रविवार 21 जनवरी 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

021-01-24 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 18-01-98 madhuban

0 21/01/24 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 18/01/1998 1In order to serve others with a current of light and might (sakaash),

1Sakāśh dēnē key|kī sēvā karnē kē liē lagāvmukt ban bēhad K|kē vairāgī banō

2become free from attachment and have unlimited disinterest. 3This day is a special day of love.

2Āj kā din viśhēṣh snēh kā din hai . 3Amr̥itvēlē sē lēkar chārō̃ ōr K|kē bachchē apnē dil K|kē snēh kō bāpdādā K|kē arth|earth arpit kar rahē thē .

4From amrit vela, children from all directions have been offering love from their hearts to BapDada. 5The garlands of all the children's pearls of love were continually being placed around BapDada's neck.

4Sarv bachchō̃ K|kē snēh K|kē mōtiyō̃ key|kī mālāyē̃ bāpdādā K|kē galē mē̃ paṛtī jā rahī thī .

6On this day, on one side, there were garlands of the pearls of love, and, on the other side, there were garlands of sweet complaints too.

5Āj K|kē din ēk taraph snēh K|kē mōtiyō̃ key|kī mālāyē̃ , dūsrē taraph mīṭhē-mīṭhē ulhanō̃ key|kī mālāyē̃ bhī thī .

7However, Baba saw this year that the complaints were different. 8Previously, the complaints were: “You should have taken us with you!”

6Lēkin is varṣh ulhanō̃ mē̃ antar dēkhā .

9“We didn't receive sustenance from the sakar form.”

7Pahlē ulhanē̃ hōtē thē hamē̃ bhī sāth lē jātē , hamnē sākār pālnā nahī̃ lī … .

10This year, the majority of complaints came from those who wanted to become equal to the father and go to Baba.

8Is varṣh majority kā ulhanā yah rahā ki ab bāp samān ban āpkē pās|pass pahũch jāē̃ .

11The majority had very good zeal and enthusiasm to become equal. 12Their desire to become equal is very deep.

9Samān bannē kā umaṅg-utsāh majority mē̃ achchhā rahā .

13“Let me become equal to You and come to You”.

10Samān bannē key|kī ichchhā bahut tīvr hai , ban jāyē̃ aur ā jāyē̃ , yah saṅkalp rūhrihān mē̃ bahut bachchō̃ kā rahā .

14This was the thought that many children had in their heart-to-heart conversations. 15BapDada also says to the children: May you become equal!

11Bāpdādā bhī yahī bachchō̃ kō kahtē haĩ - samān bhav , sampann bhav , sampūrṇ bhav .

16May you become complete! 17May you be perfect! 18The way to become this for all time is very easy.

12Iskā sādhan sadā kē liē bahut sahaj hai , sabsē sahaj sādhan hai - sadā snēh K|kē sāgar mē̃ samā jāō .

19The easiest way is to remain constantly merged in the Ocean of Love, just as you were merged in love today.

13Jaisē āj kā din snēh mē̃ samāyē huē thē aur kuchh yād thā  ?

20Did you remember anything else? 21Did you remember anyone other than BapDada?

14Sivāē bāpdādā K|kē aur kuchh yād rahā  ?

22Whilst sitting and walking, you remained merged in love.

15Uṭhtē , baiṭhtē snēh mē̃ samāyē rahē . 16Chaltē-phirtē kyā yād rahā  ?

23What did you remember whilst you were walking and moving around?

17Brahmā bāp K|kē charitra aur chitra , chitra bhī sāmnē rahā aur charitra bhī smr̥iti mē̃ rahē .

24Brahma Baba's divine activities and his image. 25His image was in front of you and his divine activities were in your awareness.

18Sabhī nē snēh kā anubhav āj viśhēṣh kiyā nā  ?

26All of you specially experienced this love today, did you not?

19Mēhnat lagī  ?

27Did you find it difficult?

20Sahaj hō gayā nā  !

28It was easy, was it not?

21Snēh aisī śhakti hai jō sab kuchh bhulā dētī hai . 22Na dēh yād ātī , na dēh key|kī duniyā yād ātī .

29Love is such a power that it makes you forget everything else; you neither remember your body nor the bodily world.

23Snēh mēhnat sē chhuṛā dētā hai .

30Love frees you from labouring.

24Jahā̃ mōhabbat hōtī hai vahā̃ mēhnat nahī̃ hōtī hai .

31Where there is love, there is no labour.

25Snēh sadā sahaj bāpdādā kā hāth apnē ūpar anubhav karātā hai .

32Love easily and constantly enables you to experience BapDada's hand over you.

26Snēh chhatrachhāyā ban māyājīt banā dētā hai .

33Love becomes a canopy of protection and enables you to conquer Maya.

27Kitnī bhī baṛī samasyā rūpī pahāṛ hō , snēh pahāṛ kō bhī pānī jaisā halkā banā dētā hai .

34No matter how big a mountain of problems there may be, love makes that mountain as light as water. 35So, you know how to remain merged in love, do you not?

