शनिवार 13 जनवरी 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

013-01-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 13/01/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - manuṣhya śharīr key|kī unnati kā prabandh rachtē , ātmā key|kī unnati vā chaṛhtī kā sādhan bāp hī batlātē haĩ - yah bāp key|kī hī responsibility hai ' '

1Essence: Sweet children, people create many ways to benefit their bodies. 2Only the Father tells you the way for souls to make progress and ascend. 3This is the responsibility of the Father alone.

2Praśhna  : sadā bachchō̃ key|kī unnati hōtī rahē uskē liē bāp kaun-kaun see|sī|C śhrīmat dētē haĩ  ? 3Uttar  : bachchē , apnī unnati kē liē 1 - sadā yād kī yātrā par rahō .

4Question: Which elevated directions does the Father give you children in order for you to continue to make constant progress? 5Answer: Children, in order to make progress: 1) Constantly stay on the pilgrimage of remembrance.

4Yād sē hī ātmā key|kī junk nikalēgī . 52 - kabhī bhī bītī kō yād nahī̃ karō aur āgē kē liē kōī āśh na rakhō .

6It is only by having remembrance that the rust on you souls will be removed. 72) Never remember the past or have any expectation of the future.

63 - śharīr nirvāh kē liē karma bhalē karō lēkin jō bhī time milē vah west|waste nahī̃ karō , bāp kī yād mē̃ time saphal karō .

83) Act for the livelihood of your bodies, but don’t waste whatever time you have. 9Use your time in a worthwhile way by remembering the Father.

74 - kam sē kam 8 ghaṇṭā īśhvarīy sēvā karō tō tumhārī unnati hōtī rahēgī .

104) Do Godly service for at least eight hours and you will continue to make progress.

8Ōm śhānti .

11Om shanti.

9Rūhānī bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō athavā ātmāō̃ kō samjhātē haĩ , manuṣhya kahtē haĩ ātmā key|kī responsibility hai paramātmā kē ūpar . 10Vahī sab ātmāō̃ key|kī unnati aur man key|kī śhānti kā rāstā batā saktē haĩ .

12The spiritual Father explains to you spiritual children, that is, to you souls. 13People say that the Supreme Soul has responsibility for souls and that He alone can show all souls the way to make progress and have peace of mind.

11Ātmā rahtī hai bhrakuṭī mē̃ sabsē nyārī .

14Each soul resides in the centre of a forehead, detached from everything else.

12Aksar karkē rōg hōtē haĩ śharīr mē̃ . 13Yahā̃ bhrakuṭī mē̃ nahī̃ .

15Generally, there is some disease in the rest of the body, not in the forehead.

14Bhal sir mē̃ dard paṛēgā parantu jō ātmā kā takht hai vahā̃ kōī taklīph nahī̃ hōgī kyōṅki us takht par ātmā virājmān hai .

16Although you may have a headache, there would be no difficulty where the throne of the soul is because the soul is, seated on that throne.

15Ab ātmā key|kī unnati athavā śhānti dēnē vālā surgeon tō ēk hī paramātmā hai .

17There is only the one Supreme Soul who is the Surgeon who enables souls to make progress and who gives you peace of mind.

16Jab ātmā key|kī unnati hō tab ātmā kō health wealth bhī milē .

18Only when a soul progresses can that soul receive health and wealth.

17Śharīr kō tō kitnā bhī karō ussē kōī unnati nahī̃ hōgī .

19No matter how much you do to your body, there will be no progress through that.

18Śharīr key|kī kuchh na kuchh khiṭpiṭ tō rahtī hī hai .

20There continues to be one conflict or another in bodies.

19Ātmā key|kī unnati tō sivāē bāp K|kē kōī kar na sakē .

21No one, apart from the Father, can bring about the advancement of souls.

20Aur sab duniyā mē̃ śharīr key|kī unnati kā prabandh rachtē haĩ , bākī ātmā key|kī chaṛhtī kalā vā unnati hōtī nahī̃ hai .

22All others in the world find ways for the advancement of bodies, but they provide no advancement or ascending stage for souls.

