शुक्रवार 9 फ़रवरी 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

009-02-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 09/02/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - śhiv jayantī par tum khūb dhūmdhām sē nirākār bāp key|kī biography sabkō sunāō , yah śhiv jayantī hī hīrē tulya hai ' '

1Essence: Sweet children, on Shiv Jayanti, you have to tell everyone the biography of the incorporeal Father with a lot of splendour. 2This Shiv Jayanti is worth diamonds.

Question

2Praśhna  : tum brāhmaṇō̃ key|kī sachchī dīvālī kab hai aur kaisē  ?

3Question: When and how is it the true Diwali of you Brahmins?

Answer

3Uttar  : vāstav mē̃ śhiv jayantī hī tumhārē liē sachchī-sachchī dīvālī hai kyōṅki śhivbābā ākar tum ātmā rūpī dīpak kō jagātē haĩ .

4Answer: In fact, Shiv Jayanti is the true Diwali for you because Shiv Baba comes and ignites the lights of you souls. 5The lamp of each home is ignited, that is, the light of each soul is ignited.

4Harēk K|kē ghar kā dīp jaltā hai arthāt ātmā key|kī jyōti jagtī hai . 5Vah sthūl dīpak jalātē lēkin tumhārā sachchā dīpak śhiv bāp K|kē ānē sē jagtā hai isliē tum khūb dhūmdhām sē śhiv jayantī manāō .

6Those people ignite physical lamps whereas your true lamps are ignited when Father Shiva comes. 7This is why you celebrate Shiv Jayanti with a lot of splendour.

Murli

6Ōm śhānti .

8Om shanti.

7Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchē śhiv key|kī jayantī manātē haĩ aur bhārat mē̃ tō śhiv jayantī manātē hī haĩ .

9You sweetest, spiritual children are celebrating Shiv Jayanti. 10People celebrate the birthday of Shiva in Bharat anyway.

8Jayantī ēk key|kī manāī jātī hai . 9Uskō phir sarvavyāpī kah dētē haĩ .

11The birthday of the One is celebrated; they then say that He is omnipresent!

10Ab sarvavyāpī key|kī jayantī tō hō na sakē .

12It cannot be the birthday of all.

11Jayantī kab manāī jātī hai  ?

13When is a birthday celebrated?

12Jab garbh sē bāhar ātē haĩ .

14When a child comes out of the womb.

13Śhivjayantī manātē tō jarūr haĩ .

15Shiv Jayanti is definitely celebrated.

14Ārya samājī bhī manātē haĩ .

16Even those of the Arya Samaj celebrate it.

15Abhī tum manāyēṅgē ( 2024 mē̃ ) 88 vī̃ jayantī , gōyā 88 varṣh huā jayantī kō .

17You are now celebrating the 88th Jayanti, that is, it has now been 88 years since His birth.

16Janm din tō sabkō yād rahtā hai , phalānē din yah garbh sē bāhar āyā .

18Everyone remembers birthdays: On such-and-such a day, so-and-so came out of a womb (was born).

17Ab śhivbābā key|kī tum 88 vī̃ jayantī manāyēṅgē .

19You are celebrating the 88th birthday of Shiv Baba.

18Vah tō hai nirākār , unkī jayantī kaisē hō saktī hai  ?

20He is incorporeal. 21How can there be His birthday?

19Itnē baṛē-baṛē manuṣhyō̃ kē pās nimantraṇ card jātē haĩ , kōī kō pūchhnā tō chāhiē - jayantī kaisē manātē hō  ?

22So many eminent people receive invitation cards. 23One of them should at least ask: How do you celebrate His birthday?

20Usnē janm kab aur kaisē liyā  ?

24How and when was He born?

21Phir uskē śharīr kā nām kyā rakhā  ?

25What is the name given to His body?

22Parantu aisē pattharbuddhi haĩ jō kabhī pūchhtē nahī̃ haĩ .

26However, people have such stone intellects that they never even ask this.

23Tum unkō batā saktē hō - vah hai nirākār , unkā nām hai śhiv .

27You can tell them: He is incorporeal and His name is Shiva.

24Tum sāligrām bachchē hō .

28You are His saligram children.

25Jāntē hō is śharīr mē̃ sāligrām haĩ .

29You know that there is a saligram in this body.

26Nām śharīr kā paṛtā hai .

30A name is given to each body.

27Vah hai param ātmā śhiv .

31He is the Supreme Soul Shiva.

28Ab tum kitnā dhūmdhām sē programme rakhtē hō .

32You have programmes with so much pomp and splendour.