28Tō snēh mē̃ rahnā ātā hai nā  ?

36You experienced this by remaining merged in love today, did you not?

29Āj rahkar dēkhā nā  !

37Did you remember anything else?

30Kuchh yād rahā  ?

38You didn't, did you?

31Nahī̃ rahā nā  !

39There was nothing but “Baba!

32Bābā , bābā aur bābā … ēk hī yād mē̃ lavlīn rahē .

40Baba!” and “Baba”. 41You remained absorbed in the love of One.

33Tō bāpdādā kahtē haĩ aur kōī puruṣhārth nahī̃ karō , snēh K|kē sāgar mē̃ samā jāō .

42So BapDada says: Make no effort other than that of remaining merged in the Ocean of Love.

34Samānā ātā hai  ?

43Do you know how to remain merged?

35Kabhī-kabhī bachchē snēh K|kē sāgar mē̃ samātē haĩ lēkin thōṛā sā samay samāyā , phir bāhar nikal ātē haĩ .

44Sometimes, children merge in the Ocean of Love, but they only remain merged for a short time and then come out again. 45One moment, they say, "Baba!

36Abhī-abhī kahē̃gē bābā , mīṭhā bābā , pyārā bābā aur abhī-abhī bāhar nikaltē aur bātō̃ mē̃ lag jātē haĩ .

46Sweet Baba! 47Lovely Baba", and the next moment, as soon as they come out of the Ocean, they become engrossed in other matters.

37Bas sirph thōṛī-sī jaisē kōī ḍubkī lagākē nikal ātā hai nā , aisē snēh mē̃ samāyā , ḍubkī lagāī , nikal āyē .

48It is just like someone taking a dip in an ocean: they merge in love, take a dip and then come out. 49Remain merged!

38Samāyē rahō , tō snēh key|kī śhakti sabsē sahaj mukt kar dēgī .

50The power of love will then easily free you from everything else.

39Sabhī bachchō̃ kō brāhmaṇ janm K|kē ādi kā anubhav , snēh nē brāhmaṇ banāyā .

51The experience of love at the beginning of your Brahmin life made you into Brahmins.

40Snēh nē parivartan kiyā .

52Love brought about transformation.

41Apnē janm K|kē ādi samay kā anubhav yād hai nā  ?

53You do remember the experience at the start of your present birth?

42Gyān aur yōg tō milā lēkin snēh nē ākarṣhit kar bāp kā banāyā .

54You received knowledge and were taught yoga, but it was love that attracted you and made you belong to the Father.

43Agar sadā snēh key|kī śhakti mē̃ rahō tō sadā kē liē mēhnat sē mukt hō jāyēṅgē .

55If you constantly maintain the power of love, you become free from labouring for all time.

44Vaisē bhī mukti varṣh manā rahē haĩ nā .

56In any case, you are celebrating this year as the year of freedom.

45Tō mēhnat sē bhī mukt , uskā sādhan hai - snēh mē̃ samāyē huē rahō .

57Therefore, become free from labouring; the way to do this is to remain merged in love.

46Snēh kā anubhav sabhī kō hai nā  ? 47Yā nahī̃ hai  ?

58All of you have the experience of love, do you not?

48Agar kisī sē bhī pūchhē̃gē ki bāpdādā sē sabsē jyādā snēh kiskā hai  ? 49Tō sabhī hāth uṭhāyēṅgē mērā hai .

59Or, do you not have this experience? 60If any of you were asked: "Who has the most love for BapDada?", each of you would raise your hand and say, "I do".

50 ( sabnē hāth hilāyā ) silence kā hāth uṭhāō , āvāj vālā nahī̃ .

61(Everyone raised their hands.) 62Raise your silent hands, not your noisy ones.

51Tō bāpdādā āj yahī kahtē haĩ ki snēh key|kī śhakti sadā kārya mē̃ lagāō .

63BapDada is telling all of you today: Constantly use the power of love for every task!

52Sahaj hai nā  !

64It is easy, is it not?

53Yōg lagātē hō - dēh bhūl jāē , dēh key|kī duniyā bhūl jāē , māyājīt banē̃ .

65You have yoga to forget your bodies, to forget the bodily world and to become conquerors of Maya.

54Jab snēh key|kī chhatrachhāyā mē̃ rahē̃gē , tō snēh key|kī chhatrachhāyā K|kē andar māyā nahī̃ ā saktī hai .

66When you remain under the canopy of protection of love, Maya cannot come under the canopy of protection of love.

55Snēh K|kē sāgar kēbāhar ātē hō nā tō māyā dēkh lētī hai aur apnā banā lētī hai , nikalō hī nahī̃ .

67When you come out of the Ocean of Love, Maya sees you and makes you belong to her. 68So, do not come out of the Ocean, but remain constantly merged.

56Samāyē rahō . 57Snēhī kōī bhī kārya kartē huē snēhī kō nahī̃ bhūl saktā .

69Someone who has love for another would not forget the one that he loves, no matter what task he may be carrying out.

58Snēh mē̃ khōyā huā her|har kārya kartā .

