शुक्रवार 15 दिसंबर 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

015-12-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 15/12/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yah banā-banāyā anādi drama hai , is drama mē̃ har ēk actor key|kī act fix hai , mōkṣh kiskō bhī nahī̃ mil saktā ' '

1Essence: Sweet children, this drama is eternally predestined. 2The act of each actor is fixed in this drama. 3No one can receive eternal liberation (moksha).

Question

2Praśhna  : śhivbābā aśharīrī hai , vah śharīr mē̃ kisliē ātē haĩ  ? 3Kaunsā kām kartē haĩ aur kaunsā nahī̃  ?

4Question: Shiv Baba is bodiless, so why does He enter a body? 5Which work does He do and which work does He not do?

Answer

4Uttar  : bābā kahtē - bachchē , maĩ is śharīr mē̃ tumhē̃ sirph murlī sunānē ātā hū̃ .

6Answer: Baba says: Children, I enter this body just to speak the murlis to you. 7I only do the work of speaking the murlis.

5Maĩ murlī sunānē kā hī kām kartā hū̃ .

8I do not come here to eat and drink.

6Maĩ khānē pīnē kē liē nahī̃ ātā hū̃ . 7Maĩ āyā hū̃ tumhē̃ naī rājdhānī dēnē . 8Bākī svād tō inkī ātmā lētī hai .

9I have come here to give you the new kingdom, but it is the soul of this one who tastes everything.

Song

9Gīt  : chhōṛ bhī dē ākāśh siṃhāsan …

10Song: Leave Your throne of the sky and come down to earth.

Murli

10Ōm śhānti .

11Om shanti.

11Gīt bajāyē hī vah jātē haĩ jismē̃ apnā tailuk hai .

12Only the songs with which we are concerned are played.

12Ākāśh mē̃ kōī takht nahī̃ hai .

13There is no throne in the sky.

13Ākāśh is polar kō kahā jātā hai . 14Bākī ākāśh tatva mē̃ tō takht nahī̃ hai . 15Na parampitā paramātmā is ākāśh mē̃ takht par rahtā hai .

14Space is called the sky but there isn’t a throne in the sky nor does the Supreme Father, the Supreme Soul, reside on a throne in the sky.

16Bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ - ham parampitā paramātmā aur tum bachchē jō ātmāyē̃ hō , dōnō̃ is sūrya , chānd , sitārō̃ sē us pār rahtē haĩ , uskō mūl-vatan kahā jātā hai .

15The Father explains to you children: Both I, the Supreme Father, the Supreme Soul, and you children, you souls, reside beyond the sun, moon and stars and that place is called the incorporeal world.

17Jaisē yahā̃ ākāśh mē̃ sūrya , chānd , sitārē haĩ vaisē hūbahū jhāḍ K|kē muāphik mahatatva mē̃ bhī ātmāyē̃ rahtī haĩ .

16Just as there are the sun, the moon and the stars in the sky, in the same way, souls reside in the great element in the shape of a tree.

18Jaisē sitārē ākāśh par khaṛē haĩ , kōī chīz par ādhār nahī̃ hai . 19Aham ātmāyē̃ aur paramātmā bāp , ham sab rahnē vālē mahatatva mē̃ haĩ .

17Just as stars hanging in the sky are not supported by anything, similarly, we souls and the Father, the Supreme Soul, are residents of the great element.

20Star muāphik hī haĩ . 21Gyān sūrya , gyān chandramā , gyān sitārē .

18We are like stars; the Sun of Knowledge, the moon of knowledge and the stars of knowledge.

22Ab yah tō samjhāyā hai jab-jab bhīṛ paṛtī hai ( duḥkh hōtā hai ) tab ātā hū̃ .

19It has been explained that when there is a lot of sorrow, that is when I come.

23Purānē kō nayā banānā hai jarūr .

20The old definitely has to be made new.

24Purānē mē̃ hī bhīṛ hōtī hai , kaliyug mē̃ hai duḥkh key|kī bhīṛ .