29Din-pratidin tum dhūmdhām sē samjhātē rahtē hō ki jab śhivbābā key|kī brahmā K|kē tan mē̃ pravēśhtā hōtī hai , vahī unkī jayantī gāī jātī hai .

33Day by day, you continue to explain with splendour that when Shiv Baba incarnates in the body of Brahma, that is remembered as His birthday. 34There is no date or time.

30Unkī tithi tārīkh kōī hōtī nahī̃ .

35He says: I enter an ordinary body.

31Kahtē haĩ maĩ sādhāraṇ tan mē̃ pravēśh kartā hū̃ .

36However, He doesn’t tell you when or at which moment.

32Parantu kab , kis ghaṛī vah nahī̃ batātē . 33Tithi-tārīkh , din ādi batāyē̃ tō kahē̃ ki phalānī tārīkh .

37If He were to tell you the exact date and time, it would be said that He was born on such and such a date.

34Janma patrī ādi tō inkī hōtī nahī̃ .

38However, He doesn’t have a horoscope.

35Vāstav mē̃ janma patrī tō sabsē ūñchī inkī hai .

39In fact, His horoscope is the highest of all.

36Kartavya bhī inkā sabsē ūñchā hai .

40His task is also the highest of all.

37Kahtē haĩ prabhu tērī mahimā aparamapār hai .

41It is said: God, Your praise is limitless.

38Tō jarūr kuchh kartē hōṅgē .

42So, He must definitely have done something.

39Mahimā tō bahutō̃ key|kī gāī jātī hai .

43The praise of many is sung.

40Nēhrū , gāndhī ādi sabkī mahimā gātē haĩ .

44People sing praise of Nehru, Gandhiji, everyone.

41Inkī mahimā kōī batā na sakē .

45No one can tell you the praise of this One.

42Tum samjhātē hō vah gyān kā sāgar , śhānti kā sāgar hai .

46You explain that He is the Ocean of Knowledge, the Ocean of Peace.

43Vah tō ēk ṭhaharā|ṭhahrā nā .

47He is just One.

44Phir unkō sarvavyāpī kaisē kah saktē .

48So, how can He be omnipresent?

45Parantu kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ . 46Aur tum manātē hō tō kōī pūchhnē kā sāhas bhī nahī̃ kartē haĩ .

49However, they don’t understand anything, and when you celebrate it, no one even has the courage to ask you.

47Nahī̃ tō pūchhnā chāhiē śhiv jayantī manāī jātī hai , mahimā gāī jātī hai tō jarūr kōī hōkar gayē haĩ .

50Otherwise, they should say to you: Since His birthday is celebrated and His praise is sung, someone must surely have come and gone.

48Bahut bhakta lōg haĩ .

51There are many devotees.

49Agar government na mānē tō bhaktō̃ , sādhuō̃ , gurūō̃ key|kī stamp bhī na banāyē . 50Jaisī hai government , aisī hai raiyat ( prajā ) .

52If the Government doesn’t believe this, they shouldn’t even make stamps of the devotees, sages and gurus.

51Abhī tum bachchō̃ kō bāp key|kī biography kā bhī achchhī tarah mālūm paṛā hai .

53As is the Government, so the people. 54You children now know the Father’s biography very well.

52Tumkō jitnā fakhur rahtā hai utnā aur kōī kō nahī̃ rah saktā .

55No one else has as much pure pride as you.

53Tum hī kahtē hō śhiv jayantī hīrē tulya hai , bākī sab jayantiyā̃ kauṛī misal haĩ .

56Only you say that Shiv Jayanti is worth diamonds and that all the other jayantis are worth shells.

54Bāp hī ākar kauṛī kō hīrē tulya banātē haĩ .

57Only the Father comes and makes you into diamonds from shells.

55Śhrīkr̥iṣhṇa bhī bāp dvārā itnā ūñch banā isliē unkā janm hīrē tulya gāyā jātā hai .

58Shri Krishna also became so elevated through the Father. 59This is why his birth is remembered as being worth diamonds.

56Pahlē kauṛī tulya hōgā phir hīrē tulya bābā nē banāyā .

60At first, he would have been worth a shell and then Baba made him worth a diamond.

57Yah bātē̃ manuṣhya nahī̃ jāntē .

61People don’t know these things.

58Unkō aisā world kā prince kisnē banāyā  ?

62Who made him such a world prince?

59Tō yah bhī samjhānā chāhiē - śhrīkr̥iṣhṇa janmāṣhṭamī manātē haĩ .

63So, it has been explained that people celebrate the birthday of Shri Krishna.

60Bachchā tō mātā K|kē garbh sē hī bāhar nikalā . 61Unkō ṭōkrī mē̃ lē gayē .

