गुरुवार 25 जनवरी 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
025-01-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 25/01/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ wonder khānā chāhiē ki hamē̃ kaisā mīṭhā bāp milā hai jisē kōī bhī āśh nahī̃ aur dātā kitnā jabardast hai , lēnē key|kī jarā bhī tamannā nahī̃ . 2' '
1Essence: Sweet children, you should be amazed at how you have found such a sweet Father who has no desires and how He is such a great Bestower.
3Praśhna : bāp kā wonderful part kaun sā hai ?
2He doesn’t have the slightest desire to receive anything. 3Question: What wonderful part does the Father play?
4100 pratiśhat niṣhkāmī bāp kis kāmnā sē sr̥iṣhṭi par āyā hai ? 5Uttar : bābā kā wonderful part hai paṛhānē kā .
4With which desire has the 100% altruistic Father come onto this world?
6Vah service kē liē hī ātē haĩ .
5Answer: Baba’s wonderful part is to teach us.
7Pālnā kartē haĩ .
6He comes here just to do service.
8Puchkār dēkar kahtē haĩ mīṭhē bachchē yah karō .
7He sustains us. 8He gives us love and affection and says: Sweet children, do this.
9Gyān sunātē haĩ , lētē kuchh nahī̃ .
9He gives us knowledge but doesn’t take anything.
10100 pratiśhat niṣhkāmī bāp kō kāmnā huī hai maĩ apnē bachchō̃ kō jākar rāstā batāū̃ . 11Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā samāchār sunāū̃ .
10The 100% altruistic Father has the desire to go and show His children the path, give them the news of the beginning, the middle and the end of the world.
12Bachchē guṇvān banē̃ … bāp key|kī yahī kāmnā hai .
11The Father’s desire is for the children to become virtuous.
13Ōm śhānti .
12Om shanti.
14Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ kō rūhānī bāp aisā milā huā hai jō kuchh lētā nahī̃ , kuchh khātā nahī̃ .
13You sweetest, spiritual children have found the spiritual Father who doesn’t take anything. 14He doesn’t eat or drink anything.
15Kuchh pītā nahī̃ .
15So, He has no hopes or desires.
16Tō unkō kōī āśh vā ummīd nahī̃ hai aur manuṣhyō̃ kō kōī na kōī āśh zarūr hōtī hai .
16Human beings definitely have one desire or another. 17They want to become wealthy or become such-and-such.
17Dhanvān banē̃ , phalānā banē̃ . 18Unkō kōī āśh nahī̃ , vah abhōktā hai .
18That One has no desire; He is Abhogta (beyond the effect of experience).
19Tumnē sunā thā ēk sādhū kahtā hai maĩ kuchh khātā pītā nahī̃ .
19You have heard that there was a sage who used to say that he didn’t eat or drink anything.
20Yah tō jaisē kāpī kartē haĩ .
20It was as though he was copying.
21Sārē viśhva mē̃ ēk hī bāp hai jō kuchh lētā kartā nahī̃ .
21In the whole world, it is just the one Father who doesn’t take anything or do anything.
22Tō bachchō̃ kō khyāl karnā chāhiē ki ham kiskē bachchē haĩ .
22Therefore, you children should think about whose children you are.
23Bāp kaisē ākar inmē̃ pravēśh kartē haĩ .
23How does the Father enter this one?
24Khud key|kī kōī tamannā nahī̃ .
24He Himself doesn’t have any desire.
25Khud tō gupta hai .
25He is incognito.
26Unkī jīvan kahānī kō tum bachchē hī jāntē hō .
26Only you children know His whole biography.
27Tumhārē mē̃ bhī thōṛē haĩ jō pūrī rīti samajhtē haĩ .
27Among you too, there are few who understand this fully.
28Dil mē̃ ānā chāhiē ki hamkō aisā bāp milā hai jō na kuchh khātā , na pītā , na lētā .
28It should enter your hearts that you have found the Father who doesn’t eat, drink or take anything.
29Kuchh bhī unkō darkār nahī̃ .
29He doesn’t have any desires.
30Aisā tō kōī hō nahī̃ saktā .
30There cannot be anyone like Him.
31Ēk hī nirākār ūñch tē ūñch bhagvān hī gāyā huā hai . 32Unkō hī sab yād kartē haĩ .
