शुक्रवार 8 दिसंबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-12-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 08/12/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - yahā̃ dhārṇā kar dūsrō̃ kō bhī jarūr karānī hai , pās|pass hōnē kē liē mā̃-bāp samān bannā hai , jō suntē hō vah sunānā bhī hai ' '

1Essence: Sweet children, imbibe this knowledge here and also definitely enable others to imbibe it. 2In order to pass, you have to become like the mother and father. 3Tell others whatever you hear here. 4Question: Which pure desire that arises in some children is also a sign of good effort?

2Praśhna  : bachchō̃ mē̃ kaun-sī śhubh kāmnā utpanna hōnā bhī achchhē purūṣhārth key|kī niśhānī hai  ?

5Answer: If children have the pure desire to follow the mother and father and become seated on their throne, that is a sign of good courage. 6Those who say, “Baba, I will pass the examination fully”, speak with hope. 7For that, you too surely have to make that much fast effort.

3Uttar  : bachchō̃ mē̃ yadi yah śhubh kāmnā rahtī hai ki ham māt-pitā kō follow kar gaddī par baiṭhē̃gē tō yah bhī bahut achchhī himmat hai . 4Jō kahtē haĩ - bābā , ham tō pūrā imtahān pās|pass karē̃gē , yah bhī śhubh bōltē haĩ . 5Iskē liē jarūr purūṣhārth bhī itnā tīvr karnā hai . 6Gīt  : hamārē tīrtha nyārē haĩ …

8Song: Our pilgrimage is unique!

7Ōm śhānti .

9Om shanti.

8Ab yahā̃ pāp ātmāyē̃ tō sabhī haĩ , puṇya ātmāyē̃ hōtī hī haĩ svarg mē̃ .

10All here are sinful souls. 11Only in heaven are there pure and charitable souls.

9Yah hai pāp ātmāō̃ kī duniyā , yahā̃ haĩ ajāmil jaisī pāp ātmāyē̃ aur vah hai svarg K|kē dēvtāō̃ key|kī , puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā .

12This is a world of sinful souls. 13Here, there are sinful souls like Ajamil whereas that is a world of the deities of heaven, pure and charitable souls.

10Dōnō̃ key|kī mahimā alag-alag hai .

14The praise of each is separate.

11Har ēk jō brāhmaṇ hai vah apnē is janm key|kī jīvan kahānī bābā pās|pass likh bhējtē haĩ ki itnē pāp kiyē haĩ .

15All of those who are Brahmins send Baba their biographies of how many sins they have committed in this birth. 16Baba has everyone’s biography.

12Bābā kē pās sabkī jīvan kahānī hai . 13Bachchō̃ kō patā hai ki yahā̃ sunnā aur sunānā hai .

17You children know that you have to listen to the things here and then tell others about them.

14Tō sunānē vālē kitnē ḍhēr chāhiē .

18Very many are needed to tell others.

15Jab tak sunānē vālē nahī̃ banē haĩ tab tak pās|pass hō na sakē̃ .

19Until you become someone who relates this knowledge to others, you cannot pass.

16Aur satsaṅgō̃ mē̃ aisē sunkar phir sunānē kē liē bāndhē huē nahī̃ haĩ .

20In other spiritual gatherings, they are not bound to listen and then relate it to others.

17Yahā̃ dhārṇā kar phir karānī hai , followers banānē haĩ .

21Here, you have to imbibe this knowledge and then inspire others to imbibe it; you have to create followers.

18Aisē nahī̃ ēk hī paṇḍit kathā sunāyēgā , yahā̃ har ēk kō mā̃-bāp samān bannā hai .

22It isn’t that only one pundit would tell you a story. 23Here, each and every one has to become like the mother and father.

19Aurō̃ kō sunāyē̃ tab pās|pass hō aur bāp key|kī dil par chaṛhē .

24Only when you relate this knowledge to others will you be able to pass and be seated in the Father’s heart.

