बुधवार 6 दिसंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-12-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 06/12/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - maĩ tumhē̃ phir sē rājyōg sikhlākar rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ , is ' phir sē ' śhabda mē̃ hī sārā chakra samāyā huā hai ' '
1Essence: Sweet children, I am once again teaching you Raja Yoga and making you into kings of kings. 2The whole cycle is merged in the words ‘once again’.
Question
2Praśhna : bāp bhī prabal hai tō māyā bhī ? 3Dōnō̃ key|kī prabaltā kyā hai ?
3Question: The Father is powerful and Maya too is powerful. 4How is each one powerful?
Answer
4Uttar : bāp tumhē̃ patit sē pāvan banātē , pāvan banānē mē̃ bāp prabal hai isliē bāp kō patit-pāvan sarv-śhaktimān kahā jātā hai .
5Answer: The Father makes you pure from impure. 6The Father is powerful in making you pure and this is why He is called the Purifier and the Almighty Authority. 7Maya is powerful in making you impure.
5Māyā phir patit banānē mē̃ prabal hai . 6Sachchī kamāī mē̃ gr̥ihachārī aisī baiṭhtī hai jō phāydē kē badlē ghāṭā hō jātā hai , vikārō̃ kē pīchhē māyā tavāī banā dētī hai isliē bābā kahtē - bachchē , dēhī-abhimānī bannē kā puruṣhārth karō .
8There are such bad omens while earning a true income that, instead of a profit, there is a loss. 9Maya makes you crazy for vice. 10This is why Baba says: Children, make effort to become soul conscious.
Song
7Gīt : hamē̃ un rāhō̃ par chalnā hai …
11Song: We have to walk on the path where we may fall, so we have to be cautious!
Murli
8Ōm śhānti .
12Om shanti.
9Tum bachchō̃ kō kin rāhō̃ par chalnā hai ?
13Which path do you children have to walk on?
10Jarūr rāh batānē vālā hōgā .
14Surely, there must be someone to show you the path.
11Manuṣhya wrong rāstē par chaltē haĩ tab tō duḥkhī hōtē haĩ .
15People follow the wrong path. 16That is why they are unhappy.
12Abhī kitnē duḥkhī haĩ kyōṅki unkī mat par nahī̃ chaltē .
17They are so unhappy because they do not follow His directions.
13Sab ulṭī mat par chaltē āyē haĩ , jab sē ulṭī mat dēnē vālē rāvaṇ kā rājya śhurū huā hai .
18All have been following wrong directions since the kingdom of Ravan, the one who gives wrong directions, began.
14Bāp samjhātē haĩ tum is samay rāvaṇ key|kī mat par hō , tab harēk kā aisā burā hall|hāl huā hai .
19The Father explains: At this time, you follow the dictates of Ravan. 20This is why everyone has reached such a bad condition.
15Sab apnē kō patit kahtē bhī haĩ .
21All call themselves impure.
16Gāndhī bāpū jī bhī kahtē thē - patit-pāvan āō , gōyā ham patit haĩ .
22Bapu Gandhiji too used to say: O Purifier, come! 23That means we are impure.
17Parantu kōī bhī samajhtē nahī̃ ki ham patit kaisē banē haĩ ?
24However, none of them understands how they became impure.
18Chāhtē haĩ bhārat mē̃ rām rājya hō parantu kaun banāyēgā ?
25They want there to be the kingdom of Rama in Bharat, but who would make it that?
19Gītā mē̃ bāp nē sab bātē̃ samjhāī haĩ , parantu gītā K|kē bhagvān kā hī nām ulṭā lagā diyā hai .
26The Father explained everything in the Gita, but they have put the wrong name for God in the Gita.
20Bāp samjhātē haĩ tumnē kyā kar diyā hai .
27The Father explains what you have done.
21Christ K|kē Bible mē̃ pope kā nām ḍāl dē̃ tō kitnā nuksān hō jāē .
