रविवार 3 दिसंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
003-12-23 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 18-01-97 madhuban
0 03/12/23 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 18/01/97
1Apnī sūrat sē bāp key|kī sīrat kō pratyakṣha karō tab pratyakṣhatā kā nagāṛā bajēgā
1Reveal the personality of the Father through your own face and
2Āj bāpdādā dō viśhāl sabhāyē̃ dēkh rahē haĩ .
2then the drums of revelation will beat. 3Today, BapDada is seeing two huge gatherings.
3Ēk tō sākār rūp mē̃ āp sabhī sammukh hō aur dūsrī avyakt rūp key|kī viśhāl sabhā dēkh rahē haĩ .
4One gathering is of you, who are personally in front of Baba, and the second is the unlimited, avyakt gathering.
4Chārō̃ ōr K|kē anēk bachchē is samay avyakt rūp mē̃ bāp kō sammukh dēkh rahē haĩ , sun rahē haĩ .
5All the many children in all directions are, at this time, personally seeing and listening to the Father through the avyakt form.
5Dōnō̃ hī sabhā ēk dō sē priya haĩ .
6Each gathering is more loved than the other.
6Āj viśhēṣh sabhī K|kē dil mē̃ brahmā bāp kī yād emerge hai kyōṅki brahmā bāp kā is drama mē̃ viśhēṣh part hai .
7Today, the remembrance of Brahma Baba has especially emerged in everyone's hearts because Father Brahma has a special part in this drama.
7Sabhī kā brahmā bāp sē dil kā snēh hai kyōṅki brahmā bāp kā bhī ēk-ēk bachchē sē ati pyār hai .
8All the children have a lot of love in their heart for Father Brahma, because Father Brahma aba also has a lot of love for each child.
8Jaisē āp bachchē yahā̃ sākār mē̃ brahmā bāp K|kē guṇ aur kartavya yād kartē hō vaisē brahmā bāp bhī āp bachchō̃ key|kī viśhēṣhatāō̃ kā , sēvā kā guṇgān kartē haĩ .
9Just as you children remember Father Brahma’s virtues and duty in the corporeal form, in the same way, Father Brahma is also singing the praise of the children's specialities and their service.
9Tō brahmā kā avyakt āvāj āp sabkō pahuñchtā hai ?
10Is the avyakt sound of Brahma reaching all of you?
10Āp sab viśhēṣh amr̥itvēlē sē lēkar jō mīṭhī-mīṭhī bātē̃ kartē hō vā mīṭhē-mīṭhē ulāhanē̃ bhī dētē hō , vah brahmā bāp sunkar muskarātē rahtē haĩ aur kyā guṇ gātē haĩ ?
11Father Brahma continues to smile on hearing the heart-to-heart conversations and the sweet complaints that all of you children have from amrit vela. 12And what praise does he sing?
11Vāh mērē sikīladhē , lāḍlē bāp kō pratyakṣha karnē vālē bachchē vāh !
13Wah, my long-lost and now-found children who are going to reveal the Father, wah!
12Brahmā bāp ab bachchō̃ sē kyā śhubh āśhāyē̃ rakhtē haĩ , vah jāntē hō ?
14Do you know what pure hopes Father Brahma has for you children?
13Bāp yahī chāhtē haĩ ki mērā har ēk bachchā apnī mūrt sē bāp key|kī sīrat dikhāyē̃ .
15The father’s desires every child of His to reveal the Father's personality through his image.
14Sūrat bhinn-bhinn hō lēkin sabkī sūrat sē bāp key|kī sīrat dikhāī dē .
16You have different features, but the Father's personality should be visible through your own image.
15Jō bhī dēkhē , jō bhī sambandh mē̃ āyē - vah āpkō dēkhkar āpkō bhūl jāyē , lēkin āp mē̃ bāp dikhāī dē tab hī samay key|kī samāpti hōgī .
17Let whoever sees you and whoever comes into relationship with you see you but forget you and see the Father in you; only then will there be the completion of time.
16Sabkē dil sē yah āvāj nikalē hamārā bāp ā gayā hai , mērā bāp hai .
18Let the sound emerge from everyone's heart: My Father has come; He is my Father.
17Brahmākumāriyō̃ kā bāp nahī̃ , mērā bāp hai .
19He is not just the Father of the Brahma Kumaris, but my Father.
18Jab sabhī K|kē dilō̃ sē āvāj nikalē ki mērā bāp hai , tab hī yah āvāj chārō̃ ōr nagāṛē K|kē māphik gū̃jēgā .
20When the sound of "My Father" emerges in everyone's heart, then this sound will echo in all directions like drums.
19Jō bhī science K|kē sādhan haĩ , un sādhanō̃ mē̃ yah nagāṛā bajtā rahēgā - mērā bāp ā gayā .
21Whatever facilities of science you have, through those facilities, the drums will continue to beat: My Father has come.
20Abhī jō bhī kar rahē hō , bahut achchhā kiyā hai aur kar rahē hō .
22Whatever you have done until now, you have done very well and you are also continuing to do it very well.
21Lēkin abhī sabkā ikaṭṭhā nagāṛā bajnā hai .
23However, now, all of you have to beat the drums at the same time.
22Jahā̃ bhī sunē̃gē , ēk hī āvāj sunē̃gē .
24Wherever it is heard, only the one sound will be heard.
23Ānē vālē ā gayē - iskō kahā jātā hai bāp key|kī spaṣhṭ pratyakṣhatā .
25"The One who had to come has come." 26This is known as a clear revelation of the Father.