20Knowledge par hī samjhāyā jātā hai .

25Everything of this knowledge is explained to you.

21Vahā̃ tō sab kahē̃gē śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch , yahā̃ kahā jātā hai gyān sāgar patit-pāvan gītā gyān dātā śhiv bhagvānuvāch .

26There, everyone would say: God Shri Krishna speaks. 27Here, it is said: The Ocean of Knowledge, the Purifier, the Bestower of the Knowledge of the Gita, God Shiva, speaks.

22Rādhē-kr̥iṣhṇa vā lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhagvān-bhagvatī nahī̃ kahā jā saktā , law nahī̃ .

28Neither Radhe and Krishna nor Lakshmi and Narayan can be called a god or goddess; that isn’t the law.

23Parantu bhagvān nē unhō̃ kō pad diyā hai tō jarūr bhagvān bhagvatī hī banāyēṅgē isliē nām paṛā hai .

29However, God gave them a status and so He would surely make them into a god and goddess which is why they are given those names.

24Tum ab vijay mālā mē̃ pirōnē kā purūṣhārth kar rahē hō .

30You are now making effort to be threaded in the rosary of victory.

25Mālā tō bantī hai nā .

31The rosary is created, is it not?

26Ūpar mē̃ hai rūdra .

32There is Rudra at the beginning.

27Rūdrākṣha key|kī mālā hōtī hai nā .

33There is the rosary of Rudraksh beads.

28Īśhvar key|kī mālā yahā̃ ban rahī hai .

34The rosary of God is being created here.

29Yah kahtē haĩ hamārē tīrtha nyārē haĩ .

35You say: Our pilgrimage is unique.

30Vah tō bahut dhakkē khātē haĩ tīrthō̃ par .

36Those people stumble about so much on pilgrimages.

31Tumhārī bāt hī nyārī hai .

37Everything of yours is unique.

32Tumhārī buddhi kā yōg śhivbābā kē sāth hai .

38Your intellects’ yoga is with Shiv Baba.

33Rūdra K|kē galē kā hār bannā hai .

39You have to become a garland around the neck of Rudra.

34Mālā K|kē rāz kō bhī jāntē nahī̃ .

40People don’t understand the significance of the rosary.

35Ūpar mē̃ hai śhivbābā fool|phūl , phir hai jagat ambā , jagat pitā aur unkī 108 vaṅśhāvalī . 36Bābā nē dēkhā hai bahut baṛī mālā hōtī hai . 37Phir sabhī uskō khīñchtē haĩ . 38Rām-rām kahtē haĩ .

41At the beginning is Shiv Baba, the Tassel, and then there is the dual-bead, Jagadamba and Jagadpita, and then their creation of 108. Baba has seen the very long rosary they have and how everyone pulls its beads while chanting the name, “Rama, Rama!”

39Lakṣhya kuchh nahī̃ .

42They don’t have any aim.

40Rūdra mālā phērtē haĩ , rām-rām key|kī dhuni lagā dētē haĩ .

43They turn the beads of the rosary of Rudra and also chant the name of Rama.

41Yah sab huā bhakti mārg .

44All of that belongs to the path of devotion.

42Yah phir bhī aur bātō̃ sē ṭhīk hai , utnā samay kōī pāp nahī̃ hōgā .

45That is still better than doing other things; they wouldn’t be committing sin during that time!

43Pāpō̃ sē bachānē key|kī yah yuktiyā̃ haĩ .

46Those are ways to be saved from committing sin.

44Yahā̃ mālā phērnē key|kī bāt nahī̃ hai .

47Here, there is no question of turning the beads of a rosary.

45Svayã mālā kā dānā bannā hai .

48You yourselves have to become beads of the rosary.

46Tō hamārē tīrtha nyārē haĩ .

49So, our pilgrimage is unique.

47Ham avyabhichārī rāhī haĩ - apnē śhivbābā K|kē ghar K|kē .