21Vah tō bāp hī sikhlātē haĩ .

23Only the Father teaches you this.

22Sārā madār ātmā par hai .

24Everything depends on each soul.

23Ātmā hī 16 kalā bantī hai phir ātmā hī bilkul kalā rahit hō jātī hai .

25It is souls that become 16 celestial degrees full, and then it is souls that become totally empty of degrees.

2416 kalāyē̃ bantī haĩ phir kalā cum|kam kaisē hōtī hai , yah bhī bāp hī samjhātē haĩ .

26Souls become 16 celestial degrees full. 27Only the Father explains to you how the degrees of souls decrease.

25Bāp kahtē haĩ satyug mē̃ tumkō bahut sukh thā .

28The Father says: You had a lot of happiness in the golden age.

26Ātmā chaṛhtī kalā mē̃ thī aur satsaṅgō̃ mē̃ ātmā key|kī unnati kaisē hō - yah bāt nahī̃ samjhāī jātī hai .

29Souls had been in the ascending stage. 30At other spiritual gatherings, they don’t explain how souls can progress.

27Vah jismānī naśhē mē̃ rahtē haĩ .

31They stay in physical intoxication.

28Dēh-abhimān hai , bāp tumkō dēhī-abhimānī banātē haĩ .

32They are body conscious, whereas the Father is making you soul conscious.

29Ātmā jō tamōpradhān banī hai unkō satōpradhān banānā hai .

33Souls that have become tamopradhan have to be made satopradhan.

30Yahā̃ sab haĩ rūhānī bātē̃ . 31Vahā̃ haĩ jismānī bātē̃ .

34Everything here is spiritual, whereas everything there is physical.

32Surgeon lōg ēk heart nikāl dūsrā ḍāltē haĩ .

35Surgeons transplant hearts.

33Unkā ātmā sē kōī tailuk nahī̃ .

36That has no connection with souls.

34Ātmā tō bhrakuṭī mē̃ rahtī hai , unkā operation ādi kuchh nahī̃ hōtā .

37Souls reside in the centre of their foreheads. 38They don’t have an operation, etc.

35Achchhā bāp samjhātē haĩ ki ātmā key|kī unnati tō ēk hī bār hōtī hai .

39Achcha. 40The Father explains that souls only make progress once.

36Ātmā jab tamōpradhān hō jātī hai tab ātmā key|kī unnati karnē vālā bāp ātā hai .

41When souls become tamopradhan, the Father who brings about progress for souls comes.

37Unkē bigar kisī bhī ātmā key|kī chaṛhtī kalā hō na sakē .

42Without Him, no soul can go into the ascending stage.

38Bāp kahtē haĩ yah chhī-chhī tamōpradhān ātmāyē̃ mērē pās|pass ā na sakē .

43The Father says: Those dirty, tamopradhan souls cannot come to Me.

39Tumhārē pās|pass jab kōī ātē haĩ tō kahtē haĩ śhānti kaisē milē athavā unnati kaisē hō  ?

44When people come to you, they ask you how there can be peace or how they can progress.

40Parantu yah nahī̃ jāntē ki unnati kē bād ham kahā̃ jāyēṅgē , kyā hōgā  ?

45However, they don’t know where they will go or what will happen after they have progressed.

41Pukārtē haĩ patit sē pāvan banāō .

46They call out: “Come and make the impure ones pure!

42Jīvanmuktidhām mē̃ lē jāō .

47Come and take us to the land of liberation-in-life!”

43Tō ātmāō̃ kō hī lē jāyēṅgē nā .

48So, He would take souls back with Him.

44Śharīr tō yahā̃ khatm hō jāyēṅgē .

49The bodies would be destroyed here.

45Parantu yah bātē̃ kiskī buddhi mē̃ nahī̃ haĩ .

50However, these things are not in anyone’s intellect.

46Yah hai īśhvarīy mat .

51These are God’s directions.

47Bākī vah sab haĩ mānav mat .

52All the rest are the dictates of human beings.

48Īśhvarīy mat sē ēkdam āsmān mē̃ chaṛh jātē hō - śhāntidhām , sukhdhām mē̃ .

