सोमवार 18 दिसंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
018-12-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 18/12/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - ātmā aur paramātmā kā milan hī sachchā-sachchā saṅgam athavā kumbha hai , isī milan sē tum pāvan bantē hō , yādgār mē̃ phir vah mēlā manātē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, only the meeting of souls with the Supreme Soul is a true confluence, a Kumbha. 2It is through this meeting that you become pure and people then celebrate with their fairs as a memorial of this.
Question
2Praśhna : tum bachchō̃ mē̃ kis bāt key|kī bahut-bahut sayānap chāhiē ?
3Question: In which aspect do you children need to have a lot of wisdom?
Answer
3Uttar : gyān key|kī jō nāzuk bātē̃ haĩ , unhē̃ samjhānē key|kī bahut sayānap chāhiē . 4Yukti sē gyān mārg aur bhakti mārg kō siddh karnā hai .
4Answer: You need a lot of wisdom to understand and explain the very sensitive aspects of this knowledge.
5Aisē samjhānā hai jaisē chūhā phū̃k bhī dētā hai aur kāṭ bhī lētā hai tō service key|kī yuktiyā̃ rachnī hai .
5You have to prove the path of knowledge and the path of devotion tactfully. 6Explain just like a mouse blows before it bites.
6Kumbha mēlē par pradarśhanī lagākar anēk ātmāō̃ kā kalyāṇ karnā hai .
7Therefore, create methods for doing service. 8Hold exhibitions at the Kumbha mela and bring benefit to many souls.
7Patit sē pāvan hōnē key|kī yukti batānī hai .
9Show them the way to become pure from impure.
Song
8Gīt : is pāp key|kī duniyā sē …
10Song: Take us away from this world of sin to a world of rest and comfort.
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ pāp key|kī duniyā kō kaliyugī , patit , bhraṣhṭāchārī duniyā kahā jātā hai aur phir puṇya key|kī duniyā kō satyugī , pāvan , śhrēṣhṭhāchārī duniyā kahā jātā hai .
12The Father sits here and explains to you children: The iron-aged, impure and corrupt world is called a world of sin, whereas the golden-aged, pure and elevated world is called a world of charity.
11Param ātmā hī ākar puṇyātmā , pavitrātmā athavā puṇya key|kī duniyā banātē haĩ .
13Only the Supreme Soul comes and makes you into pure and charitable souls and creates the world of charity.
12Manuṣhya pukārtē haĩ - patit-pāvan bāp kō kyōṅki khud pāvan nahī̃ haĩ .
14It is because people are not pure that they themselves call out to the Purifier Father.
13Agar samajhtē patit-pāvnī gaṅgā hai vā trivēṇī hai phir pukārtē kyō̃ haĩ ki hē patit-pāvan āō ?
15If they believe the Purifier to be the Ganges or the Triveni (Confluence of three rivers), why do they call out: “O Purifier, come”?
14Gaṅgā vā trivēṇī tō hai hī , unkē hōtē huē bhī pukārtē rahtē haĩ .
16The Ganges and the Triveni exist anyway and yet people continue to call out even while those rivers exist.
15Buddhi phir bhī paramātmā key|kī taraph jātī hai .
17Their intellects still go towards the Supreme Soul.
16Parampitā paramātmā jō gyān sāgar hai , unkō ānā hai .
18The Supreme Father, the Supreme Soul, who is the Ocean of Knowledge, has to come here.
17Sirph ātmā nahī̃ lēkin pavitra jīvātmā kahā jāyēgā .
19He is not just called a soul, but the pure, living Being.
18Abhī pāvan jīvātmā tō kōī hai nahī̃ .
20There are no pure living beings here.
19Patit-pāvan bāp ātē hī tab haĩ jab satyugī pāvan duniyā key|kī sthāpanā karnī hai aur kaliyugī duniyā kā vināśh karnā hai .
21The Purifier Father comes when the golden-aged, pure world has to be established and the iron-aged world destroyed.
20Jarūr saṅgamyug par hī āyēṅgē .
22He would definitely come at the confluence age.
21Saṅgam kō kumbha bhī kahtē haĩ .
23The confluence is also called the Kumbha.
22Trivēṇī kā saṅgam hai , uskā nām rakh diyā hai kumbha .
24There is the confluence of the Triveni and they have given it the name ‘Kumbha’.
23Kahtē haĩ tīnō̃ nadiyā̃ āpas mē̃ miltī haĩ .