50We are unadulterated travellers going to our Shiv Baba’s home.

48Yōg sē hamārē janma-janmāntar K|kē vikarma bhasma hōtē haĩ .

51All our sins of many births are being burnt away with yoga.

49Śhrīkr̥iṣhṇa kō kōī din-rāt yād karē parantu vikarma kadāpi vināśh hō na sakē̃ .

52Even if someone were to remember Shri Krishna day and night, his sins could not be absolved.

50Rām-rām kahā tō us samay pāp nahī̃ hōgā , phir pāp karnē lag paṛē̃gē .

53When they chant the name of Rama, they don’t commit sin at that time. 54Then, afterwards, they begin to commit sin.

51Aisē nahī̃ , pāp kaṭtē haĩ yā āyu baṛhtī hai .

55It isn’t that their sins are cut away or that their lifespans increase.

52Yahā̃ yōgbal sē tum bachchō̃ K|kē pāp bhasma hōtē haĩ aur āyu baṛhtī hai .

56Here, with the power of yoga, the sins of you children are burnt away and your lifespans increase.

53Janma-janmāntar kē liē āyu avināśhī hō jātī hai .

57Your lives become imperishable for birth after birth.

54Manuṣhya sē dēvtā bannā - iskō hī jīvan banānā kahā jātā hai .

58To change from a human being to a deity is said to be making your life.

55Dēvtāō̃ key|kī kitnī mahimā hai .

59There is so much praise of the deities.

56Apnē kō kahē̃gē ham nīch pāpī haĩ … tō jarūr sab aisē hōṅgē .

60People call themselves degraded sinners and so everyone would surely be like that.

57Gātē bhī haĩ mujh nirguṇ hārē mē̃ kōī guṇ nāhī , āp hī taras parōī … .

61They sing: I am without virtue, I have no virtues. 62Have mercy on me!

58Yah paramātmā key|kī mahimā kartē haĩ .

63They praise God in this way.

59Vah tumkō sarvguṇ sampann śhrīkr̥iṣhṇa samān banā dētē haĩ .

64He makes you full of all virtues, the same as Shri Krishna. 65You are now becoming that.

60Tum ab ban rahē hō .

66There is no praise higher than this.

61Iskē āgē kōī guṇ nahī̃ hai . 62Ēk nirguṇ bālak key|kī sansthā bhī hai .

67There is an organisation called “Nirgun Balak” (children without virtue).

63Arth|earth nahī̃ samajhtē - nirguṇ kiskō kahtē haĩ .

68They also don’t understand who is called nirgun (without virtues).

64Tum bachchē jāntē hō śhrīkr̥iṣhṇa vā lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē guṇō̃ key|kī hī mahimā gātē haĩ sarvguṇ sampann … ab phir tum vah ban rahē hō .

69You children know that it is Shri Krishna and Lakshmi and Narayan who are praised as: Full of all virtues… 70You are now once again becoming that.

65Aur kōī satsaṅg aisā nahī̃ hōgā jahā̃ aisē kahē̃ .

71There isn't any other gathering where they would say this.

66Yahā̃ bāp pūchhtē haĩ tum lakṣhmī-nārāyaṇ kō varē̃gē vā rām-sītā kō  ?

72Here, the Father asks you if you will marry Lakshmi and Narayan or Rama and Sita.

67Bachchē bhī bēsamajh tō nahī̃ haĩ . 68Jhaṭ kahtē haĩ bābā ham tō pūrā imtahān pās|pass karē̃gē .

73You children are not senseless; you instantly reply: Baba, we will pass the examination fully.

69Śhubh bōltē haĩ .

74You are speaking with hope.

70Parantu aisē nahī̃ ki sabhī ēk samān ban sakē̃gē .

75However, it is not that everyone will become the same.

71Phir bhī himmat dikhātē haĩ .

76At least you show courage!