24Abhī nām prasiddh huā hai .
27Now, just your name has been glorified.
25Pahlā kadam nām pratyakṣha huā hai ki brahmākumāriyā̃-brahmākumār achchhā kām kar rahē haĩ .
28The first step is that the name has been revealed and that the Brahma Kumars and Kumaris are doing very good work.
26Vidyālay vā kārya key|kī , knowledge key|kī abhī mahimā kartē haĩ , khuśh hōtē haĩ .
29At the moment they sing praise of the University, your task and the knowledge and you feel very happy.
27Yah bhī samajhtē haĩ ki aisā kārya aur kōī kar nahī̃ saktā , itnē tak pahũchē haĩ .
30They understand that no one else can do this task. 31They have reached this stage.
28Yah bāt spaṣhṭ huī hai , chārō̃ ōr is bāt key|kī mahimā hai .
32This much has become clear for them. 33In all directions, there is praise for these aspects.
29Lēkin is bāt kā abhī spaṣhṭīkaraṇ nahī̃ huā hai ki bāpdādā ā gayē haĩ .
34It hasn't yet become as clear that BapDada has now come.
30Abhī thōṛā-thōṛā pardā khulnē lagā hai lēkin spaṣhṭ nahī̃ hai .
35Now, the curtain has started to open a little, but it isn't very clear.
31Jāntē bhī haĩ ki inhō̃ kā backbone kōī authority hai lēkin vahī bāpdādā hai aur hamē̃ bhī bāp sē varsā lēnā hai , yah dīvār abhī umaṅg-utsāh mē̃ āgē ā rahī hai , vō abhī hōnā hai .
36They know that your backbone is some authority, but the barrier of knowing that He is BapDada and that they have to claim their inheritance from Him with zeal and enthusiasm is still only slightly being removed. 37So, that has to happen now.
32Ēk kadam uṭhātē haĩ , vō ēk kadam hai - sahyōg kā .
38When they take a step, that is a step of co-operation.
33Ēk kadam uṭhnē lagā hai , sahyōg dēnē key|kī prērṇā andar ānē lagī hai , abhī dūsrā kadam hai - svayã varsā lēnē key|kī umaṅg mē̃ āyē .
39They have started to take the first step. 40They are being inspired to give their co-operation. 41Now, the second step is for them to have the enthusiasm to claim their inheritance.
34Jab dōnō̃ hī kadam mil jāyēṅgē tō chārō̃ ōr bājē bajē̃gē .
42When both steps come together, then the drums will beat in all directions.
35Kaun sē bājē ?
43Which drums?
36- mērā bābā .
44That of, "My Baba".
37Tērā bābā nahī̃ , mērā bābā .
45Not "Your Baba", but "My Baba".
38Jaisē kārya key|kī mahimā kartē haĩ , aisē karan-karāvanhār bāp key|kī mahimā jhūm-jhūm kar gāyē̃ .
46Just as they praise your work, in the same way, they will dance and sing praise of the Father who is Karankaravanhar.
39Hōnē vālā hī hai .
47This will happen.
40Āpkō bhī yah nazārā āṅkhō̃ K|kē samānē dil mē̃ , dimāg mē̃ ā rahā hai nā !
48You are able to see this scene in front of your eyes and in your heart, are you not?
41Kyōṅki bāp aur dādā āyē haĩ - sab bachchō̃ kō varsā dēnē kē liē .
49Bap and Dada have come to give all the children their inheritance.
42Chāhē mukti kā , chāhē jīvanmukti kā , lēkin varsā milnā jarūr hai . 43Kōī bhī vañchit nahī̃ rahēgā kyōṅki bāp bēhad kā mālik hai , bēhad kā bāp hai .
50Whether it is of mukti (liberation) or of jeevanmukti (liberation in life), they are definitely going to receive their inheritance. 51No one will be deprived, because the Father is the Master of the unlimited.
44Tō bēhad kō varsā lēnā hī hai . 45Bhal yōgbal sē apnē janm-janm K|kē pāp nahī̃ bhī kāṭ sakē̃ lēkin sirph itnā bhī jān liyā ki bāp āyē haĩ , tō kuchh na kuchh pahchān sē varsē K|kē adhikārī ban hī jāyēṅgē . 46Tō jaisē bāp kō bēhad kā varsā dēnē kā saṅkalp hai aur niśhchit hōnā hī hai .
52He is the unlimited Father, and so the unlimited have to claim their inheritance - but only when they know the Father. 53If they just know that the Father has come, then, even if they are not able to cut away the sins of many births with the power of yoga, by having the slightest recognition they will at least claim a right to their inheritance.
47Aisē āp sabkē dil mē̃ yē śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā utpanna hōtī hai ki hamārē sab bhāī-bahan bēhad K|kē varsē K|kē adhikārī ban jāyē̃ ? 48Tō yē śhubh bhāvnā aur śhubh kāmnā kab tak pratyakṣha rūp mē̃ karē̃gē ?
54Just as the Father has the thought to give the unlimited inheritance, and it is guaranteed to happen, similarly, do all of you also have unlimited good wishes and pure feelings in your heart for your unlimited brothers and sisters to claim a right to their inheritance?
49Uskī date pahlē sē apnē dil mē̃ fix karō , saṅgaṭhan sē pahlē dil mē̃ karō phir saṅgaṭhan mē̃ karō tō vināśh key|kī date āpēhī spaṣhṭ hō jāyēgī , uskī chintā nahī̃ karō .
55When will you reveal these good wishes and pure feelings? 56Fix a date for this in advance in your heart; before fixing it in the gathering, first fix it in your heart and then the date of destruction will automatically become clear by itself.
