रविवार 24 दिसंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
024-12-23 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 03-04-97 madhuban
0 24/12/23 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 03/04/1997
1Purānē saṅskārō̃ kō khatm kar apnē nijī saṅskār dhāraṇ karnē vālē ever ready banō
1Finish your old sanskars and imbibe your original sanskars and become ever-ready.
2Āj bāpdādā apnē chārō̃ ōr sē viśhva K|kē bāp K|kē lav|love mē̃ lavlīn aur lucky bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2Today, BapDada is seeing His lucky and lovely children who are merged in the love of the Father of the world.
3Har ēk bachchē K|kē bhāgya par bāp kō bhī nāz hai ki mērē bachchē vartamān samay itnē mahān haĩ jō sārē kalp mē̃ chāhē dēvtā svarūp mē̃ , chāhē dharm nētāō̃ K|kē rūp mē̃ , chāhē mahātmāō̃ K|kē rūp mē̃ , chāhē padampati ātmāō̃ K|kē rūp mē̃ kisī kā bhī itnā bhāgya nahī̃ hai jitnā āp brāhmaṇō̃ kā bhāgya hai .
3The Father is proud of the fortune of each child: My children are so great at present that, throughout the entire cycle, not even the deities, the great leaders of religions, the great souls, or the multimillion-times fortunate souls have such great fortune as you Brahmins have.
4Tō apnē aisē śhrēṣhṭh bhāgya kō sadā smr̥iti mē̃ rakhtē hō ?
4So, do you constantly keep this elevated fortune of yours in your awareness?
5Sadā yah anahad gīt man mē̃ gātē rahtē hō ki vāh bhāgya vidhātā bāp aur vāh mujh śhrēṣhṭh ātmā kā bhāgya !
5Do you constantly sing this unlimited song in your mind, “Wah Baba! the Bestower of Fortune! 6Wah the fortune of I, an elevated soul!”
6Yah bhāgya kā gīt sadā automatic bajtā rahtā hai ?
7Does this song of your fortune constantly play automatically?
7Bāp bachchō̃ kō dēkh-dēkh sadā harṣhit hōtē haĩ .
8Baba is always pleased to see you children.
8Bachchē bhī harṣhit hōtē haĩ lēkin kabhī-kabhī bīch mē̃ apnē bhāgya kō emerge karnē kē bajāē merge kar dētē haĩ .
9You children are also happy, but now and then, instead of letting your fortune remain emerged, you allow it to become merged.
9Jab bāp dēkhtē haĩ ki bachchō̃ K|kē andar apnē saubhāgya kā naśhā , niśhchay merge hō jātā hai tō kyā kahē̃gē ?
10When the Father sees that you children have merged the intoxication of your hundred-fold fortune and faith, what does He say?
10Drama .
11Drama!
11Lēkin bāp-dādā sabhī bachchō̃ kō sadā hī bhāgya K|kē smr̥iti svarūp dēkhnē chāhtē haĩ .
12However, BapDada always wants to see all you children as embodiments of awareness of your fortune.
12Āp bhī sabhī chāhtē yahī haĩ ' lēkin ' … bīch mē̃ ā jātā hai .
13All of you also want this, however “but” comes in-between.
13Kisī sē bhī pūchhō tō sab bachchē yahī lakṣhya rakh karkē chal rahē haĩ ki mujhē bāp samān bannā hī hai .
14If any of you are asked what your aim is, then all of you children are moving along with the aim: I have to become equal to the Father.
14Lakṣhya bahut achchhā hai .
15The aim is very good.
15Jab lakṣhya śhrēṣhṭh hai , bahut achchhā hai phir kabhī emerge rūp , kabhī merge rūp kyō̃ ?
16Since your aim is so elevated and very good, why is it sometimes in a merged form and sometimes in an emerged form?
16Kāraṇ kyā ?
17What is the reason for this?
17Bāpdādā sē itnē achchhē-achchhē vāydē bhī kartē haĩ , rūhrihān bhī kartē haĩ phir bhī lakṣhya aur lakṣhaṇ mē̃ antar kyō̃ ?
18You make such good promises to BapDada; you have heart-to-heart conversations with BapDada. 19So, in that case, why is there a difference between your aim and the qualifications?
18Tō bāpdādā nē result mē̃ dēkhā ki kāraṇ kyā hai ?
20BapDada saw what the reason for the result is.
19Vaisē tō āp sab jāntē haĩ , naī bāt nahī̃ hai phir bhī bāpdādā revise karātē haĩ .
21In fact, all of you know it. 22It is not anything new but, nevertheless, BapDada will revise it for you.
20Bāpdādā nē dēkhā tīn bātē̃ haĩ - ēk hai sōchnā , saṅkalp karnā .
23BapDada saw that there are three things: One is to think, that is, to create thoughts.