72Mammā-bābā haĩ śhivbābā K|kē murabbī bachchē .

77You say: Mama and Baba are Shiv Baba's especially beloved children.

73Ham unkō pūrā follow kar gaddī par baiṭhē̃gē .

78We will follow them fully and be seated on their throne.

74Yah śhubh kāmnā achchhī hai .

79This pure desire is good.

75Phir itnā purūṣhārth karnā chāhiē .

80In that case, you also have to make that much effort.

76Is samay kā purūṣhārth kalp-kalp kā ban jāyēgā , guarantee hō jāyēgī .

81The effort made at this time will become the effort of every cycle. 82This will be a guarantee.

77Ab K|kē purūṣhārth sē patā paṛēgā ki kalp pahlē bhī aisē kiyā thā . 78Kalp-kalp aisā purūṣhārth chalēgā .

83From the effort someone makes at this time, you can tell that he did the same in the previous cycle and that same effort will continue for cycle after cycle.

79Jab imtahān hōnē kā samay hōtā hai tō patā paṛ jātā hai - ham kahā̃ tak pās|pass hōṅgē .

84When the examination time comes, you can tell to what extent you will pass.

80Teacher kō tō jhaṭ patā lag jātā hai .

85A teacher would also instantly know.

81Yah hai nar sē nārāyaṇ bannē key|kī gītā pāṭhśhālā aur gītā pāṭhśhālāō̃ mē̃ aisē kabhī nahī̃ kahē̃gē ki ham nar sē nārāyaṇ bannē āyē haĩ , nā teacher hī kah saktē haĩ ki maĩ nar sē nārāyaṇ banāūṅgā .

86This is the Gita Pathshala to change from an ordinary man into Narayan. 87They would never say in other Gita Pathshalas that they went there to become Narayan from an ordinary man nor would the teacher there say that he will make them into Narayan from an ordinary human being.

82Pahlē tō teacher kō naśhā chāhiē ki maĩ bhī nar sē nārāyaṇ banū̃gā . 83Gītā K|kē pravachan karnē vālē tō ḍhēr hōṅgē .

88First of all, the teacher would have to have the intoxication that he will become Narayan from an ordinary man.

84Parantu kahā̃ bhī aisē nahī̃ kahē̃gē ki ham śhiv-bābā dvārā paṛhtē haĩ .

89There are many who give lectures on the Gita but they would never say that they are studying with Shiv Baba.

85Vō tō manuṣhyō̃ dvārā paṛhtē haĩ .

90They study with human beings.

86Tum tō jāntē hō ūñch tē ūñch hai parampitā paramātmā śhiv , jō hī svarg kā rachayitā knowledgeful hai , vahī ākar patitō̃ kō pāvan banātē haĩ .

91You know that the Highest on High is the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, who is the knowledge-full Creator of heaven. 92He alone comes and makes impure ones pure.

87Guru nānak nē bhī unkī mahimā gāī hai - jap sāhēb kō tō sukh milē .

93Guru Nanak too sang His praise: Remember the Lord and you will receive happiness.

88Ab tum jāntē hō ūñchē sē ūñchā sachchā sāhēb vah hai , vah khud kahtē haĩ mujh bāp kō yād karō .

94You now know that that One is the Highest on High, the true Lord. 95He Himself says: Remember Me, your Father.

89Maĩ tumhē̃ sachchī amarkathā , tījrī kī kathā sunātā hū̃ .

96I am telling you the true story of immortality and the story of the third eye.

90Tō yah knowledge hai tīsrā nētra milnē key|kī vā nar sē nārāyaṇ bannē key|kī .

97Therefore, this is the knowledge of receiving a third eye and of becoming Narayan from an ordinary man.

91Hē pārvatiyā̃ , maĩ amarnāth tumkō amarkathā sunā rahā hū̃ .

98O Parvatis, I, the Lord of Immortality, am telling you the story of immortality.