50Rahm ātā hai yā isī mauj mē̃ rahtē hō ki ham tō adhikārī ban gayē ?
57You do not have to worry about that. 58You have the mercy of having claimed a right and are enjoying that pleasure.
51Mauj mē̃ rahō , yah tō bahut achchhā hai lēkin merciful bāp K|kē bachchē abhī bēhad par rahm karō .
59It is very good that you enjoy yourself, but you are the children of the Merciful Father and so you have to have mercy for the unlimited.
52Jab dūsrē par rahm āyēgā tō apnē ūpar rahm pahlē āyēgā , phir jō ēk hī chhōṭī see|sī|C bāt par āpkō puruṣhārth karnā paṛtā hai , vah karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hōgī .
60When you have mercy for others, you automatically first have mercy for yourself and you won't have to make effort for the little thing that you are making effort for now.
53Master merciful , master dayālū , merciful ban jāō .
61Be master merciful! 62Become merciful!
54Is guṇ kō emerge karō . 55Tō aurō̃ kē ūpar rahm karnē sē svayã par rahm āpēhī āyēgā .
63Let this virtue emerge, as by having mercy for others, you automatically have mercy for yourself.
56Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā hai ki bāp-dādā kō bachchō̃ key|kī kaun see|sī|C bāt achchhī nahī̃ lagtī hai , jāntē hō ?
64BapDada told you earlier what He doesn't like in the children. 65Do you know what that is?
57Bāpdādā kō bachchō̃ kā mēhnat karnā vā bār-bār yuddha karnā , yah achchhā nahī̃ lagtā hai .
66BapDada does not like the children to work hard and battle again and again.
58Bāp kahtē bhī haĩ - hē mērē yōgī bachchē , yōddhē bachchē nahī̃ kahtē haĩ , yōgī bachchē .
67Baba even calls you yogi children; not yoddhe (warrior) children, but yogi children.
59Tō yōgī bachchō̃ kā kyā kām hai ?
68So, what is the duty of yogi children?
60Yuddha karnā .
69Is it to battle?
61Yuddha karnā achchhā lagtā hai ?
70Do you like battling?
62Parēśhān bhī hōtē hō aur phir yuddha bhī kartē hō .
71You become distressed and then you battle.
63Āj pratigyā kartē hō ki yuddha nahī̃ karē̃gē aur kuchh samay kē bād phir yōgī kē bajāē yōddhē ban jātē hō .
72Today, you promise that you will not battle any more and then, after some time, instead of being a yogi, you become a warrior.
64Yah kyō̃ ?
73Why is this?
65Bāpdādā samajhtē haĩ ki bachchō̃ kō yōg sē pyār cum|kam hai , yuddha sē pyār jyādā hai .
74BapDada knows that children like battling; that you have less love for yoga and more love for battling.
66Tō āj sē kyā karē̃gē ?
75So, what will you do from today?
67Yōddhē banē̃gē vā nirantar yōgī banē̃gē ?
76Will you be warriors or constant yogis?
68Bāpdādā nē dēkhā - kitnī 18 January bhī bīt gaī !
77BapDada saw that so many 18ths January have gone by, have they not?
69Aur viśhēṣh brahmā bāp āp bachchō̃ kā āhvān kar rahā hai ki mērē bachchē samān ban vatan mē̃ ā jāō .
78BapDada and especially Brahma Baba is invoking you children. 79In which aspect? 80That his children become the same as him and come to the subtle region.
70Vatan achchhā nahī̃ lagtā ?
81Come to the subtle region.
71Kyā yuddha karnā hī achchhā lagtā hai ?
82Do you not like the subtle region? 83Do you like it?
72Yuddha nahī̃ karō .
84Or, do you still like battling?
73Āj sē yuddha karnā band karō .
85Do not battle any more. 86From today, stop battling.
74Kar saktē hō ?
87Are you able to do this?
75Bōlō hā̃ jī .
88Say yes!
76Phir vahā̃ jākar patra nahī̃ likhnā ki māyā ā gaī , yuddha karkē bhagā diyā .
89When you go back, do not write a letter saying: Maya came and you battled and chased her away.
77Kisī kō apnī māyā ātī hai aur kōī-kōī dūsrō̃ key|kī māyā kō dēkh khud māyā K|kē asar mē̃ ā jātē haĩ .
90Do not write such letters. 91Some people experience their own Maya, whereas others become affected by the Maya of others.
78Yah kyō̃ , yah kyā … yah dūsrō̃ key|kī māyā apnē andar lē ātē haĩ .
92"Why is this like this? 93What is this? 94You take someone else's Maya into yourself.
79Yah bhī nahī̃ karnā .
95Do not do this any more.
80Māyā sē chhuṛānā bāp kā kām hai , āp sva puruṣhārth mē̃ tīvr banō , tō āpkē vibration sē , vr̥itti sē , śhubh bhāvnā sē dūsrē key|kī māyā sahaj bhāg jāyēgī .
96It is Baba's duty to free you from Maya and all you have to do is just become intense in the effort you make for the self. 97Then, with your attitude, vibrations and good wishes, the Maya of others will easily go away.
81Agar kyō̃ , kyā mē̃ jāyēṅgē , tō na āpkī māyā jāyēgī na dūsrē kī jāyēgī isliē jaisē nayē varṣh mē̃ purānē varṣh kō vidāī dī|the .
98If you start asking, "Why? 99What?" etc., then neither will your Maya nor will that of others go away. 100On New Year's Day, you bade farewell to the old year.