70That one would perform every task whilst remaining lost in love.

59Tō jaisē āj K|kē din khōyē rahē , aisē sadā snēh mē̃ nahī̃ rah saktē hō kyā  ?

71So, just as you remained lost in love today, are you not also able to remain constantly absorbed in love?

60Snēh sahaj hī samān banā dēgā kyōṅki jiskē sāth snēh hai us jaisā bannā , yah muśhkil nahī̃ hōtā hai .

72Love easily makes you equal, because to become like the one you love is not difficult. 73You have love for Father Brahma in your hearts.

61Brahmā bāp sē dil kā pyār hai , brahmā bāp kā bhī bachchō̃ sē ati snēh hai . 62Sadā ēk-ēk bachchē kō emerge kar viśhēṣh samān bannē key|kī sakāśh dētē rahtē haĩ .

74Father Brahma also has deep love for you children. 75He constantly makes each and every child emerge and gives them a special current of light (sakaash) to make them equal.

63Jaisē past jīvan mē̃ ēk-ēk ratna kō dēkhtē , har ēk ratna K|kē mūlya kō jāntē viśhēṣh kārya mē̃ lagātē , aisē abhī bhī ēk-ēk ratna kō viśhēṣh rūp sē viśhēṣhtā kō kārya mē̃ lagānē kā sadā saṅkalp dētē rahtē .

76In his past life, knowing the value of each jewel, he would use a particular jewel for a special piece of jewellery. 77In the same way, even now, he constantly considers using particular jewels with their specialities for special tasks.

64Aur har ēk K|kē viśhēṣhtā key|kī vāh-vāh gātē rahtē .

78He constantly sings, “Wah! 79Wah!” for the speciality of each one.

65Vāh mērā amūlya ratna .

80Wah! my invaluable jewel!

66Kaī bachchē sōchtē haĩ ki brahmā bāp vatan mē̃ kyā kartē haĩ  ?

81Many children wonder what Father Brahma does in the subtle region.

67Ham tō yahā̃ sēvā kartē rahtē aur brahmā bāp vahā̃ vatan mē̃ kyā kartē  ?

82They ask: "We are doing service here, but what does Father Brahma do in the subtle region?"

68Lēkin bāp kahtē haĩ jaisē sākār rūp mē̃ sadā bachchō̃ kē sāth rahē , aisē vatan mē̃ bhī rahtē haĩ .

83However, the Father says: Just as he was always with the children in the sakar form, similarly, he now stays in the subtle region.

69Bachchō̃ kē sāth hī rahtē haĩ , akēlē nahī̃ rahtē haĩ .

84He stays with the children there too; he is not alone.

70Bachchō̃ K|kē binā bāp kō bhī majā nahī̃ ātā .

85The Father doesn't enjoy himself without the children.

71Jaisē bachchō̃ kō bāp K|kē binā kuchh sūjhtā nahī̃ , aisē bāp kō bhī bachchō̃ K|kē binā aur kuchh nahī̃ sūjhtā .

86Just as the children are not able to think of anything without the father, similarly, the father too cannot think of anything without the children.

72Akēlē nahī̃ rahtē haĩ , sāth mē̃ rahtē haĩ .

87He does not stay there alone; he stays with you.

73Sākār mē̃ tō sāth kā anubhav sākār rūp mē̃ thōṛē bachchē kar saktē thē , ab tō avyakt rūp mē̃ , her|har bachchē kē sāth jis samay chāhē , jab chāhē sāth nibhātē rahtē haĩ . 74Jaisē chitrō̃ mē̃ dikhātē haĩ nā - unhōnnē ēk-ēk gōpī kē sāth kr̥iṣhṇa kō dikhā diyā lēkin yah is samay kā gāyan hai . 75Ab avyakt rūp mē̃ her|har bachchē kē sāth jab chāhē , chāhē rāt kō dō bajē , aṛhāī bajē haĩ , kisī bhī time sāth nibhātē rahtē haĩ . 76Sākār mē̃ tō centres par chakkar lagānā kabhī-kabhī hōtā lēkin ab avyakt rūp mē̃ tō pavitra pravr̥itti mē̃ bhī chakkar lagātē haĩ .

88Very few children were able to experience his company in the corporeal form.

77Bāp kō kām hī kyā hai , bachchō̃ kō samān banākē sāth lē jānā , yahī tō kām hai nā aur kyā hai  ? 78Tō isī mē̃ hī busy rahtē haĩ .

89Now, in the subtle form, he constantly fulfils the responsibility of companionship with every child at whatever time they want and whenever they want.

79Tō āj K|kē din bāpdādā bachchō̃ kō viśhēṣh mēhnat sē mukt bhav kā vardān dētē haĩ .

90In the pictures, Krishna has been shown with each and every gopi; that is a memorial of this time.

80Kōī bhī kārya karō tō double light bankē kārya karō , tō mēhnat manōrañjan anubhav karē̃gē kyōṅki bāpdādā kō bachchō̃ key|kī mēhnat karnā , yuddha karnā , hār aur jīt kā khēl karnā - yah achchhā nahī̃ lagtā .