53By following God’s directions, you reach the sky; you reach the land of peace and the land of happiness.

49Phir drama anusār nīchē bhī utarnā hī hai .

54Then, according to the drama, you also have to come down.

50Ātmā key|kī unnati kē liē bāp K|kē sivāē aur kōī surgeon nahī̃ .

55There is no Surgeon, apart from the Father, who can enable souls to make progress.

51Surgeon phir tumkō āp samān banātē haĩ .

56The Surgeon then makes you the same as Himself.

52Kōī tō bahutō̃ key|kī unnati achchhī kartē haĩ , kōī medium , kōī third aurō̃ key|kī unnati kartē haĩ .

57Some bring about very good progress in others, some to the medium level and some bring about the third level of progress in others.

53Ātmāō̃ key|kī unnati kā javābdār hai hī ēk bāp .

58Only the one Father is responsible for the progress of souls.

54Duniyā mē̃ yah kiskō mālūm nahī̃ hai .

59No one in the world knows this.

55Bāp kahtē haĩ in sādhuō̃ ādi kā bhī uddhār karnē maĩ ātā hū̃ .

60The Father says: I come to uplift those sages, etc.

56Pahlē jab ātmā ātī hai tō pavitra hī ātī hai .

61When souls first come down, they are pure.

57Ab bāp āyē haĩ sabkī unnati karnē .

62The Father has now come to bring about progress in everyone.

58Number-vār puruṣhārth anusār tumhārī dēkhō kitnī unnati hō jātī hai .

63Look, you are continuing to make progress, numberwise, according to the efforts you make.

59Vahā̃ tumkō śharīr bhī first class miltā hai .

64There, you will receive first-class bodies.

60Bāp hai hī avināśhī surgeon .

65The Father is the imperishable Surgeon.

61Vahī ākar tumhārī unnati kartē haĩ .

66He alone comes and brings about progress for you.

62Tō tum ūñch tē ūñch apnē sweet home mē̃ chalē jāyēṅgē .

67So, you will then go to your highest-on-high sweet home.

63Vō lōg moon par jātē haĩ .

68Those people go to the moon.

64Avināśhī surgeon tumkō unnati prāpt karānē liē kahtē haĩ māmēkam yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

69In order for you to make progress, the imperishable Surgeon says: Constantly remember Me alone and your sins will be absolved.

65Bāp viśhva K|kē bachchō̃ kō liberate kartē haĩ .

70The Father liberates the children of the world.

66Jab tum svarg mē̃ jāyēṅgē tab aur sab śhāntidhām mē̃ hōṅgē .

71When you go to heaven, all the rest will be in the land of peace.

67Bāp kitnā wonderful kārya kartē haĩ .

72The Father carries out such a wonderful task.

68Kamāl hai bāp key|kī  !

73It is the wonder of the Father!

69Tab kahtē haĩ tumhārī gati mat tum hī jānō .

74This is why it is said: “Only You know Your ways and means.”

70Ātmā mē̃ hī mat hai , ātmā alag hō jāē tō mat mil na sakē .

75The directions are given to souls. 76If a soul were to become separated, he could not receive directions.

71Īśhvarīy mat sē chaṛhtī kalā , mānav mat sē utartī kalā-yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

77There is the ascending stage through God’s directions and the descending stage through human dictates: this is also fixed in the drama.

72Vō lōg samajhtē haĩ abhī svarg ban gayā hai .

78Those people think that it is heaven now.

73Āgē chalkar mālūm paṛēgā ki yah nark hai vā svarg .

79As you make further progress you will know whether this is hell or heaven.

74Bhāṣhā kē ūpar kitnā haṅgāmā kartē haĩ .

80They create so much upheaval over language.

75Duḥkhī haĩ nā .

81They are unhappy.

76Svarg mē̃ duḥkh hōtā nahī̃ .

82There is no sorrow in heaven.

77Earthquake bhī nahī̃ hōgī .

83There won’t even be earthquakes.

78Ab purānī duniyā kā vināśh hōnā hai phir svarg ban jāyēgā .

84The old world is now to be destroyed and heaven will be created.