31Only the one incorporeal, highest-on-high God has been remembered; everyone remembers Him.
33Vah tumhārā bāp bhī abhōktā , teacher bhī abhōktā tō satgurū bhī abhōktā .
32He, your Father, is Abhogta, the Teacher is Abhogta and the Satguru is Abhogta. 33He doesn’t take anything.
34Kuchh bhī lētē nahī̃ , lēkar vah kyā karē̃gē !
34What would He do with it after taking it from you?
35Yah bhī wonderful bāp hai .
35That One is the wonderful Father.
36Apnē liē jarā bhī āśh nahī̃ .
36He doesn’t have the slightest desire for Himself.
37Aisā kōī manuṣhya hōtā nahī̃ .
37There is no human being like that.
38Manuṣhya kō tō khānā kapṛā ādi sab chāhiē .
38Human beings need everything, food and clothes etc.
39Mujhē kuchh nahī̃ chāhiē .
39I don’t need anything.
40Mujhē tō bulātē haĩ ki ākar patitō̃ kō pāvan banāō .
40You call out to Me to come and make the impure ones pure.
41Maĩ hū̃ nirākār , maĩ kuchh nahī̃ lētā .
41I am incorporeal. 42I do not take anything.
42Mujhē tō apnā ākār hī nahī̃ .
43I do not even have My own form (body).
43Maĩ sirph ismē̃ pravēśh kartā hū̃ .
44I simply enter this one.
44Bākī khātī pītī inkī ātmā hai .
45It is the soul in this one that eats and drinks.
45Mērī ātmā kō kuchh bhī āśh nahī̃ .
46My soul doesn’t have any desires.
46Ham service kē liē hī ātē haĩ .
47I come here just to do service.
47Sōch karnā hōtā hai , kaisā wonderful khēl hai .
48You have to think about how wonderful this play is.
48Ēk bāp sabkā pyārā hai .
49The one Father is loved by everyone.
49Unkō zarā bhī āśh nahī̃ .
50He doesn’t have any desires.
50Sirph ākar paṛhātē haĩ , pālnā kartē haĩ , puchkār dētē haĩ - mīṭhē bachchē yah karō .
51He simply comes and teaches and sustains us. 52He gives us love and affection: Sweet children, do this!
51Gyān sunātē haĩ , lētē kuchh bhī nahī̃ .
53He gives you knowledge, but He doesn’t take anything.
52Karankarāvanhār bāp hī hai .
54Only the Father is Karankaravanhar.
53Samjhō kuchh śhivbābā kō diyā . 54Vah kyā karē̃gē .
55If you were to give something to Shiv Baba, what would He do with it?
55Ṭōlī lēkar khāyēṅgē ?
56Would He take toli and eat it?
56Śhiv-bābā kō śharīr hī nahī̃ . 57Tō lēvē kaisē ?
57Shiv Baba doesn’t even have a body, so how would He take anything?
58Aur service dēkhō kitnī kartē haĩ .
58Look how much service He does!
59Sabkō achchhī-achchhī mat dēkar gul-gul banātē haĩ .
59He gives you all very good directions and makes you beautiful.
60Bachchō̃ kō wonder khānā chāhiē .
60You children should be amazed about this.
61Bāp tō hai hī dātā .
61The Father is the Bestower anyway.
62Dātā bhī kitnā jabardast aur kōī tamannā nahī̃ .
62The Bestower is so great. 63He doesn’t have any desires.
63Brahmā kō bhal phurnā hai , itnē bachchō̃ key|kī sambhāl karnī hai , khilānā pilānā hai , paisā jō bhī ātā hai vah śhivbābā kē liē hī ātā hai .
64Although Brahma is concerned that he has to look after so many children and feed them with whatever money comes in, it is only for Shiv Baba.
64Hamnē tō sab kuchh svāhā kar diyā .
65I sacrificed everything.
65Bāp key|kī śhrīmat par chal apnā sab kuchh saphal kar bhaviṣhya banātē haĩ . 66Bāp tō 100 percent niṣhkāmī hai .
66I follow the Father’s shrimat and use everything I have in a worthwhile way and make my future, whereas the Father is 100% altruistic.
67Sirph yahī phurnā hai ki sabkō jākar rāstā batāū̃ . 68Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā samāchār sunāū̃ aur tō kōī jāntē nahī̃ .