21Only in the old world is there sorrow. 22In the iron age, there is a lot of sorrow.

25Svarg mē̃ tō sukh hī sukh hai .

23In heaven, there is nothing but happiness.

26Phir sē mujhē ākar sahaj gyān aur sahaj rājyōg sikhlānā hōtā hai .

24I have to come to teach you easy knowledge easy Raja Yoga once again.

27Sab bulātē haĩ ki āō .

25Everyone calls out to Me: Come!

28Kr̥iṣhṇa kē liē nahī̃ kahtē ki siṃhāsan chhōṛkar ā jāō .

26They don’t say to Krishna: Leave your throne and come down here!

29Kr̥iṣhṇa kē liē siṃhāsan akṣhar śhōbhtā nahī̃ .

27The word ‘throne’ doesn’t suit Krishna. 28He was a prince.

30Vah tō prince thā nā . 31Siṃhāsan tab kahē̃ jabki rājgaddī milē .

29You can speak of a throne when a throne of a kingdom is received.

32Hā̃ , chhōṭē bachchē kō bāp gōd mē̃ vā bājū mē̃ biṭhā saktē haĩ .

30Yes, a father can seat his small child on his lap or next to him.

33Tō bāp samjhātē haĩ ātmāyē̃ mūlvatan mē̃ star muāphik haĩ .

31The Father explains: Souls are in the incorporeal world just like stars.

34Phir vahā̃ sē number-vār ātī rahtī haĩ .

32They then come down from there, numberwise.

35Dikhātē haĩ nā star kaisē girtē haĩ .

33They show how stars fall.

36Vahā̃ sē bhī ātmāyē̃ ākar sīdhā garbh mē̃ jātī haĩ .

34Souls too come from there and enter a womb straightaway.

37Yah achchhī rīti note karō - har ēk ātmā kō satō , rajō , tamō sē pās|pass karnā hai .

35Note this down very well: Every soul has to go through the stages of sato, rajo and tamo.

38Jaisē pahlē lakṣhmī-nārāyaṇ āyēṅgē tō unkō satō-rajō avasthā sē pās|pass hōtē , punarjanma lētē-lētē phir tamōpradhān avasthā kō pānā hī hai .

36It is just the same for Lakshmi and Narayan who come first. 37They too have to pass through the stages of sato and rajo and reach their tamopradhan stage by taking rebirth.

39Har ēk kā aisē hai .

38It is the same for everyone.

40Vāpis jā nahī̃ saktē .

39No one can return home.

41Abraham|ibrāham , buddha ātē haĩ , unkō bhī satō , rajō , tamō sē pās|pass karnā hai , punarjanma lēnā paṛtā hai .

40When Abraham and Buddha come, they too have to pass through the sato, rajo and tamo stages; they have to take rebirth.

42Dvāpar mē̃ dharm sthāpak ātē haĩ .

41The founders of religions come in the copper age.

43Vahā̃ sē punarjanma śhurū hōtā hai phir tamōpradhān bannā hai .

42They begin their rebirths there and then have to become tamopradhan.

44Ab unkī sadgati kaun karē  ?

43Now, who can grant them salvation?

45Sadgati dātā tō ēk hī śhiv hai .

44Only the one Shiva is the Bestower of Salvation.

46Kahtē haĩ sabkī sadgati karnē mujhē ānā paṛtā hai .

45He says: I have to come to grant salvation to everyone.

47Mērē jaisā kām aur kōī kar nahī̃ saktā .

46No one else can do the work that I do.

48Maĩ dēvī-dēvtā dharm bhī sthāpan kartā hū̃ .

47I establish the deity religion.

49Tumkō rājyōg sikhā rahā hū̃ .

48I am teaching you Raja Yoga.

50Gati aur sadgati dātā tō maĩ hū̃ .

49I am the Bestower of Liberation and Salvation.

51Jab tum pure ban jātē hō tō phir maĩ tumkō vāpis lē jātā hū̃ .

50I take you back when you have become pure.

52Tumhārī bhī sadgati kartā hū̃ .