28If they were to put the Pope’s name in the Bible of Christ, there would be so much loss.
22Yah bhī drama hai .
29This too is the drama.
23Bāp baṛē sē baṛī bhūl samjhātē haĩ .
30The Father explains the biggest mistake to you.
24Yah ādi , madhya , ant kā gyān gītā mē̃ hai .
31This knowledge of the beginning, the middle and the end is in the Gita.
25Bāp samjhātē haĩ maĩ tumkō phir sē rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .
32The Father explains: I am once again making you into kings of kings.
26Tumnē 84 janm kaisē liyē - yah tum nahī̃ jāntē hō , ham batātē haĩ .
33You don’t know how you have taken 84 births. 34I tell you that.
27Yah kōī bhī śhāstra mē̃ nahī̃ hai .
35This is not mentioned in any of the scriptures.
28Śhāstra tō anēk haĩ .
36There are innumerable scriptures.
29Bhinn-bhinn matē̃ haĩ .
37There are many different directions.
30Gītā mānā gītā .
38The Gita means the Gita.
31Jisnē gītā gāī hai usnē hī rāy dī hai .
39The One who spoke the Gita gave that advice.
32Kahtē haĩ maĩ tumkō rājyōg sikhānē phir sē āyā hū̃ .
40He says: I have come once again to teach you Raja Yoga.
33Tum par māyā kā parchhāyā paṛ gayā hai .
41The shadow of Maya has been cast over you.
34Abhī phir sē maĩ āyā hū̃ .
42I have now come once again.
35Gītā mē̃ bhī kahtē haĩ hē bhagvān phir sē gītā sunānē āō arthāt phir sē gītā key|kī knowledge dō .
43In the Gita, too, it says: O God, come and speak the Gita once again. 44That means: Give us the knowledge of the Gita once again.
36Gītā mē̃ hī yah bāt hai ki āsurī sr̥iṣhṭi kā vināśh aur daivī sr̥iṣhṭi key|kī sthāpanā phir sē hōtī hai . 37Phir jarūr kahē̃gē .
45It is mentioned in the Gita that the devilish world is destroyed and the deity world is once again established. 46The words ‘once again’ would definitely be used.
38Gurūnānak phir sē āyēgā apnē samay par , chitra bhī dikhātē haĩ .
47Guru Nanak will once again come at his own time. 48They also show images.
39Śhrīkr̥iṣhṇa bhī phir sē vahī mōr mukuṭ vālā hōgā .
49There will be the same Krishna with a peacock-feathered crown.
40Tō yah sab rāz gītā mē̃ haĩ . 41Parantu bhagvān kō badal diyā hai .
50All of these secrets are mentioned in the Gita but they have changed God’s name.
42Ham aisē nahī̃ kahtē ki gītā kō nahī̃ māntē parantu usmē̃ jō yah ulṭā nām manuṣhyō̃ nē ḍāl diyā hai , uskō bāp ā karkē sīdhā karkē samjhātē haĩ .
51We don’t say that we don’t believe in the Gita, but that the Father comes and explains to us about the wrong name that human beings have put in the Gita and that He puts it right.
43Yah bhī samjhātē haĩ har ēk ātmā mē̃ apnā-apnā part nūndhā huā hai .
52He also explains that each soul has his own fixed part.
44Sab ēk samān nahī̃ hō saktē .
53Not everyone’s can be the same.
45Jaisē manuṣhya mānā manuṣhya , vaisē ātmā mānā ātmā .
54Just as a human being means a human being, similarly, a soul means a soul.
46Parantu har ēk ātmā mē̃ apnā part bharā huā hai .
55However, each soul has his own part recorded in him.
47Yah bātē̃ samjhānē vālā baṛā buddhivān chāhiē .
56A very intelligent person is needed to explain these things.
48Bāp jāntē haĩ kaun samjhā saktē haĩ , kaun service karnē mē̃ samajhdār haĩ , kiskī line clear hai . 49Dēhī-abhimānī rahtē haĩ .
