सोमवार 25 दिसंबर 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
025-12-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 25/12/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp her|har bāt mē̃ kalyāṇkārī hai isliē jō direction miltē haĩ usmē̃ ānākānī na kar śhrīmat par sadā chaltē rahō ' '
1Essence: Sweet children, the Father is the Benefactor in every situation. 2Therefore, don’t make any excuses for not following the directions you are given but constantly continue to follow shrimat.
Question
2Praśhna : naudhā bhakti aur naudhā paṛhāī dōnō̃ sē jō prāptiyā̃ hōtī haĩ , usmē̃ kyā antar hai ?
3Question: What is the difference between the attainments from doing intense devotion and those from studying intensely?
Answer
3Uttar : naudhā bhakti sē sirph sākṣhātkār hōtā hai , jaisē śhrīkr̥iṣhṇa K|kē bhakta hōṅgē tō unhē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kā sākṣhātkār hōgā , rās ādi karē̃gē lēkin vē|way kōī vaikuṇṭhpurī vā śhrīkr̥iṣhṇapurī mē̃ nahī̃ jātē .
4Answer: By performing intense devotion, you just receive visions. 5For instance, devotees of Shri Krishna might have visions of Shri Krishna and dance, but they don’t go to the land of Paradise or the land of Shri Krishna.
4Tum bachchē naudhā paṛhāī paṛhtē hō jissē tumhārī sab manōkāmanāē̃ pūrī hō jātī haĩ .
6You children study this study intensely and all your desires are fulfilled.
5Is paṛhāī sē tum vaikuṇṭhpurī mē̃ chalē jātē hō .
7By studying this study, you go to the land of Paradise.
Song
6Gīt : āj nahī̃ tō kal …
8Song: If not today, tomorrow the clouds will disperse. 9O wandering traveller of the night, it is now morning. 10Let’s go home.
Murli
7Ōm śhānti .
11Om shanti.
8Yah kisnē kahā ki ghar chal ?
12Who said: Let’s go home?
9Kiskā bachchā rūṭhkar chalā jātā hai tō mitra-sambandhī ādi unkē pichhāṛī jātē haĩ , kahtē haĩ rūṭhē kyō̃ hō ?
13When someone’s child sulks and leaves home, his friends and relatives go after him and ask him why he is sulking and say, “Let’s now go home.”
10Ab chalō ghar . 11Yah bhī bēhad kā bāp ākar sab bachchō̃ kō kahtē haĩ .
14Here, too, the unlimited Father comes and explains to all of you children.
12Bāp bhī hai , dādā bhī hai .
15There is the Father and Dada.
13Jismānī bhī hai tō rūhānī bhī hai .
16There is the physical one and also the spiritual One.
14Kahtē haĩ - hē bachchē , ab ghar chalō , rāt pūrī huī hai , ab din hōtā hai .
17He says: O children, let’s now go home. 18The night has now come to an end and the day is coming.
15Yah hō gaī gyān key|kī bātē̃ .
19These are matters of knowledge.
16Brahmā kī rāt , brahmā kā din - yah kisnē samjhāyā ?
20Who explains about the night of Brahma and the day of Brahma?
17Bāp baiṭh brahmā aur brahmākumār kumāriyō̃ kō samjhātē haĩ .
21The Father sits here and explains to Brahma and to you Brahma Kumars and Kumaris.
18Ādhā-kalp hai rāt arthāt patit rāvaṇ rājya athavā bhraṣhṭāchārī rājya kyōṅki āsurī mat par chaltē haĩ .
22For half a cycle it is the night, which is the impure kingdom of Ravan, a corrupt kingdom, because people follow devilish dictates.
19Ab tum śhrīmat par hō .
23You are now following shrimat.
20Śhrīmat bhī hai incognito .
24Shrimat is also incognito.
21Ham jāntē haĩ bāp khud ātē haĩ .
25We know that the Father Himself comes.