51I also grant you salvation.

53Tumhārē sāth jō anēk dharm vālē haĩ un dharm sthāpakō̃ sahit sabkā uddhār kartā hū̃ .

52Together with you, I also uplift all the founders of the other religions who are with you.

54Tumkō gyān sē śhrr̥iṅgār kar svarg K|kē mālik lakṣhmī athavā nārāyaṇ kō varnē lāyak banātā hū̃ .

53I decorate you with this knowledge and make you worthy of marrying the masters of heaven, Lakshmi or Narayan.

55Phir tumkō vāpis lē jātā hū̃ .

54I then take you back home.

56Sabkō pahlē muktidhām bhēj dētā hū̃ , sabkā sadgati dātā bhī hū̃ .

55First of all, I take everyone to the land of liberation. 56I am also the Bestower of Salvation for all.

57Dūsrē dharm sthāpak jō ātē haĩ vah sadgati nahī̃ kartē .

57The other founders of religions who come don’t grant anyone salvation.

58Vah sirph apnā dharm sthāpan kar unkī vr̥iddhi karnē lag paṛē̃gē .

58They simply establish their own religions and then begin to make them expand.

59Apnē dharm mē̃ punarjanma lētē satō , rajō , tamō sē pās|pass karē̃gē .

59They take rebirth in their own religions and pass through the stages of sato, rajo and tamo.

60Abhī sab tamōpradhān haĩ .

60Now, all are tamopradhan.

61Ab inkō pāvan satōpradhān kaun banāyē  ?

61Now, who would make them pure and satopradhan?

62Bāp khud baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

62The Father Himself sits here and explains to you children.

63Bhagvān ākar sabkī sadgati bhī kartē haĩ , bhārat kō svarg bhī banātē haĩ .

63God comes and grants salvation to everyone and also makes Bharat into heaven.

64Jīvanmukti K|kē liyē rājyōg sikhātē haĩ isliē bāp key|kī itnī mahimā hai .

64He teaches you Raja Yoga for you to attain liberation-in-life and this is why the Father is praised so much.

65Gītā hai sarvśhāstramaī śhirōmaṇī .

65The Gita is the jewel of all the scriptures.

66Parantu kr̥iṣhṇa kā nām likh dēnē sē bhagvān kō bhūl gayē haĩ .

66However, by writing Krishna’s name they have forgotten God.

67Bhagvān tō sabkā sadgati dātā hai isliē gītā sab dharm vālō̃ kē liē dharm-śhāstra hai , sabkō isē mānnā paṛē .

67God is the Bestower of Salvation for all, and this is why the Gita is the religious scripture of all religions. 68Everyone has to accept it.

68Sadgati kā śhāstra aur kōī hai nahī̃ .

69There is no other scripture for salvation.

69Sadgati dēnē vālā hai hī ēk . 70Unkī hī gītā hai .

70It is only the One who grants salvation; the Gita is spoken by Him.

71Tum bachchō̃ kō sadgati kā gyān dē rahē haĩ .

71He is giving you children this knowledge for salvation.

72Gītā mē̃ śhiv kā nām hōtā tō sab dharm vālō̃ kā yah śhāstra hōtā .

72If there were the name of Shiva in the Gita, it would be the scripture for those of all religions.

73Bāp sabkō kahtē haĩ - apnē kō ātmā samajh mērē sāth yōg lagāō tō vikarma vināśh hōṅgē aur tum mērē dhām ā jāyēṅgē .

73The Father says to everyone: Consider yourself to be a soul and have yoga with Me and your sins will be absolved and you will come to My land.

74Sab dharm vālō̃ key|kī sadgati karnē vālā bhī maĩ hū̃ .

74I am the One who grants salvation to those of all religions.

75Bākī tō ātē hī haĩ apnā dharm sthāpan karnē .

75All others come to establish their own religions.

76Manuṣhya kahtē haĩ kyā mōkṣh nahī̃ milēgā  ?

76People ask: Will we not receive eternal liberation?