57The Father knows who can explain, who are sensible in doing service, whose line (of the intellect) is clear and who remain soul conscious.
50Sab tō paripūrṇ , dēhī-abhimānī nahī̃ banē haĩ .
58Not everyone has become completely soul conscious.
51Yah tō ant mē̃ result hōgī .
59That will be the result at the end.
52Imtahān K|kē din jab nazdīk hōtē haĩ tō mālūm paṛ jātā hai kaun-kaun pās|pass hōṅgē .
60When the days of an examination come close, you can tell who will pass.
53Teachers bhī samajh saktē haĩ aur bachchē bhī samajhtē haĩ ki yah sabsē tīkhā hai .
61Teachers can understand and the children can also understand: This one is the cleverest of all.
54Vahā̃ tō ṭhagī ādi bhī hō saktī hai . 55Yahā̃ tō yah bāt hō na sakē .
62There, it is possible that cheating can take place; it cannot take place here.
56Yah tō drama mē̃ nūndh hai .
63This is fixed in the drama.
57Kalp pahlē vālē hī nikalē̃gē .
64Only those who emerged in the previous cycle will emerge.
58Hamē̃ patā chaltā hai service key|kī raphtār sē .
65Baba can tell from the speed of your service.
59Is sachchī kamāī mē̃ ghāṭā aur lābh , gr̥ihachārī ādi ātī hai .
66In earning this true income, there are profit and loss and sometimes bad omens etc.
60Chaltē-chaltē ṭāṅg ṭūṭ paṛtī hai .
67While walking along, you break your leg.
61Gandharvī vivāh karnē bād phir māyā ēkdam tavāī banā dētī hai .
68While you are having a pure marriage, Maya makes you go completely crazy.
62Māyā bhī baṛī prabal hai .
69Maya too is very powerful.
63Bābā prabal hai pāvan banānē mē̃ , isliē unkō sarvśhaktimān patit-pāvan kahā jātā hai aur phir māyā prabal hai patit banānē mē̃ .
70Baba is powerful in making you pure. 71This is why He is called the Almighty Authority and the Purifier. 72Then Maya is powerful in making you impure.
64Satyug mē̃ tō māyā hōtī nahī̃ .
73Maya doesn’t exist in the golden age.
65Vah hai hī viceless world , abhī hai ēkdam vicious world .
74That is a viceless world, whereas it is now a completely vicious world.
66Kitnī jabardast prabaltā hai .
75There is so much force.
67Chaltē-chaltē māyā ēkdam nāk sē pakaṛ tavāī banā dētī hai , phārkatī dilā dētī hai , itnī prabal hai .
76While you are walking along, Maya catches hold of you by the nose and makes you go crazy. 77She is so powerful that she makes you divorce Baba.
68Bhal sarvśhaktimān parampitā paramātmā kō kahtē haĩ parantu māyā bhī cum|kam nahī̃ hai .
78Although the Supreme Father, the Supreme Soul, is called the Almighty Authority, Maya too is no less.
69Ādhākalp unkā rājya chaltā hai .
79Her kingdom continues for half a cycle.
70Yah kōī thōṛēhī jāntē haĩ .
80No one knows this.
71Din aur rāt ādhā-ādhā hōtā hai , brahmā kā din , brahmā kī rāt .
81Day and night are half and half; the day of Brahma and the night of Brahma.
72Phir bhī satyug kō lākhō̃ varṣh , kaliyug kō kitnē varṣh dē dētē haĩ .
82Nevertheless, they show the duration of the golden age to be hundreds of thousands of years and the iron age to be much longer.
73Abhī bāp samjhātē haĩ tō samajh mē̃ ātā hai . 74Yah tō bilkul right hai .
83The Father now explains to you and so you are able to understand that this is absolutely right.
75Bāp baiṭh paṛhātē haĩ .