22Unkā rūp alag hai . 23Rāvaṇ kā rūp alag hai .
26His form is different from Ravan’s.
24Unkō 5 vikār rūpī rāvaṇ kahā jātā hai .
27That one is called Ravan, the five vices.
25Abhī rāvaṇ rājya khalās hōgā phir īśhvarīy rājya hōgā .
28The kingdom of Ravan is now to end and there will then be God’s kingdom.
26Rām rājya kahtē haĩ nā .
29They speak of the kingdom of Rama.
27Sītā K|kē rām kō nahī̃ japtē haĩ .
30They do not chant the name of the Rama who belongs to Sita.
28Mālā mē̃ rām-rām japtē haĩ nā . 29Vah paramātmā kō yād kartē haĩ .
31When they chant the name “Rama, Rama” while turning beads of a rosary, they are remembering God, the Supreme Soul.
30Jō sarv kā sadgati-dātā hai , unkō hī japtē rahtē haĩ .
32They continue to chant the name of the One who is the Bestower of Salvation for All.
31Rām mānā god .
33Rama means God.
32Mālā jab japtē haĩ tō kabhī kōī vyakti kō yād nahī̃ karē̃gē , unkī buddhi mē̃ dūsrā kōī āyēgā nahī̃ .
34When they turn the beads of a rosary, they do not remember any human beings. 35No one else would enter their intellects.
33Tō ab bāp samjhātē haĩ rāt pūrī huī .
36So the Father explains that the night has now come to an end.
34Yah hai karmakṣhētra , stage , jahā̃ ham ātmāyē̃ śharīr dhāraṇ kar part bajātī haĩ .
37This is the field of action, the stage, where we souls adopt bodies and play our parts.
3584 janmō̃ kā part bajānā hai .
38We each have to play a part for 84 births.
36Phir usmē̃ varṇa bhī dikhātē haĩ kyōṅki 84 janmō̃ kā hisāb bhī chāhiē nā . 37Kis-kis janm mē̃ , kis kul mē̃ , kis varṇa mē̃ ātē haĩ , isliē hī virāṭ rūp bhī dikhāyā hai .
39The clans are also shown in that image because there has to be the account of 84 births: the births, castes and clans that you come in. 40This is why the variety-form image is shown.
38Pahlē-pahlē haĩ brāhmaṇ .
41First of all are Brahmins.
39Sirph satyugī sūryavanśhī mē̃ 84 janm hō na sakē̃ . 40Brāhmaṇ kul mē̃ bhī 84 janm nahī̃ hōtē .
42There couldn’t be 84 births in just the golden-aged sun dynasty; there are not 84 births in the Brahmin clan.
4184 janm tō bhinn-bhinn nām , rūp , dēśh , kāl mē̃ hōtē haĩ .
43The 84 births take place with different names and forms, different lands and times.
42Satyug satōpradhān sē phir kaliyug tamōpradhān mē̃ jarūr ānā hai . 43Unkā bhī time diyā jātā hai .
44From the golden-aged, satopradhan stage, all definitely have to come down to the iron-aged, tamopradhan stage.
44Manuṣhya 84 janm kaisē lētē haĩ - yah bhī samajhnē key|kī bāt hai .
45That time period is also shown. 46How human beings take 84 births is something to be understood.
45Manuṣhya tō samajh nahī̃ saktē tab tō bāp kahtē haĩ tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō , maĩ batlātā hū̃ .
47Human beings cannot understand this and, therefore, the Father says: You don’t know your own births; I tell you about them.
46Bāp samajhtē haĩ drama anusār sab bhūlnā jarūr hai . 47Abhī yah saṅgamyug hai .
48The Father understands that, according to the drama, you definitely have to forget everything.
48Duniyā tō kahtī hai kaliyug abhī chhōṭā bachchā hai .
49This is now the confluence age.
49Iskō kahā jātā hai agyān , ghōr andhiyārā .
50The world says that the iron age is still an infant.