92Ūñchē sē ūñchā śhivbābā hai phir brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar , phir svarg mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ , phir chandravanśhī … number-vār chalē āō .

99Shiv Baba is the Highest on High, then there are Brahma, Vishnu and Shankar and then Lakshmi and Narayan in heaven. 100Then the moon-dynasty clan.

93Samay bhī satō-rajō-tamō hōtā hai .

101They continue to come down, numberwise, in this way.

94Yah bātē̃ kōī bhī nahī̃ jāntē .

102Time also goes through the stages of sato, rajo and tamo.

95Bābā bahut guhya bātē̃ sunā rahē haĩ .

103No one knows these things. 104Baba is telling you many deep things.

96Ātmā mē̃ avināśhī part hai .

105There is an imperishable part in each soul.

97Ēk-ēk janm kā part bharā huā hai . 98Vah kabhī vināśh kō nahī̃ pātā hai .

106There is a part recorded for each birth; it is never destroyed.

99Bāp kahtē haĩ mērā part bharā huā hai , tum sukhdhām mē̃ rahtē hō tō ham śhāntidhām mē̃ haĩ .

107The Father says: My part is mine. 108When you reside in the land of happiness, I reside in the land of silence.

100Sukh aur duḥkh tumhārē nasīb mē̃ hai .

109You have happiness and sorrow in your fortune.

101Sukh aur duḥkh mē̃ kitnē-kitnē janm miltē haĩ , vah bhī samjhā diyā hai .

110I have also explained to you how many births you take in happiness and how many births in sorrow.

102Maĩ tumhārā niṣhkāmī bāp hū̃ . 103Tum sabkō svarg kā mālik banātā hū̃ .

111I am your altruistic Father and I make all of you into the masters of heaven.

104Agar maĩ bhī patit banū̃ tō tumkō pāvan kaun banāyē  ?

112If I too were to become impure, then who would make you pure?

105Sabhī key|kī pukār kaun sunē  ?

113Who would listen to everyone's call?

106Patit-pāvan kiskō kahē̃  ?

114Who would be called the Purifier?

107Yah bāp samjhātē haĩ , kōī gītā-pāṭhī aisē nahī̃ samjhā saktē , vō tō trilōkī kā arth|earth bhinn-bhinn prakār sē kartē haĩ .

115This Father explains that none of the scholars of the Gita are able to explain like this. 116They explain the meaning of the three worlds in many different ways.

108Manuṣhya kahtē haĩ vēd-śhāstrō̃ sē bhagvān sē milnē kā rāstā miltā hai .

117People say that you can find the way to meet God through the Vedas and scriptures.

109Bāp kahtē yah sab śhāstra haĩ bhakti mārg kē liē .

118The Father says: All of those scriptures are for the path of devotion.

110Gyān mārg vālō̃ kē liē śhāstra haĩ nahī̃ .

119The scriptures are not for those on the path of this knowledge.

111Gyān sunānē vālā gyān sāgar maĩ hū̃ .

120I am the Ocean of Knowledge who narrates this knowledge.

112Bākī sab hai bhakti mārg kī sāmagrī .

121Everything else is the paraphernalia of the path of devotion.

113Maĩ hī ākar is gyān sē sarv kō sadgati dētā hū̃ .

122I Myself come and grant everyone salvation with this knowledge.

114Vah tō samajhtē haĩ budbudā pānī sē nikal phir samā jātā hai .

123Those people think that a bubble emerges from the water and then merges into it again.

115Parantu milnē key|kī tō bāt hī nahī̃ .

124However, there is no question of merging.

116Ātmā immortal hai , vah kabhī jaltī , kaṭtī , ghaṭtī nahī̃ .

125Souls are immortal; they are never burnt, cut or reduced.

117Bāp in sabhī bātō̃ key|kī samjhānī dētē haĩ .

126The Father explains of all of these things.