91Now, through his avyakt form, he fulfils the responsibility of companionship with every child, no matter what time of the day or night it may be, even if it is 2.00 am or 2.30am. 92In the sakar form, he would only visit the centres sometimes.

81Tō mukt varṣh manā rahē hō nā  ! 82Manā rahē hō yā mēhnat mē̃ lagē huē hō  ?

93Now, however, he goes in his avyakt form to visit pure households too. 94What else does the father have to do?

83Āj K|kē din viśhēṣh yah vardān yād rakhnā - mēhnat sē mukt bhav .

95He has to make you children equal and take you back home with him. 96This is what he has to do.

84Yah saṅgamyug mēhnat sē mukt hōnē kā yug hai .

97What else does he have to do? 98So, he remains busy doing this.

85Mauj mē̃ rahnē kā hai . 86Agar mēhnat hai tō mauj nahī̃ hō saktī hai .

99So, today, BapDada is specially giving you children the blessing of becoming free from labouring.

87Ēk hī yug param ātmā aur ātmāō̃ kā mauj manānē kā yug hai .

100This confluence age is the age for becoming free from labouring.

88Ātmā , paramātmā K|kē snēh kā yug hai .

101It is the age for experiencing pleasure and enjoyment.

89Milan kā yug hai .

102If there is labour, there cannot be enjoyment.

90Tō dr̥iṛh saṅkalp karō ki āj sē mēhnat sē mukt hō jāyēṅgē .

103This is the only age where souls enjoy a celebration with the Supreme Soul.

91Hōṅgē nā  ? 92Phir aisē nahī̃ yahā̃ tō hāth uṭhāō aur vahā̃ jākar kahō kyā karē̃ , kaisē karē̃  ?

104It is the age for experiencing the love of the soul with the Supreme Soul; it is the age for celebrating a meeting.

93Kyōṅki bāpdādā kē pās har ēk bachchē K|kē dr̥iṛh saṅkalp karnē kā pūrā file hai .

105So, have the determination to become free from labouring from today. 106You will become free, will you not?

94Bāpdādā kabhī bachchō̃ kā file dēkhtē haĩ . 95Bār-bār dr̥iṛh saṅkalp kiyā hai nā .

107However, it shouldn't be that you raise your hand here, but that when you return home, you ask: "What can I do?

96Jab sē janma liyā aur ab tak kitnē bār saṅkalp kiyā hai , yah karē̃gē , yah karē̃gē … lēkin uskō pūrā nahī̃ kiyā hai .

108How can I do this?" 109BapDada has a full file of each of the children's determined thoughts. 110Sometimes, BapDada looks at the children's files.

97Rūhrihān bahut achchhī kartē haĩ , bāpdādā kō bhī khuśh kar dētē haĩ .

111You have repeatedly had determined thoughts, have you not?

98Jaisē jigyāsuō̃ kō prabhāvit kar dētē hō nā , tō bāpdādā kō bhī prabhāvit tō kar dētē haĩ lēkin dr̥iṛh saṅkalp kā prabhāv thōṛā samay rahtā hai , sadā nahī̃ rahtā .

112From the moment you took birth up to now, how many times have you thought, “I will do this”, or “I will do that”? 113However, you have not yet fulfilled that thought. 114You have very good heart-to-heart conversations and you also please BapDada.

99Tō bāpdādā kā file tō baṛhtā jātā hai .

115Just as you impress the students, you also impress BapDada.

100Jab bhī kōī function hōtā hai tō bāpdādā key|kī file mē̃ ēk pratigyā patra tō jamā hō hī jātā hai , isliē bāpdādā likhātē nahī̃ haĩ .

116However, the impact of that determined thought only lasts for a short time; it does not stay for all time. 117BapDada's files are constantly increasing.

101Āj bhī sabhī saṅkalp tō kar rahē haĩ , abhī kab tak chaltā hai , file mē̃ kāgaj kab tak rahtā hai , bāp bhī dēkhtē rahtē haĩ .

118Whenever there is a function, a letter of promise is added to BapDada's files. 119This is why BapDada is not making you write anything.

102Bachchō̃ kā bāp samān bannā aur file khatm hōkē final hō jāyēṅgē .

120Even today, all of you had a thought, but for how long will it last?

103Abhī tō ḍhēr K|kē ḍhēr file haĩ .

121The Father sees how long the letters remain in the files.

104Tō sirph snēh mē̃ ḍūbē rahō , snēh K|kē sāgar sē bāhar nahī̃ nikalō .

122When you children become equal to the father, the file will come to an end and everything will become final.

105Brahmā bāp sē dil kā snēh hai nā  ?

123At present, there are many files.

106Tō snēhī kō follow karnā muśhkil nahī̃ hōtā hai .

124So, simply remain absorbed in love; do not come out of the Ocean of Love.

107Snēh kē liē kahtē bhī hō ki jahā̃ snēh hai , vahā̃ jān bhī kurbān hō jātī hai .