50Jaisē drama K|kē actors kō mālūm hōtā hai ki abhī nāṭak pūrā hōnē mē̃ 10 minute haĩ , yah bhī chaitanya drama hai .
51That is called ignorance, extreme darkness. 52Just as actors in a drama know when the drama will end in ten minutes, so this too is the living drama.
51Yah kab pūrā hōtā hai , manuṣhya nahī̃ jāntē .
53People don’t know when it will end; they are in extreme darkness.
52Manuṣhya tō ghōr andhiyārē mē̃ haĩ . 53Bāp kahtē haĩ gurū-gōsā̃ī vēd-śhāstra jap-tap ādi sē maĩ nahī̃ miltā hū̃ .
54The Father says: I cannot be found through gurus etc., the Vedas and scriptures or by doing penance and tapasya.
54Yah hai bhakti mārg kī sāmagrī .
55Those things are the paraphernalia of the path of devotion.
55Maĩ tō apnē samay par ātā hū̃ , jab rāt sē din banānā hai athavā anēk dharmō̃ kā vināśh kar ēk dharm key|kī sthāpanā karnī hai .
56I come at My own time when the night has to be made into the day, that is, when the innumerable religions have to be destroyed and the one religion established.
56Jab sr̥iṣhṭi chakra pūrā hō tab tō maĩ svarg key|kī sthāpanā karũ .
57Only when the world cycle ends can I establish heaven.
57Jhaṭ bādśhāhī śhurū hōtī hai .
58Then the sovereignty begins straightaway.
58Tum jāntē hō ham phir kōī rājāō̃ kē pās janma lētē haĩ phir āhistē-āhistē naī duniyā ban jātī hai .
59You know that you will then take birth to a king and that, gradually, the new world will be created.
59Sab kuchh nayā banānā paṛtā hai .
60Everything has to be made new.
60Bābā nē samjhāyā hai ātmā mē̃ paṛhāī K|kē saṅskār vā karma karnē K|kē saṅskār rahtē haĩ .
61Baba has explained that the soul has the sanskars of studying and performing actions.
61Ab tum bachchō̃ kō ātma-abhimānī bannā chāhiē .
62You children should now become soul conscious.
62Manuṣhya haĩ sab dēh-abhimānī , jab ātma-abhimānī banē̃ tab paramātmā kō yād kar sakē̃ .
63All human beings are body conscious. 64Only when they become soul conscious can they remember the Supreme Soul.
63Pahlē-pahlē hai ātma-abhimānī bannē key|kī bāt .
65First of all, there is the question of becoming soul conscious.
64Kahtē bhī sab haĩ ki ham jīv ātmā haĩ .
66All say that they are living beings.
65Yah bhī kahtē haĩ ātmā avināśhī hai , yah śharīr vināśhī hai . 66Ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .
67They also say that each soul is imperishable and that bodies are perishable, that a soul sheds a body and takes another.
67Itnā bhī kahtē haĩ parantu is par chaltē nahī̃ .
68They say this, but they don’t live by it.
68Abhī tum jāntē hō ātmā nirākārī duniyā sē ātī hai , usmē̃ avināśhī part hai .
69You now know that souls come from the incorporeal world. 70They have imperishable parts in them.
69Yah bāp baiṭh samjhātē haĩ .
71The Father sits here and explains this.
70Punarjanma lētē haĩ .
72Souls take rebirth.
71Drama tō hūbahū repeat hōtā hai .
73The drama repeats identically.
72Phir Christ ādi sabkō ānā paṛēgā , apnē-apnē samay par ākar dharm sthāpan kartē haĩ .
74Then, Christ etc. all have to come. 75Each one comes at his own time to establish his own religion.
73Tumhārā abhī yah hai saṅgamyugī brāhmaṇō̃ kā dharm .
76This is now the religion of the Brahmins of the confluence age.
74Vah haĩ pujārī brāhmaṇ , tum hō pūjya .