84The Father sits here and teaches you.
76Kaliyug mē̃ manuṣhya thōṛēhī gītā kā rājyōg sikhāē rājāō̃ kā rājā banāyēṅgē .
85Human beings of the iron age would not teach you the Raja Yoga of the Gita or make you into kings of kings.
77Aisē tō kōī hai nahī̃ , jiskī buddhi mē̃ hō ki ham rājyōg sīkh rājāō̃ kā rājā banē̃gē .
86There is no one who has it in his intellect that he will study Raja Yoga and become a king of kings.
78Vō gītā pāṭhśhālāyē̃ tō anēk haĩ parantu kōī rājyōg sīkh rājāō̃ kā rājā vā rānī ban nahī̃ saktē .
87There are many of those Gita Pathshalas, but no one can study Raja Yoga there and become a king of kings or become a queen.
79Kōī bhī aim object rājāī pānē kā nahī̃ hai .
88There is no aim or objective of attaining a kingdom there.
80Yahā̃ tō kahtē hō ham bēhad K|kē bāp sē bhaviṣhya sukh key|kī rājāī pānē kē liē paṛhtē haĩ .
89Here, you say that you are studying with the unlimited Father to claim the sovereignty of future happiness.
81Pahlē-pahlē tō alpha par samjhānā hai .
90First of all, you have to explain about Alpha.
82Gītā par hī sārā madār hai .
91Everything depends on the Gita.
83Manuṣhyō̃ kō kaisē patā paṛē sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai , ham kahā̃ sē āyē haĩ , phir kahā̃ jānā hai .
92How can people know how the world cycle turns, where they have come from and where they have to go to? 93No one knows this.
84Kōī kō patā nahī̃ hai . 85Kaun dēśh sē āyā , kaun dēśh hai jānā .
94Which land have we come from and which land do we have to go to?
86Gīt bhī hai nā , sirph tōtē muāphik gātē rahtē haĩ .
95There is that song, but they simply continue to sing it like parrots.
87Buddhi jō ātmā mē̃ hai vah nahī̃ jāntī ki ham jiskō hē parampitā paramātmā kahtē haĩ vah kaun hai .
96The intellects that are in souls do not know who the One is whom they call out to, saying, “O Supreme Father, Supreme Soul!”
88Unkō na dēkh saktē haĩ , na jān saktē haĩ .
97They can neither see Him nor know Him.
89Ātmā kā tō farj hai nā - bāp kō jānnā , dēkhnā .
98It is the duty of each soul to know his Father and recognise Him.
90Abhī tum samajh gayē hō , ham ātmā haĩ parampitā paramātmā bāp hamkō paṛhātē haĩ .
99You now understand that we are souls and that the Father, the Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching us.
91Buddhi kahtī hai bāp ākar paṛhātē haĩ .
100The intellect says: The Father comes and teaches us.
92Jaisē kiskī ātmā kō bulātē haĩ tō samajhtē haĩ nā unkī ātmā āī hai .
101When they invite the soul of someone to come, they understand that the soul of such-and-such a person has come.
93Tō tum samajhtē hō ham ātmā haĩ , hamārā vah bāp hai .
102So, you understand that you are souls and that He is your Father.
94Bāp sē jarūr varsā milnā chāhiē .
103You should definitely receive the inheritance from the Father.
95Ham duḥkhī kyō̃ huē haĩ , manuṣhya tō kah dētē bāp hī sukh duḥkh dēnē vālā hai .
104Why have we become unhappy? 105People say that it is the Father who gives happiness and causes sorrow.
96Bhagvān kō gālī dētē rahtē haĩ .
106They continue to insult God.
97Vah haĩ āsurī santān .
107They are devilish children.
98Jaisē kalp pahlē kahā hai vaisē kahtē haĩ .
108They say what they said in the previous cycle.
99Tum abhī practical mē̃ īśhvarīy santān banē hō .
109You have now become the practical children of God.