82Abhī 96 nahī̃ kahē̃gē , 97 kahē̃gē nā !
101Would you say it is 1996 anymore?
83Agar kōī galatī|galtī sē kah dē tō āp kahē̃gē 96 nahī̃ hai , 97 hai . 84Aisē āj kyō̃-kyā , aisē-vaisē , in śhabdō̃ kō vidāī dē dō .
102You would call it the year 1997, would you not? 103If someone says that it is 1996 by mistake, you would say it is not 1996, but 1997. Now, bid farewell to "Why?
85Question mark nahī̃ karō .
104What? 105Like this, like that”, etc.
86Bindī lagāō , nahī̃ tō question mark huā aur vyarth kā khātā ārambh huā . 87Aur jab vyarth kā khātā ārambh hō jātā hai tō samarthī samāpt hō jātī hai .
106Do not have question marks., but put a full-stop. 107Otherwise, when you ask a question, you start the account of wastage. 108And when the account of wastage begins, all power finishes.
88Aur jahā̃ samarthī samāpt huī , vahā̃ māyā bhinn-bhinn rūp sē , bhinn-bhinn circumstance sē apnā grāhak banā dētī hai .
109Then, when power is finished, Maya comes in different forms and under different circumstances and makes you her customer.
89Phir kyā ban jātē ?
110What do you become then?
90Yōgī yā yōddhē ?
111Yogis or warriors?
91Yōddhē nahī̃ bannā .
112Do not become warriors.
92Pakkā promise kiyā ?
113Have you made a firm promise?
93Yā bāp-dādā kahtā hai tō hā̃ kiyā ?
114Or, have you just said yes because BapDada is asking you?
94Pakkā kiyā ?
115Have you made it firm?
95Bāhar jab apnē dēśh mē̃ jāyēṅgē tō thōṛā kachchā hōgā ?
116Or will you become a little weak when you return to your own place?
96Śhaktiyā̃ kyā kahtī haĩ ?
117What do the Shaktis say?
97Hōgā yā nahī̃ ?
118Will you become weak or not?
98Sab hā̃ nahī̃ kartē , mānā thōṛā apnē mē̃ śhakya hai .
119Not everyone is saying yes, and this means there is still a little doubt.
99 ( sabnē hā̃ jī kahā ) dēkhnā T . V|we . mē̃ phōṭō nikal rahā hai !
120There is doubt in the self. 121Yes or no?
100Phir bāpdādā T . V|we . key|kī cassette bhējē̃gē kyōṅki bāp kā her|har bachchē kē sāth - chāhē nayē haĩ , chāhē purānē haĩ lēkin jisnē dil sē kahā mērā bābā , sirph kahā nahī̃ lēkin mānā aur mānkar chal rahē haĩ , us ēk-ēk kē sāth bāp kā dil kā pyār hai , kahnē vālā pyār nahī̃ .
122Just be careful, your photo is being taken on the T.V. 123BapDada will then send you the cassette of the T.V., because Baba has love in His heart for the children who have said, "Baba", from their heart, whether they are new children or old.
101Bāpdādā bahut bachchō̃ key|kī raṅgat dēkhtē haĩ - āj kahē̃gē bābā , ō mērē bābā , ō mīṭhā bābā , kyā kahū̃ , kyā nahī̃ kahū̃ … āp hī mērā saṅsār hō , bahut mīṭhī-mīṭhī bātē̃ kartē haĩ aur dō chār ghaṇṭē kē bād agar kōī bāt ā gaī tō bhūt ā jātā hai .
124However, it is not for those who have only said it in words, but for those who have accepted it and are also moving along according to that. 125It is not love just in words. 126BapDada is seeing the wonderful games of the children. 127Today, you say: Baba!.
102Bāt nahī̃ ātī , bhūt ātā hai .
128Oh Baba! 129Oh my sweet Baba!
103Bāpdādā kē pās sabhī kā bhūt vālā phōṭō bhī hai .
130What can I say? 131What can I not say? 132You are my world!
104Dēkhō , ēk yādgār bhī bhūtanāth kā hai . 105Tō bhūtō̃ kō bhī bāpdādā dēkhtē haĩ - kahā̃ sē āyā , kaisē āyā aur kaisē bhagā rahē haĩ . 106Yah khēl bhī dēkhtē rahtē haĩ .
133You speak very sweetly and then after two to four hours, if something happens, it's as though an evil spirit has entered you. 134It is not the situation that comes, but just an evil spirit that comes.
107Kōī tō ghabrākar , dilśhikasta bhī hō jātē haĩ .
135BapDada has a picture of everyone when an evil spirit entered them.
108Phir bāpdādā kō yahī śhubh saṅkalp ātā hai ki inkō kōī dvārā sañjīvanī būṭī khilākar surjīt karē̃ lēkin vē|way mūrchā mē̃ itnē mast hōtē haĩ jō sañjīvanī būṭī kō dēkhtē hī nahī̃ haĩ .
136Look, there is also the memorial to the Lord of Spirits and so BapDada sees where the evil spirits have come from, how they have come and how the children chased them away. 137Baba continues to observe this game. 138Some become afraid and disheartened. 139Then, BapDada has the pure thought that He should give that person the life-giving herb through someone and bring him back to life.
109Aisē nahī̃ karnā . 110Sārā hōśh nahī̃ ganvānā , thōṛā rakhnā .
140However, that soul is so caught up in being unconscious that he doesn't even see the life-giving herb.
111Thōṛā bhī hōśh hōgā nā tō bach jāyēṅgē .