118Tum bachchō̃ kō pair sē chōṭī tak khuśhī rahnī chāhiē - ham yōgbal sē viśhva K|kē mālik ban rahē haĩ . 119Yah khuśhī bhī number-vār hai .

127You children should have happiness from the top of your heads to the tip of your toes that you are becoming the masters of the world through the power of yoga.

120Ēkras hō nahī̃ saktī .

128This happiness is also numberwise.

121Imtahān bhal ēk hī hai , parantu pās|pass bhī kar sakē̃ nā .

129It cannot be constant or the same for everyone.

122Rājdhānī sthāpan hō rahī hai , uskā plan batā dētē haĩ .

130Although it is the same examination, at least all should be able to pass.

123Sūryavanśhī mē̃ itnī gaddī , chandravanśhī mē̃ itnī gaddī , jō nā-pass hōtē haĩ vah haĩ dās-dāsī . 124Dās-dāsiyō̃ sē phir number-vār rājā-rānī bantē haĩ .

131A kingdom is being established and so He gives you a plan for that. 132There will be this many thrones in the sun dynasty and this many in the moon dynasty.

125Anpaṛhē ant mē̃ pad pātē haĩ .

133Those who fail become maids and servants.

126Bābā samjhātē tō bahut haĩ , kuchh bhī na samjhō tō pūchh saktē hō .

134The maids and servants also become kings and queens later, numberwise.

127Vivēk kahtā hai nahī̃ tō vah kahā̃ janm lētē , vahā̃ bhī kōī cum|kam sukh hai kyā . 128Baṛā mān rahtā hai .

135Those who are uneducated receive a status at the end. 136Baba explains a lot, but if you don’t understand anything, you can ask.

129Baṛē mahalō̃ K|kē andar rahtē haĩ .

137Reasoning says: Where would someone then take birth?

130Baṛē-baṛē bagīchē hōtē haĩ . 131Vahā̃ dō tīn mañjil banānē key|kī darkār nahī rahtī .

138Also, there isn't any less happiness there and, they are given great regard; they stay in big palaces.

132Jamīn bahut paṛī rahtī hai .

139There are huge gardens there.

133Paisē key|kī kamī nahī̃ , baṛā śhauk rahtā hai banānē kā . 134Jaisē yahā̃ manuṣhyō̃ kō śhauk rahtā hai nā .

140There is no need to build two or three-storey buildings there because there is a lot of land.

135New dēhlī banāī tō vah samajhtē , yah nayā bhārat hai . 136Vāstav mē̃ tō nayā bhārat svarg kō , purānā bhārat nark kō kahā jātā hai .

141There is no lack of money and they have a great interest in constructing buildings just as people here have that interest.

137Vahā̃ jitnā jiskō chāhiē … hōgā tō sab drama anusār .

142When they built New Delhi, they thought that it was New Bharat.

138Mahal ādi jō kalp pahlē banāyē hōṅgē , vahī banē̃gē .

143In fact, heaven is called New Bharat and hell is called old Bharat.

139Yah gyān dūsrā kōī samajh na sakē parantu jiskī takdīr mē̃ hai , unkī buddhi mē̃ hī baiṭhtā hai .

144However much any of you want there, you can have it, even though it would all be according to the drama.

140Bachchō̃ kō purūṣhārth karnā hai , pūrā yōg mē̃ rahnā hai .

145The palaces that were built in the previous cycle will be built again.

141Bhakti mārg mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa K|kē yōg mē̃ hī rahtē āyē , svarg K|kē mālik tō banē nahī̃ .

146No one else can understand this knowledge. 147It will sit in the intellects of those who have it in their fortune.

142Ab tō svarg tumhārē sāmnē hai .

148You children have to make effort to stay in yoga fully.

143Tum parampitā paramātmā key|kī biography , brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar key|kī biography bhī jāntē hō .

149People on the path of devotion have been staying in yoga with Shri Krishna, but they didn't become the masters of heaven.