100Āgē tum āsurī aulād thē .
110Previously, you were devilish children.
101Ab bāp kahtē haĩ nirantar mujhē yād karō .
111The Father now says: Constantly remember Me alone.
102Kiskō bhī yah dō akṣhar samjhānā bahut sahaj hai . 103Tum bhagvān K|kē bachchē hō .
112It is very easy to explain these few words to anyone: You are the children of God.
104Bhagvān nē svarg rachā , ab nark banā hai phir svarg bāp hī rachē̃gē .
113God created heaven which has now become hell. 114Then, the Father alone will create heaven once again.
105Bāp hamkō rājyōg sikhlā rahē haĩ , svarg key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .
115The Father is teaching us Raja Yoga and establishing heaven.
106Achchhā , śhiv kō nahī̃ jāntē hō .
116Achcha, you don’t know Shiva.
107Prajāpitā brahmā kō bhī rachnē vālā vah bāp hai .
117It is that Father who also creates Prajapita Brahma.
108Tō jarūr bāp brahmā dvārā hī sikhāyēṅgē .
118Therefore, surely, the Father would teach you through Brahma.
109Abhī śhūdra varṇa hai .
119It is now the shudra clan.
110Ham brāhmaṇ sē dēvtā kṣhatriya banē̃gē .
120We will become deities and warriors from Brahmins.
111Nahī̃ tō virāṭ rūp kyō̃ banāyā hai , chitra ṭhīk hai .
121Why else would the variety-form image have been created?
112Parantu samajh nahī̃ saktē . 113Śhūdrō̃ kō brāhmaṇ kaun banāyēṅgē ?
122The picture is accurate, but they are unable to understand it.
114Jarūr prajāpitā brahmā chāhiē .
123Who would make shudras into Brahmins?
115Unkō kaisē adopt kiyā .
124Definitely, Prajapita Brahma is needed.
116Jaisē tum kahtē hō yah mērī strī , unkō ' mērī ' kaisē banāyā ?
125How was he adopted? 126You say, “This is my wife”. 127So, how did He make this one belong to Him?
117Adopt kiyā .
128He adopted him.
118Bāp kahtē haĩ mujhē bhī māt-pitā kahtē hō , maĩ bāp tō hū̃ .
129The Father says: You call Me the Mother and Father. 130I am the Father.
119Mērī kahā̃ sē lāū̃ .
131From where do I bring my wife?
120Tō inmē̃ pravēśh kar inkā nām brahmā rakhtā hū̃ .
132So, I enter this one and name him Brahma. 133A wife is adopted.
121Strī adopt kī jātī hai , jaisē laukik bāp strī kō adopt kar kukh vaṅśhāvalī rachtē haĩ , bābā nē phir inmē̃ pravēśh kar inkō adopt kar inkē mukh dvārā mukhvaṅśhāvalī banāī hai .
134Just as a physical father adopts a wife and creates a physical creation, so the Father entered this one, adopted him and created you mouth-born creation through him.
122Tum kahtē hō ham brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ haĩ .
135You say: We are Brahmins.
123Jarūr inkā hī nām brahmā hai .
136Definitely, this one’s name is Brahma.
124Brahmā kiskā bachchā ?
137Whose child is Brahma?
125Śhivbābā kā .
138Shiv Baba’s.
126Inkō kisnē adopt kiyā ?
139Who adopted him?
127Bēhad K|kē bāp nē .
140The unlimited Father.
128Dr̥iṣhṭānt baṛā achchhā hai parantu jiskī buddhi mē̃ baiṭhā hōgā vah samjhā sakē̃gē .
141The example is very good, but it is only those in whose intellects this has sat who will be able to explain it.
129Buddhi mē̃ nahī̃ hōgā tō unkō samjhānē āyēgā hī nahī̃ .
142If it is not in someone’s intellect, he won’t know how to explain it.
130Laukik aur pārlaukik bāp tō hai nā .