125You have deep love for Father Brahma in your hearts, and so it is not difficult to follow the one you love.

108Bāpdādā tō jān kō kurbān karnē kē liē nahī̃ kahtē , purānā jahān kurbān kar dō .

126For love, you say: Where there is love, one even sacrifices one's life. 127BapDada is not asking you to sacrifice your lives.

109Iskī final date fix karō .

128Instead of that, sacrifice the old world!

110Aur function key|kī date tō fix kartē hō , 20 tārīkh hai , 24 tārīkh hai . 111Iskī date kab fix karē̃gē  ?

129Fix a final date for this. 130You fix dates for other functions: “The 20th, the 24th”, so when will you fix a date for this?

112 ( iskī date bāpdādā fix karē̃ ) bāpdādā kab śhabda kahtē hī nahī̃ haĩ , ab kahtē haĩ .

131(BapDada should fix a date for this.) 132BapDada never says: “When?”. 133He says: “Now!”.

113Bāpdādā kab par chhōṛtā hai kyā  ?

134Does BapDada ever put anything off to another time?

114Ab kahtā hai .

135He always says: Now!

115Jō karnā hai vō ab karō .

136Whatever you want to, do it now!

116Lēkin bāpdādā tō samarth hai nā , tō samarth K|kē hisāb sē tō ab kahē̃gē .

137However, BapDada is the Almighty and, because He is the Almighty, He would say, "Now!".

117Bachchē kab , kab key|kī ādat mē̃ hirē huē haĩ .

138However, children are used to the habit of only doing something sometimes.

118Isīliē bāpdādā bachchō̃ kō kahtē haĩ ki yah date kab fix karē̃gē  ?

139This is why BapDada asks the children: When will you fix a date for this?

119Āp bhī kab , kab kahtē haĩ tō bāp bhī kab kahtē haĩ .

140You say that you will do it at some time and so the Father also says, “When?”.

120Abhī samay pramāṇ sabkō bēhad K|kē vairāgya vr̥itti mē̃ jānā hī hōgā .

141Now, according to the time, everyone has to have an attitude of unlimited disinterest.

121Lēkin bāpdādā samajhtē haĩ ki bachchō̃ kā samay śhikṣhak nahī̃ banē̃ , jab bāp śhikṣhak hai tō samay par bannā - yah samay kō śhikṣhak banānā hai .

142However, BapDada feels that the time should not become the children's teacher. 143Since the Father is your Teacher, to become something according to the time means to make the time your teacher.

122Usmē̃ marks kam hō jātī haĩ .

144Your marks will be reduced in this.

123Abhī bhī kaī bachchē kahtē haĩ - samay sikhā dēgā , samay badalā dēgā|badlā dēgā .

145Even now, some children say: “Time will teach us; time will change us.”

124Samay K|kē anusār tō sārē viśhva key|kī ātmāyē̃ badalē̃gī lēkin āp bachchē samay kā intjār nahī̃ karō .

146All the souls of the world will change according to the time, but you children must not wait for the time.

125Samay kō śhikṣhak nahī̃ banāō .

147Do not make time your teacher.

126Āp viśhva K|kē śhikṣhak K|kē master viśhva śhikṣhak hō , rachtā hō , samay rachnā hai tō hē rachtā ātmāyē̃ rachnā kō śhikṣhak nahī̃ banāō .

148You are the master world teachers of the Teacher of the World; you are creators. 149Time is the creation. 150Therefore, O creator souls, do not make your creation your teacher!

127Brahmā bāp nē samay kō śhikṣhak nahī̃ banāyā , bēhad kā vairāgya ādi sē ant tak rahā .

151Father Brahma did not make the time his teacher. 152He had unlimited disinterest from the beginning to the end.

128Ādi mē̃ dēkhā itnā tan lagāyā , man lagāyā , dhan lagāyā , lēkin jarā bhī lagāv nahī̃ rahā .

153You saw how he used his body, mind and wealth from the beginning and did not have the slightest attachment.

129Tan kē liē sadā natural bōl yahī rahā - bābā kā rath hai .

154The words that emerged naturally of his body were: “This is Baba's chariot”.

130Mērā śharīr hai , nahī̃ .

155He never thought: “This is my body”. 156No!

131Bābā kā rath hai .

157“This is Baba's chariot.

132Bābā K|kē rath kō khilātā hū̃ , maĩ khātā hū̃ , nahī̃ .

158I am feeding Baba's chariot”, not “I am eating”.

133Tan sē bhī bēhad kā vairāgya .

159He had unlimited disinterest in his body.

134Man tō manmanābhav thā hī .

160His mind was “Manmanabhav” anyway.

135Dhan bhī lagāyā , lēkin kabhī yah saṅkalp bhī nahī̃ āyā ki mērā dhan lag rahā hai .

161He used his money, but never thought or even said, "My money is being used".

136Kabhī varṇan nahī̃ kiyā ki mērā dhan lag rahā hai yā mainnē dhan lagāyā hai .

162He never mentioned that his money was being used or that he used his wealth.