25They say: Three rivers meet.
24Vāstav mē̃ haĩ dō nadiyā̃ .
26In fact, there are two rivers.
25Tīsrī nadī kō gupta kah dētē haĩ .
27They say that the third river is incognito.
26Tō kyā is kumbha K|kē mēlē mē̃ patit sē pāvan hōṅgē ?
28So, would you become pure from impure in that Kumbha mela?
27Patit-pāvan kō tō jarūr ānā hai .
29The Purifier definitely has to come.
28Gyān kā sāgar vah hai .
30He is the Ocean of Knowledge.
29Patit duniyā kō pāvan banānā , kaliyug kō satyug banānā - yah tō parampitā paramātmā kā hī kām hai , na ki manuṣhyō̃ kā .
31It is only the task of the Supreme Father, the Supreme Soul, and not a human being, to make the impure world pure and change the iron age into the golden age.
30Yah tō sab blind faith hai .
32All of that is blind faith.
31Ab andhō̃ kō lāṭhī chāhiē .
33Blind ones need a stick.
32Tum ab lāṭhī banē hō number-vār purūṣhārth anusār .
34You have now become sticks, numberwise, according to the efforts you make.
33Lāṭhiyā̃ bhī kisma-kisma key|kī hōtī haĩ .
35There are different types of sticks.
34Kōī lāṭhī sau rūpayē key|kī aur kōī dō rūpayē key|kī bhī miltī hai .
36Some sticks cost 100 rupees and others cost just 2 rupees.
35Yahā̃ bhī sab number-vār haĩ .
37Here, too, all are numberwise.
36Kōī tō bahut serviceable haĩ .
38Some are very serviceable.
37Jab bīmār hōtē haĩ tab surgeon kō bulānā paṛtā hai .
39When you are ill, you have to call a surgeon.
38Ab yah hai hī patit duniyā . 39Tum pāvan ban rahē hō .
40This is an impure world and you are becoming pure.
40Kahā jātā hai ātmā-paramātmā alag rahē bahukāl phir jab parampitā paramātmā anēk ātmāō̃ K|kē bīch ātē haĩ tō uskō kahā jātā hai saṅgam kā kumbha .
41It is said: Souls remained separated from the Supreme Soul for a long time. 42Then, when the Supreme Father, the Supreme Soul, comes among all souls that is called the confluence of the Kumbha.
41Manuṣhya kumbha K|kē mēlē par bahut dān kartē haĩ .
43People make a lot of donations at the Kumbha mela.
42Vah kamāī hōgī sādhū-santō̃ kō aur government kō .
44That is an income for sages, holy men and the Government.
43Yahā̃ tumkō tan-man-dhan sahit sab kuchh dān karnā hōtā hai patit-pāvan bāp kō .
45Here, you have to donate everything, including your bodies, minds and wealth to the Purifier Father.
44Vah phir tumkō bhaviṣhya mē̃ svarg kā mālik banātē haĩ .
46He then makes you into the future masters of heaven.
45Vah nām lētē haĩ trivēṇī kā aur dān dētē haĩ sādhū-santō̃ kō .
47Those people take the name of the Triveni and make donations to sages and holy men.
46Vāstav mē̃ saṅgam uskō kahē̃gē jahā̃ sab nadiyā̃ ākar sāgar mē̃ milē̃ .
48In fact, the confluence is where all the rivers come and merge with the ocean.
47Vahā̃ sāgar tō hai nahī̃ .
49There is no ocean there.
48Yah tō nadiyā̃ āpas mē̃ miltī haĩ .
50Just the rivers come together.
49Nadiyā̃ aur sāgar K|kē milan kō hī sachchā-sachchā mēlā kahā jātā hai . 50Lēkin yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
51Only the meeting of you rivers and the Ocean is called the true mela, but this is also fixed in the drama.
51Ismē̃ government kō bhī rail , motor-gāṛī , jamīn ādi sē bahut kamāī hōtī hai .
52In that mela, the Government earns a lot of money from the trains, cars, land etc.
52Tō yah kamāī kā mēlā lagtā hai .
53So this mela is for earning an income.
53In bātō̃ kō tum bachchē judge kar saktē hō kyōṅki tum hō īśhvarīy mat par .
54You children can judge these things because you are following God’s directions.
54Tō kumbha K|kē mēlē kā arth|earth nikālnā chāhiē .