21Dūsrā hai bōlnā , varṇan karnā aur tīsrā hai karma mē̃ practical anubhav mē̃ aur chalan mē̃ lānā , karma mē̃ lānā .
24The second is to speak, that is, to relate. 25The third is to put it into practice in your practical activity and behaviour.
22Tō tīnō̃ kā samān balance cum|kam hai .
26So, an equal balance of the three is lacking.
23Jab balance hōtā hai tō niśhchay aur naśhā emerge hōtā hai aur jab balance cum|kam hai tō niśhchay aur naśhā merge hō jātā hai .
27When there is this balance, the faith and intoxication emerges, whereas when the balance is lacking, your intoxication and faith become merged.
24Result mē̃ dēkhā gayā ki sōchnē key|kī gati bahut achchhī bhī hai aur fast bhī hai . 25Bōlnē mē̃ raphtār aur naśhā vah bhī 75 percent ṭhīk hai .
28The result seen is that your speed of thinking is very good and fast; your speed and intoxication of speaking is also 75% OK.
26Bōlnē mē̃ majority hōśhiyār bhī haĩ lēkin practical chalan mē̃ lānē mē̃ total marks cum|kam haĩ .
29The majority is clever in speaking, but the marks are extremely poor in putting this into your practical activity.
27Tō dō bātō̃ mē̃ ṭhīk haĩ lēkin tīsrī bāt mē̃ bahut cum|kam haĩ .
30So, you are OK in two aspects, but very poor in the third aspect. 31What is the reason for this?
28Kāraṇ ? 29Jab saṅkalp bhī achchhā hai , bōl bhī bahut sundar rūp mē̃ haĩ phir practical mē̃ cum|kam kyō̃ hōtā hai ?
32Since your thoughts are very good and your words are also very beautiful, why is your practical form not so good?
30Kāraṇ kyā , jāntē hō ?
33What is the reason for this?
31Hā̃ yā nā bōlō .
34What is the reason?
32Jāntē bahut achchhā haĩ .
35Do you know? 36Say “yes” or “no”!
33Agar kisī kō bhī kahē̃gē is topic par bhāṣhaṇ karō yā class karāō tō kitnā achchhā class karāyēṅgē !
37You know why very well. 38If any of you are told to give a lecture on a particular topic or to give a class, you would give a very good class.
34Aur baṛē niśhchay , naśhē , phalak sē bhāṣhaṇ bhī karē̃gē , class bhī karāyēṅgē .
39You would even give a lecture with a lot of intoxication, faith and sparkle; you would even conduct class.
35Karātē haĩ .
40You do do this.
36Bāpdādā sabkē classes suntē haĩ kyā-kyā bōltē haĩ .
41BapDada listens to everyone’s classes as to what you say.
37Muskarātē rahtē haĩ , vāh !
42He continues to smile!
38Vāh bachchē vāh !
43Wah child! wah!
39Mūl bāt hai - bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā hai yah revise course chal rahā hai .
44BapDada told you earlier too that the main thing now taking place is the revised course.
40Tō bāp kahtē haĩ ki kāraṇ ēk hī hai , jyādā bhī nahī̃ hai , ēk hī kāraṇ hai aur bāpdādā samajhtē haĩ ki kāraṇ kō nivāraṇ karnā muśhkil bhī nahī̃ hai , bahut sahaj hai .
45So Baba says: There is only one reason; there are not many reasons, but there is just one reason. 46BapDada understands that it is not difficult to find a solution to the reason, that it is very easy, but you make something easy very difficult.
41Lēkin sahaj kō muśhkil banā dētē haĩ .
47It is not difficult, but you make it difficult.
42Muśhkil hai nahī̃ , banā dētē haĩ , kyō̃ ?
48Why? 49Your intoxication becomes merged.
43Naśhā merge hō jātā hai .
50There is just one reason.
44Ēk hī kāraṇ hai jō bhī dhārṇā key|kī bātē̃ suntē hō , kartē bhī hō , chāhē śhaktiyō̃ K|kē rūp mē̃ , chāhē guṇō̃ K|kē rūp mē̃ , dhārṇā key|kī bātē̃ bahut achchhī-achchhī kartē hō , itnī achchhī kartē hō jō sunnē vālē chāhē agyānī , chāhē gyānī sunkar bahut achchhā , bahut achchhā kahkar khūb tāliyā̃ bajātē haĩ , bahut achchhā kahā .
51Whatever you hear in terms of things to imbibe and whatever you speak of, whether in terms of powers or virtues, you speak very well about the things to imbibe. 52You speak of very good things of dharna. 53You speak so well of these that, whether the souls listening are gyani or not, they all say, “It is very good, it is very good”. 54They applaud you and say that you spoke very well.
45Lēkin , kitnē bār ' lēkin ' āyā ?
55However, did you see how many times you used the word “but”?
46Yah ' lēkin ' hī vighna ḍāl dētā hai .
56This word “but” causes an obstacle.