67He simply has the concern to go and show the path to everyone: I should go and give the news of the beginning, middle and end of the world. 68No one else knows it.
69Tum bachchē hī jāntē hō .
69Only you children know it.
70Bāp teacher K|kē rūp mē̃ paṛhātē haĩ .
70The Father teaches you in the form of the Teacher.
71Fee ādi kuchh lētē nahī̃ .
71He doesn’t take any fees from you.
72Tum śhivbābā K|kē nām par lētē hō .
72Whatever you take, you take that in Shiv Baba’s name.
73Vahā̃ return mē̃ miltā hai .
73The return is received there.
74Bābā mē̃ yah tamannā hai kyā ki ham nar sē nārāyaṇ banē̃ ?
74Does Baba have a desire to become Narayan from an ordinary man?
75Bāp tō drama anusār paṛhātē haĩ .
75The Father teaches you according to the drama.
76Aisā nahī̃ ki unkō āśh hai ki ham ūñch tē ūñch takhtnaśhīn banē̃ .
76It isn’t that He has a desire to be seated on the highest throne, no.
77Nahī̃ . 78Sārā madār hai paṛhāī par , daivī guṇō̃ par .
77Everything depends on how you study and your divine virtues.
79Aur phir aurō̃ kō bhī paṛhānā hai .
78You then also have to teach others.
80Bāp dēkhtē haĩ drama anusār kalp pahlē misal inkī jō act chaltī hai , sākṣhī hōkar dēkhtē haĩ .
79The Father sees that whatever act is enacted by this one according to the drama, it happened in the previous cycle.
81Bachchō̃ kō bhī kahtē haĩ tum sākṣhī hōkar dēkhō .
80He sees that as the detached Observer.
82Apnē kō bhī dēkhō , ham paṛhtē haĩ vā nahī̃ .
81He also tells you children: See everything as detached observers.
83Śhrīmat par chaltē haĩ vā nahī̃ . 84Aurō̃ kō āp samān banānē key|kī ham service kartē haĩ vā nahī̃ .
82Each of you should look at yourself and see whether you are studying or not. 83Am I following shrimat or not?
85Bāp tō inkē mukh kā loan lēkar bōltē haĩ .
84Am I doing service to make others the same as myself or not?
86Ātmā tō chaitanya hai nā .
85The Father speaks by taking this one’s mouth on loan.
87Murdē mē̃ tō bōl na sakē̃ .
86A soul is living; a corpse cannot speak.
88Zarūr chaitanya mē̃ hī āyēṅgē .
87He would definitely enter a living being.
89Tō bāp kitnā niṣhkāmī hai , kōī āśh nahī̃ .
88The Father is so altruistic. 89He doesn’t have any desires.
90Laukik bāp tō samajhtē haĩ bachchē baṛē hōṅgē phir mujhē khilāyēṅgē .
90A physical father would understand that when his children grow up, they would look after him.
91Inkī tō kōī tamannā nahī̃ .
91That One doesn’t have any desires.
92Jāntē haĩ mērā drama mē̃ part hī aisā hai , sirph ākar paṛhātā hū̃ .
92He knows what His part in the drama is like. 93I simply come to teach you.
93Yah bhī nūndh hai .
94This too is fixed.
94Manuṣhya drama kō bilkul nahī̃ jāntē .
95People don’t know the drama at all.
95Tum bachchō̃ kō yah niśhchay hai bāp hī hamkō paṛhātē haĩ .
96You children have the faith that the Father is teaching you.
96Yah brahmā bhī paṛhtē haĩ .
97This Brahma is also studying.
97Zarūr yah sabsē achchhā paṛhtē hōṅgē .
98He would definitely be studying the best of all.
98Yah bhī achchhā madadgār hai - śhivbābā kā .
99He is also a very good helper of Shiv Baba.
99Hamārē pās|pass tō kuchh dhan hai nahī̃ .
100I don’t have any wealth.
100Bachchē hī dhan dētē haĩ aur lētē haĩ .
101Only you children give wealth and also receive it.
101Dō muṭṭhī dētē haĩ aur bhaviṣhya mē̃ lētē haĩ .
102You give two handfuls and receive it in the future.
102Kōī kē pās kuchh hai nahī̃ , tō kuchh dētē nahī̃ .