55Therefore, you should find the right meaning of ‘Kumbha mela’.
55Bābā essay ( nibandh ) dētē haĩ .
56Baba gives you an essay to write.
56Jō sensible bachchē haĩ unkō uṭhānā chāhiē . 57Number one sabsē sensible tō hai mama phir dūsrā hai sañjay .
57Sensible children should take this up. 58The number one sensible one is Mama and then second is Sanjay, who had to make leaflets for distribution.
58Jiskō phir bāṇṭnē kē liē parchē banānē paṛē̃ . 59Yah trivēṇī patit-pāvnī nahī̃ hai .
59This River Triveni is not the Purifier. 60Only the Bestower of Salvation for All, Shiv Baba, is the Purifier.
60Patit-pāvan tō sarv kā sadgati dātā ēk śhivbābā hai .
61The Triveni cannot be called the Bestower of Salvation.
61Trivēṇī kō tō sadgati dātā nahī̃ kahē̃gē .
62Those rivers exist all the time; there is no question of them coming.
62Yah nadiyā̃ tō haĩ hī .
63People sing: O Purifier, come!
63Ānē key|kī bāt nahī̃ .
64Come and make us pure!
64Gātē haĩ patit-pāvan āō , ākar pāvan banāō tō yah parchē nikālnē chāhiē - bahanō̃-bhāiyō̃ , kyā patit-pāvan gyān sāgar parampitā paramātmā hai yā yah nadiyā̃ ?
65Therefore, you should make leaflets: brothers and sisters, is the Ocean of Knowledge, the Supreme Father, the Supreme Soul, the Purifier, or is it those rivers?
65Yah tō sadaiv haĩ .
66The rivers exist all the time.
66Paramātmā kō tō pukārā jātā hai ānē kē liē .
67You call out to the Supreme Soul for Him to come here.
67Vāstav mē̃ patit-pāvan tō ēk paramātmā hai , ātmāyē̃ aur paramātmā alag rahē bahukāl … vahī satgurū ākar sabkō sadgati dē vāpis lē jātē haĩ .
68In fact, only the one Supreme Soul is the Purifier. 69Souls and the Supreme Soul remained separated for a long time. 70That Satguru comes and grants you salvation and takes you back home.
68Gyān snān tō vāstav mē̃ parampitā paramātmā sē karnā chāhiē .
71In fact, you should bathe in the knowledge of the Supreme Father, the Supreme Soul.
69Pāvan duniyā key|kī sthāpanā parampitā paramātmā karātē haĩ .
72The Supreme Father, the Supreme Soul, carries out establishment of the pure world.
70Tum usē jāntē nahī̃ hō .
73You don’t know Him.
71Bhārat jab śhrēṣhṭhāchārī thā tab usmē̃ dēhī-abhimānī dēvtāyē̃ rahtē thē .
74When Bharat was elevated, soul-conscious deities used to reside there.
72Usē śhivālay kahā jātā hai .
75That used to be called Shivalaya.
73Ab kumbha par jākar bachchō̃ kō pradarśhanī lagānī chāhiē samjhānē kē liē .
76You children should now go to the Kumbha mela and hold exhibitions and explain to people there.
74Samjhānā hai patit-pāvan ēk bāp hai , vah kahtē haĩ maĩ ātā hī tab hū̃ jab patit sē pāvan banānā hōtā hai .
77You have to explain: The one Father is the Purifier and He says: Only when you are to be made pure from impure do I come.
75Tō pratigyā karnī paṛē .
78So, you have to make a promise.
76Rakṣhā bandhan bhagvān sē tailak ( sambandh ) rakhtā hai , na ki sādhū santō̃ sē .
79Raksha Bandhan is connected with God, not with sages or holy men.
77Pratigyā parampitā paramātmā sē kī jātī hai , na ki trivēṇī sē . 78Hē bābā , ham āpkī śhrīmat sē pāvan bannē kē liē pratigyā kartē haĩ .
80A promise is made to the Supreme Father, the Supreme Soul, not to the River Triveni: O Baba, through Your shrimat I promise to become pure.
79Bāp bhī kahtē haĩ maĩ tumkō pāvan duniyā kā mālik banāūṅgā .
81The Father says: I will make you into the masters of the pure world.
80Yah haĩ bābā K|kē iśhārē .
82These are Baba's signals.
81Ismē̃ service karnē vālē bahut tīkhē chāhiē .