47' lēkin ' śhabda samāpt hōnā arthāt bāp samān samīp ānā aur bāp K|kē samīp ānā arthāt samay kō samīp lānā .
57For the word “but” to finish means to come close to the stage of being equal to the Father, and to come close to the Father means to bring time close. 58However, even now, you still have to use the word “but”.
48Lēkin abhī tak ' lēkin ' śhabda kahnā paṛtā hai .
59The Father does not like it, but He has to say it. 60So what is the reason for this?
49Bāp kō achchhā nahī̃ lagtā , lēkin kahnā hī paṛtā hai . 50Tō kāraṇ kyā ?
61Whatever you say, whatever you imbibe, whatever you imbibe as your dharna, that dharna also continues for quite some time.
51Jō bhī kahtē hō , dhāraṇ bhī kartē hō , dhārṇā K|kē rūp sē dhāraṇ kartē hō aur vah dhārṇā kiskī thōṛā samay , kiskī jyādā samay bhī chaltī hai lēkin dhārṇā practical mē̃ sadā baṛhtī chalē uskē liē yahī mukhya bāt hai ki jaisē dvāpar sē lēkar antim janm tak jō bhī avguṇ vā kamjōriyā̃ haĩ uskī dhārṇā saṅskār rūp mē̃ ban gaī haĩ aur saṅskār bannē K|kē kāraṇ mēhnat nahī̃ karnā paṛtā .
62For some, it continues for a while and for others, it continues for longer, but the main aspect is for the dharna to continue constantly in a practical way. 63From the copper age to this last birth, everything is a matter of your past birth and not of this present birth of having died alive. 64So, whatever dharna of defects you have had from previous births or whatever weaknesses you have, they have taken the form of sanskars, and because they have become your sanskars, you do not have to make effort for them, but rather you want to let go of them.
52Chhōṛnā bhī chāhtē haĩ , achchhā nahī̃ lagtā hai phir bhī kahtē haĩ kyā karē̃ , mērā saṅskār aisā hai .
65You do not like it, but nevertheless you say, “What can I do? 66My sanskar is like this.
53Āp burā nahī̃ mānnā , mērā saṅskār aisā hai .
67Don’t think badly of it, for my sanskar is like this.”
54Saṅskār banā kaisē ?
68How was that sanskar created?
55Banāyā tabhī tō banā nā !
69It was created when you created it.
56Tō jab dvāpar sē yah ulṭē saṅskār ban gayē , jissē āp samay par majbūr bhī hōtē hō phir bhī kahtē hō kyā karē̃ , saṅskār haĩ .
70So, you have been creating these wrong sanskars from the copper age, through which you are compelled at times and you say, “What can I do? 71My sanskars are like this.”
57Tō saṅskār sahaj , na chāhtē huē bhī practical mē̃ ā jātē haĩ nā !
72So, the sanskars easily take a practical form, even when you don’t want them to.
58Kisī kō krōdh ā jātā hai , thōṛē samay kē bād kahtē haĩ āp burā nahī̃ mānnā , mērā saṅskār hai .
73They come into play, do they not? 74Some become angry and then, after a little while, they say, “Don’t think badly of this; it’s just my sanskar”.
59Krōdh kō saṅskār banāyā , avguṇ kō saṅskār banāyā aur guṇō̃ kō saṅskār kyō̃ nahī̃ banāyā hai ?
75You made anger your sanskar, you made the defects your sanskars, so why did you not make the virtues your sanskars?
60Jaisē krōdh agyān key|kī śhakti hai aur gyān key|kī śhakti śhānti hai . 61Sahan śhakti hai .
76Just as anger is a power, the power of ignorance is anger and the power of knowledge and the power to tolerate is peace.
62Tō agyān key|kī śhakti krōdh kō bahut achchhī tarah sē saṅskār banā liyā hai aur use bhī kartē rahtē hō phir māphī bhī lētē rahtē hō .
77You have made anger your sanskar in a very good way and you continue to use it and then you still ask for forgiveness, “Forgive me; it won’t happen in the future”.
63Māph kar dēnā , āgē sē nahī̃ hōgā .
78However, it happens even more in the future.
64Aur āgē aur jyādā hōtā hai .
79What is the reason for this?
65Kāraṇ ? 66Kyōṅki saṅskār banā diyā hai .
80It is because you have made it your sanskar.
67Tō bāpdādā ēk hī bāt bachchō̃ kō bār-bār sunātē haĩ ki abhī her|har guṇ kō , her|har gyān key|kī bāt kō saṅskār rūp mē̃ banāō .
81BapDada tells you children the same thing again and again: Make every virtue and every aspect of knowledge your sanskars.
68Brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē nijī saṅskār kaun sē haĩ ?
82What is the original sanskar of Brahmin souls?
69Krōdh yā sahanśhakti ?
83Is it anger or tolerance?