77Those brahmins are worshippers, whereas you are becoming worthy of worship.
75Tum kabhī pūjā nahī̃ karē̃gē .
78You would not perform worship.
76Manuṣhya tō pūjā karē̃gē .
79People carry out worshipping etc.
77Tō bāp samjhātē haĩ yah kitnī baṛī paṛhāī hai .
80The Father explains: This is such a great study.
78Kitnī dhārṇā karnī paṛtī hai .
81You have to imbibe so much!
79Vistār sē dhārṇā karnē mē̃ number-vār haĩ .
82Imbibing everything in depth is numberwise.
80Nutshell mē̃ tō samajhtē haĩ - bābā rachtā aur yah unkī rachnā hai .
83In a nutshell, you understand that Baba is the Creator and that this is His creation.
81Achchhā , yah tō samajhtē hō nā bāp hai .
84Achcha, at least you understand that He is the Father!
82Bāp kō sab bhakta yād kartē haĩ .
85All devotees remember the Father.
83Bhakta bhī haĩ , bachchē bhī haĩ .
86There are devotees and also children.
84Bhakta bābā kah pukārtē haĩ .
87Devotees call out: “Baba”.
85Agar bhakta bhagvān haĩ tō phir bābā kah kiskō pukārtē haĩ .
88If devotees are God, then to whom are they calling out when they say “Baba”?
86Yah bhī samajhtē nahī̃ .
89They don’t even understand this much!
87Apnē kō bhagvān samajh baiṭh jātē haĩ .
90They consider themselves to be God.
88Bābā kahtē haĩ drama anusār jab aisī hālat hō jātī hai , bhārat bilkul hī last khātē mē̃ chalā jātā hai tab bāp ātē haĩ .
91Baba says: According to the drama, when the condition of Bharat becomes such, when Bharat is in its last stage, it is then that the Father comes.
89Bhārat jab purānā hō tab phir nayā banē .
92Only when Bharat becomes old can it be made new again.
90Nayā bhārat jab thā tō aur kōī dharm nahī̃ thā .
93When it was new Bharat, there were no other religions. 94That is called heaven.
91Uskō svarg kahā jātā hai .
95Now that Bharat is old, it is called hell.
92Abhī purānā bhārat hai , iskō nark kahē̃gē .
96There, we were worthy of worship whereas here, there are worshippers.
93Vahā̃ pūjya thē , ab pujārī haĩ . 94Pūjya aur pujārī kā fark tō batā diyā hai .
97The difference between worthy-of-worship ones and worshippers has been shown to you.
95Ham ātmā sō pūjya , phir ham ātmā sō pujārī .
98I, this soul, was worthy of worship and I, this soul, am a worshipper.
96Ham sō gyānī tū ātmā , ham ātmā pujārī tū ātmā .
99I, a soul, am a gyani soul. 100I, a soul, am a worshipper soul.
97Āp hī pūjya , āp hī pujārī bhagvān kō nahī̃ kahē̃gē , lakṣhmī-nārāyaṇ kō kahē̃gē .
101God would not be called a worthy-of-worship one who becomes a worshipper. 102That would be said of Lakshmi and Narayan.
98Tō yah buddhi mē̃ ānā chāhiē ki vah kaisē pūjya phir pujārī bantē haĩ ?
103So let it enter your intellects how they become worthy of worship and how they then become worshippers.
99Bāp kahtē haĩ kalp pahlē bhī mainnē aisē hī gyān diyā thā , kalp-kalp dētā hū̃ .
104The Father says: I gave you this same knowledge in the previous cycle too. 105I give it every cycle.
100Maĩ ātā hī hū̃ kalp K|kē saṅgamyug par .
106I come at the confluence age of the cycle.
101Mērā nām hī patit-pāvan hai .
107My name is the Purifier.
102Jab sārī duniyā patit hōtī hai tab maĩ ātā hū̃ .
108I come when the whole world is impure.
