बुधवार 24 जनवरी 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

024-01-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 24/01/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - ātma-abhimānī bannē key|kī practice karō tō vikārī khyālāt uṛ jāyēṅgē , bāp kī yād rahēgī , ātmā satōpradhān ban jāyēgī ' '

1Essence: Sweet children, practise being soul conscious and vicious thoughts will then fly away.

2Praśhna  : manuṣhyō̃ kō duniyā mē̃ kis rāstē kā bilkul hī patā nahī̃ hai  ?

2You souls will be able to have remembrance of the Father and thereby become satopradhan.

3Uttar  : bāp sē milnē vā jīvanmukti prāpt karnē K|kē rāstē kā kiskō bhī patā nahī̃ hai . 4Sirph śhānti , śhānti kartē rahtē haĩ .

3Question: Which path do people in the world not know about at all?

5Conference kartē rahtē . 6Jāntē nahī̃ ki viśhva mē̃ śhānti kab thī aur kaisē huī .

4Answer: No one knows the path to find the Father or how to attain liberation-in-life.

7Tum pūchh saktē hō ki āpnē viśhva mē̃ śhānti dēkhī hai  ?

5They simply continue to say, “Peace, peace!” 6They continue to hold conferences.

8Śhānti kaisē hōtī hai  ? 9Viśhva mē̃ śhānti tō bāp dvārā sthāpan hō rahī hai . 10Tum ākar samjhō .

7They don’t know when or how there was peace in the world. 8You can ask them: Have you ever experienced peace in the world?

11Ōm śhānti .

9How can there be peace?

12Rūhānī bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

10Peace in the world is being established by the Father. 11Come and understand this.

13Pahlē-pahlē tō yah dr̥iṣhṭi pakkī karō ki ham ātmā haĩ .

12Om shanti. 13The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children.

14Ham bhāī-bhāī kō dēkhtē haĩ .

14First of all, make your vision of being souls firm.

15Jaisē bāp kahtē haĩ maĩ bachchō̃ ( ātmāō̃ ) kō dēkhtā hū̃ .

15We see one another as brothers. 16Similarly, the Father says: I see you children, you souls.

16Ātmā hī śharīr key|kī karmēndriyō̃ dvārā suntī hai , bōltī hai .

17It is the soul that listens and speaks through the physical organs of the body.

17Ātmā kā takht hai bhrakuṭī .

18The throne of a soul is the forehead.

18Tō bāp ātmāō̃ kō dēkhtē haĩ .

19The Father looks at you souls.

19Yah bhāī bhī apnē bhāīyō̃ kō dēkhtē haĩ .

20This brother is looking at his brothers.

20Tumkō bhī bhāīyō̃ kō dēkhnā hai .

21You too have to see your brothers.

21Pahlē yah dr̥iṣhṭi pakkī chāhiē .

22First of all, this vision has to be made firm.

22Phir criminal khyālāt band hō jāyēṅgē . 23Yah ādat paṛ jāyēgī .

23Criminal thoughts will then end and this habit will be instilled.

24Ātmā hī suntī hai , ātmā hī churpur kartī hai .

24It is the soul that listens and the soul that makes movement.

25Yah dr̥iṣhṭi pakkī hōnē sē aur khyāl sab uṛ jāyēṅgē .

25When this vision becomes firm, all other thoughts will fly away.

26Yah hai number one subject .

26This is the number one subject.

27Ismē̃ daivīguṇ bhī automatically dhāraṇ hōtē rahē̃gē .

27Divine virtues will also automatically be imbibed through this.

28Karmēndriyā̃ chalāyamān dēh-abhimān mē̃ ānē sē hī hōtī haĩ .

28It is only when you become body conscious that your physical organs cause mischief.

29Dēhī-abhimānī bannē key|kī bahut kōśhiśh karō tō tumhārē mē̃ tākat āyēgī .

29Make a lot of effort to become soul conscious and you will develop strength.

30Sarv śhaktimān bāp key|kī tākat sē hī ātmā satōpradhān bantī hai .

30Only through the power of the Almighty Authority Father do souls become satopradhan.

31Bāp tō hai hī satōpradhān .

31The Father is satopradhan anyway.