141Do not do this; do not lose consciousness completely.
112Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā hai ki is final paṛhāī mē̃ har ēk bachchē kō tīn certificate lēnē haĩ - ēk svayã , svayã sē santuṣhṭ - yah certificate aur dūsrā bāpdādā dvārā certificate aur tīsrā parivār K|kē sambandh-sampark mē̃ ānē vālō̃ dvārā certificate .
142Remain a little conscious. 143If there is even a little consciousness, you will remain safe. 144BapDada has told you earlier also that, in this final study, each child has to claim three certificates. 145One is the self-certificate of being content with the self; the second certificate is from BapDada and the third certificate is from those who come into connection and relationship with you.
113Yah tīn certificate jab milē̃ tab samjhō paṛhāī pūrī huī . 114Aisē nahī̃ samajhnā ki bāpdādā tō hamārē sē santuṣhṭ haĩ .
146When you have received these three certificates, you can understand that your study has finished. 147Do not think that BapDada is happy with you.
115Lēkin tīnō̃ hī certificate chāhiē , ēk nahī̃ chalēgā .
148He may be content, but you have to claim all three certificates.
116Tō check karō tīn certificate sē kitnē certificate milē haĩ ?
149Just one will not do. 150Check how many certificates of the three you have received.
117Bāp K|kē binā bhī kuchh nahī̃ miltā .
151You cannot receive anything without the Father.
118Lēkin parivār key|kī santuṣhṭatā kā certificate issē bhī bahut kuchh miltā hai .
152You can receive a lot by receiving the certificate of contentment from the family.
119Parivār key|kī jitnī ātmāō̃ sē certificate jiskō miltā hai , jitnē brāhmaṇ santuṣhṭ haĩ utnē hī bhagat bhī āpkī pūjā santuṣhṭatā sē karē̃gē , kām chalāū nahī̃ , dil sē karē̃gē .
153However many souls you receive a certificate of contentment from, however many Brahmins you make content, you can understand that you will have that number of bhagats.
120Tō yahā̃ brāhmaṇ jīvan mē̃ jitnē brāhmaṇō̃ kā āpkē prati snēh , sammān arthāt regard hōgā , dil sē santuṣhṭ hōṅgē , utnā hī pūjya banē̃gē .
154They will worship you with contentment and not allow anything to be done just for namesake, but from their heart. 155However many become content in their heart with one another, that many will become worthy of worship.
121Pūjya kē liē snēh aur sammān hōtā hai .
156One has love and regard for those who are worthy of worship.
122Tō jab jab jaṛ chitrō̃ key|kī pūjā hōgī , tab itnā hī snēh aur regard milēgā . 123Sārē kalp key|kī prārabdha abhī banānī hai .
157However many Brahmins have love and regard for you, here, in this Brahmin life, so too, your non-living images will also receive that much love and regard when they are worshipped.
124Sirph ādhākalp rājya kī prārabdha nahī̃ , pūjya key|kī prārabdha bhī abhī bantī hai . 125Aisē nahī̃ samjhō - hamārā tō bāp sē hī kām chal jāyēgā .
158The reward for the entire kalpa has to be created now; not just the reward of ruling for half a kalpa, but the reward of being worthy of worship for half a kalpa is also created at this time.
126Nahī̃ . 127Bāp kā parivār sē kitnā pyār hai .
159Do not think that everything will be O.K. with just Baba being content; no.
128Tō follow father karō .
160Baba has so much love for the family.
129Brahmā bāp kō dēkhā , kaisā bhī bachchā hō , śikṣādātā ban śhikṣhā bhī dētē lēkin śhikṣhā kē sāth pyār bhī dil mē̃ rakhtē .
161So, follow the Father! 162You saw Brahma Baba; no matter what the child was like, Baba, as a bestower of teachings, gave that one teachings and also had a lot of love in his heart.
130Aur pyār kōī bāhō̃ kā nahī̃ , lēkin pyār key|kī niśhānī hai - apnī śhubh bhāvnā sē , śhubh kāmnā sē kaisī bhī māyā K|kē vaśh ātmā kō parivartan karnā .
163The sign of love is to have good wishes and pure feelings for every soul, no matter what they are like, who they are, and to be able to transform a soul no matter what type of Maya's influence that soul may be under.
131Kōī bhī hai , kaisī bhī hai , ghr̥iṇā bhāv nahī̃ āvē , yah tō badalnē vālē hī nahī̃ haĩ , yah tō haĩ hī aisē . 132Nahī̃ .
164It is not good to have feelings of dislike and think that this one is never going to change anyway; that this one is like this anyway.
133Abhī āvaśhyaktā hai merciful bannē key|kī kyōṅki kaī bachchē kamjōr hōnē K|kē kāraṇ apnī śhakti sē kōī baṛī samasyā sē pār nahī̃ hō saktē , tō āp sahyōgī banō .
165You were told that you now need to be merciful, because many children are not able to overcome their problems with their own power because of being weak, and so you have to become co-operative.
134Kissē ?
166How?
135Sirph śhikṣhā sē nahī̃ , ājkal śhikṣhā , sivāē pyār yā śhubh bhāvnā K|kē kōī nahī̃ sun saktā .
167Not just with correction. 168Nowadays, no one can take any correction if it is given without love and good wishes.
136Yah tō final result hai , śhikṣhā kām nahī̃ kartī lēkin śhikṣhā kē sāth śhubh bhāvnā , merciful yah sahaj kām kartā hai .
169That is like giving the final result. 170Correction alone does not work, but correction given with pure feelings and mercy can achieve a lot.