103Dēkhō , yah jhāṛ hai , ismē̃ brahmā ūpar mē̃ khaṛā hai .
109Look, this is the tree and Brahma is standing at the top.
104Pahlē ādi mē̃ dikhātē haĩ .
110First, he is shown at the beginning.
105Abhī sab pichhāṛī mē̃ haĩ .
111Now, all are at the end.
106Jaisē brahmā pichhāṛī mē̃ pratyakṣha huā hai vaisē vah bhī pichhāṛī mē̃ āyēṅgē .
112Just as Brahma has been revealed at the end, in the same way, they will also come at the end.
107Jaisē Christ hai tō vah phir ant mē̃ āyēgā .
113For example, Christ will also come at the end.
108Parantu ham pichhāṛī yānī ḍāl K|kē ant mē̃ unkā chitra nahī̃ dē saktē haĩ , samjhā saktē haĩ .
114However, we cannot show his picture at the end, that is, at the end of the branch. 115We can explain about it.
109Jaisē yah dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā karnē vālā prajāpitā brahmā hai , abhī jhāṛ key|kī end ( ant ) mē̃ khaṛā hai - Christ bhī kriściyan dharm kā prajāpitā hai nā .
116Just as there is this Prajapita Brahma who establishes the deity religion standing at the top of the tree, in the same way, Christ is also a Prajapita, the father of the people of the Christian religion.
110Jaisē yah prajāpitā brahmā vaisē vō prajāpitā Christ , prajāpitā buddha . . . . . yah sab dharm key|kī sthāpanā karnē vālē haĩ .
117Just as this one is Prajapita Brahma, so there is Prajapita Christ and Prajapita Buddha. 118All of them are those who establish religions.
111Sannyāsiyō̃ kā śhaṅkarāchārya unkō bhī pitā kahē̃gē .
119Even Shankaracharya of the sannyasis would be called a father.
112Vah gurū kahtē haĩ .
120They call them gurus.
113Kahē̃gē hamārā gurū śhaṅkarāchārya thā tō yah jō ḍāl K|kē ādi mē̃ khaṛē haĩ , yah phir janm lētē-lētē ant mē̃ ātē haĩ .
121They would say that their guru was Shankaracharya. 122So, the one who is standing at the beginning of the branch will come at the end after taking rebirth.
114Abhī sab tamōpradhān stage mē̃ haĩ .
123Now, all are in their tamopradhan stage.
115Yah bhī ākar samajhē̃gē .
124They will also come and understand.
116Pichhāṛī mē̃ salām karnē āyēṅgē jarūr .
125They will definitely come to salute the Father at the end.
117Unhō̃ kō bhī kahē̃gē bēhad K|kē bāp kō yād karō .
126They would also be told to remember the unlimited Father.
118Bēhad kā bāp sabkē liē kahtē haĩ dēh sahit dēh K|kē sab sambandhō̃ kō chhōṛō .
127The unlimited Father says to everyone: Renounce your body and all bodily relations.
119Yah gyān har ēk dharm vālē kē liē hai .
128This knowledge is for those of all religions.
120Sab dēh K|kē dharm chhōṛ apnē kō aśharīrī samajh , bāp kō yād karō .
129All have to renounce their bodies, consider themselves to be bodiless and remember the Father.
121Jitnā yād karē̃gē , gyān key|kī dhārṇā karē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .
130The more you stay in remembrance and imbibe knowledge, the higher the status you will claim.
122Kalp pahlē jisnē jitnā gyān liyā hōgā , utnā jarūr ākar lē̃gē .
131However much knowledge they took in the previous cycle, they will definitely come and claim that again.
123Tum bachchō̃ kō kitnā fakhur rahnā chāhiē - ham viśhva K|kē rachayitā bāp K|kē bachchē haĩ , bāp hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ , rājyōg sikhlā rahē haĩ !