143There are physical fathers and the Father from beyond.
131Vah bhī strī kō adopt kar mērī kahtē haĩ .
144They each adopt a wife and say: “She is mine.”
132Yah phir inmē̃ pravēśh kar adopt kartē haĩ .
145That One enters this one and adopts him.
133Khud kahtē haĩ mujh nirākār kō inkā ādhār lēnā paṛtā hai , tō nām bhī badlī|badalī kartā hū̃ .
146He Himself says: I, the incorporeal One, have to take the support of this one. 147Therefore, I also change his name.
134Ēk hī time kitnō̃ K|kē nām rakhē .
148How many names can He give at the same time?
135Nām key|kī list bhī tumhārē pās|pass hōnī chāhiē .
149You should keep a list of the names with you.
136Pradarśhanī mē̃ nām key|kī list bhī dikhānī chāhiē .
150That list of names should also be shown at the exhibitions.
137Bābā nē kaisē ēk hī samay nām rakhē .
151Look how Baba gave all the names at the same time.
138Bābā nē hamkō apnā banāyā tō nām badlāyā , unkō bhr̥igu r̥iṣhi kahtē haĩ .
152Baba made us belong to Him and so He had our names changed. 153He is called Bragu Rishi (astrologer who knew each one’s horoscope).
139Janma patrī tō bhagvān kē pās hī hai .
154Only God has your horoscope. 155They are wonderful names.
140Wonderful nām haĩ .
156Not all of them are here now.
141Ab sabhī tō haĩ nahī̃ .
157Some were amazed and then ran away.
142Kōī tō āśhcharyavat bhāgantī hō gayē . 143Āj haĩ , kal haĩ nahī̃ .
158Today, they are here and tomorrow, they are not here.
144Number one duśhman hai kām .
159The number one enemy is lust.
145Yah kām vikār bahut taṅg kartā hai .
160This vice of lust causes you a lot of distress.
146Us par jīt pānī hai .
161You have to conquer it.
147Gr̥ihastha vyavahār mē̃ ikaṭṭhē rahkar un par jīt pānī hai - yah hai pratigyā .
162While living at home with your families, you have to live together and conquer it. 163This is your promise.
148Apnī vr̥itti dēkhnī hai , karmēndriyō̃ sē vikarma nahī̃ karnā hai .
164You have to check your attitude and not perform any sinful actions with your physical organs.
149Tūphān tō sabkō ātē haĩ .
165Storms come to everyone.
150Ismē̃ ḍarnā nahī̃ hai .
166You mustn’t be afraid of them.
151Bābā sē bahut bachchē pūchhtē haĩ yah dhandhā karē̃ vā nahī̃ karē̃ ?
167Many children ask Baba: Should I do this business or not?
152Bābā likhtē haĩ maĩ kōī tumhārē dhandhē ādi kō dēkhnē āyā hū̃ kyā ?
168Baba writes back to them: Have I come here to look after your business etc?
153Maĩ tō teacher hū̃ , paṛhānē kē liē .
169I am the Teacher and have come to teach you.
154Dhandhē key|kī bāt hamsē kyō̃ pūchhtē hō ?
170Why do you ask Me about your business? 171I teach you Raja Yoga.
155Maĩ tō rājyōg sikhātā hū̃ .
172The sacrificial fire of Rudra has been remembered.
156Rudra yagya bhī gāyā huā hai , śhrīkr̥iṣhṇa yagya nahī̃ .
173It isn’t a sacrificial fire of Krishna that is remembered.
157Bāp kahtē haĩ lakṣhmī-nārāyaṇ mē̃ yah sr̥iṣhṭi chakra kā gyān hī nahī̃ .
174The Father says: Lakshmi and Narayan don’t have any knowledge of the world cycle.
158Agar yah mālūm hō ki 16 kalā sē phir 14 kalā bannā hai tō usī samay hī rājāī kā naśhā uṛ jāē .