137Jaisē brahmā bāp kō dēkhā , mālūm bhī hōtā ki āj is bachchē nē bhūl kī hai , tō bhī us bachchē kō śhikṣhā bhī tarīkē sē , yukti sē dētā aur phir uskō bahut pyār bhī kartā , jissē vah samajh jātē ki bābā kā pyār hai aur pyār mē̃ galatī|galtī K|kē mahsūstā kī śhakti usmē̃ ā jātī .
171Look at Brahma Baba: he would be aware of a child having made a mistake on that day. 172However, whilst knowing this, he would give correction to that child with such yukti (exactly the right method) and with so much love that the child would understand that Baba had love for the child. 173Within that love was also merged the power to realise the mistake.
138Tō brahmā bāp kō āj bahut yād kiyā nā !
174You remembered Father Brahma a lot today, did you not?
139Tō follow father .
175So follow father.
140Bāp samān bannē key|kī himmat hai ?
176Do you have the courage to become the same as the father?
141Mubārak hō himmat key|kī .
177Congratulations for your courage!
142Bāpdādā āpkē dil key|kī tāliyā̃ pahlē hī sun lētā hai āp khuśhī sē tāliyā̃ bajātē hō lēkin bāp kō dil key|kī tāliyā̃ pahlē pahuñchtī haĩ .
178BapDada hears the applause of your heart in advance. 179You clap with a lot of happiness, but the applause of your heart reaches BapDada in advance.
143Bāpdādā bhī hansī kī bāt sunātē haĩ .
180BapDada is going to tell you something amusing.
144Brahmā bābā key|kī rūhrihān chalī !
181Brahma Baba was conversing with Shiv Baba.
145Tō brahmā bāp kahtē haĩ ki mērē kō ēk bāt kē liē ḍēṭ-kônsēsanēs hai .
182Father Brahma said that he was date-conscious about one thing in particular.
146Bachchō̃ kō tō kahtē haĩ ḍēṭ-kônsēs nahī̃ banō lēkin brahmā bāp ēk bāt mē̃ ḍēṭ-kônsēs haĩ , kaun see|sī|C date ?
183Children are told not to become date-conscious. 184But Father Brahma is date-conscious of one thing. 185Of which date?
147Ki kab mērā ēk-ēk bachchā jīvan mukt ban jāē !
186Of when every child of his is to become jeevanmukt (liberated in life).
148Aisē nahī̃ samajhnā ki ant mē̃ jīvanmukt banē̃gē , nahī̃ .
187Do not think that you will receive liberation-in-life at the end; no.
149Bahutkāl sē jīvanmukt sthiti kā abhyās , bahutkāl jīvanmukt rājya bhāgya kā adhikārī banāyēgā .
188The practice of being jeevanmukt over a long period of time will enable you to claim the fortune of the kingdom of being jeevanmukt for a long period of time.
150Uskē pahlē jab āp abhī jīvanmukt banō tō āp jīvanmukt sthiti vālō̃ kā prabhāv jīvanbandh vālī ātmāō̃ kā bandhan samāpt karēgā .
189Prior to that, when you become jeevanmukt now, then your jeevanmukt stage will influence the souls who have a life of bondage and enable them to break their bondages.
151Tō yah sēvā nahī̃ karnī hai kyā ?
190Do you not want to do this service?
152Karnī hai nā !
191You do wish to do it, do you not?
153Tō āp brahmā bāp kō date conscious kā javāb dō .
192You should give a response to Father Brahma being date conscious.
154Vah date kab hōgī jab sab jīvanmukt hō̃ ? 155Kōī bandhan nahī̃ .
193What will be the date when all of you become jeevanmukt, when you don't have any bondages?
156Bandhanō̃ key|kī lambī list varṇan kartē hō , classes karātē hō tō bandhanō̃ key|kī baṛī lambī list nikāltē hō lēkin bāp kahtē haĩ sab bandhanō̃ mē̃ pahlā ēk bandhan hai - dēh bhān kā bandhan . 157Ussē mukt banō .
194You make a long list of your bondages. 195When you take classes, you make a long list of the bondages. 196However, the Father says: Out of all the bondages, the foremost bondage that you have to become free from is the consciousness of the body.
158Dēh nahī̃ tō dūsrē bandhan svataḥ hī khatm hō jāyēṅgē .
197When you do not have a body, all other bondages automatically finish.
159Apnē kō vartamān samay maĩ teacher hū̃ , maĩ student hū̃ , maĩ sēvādhārī hū̃ , is samajhnē kē bajāē amr̥itvēlē sē yah abhyās karō ki maĩ śhrēṣhṭh ātmā ūpar sē āī hū̃ - is purānī duniyā mē̃ , purānē śharīr mē̃ sēvā kē liē .
198Instead of thinking that you are a teacher, a student, a server, etc., practise thinking at amrit vela: I, an elevated soul, have incarnated from up above. 199I have entered this old body in this old world to do service.
160Maĩ ātmā hū̃ - yah pāṭh abhī aur pakkā karō .
200Now make the lesson of the soul even more firm.
161Āp ātmā kā bhān dhāraṇ karō tō yah ātmik bhān , māyā K|kē bhān kō sadā kē liē samāpt kar dēgā .
201Adopt soul consciousness and your soul consciousness will finish the consciousness of Maya for all time.
162Lēkin ātmā kā bhān - yah abhī chaltē phirtē smr̥iti mē̃ rahē , vah abhī aur hōnā chāhiē .