32Tō pahlē-pahlē yah dr̥iṣhṭi pakkī hō tab samajhē̃ ki ham ātma-abhimānī haĩ .

32So, it is only when this vision is first of all made firm that it can be understood that you are soul conscious.

33Ātma-abhimānī aur dēh-abhimānī mē̃ rāt din kā fark hai .

33There is the difference of day and night between being soul conscious and being body conscious.

34Ham ātmāō̃ kō ab vāpis ghar jānā hai .

34We souls now have to return home.

35Ātma-abhimānī bannē sē hī ham pavitra satōpradhān banē̃gē .

35Only by becoming soul conscious will we become pure and satopradhan.

36Yah practice karnē sē vikārī khyālāt uṛ jāyēṅgē .

36By your practising this, vicious thoughts will end.

37Manuṣhya kahtē haĩ - dhartī K|kē sitārē .

37People speak of the stars of the earth.

38Barōbar ham ātmā sitārā haĩ , yah śharīr milā hai karma karnē kē liē .

38We souls are truly stars and we have received our bodies in order to act.

39Ab ham tamōpradhān banē haĩ phir hamkō satōpradhān bannā hai .

39We have now become tamopradhan and we have to become satopradhan once again.

40Bāp kō ānā bhī purūṣhōttam saṅgamyug par hai .

40The Father has to come at the most auspicious confluence age.

41Aisē kabhī nahī̃ kahē̃gē ki Christ K|kē śharīr mē̃ ātē haĩ .

41It would never be said that He enters the body of Christ.

42Vah ātē hī rajōpradhān mē̃ haĩ .

42He (Christ) comes in the rajopradhan period.

43Kōī buddha vā Christ K|kē tan mē̃ bhagvān āyē , yah tō hō na sakē .

43It is not possible that God would enter the body of Christ or Buddha.

44Vah ātē hī ēk bār haĩ aur ātē haĩ purānī duniyā mē̃ naī duniyā sthāpan karnē .

44He only comes once and He comes in the old world to establish the new world.

45Tamōpradhān duniyā kō badal satōpradhān banānē . 46Vah zarūr saṅgam par āyēṅgē .

45In order to change the tamopradhan world and make it satopradhan, He would surely come at the confluence age.

47Aur kōī samay par vah ā na sakē .

46He could not come at any other time.

48Unkō ākar naī duniyā sthāpan karnī hai .

47He has to come and establish the new world.

49Unkō kahā jātā hai heavenly god father .

48He is called Heavenly God, the Father.

50Drama anusār saṅgam kā bhī nām hai , śhrīkr̥iṣhṇa kō tō bāp vā patit-pāvan nahī̃ kahē̃gē .

49According to the drama, there is the name ‘confluence age’. 50Shri Krishna cannot be called the Father or the Purifier.

51Unkī mahimā bilkul alag hai .

51His praise is completely separate.

52Bābā samjhātē rahtē haĩ pahlē-pahlē kōī kō aim-object samjhāō .

52Baba continues to explain to you: First of all, explain the aim and objective to anyone.

53Bhārat mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā tō ēk dharm , ēk rājya thā .

53When it was the kingdom of Lakshmi and Narayan, there was one religion and one kingdom.

54Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā .

54There was the original, eternal deity religion.

55Ēk hī advēt dharm thā .

55There was the one undivided religion.

56Heaven sthāpan karnā tō bāp kā hī kām hai .

56It is the task of the Father alone to establish heaven.

57Kaisē kartē haĩ vah bhī clear hai .

57It is also clear how He does that.

58Saṅgam par hī bāp ākar samjhātē haĩ ki dēh K|kē sab dharm chhōṛ apnē kō ātmā samjhō .

58It is only at the confluence age that the Father comes and says: Renounce all bodily religions and consider yourselves to be souls.

59Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra par hī sārī samjhānī dēnī hai .

59Give the full explanation of the picture of Lakshmi and Narayan.

60Śhivbābā kā chitra bhī hai .

60There is also the image of Shiv Baba.

61Mahimā vālā chitra bahut achchhā banā huā hai .

61A very good picture has been made showing His praise.

62Yah hai hī nar sē nārāyaṇ bannē key|kī satya kathā .

62This is the true story of becoming Narayan from an ordinary man.