79Phir ādhākalp vah bhī gum hō jātā hai .

85Then, after half a cycle, even that will disappear.

80Kahtē haĩ dvārikā sāgar kē nīchē chalī gaī .

86They say that Dwaraka sank beneath the ocean.

81Sōnē key|kī chīzē̃ nīchē dab gaī haĩ .

87Things of gold have become buried down below.

82Sō tō jarūr earthquake sē nīchē jāyēṅgī .

88They would surely go down below in earthquakes.

83Samudra kō thōṛēhī khōdkar nikālē̃gē .

89They do not dig beneath the ocean and bring them out.

84Dhartī kō khōdtē haĩ , vahā̃ sē māl nikāltē haĩ .

90When they dig beneath the ground, they find treasures there.

85Bāp kahtē haĩ maĩ sabkā upkār kartā hū̃ .

91The Father says: I uplift everyone.

86Mērā phir sab apkār kartē , gālī dētē .

92Then, everyone defames and insults Me.

87Maĩ tō apkārī kā bhī upkār kartā hū̃ , tō mērī jarūr mahimā hōnī chāhiē .

93I even uplift those who defame Me. 94So, there should definitely be praise of Me.

88Bhakti mārg mē̃ dēkhō kitnā mān hai .

95Look how much respect they have on the path of devotion.

89Tum bachchē bhī bāp key|kī kitnī mahimā kartē hō . 90Chitra mē̃ 32 guṇ dikhāyē haĩ .

96You children too praise the Father so much; you have shown 32 virtues in the poster.

91Abhī tum bhī bāp jaisē guṇvān ban rahē hō tō kitnā puruṣhārth karnā chāhiē .

97You are now becoming as virtuous as the Father, and so you should also make as much effort.

92Time west|waste nahī̃ karnā chāhiē .

98Don’t waste your time.

93Bahut highest bāp paṛhātē haĩ tō rōz zarūr paṛhnā chāhiē .

99The highest of all Father is teaching you and so you have to study everyday.

94Yah avināśhī bāp bhī hai , teacher bhī hai , pichhāṛī mē̃ ānē vālē purānō̃ sē bhī tīkhē jā rahē haĩ .

100That One is the imperishable Father and also the Teacher. 101Those who have come later are going ahead of the older ones.

95Ab sārī duniyā key|kī unnati hō rahī hai - bāp dvārā .

102The whole world is now making progress through the Father.

96Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī guṇvān banānē vālā bāp hai , sabkō dēnē vālā hai .

103It was the Father who made Shri Krishna virtuous. 104He is the One who gives to everyone; all others take.

97Bākī sab lētē haĩ . 98Yah gharānā ban rahā hai - number-vār puruṣhārth anusār .

105This dynasty is being created, numberwise, according to the efforts you make.

99Bēhad kā bāp dēkhō kitnā mīṭhā aur kitnā pyārā hai .

106Look how sweet and lovely the unlimited Father is!

100Ūñchē tē ūñchē bāp dvārā ab sabkī unnati hō rahī hai .

107All of you are now making progress through the highest-on-high Father.

101Bākī tō sabkō sīṛhī utarnī hai .

108Everyone else has to come down the ladder.

102Kamāl hai bāp key|kī .

109It is a wonder of the Father!

103Bhal khāō-piō sab kuchh karō sirph bābā K|kē guṇ gāō .

110You may eat, drink and do whatever else you do, but simply sing praise of the Father.

104Aisē nahī̃ bābā key|kī yād mē̃ rahnē sē khānā nahī̃ khā saktē .

111It isn’t that by staying in remembrance of Baba you are unable to eat.

105Rāt kō phursat bahut miltī hai .

112You have a lot of time available at night.

1068 ghaṇṭā tō phursat hai .

113You have at least eight hours.

107Bāp kahtē haĩ kam sē kam 8 ghaṇṭā is government key|kī service karō .

114The Father says: At least do a minimum of eight hours’ service for this Government.

108Jō bhī āyē unkō ātmā key|kī unnati kē liē rāstā batāō .

115Show anyone who comes here the way for souls to progress.