83Very clever, serviceable ones are needed for this.
82Chitra bhī aur banānē paṛē̃ .
84Many other pictures also have to be made.
83Iskē liē achchhā maṇḍap lēnā paṛē .
85You need to get a good marquee for this.
84Tumhārē duśhman bhī bahut nikalē̃gē , kōī samay āg bhī lagānē mē̃ dērī nahī̃ karē̃gē .
86Many of your enemies will emerge. 87Sometimes, they do not take long to cause a fire.
85Kiskō jhagaṛā|jhagṛā karnā hōtā hai tō gālī dēnē lag paṛtē haĩ .
88If someone wants a fight, he begins to insult you.
86Tumkō tō nirahaṅkārī ban silence mē̃ rahnā paṛē .
89You have to become egoless and stay in silence.
87Brahmākumāriyā̃ maśhhūr tō hō gaī haĩ .
90Brahma Kumaris have become famous.
88Parchē ādi jarūr bāṇṭnē haĩ .
91You definitely have to distribute leaflets etc.
89Kumbha K|kē mēlē kā khās mahatva rakhtē haĩ .
92People give special importance to the Kumbha mela.
90Vāstav mē̃ mahatva abhī kā hai , yah bhī drama kā khēl hai .
93In fact, that refers to the importance of the present time.
91Vahā̃ sē bhī kōī kā kalyāṇ hō saktā hai .
94This too is a game in the drama.
92Parantu mēhnat lagtī hai . 93Kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē mē̃ mēhnat lagtī hai .
95Anyone can be benefitted there too, but it does require effort.
94Kumbha K|kē mēlē mē̃ pradarśhanī karnē mē̃ bhī himmat chāhiē , jān-pahchān chāhiē jō kōī vighna na paṛē .
96It requires effort to change thorns into flowers. 97You need courage to hold an exhibition at the Kumbha mela.
95Tumkō siddh karnā hai ki patit-pāvan kaun hai ?
98You need contacts so that there are no obstacles.
96Manuṣhya pāvan duniyā svarg kō yād bhī kartē haĩ .
99You have to prove who the Purifier is. 100People remember heaven, the pure world.
97Kōī martā hai tō kahē̃gē phalānā svargvāsī huā .
101When someone dies, people say: So-and-so has become a resident of heaven.
98Vahā̃ tō bahut mālṭhāl hōtē haĩ , vahā̃ sē phir yahā̃ bulākar khilātē kyō̃ hō ?
102There is plenty of rich food there, so why do they then call them back from there and feed them here?
99Tum śhrīnāth K|kē mandir mē̃ dēkhē̃gē - kitnē māl bantē haĩ .
103At the Shrinath Temple, you can see how they cook so many varieties of food.
100Ab śhrīnāth purī aur jagannāth purī , vāstav mē̃ hai ēk hī bāt parantu vahā̃ śhrīnāth dvārē mē̃ dēkhē̃gē tō bahut vaibhav bantē haĩ aur jagannāth purī mē̃ sirph phīkē chāval kā bhōg lagtā hai .
104In fact, Shrinathpuri and Jagannathpuri are the same thing. 105However, in Shrinath Dware you can see how they prepare many nourishing varieties of food whereas at Jagannath, they only offer bhog of plain cooked rice.
101Ghī ādi kuchh nahī̃ paṛtā .
106They don't even use butter etc.
102Yah fark batātē haĩ - gōrā hai tō aisē māl aur sāṅvarā hai tō yah sūkhā chāval .
107This difference portrays how you have such nourishing foods when you are pure and how you have plain rice when you are impure.
103Rāz baṛā achchhā hai .
108The significance of this is very good.
104Yah bāp baiṭh samjhātē haĩ .
109The Father sits here and explains this.
105Śhrīnāth dvārē mē̃ itnā bhōg lagātē haĩ tō phir pujārī lōg dukān mē̃ bēchtē bhī haĩ . 106Unhō̃ key|kī kamāī kā ādhār bhī us par hai .
110At Shrinath Dware they offer so much bhog and then brahmin priests sit there and sell that bhog to the worshippers as the basis of their income.
107Miltā mupht mē̃ hai phir kamātē haĩ .
111They receive everything for nothing and then they earn from that.
108Tō dēkhō kitnī andhaśhraddhā key|kī bātē̃ haĩ . 109Yah hai bhakti mārg .
112So, those things are of such blind faith; that belongs to the path of devotion.