202You should now have the awareness of the soul in your intellect as you walk and move. 203Do this even more now.
163Brahmā bāp nē ātmā kā pāṭh ādi sē kitnā pakkā kiyā !
204Look how Father Brahma made the lesson of the soul so firm from the beginning.
164Dīvārō̃ par bhī maĩ ātmā hū̃ , parivār vālē ātmā haĩ , ēk-ēk K|kē nām sē dīvārō̃ mē̃ bhī yah pāṭh pakkā kiyā .
205On the walls, he wrote “I am a soul, every member of my family is a soul.” 206He made this lesson firm by writing on the walls the name of each member of the family.
165Ḍiaryā̃ bhar dī - maĩ ātmā hū̃ , yah bhī ātmā hai , yah bhī ātmā hai .
207He filled so many diaries: I am a soul, this one is a soul, this one is also a soul.
166Āpnē ātmā kā pāṭh itnā pakkā kiyā hai ?
208Have you made the lesson of the soul so firm?
167Maĩ sēvādhārī hū̃ , yah pāṭh kuchh pakkā lagtā hai lēkin ātmā sēvādhārī hū̃ , tō jīvanmukt ban jāyēṅgē .
209You have made it firm that you are a server, but make it firm that you, the soul, are a server and you will become jeevanmukt.
168Rōz śharīr mē̃ ūpar sē avatarit hō , maĩ avatār hū̃ , is śharīr mē̃ avatarit ātmā hū̃ , phir yuddha nahī̃ karnī paṛēgī .
210Incarnate into your body every day and think: I am an incarnation. 211I am an incarnated soul. 212Then you will not have to battle.
169Ātmā bindū hai nā ? 170Tō sab bātō̃ kō bindū lag jāyēgā .
213The soul is a point, and so a point will be applied to all situations.
171Kaun see|sī|C ātmā hū̃ ?
214What type of soul am I?
172Rōj ēk nayā-nayā title smr̥iti mē̃ rakhō .
215Every day, keep a new title in your awareness.
173Āpkē pās|pass bahut sē title key|kī list tō hai nā .
216You have a list of many titles, do you not?
174Rōz nayā title smr̥iti mē̃ rakhō ki maĩ aisī śhrēṣhṭh ātmā hū̃ .
217Every day, keep in your awareness: I am such an elevated soul.
175Sahaj hai yā muśhkil hai ?
218Is this easy or difficult?
176Ātmā bindū rūp mē̃ rahēgī , tō drama bindū bhī kām mē̃ āyēgā aur samasyāō̃ kō bhī second mē̃ bindū lagā sakē̃gē aur bindū ban paramdhām mē̃ bindū jāyēgī .
219When the soul is stable in the point-form, then the point of the drama will also be useful and you will be able to apply a full-stop to all problems within a second. 220You will become a point and go to Paramdham as a point.
177Jānā hai yā sīdhā svarg mē̃ jāyēṅgē ?
221You have to return, do you not? 222Or, will you go directly to heaven?
178Kahā̃ jāyēṅgē ?
223Where will you go?
179Pahlē ghar jāyēṅgē yā rājya mē̃ jāyēṅgē ?
224Will you go home first or to your kingdom first?
180Bāp kē sāth ghar tak tō chalnā hai nā ki sīdhā rājya mē̃ chalē jāyēṅgē , bāp kō pūchhē̃gē nahī̃ !
225Do you have to go with the Father up to your home or will you go straight to your kingdom? 226Will you not tell the Father?
181Tō bindū bāp kē sāth bindū ban pahlē ghar jānā hai .
227You first have to become a point and return home with the Father who is a point.
182Vaisē rājya kā passport nahī̃ milēgā .
228Otherwise, you will not get a passport to heaven.
183Param-dhām sē rājdhānī mē̃ jānē kā passport automatic mil jāyēgā , kiskō dēnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ .
229You will automatically receive a passport to go from Paramdham to your kingdom. 230No one will need to give it to you.
184Jitnā najdīk hōṅgē , utnā number-vār paramdhām sē rājya mē̃ āyēṅgē , paramdhām sē pahlī ātmā kaun see|sī|C jāyēgī ?
231The closer you are, the closer you will come, numberwise, into the kingdom from Paramdham. 232Which souls will leave Paramdham first? 233Whom will you go with?
185Kiskē sāth jāyēṅgē ?
234You will go with Father Brahma.
186Brahmā bāp kē sāth jāyēṅgē !
235Will all of you go to the kingdom together?
187Sabhī rājya mē̃ bhī sāth mē̃ jāyēṅgē yā dūsrē tīsrē janm mē̃ āyēṅgē ?
236Or, will you go in the second or third birth? 237You do wish to go, do you not?
188Jānā hai nā ? 189Pyār hai nā ?
238You do have love, don't you?
190Brahmā bāp kō chhōṛē̃gē tō nahī̃ , sāth jāyēṅgē ?
239You will not leave Father Brahma alone, you will go with him.
191Tō bāpdādā kō date batāyēṅgē yā nahī̃ ?
240So, will you tell BapDada the date or not? 241Will you tell Baba?
192 ( bāpdādā batāyē̃ ) bāpdādā tō kahtē haĩ abhī banō .
242(Baba should tell us.) 243BapDada says that you should become this now.
193Tō bāp bhī date conscious sē badal jāyēgā .
244Through this, even Baba will change from being date-conscious.
194Dēkhō , brahmā bāp nē kal kō dēkhā ? 195Turat dān mahādān kiyā .
245Did Brahma Baba think about tomorrow? 246He believed that an instant donation is the greatest donation.