103Some don’t have anything and so they don’t give anything.
103Bākī hā̃ achchhā paṛhtē haĩ tō bhaviṣhya mē̃ achchhā pad pātē haĩ , yah bhī bahut thōṛē haĩ , jinkō yād rahtā hai ki ham naī duniyā kē liē paṛh rahē haĩ .
104Nevertheless, if someone studies well, he will receive a good status in the future. 105There are very few who remember that they are studying for the new world.
104Yah yād rahē tō bhī manmanābhav hai .
106If they remember this, that too is “Manmanabhav”.
105Parantu bahut haĩ jō duniyāvī bātō̃ mē̃ samay barbād kartē haĩ , bābā kyā paṛhātē haĩ , kaisē paṛhātē haĩ , kitnā ūñch pad pānā hai , yah sab kuchh bhūl jātē haĩ .
107However, there are many who waste their time in worldly matters. 108They forget everything: what Baba is teaching, how He is teaching and how high the status is that they have to claim.
106Āpas mē̃ hī laṛtē jhagaṛtē time west|waste kartē rahtē haĩ .
109They continue to fight and quarrel among themselves and waste their time.
107Jō baṛā imtahān pās|pass kartē haĩ , vah kabhī apnā samay west|waste nahī̃ kartē . 108Achchhī tarah paṛhē̃gē , śhrīmat par chalē̃gē .
110Those who are to pass a high examination would never waste their time; they would study well and follow shrimat.
109Śhrīmat par tō chalnā paṛē nā .
111You have to follow shrimat.
110Bāp kahtē haĩ tum tō nāpharmānbardār hō .
112The Father says: You are disobedient.
111Śhrīmat dētā hū̃ , bāp kō yād karō tō bhūl jātē hō .
113I give you shrimat to remember the Father and you forget.
112Yah tō kamjōrī kahē̃gē .
114This would be called weakness.
113Māyā ēkdam nāk sē pakaṛkar , ḍaskar sir par baiṭh jātī hai .
115Maya catches hold of you by the nose, bites you and sits on your head.
114Yah yuddha kā maidān hai nā .
116This is a battlefield.
115Achchhē-achchhē bachchō̃ par māyā jīt pā lētī hai .
117Maya gains victory over very good children.
116Phir nām kiskā badnām hōtā hai ?
118So whose name is then defamed? 119Shiv Baba’s.
117Śhivbābā kā . 118Gāyan bhī hai gurū kā nindak ṭhaur na pāyē .
120It is remembered that those who defame the name of the Satguru cannot claim a high status.
119Aisē māyā sē harānē vālē phir ṭhaur kaisē pāyēṅgē .
121How could those who are defeated by Maya claim a high status?
120Apnē kalyāṇ kē liē buddhi chalānī chāhiē ki ham kaisē purūṣhārth kar bābā sē varsā lū̃ .
122You should use your intellect for your own benefit and see how you can make effort to receive your inheritance from Baba.
121Achchhē-achchhē mahārathiyō̃ jaisā bankar sabkō rāstā batāū̃ .
123Become very good like the maharathis and show everyone the path.
122Bābā service key|kī yuktiyā̃ tō bahut sahaj batlātē haĩ .
124Baba shows you very easy ways to do service.
123Bāp kahtē haĩ tum mujhē bulātē āyē hō , ab maĩ kahtā hū̃ ki mujhē yād karō tō pāvan ban jāyēṅgē .
125The Father says: You have been calling out to Me and I now tell you: Remember Me and you will become pure.
124Pāvan duniyā K|kē chitra haĩ nā .
126There are the pictures of the pure world.
125Yah hai mukhya .
127This is the main thing.
126Yahā̃ aim object rakhī jātī hai .
128Here, you have an aim and objective.
127Aisē nahī̃ ki ḍākṭarī paṛhnī hai tō doctor kō yād karnā hai . 128Bairisṭarī paṛhnī hai tō kōī barrister kō yād karnā hai .
129It isn’t that if you want to study to become a doctor you would have to remember a doctor or that if you want to become a barrister you would have to remember a barrister.
129Bāp kahtē haĩ sirph mujh ēk kō yād karō .
130The Father says: Simply remember Me alone.
130Bas maĩ tumhārī sab manōkāmanā pūrṇ karnē vālā hū̃ .
131I am the One who will fulfil all your desires.