110Gyān mārg sadgati mārg hai , gaṅgā snān sē thōṛēhī sadgati hōtī hai .
113The path of knowledge is the path to salvation. 114Salvation cannot be received by bathing in the Ganges.
111Baṛā yukti sē samjhānā hai . 112Jaisē chūhā phūṅk dēkar kāṭtā hai .
115You have to explain very tactfully, just as a mouse blows before it bites.
113Baṛī hī sayānap chāhiē samajhnē aur phir samjhānē key|kī .
116You need to have great wisdom to understand and explain these things.
114Kitnī nāzuk bātē̃ haĩ .
117These are such sensitive matters.
115Manuṣhya kahtē haĩ ki hē parampitā paramātmā tumhārī gat-mat tum hī jānō .
118People say: “O Supreme Father, Supreme Soul, You alone know Your ways and means.”
116Iskā arth|earth tō samajhtē hī nahī̃ .
119They don't understand the meaning of that.
117Tumhārī śhrīmat sē jō sadgati miltī hai vah tum hī kar saktē hō aur kōī kar na sakē .
120Only You can grant us the salvation we receive by following Your shrimat. 121No one else can grant us salvation.
118Sarv kā sadgati dātā ēk hai .
122Only the One is the Bestower of Salvation for all.
119Sarv akṣhar jarūr ḍālnā hai . 120Samjhāyā bahut jātā hai .
123You definitely have to use the words ‘for all’.
121Parantu samajhnē vālē tō bahut thōṛē nikaltē haĩ .
124A great deal is explained, but there are very few who understand.
122Prajā tō bahut bantī rahtī hai .
125Many subjects continue to be created.
123Manuṣhya khudā K|kē nām par bahut dān-puṇya kartē haĩ tō ēk janm kē liē phal mil jātā hai .
126People make a lot of donations and perform charity in the name of God. 127So they receive the fruit of that for one birth.
124Yahā̃ tō 21 janm kē liē miltā hai .
128Here, you receive fruit for 21 births.
125Īśhvar arth|earth dān karnē sē tākat miltī hai .
129By donating in the name of God, they receive strength.
126Yah īśhvar kō jāntē hī nahī̃ tō tākat hī nahī̃ rahī hai .
130They don't know God and so there is no strength left.
127Hinduō̃ K|kē gurū gōsāī tō ḍhēr haĩ .
131There are many gurus etc. for Hindus.
128Kriściyan kā dēkhē̃gē tō ēk hai .
132If you look at the Christians, they only have one.
129Ēk kā kitnā regard hai .
133They have so much regard for that one.
130Religion is might kahā jātā hai .
134It is said: Religion is might.
131Abhī tumnē religion kō samjhā hai tō kitnī tākat miltī hai .
135You have now understood religion and so you receive so much strength.
132Bābā kahtē haĩ - bachchē , sabkō yahī vaśhīkaraṇ mantra dō .
136Baba says: Give everyone this mantra that disciplines the mind.
133Bachchō̃ kō bāp kahtē haĩ - tum jahā̃ sē āyē hō usē yād karō tō ant mati sō gati hō jāyēgī .
137The Father says to you children: Remember the place you came from and your final thoughts will lead you to your destination.
134Bāp kō yād karnē sē hī pāvan ban saktē hō . 135Pāp dagdha hōṅgē .
138Only by remembering the Father can you become pure; your sins will be absolved.
136Bāp aur varsē kō yād karnā hai , jissē sārā chakra buddhi mē̃ ā jātā hai .
139You have to remember the Father and the inheritance, for, by doing so, the whole cycle enters your intellects.
137Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē dēh K|kē sarv sambandhō̃ sē buddhi nikāl bāp kē sāth jōṛnē kā purūṣhārth karnā hai . 138Jō phir ant samay bhī vahī yād paṛē .
140While living at home with your families you have to make effort to remove your intellects from all your bodily relations and connect them to the Father so that, at the end, you only remember Him.
139Aur kōī key|kī yād paṛī tō sajā khānī paṛēgī aur pad bhī kam hō jāyēgā .
141If you remember anyone else, there will have to be punishment and your status will be reduced.
140Tō vāstav mē̃ kumbha kalp K|kē saṅgam kō kahā jātā hai , jab ātmāyē̃ aur paramātmā miltē haĩ .
142In fact, it is the confluence of the cycles, when souls meet the Supreme Soul, which is called the Kumbha.