132You children should have great pride in being the children of the Father, the Creator of the World. 133The Father is making us into the masters of the world and is teaching us Raja Yoga.
124Kitnī sahaj bāt hai .
134This is such an easy thing.
125Parantu chaltē-chaltē thōṛī-sī bāt mē̃ sanśhay ā jātā hai , iskō hī māyā kā tūphān vā parīkṣhā kahā jātā hai .
135However, while moving along, there are doubts about little things. 136These are called storms of Maya or test papers.
126Yah tō bāp kahtē hī haĩ ki gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahnā hai .
137The Father says that you have to live at home with your families anyway.
127Sabkō gharbār chhuṛā dū̃ tō sab yahā̃ baiṭh jāyē̃ .
138If I were to tell everyone to leave their families, they would all come and sit here.
128Vyavahār mē̃ bhī pās|pass karnā hai .
139You also have to pass through all the interactions.
129Phir samay par service mē̃ lag jāyēṅgē .
140Then, when it is time, you will become engaged in doing service.
130Jinhōnnē dhandhē ādi kō chhōṛā hai unhō̃ kō phir service mē̃ lagātē haĩ .
141Those who have left their businesses etc. are then made to become engaged in doing service.
131Tō kōī bigaṛ paṛtē haĩ .
142Some then become upset.
132Kōī tō samajhtē haĩ śhrīmat mē̃ kalyāṇ hai .
143Others understand that there is benefit in following shrimat.
133Śhrīmat par jarūr chalnā hī hai .
144You definitely have to follow shrimat.
134Direction milā , usmē̃ phir ānākānī nahī̃ karnī chāhiē .
145When you are given directions, you mustn’t make excuses.
135Bāp her|har bāt mē̃ kalyāṇkārī hai .
146The Father is the Benefactor in everything.
136Māyā baṛī chañchal hai .
147Maya is very mischievous.
137Bahut haĩ jō samajhtē haĩ aisē rahnē sē tō kōī dhandhā ādi karē̃ , kōī samajhtē haĩ śhādī karē̃ .
148There are many who think that, rather than living like this, it would be better to have a business or get married.
138Buddhi chakra khātī rahtī hai .
149Their intellects continue to spin.
139Phir paṛhāī kō chhōṛ dētē haĩ .
150They then stop studying.
140Kōī tō bāp sē guarantee kartē haĩ ham śhrīmat par jarūr chalē̃gē .
151Some give a guarantee to the Father that they will definitely follow shrimat.
141Vah hai āsurī mat , yah hai īśhvarīy mat .
152Those are devilish dictates and these are God’s directions.
142Āsurī mat par chalnē sē bahut kaṛī sajāyē̃ khātē haĩ .
153When devilish dictates are followed, very severe punishment is experienced.
143Unhōnnē phir garūṛ purāṇ mē̃ ḍarānē key|kī rōchak bātē̃ likh dī haĩ , jissē jāstī pāp na karē̃ .
154In order to frighten people so that they don’t commit more sin, they have written fearsome stories in the Garuda Purana.
144Parantu phir bhī sudhartē thōṛēhī haĩ .
155However, people still don’t reform themselves.
145Yah sab bāp samjhātē haĩ .
156The Father explains all of this.
146Gyān kā sāgar kōī manuṣhya nahī̃ hō saktā .
157No human being can be the Ocean of Knowledge.
147Gyān kā sāgar , knowledgeful bāp samjhā rahē haĩ .
158The knowledge-full Father, the Ocean of Knowledge is explaining to you.
148Jō samajhtē haĩ vah phir samjhātē haĩ , kahtē haĩ yah ṭhīk bāt hai , ham phir āyēṅgē .
159Those who understand then explain to others, who then say: This is something good. 160We will come again.
149Bas , pradarśhanī sē bāhar nikalē aur ḵẖalās .
161However, that’s it! 162As soon as they leave the exhibition, everything is over.
150Hā̃ , kōī 2-3 bhī nikalē̃ tō bhī achchhā hai , prajā tō bahut bantī rahtī hai .