175If they were to know at that time that they had to become fourteen degrees from sixteen celestial degrees, their intoxication of the kingdom would fly away.
159Vahā̃ tō hai hī sadgati .
176There is salvation there anyway.
160Sadgati dātā tō ēk hai .
177The Bestower of Salvation is only One.
161Vahī ākar yukti batātē haĩ , dūsrā kōī batlā na sakē .
178He alone comes and tells you the method. 179No one else can tell you this.
162Pahlē-pahlē yah bāt uṭhāō ki kisnē kahā hai - kām mahāśhatru hai ?
180First of all, take up the topic: Who said that lust is the greatest enemy?
163Yah bhī gātē haĩ vicious world aur viceless world .
181It is said: The vicious world and the viceless world.
164Bhārat mē̃ hī rāvaṇ kō jalātē rahtē haĩ .
182It is only in Bharat that they continue to burn effigies of Ravan.
165Satyug mē̃ thōṛēhī jalāyēṅgē .
183They would not burn them in the golden age.
166Agar yah kahtē haĩ ki anādi hai , satyug mē̃ bhī thā phir tō sab jagah duḥkh hī duḥkh hōgā .
184If, as they say, it is eternal and that he (Ravan) also existed in the golden age, then there would have been sorrow everywhere.
167Phir svarg kaisē kahē̃gē ? 168Yah bātē̃ samjhānī hai .
185In that case, how could that be called heaven?
169Harēk key|kī raphtār apnī hai .
186These matters have to be explained.
170Patā lag jātā hai - kaun achchhī raphtār vālā hai ?
187Each one’s speed is individual. 188You can tell who has a good speed.
171Sampūrṇ tō kōī banē nahī̃ haĩ . 172Bākī hā̃ , satō , rajō , tamō tō hōtē hī haĩ .
189No one has yet become perfect, but there are the stages of sato, rajo and tamo.
173Buddhi har ēk key|kī alag-alag hai .
190The intellect of each one is different.
174Jō śhrīmat par nahī̃ chaltē haĩ - vah haĩ tamōpradhān buddhi .
191Those who don’t follow shrimat have tamopradhan intellects.
175Apnē kō insure nahī̃ karē̃gē tō bhaviṣhya 21 janmō̃ kē liē kaisē milēgā .
192If you don’t insure yourselves, how would you receive your future 21 births?
176Marnā tō hai hī . 177Tō kyō̃ na insure kar dēnā chāhiē .
193You have to die, so why not insure yourselves?
178Sab kuchh unkā hai .
194Everything belongs to Him.
179Tō parvariśh bhī vah karē̃gē .
195Therefore, He will also sustain you.
180Bhal kōī sab kuchh dētē haĩ , parantu service nahī̃ kartē , jō diyā vah khātē rahtē haĩ . 181Tō bākī jamā kyā hōgā .
196Some gave everything, but they don’t do any service but continue to eat from what they gave, so what will they accumulate?
182Kuchh bhī nahī̃ .
197Nothing at all!
183Service kā sabūt chāhiē .
198Proof of the service they do is required.
184Dēkhā jātā hai - kaun paṇḍē ban ātē haĩ ?
199It is seen who come here as guides.
185Nayē be|B . K|kē . bhī āpas mē̃ centre chalātē haĩ , unkō bhī āphrīn dī jātī hai .
200New BKs who run a centre between them are also given many thanks.
186Yah knowledge tō baṛī sahaj hai .
201This knowledge is very easy.
187Vānaprasth avasthā vālō̃ kō jākar samjhāō - vānaprasth avasthā kab hōtī hai ?
202Go and explain to those who are in the stage of retirement when the stage of retirement really is.
188Bāp hī guide ban sabkō lē jāyēṅgē .
203Only the Father would become the Guide and take everyone back.
189Tum jāntē hō bāp hī kālō̃ kā kāl hai .
204You know that the Father Himself is the Death of all Deaths.