196Tīvr puruṣhārth , pahlā puruṣhārth kiyā .
247His first effort was intense effort. 248Did he think about tomorrow?
197Kal kō nahī̃ dēkhā .
249He didn't. 250What will happen tomorrow?
198Kal kyā hōgā !
251How will the family continue?
199Parivār kaisē chalēgā !
252Did he think about this?
200Sōchā ? 201Jō āj hō rahā hai vah achchhā aur jō kal hōgā vah bhī achchhā .
253Whatever is happening today is good and whatever is to happen tomorrow will also be good.
202Tabhī tō turat dān mahāpuṇya aur pahlā number kā mahān banā . 203Abhī bachchō̃ kō turat dānī bannā chāhiē .
254This is why he believed that an immediate donation is the greatest charity, and so he became the foremost great donor.
204Saṅkalp kiyā aur turat dān mahābali banē̃ .
255Now, children need to become immediate donors.
205Jab hāth uṭhvātē haĩ ki pahlē division mē̃ kaun āyēgā ?
256As soon as you have a thought, you make the great sacrifice by donating immediately.
206Tō sabhī hāth uṭhātē haĩ . 207Abhī bhī uṭhvāyēṅgē tō sab uṭhāyēṅgē .
257When Baba asks you which ones will go into the first division, all of you raise your hand.
208Bāpdādā jāntē haĩ ki kōī bhī hāth nīchē nahī̃ karē̃gē .
258If Baba were to do this now, all of you would raise your hand. 259BapDada knows that none of you will keep your hand down.
209Jab pahlē division mē̃ ānā hai tō pahlē number kō follow tō karō .
260Since you wish to come into the first division, at least follow the number one soul.
210Follow karnā sahaj hai - bas brahmā bāp K|kē kadam par kadam rakhō .
261It is easy to follow. 262Put your feet in Father Brahma's footsteps.
211Copy karō .
263Simply copy.
212Kāpī karnā ātā hai ki nahī̃ ātā hai !
264Do you know how to copy or not?
213Follow karnā ātā hai ?
265Do you know how to follow?
214Tō follow karō aur kyā karnā hai !
266So simply follow; what else do you have to do?
215Achchhā .
267Achcha.
216Abhī-abhī sabhī jō bhī baiṭhē haĩ ēk second mē̃ aśharīrī ātmik sthiti mē̃ sthit hō jāō .
268All those who are sitting here, stabilise yourself in the bodiless stage in one second.
217Śharīr bhān mē̃ nahī̃ āō .
269Do not come into body consciousness.
218Ātmā , param ātmā sē milan manā rahī hai .
270The soul is celebrating a meeting with the Supreme Soul.
219 ( bāpdādā nē drill karāī ) aisā abhyās bār-bār karma kartē , kartē rahō .
271(BapDada performed drill.) 272Continue to practise this again and again whilst performing actions.
220Switch on kiyā aur second mē̃ aśharīrī banē̃ .
273As soon as you put the switch on, become bodiless in one second.
221Yah abhyās karmātīt sthiti kā anubhav karāyēgā .
274This practice will enable you to experience the karmateet stage.
222Chārō̃ ōr K|kē sadā samarth ātmāō̃ kō , sadā bāpdādā kō follow karnē vālē sahaj puruṣhārthī bachchō̃ kō , sadā ēk bāp , ēkāgr buddhi , ēkras sthiti mē̃ sthit rahnē vālē , bindū ban bindū bāp kē sāth chalnē vālē aisē sarv bāp K|kē snēhī , sahyōgī , sēvādhārī bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
275To the constantly powerful souls in all directions; to the easy effort-making children who constantly follow BapDada; to the children who are constantly with the one Father, those who have a stable intellect and are stable in a constant stage; to the children who become a point and return home with Baba, the Point; to all Baba's loving, co-operative server children, BapDada's love, remembrance and namaste.
Blessing
223Vardān : avināśhī suhāg aur bhāgya K|kē tilakdhārī sō bhaviṣhya K|kē rājya tilakdhārī bhav
276Blessing: May you have a right to the tilak of a future kingdom by having the tilak of imperishable “suhaag” (being wed) and fortune.
224Saṅgamyug par dēvō̃ K|kē dēv K|kē suhāg aur paramātma vā īśhvarīy santān K|kē bhāgya kā tilak prāpt hōtā hai .
277 At the confluence age you receive the tilak of the “suhaag” of the Deity of all deities and of the fortune of being a child of the Supreme Soul, God.
225Yadi yah suhāg aur bhāgya kā tilak avināśhī hai , māyā is tilak kō miṭātī nahī̃ hai tō yahā̃ K|kē suhāg aur bhāgya K|kē tilakdhārī sō bhaviṣhya K|kē rājya tilakdhārī bantē haĩ .
278If the tilak of “suhaag” and fortune is imperishable, Maya cannot erase it. 279Therefore, someone who wears a tilak of “suhaag” and fortune here claims a right to the tilak of a future kingdom. 280There is the festival of the royal tilak in every birth.
226Her|har janm mē̃ rājya tilak kā utsav hōtā hai . 227Rājā kē sāth royal family kā bhī tilak divas manāyā jātā hai .
281Along with the king celebrating the day for receiving a tilak, the royal family also celebrate this day of receiving the tilak.
Slogan
228Slōgan : sadā ēk K|kē snēh mē̃ samāyē rahō , tō yah muhabbat mēhnat kō samāpt kar dēgī .
282Slogan: Remain constantly merged in the love of One and this love will finish all effort.
283*** Om Shanti ***