163Yes, if even two or three emerge, that is also good. 164Many subjects continue to be created.
151Varsā pānē lāyak kōī muśhkil nikaltē haĩ .
165Hardly anyone worthy of claiming the inheritance emerges.
152Rājā-rānī K|kē ēk-dō bachchē hōṅgē .
166A king and queen would have one or two children.
153Unkō rājakul kā kahē̃gē .
167They would be said to be a royal family.
154Prajā tō kitnī ḍhēr hōtī hai .
168There are so many subjects.
155Prajā tō jhaṭ bantī hai . 156Rājāyē̃ thōṛēhī bantē haĩ .
169Subjects are very quickly created, but there are no kings created.
15716108 trētā K|kē ant mē̃ jākar bantē haĩ . 158Prajā tō karōṛō̃ key|kī andāj mē̃ hōgī .
170Up to the end of the silver age, there are 16,108 whereas there would be millions of subjects.
159Yah samajhnē key|kī baṛī viśhāl buddhi chāhiē .
171A very broad and unlimited intellect is needed to understand this.
160Ham pārlaukik bāp sē varsā lē rahē haĩ .
172We are claiming our inheritance from the Father from beyond.
161Bāp kā farmān hai mujhē yād karō aur varsē kō yād karō . 162Manmanābhav aur madhyājī bhav .
173The Father’s orders are: Remember Me and remember your inheritance: Manmanabhav and madhyajibhav!
163Svarg hai viṣhṇupurī aur yah rāvaṇpurī .
174Heaven is the land of Vishnu whereas this is the land of Ravan.
164Śhāntidhām , sukhdhām aur duḥkhdhām - yah bāp samjhātē haĩ .
175The Father explains: There is the land of peace, the land of happiness and the land of sorrow.
165Bāp kō yād karnē sē ant mati sō gati hō jāyēgī .
176By remembering the Father, your final thoughts will lead you to your destination.
166Bhakti mārg mē̃ samjhō śhrīkr̥iṣhṇa kō yād kartē haĩ parantu aisē nahī̃ ki śhrīkr̥iṣhṇapurī mē̃ pahũch jāyēṅgē .
177On the path of devotion, they remember Shri Krishna, but that doesn’t mean that they will go to the land of Shri Krishna; no.
167Nahī̃ , karkē śhrīkr̥iṣhṇapurī mē̃ jākar dhyān mē̃ rās ādi karkē lauṭē̃gē .
178Perhaps in a trance they have, they will go and perform a dance in the land of Shri Krishna and then come back.
168Vah hai naudhā bhakti kā prabhāv , jissē unkō sākṣhātkār hō jātā hai , manōkāmanā pūrī hōtī hai .
179That is the influence of intense devotion through which their desires are fulfilled by being able to receive a vision.
169Bākī satyug tō satyug hai .
180However, the golden age is the golden age.
170Vahā̃ jānē liē phir naudhā paṛhāī chāhiē , naudhā bhakti nahī̃ .
181You need to study intensely to go there; you don’t need to perform intense devotion.
171Paṛhtē rahō , murlī jarūr paṛhnī chāhiē .
182Continue to study. 183You definitely need to study the murlis.
172Centre mē̃ jarūr jānā hai .
184You definitely have to go to a centre.
173Nahī̃ tō murlī lēkar ghar mē̃ jarūr paṛhō .
185Otherwise, take a murli and definitely study it at home.
174Kōī kō kahā jātā hai centre jāō , harēk kē liē alag-alag hai .
186Some people are told to go to a centre. 187It is different for each one.
175Sabkē liē ēk bāt nahī̃ hō saktī .
188It cannot be the same situation for everyone.
176Aisē nahī̃ bābā kahtē haĩ dr̥iṣhṭi dēkar khāō tō bas , parantu bābā kahtē haĩ lāchārī hālat mē̃ aur kuchh nahī̃ kar saktē tō dr̥iṣhṭi dēkar khāō .