190Ham tō khuśhī sē bābā kē sāth ikaṭṭhē jānā chāhtē haĩ .
205We want to go back together with Baba in happiness.
191Pahlē-pahlē tō mukhya bāt yah uṭhāō - gītā kā bhagvān kaun hai , jisnē rachnā rachī ?
206First of all, take up the main topic: Who is the God of the Gita who created creation?
192Lakṣhmī-nārāyaṇ kō rājyōg kisnē sikhāyā ?
207Who taught Raja Yoga to Lakshmi and Narayan?
193Unkī bhī rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
208Their kingdom is being established.
194Aur kōī rājdhānī sthāpan karnē ātē nahī̃ .
209No one else comes to establish the kingdom.
195Bāp hī rājdhānī sthāpan karnē ātē haĩ .
210The Father Himself comes to establish that kingdom.
196Sab patitō̃ kō pāvan banātē haĩ .
211He makes all the impure ones pure.
197Yah hai vicious world , vah hai viceless world .
212This is a vicious world and that is a viceless world.
198Dōnō̃ mē̃ number-vār martabē haĩ .
213Status is numberwise in both worlds.
199Jō śhrīmat par chalnē vālē hōṅgē , unkī buddhi mē̃ hī yah bātē̃ baiṭh saktī haĩ .
214These things can only sit in the intellects of those who follow shrimat.
200Achchhā .
215Achcha.
201Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
216To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
202Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
217The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
203Dhārṇā kē liē mukhya sār :
218Essence for dharna:
2041 ) buddhi key|kī line sadā clear rahē iskē liē dēhī-abhimānī rahnā hai .
219 1. Remain soul conscious so that the line of your intellect stays constantly clear.
205Sachchī kamāī mē̃ māyā kisī prakār sē ghāṭā na ḍāl dē - yah sambhāl karnī hai .
220While earning your true income, be cautious that Maya doesn’t make you incur a loss in any way.
2062 ) karmēndriyō̃ sē kōī bhī vikarma nahī̃ karnā hai .
221 2. Don’t perform any sinful deeds through your physical organs.
207Insure karnē kē bād service bhī jarūr karnī hai .
222After insuring yourselves, you also definitely have to do service.
Blessing
208Vardān : māyā kō duśhman kē bajāē pāṭh paṛhānē vālī sahyōgī samajh ēkras rahnē vālē māyājīt bhav
223Blessing: May you be a conqueror of Maya and remain constantly stable by considering Maya to be co-operative in teaching you a lesson rather than being your enemy.
209Māyā ātī hai āpkō pāṭh paṛhānē kē liē , isliē ghabrāō nahī̃ , pāṭh paṛh lō .
224 Maya comes to teach you a lesson and so do not be afraid but learn that lesson.
210Kabhī sahanśhīltā kā pāṭh , kabhī śhānt svarūp bannē kā pāṭh pakkā karānē kē liē hī māyā ātī hai , isliē māyā kō duśhman kē bajāē apnā sahyōgī samjhō tō ghabrāhaṭ mē̃ hār nahī̃ khāyēṅgē , pāṭh pakkā karkē aṅgad K|kē samān achal ban jāyēṅgē .
225Maya sometimes comes to make the lesson of tolerance firm and sometimes the lesson of being an embodiment of peace firm. 226Therefore, instead of considering Maya to be an enemy, think of her as being co-operative and you will not become nervous or defeated. 227You will learn that lesson and become as unshakeable as Angad.
211Kabhī bhī kamjōr ban māyā kā āhvān nahī̃ karō tō vah vidāī lē lēgī .
228Never become weak or invoke Maya and she will bid you farewell.
Slogan
212Slōgan : her|har saṅkalp mē̃ dr̥iṛhtā key|kī mahāntā hō tō saphaltā miltī rahēgī .
229Slogan: Let there be the greatness of determination in every thought and you will continue to receive success.
230*** Om Shanti ***