131Tum sirph mujhē yād karō . 132Bhal māyā tumkō kitnā bhī hairān karē , phir bhī yuddha hai nā .
132Simply remember Me, no matter how much Maya disturbs you. 133There is still a battle between you.
133Aisē nahī̃ phaṭ sē jīt pā lē̃gē .
134It isn’t that you will instantly gain victory over her.
134Is samay tak ēk nē bhī māyā par jīt nahī̃ pāī hai , jīt pānē sē phir jagatjīt hōnē chāhiē .
135Up to now, not a single person has gained victory over Maya. 136By gaining victory, you will then become the masters of the world.
135Gātē haĩ maĩ gulām , maĩ gulām tērā … .
137People sing: I am a slave; I am Your slave.
136Yahā̃ tō māyā kō gulām banānā hai .
138Here, you have to make Maya your slave.
137Vahā̃ māyā kabhī duḥkh nahī̃ dēgī .
139There, Maya will never cause you sorrow.
138Ājkal tō duniyā hī baṛī gandī hai .
140Nowadays, the world is very dirty.
139Ēk dō kō duḥkh dētē hī rahtē haĩ .
141People continue to cause sorrow for one another.
140Tō kitnā mīṭhā bābā hai , jiskō apnē liē kōī tamannā nahī̃ .
142Baba is so sweet and He doesn’t have any desires for Himself. 143You don’t remember such a Father!
141Aisē bāp kō yād nahī̃ kartē vā kōī kahē ham śhivbābā kō māntē haĩ , brahmā bābā kō nahī̃ .
144Some even say: I believe in Shiv Baba, not in Brahma Baba. 145However, both are together. 146You cannot make a bargain without the agent.
142Parantu yah dōnō̃ ikaṭṭhē haĩ , bigar dalāl saudā hō na sakē .
147This one is Baba’s chariot and his name is “The Lucky Chariot” (Bhagirath).
143Bābā kā rath hai , inkā nām hī hai bhāgyaśhālī rath .
148You know that the number one, the highest of all, is this one.
144Yah bhī jāntē hō sabsē number one ūñchā hai yah .
149In a class, a monitor is given respect; he is given regard.
145Class mē̃ monitor kā bhī mān hōtā hai .
150This one is the number one beloved, long-lost and now-found child.
146Regard rakhtē haĩ . 147Number one sikīladhā bachchā tō yah hai nā .
151There, all the kings have to have regard for this one (Shri Narayan).
148Vahā̃ bhī sab rājāō̃ kō inkā ( śhrī nārāyaṇ kā ) regard rakhnā hai .
152Only when you understand this would you have the sense to give him regard.
149Yah jab samajhē̃ tab regard rakhnē kā akla āyē . 150Yahā̃ jab regard rakhnā sīkhō tab vahā̃ bhī rakhō .
153Only when you learn to give him regard here will you be able to give him regard there.
151Nahī̃ tō bākī milēgā kyā ?
154Otherwise, what will you receive?
152Śhivbābā kō yād bhī nahī̃ kar saktē .
155You can’t even remember Shiv Baba.
153Bāp kahtē haĩ yād sē hī tumhārā bēṛā pār hōtā hai .
156The Father says: Your boat will go across by having remembrance.
154Bēhad key|kī rājāī dētē haĩ .
157He gives you the unlimited kingdom.
155Aisē bāp kō kitnā yād karnā chāhiē .
158You should remember such a Father so much.
156Andar mē̃ kitnā love hōnā chāhiē .
159You should have so much love for Him inside you.
157Inkā dēkhō bāp sē kitnā love hai .
160Look how this one loves the Father so much.
158Love hō tab tō sōnē kā bartan banē , jinkā bartan sōnē kā hōgā unkī chalan baṛī first class hōgī .
161It is only when you have love that your vessels can become golden. 162Those whose vessels are golden will have first-class behaviour.
159Drama anusār rājdhānī sthāpan hōnī hai .
163According to the drama, the kingdom has to be established.
160Unmē̃ tō sab prakār K|kē chāhiē .
164All types are needed for that.
161Bāp samjhātē haĩ bachchē tumhē̃ kabhī bhī gussā nahī̃ ānā chāhiē .
165The Father explains: Children, you should never become angry.