63Rādhē-kr̥iṣhṇa key|kī kathā nahī̃ kahtē haĩ . 64Satya nārāyaṇ kī kathā .

63It is not called the story of Radhe and Krishna; it is called the story of the true Narayan.

65Tumkō nar sē nārāyaṇ banātē haĩ .

64He makes you into Narayan from an ordinary human.

66Pahlē tō chhōṭā bachchā hōgā .

65At first, he would have been a small child.

67Chhōṭē bachchē kō nar nahī̃ kahā jātā hai .

66A small child cannot be called a man.

68Nar nārāyaṇ , nārī lakṣhmī kahā jātā hai .

67It is said: “Nar (man) Narayan and Nari (woman) Lakshmi”.

69Tum bachchō̃ kō is chitra par hī samjhānā hai .

68You children just have to explain this picture.

70Sannyāsī tō ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kar na sakē̃ .

69Sannyasis cannot establish the original, eternal deity religion.

71Śhaṅkarāchārya tō ātē hī haĩ rajōpradhān K|kē samay . 72Vah rājyōg sikhā na sakē .

70Shankaracharya comes in the rajopradhan period; he cannot teach Raj Yoga.

73Bāp ātē haĩ saṅgam par .

71The Father comes at the confluence age.

74Kahtē haĩ bahut janmō̃ K|kē ant K|kē bhī ant mē̃ maĩ pravēśh kartā hū̃ .

72He says: I enter this one at the end of the last of his many births.

75Ūpar trimūrti bhī hai .

73There is the Trimurti at the top.

76Brahmā yōg mē̃ baiṭhā hai , śhaṅkar key|kī tō bāt hī alag hai .

74Brahma is sitting in yoga. 75The question of Shankar is completely separate.

77Bail par savārī hō na sakē .

76One cannot ride a bull.

78Bāp kō tō yahā̃ ākar samjhānā hai .

77The Father has to come here to explain.

79Vināśh bhī yahā̃ hī hōtā hai .

78Destruction too takes place here.

80Lōg kahtē haĩ viśhva mē̃ śhānti hō .

79People say that there should be peace in the world.

81Vah tō hōnē vālī hai tab buddhi mē̃ ātā hai .

80That is going to happen and this is why it enters their intellects.

82Chitrō̃ par tum achchhī tarah samjhā saktē hō .

81You can explain very well using the pictures.

83Jō śhiv key|kī vā dēvtāō̃ key|kī bhakti kartē haĩ unkō samjhānā hai .

82You have to explain to those who worship Shiva and the deities.

84Vah jhaṭ mānē̃gē .

83They will instantly accept this.

85Bākī nature vā science ādi kō mānnē vālō̃ key|kī buddhi mē̃ baiṭhēgā nahī̃ . 86Dūsrē dharm vālō̃ key|kī bhī buddhi mē̃ nahī̃ āyēgā , jō convert huē hōṅgē vahī nikal āyēṅgē .

84However, neither will this sit in the intellects of those who believe in nature or science, nor will it sit in the intellects of those who belong to other religions. 85Those who have been converted will emerge again.

87Unkī kyā phikarāt karnī hai .

86You should not worry about them.

88Dēvtā dharm vālē vā bahut bhakti karnē vālē apnē dharm mē̃ bahut pakkē hōṅgē .

87Those of the deity religion and those who do a lot of devotion are very firm in their own religion.

89Tō dēvtāō̃ K|kē pujāriyō̃ kō samjhāō , baṛē ādmī kabhī āyēṅgē nahī̃ .

88Therefore, explain to the worshippers of the deities. 89Eminent people will never come here.

90Samjhō birlā hai , itnē mandir banātē haĩ , unkē pās|pass gyān sunnē key|kī phursat hī kahā̃ hai .

90For instance, there is Birla who has built so many temples. 91He doesn’t even have time to listen to this knowledge.

91Sārā din buddhi dhandhē mē̃ lagī rahtī hai .

92Throughout the day, his intellect is caught up in business.

92Paisē bahut miltē haĩ tō samajhtē haĩ mandir banānē sē dhan miltā hai . 93Yah dēvtāō̃ key|kī kr̥ipā hai .

93He receives a lot of money and so he thinks that he is receiving that wealth because of building the temples and that it is a blessing from the deities.