70Kaun sā hai ?
84What is it?
71Sahanśhakti , śhānti key|kī śhakti yah hai nā !
85It is tolerance and the power of peace, is it not?
72Tō avguṇō̃ kō tō sahaj hī saṅskār banā diyā , kūṭ-kūṭ kar andar ḍāl diyā hai jō na chāhtē bhī nikaltā rahtā hai .
86You have very easily made the defects your sanskars. 87You have ground them into yourself in such a way that they even continue to emerge when you don’t want them to.
73Aisē her|har guṇ kō andar kūṭ-kūṭ kar saṅskār banāō .
88In the same way, grind every virtue into yourself and make it your sanskar.
74Mērā nizī saṅskār kaun sā hai ?
89Constantly remember what your original sanskar is.
75Yah sadā yād rakhō . 76Vah tō rāvaṇ key|kī jāydād saṅskār banā diyā .
90The other is the property of Ravan that you have made your sanskar.
77Parāyē māl kō apnā banā liyā .
91You have made something that doesn’t belong to you your own.
78Ab bāp K|kē khajānē kō apnā banāō .
92Now make the Father’s treasures your own.
79Rāvaṇ key|kī chīz kō sambhāl kar rakhā hai aur bāp key|kī chīz kō gum kar dētē hō , kyō̃ ?
93You keep Ravan’s property carefully with yourselves and you lose the things that the Father has given you! 94Why?
80Rāvaṇ sē pyār hai !
95You have love for Ravan.
81Rāvaṇ achchhā lagtā hai yā bāp achchhā lagtā hai ?
96Do you like Ravan or do you like the Father?
82Kahē̃gē tō sabhī bāp achchhā lagtā hai , yahī man sē kah rahē haĩ nā ?
97All of you would say that you like the Father. 98All of you are saying this in your minds, are you not?
83Lēkin jō achchhā lagtā hai uskī bāt niśhchay kī syāhī sē dil mē̃ samā jātī hai .
99However, the things said by the One you like would be written in your hearts with the ink of faith.
84Jab kōī rāvaṇ K|kē saṅskār K|kē vaśh hōtē haĩ aur phir bhī kahtē rahtē haĩ - bābā āpsē mērā bahut pyār hai , bahut pyār hai . 85Bāp pūchhtē haĩ kitnā pyār hai ?
100When someone is under the influence of Ravan’s sanskars and yet continues to say that he has a lot of love for Baba, Baba would ask: How much love do you have?
86Tō kahtē haĩ ākāśh sē bhī jyādā .
101He would reply: “Even greater than the sky.”
87Bāp sunkarkē khuśh bhī hōtē haĩ ki kitnē bhōlē bachchē haĩ .
102The Father is happy to hear that the child is so innocent.
88Phir bhī bāp kahtē haĩ - bāp kā sabhī bachchō̃ sē vāydā hai ki dil sē agar ēk bār bhī « mērā bābā ' ' bōl diyā , phir bhalē bīch-bīch mē̃ bhūl jātē hō lēkin ēk bār bhī dil sē bōlā « mērā bābā ' ' , tō bāp bhī kahtē haĩ jō bhī hō , jaisē bhī hō mērē hī hō .
103Nevertheless, Baba says: The Father promised all the children that, because you said, “Baba, my Baba”, because you said this even once from your hearts, then, even though you forget Baba in-between, it is because you said, “My Baba”, from your hearts once, that the Father also says: “Whatever you are, however you are, you are Mine”.
89Lē tō jānā hī hai .
104Baba has to take you back.
90Sirph bāp chāhtē haĩ ki barātī bankar nahī̃ chalnā , saznī bankar chalnā .
105Baba simply wants you to go as brides and not as part of the wedding procession.
91Sunkar K|kē tō sabhī bahut khuśh hō rahē haĩ .
106All of you are very happy to hear this.
92Apnē ūpar hansī bhī ā rahī hai .
107You are even laughing at yourselves.
93Abhī sunnē K|kē samay apnē ūpar hanstē hō nā !
108Now, at the time of hearing this, you are laughing at yourselves.
94Apnē ūpar hansī ātī hai aur jab jōśh kartē hō tab lāl , pīlē hō jātē hō .
109You are laughing at your own selves, but, when you become forceful, you become bright red.
95Lēkin bāp nē result mē̃ dēkhā ki bachchō̃ mē̃ ēk viśhēṣhtā bahut achchhī hai , kaun see|sī|C ?
110BapDada has seen in the results that you children have one very good speciality. 111What is that?
96Pavitratā mē̃ rahnā , iskē liē kitnā bhī sahan karnā paṛā hai , kitnā bhī opposition karnē vālē sāmnē āyē haĩ lēkin is bāt mē̃ 75 percent achchhē haĩ .
112Of maintaining purity. 113No matter how much you have to tolerate for this, no matter how many come to oppose you, in this aspect, 75% are good.