162Samajhnā chāhiē ham agar service nahī̃ kartē tō gōyā time west|waste kartē rahtē haĩ .
166You should understand that if you don’t do service, it means that you are wasting your time.
163Śhivbābā K|kē yagya key|kī kōī service nahī̃ karē̃gē tō milēgā kyā ?
167If someone doesn’t do service for Shiv Baba’s yagya, what would he receive?
164Serviceable hī ūñch pad pāyēṅgē .
168Only serviceable ones will be able to claim a high status.
165Apnā kalyāṇ karnē kē liē śhauk rakhnā chāhiē .
169You should have an interest in benefitting yourselves.
166Nahī̃ kartē tō pad bhraṣhṭa kartē .
170If you don’t do this, you are destroying your status.
167Student achchhā paṛhtē haĩ tō teacher bhī khuśh hōgā , samajhē̃gē yah hamārā nām bālā karē̃gē . 168Inkē kāraṇ hamkō ijāphā milēgā .
171When students are studying well, their teacher is pleased with them because he understands that they will glorify his name, and that he will receive a prize because of them.
169Bāp teacher ādi sab khuśh hōṅgē .
172The father and teacher etc. would all be happy.
170Achchhē sapūt bachchō̃ par mā̃ bāp bhī kurbān jātē haĩ , jō bahut achchhī service kartē haĩ , tō bāp bhī sunkar khuśh hōtē haĩ .
173Parents surrender themselves to good, worthy children who do very good service. 174So, the Father, too, is pleased when He hears this.
171Jō bahutō̃ key|kī service kartē haĩ , unkā zarūr nāmāchār hōgā . 172Ūñch pad bhī vahī pā sakē̃gē .
175The names of those who serve many would definitely be glorified. 176They are the ones who would be able to claim a high status.
173Rāt din unkō service kā hī ōnā rahtā hai .
177Day and night, their only concern is for service.
174Khān pān key|kī parvāh nahī̃ rakhtē .
178They are not concerned about their food and drink.
175Samjhātē-samjhātē galā ghuṭ jātā hai .
179While explaining knowledge, their throats even dry up.
176Aisē sikīladhē , serviceable bachchō̃ kō hī ūñch pad pānā hai .
180It is only such serviceable, beloved, long-lost and now-found children who will claim a high status.
177Yah tō 21 janmō̃ key|kī bāt hai , sō bhī kalp-kalpāntar kē liē .
181This is something for 21 births, and in that, too, it is for cycle after cycle.
178Jab result nikalēgī tab samajhē̃gē , kisnē service key|kī . 179Kitnō̃ kō rāstā batāyā .
182When the results are announced, it will be understood who did service and to how many they showed this path.
180Characters kō bhī sudhārnā zarūrī hai .
183It is also essential to reform one’s character.
181Mahārathī , ghōṛēsavār , pyādē nām tō hai nā .
184There are the names “maharathis”, “cavalry” and “infantry”.
182Service nahī̃ kartē tō samajhnā chāhiē ham pyādē haĩ .
185If you don’t do service, you should understand that you are part of the infantry.
183Aisā kōī na samajhē ki hamnē dhan sē madad kī hai , isliē hamārā pad ūñchā hōgā .
186None of you should think that you will receive a high status because you helped with your wealth.
184Yah bilkul bhūl hai .
187That is a complete mistake.
185Sārā madār service aur paṛhāī par hai .
188Everything depends on the service you do and how you study.
186Bāp tō bahut achchhī rīti samjhātē rahtē haĩ ki bachchē paṛhkar ūñchā pad pāyē̃ . 187Kalp-kalp kā apnē kō ghāṭā na ḍālē̃ .
189The Father continues to explain to you children that you should study and claim a high status and not incur a loss for yourselves for cycle after cycle.
188Bābā dēkhtē haĩ yah apnē kō ghāṭā ḍāl rahē haĩ , inkō patā nahī̃ paṛtā , ismē̃ hī khuśh hō jātē haĩ ki hamnē paisē diyē haĩ isliē mālā mē̃ nazdīk āyēṅgē .
190Baba sees when someone is incurring a loss for himself: This one doesn’t know anything, because he is just happy thinking that he will claim a number ahead in the rosary because he has given some money.
189Parantu bhal paisā diyā lēkin knowledge nahī̃ dhāraṇ kī , yōg mē̃ nahī̃ rahē tō vah kyā kām K|kē !