94Tumhārē pās|pass kōī āyē tō lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra unhē̃ dikhāō .

94When people come to you, show them the picture of Lakshmi and Narayan.

95Bōlō , tum viśhva mē̃ śhānti chāhtē hō tō viśhva mē̃ śhānti kā rājya is duniyā mē̃ thā .

95Tell them: You want there to be peace in the world. 96There was the kingdom of peace in that world (of Lakshmi and Narayan).

96Phalānī tārīkh sē phalānī tārīkh tak sūryavanśhī rājdhānī mē̃ bahut śhānti thī phir dō kalā kam hō jātī haĩ .

97From that time to that time there was a lot of peace in the sun-dynasty kingdom. 98Then, it decreased by two degrees.

97Is chitra par hī sārā madār hai .

99Everything depends on this picture.

98Ab tum viśhva mē̃ śhānti chāhtē hō .

100You now want there to be peace in the world.

99Kahā̃ chalē̃gē  ?

101Where will you go?

100Ghar kō tō jāntē hī nahī̃ haĩ .

102You don’t know the home at all.

101Ham ātmā śhānt svarūp haĩ .

103We souls are embodiments of peace.

102Mūl vatan mē̃ rahtē haĩ , vahī śhāntidhām hai .

104We reside in the incorporeal world; that is the land of peace.

103Vah is duniyā mē̃ nahī̃ hai .

105That doesn’t exist in this world.

104Unkō kahā jātā hai nirākārī duniyā . 105Bākī viśhva iskō hī kahā jātā hai .

106That is called the incorporeal world, whereas this is called the world (where people exist).

106Viśhva mē̃ śhānti naī duniyā mē̃ hōgī .

107There will be peace in the world in the new world.

107Viśhva K|kē mālik yah baiṭhē haĩ .

108The masters of the world are those sitting here.

108Garīb in bātō̃ kō achchhī rīti samajhtē haĩ .

109The poor will understand these things very well.

109Kōī kahtē haĩ yah rāstā bahut achchhā hai .

110Some say: This path is very good.

110Ham rāstā ḍhū̃ṛhtē thē .

111We were looking for the path.

111Rāstē kā mālūm hī nahī̃ tō ḍhū̃ṛhēṅgē kyā  ?

112What would they look for if they don’t know the path?

112Aisā kōī nahī̃ jiskō bāp aur jīvanmukti K|kē rāstē kā patā hō .

113There isn’t anyone who knows the path to find the Father or how to attain liberation-in-life.

113Śhānti-śhānti … kahtē rahtē haĩ parantu śhānti kab thī , kaisē huī , kiskō bhī patā nahī̃ hai .

114They continue to say, “peace, peace”, but no one knows when or how there was peace.

114Kitnī conference ādi kartē haĩ .

115They continue to hold so many conferences.

115Unsē pūchhnā chāhiē tumnē kabhī viśhva mē̃ śhānti dēkhī hai ki viśhva mē̃ śhānti kaisē hōtī hai  ?

116You should ask them: Have you ever experienced peace in the world? 117Or: How is there peace in the world?

116Tum prajā āpas mē̃ kyō̃ mūnjhtē hō  !

118Why do you people become confused?

117Conference kartē rahtē hō , javāb kahā̃ sē miltā nahī̃ .

119You continue to hold conferences, but you don’t receive an answer from anywhere.

118Viśhva mē̃ śhānti tō ab bāp dvārā sthāpan hō rahī hai .

120Peace in the world is being established now by the Father.

119Tum kahtē hō Christ sē 3 hazār varṣh pahlē heaven thā tō vahā̃ hī śhānti thī .

121You say that 3000 years before Christ, there was heaven and that there was peace then.

120Agar vahā̃ bhī aśhānti hōtī tō bākī śhānti kahā̃ sē milēgī .

122If there had been peacelessness there too, then where would you find peace?

121Achchhī tarah sē samjhānā hai .

123You have to explain this very well.

122Is samay tō tumkō itnā samay bāt karnē nahī̃ dētē kyōṅki abhī unkē sunnē kā samay nahī̃ āyā hai .

124At this time, they don’t give you very much time to speak, because their time for listening to you has not yet come.

123Sunnē kā bhī saubhāgya chāhiē .