77Bāp kahtē haĩ nahī̃ .

77The Father says: No.

78Jō bhī sab ātmāyē̃ haĩ , sabkā part drama mē̃ fix hai .

78The parts of all souls are fixed in the drama.

79Kiskī act badal nahī̃ saktī .

79No one’s act can change.

80Har ēk key|kī pūrī act kā anādi drama banā huā hai .

80The eternal drama of each one’s full act is predestined.

81Drama anādi hai , uskā ādi , madhya , ant nahī̃ hai .

81The drama is eternal; it has no beginning, middle or end.

82Sr̥iṣhṭi key|kī ādi satyug kō kahā jātā aur ant kaliyug kō kahā jātā hai . 83Bākī drama kā ādi ant nahī̃ hai .

82The beginning of the world is the golden age and the iron age is said to be the end, but there is no beginning or end of the drama.

84Drama kab banā , yah nahī̃ kah saktē .

83You cannot ask when the drama was created.

85Yah praśhna uṭh nahī̃ saktā .

84This question cannot arise.

86Bābā nē samjhāyā hai ki aur jō bhī śhāstra haĩ , unsē har ēk nē ākar apnā dharm sthāpan kiyā hai .

85Baba has explained: Each of them came and established his own religion.

87Sadgati nahī̃ kī hai .

86They didn’t grant salvation.

88Unhōnnē tō dharm sthāpan kiyā , unkē pīchhē vr̥iddhi hōtī gaī .

87They came and established their religions and those continued to grow after that.

89Kitnī-kitnī guhya points haĩ .

88These are such deep points.

90Essay ( nibandh ) likhnē jaisī haĩ .

89It is worth writing an essay on these.

91Yahā̃ gapōṛē key|kī bāt nahī̃ .

90Here, there are no lies.

92Hār-jīt kā yah drama hai .

91This is a drama of victory and defeat.

93Satyug mē̃ paramātmā kō yād karnē key|kī darkār nahī̃ .

92In the golden age, there is no need to remember God.

94Paramātmā kō yād karē̃ tō phir yah bātē̃ bhī samajhē̃ ki ham brāhmaṇō̃ kō usnē rachā hai .

93If you were to remember God there, you would also understand that He had created you Brahmins.

95Tumkō tō sammukh batlātē haĩ ki maĩ rachtā hū̃ .

94He tells you personally that He is the Creator.

96Yah brāhmaṇō̃ key|kī naī duniyā hai saṅgam key|kī .

95This confluence age is the new world of Brahmins. 96No one knows the topknot.

97Chōṭī kō tō kōī nahī̃ jāntē .

97They have created a variety-form image.

98Virāṭ rūp banātē haĩ . 99Usmē̃ dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra dikhātē haĩ .

98They show in that the deities, warriors, merchants and shudras; they have forgotten the Brahmins.

100Brāhmaṇō̃ kō bhūl gayē haĩ . 101Satyug mē̃ dēvtāyē̃ , kaliyug mē̃ śhūdra .

99In the golden age, there are the deities, and in the iron age, there are the shudras.

102Saṅgamyugī brāhmaṇō̃ kō jāntē nahī̃ .

100They don’t know the Brahmins of the confluence age.

103Yah rāz bāp ākar samjhātē haĩ .

101The Father comes and explains this secret.

104Bābā kahtē haĩ - pavitratā bigar kabhī dhārṇā nahī̃ hō saktī hai .

102Baba says: Without having purity, you can never imbibe this.

105Bābā samjhātē haĩ - kitnē ḍhēr vēd-śhāstra haĩ .

103Baba explains that there are so many Vedas and scriptures.

106Parikramā dilātē haĩ .

104They go around with them.

107Mandirō̃ sē chitra nikāl parikramā dilāē phir vāpis mandir mē̃ lē ātē haĩ .

105They remove the images from a temple, take them on a tour and then return them to the temple.

108Bābā anubhavī haĩ .

106Baba experienced all of those things.