109Jīvanmukti mānā viśhva kā mālik aur mukti mānā brahmāṇḍ kā mālik .

116“Liberation-in-life” means to be a master of the world and “liberation” means to be a master of Brahmand.

110Yē samjhānā tō sahaj hai nā .

117It is easy to explain this.

111Parantu takdīr mē̃ nahī̃ hai tō tadbīr kyā kar sakē̃gē .

118However, if it is not in the fortune of some, what effort would they make?

112Bāp samjhātē haĩ ki bāp kī yād sivāē ātmā key|kī junk nikal nahī̃ saktī .

119The Father explains: The rust on souls cannot be removed without them having remembrance of the Father.

113Bhal gyān sārā din sunāō parantu ātmā key|kī unnati kā upāya yād K|kē sivāē aur kōī nahī̃ .

120Even though you might give knowledge throughout the whole day, you souls cannot make progress without having remembrance.

114Bāp bachchō̃ kō bahut pyār sē rōz-rōz samjhātē haĩ parantu apnī unnati kartē haĩ vā nahī̃ kartē haĩ , vah har ēk khud samajh saktē haĩ .

121The Father explains to you children every day with a lot of love, but each one of you can understand for yourself whether you are progressing or not.

115Yah sirph tum nahī̃ suntē hō parantu sab centres vālē bachchē suntē haĩ .

122It isn’t just you children here who hear this, but children at all the centres hear this.

116Yah tape rakhī hai .

123This tape machine is kept here.

117Yah bhī apnē mē̃ āvāz bharkar jātī hai - service par . 118Yah bahut service dētī hai .

124It records the sound on itself and goes on service; it does a lot of service.

119Bachchē samajhtē haĩ śhivbābā key|kī murlī ham suntē haĩ .

125The children then understand that they are listening to Shiv Baba’s murli.

120Tumhārē dvārā sunnē sē indirect hō jātā hai phir yahā̃ ātē haĩ direct sunnē kē liē .

126When they hear it through you, it becomes indirect and then they come here to listen to it directly.

121Phir bābā brahmā mukh dvārā sunātē haĩ athavā mukh dvārā gyān amr̥it dētē haĩ .

127Baba speaks it through the mouth of Brahma, that is, He gives the nectar of knowledge through the mouth.

122Is samay duniyā tamōpradhān hō gaī hai tō us par gyān kī varṣhā chāhiē .

128At this time, the world has become tamopradhan and so it needs to have the rain of this knowledge over it.

123Vah pānī key|kī varṣhā tō bahut hōtī hai .

129There is a lot of rain water. 130No one can become pure with that water.

124Us pānī sē tō kōī pāvan ban nahī̃ saktā .

131All of this is a matter of knowledge.

125Yah hai sārī gyān key|kī bāt .

132The Father says: Now wake up!

126Bāp kahtē haĩ ab jāgō , maĩ tumkō śhāntidhām lē jātā hū̃ .

133I am taking you to the land of peace. 134There is progress for you souls in this.

127Ātmā key|kī unnati bhī ismē̃ hai , bākī sab haĩ jismānī bātē̃ .

135All the rest are physical things. 136Only you listen to spiritual things.

128Rūhānī bātē̃ sirph tum hī suntē hō .

137Only you become multimillionaires and fortunate.

129Padampati , bhāgyaśhālī sirph tum hī bantē hō .

138The Father is the Lord of the Poor. 139Only the poor hear this.

130Bāp hai garīb nivāz . 131Garīb hī suntē haĩ , tab bāp kahtē haĩ ahilyāō̃ , gaṇikāō̃ kō bhī samjhāō .

140This is why the Father says: Give this knowledge to those who have stone intellects and those who are without virtues.

132Satyug mē̃ aisī bātē̃ nahī̃ hōtī .

141Such things do not exist in the golden age.

133Vah hai bēhad kā śhivālay .

142That is an unlimited Shivalaya.

134Ab hai bēhad kā vēśhyālay , bilkul hī tamōpradhān haĩ .

143It is now an unlimited brothel; it is completely tamopradhan.

135Issē jāstī margin nahī̃ hai .