97Kōī-kōī gasiyā ( gapōṛā ) bhī lagātē haĩ lēkin phir bhī 75 percent nē is bāt mē̃ pās|pass hōkar dikhlāyā hai .
114Some still speak of wasteful things unnecessarily, nevertheless, 75% have passed in this aspect.
98Ab uskē bād dūsrā subject kaun sā ātā hai ?
115However, what is the second subject that comes up?
99Krōdh .
116Anger.
100Dēh-bhān tō total hai hī . 101Lēkin dēkhā gayā hai ki krōdh key|kī subject mē̃ bahut cum|kam pās|pass haĩ .
117Of course there is total body consciousness, but it has been seen that very few have passed in the subject of anger.
102Aisē samajhtē haĩ ki śhāyad krōdh kōī vikār nahī̃ hai , yah śhastra hai , vikār nahī̃ hai .
118They think perhaps that anger is not a vice, that it is a weapon, but not a vice.
103Lēkin krōdh gyānī tū ātmā kē liē mahāśhatru hai kyōṅki krōdh anēk ātmāō̃ K|kē sambandh , samparka mē̃ ānē sē prasiddh hō jātā hai aur krōdh kō dēkh karkē bāp K|kē nām key|kī bahut glānī hōtī hai .
119However, anger for a gyani soul is a great enemy. 120Why? 121Anger is revealed when you connect and have relationships with many souls. 122When that anger is seen, the Father’s name is defamed a great deal.
104Kahnē vālē yahī kahtē haĩ , dēkh liyā gyānī tū ātmā bachchō̃ kō .
123Those who see this would sarcastically say, “We have seen the gyani souls!”
105Krōdh K|kē bahut rūp haĩ .
124There are many forms of anger.
106Ēk tō mahān rūp āp achchhī tarah sē jāntē hō , dikhāī dētā hai - yah krōdh kar rahā hai .
125You know one great form very well. 126You can see when a person is getting angry.
107Dūsrā - krōdh kā sūkṣhma svarūp andar mē̃ īrṣhyā , dvēṣh , ghr̥iṇā hōtī hai .
127The second subtle form of anger is jealousy, conflict or internal dislike.
108Is svarūp mē̃ jōr sē bōlnā yā bāhar sē kōī rūp nahī̃ dikhāī dētā hai , lēkin jaisē bāhar krōdh hōtā hai tō krōdh agni rūp hai nā , vah andar khud bhī jaltā rahtā hai aur dūsrē kō bhī jalātā hai . 109Aisē īrṣhyā , dvēṣh , ghr̥iṇā - yah jismē̃ hai , vah is agni mē̃ andar hī andar jaltā rahtā hai .
128These forms are not visible externally, neither through loud words nor in any other external form. 129However, just as external anger is a form of fire, and it burns inside, and even burns others, similarly, those who have jealousy, conflict or dislike within them also continue to burn inside. 130They don’t become red internally.
110Bāhar sē lāl , pīlā nahī̃ hōtā , lāl pīlā phir bhī ṭhīk hai lēkin vah kālā hōtā hai .
131When someone becomes bright red externally, that is all right, but then the other one becomes ugly inside.
111Tīsrā krōdh key|kī chaturāī kā rūp bhī hai .
132The third form of anger is cleverness.
112Vah kyā hai ?
133What is that?
113Kahnē mē̃ samajhnē mē̃ aisē samajhtē haĩ vā kahtē haĩ ki kahā̃-kahā̃ serious hōnā hī paṛtā hai .
134In words and explanations, you say that you sometimes have to get serious. 135Sometimes, you have to take up the law for their benefit.
114Kahā̃-kahā̃ law uṭhānā hī paṛtā hai - kalyāṇ kē liē .
136Ask yourself whether there is benefit in that or not.
115Abhī kalyāṇ hai yā nahī̃ vah apnē sē pūchhō .
137BapDada has not given any of you permission to take the law into your own hands.
116Bāpdādā nē kisī kō bhī apnē hāth mē̃ law ( kānūn ) uṭhānē key|kī chhuṭṭī nahī̃ dī hai .
138Has Baba said in any murli that you may take the law into your own hands? 139Do not get angry.
117Kyā kōī murlī mē̃ kahā hai ki bhalē law uṭhāō , krōdh nahī̃ karō ?
140Those who take the law into their own hands have the form of a trace of internal anger.
118Law uṭhānē vālē K|kē andar kā rūp vahī krōdh kā aṅśh hōtā hai .
141Yes, even the instrument souls do not take the law into their own hands.
119Jō nimitt ātmāyē̃ haĩ vah bhī law uṭhātē nahī̃ haĩ , lēkin unhō̃ kō law revise karānā paṛtā hai .
142However, they do have to make you revise it. 143They do not take the law into their own hands.