191Even if someone has given money, but he hasn’t imbibed knowledge and doesn’t stay in yoga, of what use is that?
190Agar rahm nahī̃ kartē tō bākī bāp kō kyā follow kartē haĩ .
192If you don’t have mercy, how are you following the Father?
191Bāp tō āyē hī haĩ bachchō̃ kō gul-gul banānē .
193The Father has come to make you children beautiful.
192Jō bahutō̃ kō gul-gul banāyēṅgē un par bāp bhī balihār jāyēṅgē .
194The Father surrenders Himself to those who make many others beautiful.
193Sthūl service bhī bahut hai .
195There is also a lot of physical service to do.
194Jaisē bhaṇḍārī key|kī bābā bahut mahimā kartē haĩ , unkō bahutō̃ key|kī āśhīrvād miltī hai .
196Baba praises the bhandari (one who looks after the kitchen) a great deal. 197She receives blessings from many.
195Jō jitnī service kartē haĩ , vah apnā hī kalyāṇ kartē haĩ , apnī haḍḍiyā̃ service mē̃ dētē haĩ . 196Apnī hī kamāī kartē haĩ .
198To the extent that they serve and give their bones in service, they are accordingly only benefiting themselves; they earn their own income.
197Bahut haḍḍī pyār sē service kartē haĩ .
199They serve with a lot of love from deep within their hearts.
198Jō khiṭpiṭ kartē haĩ , vah apnī hī takdīr kharāb kartē haĩ , jinmē̃ lōbh hōgā unhē̃ vah satāyēgā .
200Those who cause conflict spoil their own fortune. 201Those who have greed will be harassed by it.
199Tum sab vānaprasthī hō , sabkō vāṇī sē parē jānā hai .
202All of you are in the stage of retirement. 203All of you have to go beyond sound.
200Apnē sē pūchhnā chāhiē sārē din mē̃ ham kitnī service kartē haĩ .
204Each of you should ask yourself: How much service do I do throughout the whole day?
201Kaī bachchō̃ kō tō service bigar sukh nahī̃ ātā .
205Some children don’t feel happiness unless they are doing service.
202Kōī-kōī kō grahachārī baiṭhtī hai - buddhi par vā paṛhāī par .
206Some have bad omens over their intellects and over the studying they do.
203Bābā tō sabkō ēkras paṛhātē haĩ , buddhi kōī key|kī kaisī hōtī , kōī key|kī kaisī hōtī hai .
207Baba is teaching everyone to the same extent. 208Everyone’s intellect is different.
204Phir bhī purūṣhārth tō karnā chāhiē .
209Nevertheless, you should still make effort.
205Nahī̃ tō kalp-kalpāntar kā pad aisā hō jāyēgā .
210Otherwise, your status will become like that for cycle after cycle.
206Pichhāṛī mē̃ jab result nikalēgī tō sab sākṣhātkār karē̃gē .
211At the end, when the results are announced, you will all have visions of everything.
207Sākṣhātkār karkē phir transfer hō jāyēṅgē .
212You will have visions and then be transferred.
208Śhāstrō̃ mē̃ bhī hai ki pichhāṛī mē̃ bahut pachhtātē haĩ ki mupht samay west|waste kiyā . 209Kalp-kalpāntar kā bahut dhōkhā khāyā .
213It also says in the scriptures that they repented a great deal at the end for having wasted a lot of time and for having been deceived a great deal for cycle after cycle.
210Bāp tō sāvdhān kartē rahtē haĩ .
214The Father continues to caution you.
211Śhivbābā key|kī tō yahī tamannā hai ki bachchē paṛhkar ūñch pad pāyē̃ aur kōī apnī tamannā nahī̃ hai .
215Shiv Baba only has one desire, that you children study and claim a high status. 216He doesn’t have any other desires.
212Unkē kām key|kī bhī kōī vastu nahī̃ hai .
217There is nothing that is useful for Him.
213Bāp samjhātē haĩ bachchē antarmukhī banō .
218The Father explains: Children, become introverted.
214Duniyā tō sārī bāhyamukhī hai .
219The whole world is extroverted.
215Tum hō antarmukhī .
220You must become introverted.
216Apnī avasthā kō dēkhnā hai aur sudhārnē kā bhī purūṣhārth karnā hai .