109Śhāstrō̃ sē gāṛī bharkar parikramā dētē haĩ , aisē hī phir dēvtāō̃ K|kē chitra bhī gāṛī mē̃ rakh parikramā dilātē haĩ .

107They fill a truck with the scriptures and go on tour with them. 108In the same way, they put images of the deities in a car and go around with those.

110Yah sab hai bhakti mārg .

109All of that belongs to the path of devotion.

111Tum hō śhiv śhaktiyā̃ .

110You are Shiv Shaktis.

112Tum sārē viśhva key|kī sadgati kartī hō .

111You grant salvation to the whole world.

113Parantu yah kōī jāntē nahī̃ ki dēlvāṛā mandir hūbahū inhō̃ kā yādgār hai .

112However, no one knows that the Dilwala Temple is your accurate memorial.

114Aisā mandir kahī̃ nahī̃ hai .

113There isn’t a temple like that anywhere else.

115Jagadambā hai , śhivbābā bhī hai .

114There is Jagadamba and also Shiv Baba.

116Śhaktiyō̃ kā cabūtarā bhī banā huā hai .

115They have also created a platform for the Shaktis.

117Bhakti mārg mē̃ phir sē aisē mandir banē̃gē .

116Such temples will be built again on the path of devotion.

118Phir vināśh hōgā tō yah sab khatm hō jāyēgā .

117When destruction takes place, all of them will be destroyed.

119Satyug mē̃ kōī mandir hōtā nahī̃ .

118There are no temples in the golden age.

120Yah sab bhakti mārg kā vistār hai .

119All of that is the expansion of the path of devotion.

121Gyān mē̃ tō chup rahnā hai .

120You have to remain in silence in knowledge.

122Ēk śhivbābā kō yād karnā hai .

121Simply remember one Shiv Baba.

123Śhivbābā kō bhūl aurō̃ kō yād karē̃gē tō ant mē̃ fail hō jāyēṅgē .

122If you forget Shiv Baba and remember others, you will fail in the final moments.

124Fail nahī̃ hōnā hai .

123You must not fail.

125Manuṣhya martē haĩ tō unkō kahtē haĩ rām-rām kahō , parantu aisē yād ātā nahī̃ hai .

124When a person is about to die, others tell him to chant the name of Rama, but he is unable to remember Him at that time.

126Phir bhī gāyā jātā hai antkāl jō nārāyaṇ simarē … bāt abhī kī hai .

125Nevertheless, it is remembered: Those who chant the name of Narayan in their final moments…

127Bhambhōr kō āg tō lagnī hai .

126That refers to this time.

128Antkāl jō nārāyaṇ simarē .

127The haystack has now to be set on fire.

129Barōbar ab tum samajhtē hō ham nārāyaṇ vā lakṣhmī kō varē̃gē .

128Those who remember Narayan in their final moments… 129You now truly understand that you will marry Lakshmi or Narayan.

130Svarg kē liē taiyār hō rahē hō .

130You are getting ready for heaven.

131Bābā bigar yah gyān kōī dē nahī̃ saktē .

131No one, apart from Baba, can give you this knowledge.

132Yah bābā bhī kahtē haĩ ki ab hamkō śhivbābā nē batāyā hai .

132This Baba also says: Shiv Baba has now explained to me.

133Inkō śhakti sēnā vā pāṇḍav sēnā kahā jātā hai .

133This is called the Shakti Army and the Pandava Army.

134Pāṇḍav nām hai mahārathiyō̃ par .

134The name “Pandavas” refers to the maharathis.

135Śhaktiyō̃ key|kī phir śhēr par savārī dikhātē haĩ .

135They have shown Shaktis riding lions.

136Tō bāp kahtē haĩ jaisē kalp pahlē sahaj rājyōg sikhāyā thā , hūbahū isī prakār sikhā rahā hū̃ .

136The Father says: Just as I taught you easy Raja Yoga in the previous cycle, so I am teaching it to you in the same way once again.

137Jō bhī act chaltī hai kalp-kalp vahī chalēgī . 138Inmē̃ fark nahī̃ paṛ saktā .