125They also need to have the fortune to be able to listen.

124Tum padmāpadam bhāgyaśhālī bachchē hī bāp sē sunnē K|kē hakdār bantē hō .

126Only you multimillion times fortunate children claim a right to listen to the Father.

125Bāp bigar aur kōī sunā na sakē .

127No one, apart from the Father, can tell you anything.

126Bāp tum bachchō̃ kō hī sunātē haĩ .

128The Father only speaks to you children.

127Yah hai hī rāvaṇ rājya tō yahā̃ śhānti kaisē hō saktī .

129This is the kingdom of Ravan, and so how can there be peace here?

128Rāvaṇ rājya mē̃ sab patit haĩ .

130In the kingdom of Ravan, all are impure.

129Pukārtē haĩ ki hamkō pāvan banāō .

131They call out: O Purifier, come and purify us!

130Pāvan duniyā tō in lakṣhmī-nārāyaṇ kī thī .

132The pure world was that of Lakshmi and Narayan.

131Rāmrājya aur rāvaṇ rājya mē̃ kitnā fark hai .

133There is so much difference between the kingdom of Rama and the kingdom of Ravan.

132Sūryavanśhī , chandravanśhī phir hōtē haĩ rāvaṇ vãnśhī .

134There are the sun dynasty and the moon dynasty and then there is the Ravan dynasty.

133Is samay hai kaliyug , rāvaṇ sampradāy .

135At this time, it is the iron age, the community of Ravan.

134Baṛē-baṛē lōg bhī ēk dō kō gurr-gurr kartē rahtē haĩ .

136Even eminent people continue to growl at one another.

135Bahut ahaṅkār hai ki maĩ phalānā hū̃ .

137They have a lot of arrogance: I am so-and-so.

136Tō is lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra par samjhānā bahut sahaj hai .

138So, it is very easy to explain using the picture of Lakshmi and Narayan.

137Bōlō inkē rājya mē̃ hī viśhva mē̃ śhānti thī , kōī aur dharm nahī̃ thā .

139Tell them: Only at the time of their kingdom was there peace in the world.

138Viśhva mē̃ śhānti sō tō yahā̃ hī hōtī hai .

140There were no other religions at that time.

139Tō mukhya yah chitra hai .

141Peace in the world can only exist there.

140Bākī ḍhēr chitrō̃ par samjhānē sē manuṣhyō̃ K|kē khyālāt aur taraph chalē jātē haĩ .

142So, this is the main picture. 143When you explain using many pictures, people’s thoughts go in other directions.

141Jō samjhā hai vah bhī bhūl jātā hai .

144They even forget the things they had understood.

142Tab kahā jātā hai two|to|too mainī kuksa … bahut chitra hōtē haĩ aur hãsīkuḍī K|kē model athavā dialogue ādi hōtē haĩ tō mūl bāt buddhi sē nikal jātī hai .

145This is why it is said: Too many cooks spoil the broth. 146When there are many pictures and you have funny models or dialogues, their intellects forget the main thing.

143Kōī virlā hī samajh pātē haĩ ki bāp yah sthāpanā kar rahē haĩ .

147Only a few rare ones are able to understand that the Father is carrying out establishment.

14484 janm bhī iskē liē hī haĩ .

148The 84 births are of this one.

145Dikhāyēṅgē zarūr ēk kā .

149Only one is portrayed in that.

146Sabkō kaisē rakhē̃gē .

150How could all of you be shown?

147Śhāstrō̃ mē̃ bhī ēk arjun kā nām rakhā hai nā .

151In the scriptures too, only the name of one Arjuna is mentioned.

148School mē̃ master ēk kō thōṛēhī paṛhāyēṅgē .

152In a school, a master would not teach just one person.

149Yah bhī school hai .

153This too is a school.

150Yah tumhārē badge bhī bahut kām kar saktē haĩ .

154Even these badges of yours can do a lot of work.

151Yah sabsē achchhā hai .

155They are the best of all.

152Pahlē śhivbābā K|kē chitra K|kē sāmnē lānā chāhiē . 153Aur phir lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra kē āgē .

156First of all, you should take people in front of the picture of Shiv Baba, and then in front of the picture of Lakshmi and Narayan.