144There is no more margin for it.

136Ab is patit duniyā kō change hōnā hai .

145This impure world now has to change.

137Bhārat mē̃ rām rājya aur rāvaṇ rājya hōtā hai .

146There is the kingdom of Rama and the kingdom of Ravan in Bharat.

138Jab anēk dharm hō jātē haĩ tab aśhānti hō jātī hai .

147When there are innumerable religions, there is peacelessness.

139Laṛāī tō lagtī hī rahtī hai .

148War continues to take place all the time.

140Ab tō bahut zōr sē laṛāī lagēgī .

149War is now to take place with great force.

141Kaṛī laṛāī lag phir band hō jāyēgī kyōṅki rājāī bhī sthāpan hō , karmātīt avasthā bhī hō .

150A very strong war will take place and then end, because the kingdom will have been established and you will have reached your karmateet stage.

142Abhī tō kōī kah na sakē .

151At the moment, no one can say when.

143Vah avasthā āyēgī tō paṛhāī pūrī hō jāyēgī .

152When that stage does come, this study will end.

144Phir transfer hō jāyēṅgē - apnē puruṣhārth anusār .

153You will then be transferred according to the efforts you made.

145Is bhambhōr kō āg tō lagnī hai . 146Phaṭāphaṭ vināśh hō jāyēgā .

154This haystack will catch fire and destruction will take place instantly.

147Unkō khūnī nāhēk khēl kahā jātā hai . 148Nāhēk sab mar jāyēṅgē .

155That is said to be bloodshed without cause; everyone will die unnecessarily.

149Rakta kī nadiyā̃ bahē̃gī .

156Rivers of blood will flow.

150Phir ghī dūdh key|kī nadiyā̃ bahē̃gī .

157Then, rivers of ghee and milk will flow.

151Hāhākār sē jayjaykār hōgī . 152Bākī sab agyān nidrā mē̃ sōtē-sōtē hī khatm hō jāyēṅgē .

158After the cries of distress, there will be cries of victory. 159All the rest will die while sleeping in the sleep of ignorance.

153Baṛī yukti sē sthāpanā hōtī hai .

160Establishment has to take place very tactfully.

154Vighna bhī paṛē̃gē , atyāchār bhī hōṅgē .

161There will also be obstacles and assaults.

155Ab mātāō̃ dvārā svarg kā dvār khultā hai .

162The gates to heaven are opening through the mothers.

156Haĩ tō puruṣh bhī bahut parantu mātā janm dētī hai tō unkō puruṣh sē izāphā jyādā miltā hai .

163There are also many men but, because women give birth, they receive a greater reward than the men. 164Everyone will go to heaven, numberwise.

157Svarg mē̃ tō number-vār sab jāyēṅgē kōī dō janm male|mail|mēl K|kē bhī ban saktē haĩ , hisāb-kitāb jō drama mē̃ nūndh hai vahī hōtā hai .

165Some can still take birth as a male twice consecutively. 166It will take place according to the accounts fixed in the drama.

158Ātmā key|kī unnati hōnē sē kitnā fark paṛ jātā hai .

167When there is progress of souls, there is so much difference.

159Kōī tō ēkdam highest ban jātā hai kōī tō bilkul lowest .

168Some become the very highest and some become the very lowest.

160Kahā̃ rājā tō kahā̃ prajā . 161Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō bāp samjhātē haĩ ab puruṣhārth karō .

169There is a vast difference between the kings and the subjects. 170The Father says to you sweetest children: Now make effort!

162Yōg sē pavitra banō tab dhārṇā hō .

171Become pure by having yoga and dharna can then take place!

163Mañzil bahut ūñchī hai .

172The destination is very high.

164Apnē kō ātmā samajh bahut pyār sē bāp kō yād karnā hai .

173You have to consider yourselves to be souls and remember the Father with a lot of love.

165Ātmā kā paramātmā kē sāth love hai nā .

174Souls love the Supreme Soul.

166Yah hai rūhānī love , jissē ātmā key|kī unnati hōtī hai .

175This is spiritual love through which souls make progress.