141Paramātmā hī ākar rājyōg sikhātē haĩ .
143God alone comes and teaches you Raja Yoga.
142Vah hai punarjanma rahit . 143Parantu bachchē bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
144He is beyond rebirth, but those children don't understand this.
144Śhrīmat par chaltē nahī̃ tō bēṛā pār kaisē hō ?
145They don't follow shrimat and so how would their boats go across.
145Bēṛā pār hōnā mānā rājāī pad pānā .
146For one’s boat to go across means to attain a royal status.
146Śhrīmat sē hī rājāī miltī hai .
147It is only by following shrimat that you receive a kingdom.
147Śhrīmat par nahī̃ chaltē tō ākhrīn ḵẖatm hō jātē haĩ .
148If you don't follow shrimat, you will eventually be finished.
148Sajniyā̃ sāth mē̃ vah chalē̃gī jiskā dīpak jagā huā hōgā .
149Only the brides whose lamps are ignited will go back with the Bridegroom.
149Jinkē dīvē bujhē huē haĩ vah sāth mē̃ thōṛēhī chalē̃gē .
150Those whose lamps are extinguished will not go with Him.
150Ananya bachchē hī chalē̃gē . 151Bākī tō number-vār pichhāṛī mē̃ āyēṅgē lēkin pavitra tō sab banē̃gē .
151Only the especially beloved children will go back with Him. 152All the rest will follow behind, numberwise.
152Sab ātmāyē̃ bhī ēk jaisī tākat vālī nahī̃ hō saktī .
153However, everyone will become pure. 154Not all souls have the same strength.
153Har ēk ātmā kā part apnā-apnā hai .
155Each soul's part is his own.
154Ēk jaisā pad nahī̃ mil saktā .
156No two souls can receive the same status.
155Ant mē̃ sabkā part clear hō jāyēgā .
157At the end, everyone's part will be very clear.
156Jhāṛ kitnā baṛā hai , kitnē manuṣhya haĩ !
158The tree is so large. 159There are so many human beings.
157Mukhya tō jō baṛē-baṛē ṭāl ṭāliyā̃ haĩ vah dēkhnē mē̃ āyēṅgē .
160Only the main ones, the big branches and sub branches will be visible.
158Mukhya hai foundation .
161The main thing is the foundation.
159Bākī tō bād mē̃ ātē haĩ , unmē̃ tākat kam hōtī hai .
162All the rest come later. 163They have less strength.
160Svarg mē̃ sabhī nahī̃ ā saktē haĩ .
164Not everyone can go to heaven.
161Bhārat hī heaven thā .
165Bharat itself was heaven.
162Aisē nahī̃ ki bhārat kē badlē jāpān khaṇḍ heaven hō jāyēgā .
166It isn't that the land of Japan will become heaven instead of Bharat.
163Aisē hō nahī̃ saktā .
167That is not possible.
164Achchhā !
168Achcha.
165Mīṭhē-mīṭhē bāpdādā vā māt-pitā K|kē lāḍlē sikīladhē gyān sitārē bachchō̃ kō yād-pyār aur good morning .
169To BapDada’s, that is, to the Mother and Father’s, sweetest, beloved, long-lost and now-found children, who are the stars of knowledge, love, remembrance and good morning.
166Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
170The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
167Rātri class - 24-4-68
171Night Class: 24/04/68
168Bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai aur dharm sthāpak kōī sabhī kā kalyāṇ nahī̃ kar saktē haĩ .
172It has been explained to you children that founders of other religions cannot benefit everyone.
169Vah ātē haĩ sabhī kō lē ātē haĩ .
173When they come down, they bring everyone else down behind them.
170Jō liberate kar guide kartē haĩ unkā hī gāyan hai .
174There is praise of only the One who liberates you and then guides you.
171Vah bhārat mē̃ hī ātē haĩ .
175He only comes in Bharat.
172Tō bhārat sabhī sē ūñch dēśh ṭhaharā|ṭhahrā .
176Bharat is the highest land of all.
173Bhārat key|kī bahut mahimā karnī hai .
177You have to praise Bharat a lot.
174Bāp hī ākar sarv key|kī sadgati kartē haĩ , tab hī śhānti hōtī hai .
178Only the Father comes and grants salvation to all and only then is there peace.
175Viśhva mē̃ śhānti thī sr̥iṣhṭi K|kē ādi mē̃ , svarg mē̃ ēk dharm thā .