64The child emerged from his mother’s womb and was then carried away in a basket.

62Ab śhrīkr̥iṣhṇa tō world prince thā phir unkō ḍar kāhē kā  ?

65Shri Krishna was a world prince, so why would he have had any fear?

63Vahā̃ kaṅs ādi kahā̃ sē āyā  ?

66How could Kans, a devil, have existed there?

64Yah sab bātē̃ śhāstrō̃ mē̃ likh dī haĩ .

67All of those things have been written in the scriptures.

65Ab tumkō achchhī rīti samjhānā chāhiē .

68You should now explain all of this very clearly.

66Samjhānē key|kī yuktiyā̃ bahut achchhī chāhiē .

69Very good tactics are needed to explain.

67Sab ēk jaisā nahī̃ paṛhā saktē .

70Not everyone can teach to the same extent.

68Yuktiyukt na samjhānē sē aur hī disservice hōtī hai .

71By your not explaining tactfully, greater disservice is done.

69Ab śhiv jayantī manāī jātī hai tō jarūr śhiv key|kī hī mahimā karē̃gē .

72Shiv Jayanti is now being celebrated and so Shiva alone would surely be praised.

70Gāndhī jayantī par gāndhī key|kī hī mahimā karē̃gē . 71Aur kuchh sūjhēgā nahī̃ .

73On Gandhi Jayanti, they would sing praise of Gandhi alone; they would not think of anything else.

72Ab śhivjayantī tum manātē hō tō jarūr unkī mahimā , unkī biography vā jīvan charitra bhī hōgā .

74You now celebrate Shiv Jayanti and so there must definitely be His praise, His biography and His life story.

73Tum us din unkā hī jīvan charitra baiṭh sunāō .

75On that day, you should just tell people about His life story.

74Jaisē bāp kahtē haĩ manuṣhya kōī pūchhtē bhī nahī̃ haĩ ki śhiv jayantī kaisē śhurū huī .

76The Father says: People don’t even ask when Shiv Jayanti began.

75Uskā kuchh bhī varṇan hai nahī̃ .

77There is no mention of that.

76Unkī mahimā tō aparampār gāī jātī hai .

78It is sung that His praise is limitless.

77Śhivbābā kō bhōlānāth kah bahut mahimā kartē haĩ .

79People call Shiv Baba the Innocent Lord and praise Him a lot.

78Vah tō bhōlā bhaṇḍārī hai .

80He is the Innocent Treasurer.

79Vah lōg śhiv-śhaṅkar kah dētē haĩ .

81Those people speak of Shiva and Shankar as one and the same.

80Śhaṅkar kō bhōlānāth samajh lētē haĩ .

82They consider Shankar to be the Innocent Lord.

81Vāstav mē̃ bhōlānāth śhaṅkar tō nahī̃ lagtā .

83In fact, Shankar is not the Innocent Lord.

82Unkē liē tō kahtē haĩ āṅkh khōlī tō vināśh huā , dhatūrā khātē unkō phir bhōlā-nāth kaisē kah saktē haĩ .

84They say of him that destruction took place when he opened his third eye and that he eats bitter flowers. 85So, how could he be called the Innocent Lord?

83Mahimā tō ēk key|kī hī hōtī hai .

86There is praise of just the One.

84Tumkō śhiv K|kē mandir mē̃ jākar samjhānā chāhiē .

87You have to go to a Shiva Temple and explain to them.

85Vahā̃ bahut lōg ātē haĩ tō śhiv kā jīvan charitra sunānā hai .

88Many people go there and so you have to tell them the biography of Shiva.

86Kahtē haĩ bhōlā bhaṇḍārī śhivbābā .

89They say: Shiv Baba is the Innocent Treasurer.

87Ab śhiv aur śhaṅkar kā bhēd bhī tumnē hī batāyā hai .

90You have told them the difference between Shiva and Shankar.

88Śhiv key|kī pūjā hōtī hai śhiv K|kē mandir mē̃ .

91Shiva is worshipped in Shiva Temple.

89Tō vahā̃ jākar tumkō śhiv key|kī jīvan kahānī batānī hai .

92Therefore, you have to go there and tell them the biography of Shiva.

90Jīvan kahānī akṣhar sunkar kōī kā māthā hī chakrit hō jāyēgā ki śhiv key|kī jīvan kahānī kaisē sunāyēṅgē  ?

93When they hear the biography, some people’s heads would spin with how it could be possible to relate the biography of Shiva.

91Tō manuṣhya wonderful bāt samajh bahut āyēṅgē .