137Whatever act continues, the same act will be played every cycle; there cannot be any difference in that.

139Phir kalp-kalp yah part chalēgā .

138That same part will then continue every cycle.

140Bābā kahtē haĩ tumkō guhya-guhya bātē̃ sunātā hū̃ .

139Baba says: I tell you very deep things.

141Pīchhē kyā hōnē vālā hai sō tō phir pīchhē sunāyēṅgē nā .

140I will tell you later what will happen at the end.

142Abhī sab sunā dū̃ tō kyā bas vāpis chalā jāū̃  ?

141If I were to tell you everything now, could I then just go back?

143Ant tak naī pāiṇṭsa sunātē rahē̃gē .

142He will continue to tell you new points till the end.

144Ham gītā key|kī mahimā bahut kartē haĩ .

143We praise the Gita a lot.

145Parantu us gītā vā mahābhārat mē̃ tō hiṃsak laṛāī ādi dikhā dī hai .

144However, they have shown violent battles in that Gita and in the Mahabharata.

146Ab laṛāī tō hai nahī̃ .

145There is no battle.

147Tumhārī tō hai yōgbal key|kī bāt .

146Yours is a question of the power of yoga.

148Ahiṃsā kā arth|earth kōī bhī nahī̃ jāntē .

147No one understands the meaning of non-violence.

149Sirph strī kō nark kā dvār kah diyā hai .

148They have simply said that women are the doorway to hell.

150Vāstav mē̃ nark kā dvār tō dōnō̃ haĩ .

149In fact, both (men and women) are doorways to hell.

151Ab unkō phir svarg kā dvār kaun banāyē  ?

150Who would make them into doorways to heaven?

152Vah tō bhagvān key|kī hī tākat hai .

151Only God has the power to do that.

153Yah gīt bābā nē banavāyē haĩ phir banānē vālō̃ nē kōī nē ṭhīk banāyā hai , kōī nē wrong banāyā hai .

152Baba had those songs composed, but then, out of those who did it, some did it accurately and others did it wrongly.

154Mix kar diyā hai .

153They have confused everything.

155Rāt K|kē rāhī thak mat jānā … aisē-aisē gīt mainnē banavāyē haĩ .

154“O traveller of the night, do not become weary”… 155I had such songs composed.

156Tō yahā̃ key|kī bātē̃ aur haĩ .

156So things here are completely different.

157Gaūśhālā bhī hai , vanvās bhī hai parantu arth|earth nahī̃ samajhtē . 158Hamnē kiskō bhagāyā kyā  ?

157There is the Gaushala (cowshed) and there is also exile, but they don’t understand the meaning of it.

159Kiskō kabhī kahā thā ki karāchī mē̃ chalē ānā  ?

158Did I abduct anyone? 159Did I tell anyone: Come to Karachi?

160Pūchhō in śhaktiyō̃ sē  ?

160Ask these Shaktis.

161Yah drama mē̃ part thā .

161That was part of the drama.

162Jin par sitam huē tō chalē āyē .

162Those who were assaulted came here.

163Tō right kyā hai vah bāp baiṭh batlātē haĩ .

163So the Father sits here and tells you what is right.

164Śhāstrō̃ mē̃ tō jō likhā hai vah hai bhakti mārg .

164Whatever is written in the scriptures belongs to the path of devotion.

165Unsē tō mērē sē mil nahī̃ saktē , mērē pās|pass ā nahī̃ saktē .

165No one can meet Me through that; they cannot come to Me through that.

166Mujhē tō guide ban yahā̃ ānā paṛtā hai .

166I have to become the Guide and come here.

167Kahtē haĩ aisā tan kyō̃ nahī̃ liyā jō gr̥ihasthī na hō .

167They ask: Why did He not take the body of someone who was not a householder?

168Arē , mujhē tō gr̥ihasthī K|kē tan mē̃ hī ākar unkō gyān dēnā hai .

168Oh! 169I had to enter the body of a householder and give him knowledge.

169Unkē hī 84 janm batātā hū̃ .