120Law kōī bhī nahī̃ uṭhā saktā lēkin nimitt haĩ tō bāp dvārā banāyē huē lā|law kō revise karnā paṛtā hai .
144None of you can take the law into your own hands, but the instruments have to make others revise the laws that BapDada has made.
121Nimitt bannē vālō̃ kō itnī chhuṭṭī hai , sabkō nahī̃ .
145Those who are the instruments have this much permission, not everyone.
122Āj bāpdādā thōṛā official śhikṣhā dē rahē haĩ , pyār sē uṭhānā kyōṅki bāpdādā bachchō̃ K|kē likhē huē , kiyē huē vāydē dēkh-kar , sunkar muskarātē rahtē haĩ .
146Today, BapDada is giving some official teachings, so accept them with love, because, when BapDada comes to meet you, He smiles at the written promises you have made to Baba.
123Abhī bāpdādā nē jō sunāyā ki her|har guṇ kō nijī saṅskār banāō .
147BapDada just now told you to make every virtue your original sanskar.
124Underline kiyā ?
148Did you underline that?
125Tō abhī sē yah kahnā ki śhānt svarūp mē̃ rahnā , sahanśhīl bannā - yah tō mērā saṅskār ban gayā hai .
149In that case, say that it has become your sanskar to stay in your form of peace, to be tolerant.
126Phir bāpdādā jab milan manānē āyē , tō isē apnā nijī saṅskār banākar bāpdādā kē āgē in 5-6 mās mē̃ dikhānā isliē āj result sunā rahē haĩ .
150Make it your original sanskar and show that to Baba within the next five to six months. 151This is why Baba is giving you the result today.
127Krōdh key|kī report bahut ātī hai .
152Baba receives many reports of anger.
128Chhōṭā-baṛā , bhinn-bhinn rūp sē krōdh kartē haĩ .
153The young and the old become angry in various forms.
129Abhī bāpdādā jyādā nahī̃ khōltē haĩ lēkin kahāniyā̃ bahut mazē kī haĩ isliē āj sē krōdh kō kyā karē̃gē ?
154BapDada is not revealing any more now, but there are many interesting stories. 155So, what will you do to anger from today?
130Vidāī dēgē ?
156Will you bid it farewell?
131 ( sabhī nē tālī bajāī ) dēkhō , tālī bajānā bahut sahaj hai lēkin krōdh key|kī tālī nahī̃ bajē .
157Just be careful! 158It is easy to clap, but make sure that there is no clapping of anger.
132Bāpdādā abhī yah bār-bār sunnē nahī̃ chāhtē haĩ phir bhī rahm paṛtā hai tō sun lētē haĩ .
159BapDada does not wish to hear this again and again, but He still listens to it, because He has mercy.
133Tō ab sē yah nahī̃ kahnā ki bābā vāydā tō kiyā lēkin . . . phir ā gayā , kyā karē̃ !
160However, Baba does not want to hear, “Baba, I made a promise, but it still came, what can I do?”
134Chāhtē nahī̃ haĩ , ā jātā hai .
161You do not want it to come, but it just comes!
135Āp hī māyā kō samjhā dō , krōdh kō samjhā dō .
162“You should explain to Maya, You should explain to anger!”
136Tō yah puruṣhārth bhī bāp karē aur prālabdh bachchē lē̃gē ?
163Would the Father make effort and the children take the reward?
137Yah bhī mēhnat bāp karē ?
164Should the Father make this effort?
138Tō aisā vāydā nahī̃ karnā , jō phir 5 mās kē bād result dēkhē̃ .
165So, do not make such promises. 166BapDada will see the results in five months.
139Bhalē āp batāō nahī̃ batāō , bāp kē pās tō pahuñchtī hai .
167Whether you give the results or not, they will reach BapDada.
140Aisī result na hō - kyā karē̃ , hō jātā hai , circumstance aisē ātē haĩ , bāt bahut baṛī hō gaī nā !
168Your results should not be: “What can I do? 169It just happens. 170The circumstances were such, the situation became such a big thing.”
141Bāp kō bhī samjhānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ , baṛē hōśhiyār haĩ .
171You try to make the Father understand in this way. 172You are very clever.
142Kahtē haĩ bābā chhōṭī-mōṭī bātē̃ ham pār kar lētē haĩ , yah bāt hī baṛī thī nā !
173You say, “Baba, we are able to overcome small matters, but this was a big situation”.
143Abhī dōṣh kis par rakhā ?
174Now, what did you blame?
144Bāt par .
175The situation.
145Aur bāt kyā kartī hai ?
176So, what does the situation do?
146I|āī|eye aur gaī .
177It comes and goes.
1475 hajār varṣh kē bād phir bāt āyēgī .
178That situation will come again after five thousand years.
148Jō 5 hajār varṣh kē bād bāt ānī hai , us par dōṣh rakh dētē haĩ .
179You blame a situation that will happen again after five thousand years.
149Aisē nahī̃ karnā .