94So, people would think that this is something wonderful and many would come.

92Bōlō , nimantraṇ par jō āyēṅgē unkō ham nirākār parampitā paramātmā key|kī jīvan kahānī batāyēṅgē .

95Tell them: We will tell those who accept our invitation the biography of the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.

93Gāndhī ādi key|kī bhī biography suntē haĩ nā .

96They still listen to the biography of Gandhi etc.

94Abhī tum mahimā karē̃gē śhiv key|kī tō manuṣhyō̃ key|kī buddhi sē sarvavyāpī key|kī bāt uṛ jāyēgī .

97When you now praise Shiva, the notion of omnipresence will fly away from people’s intellects.

95Ēk key|kī mahimā phir dūsrē sē mil na sakē .

98The praise of one cannot be the same as another’s.

96Yah jō maṇḍap banātē haĩ vā pradarśhanī kartē haĩ , vah kōī śhiv kā mandir tō hai nahī̃ .

99The marquee they set up or exhibition they hold is not a temple to Shiva.

97Tum jāntē hō sachchā-sachchā śhiv kā mandir vāstav mē̃ yah hai , jahā̃ rachtā khud baiṭh rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhātē haĩ .

100You know that the true temple to Shiva is in fact here, where the Creator, Himself, sits and tells you the secrets of the Creator and the beginning, middle and end of creation.

98Tum likh saktē hō rachtā key|kī jīvan kahānī aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā rāz athavā history sunāyēṅgē .

101You can write: We will tell you the biography of the Creator and the history and secrets of the beginning, middle and end of creation.

99Hindī-aṅgrējī mē̃ likhat hō .

102The writing should be in both Hindi and English.

100Baṛē-baṛē kē pās jāyēṅgē tō wonder khāyēṅgē ki yah kaun haĩ jō parampitā paramātmā key|kī biography batātē haĩ .

103When eminent people see this, they will wonder: Who is this that is showing the biography of the Supreme Father, the Supreme Soul?

101Sirph rachnā kē liē tum kahē̃gē tō samajhē̃gē pralay huī phir naī rachnā rachī .

104If you just tell them about creation, they would think that annihilation took place and that a new creation was then created.

102Parantu nahī̃ , tumkō tō samjhānā hai bāp patitō̃ kō ākar pāvan banātē haĩ tō manuṣhya wonder khāyēṅgē .

105However, no, you have to explain that the Father comes and makes the impure ones pure and people will then be amazed.

103Śhiv K|kē mandir mē̃ bhī bahut āyēṅgē .

106Many will also come to the temple of Shiva.

104Hall|hāl vā maṇḍap baṛā hōnā chāhiē .

107There should be a big hall or marquee.

105Bhal tum prabhāt phērī nikāltē hō , usmē̃ bhī yah lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya kisnē sthāpan kiyā , unhō̃ kō yah samjhānā hai .

108You may go around with the pictures at dawn, but you still have to explain to them who established the kingdom of Lakshmi and Narayan.

106Nirākār śhivbābā jō sabhī ātmāō̃ kā bāp hai vō hī ākar rājyōg sikhātē haĩ .

109Incorporeal Shiv Baba, who is the Father of all souls, comes and teaches you Raj Yoga.

107Aisē-aisē vichār sāgar manthan karnā chāhiē ki kaisē śhiv K|kē mandir mē̃ jākar service karnī chāhiē .

110You should churn how you can go to a Shiva Temple and do service. 111People perform worship in the Shiv Temple in the morning.

108Śhiv K|kē mandir mē̃ savērē pūjā kartē haĩ , ghaṇṭē ādi bhī savērē bajtē haĩ .

112The bells are also rung in the morning. 113Shiv Baba too comes at dawn.

109Śhivbābā bhī prabhāt K|kē samay ātē haĩ .

114He doesn’t come in the middle of the night.

110Ādhī rāt nahī̃ kahē̃gē . 111Us samay tum gyān bhī nahī̃ sunā saktē hō kyōṅki manuṣhya sōyē rahtē haĩ .

115You couldn’t give knowledge at that time, because people are sleeping at that time.

112Rāt kō phir bhī manuṣhyō̃ kō phursat hōtī hai .

116In the evening, people have some time.

113Battiyā̃ ādi bhī jaltī haĩ .

117The lights are also lit.

114Rōśhnī bhī achchhī karnī chāhiē .

118There should be good lighting then.

115Śhivbābā ākar tum ātmāō̃ kō jagātē haĩ .

119Shiv Baba comes and awakens you souls.

116Sachchī dīpāvalī tō yah hai , harēk K|kē ghar kā dīp jaltā hai yānī ātmā key|kī jyōti jagtī hai .