144Brahmā kitnē janma lētē haĩ , yah tumkō mālūm hai .

150Now, heaven is just in front of you.

145Bāp kahtē haĩ yah mātāyē̃ svarg kā dvār khōlnē vālī haĩ , bākī sab nark mē̃ paṛē huē haĩ .

151You know the biography of the Supreme Father, the Supreme Soul, and of Brahma, Vishnu and Shankar. 152You know how many births Brahma takes.

146Mātāyē̃ hī sabkā uddhār karē̃gī . 147Ham paramātmā key|kī mahimā kartē haĩ .

153The Father says: You mothers are the ones who open the gates to heaven. 154All the rest remain in hell.

148Tum samajhkar kahtē hō śhivbābā āpkō namastē .

155Only the mothers will uplift everyone. 156We praise God.

149Āp ākar hamē̃ vāris banātē haĩ , svarg kā mālik banātē haĩ , aisē śhivbābā āpkō namastē .

157You understand this and then say: Shiv Baba, namaste to You. 158You come and make us into heirs, into the masters of heaven.

150Bāp kō tō bachchē namastē kartē hī haĩ .

159Namaste to such a Shiv Baba. 160Children say namaste to the Father anyway.

151Phir bāp bhī kahtē - bachchē namastē .

161The Father then replies: Namaste.

152Tum bhī mujhē pāī paisē kā vāris banātē hō , kauṛī kā vāris banātē hō , ham tumkō hīrē kā vāris banātē haĩ .

162You make Me into the Heir of a few pennies. 163You make Me into the Heir of shells and I make you into heirs of diamonds.

153Śhiv bālak kō vāris banātē hō nā .

164You make Shiva, your Child, your Heir, do you not?

154Achchhā  !

165Achcha.

155Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning , namastē , salām mālēkam . 156Vandē mātaram . 157Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

166To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning, namaste, salutations to the masters and salutations to the mothers from the Mother, the Father, BapDada. 167Essence for dharna:

1581 ) śhivbābā K|kē ghar kā avyabhichārī rāhī ban yōgbal sē vikarmō̃ kō dagdha karnā hai .

168 1. Become an unadulterated traveller to Shiv Baba's home and have your sins burnt away with the power of yoga.

159Gyān kā simraṇ kar apār khuśhī mē̃ rahnā hai .

169Churn this knowledge and stay in limitless happiness.

1602 ) bāp samān gaddī naśhīn bannē key|kī śhubh kāmnā rakhtē huē bāp kō pūrā follow karnā hai .

170 2. Have the pure desire to be seated on the throne, the same as the father, and follow the father fully.

161Vardān  : śhītlā dēvī ban sarv karmēndriyō̃ kō śhītal śhānt banānē vālē svarājya adhikārī bhav

171Blessing: May you be a self-sovereign and become a goddess of coolness (Sheetla devi) by keeping your physical organs cool and peaceful. 172 The children who are self-sovereigns cannot be deceived by any of their physical organs.

162Jō svarājya adhikārī bachchē haĩ , unhē̃ kōī bhī karmēndriy dhōkhā nahī̃ dē saktī .

173When the mischief that causes deception finishes and all your physical organs remain cool, you will become a goddess of coolness. 174A goddess of coolness never has anger.

163Jab dhōkhā dēnē key|kī chañchaltā samāpt hō jātī hai tab svayã śhītlā dēvī ban jātē aur sab karmēndriyā̃ bhī śhītal hō jātī .

175Some say that they do not have anger, but that they do have to be a little bossy. 176However, bossiness is a progeny of anger. 177Where there is some trace of it, all of its progeny are created.

164Śhītlā dēvī mē̃ kabhī krōdh nahī̃ ātā . 165Kaī kahtē haĩ krōdh nahī̃ hai , thōṛā rōb tō rakhnā paṛtā hai .

178So, you are gods and goddesses of coolness and this is why you must not allow any sanskars of anger or bossiness to emerge even in your dreams.