170I tell him about his 84 births.

170Tō kitnī guhya bātē̃ haĩ .

171So, these are such deep matters.

171Yah nayē dharm kē liē naī bātē̃ , gyān bhī nayā hai .

172These are new things for the new religion. 173Even this knowledge is new.

172Bāp kahtē haĩ kalp-kalp maĩ yah gyān sunātā hū̃ .

174The Father says: I give you this knowledge every cycle.

173Aur kōī aisē kabhī nahī̃ kahē̃gē ki maĩ kalp-kalp dharm sthāpan karnē ātā hū̃ .

175No one else would ever say: I come to establish a religion every cycle.

174Lakṣhmī-nārāyaṇ dōnō̃ nahī̃ kahē̃gē ki ham phir sē rājāī karnē āyē haĩ .

176Neither Lakshmi nor Narayan would say that they have come to rule the kingdom once again.

175Vahā̃ yah gyān hī prāyaḥ lōp hō jātā hai .

177This knowledge would have disappeared before they came.

176Śhāstra tō bād mē̃ anēk banā diyē haĩ .

178Innumerable scriptures were written later.

177Ham brāhmaṇō̃ kē liē ēk hī gītā hai .

179For us Brahmins, there is just the one Gita.

178Dharm bhī sthāpan kartā hū̃ aur sadgati bhī sabkī kartā hū̃ .

180I establish a religion and also grant salvation to everyone.

179Double kām huā nā .

181Therefore, this is double work.

180Ab ham jō sunātē haĩ vah right hai yā unhō̃ kā right hai .

182So, is what I tell you right, or is what they say right? 183You know this.

181Sō tō tum jāntē hō .

184Who am I? 185I am the Truth.

182Maĩ kaun hū̃  ? 183Maĩ truth hū̃ .

186I do not relate the Vedas or scriptures.

184Maĩ kōī vēd śhāstra nahī̃ sunātā hū̃ .

187Although this one has studied a lot, he doesn’t relate that.

185Bhal isnē paṛhē tō bahut haĩ parantu vah sunātē thōṛēhī haĩ .

188It is Shiv Baba who tells you new things but He is bodiless.

186Yah tō śhivbābā naī-naī bātē̃ sunātē haĩ , vah tō aśharīrī hai .

189He comes here just to do the work of speaking the murlis, not to eat or drink.

187Sirph yah murlī sunānē kā kām karnē ātē haĩ , na ki khānē-pīnē ātē haĩ .

190I have come here to give you children the kingdom once again. 191It is the soul of this one who tastes everything.

188Maĩ tō āyā hī hū̃ tum bachchō̃ kō phir sē rājdhānī dēnē . 189Svād inkī ātmā lētī hai .

192Each one’s religion is different and each one has to study his own religious scripture.

190Har ēk kā dharm alag hai , unhē̃ apnā dharm śhāstra paṛhnā hai .

193Here, they continue to study many scriptures, but there is no essence in them.

191Yahā̃ tō ḍhēr śhāstra paṛhtē rahtē haĩ , sār kuchh bhī nahī̃ hai . 192Jitnā paṛhtē rahtē , asār saṅsār hōtā jātā hai .

194To the extent that they continue to study, accordingly the world continues to become tasteless.

193Tamōpradhān bannā hī hai .

195Everyone has to become tamopradhan.

194Pahlē-pahlē sr̥iṣhṭi mē̃ tum āyē hō .

196You are the ones who came into the world first.

195Tum brāhmaṇō̃ nē māt-pitā sē janma liyā hai .

197You Brahmins have taken birth to the Mother and Father.

196Us taraph hai āsurī kuṭumb , yahā̃ hai īśhvarīy kuṭumb phir jākar daivī gōd lē̃gē , svarg K|kē mālik banē̃gē .

198On that side is the devilish family, and on this side is the Godly family. 199You will then go into the lap of the deities; you will become the masters of heaven.

197Māt-pitā key|kī mat par chalē̃gē tō svarg K|kē sukh ghanērē milē̃gē .