180Do not do this.
150Kyā karū̃ . . . ! 151Yah saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ lānā .
181Do not even have such thoughts as “What can I do...?”
152Bāpdādā krōdh kē liē kyō̃ viśhēṣh kah rahā hai ?
182Why is BapDada especially telling you about anger?
153Kyōṅki agar krōdh kō āpnē vidāī dē dī tō ismē̃ lōbh , ichchhā sab ā jātā .
183Because, if you bid farewell to anger, then greed and desires, etc. are all included in that.
154Lōbh sirph paisē aur khānē kā nahī̃ hōtā hai , bhinn-bhinn prakār key|kī , chāhē gyān key|kī , chāhē agyān key|kī kōī bhī ichchhā - yah bhī lōbh hai .
184Greed isn’t just for money or food, but there are varieties of greed; whether of knowledge or ignorance, any type of desire is also greed.
155Tō krōdh kō khatm karnē sē lōbh svataḥ khatm hōtā jāyēgā , ahaṅkār bhī khatm hō jāyēgā .
185Therefore, when anger finishes, greed will automatically finish. 186Arrogance will also finish.
156Abhimān ātā hai nā - maĩ baṛā , maĩ samajhdār , maĩ jāntā hū̃ yah kyā apnē kō samajhtē haĩ !
187Sometimes, you have arrogance, do you not? 188“I am senior, I am sensible, I know all this. 189Who does he think he is?”
157Tab krōdh ātā hai .
190Then anger comes.
158Tō abhimān aur lōbh yah bhī sāth-sāth vidāī lē lē̃gē isīliē bāpdādā viśhēṣh lōbh kē liē na kah karkē krōdh kō underline karā rahā hai .
191So, arrogance and greed will take leave together. 192This is why BapDada is not especially telling you about greed, but is making you underline anger.
159Tō saṅskār banāyēṅgē ?
193So, will you make this your sanskar?
160Abhī sab hāth uṭhāō aur sabkā phōṭō nikālō .
194Everyone, raise your hands! 195Take everyone’s photo!
161 ( sabnē hāth uṭhāyā ) abhī thōṛī see|sī|C mubārak dētē haĩ , bahut nahī̃ aur jab phir sē result dēkhē̃gē phir vatan K|kē dēvtāyē̃ bhī , svarg K|kē dēvtāyē̃ bhī āpkē ūpar vāh , vāh K|kē puṣhp girāyēṅgē .
196Now, Baba is giving you a few congratulations, not a lot. 197However, when Baba sees the results, then the deities of the subtle region and the deities of heaven will shower flowers of “Wah!
162Āj sē har ēk apnē mē̃ dēkhē - dūsrē kā nahī̃ dēkhnā .
198Wah!” on you. 199From today, each of you has to look at yourself.
163Dūsrē key|kī yah bātē̃ dēkhnē kē liē man key|kī āṅkh band karnā .
200Do not look at others. 201Close the mind’s eye that looks at others.
164Yah āṅkhē̃ tō band kar nahī̃ saktē nā , lēkin man key|kī āṅkh band karnā - dūsrā kartā hai yā tīsrā kartā hai , mujhē nahī̃ dēkhnā hai .
202You cannot close your physical eyes, but you can close your mind’s eye to anything that a second or third person does. 203I mustn’t look at them.
165Bāp itnā bhī force dēkar kahtē haĩ ki agar kōī virlā mahārathī bhī kōī aisī kamjōrī karē tō bhī dēkhnē kē liē aur sunnē kē liē man kō antarmukhī banānā .
204The Father is saying this with such force, that even if a maharathi makes a mistake, let your minds become introverted and not see or listen to that. 205Should Baba tell you something amusing?
166Hansī kī bāt sunāyē̃ - bāpdādā āj thōṛā spaṣhṭ sunā rahē haĩ , burā tō nahī̃ lagtā hai .
206Today, BapDada is telling you everything very clearly. 207You do not feel bad about it, do you?
167Achchhā , ēk aur bhī spaṣhṭ bāt sunātē haĩ .
208Achcha, Baba will tell you something else very clearly.
168Bāpdādā nē dēkhā hai ki majority samay prati samay , sadā nahī̃ kabhī-kabhī mahārathiyō̃ key|kī viśhēṣhtā kō cum|kam dēkhtē aur kamjōrī kō bahut gahrāī sē dēkhtē haĩ aur follow kartē haĩ .
209BapDada has seen that the majority from time to time, not always, but sometimes, do not see the specialities of the maharathis that much, but they look at their weaknesses in great depth.
169Ēk dō sē varṇan bhī kartē haĩ ki kyā hai , sabkō dēkh liyā hai .
210They follow them and even speak about it to one another, saying, “What is this? 211We have seen everyone.
170Mahārathī bhī kartē haĩ , ham tō haĩ hī pīchhē .