154Tum śhānti māṅgtē hō vah kalp , kalp bāp dvārā hī sthāpan hōtī hai .

157Tell them: You ask for peace, but that is only established by the Father every cycle.

155Tum is chakra kō jān gayē hō .

158You now know this cycle.

156Pahlē tum bhī tuchchh buddhi thē .

159Previously, you too had degraded intellects.

157Ab bāp svachchha buddhi banātē haĩ .

160The Father is now making you into those with clean intellects.

158Likhnā chāhiē sivāē parampitā paramātmā K|kē kōī bhī kiskī sadgati kar nahī̃ saktē .

161You should write: No one, apart from the Supreme Father, the Supreme Soul, can grant salvation to anyone.

159Viśhva mē̃ śhānti kar nahī̃ saktē .

162They cannot bring about peace in the world.

160Bāp hī sab kuchh kar rahē haĩ .

163Only the Father does everything.

161Yād bhī unkō hī kartē haĩ .

164He is the One whom everyone remembers.

162Mukhya chitra yah dōnō̃ haĩ .

165These are the two main pictures.

163Issē hilnā nahī̃ chāhiē , jab tak pūrā na samajhē̃ .

166You should not move away from them until they understand this fully.

164Yah nahī̃ samjhā tō kuchh bhī nahī̃ samjhā .

167If they don’t understand this, they won’t understand anything.

165Time west|waste hō jātā hai .

168In that case, time has been wasted.

166Dēkhō buddhi mē̃ nahī̃ baiṭhtā tō chalā dēnā chāhiē .

169If you see that it is not sitting in their intellects, you should leave it.

167Ismē̃ samjhānē vālē bahut achchhē chāhiē .

170People who can explain very well are needed.

168Agar mātā hō tō bahut achchhā , ismē̃ kōī nārāz nahī̃ hōgā .

171If they are mothers, that is very good, because people don’t get upset with them.

169Yah tō sab jāntē haĩ ki kaun-kaun samjhānē mē̃ tīkhē haĩ .

172Everyone knows who is clever in explaining.

170Mōhinī hai , manōhar hai , gītā hai - bahut achchhē-achchhē bachchē haĩ .

173There are Mohini, Manohar, Gita… 174There are very good children.

171Tō pahlē lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra par ēkdam pakkā karānā chāhiē .

175So, first of all, make it very firm with the picture of Lakshmi and Narayan.

172Bōlō , in bātō̃ kō achchhī rīti samjhō tab śhānti key|kī duniyā mē̃ jā sakē̃gē .

176Tell them: Understand these things very well, because only then will you be able to go to the world of peace.

173Mukti-jīvanmukti dōnō̃ hī mil jāyēṅgī .

177You will then receive both liberation and liberation-in-life.

174Mukti mē̃ tō sab jāyēṅgē phir āyēṅgē number-vār part bajānē . 175Samjhānā bhī bhabhkē sē hai .

178Everyone will go into liberation and then go down, numberwise, to play their parts.

176Number one yah chitra hai .

179You have to explain with that pomp.

177Viśhva mē̃ śhānti K|kē mālik yahī thē .

180This is the number one picture.

178Yah bātē̃ samajhdār key|kī buddhi mē̃ baiṭhtī haĩ .

181They were the masters of the world of peace.

179Bhal achchhā-achchhā kahtē haĩ , pāṅw mē̃ girtē haĩ .

182These things will sit in the intellects of those who are sensible.

180Parantu bāp kō thōṛēhī jānā . 181Unkō bhī māyā chhōṛtī nahī̃ hai .

183Although they say that this is good and they fall at your feet, they don’t know the Father.

182Bāp jō itnā ūñchā banātē haĩ unkō tō kitnā yād karnā chāhiē isliē bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē .

184Maya doesn’t leave them alone. 185The Father makes you so elevated, and so you should remember Him so much.

183Satōpradhān ban jāyēṅgē . 184Yahā̃ andar ānē sē khuśhī mē̃ rōmāñch khaṛē hō jānē chāhiē .

186This is why the Father says: Remember Me and your sins will be cut away.

185Maĩ yah bantā hū̃ .

187You will also become satopradhan.