189It isn’t that Baba says: Eat whatever food you have after giving it drishti and that’s all! 190No, Baba says: In desperate circumstances, when you are unable to do anything else, give your food drishti and then eat it.
177Bākī sabkē liē thōṛēhī bābā kahē̃gē .
191Baba would not say this to everyone.
178Jaisē bābā kōī kō kahtē haĩ bioscope mē̃ bhalē jāō .
192For instance, Baba says to some: You may go to see films.
179Parantu yah sabkē liē nahī̃ hai .
193However, this doesn’t apply to everyone.
180Kōī kē sāth jānā paṛtā hai tō unhē̃ bhī knowledge dēnī hai . 181Yah had kā nāṭak hai , yah bēhad kā nāṭak hai .
194You may have to accompany someone and so you also have to give that one knowledge: That is a limited drama whereas this is the unlimited drama.
182Tō service karnī paṛē .
195Therefore, you have to do service.
183Aisē nahī̃ sirph dēkhnē kē liē jānā hai .
196It isn’t that you have to go there just to watch a film.
184Śhmaśhān mē̃ bhī jākar service karnā hai .
197You have to go to the cremation grounds too and do service there.
185Achchhā !
198Achcha.
186Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
199To the sweetest beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
187Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
200The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
188Dhārṇā kē liē mukhya sār :
201Essence for dharna:
1891 ) bāp key|kī her|har bāt mē̃ kalyāṇ hai yah samajh niśhchaybuddhi hōkar chalnā hai , kabhī bhī sanśhay mē̃ nahī̃ ānā hai .
202 1. Consider there to be benefit in everything that the Father tells you and continue to move along with your intellect having firm faith.
190Śhrīmat kō yathārth rīti samajhnā hai .
203Never allow doubts to come. 204Understand shrimat accurately.
1912 ) ātma-abhimānī rahnē kā abhyās karnā hai .
205 2. Practise being soul conscious.
192Drama mē̃ her|har actor kā anādi part hai isliē sākṣhī hō dēkhnē kā abhyās karnā hai .
206Each actor has an eternal part in the drama. 207Therefore, practise seeing each one as a detached observer.
Blessing
193Vardān : sadā safety key|kī lakīr K|kē andar paramātma chhatrachhāyā kā anubhav karnē vālē māyājīt bhav
208Blessing: May you constantly stay within the line of safety and experience God’s canopy of protection over you and thereby become a conqueror of Maya.
194 « bāp aur āp ' ' yahī safety key|kī lakīr hai , yah lakīr hī paramātma chhatrachhāyā hai .
209 “The Father and you” is the line of safety. 210This safety line is God’s canopy of protection.
195Jō is chhatrachhāyā key|kī lakīr K|kē andar hai uskē pās|pass māyā ānē key|kī himmat bhī nahī̃ rakh saktī .
211Maya will not have the courage to come to those who stay under this canopy.
196Phir mēhnat kyā hōtī , rūkāvaṭ kyā hōtī , vighna kyā hōtā - in śhabdō̃ sē avidyā hō jāyēgī .
212You will then be ignorant of what effort is, what an obstruction is or what an obstacle is.
197Sadā safe rahē̃gē , bāp key|kī dil mē̃ samāyē rahē̃gē - yahī sabsē sahaj aur tīvragati mē̃ jānē kā vā māyājīt bannē kā puruṣhārth hai .
213You will remain constantly safe and merged in the Father’s heart. 214This is the easiest way of making effort, of going at a fast speed and of becoming a conqueror of Maya.
Slogan
198Slōgan : divya guṇō̃ K|kē sarv alaṅkārō̃ sē sazē sajāyē rahō tō ahaṅkār ā nahī̃ saktā .
215Slogan: When you remain decorated with all the ornaments of divine virtues, you cannot then have any arrogance.
216*** Om Shanti ***