212Even the maharathis are doing this, we are behind anyway.
171Abhī mahārathī jab badalē̃gē nā tō ham badal jāyēṅgē .
213Now, when the maharathis change, we will also change.”
172Lēkin mahārathiyō̃ key|kī tapasyā , mahārathiyō̃ K|kē bahutkāl kā puruṣhārth unhō̃ kō addition marks dilākar bhī pass with honour kar lētī hai .
214However, the tapasya and the efforts over a long time of the maharathis will enable them to get extra marks and pass with honours.
173Āp isī intjār mē̃ rahē̃gē ki mahārathī badalē̃gē tō ham badalē̃gē tō dhōkhā khā lē̃gē isliē man kō antarmukhī banāō .
215If you wait for the maharathis to change before you change, you will then be deceived. 216Therefore, make your mind introverted.
174Samjhā .
217Do you understand?
175Yah bhī bāpdādā bahut suntē haĩ , dēkh liyā . . . dēkh liyā . 176Hamārī bhī tō āṅkhē haĩ nā , hamārē bhī tō kān haĩ nā , ham bhī bahut suntē haĩ .
218BapDada hears this a lot, “We have seen it all, we have seen it all, we also have eyes, we also have ears, we have heard it all.”
177Lēkin mahārathiyō̃ sē is bāt mē̃ rīs nahī̃ karnā .
219However, do not compete with the maharathis in this aspect.
178Achchhāī key|kī race karō , burāī key|kī rīs nahī̃ karō , nahī̃ tō dhōkhā khā lē̃gē .
220Race in good things; do not compete in bad things, because, otherwise, you will be deceived.
179Bāp kō taras paṛtā hai kyōṅki mahārathiyō̃ kā foundation niśhchay , aṭūṭ-acal hai , uskī duāyē̃ extra mahārathiyō̃ kō miltī haĩ isliē kabhī bhī man key|kī āṅkh kō is bāt kē liē nahī̃ khōlnā .
221Baba feels mercy. 222Because the foundation of faith of the maharathis is unbroken and unshakeable, they receive extra marks. 223Therefore, never open your mind’s eye to this aspect.
180Band rakhō .
224Keep it closed!
181Sunnē kē bajāē man kō antarmukhī rakhō .
225Instead of listening to your mind, keep it introverted.
182Samjhā .
226Do you understand?
183Chārō̃ ōr K|kē sarv bāpdādā K|kē lavlīn ātmāyē̃ , sarv bāp K|kē sēvādhārī ātmāyē̃ , sarv sahaj puruṣhārth kō apnānē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ , sadā bāp samān bannē K|kē lakṣhya aur lakṣhaṇ kō samān banānē vālī , bāp K|kē samīp ātmāō̃ kō bāpdādā kā bahut-bahut yādpyār aur namastē .
227To the souls in all directions who are absorbed in love for BapDada, to all of the Father’s server souls, to the elevated souls whose dharna is all of easy effort, to those who constantly have the aim of becoming equal to the Father and who develop those qualifications, to the souls close to the Father, lots and lots of love, remembrance and namaste from BapDada.
Blessing
184Vardān : sabkō amar gyān dē akālē mr̥iityu K|kē bhay sē chhuṛānē vālē śhaktiśhālī sēvādhārī bhav
228Blessing: May you be a powerful server and give souls this immortal knowledge and liberate them from their fear of untimely death.
185Duniyā mē̃ ājkal akālē mr̥iityu kā hī ḍar hai .
229 People everywhere in the world are afraid of untimely death.
186Ḍar sē khā bhī rahē haĩ , chal bhī rahē haĩ , sō bhī rahē haĩ .
230They are eating with fear, moving with fear and also sleeping with fear.
187Aisī ātmāō̃ kō khuśhī key|kī bāt sunākar bhay sē chhuṛāō .
231Tell things of happiness to such souls and liberate them from their fears.
188Unhē̃ khuśhkhabarī sunāō ki ham āpkō 21 janmō̃ kē liē akālē mr̥iityu sē bachā saktē haĩ .
232Give them the good news that you can save them from untimely death for 21 births.
189Her|har ātmā kō amar gyān dē amar banāō jissē vē|way janm-janm kē liē akālē mr̥iityu sē bach jāē̃ .
233Make every soul immortal by giving them this immortal knowledge with which they are saved from untimely death for birth after birth.
190Aisē apnē śhānti aur sukh K|kē vibration sē lōgō̃ kō sukh-chain key|kī anubhūti karānē vālē śhaktiśhālī sēvādhārī banō .
234With your vibrations of peace and happiness, become powerful servers and give everyone the experience of happiness and comfort.
Slogan
191Slōgan : yād aur sēvā kā balance rakhnē sē hī sarv key|kī duāyē̃ miltī haĩ .
235Slogan: Only by keeping a balance of remembrance and service can you receive everyone’s blessings.
236*** Om Shanti ***