186Maĩ andar ( history hall|hāl mē̃ ) ātā hū̃ aur in lakṣhmī-nārāyaṇ kō dēkhtā hū̃ , ( sāmnē lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī translight rakhī hai ) inhē̃ dēkhkar baṛā khuśh hōtā hū̃ .

188By coming here, you have goose pimples of happiness: This is what I am becoming when I come inside here and I see Lakshmi and Narayan, I become very happy.

187Ōhō  !

189Oho!

188Bābā hamkō yah banātē haĩ  !

190Baba is making me this!

189Vāh bābā vāh  !

191Wah Baba! 192Wah!

190Laukik ghar mē̃ kiskā bāp baṛē martabē par hōtā hai tō bachchō̃ kō khuśhī hōtī hai mērā bāp vajīr hai .

193In a family, if someone’s father has a high position, the children are very happy that their father is an adviser.

191Tumkō kitnī khuśhī hōnī chāhiē ki bāp hamkō yah banātē haĩ .

194You should have so much happiness that the Father is making you that.

192Parantu māyā bhulā dētī hai , baṛā sāmnā kartī hai .

195However, Maya makes you forget. 196She opposes you a great deal.

193Tum bachchō̃ kō bahut khuśhī rahnī chāhiē , daivīguṇ bhī dhāraṇ karnē chāhiē .

197You children should remain very happy. 198Divine virtues also have to be imbibed.

194Ātma-abhimānī bhav .

199May you be soul conscious!

195Bhāī-bhāī kō dēkhō , tō strī kō bhī ātmā K|kē rūp mē̃ hī dēkhē̃gē .

200See one another as brothers, and you will also see women in the form of souls.

196Criminal eye hōgī nahī̃ .

201Then, there won’t be any criminal eye.

197Mansā tūphān tab ātē haĩ jab tum bhāī kī dr̥iṣhṭi sē nahī̃ dēkhtē hō , ismē̃ baṛī mēhnat hai .

202You have storms in your minds when you don’t look at others with the vision of brotherhood. 203This requires a lot of effort.

198Practice achchhī chāhiē .

204Very good practice is required.

199Ātma-abhimānī bannā hai .

205You have to become soul conscious.

200Karmātīt avasthā tō pichhāṛī mē̃ hī hōgī .

206The karmateet stage will be reached at the end.

201Service karnē vālē bachchē hī bāp key|kī dil par chaṛh saktē haĩ .

207Only the children who do service can be seated on the Father’s heart throne.

202Bhal dērī sē ātē haĩ , vah bhī gallop kar saktē haĩ .

208Even those who come later can gallop ahead; they can go fast.

203Tīkhē jā saktē haĩ . 204Tum bachchō̃ nē pahlē key|kī history tō sunī hai ki inhōnnē gharbār kaisē chhōṛā .

209You children have heard the history of the beginning and how they all renounced their homes and families.

205Rāt-rāt mē̃ bhāgē .

210They ran away during the night.

206Phir itnē bachchō̃ kō pālā .

211Baba then had to sustain so many children.

207Iskō kahā jātā hai bhaṭṭhī .

212This is called a bhatthi (furnace).

208Phir bhaṭṭhī sē number-vār nikalē .

213Souls then came out of the bhatthi, numberwise.

209Yah tō wonder hai , jō bābā tumkō wonderful svarg kā mālik banātē haĩ .

214It is a wonder how Baba is making you into the masters of wonderful heaven.

210God father tumkō paṛhātē haĩ .

215God, the Father, is teaching you.

211Kitnā sādhāraṇ hai , kitnā rōz-rōz bachchō̃ kō samjhātē rahtē haĩ aur bachchō̃ kō kahtē haĩ namastē .

216He is so ordinary! 217He explains so much to you children every day and He also says: Namaste (salutations) to you children.

212Bachchē tum mērē sē bhī ūñchē jātē hō .

218You children become even more elevated than I.

213Tum hī kaṅgāl sē double sirtāj viśhva K|kē mālik bantē hō , tō bāp baṛī rūchī sē ātē haĩ .

219You are the ones who become the double-crowned masters of the world from being poverty-stricken. 220So, the Father comes with so much enthusiasm.

214Anginat bār āyē hōṅgē .

221He must have come countless times.

215Āj tum mujh rām sē rājya lētē hō phir rāvaṇ sē tum rājya harātē hō , yah khēl hai .