166Lēkin rōb bhī krōdh kā aṅśh hai . 167Tō jahā̃ aṅśh hai vahā̃ vanśh paidā hō jātā hai . 168Tō śhītlā dēvī aur śhītal dēv hō isliē svapn mē̃ bhī krōdh vā rōb kā saṅskār emerge na hō . 169Slōgan  : āgyākārī bachchē svataḥ āśhīrvād K|kē pātr hōtē haĩ , unhē̃ āśhīrvād māṅgnē key|kī darkār nahī̃ .

179Slogan: Obedient children are naturally worthy of receiving good wishes and blessings; they do not need to ask for blessings.

170Mātēśhvarī jī K|kē madhur mahāvākya - «  nayanhīn arthāt gyān nētrahīn kō rāh batānē vālā paramātmā ' '

180*** Om Shanti *** 181Sweet elevated versions of Mateshwari 182God is the one who shows the path to those who are blind, 183that is, to those who do not have the eye of knowledge.

171Nayanhīn kō rāh dikhāō prabhu … ab yah jō manuṣhya gīt gātē haĩ nayanhīn kō rāh batāō , tō gōyā rāh dikhānē vālā ēk hī paramātmā ṭhaharā|ṭhahrā , tabhī tō paramātmā kō bulātē haĩ aur jis samay kahtē haĩ prabhu rāh batāō tō jarur manuṣhyō̃ kō rāh dikhānē K|kē liyē khud paramātmā kō nirākār rūp sē sākār rūp mē̃ avaśhya ānā paṛēgā , tabhī tō sthūl mē̃ rāh batāyēgā , ānē bigar rāh tō batā nahī̃ sakē̃gē .

184“Show the path to those who are blind, dear God…” 185When people sing the song, “Show the path to those who are blind, dear God”, it implies that it is only God who can show the path and this is why people call out to God. 186When they say “God, show us the path”, it is definitely to show the path to human beings that God Himself definitely has to come in an incorporeal form and enter a corporeal form. 187It is only then that He would be able to show the path in a physical way.

172Ab manuṣhya jō mūñjhē huē haĩ , un mūñjhē huē kō rāh chāhiē isliē paramātmā kō kahtē haĩ nayanhīn kō rāh batāō prabhu … iskō hī phir khivaiyā bhī kahā jātā hai , jō us pār athavā in 5 tatvō̃ key|kī jō banī huī sr̥iṣhṭi hai issē pār kar us pār arthāt 5 tatvō̃ sē pār jō chhaṭṭhā tatva akhaṇḍ jyōti mahatatva hai usmē̃ lē chalēgā . 173Tō paramātmā bhī jab us pār sē is pār āvē tabhī tō lē chalēgā .

188He cannot show the path without coming here. 189People who are confused need to be shown the path and this is why they call out to God: Show the path to those who are blind, dear God. 190He is then also called the Boatman because He takes us across to the other side, that is, He takes us beyond this world made of the five elements to the other side, He takes us to the sixth element of the great element of constant light.

174Tō paramātmā kō bhī apnē dhām sē ānā paṛtā hai , tabhī tō paramātmā kō khivaiyā kahtē haĩ .

191So, it is only when God comes from that side to this side that He can take us back there.

175Vahī ham boat kō ( ātmā rūpī nānv kō ) pār lē chaltā hai .

192So, God has to come from His land and this is why He is called the Boatman.

176Ab jō paramātmā kē sāth yōg rakhtā hai unkō sāth lē jāyēgā .

193He takes the boats of souls across. 194He will take with Him those who have yoga with Him.

177Bākī jō bach jāyēṅgē vē|way dharmarāj key|kī sajāyē̃ khākar bād mē̃ mukt hōtē haĩ .

195Those who are left behind will experience punishment from Dharmraj and be liberated later on.

178Achchhā - ōm śhānti .

196Achcha.