133Vilāyat vālē in bātō̃ sē kyā jānē̃ .

127What do those from abroad know about this?

134Drama anusār yah gyān kiskē pās|pass bhī hai nahī̃ .

128According to the drama, no one else has this knowledge.

135Kahtē bhī haĩ gyān din , bhakti rāt .

129It has been said that knowledge is day and that devotion is night.

136Brahmā kā din , brahmā kī rāt .

130The day and night of Brahma have been remembered.

137Satyug sthāpan karnē vālā kaun hai  ?

131Who established the golden age?

138Brahmā āyā kahā̃ sē  ?

132Where did Brahma come from?

139Sūkṣhmavatan mē̃ kahā̃ sē āyā  ?

133How did he go into the subtle region?

140Parampitā paramātmā hī sūkṣhma sr̥iṣhṭi rachtē haĩ . 141Vahā̃ brahmā dikhātē haĩ .

134It was the Supreme Father, the Supreme Soul, who created the subtle world where Brahma has been shown.

142Parantu vahā̃ tō prajāpitā brahmā hōtā nahī̃ .

135However, Brahma, the Father of Humanity, does not exist there.

143Jarūr prajāpitā brahmā aur hai .

136Surely, the Father of Humanity must be someone else.

144Vah kahā̃ sē āyā , yah bātē̃ kōī samajh nahī̃ saktē .

137Where did he come from? 138No one is able to understand these things.

145Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē antim janm mē̃ unkō paramātmā nē apnā rath banāyā hai , yah kiskī buddhi mē̃ nahī hai .

139God made Shri Krishna His chariot in his final birth. 140This too is not in anyone’s intellect.

146Yah baṛā bhārī class hai .

141This is a huge class.

147Teacher tō samajhtē haĩ nā - yah student kaisā hai  ? 148Tō kyā bāp nahī samajhtē hōṅgē  ?

142If a teacher can understand what a student is like, can the Father not understand this?

149Yah bēhad K|kē bāp kā class hai .

143This is the class of the unlimited Father.

150Yahā̃ key|kī bāt hī nirālī hai .

144All of the aspects taught here are unique.

151Śhāstrō̃ mē̃ tō pralay ādi dikhākar kitnā rōlā kar diyā hai .

145They have created so much confusion in the scriptures by showing annihilation.

152Kitnā ghamaṇḍ hai .

146They have so much arrogance.

153Rāmāyaṇ , gītā ādi kaisē baiṭh sunātē haĩ .

147See how they sit and relate the Ramayana, the Gita etc.

154Śhrīkr̥iṣhṇa nē tō gītā sunāī nahī̃ .

148Shri Krishna did not relate the Gita.

155Usnē tō gītā kā gyān sunkar rājya pad pāyā hai .

149He heard the knowledge of the Gita and attained the royal status.

156Siddh kar samjhātē haĩ , gītā kā bhagvān yah hai .

150You explain and prove that this One is the God of the Gita.

157Unkē guṇ yah haĩ , śhrīkr̥iṣhṇa K|kē guṇ yah haĩ .

151These are His virtues and these are the virtues of Shri Krishna.

158Is bhūl K|kē kāraṇ hī bhārat kauṛī jaisā banā hai .

152Because of this mistake, Bharat has become like a shell.

159Tum mātāyē̃ unkō kah saktī hō ki tum lōg kahtē hō mātā nark kā dvār hai parantu paramātmā nē tō gyān kā kalaṣh mātāō̃ par rakhā hai , mātāyē̃ hī svarg kā dvār bantī haĩ .

153You mothers can tell them: “You people say that women are the gateway to hell, but the Supreme Soul has placed the urn of this knowledge on the mothers. 154It is the mothers who become the gateway to heaven.

160Tum nindā kar rahē hō .

155You are defaming us.”

161Parantu bōlnē vālē baṛē hōśhiyār chāhiē .

156However, those who say this have to be very clever.

162Points sab note kar samjhānā chāhiē . 163Bhakti mārg vāstav mē̃ gr̥ihasthiyō̃ kē liē hai .

157You have to note down all the points and explain to them: “In fact, the path of devotion is for householders.

164Yah hai pravr̥itti mārg kā sahaj rājyōg .

158This is easy Raja Yoga for the household path.

165Ham siddh kar samjhānē liē āyē haĩ .

159We have come to prove this to you.”

166Bachchō̃ kō show karnā hai .

160You children have to reveal the Father.

167Sadaiv harṣhitmukh , achal , sthir , mast rahnā chāhiē .

161Constantly keep your faces cheerful and be unshakeable, stable and intoxicated.

168Āgē chal mahimā nikalnī jarūr hai .

162As you go further, you will definitely be praised.

169Tum sab hō tō brahmākumār kumāriyā̃ .