137Bābā kā bhaṇḍārā hai , bhōlēnāth kā bhaṇḍārā hai .

163He said, "This is Baba's bhandara. 164It is the bhandara of Bholanath Baba."

138Dhan kō mērā samajhkar personal apnē prati ēk rūpayē key|kī chīz bhī use nahī̃ key|kī .

165He never considered his money to be his own or used anything worth even a rupee on himself.

139Kanyāō̃ , mātāō̃ key|kī jimmēvārī hai , kanyāō̃-mātāō̃ kō will kiyā , mērāpan nahī̃ .

166He became responsible for the kumaris and the mothers. 167He willed everything to the kumaris and mothers and didn't have the slightest consciousness of "mine".

140Samay , śhvāṅs apnē prati nahī̃ , ussē bhī bēhad K|kē vairāgī rahē .

168He never used any time or breath on himself, but maintained an attitude of unlimited disinterest even in that.

141Itnā sab kuchh prakr̥iti dāsī hōtē huē bhī kōī extra sādhan use nahī̃ kiyā .

169Although he had everything – even nature was his servant – he never used any extra facilities for himself.

142Sadā sādhāraṇ life mē̃ rahē .

170He constantly maintained an ordinary life.

143Kōī special chīz apnē kārya mē̃ nahī̃ lagāī .

171He never used anything special for himself.

144Vastra tak , ēk hī prakār K|kē vastra ant tak rahē .

172Until the end, even his clothes were of the same type.

145Change nahī̃ kiyā .

173He didn’t change his dress code.

146Bachchō̃ kē liē makān banāyē lēkin svayã use nahī̃ kiyā , bachchō̃ K|kē kahnē par bhī suntē huē uparām rahē .

174He had the buildings built for the children, but he didn’t use it himself. 175Even when the children requested him to do so, he heard it but remained beyond.

147Sadā bachchō̃ kā snēh dēkhtē huē bhī yahī śhabda rahē - sab bachchō̃ kē liē hai .

176Whilst constantly seeing the children's love, the words that emerged all the time were: Everything is for the children.

148Tō iskō kahā jātā hai bēhad key|kī vairāgya vr̥itti pratyakṣha jīvan mē̃ rahī .

177So, this is known as having an attitude of unlimited disinterest in one's practical life.

149Ant mē̃ dēkhō bachchē sāmnē haĩ , hāth pakaṛā huā hai lēkin lagāv rahā  ?

178At the end, even though the children were in front of him, and he was holding their hands, did he have any attachment?

150Bēhad key|kī vairāgya vr̥itti .

179He had an attitude of unlimited disinterest.

151Snēhī bachchē , ananya bachchē sāmnē hōtē huē phir bhī bēhad kā vairāgya rahā .

180Even though the children, the loving children and the most special, beloved children, were in front of him, he had unlimited disinterest.

152Second mē̃ uparām vr̥itti kā , bēhad K|kē vairāgya kā sabūt dēkhā .

181You saw the evidence of the attitude of going beyond and having unlimited disinterest in a second.

153Ēk hī lagan sēvā , sēvā aur sēvā . . . aur sabhī bātō̃ sē uparām .

182He had just the one concern: to do service, service and service. 183He remained detached and beyond all other things.

154Iskō kahā jātā hai bēhad kā vairāgya .

184This is known as having unlimited disinterest.

155Abhī samay pramāṇ bēhad K|kē vairāgya vr̥itti kō emerge karō .

185Now, according to the time, let your attitude of unlimited disinterest emerge.

156Binā bēhad K|kē vairāgya vr̥itti K|kē sakāśh key|kī sēvā hō nahī̃ saktī .

186Unless you have an attitude of unlimited disinterest, you are unable to do the service of giving powerful sakaash.

157Follow father karō .

187Therefore, follow the father!

158Sākār mē̃ brahmā bāp rahā , nirākār key|kī tō bāt chhōṛō .

188Put aside the aspect of the incorporeal One. 189In the physical form, you had Father Brahma.

159Sākār mē̃ sarv prāpti kā sādhan hōtē huē , sarv bachchō̃ key|kī jimmēvārī hōtē huē , circumstance , samasyāyē̃ ātē huē pās|pass hō gayē nā  !

190Although he had all the facilities for all physical attainments, he was responsible for all the children, and he had to face all the adverse situations and problems, he was able to pass.

160Pass with honour kā certificate lē liyā .

191He claimed the certificate of passing with honours.

161Viśhēṣh kāraṇ bēhad key|kī vairāgya vr̥itti .

192The main reason for this was that he maintained an attitude of unlimited disinterest.

162Abhī sūkṣhma sōnē key|kī jañjīr K|kē lagāv , bahut mahīn sūkṣhma lagāv bahut haĩ .

193At this time, there are subtle attachments of golden chains. 194There is a lot of deep and subtle attachment.

163Kaī bachchē tō lagāv kō samajhtē bhī nahī̃ haĩ ki yah lagāv hai .

195Many children are not even able to understand when they have attachment. 196They do not realise when something is an attachment.