200If you follow the directions of the Mother and Father you will receive plenty of happiness in heaven.

198Bākī rūdra gyān yagya mē̃ vighna tō jarūr paṛē̃gē .

201However, there will definitely be obstacles in this sacrificial fire of the knowledge of Rudra.

199Bāp kahtē haĩ - bachchē , vikārō̃ par jīt pānē sē hī tum jagatjīt ban saktē hō .

202The Father says: Children, only by conquering the vices can you become the conquerors of the world.

200Aisē thōṛēhī śhādī nahī̃ karē̃gē tō kamjōr rah jāyēṅgē .

203It isn’t that if you don’t get married, you will remain weak.

201Sanyāsī pavitra bantē haĩ phir vah kitnē mōṭē tandarūst rahtē haĩ . 202Yahā̃ tō brain kā kām hai , mēhnat hai , dadhīchi r̥iṣhi kā misāl hai nā .

204Sannyasis become pure, and they then become so healthy. 205Here, you have to do everything with your brains, and that requires effort. 206There is the example of Dadichi Rishi.

203Sanyāsiyō̃ kō tō bahut māl miltā hai .

207Sannyasis receive a lot of nourishing food.

204Bābā khud bahut māl khilātē thē .

208Baba himself used to give them such nourishing food.

205Yahā̃ tō bahut parhēj rakhnī paṛtī hai .

209Here, you have to observe many precautions.

206Achchhā  !

210Achcha.

207Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

211To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

208Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

212The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

209Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

213Essence for dharna:

2101 ) gyān key|kī achchhī dhārṇā kē liē pavitratā K|kē vrat kō apnānā hai .

214 1. In order to imbibe this knowledge well, make the vow to become pure. 215These are the final moments.

211Antkāl hai isliē aisā abhyās karnā hai jō ēk bāp K|kē sivāē aur kōī yād na āyē .

216Therefore, practise having remembrance in such a way that you don’t remember anyone except the Father at the end.

2122 ) dadhīchi r̥iṣhi misal sēvā kartē vikārō̃ par vijay prāpt kar jagatjīt bannā hai .

217 2. By doing service like Dadichi Rishi, gain victory over the vices and become a conqueror of the world.

Blessing

213Vardān  : samay key|kī raphtār pramāṇ sarv prāptiyō̃ sē bharpūr rah māyājīt bannē vālē tīvr puruṣhārthī bhav

218Blessing: May you be an intense effort-maker and, because of the speed of time, stay full of all attainments and become a conqueror of Maya.

214Bāpdādā nē jō bhī prāptiyā̃ karāī haĩ , un sarv prāptiyō̃ kō svayã mē̃ jamā kar bharpūr rahō , kōī bhī kamī na rahē .

219 Accumulate in yourself all the attainments that BapDada has given you and remain full; let there not be anything lacking.

215Jahā̃ bharpūrtā mē̃ kamī hai vahā̃ māyā hilātī hai .

220When you have something lacking and are not full, Maya can shake you.

216Māyājīt bannē kā sahaj sādhan hai - sadā prāptiyō̃ sē bharpūr rahnā .

221The easy way to become a conqueror of Maya is to remain constantly full of all attainments.

217Kōī ēk bhī prāpti sē vañchit nahī̃ rahō , sarv prāpti hō̃ .

222Do not remain deprived of even one attainment, have all attainments.

218Samay key|kī raphtār pramāṇ kōī bhī samay kuchh bhī hō saktā hai isliē tīvr puruṣhārthī ban abhī sē bharpūr banō .

223According to the speed of time, anything can happen at any time. 224Therefore be an intense effort-maker and remain full from now.

219Ab nahī̃ tō kabhī nahī̃ .

225If not now, then never!

Slogan

220Slōgan  : satyatā aur nirbhayatā key|kī śhakti sāth hō tō kōī bhī kāraṇ hilā nahī̃ saktā .

226Slogan: When you have the powers of truth and fearlessness in you, there is no reason for you to shake.

227*** Om Shanti ***