179There used to be peace in the world at the beginning of the world. 180There was one religion in heaven.
176Abhī anēk dharm haĩ .
181Now, there are innumerable religions.
177Bāp hī ākar śhānti sthāpan kartē haĩ .
182The Father alone comes and establishes peace.
178Kalp pahlē misal kartē haĩ .
183He does it as He did in the previous cycle.
179Tum bachchō̃ kō gyān milā hai tō vichār sāgar manthan chaltā hai .
184You children have received this knowledge and so your churning continues.
180Aur tō kōī kā chaltā hī nahī̃ hai .
185No one else churns.
181Yah bhī tum samajhtē hō .
186Only you understand this.
182Dēh-abhimān K|kē kāraṇ dēh kō hī pūjtē haĩ .
187Because of body consciousness, they only worship bodies.
183Ātmā punarjanma tō jarūr yahā̃ hī lēgī nā .
188Souls will definitely take rebirth here.
184Abhī tum samajhtē hō - pāvan tō ēk hī hai .
189You now understand that there is only the One who is pure.
185Bāp hī gupta gyān dētē haĩ jissē sabhī key|kī sadgati hō jātī hai .
190The Father alone gives you this incognito knowledge through which there is salvation for all.
186Bākī hanumān vā gaṇēśh ādi jaisē kōī hōtē hī nahī̃ .
191However, there isn't anyone like Hanuman or Ganesh etc.
187In sabhī kō kahā jātā hai pujārī .
192All of them are called worshippers.
188Achchhā !
193Achcha.
189Rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp va dādā kā yād pyār goodnight .
194The spiritual Father and Dada give love, remembrance and good night to the spiritual children.
190Rūhānī bachchō̃ kō rūhānī bāp key|kī namastē .
195The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
191Dhārṇā kē liē mukhya sār :
196Essence for dharna:
1921 ) sajāō̃ sē bachnē kē liē dēh K|kē sarv sambandhō̃ sē buddhiyōg nikāl ēk bāp sē buddhiyōg jōṛnā hai .
197 1. In order to be saved from punishment, remove your intellect’s yoga from all bodily relations and connect it to the one Father.
193Ant samay mē̃ bāp K|kē sivāē kōī yād na āyē .
198At the end, no one, apart from the Father, should be remembered.
1942 ) nirahaṅkārī ban silence mē̃ rah kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē key|kī mēhnat karnī hai .
199 2. Become egoless, stay in silence and make the effort of changing thorns into flowers.
195Śhrīmat par andhō̃ kī lāṭhī bannā hai .
200Become a stick for the blind by following shrimat.
196Pāvan ban pāvan banānā hai .
201Become pure and make others pure.
Blessing
197Vardān : samarth saṅkalpō̃ dvārā jamā kā khātā baṛhānē vālē holy hans bhav
202Blessing: May you be a holy swan and increase your account of accumulation with powerful thoughts.
198Jaisē hans kaṅkaḍ aur ratna kō alag kartē haĩ , aisē āp holy hans arthāt samarth aur vyarth kō parakhnē vālē .
203 Just as a swan separates stones from jewels, in the same way you are the holy swans who are able to discern between what is wasteful and what is powerful.
199Jaisē hans kabhī kaṅkaḍ kō chug nahī̃ saktē , alag karkē rakh dētē , chhōṛ dētē , grahaṇ nahī̃ kartē .
204A swan never picks up stones but just separates them and leaves them on one side, never taking them.
200Aisē āp holy hans vyarth kō chhōṛ samarth saṅkalpō̃ kō dhāraṇ kartē hō .
205In the same way, you holy swans put wastefulness aside and imbibe powerful thoughts.
201Vyarth tō bahut samay sunā , bōlā kiyā lēkin uskē pariṇām mē̃ sab kuchh ganvāyā .
206You heard, spoke and performed wastefulness for a long time and you simply lost everything as a result.
202Ab ganvānē vālē nahī̃ , jamā kā khātā baṛhānē vālē hō .
207However, now, instead of being those who experience loss, become those who increase their accounts of accumulation.
Slogan
203Slōgan : svayã kō īśhvarīy māryādāō̃ K|kē kaṅgan mē̃ bāndh lō tō sarv bandhan samāpt hō jāyēṅgē .
208Slogan: If you tie a bracelet of the Godly codes of conduct on yourself, all your bondages will end.
209*** Om Shanti ***