167Jismānī love sē gir paṛtē haĩ .

176Souls fall through physical love.

168Takdīr mē̃ nahī̃ hai tō bhāgantī hō jātē haĩ .

177When some don’t have it in their fortune, they become those who run away.

169Yagya key|kī baṛī sambhāl chāhiē .

178The sacrificial fire (yagya) has to be looked after.

170Mātāō̃ key|kī pāī-pāī sē yagya key|kī service hō rahī hai .

179The sacrificial fire (yagya) is being served with every penny of the mothers.

171Yahā̃ garīb hī sāhūkār bantē haĩ .

180Here, it is the poor who then become wealthy.

172Sārā madār paṛhāī par hai .

181Everything depends how you on study.

173Tum abhī sadā suhāgin bantī hō-yah sabkō feeling ātī hai .

182You are now becoming those who have the fortune of being wed. 183All of you have this feeling.

174Mālā kā dānā bannē vālō̃ kō kitnī achchhī feeling chāhiē .

184Those who are to become beads of the rosary need to have such a good feeling.

175Śhivbābā kō yād kartē , service kartē rahō tō bahut unnati hō saktī hai .

185Continue to remember Shiv Baba and do service and you can make a lot of progress.

176Śhivbābā key|kī service mē̃ śharīr bhī nyōchhāvar karnā chāhiē .

186You have to even surrender your body for Shiv Baba’s service.

177Sārā din naśhā rahē - yah māsī kā ghar nahī̃ hai .

187To have that intoxication throughout the day is not like going to your aunty’s home!

178Dēkhnā hai hamnē apnī kitnī unnati kī hai .

188You have to check how much progress you have made.

179Bābā kahtē haĩ - bītī kō yād na karō . 180Āgē key|kī kōī āśh mat rakhō .

189Baba says: Do not remember the past and don’t have any expectations of the future.

181Śharīr nirvāh arth|earth karma tō karnā hai .

190You have to act for your livelihoods.

182Jō time milē usmē̃ bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

191Whatever time you have, remember the Father and your sins will be absolved.

183Bābā bā̃dhēliyō̃ kō bhī samjhātē haĩ ki tumhē̃ pati kō bahut namratā pyār sē samjhānā hai , kōī mārē tō un par phūlō̃ key|kī varṣhā karō .

192Baba even explains to those who are in bondage: You have to explain to your husband with a lot of humility and love. 193If he beats you, you have to shower him with flowers.

184Apnē kō bachānē key|kī baṛī yukti chāhiē .

194You need great tact in order to save yourself.

185Ôkhē̃ baṛī śhītal chāhiē . 186Kabhī hilē̃ nahī̃ .

195Your eyes need to be very cool; they must never fluctuate.

187Is par aṅgad kā bhī misāl hai , bilkul aḍōl thā .

196There is the example of Angad in this. 197He was completely unshakeable.

188Tum sab mahāvīr hō , jō kuchh past huā unkō yād nahī̃ karnā hai .

198All of you are mahavirs. 199Whatever has happened in the past, you mustn’t remember it.

189Sadaiv harṣhit rahnā hai .

200Remain constantly cheerful.

190Drama par aṭal rahnā hai .

201Remain firm on the drama.

191Bāp khud kahtē haĩ maĩ bhī drama K|kē bandhan mē̃ bāndhā huā hū̃ .

202The Father Himself says: I too am bound by the bonds of the drama.

192Bākī aur kōī bāt nahī̃ .

203There is nothing else to it.

193Śhrīkr̥iṣhṇa kē liē likhā hai svadarśhan chakra sē mārā .

204It is written of Krishna that he killed devils with the discus of self-realisation.

194Yah sab kathāyē̃ haĩ .

205All of those are stories.

195Bāp tō hiṅsā kar na sakē .

206The Father cannot commit violence.

196Yah tō bāp teacher hai , mārnē key|kī bāt nahī̃ hai .

207That Father is also the Teacher; there is no question of Him killing anyone.

197Yah bātē̃ sab is samay kī haĩ .

208All of those things refer to the present time.