163You are all Brahma Kumars and Kumaris.

170Kumārī vah jō 21 janmō̃ liē bāp sē varsā dilāyē .

164A kumari is someone who inspires others to claim their inheritance for 21 births from the Father.

171Kumāriyō̃ key|kī mahimā bahut bhārī hai .

165There is great praise of the kumaris. 166Your Mama is the main kumari.

172Mukhya kumārī tumhārī mama hai .

167A very good star is needed next to the moon.

173Chandramā kē āgē phir achchhā star bhī chāhiē .

168That One is the Sun of Knowledge and this one is the incognito mother.

174Yah gyān sūrya hai .

169That mother is separate.

175Yah gupta mama alag hai . 176Is rāz kō tum bachchē hī samajhkar samjhā saktē hō . 177Us mama kā nām alag hai , mandir uskē haĩ .

170Only you children can understand these secrets and explain them to others. 171That mother in whose name those temples were built is completely separate from this mother.

178Is gupta buṛhī mā̃ kā mandir thōṛēhī hai .

172There are no temples to this old, incognito mother.

179Yah māt-pitā combined hai .

173This mother and the Father are combined.

180Duniyā yah nahī̃ jāntī .

174No one in the world knows this.

181Śhrīkr̥iṣhṇa tō hō nahī̃ saktā . 182Vah phir bhī satyug kā prince hai .

175It cannot be Krishna because he is the prince of the golden age.

183Śhrīkr̥iṣhṇa mē̃ bhagvān ā na sakē .

176God cannot enter Krishna.

184Samjhānā bahut sahaj hai .

177It is very easy to explain this.

185Gītā K|kē bhagvān key|kī mahimā alag hai .

178The praise of the God of the Gita is separate.

186Vah patit-pāvan sārī duniyā kā guide , liberator hai .

179That Purifier is also the Guide and the Liberator of the whole world.

187Manuṣhya chitrō̃ sē samajh jāyēṅgē ki barōbar paramātmā key|kī mahimā alag hai , sab ēk thōṛēhī hō saktē haĩ .

180People will understand from these pictures that God’s praise is definitely different from Shri Krishna’s praise and that not everyone can have the same praise.

188Achchhā  !

181Achcha.

189Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

182To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

190Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

183The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

191Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

184Essence for dharna:

1921 ) apnī avasthā baṛī mast , achal aḍōl banānī hai .

185 1. Make your stage unshakeable and immovable and one of great intoxication.

193Sadā harṣhitmukh rahnā hai .

186Keep your face constantly cheerful.

1942 ) gyān K|kē śhuddha ghamaṇḍ ( naśhē ) mē̃ rah kar bāp kā show karnā hai .

187 2. Remain in the pure pride of this knowledge and reveal the Father.

195Gītā K|kē bhagvān kō siddh kar bāp key|kī sachchī pahchān dēnī hai .

188Prove who the God of the Gita is and give everyone the true introduction of the Father.

Blessing

196Vardān  : smr̥iti svarūp ban vismr̥iti vālō̃ kō smr̥iti dilānē vālē sachchē sēvādhārī bhav

189Blessing: May you be a true server and, as an embodiment of remembrance, remind souls of themselves.

197Apnē smr̥iti svarūp features dvārā aurō̃ kō smr̥iti svarūp banānā yahī sachchī sēvā hai .

190 Using your features of an embodiment of remembrance, to make others into embodiments of remembrance, is to do true service.

198Āpkē features aurō̃ kō smr̥iti dilā dē̃ ki maĩ ātmā hū̃ , mastak mē̃ dēkhē̃ hī chamaktī huī ātmā vā maṇī kō .

191Let your features remind others that they are souls and that when they look at someone’s forehead, let them see the sparkling soul or jewel.

199Jaisē sāmp key|kī maṇī dēkh karkē sāmp key|kī taraph kōī kā dhyān nahī̃ jātā , aisē avināśhī chamaktī huī maṇi kō dēkh dēhbhān kō bhūl jāē̃ , attention svataḥ ātmā key|kī taraph jāē .

192Just as when people see the jewel on a snake, their attention does not go to the snake itself, in the same way, seeing the imperishable, sparkling jewel, let them forget body consciousness and their attention automatically go to the soul.

200Vismr̥iti vālō̃ kō smr̥iti ā jāē - tab kahē̃gē sachchē sēvādhārī .

193Let those who have forgotten this become aware and you will then be said to be a true server.

Slogan

201Slōgan  : avguṇ dhāraṇ karnē vālī buddhi kā nāśh kar satōpradhān divya buddhi dhāraṇ karō .

194Slogan: Destroy the intellect that imbibes defects and adopt a satopradhan and divine intellect.

195*** Om Shanti ***