164Samajhtē haĩ - yah tō hōtā hī hai , yah tō chaltā hī hai .

197They think, "This will happen anyway; this will continue all the time".

165Mukt hōnā hai , nahī̃ . 166Lēkin aisē tō chaltā hī hai .

198They do not feel that they have to become free from it: “However, this will continue all the time”.

167Anēk prakār K|kē lagāv bēhad K|kē vairāgī bannē nahī̃ dētē haĩ .

199The many types of attachment do not allow you to become one who has unlimited disinterest.

168Chāhnā hai banē̃ , saṅkalp bhī kartē haĩ - bannā hī hai .

200You want to become this and you also think: "I want to become this!"

169Lēkin chāhnā aur karnā dōnō̃ kā balance nahī̃ hai .

201However, the desire to become this is not balanced with actually becoming it.

170Chāhnā jyādā hai , karnā cum|kam hai .

202The desire is greater, the actual practice is less.

171Karnā hī hai - yah vairāgya vr̥itti abhī emerge nahī̃ hai .

203“I definitely have to do this”: this attitude of disinterest has not yet emerged.

172Bīch-bīch mē̃ emerge hōtī hai , phir merge hō jātī hai .

204It emerges every now and then and it then merges again.

173Samay tō karēgā hī lēkin pass with honour nahī̃ ban saktē .

205It will happen in time anyway, but you will not be able to pass with honours.

174Pās|pass hōṅgē lēkin pass with honour nahī̃ .

206You will pass but not pass with honours.

175Samay key|kī raphtār tēj hai , puruṣhārth key|kī raphtār cum|kam hai .

207The speed of time is very fast and the speed of efforts is slow.

176Mōṭā-mōṭā puruṣhārth tō hai lēkin sūkṣhma lagāv mē̃ bandh jātē haĩ .

208You are making big efforts, but you become bound by subtle attachments.

177Bāpdādā jab bachchō̃ K|kē gīt suntē haĩ - uṛ āyē̃ , uṛ āyē̃ . . . tō sōchtē haĩ uṛā tō lē̃ lēkin lagāv uṛnē dēgē yā na idhar K|kē rahē̃gē na udhar K|kē rahē̃gē  ?

209When BapDada hears the children's song: "We want to fly to You", He also wants to make you fly, but He wonders whether your attachments will allow you to fly or whether you will be neither here nor there.

178Abhī samay pramāṇ lagāv-mukt bēhad K|kē vairāgī banō . 179Man sē vairāgya hō .

210Now, according to the time, become free from attachments, become those with unlimited disinterest.

180Programme pramāṇ vairāgya jō ātā hai vah alpkāl kā hōtā hai . 181Check karō - apnē sūkṣhma lagāv kō .

211You should have disinterest in your minds. 212The disinterest that comes as a result of a programme is only for a temporary period.

182Mōṭī-mōṭī bātē̃ abhī khatm huī haĩ , kuchh bachchē mōṭē-mōṭē lagāv sē mukt haĩ bhī lēkin sūkṣhma lagāv bahut sūkṣhma haĩ , jō svayã kō bhī check nahī̃ hōtē haĩ . 183 ( mālūm nahī̃ paṛtē haĩ ) .

213Check your subtle attachments. 214The gross aspects have now finished. 215Some children are free from gross attachments, but the subtle attachments are very subtle; so much so, that they are not able to know about this themselves.

184Check karō , achchhī tarah sē check karō .

216Check; check very deeply.

185Sampūrṇtā K|kē darpaṇ sē lagāv kō check karō .

217In the mirror of completion, check your attachments.

186Yahī brahmā bāp K|kē smr̥iti divas key|kī gift brahmā bāp kō dō .

218Give this gift to Father Brahma on his day of remembrance.

187Pyār hai nā , tō pyār mē̃ kyā kiyā jātā hai  ?

219You have love for him, and so what does one do out of love?

188Gift dētē haĩ nā  ?

220One gives a gift.

189Tō yah gift dō .

221So, give this gift!

190Chhōṛō , sab kinārē chhōṛō . 191Mukt hō jāō .

222Let go of anything holding you to the shores and become free.

192Bāpdādā khuśh bhī hōtē haĩ ki bachchō̃ mē̃ umaṅg-utsāh uṭhtā hai , bahut achchhē-achchhē sva-unnati K|kē saṅkalp bhī kartē haĩ .

223BapDada is happy that you children have zeal and enthusiasm and that you also have very good thoughts for self-progress.

193Abhī un saṅkalpō̃ kō karkē dikhāō .

224Now, fulfil those thoughts.

194Achchhā .

225Achcha.

195Āj viśhēṣh teachers kā saṅgaṭhan ikaṭṭhā huā hai .

226Today, there is a gathering of the special teachers.

196Sēvā kā return yah utsav rakhā jātā hai .

227This celebration is taking place as a return of your service.

197Bāpdādā khuśh hōtē haĩ ki bachchō̃ kō sēvā kā phal mil rahā hai vā manā rahē haĩ , khā rahē haĩ .