222Today, you are claiming the kingdom from Me, Rama, and you will then lose the kingdom to Ravan. 223This is a play.

216Achchhā  !

224Achcha.

217Mīṭhē-mīṭhē lucky sitārō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

225To the sweetest, lucky stars, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

218Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

226The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

219Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

227Essence for dharna:

2201 ) ātmā kō satōpradhān banānē kē liē ēk sarvśhaktimān bāp sē tākat lēnī hai .

228 1. In order to make the soul satopradhan, take power from the one Almighty Authority Father.

221Dēhī-abhimānī bannē kā purūṣhārth karō .

229Make effort to become soul conscious.

222Ham ātmā bhāī haĩ , yah practice nirantar kartē rahō .

230Constantly continue to practise: We souls are brothers.

2232 ) bāp aur lakṣhya ( lakṣhmī-nārāyaṇ ) K|kē chitra par harēk kō vistār sē samjhāō .

231 2. Explain in detail to everyone the pictures of the Father and the aim (Lakshmi and Narayan). 232Don’t waste time in other things.

224Bākī bātō̃ mē̃ time west|waste mat karō . 225Vardān  : dharnī , nabz aur samay kō dēkh satya gyān kō pratyakṣha karnē vālē knowledgeful bhav

233Blessing: May you be knowledge-full and reveal this true knowledge after considering the field, the pulse and the time. 234 The Father’s new knowledge is true knowledge and the new world is being established with this new knowledge. 235The authority and intoxication of this should emerge in your form.

226Bāp kā yah nayā gyān , satya gyān hai , is nayē gyān sē hī naī duniyā sthāpan hōtī hai , yah authority aur naśhā svarūp mē̃ emerge hō lēkin iskā arth|earth yah nahī̃ ki ātē hī kisī kō nayē gyān key|kī naī bātē̃ sunākar muñjhā dō .

236However, it does not mean that, as soon as people come, you confuse them by giving them this new knowledge. 237First consider the field, the pulse and the time and then give them this knowledge. 238This is a sign of your being knowledge-full. 239Consider each soul’s desire, feel each one’s pulse, prepare the field and let there definitely be the internal power of fearlessness of truth and you will then be able to reveal this true knowledge.

227Dharnī , nabz aur samay sab dēkh karkē gyān dēnā - yah knowledgeful key|kī niśhānī hai . 228Ātmā key|kī ichchhā dēkhō , nabz dēkhō , dharnī banāō lēkin andar satyatā K|kē nirbhayatā key|kī śhakti jarūr hō , tab satya gyān kō pratyakṣha kar sakē̃gē . 229Slōgan  : mērā kahnā mānā chhōṭī bāt kō baṛī banānā , tērā kahnā mānā pahāṛ jaisī bāt kō ruī banā dēnā .

240Slogan: To say “mine” means to make a small thing big and to say “Yours” means to make a mountain into cotton wool.

230Avyakti silence dvārā double light phariśhtā sthiti kā anubhav karō

241*** Om Shanti *** 242With avyakt silence, experience the double light angelic stage

231Jimmēvārī kō nibhānā yah bhī āvaśhyak hai lēkin jitnī baṛī jimmavārī utnā hī double light .

243It is essential to fulfil your responsibilities, but to the extent that you have responsibilities, be double light to the same extent.

232Jimmēvārī nibhātē huē jimmēvārī K|kē bōjh sē nyārē rahō , iskō kahtē haĩ bāp kā pyārā .

244While fulfilling your responsibilities, be detached from any burden of responsibility. 245This is known as being loved by the Father.

233Ghabrāō nahī̃ kyā karū̃ , bahut jimmēvārī hai .

246Do not be afraid by thinking, “What can I do because I have a lot of responsibility?

234Yah karū̃ vā nahī̃ yah tō baṛā muśhkil hai .

247Should I do this or not? 248This is very difficult.”

235Yah mahsūstā arthāt bōjh hai .

249To feel this means to have a burden.

236Double light arthāt issē bhī nyārā .

250To be double light means to be free from this feeling too.

237Kōī bhī jimmēvārī K|kē karma key|kī halchal kā bōjh na hō .

251Do not have any burden from some upheaval or any work of responsibility.