198Ēk taraph ḍhēr manuṣhya haĩ dūsrē taraph tum hō , jinkō ānā hōgā ātē rahē̃gē . 199Kalp pahlē misal pad pātē rahē̃gē .

209On one side, there are many human beings and on the other side, there are you. 210Those who want to come will continue to come; they will continue to receive their status as they did in the previous cycle.

200Ismē̃ chamatkār key|kī bāt nahī̃ .

211There is no question of a miracle in this. 212The Father is merciful.

201Bāp merciful hai , duḥkh hartā sukh kartā hai , phir duḥkh kaisē dēgē .

213He is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness. 214Therefore, how could He cause sorrow?

202Achchhā  !

215Achcha.

203Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

216To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

204Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

217The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

205Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

218Essence for dharna:

2061 ) kam sē kam 8 ghaṇṭā īśhvarīy government key|kī service kar apnā time saphal karnā hai .

219 1. Do at least eight hours service for the Godly Government and use your time in a worthwhile way.

207Bāp jaisā guṇvān bannā hai .

220Become as virtuous as the Father.

2082 ) jō bītā usē yād nahī̃ karnā hai .

221 2. Don’t remember the past.

209Bītī kō bītī kar sadaiv harṣhit rahnā hai .

222Let the past be the past and remain constantly cheerful.

210Drama par aḍōl rahnā hai .

223Remain unshakeable on the drama.

211Vardān  : saṅkalp , bōl aur karma K|kē vyarth kō samarth mē̃ parivartan karnē vālē holy hans bhav

224Blessing: May you transform wasteful thoughts, words and deeds into powerful ones and thereby become a holy swan. 225 A holy swan means someone who transforms wasteful thoughts, words and deeds into powerful ones. 226This is because waste is like a stone and stones have no value; jewels have value.

212Holy hans kā arth|earth hai - saṅkalp , bōl aur karma K|kē vyarth kō samarth mē̃ parivartan karnē vālē kyōṅki vyarth jaisē patthar hōtā hai , patthar key|kī value nahī̃ , ratna key|kī value hōtī hai . 213Holy hans phauran parakh lētā hai ki yē kām key|kī chīz nahī̃ hai , yē kām kī hai .

227A holy swan instantly recognises whether something is of use or not. 228While doing anything, simply let this awareness emerge: “We are knowledge-full Raja yogi souls who have ruling power and controlling power and nothing can go to waste.” 229This awareness will make you into a holy swan.

214Karma kartē sirph yah smr̥iti emerge rahē ki ham rājyōgī knowledgeful ātmāyē̃ ruling aur controlling power vālī haĩ , tō vyarth jā nahī̃ saktā . 215Yah smr̥iti holy hans banā dēgī . 216Slōgan  : jō svayã kō is dēh rūpī makān mē̃ mēhmān samajhtē haĩ vahī nirmōhī rah saktē haĩ . 217Avyakti silence dvārā double light phariśhtā sthiti kā anubhav karō

230Slogan: Someone who considers himself to be a guest in the home of this body is able to remain free from attachment.

218Jaisē jab kōī aisā din hōtā hai tō chaltē-phirtē traffic kō bhī rōk kar tīn minute silence key|kī practice karātē haĩ . 219Chaltē huē sabhī kāryō̃ kō stop kar lētē haĩ .

231*** Om Shanti *** 232With avyakt silence, experience the double light angelic stage 233On a commemorative day, all traffic is stopped and three minutes silence is observed.

220Aisē āp bhī kōī kārya kartē hō yā bāt kartē hō tō bīch-bīch mē̃ yah saṅkalpō̃ key|kī traffic kō stop karnē kā abhyās karō .

234All activities are stopped. 235In the same way, whether you are doing something or talking, practise stopping the traffic of thoughts every now and then.

221Ēk minute kē liē bhī man K|kē saṅkalpō̃ kō , chāhē śharīr dvārā chaltē huē karma kō bīch mē̃ rōk kar apnē phariśhtē svarūp mē̃ sthit hō jāō .

236Stop the thoughts in your mind for even a minute, and whatever work you may be doing physically with your body, stop that and stabilise yourself in your angelic form.