228BapDada is happy that you children are receiving the fruit of service, that you are celebrating and eating the fruit of service.

198Sēvā mē̃ number-vār saphal rahē haĩ aur rahtē rahē̃gē .

229You have been successful in service, numberwise, and will continue to be successful.

199Achchhā .

230Achcha.

200Chārō̃ ōr dēśh vidēśh K|kē snēh mē̃ samāyē huē snēhī bachchō̃ kō , sadā bāp K|kē snēh K|kē sāgar mē̃ samāyē huē rahnē vālē ati samīp ātmāō̃ kō , sadā brahmā bāp key|kī viśhēṣhatāō̃ kō svayã mē̃ dhāraṇ karnē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā mēhnat mukt hō , mauj mē̃ rahnē vālī paramātma pyār mē̃ uṛnē vālī ātmāō̃ kō , bāp samān bannē K|kē saṅkalp kō sākār mē̃ lānē vālē aisē dilārām bāp K|kē dil mē̃ samāyē huē bachchō̃ kō , viśhēṣh āj K|kē din brahmā bāp key|kī padam-padamguṇā yādpyār svīkār hō .

231To all the loving children merged in love everywhere in this land and abroad, to the extremely close souls who are constantly merged in love for the Father, the Ocean of Love, to the elevated souls who constantly inculcate the specialities of Father Brahma into their practical lives, to those who are free from making effort and experience pleasure and fly with God's love, to those who put into practice the thought of becoming equal to the Father, to the children who are merged in the heart of Baba, the Comforter of Hearts, on this special day, today, please accept multi-multimillion-fold love and remembrance from Father Brahma.

201Bāpdādā tō sadā bachchō̃ K|kē dil mē̃ rahtā hai , vatan mē̃ rahtē bhī bachchō̃ K|kē dil mē̃ rahtē haĩ , tō aisē dil mē̃ samānē vālē bachchō̃ kō bāpdādā kā snēh K|kē mōtiyō̃ key|kī thāliyā̃ bhar-bhar kar yādpyār aur namastē .

232BapDada constantly stays in the hearts of the children. 233Although he lives in the subtle region, he is also in the hearts of the children. 234So, to the children who have merged such a Father into their hearts, BapDada gives platefuls of pearls of BapDada's love, remembrance and namaste.

202Vardān  : saṅkalp rūpī bīj kō sadā samarth banānē vālē gyānī tū ātmā bhav 203Gyān sunnē aur sunānē K|kē sāth-sāth gyān svarūp banō .

235Blessing: May you be an enlightened soul who makes the seed of each thought constantly powerful. 236 Together with listening to knowledge and speaking knowledge, also become an embodiment of knowledge.

204Gyān svarūp arthāt jinkā her|har saṅkalp , bōl aur karma samarth hō , vyarth samāpt hō jāē .

237An embodiment of knowledge means to be one whose every thought, word and deed is powerful and for whom all waste has finished.

205Jahā̃ samarth hai vahā̃ vyarth nahī̃ hō saktā .

238Where there is power, there cannot be anything wasteful.

206Jaisē prakāśh aur andhiyārā sāth-sāth nahī̃ hōtā .

239Just as light and darkness cannot co-exist, so knowledge is light and waste is darkness. 240Therefore, an enlightened soul means one whose every seed of thought is powerful. 241The words, deeds and relationships of those whose thoughts are powerful easily become powerful. 242Slogan: In order to go into the sun-dynasty clan, be yogis, not warriors.

207Tō gyān prakāśh hai , vyarth andhkār hai isliē gyānī tū ātmā mānā her|har saṅkalp rūpī bīj samarth hō .

243*** Om Shanti *** With avyakt silence, experience the double light angelic stage While having double responsibility, remain double light.

208Jinkē saṅkalp samarth haĩ unkī vāṇī , karma , sambandh sahaj hī samarth hō jātā hai .

244By being double light, you will not be tired by your worldly responsibilities because you are a trustee.

209Slōgan  : sūryavanśh mē̃ jānā hai tō yōgī banō , yōddhē nahī̃ . 210Avyakti silence dvārā double light phariśhtā sthiti kā anubhav karō

245How can a trustee become tired? 246If you think that it is your household or your family, it becomes a burden. 247None of it is yours, so how can it be a burden?

211Double jimmēvārī hōtē bhī double light rahō .

248You are completely detached and loving, a child and a master.

212Double light rahnē sē laukik jimmvārī kabhī thakāyēgī nahī̃ kyōṅki trustee hō . 213Trustee kō kyā thakāvaṭ . 214Apnī gr̥ihasthī , apnī pravr̥itti samajhē̃gē tō bōjh hai . 215Apnā hai hī nahī̃ tō bōjh kis bāt kā bilkul nyārē aur pyārē , bālak sō mālik .

249Notice: Today is the International Yoga Day and all Brahmin children collectively sit in yoga from 6.30 – 7.30 pm, especially being stable in their subtle, angelic form, being a double light angel, touring around the world with BapDada and doing the service of giving sakaash to everyone.