221You also have to check your stage and make effort to reform yourselves.
217Achchhā !
222Achcha.
218Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
223To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
219Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
224The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
220Dhārṇā kē liē mukhya sār :
225Essence for dharna:
2211 ) sākṣhī hōkar svayã K|kē part kō dēkhō - ham achchhī rīti paṛhkar dūsrō̃ kō paṛhātē haĩ yā nahī̃ ?
226 1. Become a detached observer and look at your own part: Am I studying well and also teaching others or not?
222Āp samān banānē key|kī sēvā kartē haĩ ?
227Am I doing service to make others the same as I am?
223Apnā samay duniyāvī bātō̃ mē̃ barbād mat karō .
228Do not waste your time in worldly matters.
2242 ) antarmukhī ban apnē āpkō sudhārnā hai .
229 2. Become introverted and reform yourself.
225Apnē kalyāṇ kā śhauk rakhnā hai .
230Have an interest in benefitting yourself.
226Service mē̃ busy rahnā hai .
231Remain busy in doing service.
227Bāp samān merciful zarūr bannā hai .
232Definitely be merciful like the Father.
228Vardān : her|har samay apnī dr̥iṣhṭi , vr̥itti , kr̥iti dvārā sēvā karnē vālē pakkē sēvādhārī bhav
233Blessing: May you be a true and firm server and serve with your drishti, attitude and actions at every moment. 234 Servers are those who serve at every moment with their elevated drishti, attitude and actions. 235Whenever you look at anyone with elevated drishti, that drishti also does service. 236The atmosphere is created through your attitude.
229Sēvādhārī arthāt her|har samay śhrēṣhṭh dr̥iṣhṭi sē , vr̥itti sē , kr̥iti sē sēvā karnē vālē , jiskō bhī śhrēṣhṭh dr̥iṣhṭi sē dēkhtē hō tō vah dr̥iṣhṭi bhī sēvā kartī hai . 230Vr̥itti sē vāyumaṇḍal bantā hai .
237When you carry out any task while staying in remembrance, the atmosphere is purified. 238The breath of Brahmin life is in serving. 239Just as when you are unable to breathe, you become unconscious, in the same way, when a Brahmin soul is not busy in doing service, he becomes unconscious.
231Kōī bhī kārya yād mē̃ rahkar kartē hō tō vāyumaṇḍal śhuddha bantā hai .
240Therefore, to the extent that you are loving, you should accordingly be co-operative and a server to the same extent.
232Brāhmaṇ jīvan kā śhvāṅs hī sēvā hai , jaisē śhvāṅs na chalnē sē mūrchhit hō jātē haĩ aisē brāhmaṇ ātmā sēvā mē̃ busy nahī̃ tō mūrchhit hō jātī hai isliē jitnā snēhī , utnā sahyōgī , utnā hī sēvādhārī banō . 233Slōgan : sēvā kō khēl samjhō tō thakē̃gē nahī̃ , sadā light rahē̃gē . 234Avyakti silence dvārā double light phariśhtā sthiti kā anubhav karō
241Slogan: Consider service to be a game and you won’t get tired and will remain constantly light.
235Sadā double light sthiti mē̃ rahnē vālē niśhchay buddhi , niśhchinta hōṅgē .
242*** Om Shanti *** 243With avyakt silence, experience the double light angelic stage
236Uḍtī kalā mē̃ rahē̃gē . 237Uṛtī kalā arthāt ūchē sē ūñchī sthiti .
244Those whose intellects constantly stay in a double-light stage have faith and they are carefree.
238Unkē buddhi rūpī pāṅw dharnī par nahī̃ .
245They will be in the flying stage. 246The flying stage means the highest-on-high stage.
239Dharnī arthāt dēh bhān sē ūpar .
247The feet of their intellects will not be on the ground.
240Jō dēh bhān key|kī dharnī sē ūpar rahtē haĩ , vah sadā phariśhtē haĩ .
248To be above the ground means to be beyond any consciousness of their bodies.
241Unkē samparka mē̃ jō bhī ātmā āyēgī vah thōḍē samay mē̃ bhī śhītaltā va śhānti key|kī anubhūti karēgī .
249Those who stay constantly above the ground of body consciousness are angels. 250All souls who come into contact with such souls even for a short time will experience coolness and peace.