120This is the true Deepawali when the lamp in every home is ignited, that is, the lights of souls are lit.

117Vah tō ghar mē̃ sthūl dīpak jalātē haĩ .

121Those people light physical lamps in their homes.

118Parantu dīpāvalī kā vāstav mē̃ arth|earth yah hai .

122However, this is the right meaning of Deepawali.

119Kōī-kōī kā dīpak tō bilkul jagtā nahī̃ .

123The lamps of some do not ignite at all.

120Tum jāntē hō hamārā dīpak kaisē jagtā hai  ?

124You know how your lights are ignited.

121Kōī martā hai tō dīvā jalātē haĩ ki andhiyārā na hō .

125When someone dies, people light a lamp so that there is no darkness.

122Parantu pahlē tō ātmā kā dīpak jagē tab andhiyārā na hō .

126However, first of all, the lamps of souls have to be ignited; then there would be no darkness.

123Nahī̃ tō manuṣhya ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .

127Otherwise, people are in extreme darkness.

124Ātmā tō second mē̃ ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .

128A soul sheds a body and takes another in a second.

125Andhiyārē ādi key|kī ismē̃ bāt hī nahī̃ .

129There is no question of darkness in that.

126Yah bhakti mārg key|kī rasm hai .

130That is the system of the path of devotion.

127Ghr̥it ḵẖalās hōnē sē dīvā bujh jātā hai .

131When all the oil is burnt, the lamp goes out.

128Andhiyārē kā bhī arth|earth kuchh samajhtē nahī̃ haĩ .

132They don’t understand the meaning of darkness either.

129Pitra ādi khilānē kā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .

133They don’t even understand the meaning of feeding the departed spirits.

130Āgē ātmāō̃ kō bulātē thē , kuchh pūchhtē thē . 131Abhī itnā nahī̃ chaltā hai .

134Previously, they used to invoke those departed souls and ask them questions, but they don’t do that any more.

132Yahā̃ bhī ātē haĩ .

135Some come here too.

133Kōī-kōī samay kuchh bōl dētē haĩ .

136Sometimes they would even say something.

134Bōlō tum sukhī hō  ? 135Tō kahē̃gē hā̃ jī .

137If you ask that soul, “Are you happy?” he would reply: Yes.

136Sō tō jarūr yahā̃ sē jō jāyēṅgē achchhē ghar mē̃ hī janma lē̃gē .

138It is certain that those who go from here would definitely take birth in good homes.

137Janm jarūr agyānī K|kē ghar mē̃ lē̃gē .

139They would definitely take birth in families who don’t have knowledge.

138Gyānī K|kē ghar mē̃ tō janma lē nahī̃ saktē kyōṅki gyānī brāhmaṇ tō vikār mē̃ jā nahī̃ saktā .

140They cannot take birth in a Brahmin family because gyani Brahmins cannot indulge in vice; they are pure.

139Vah tō pavitra hai . 140Bākī hā̃ , achchhē sukhī ghar mē̃ jākar janma lē̃gē .

141However, that soul would go and take birth in a good, happy family.

141Vivēk bhī kahtā hai - jaisī avasthā , vaisā janm .

142Logic also says that their births would be according to their stage.

142Phir vahā̃ apnā jalvā dikhātē haĩ . 143Bhal śharīr chhōṭā hai isliē bōl na sakē̃ .

143They would then show their sparkle there, although that soul is in a tiny body and so cannot speak.

144Thōṛā baṛā hōnē sē gyān kā jalvā dikhāyēṅgē jarūr . 145Jaisē kōī-kōī śhāstrō̃ K|kē saṅskār lē jātē haĩ tō chhōṭē-pan mē̃ hī usmē̃ lag jātē haĩ , yahā̃ sē bhī knowledge lē jātē haĩ tō jarūr mahimā nikalēgī .

144As soon as the child grows a little older he will definitely show the sparkle of knowledge just as some children carry the sanskars of studying the scriptures with them and so they become engaged in that in their childhood. 145When souls take away knowledge from here they will definitely be praised.

146Tum śhiv jayantī manātē hō .

146You celebrate the birth of Shiva.

147Vah lōg kuchh arth|earth nahī̃ samajh saktē haĩ .

147Those people cannot understand the meaning of this at all.

148Pūchhnā chāhiē - agar vah sarvavyāpī hai tō jayantī kaisē manāyēṅgē  ?

148You should ask them: If He is omnipresent, how can you celebrate His birthday?

149Ab tum bachchē paṛh rahē hō .

149You children are now studying.

150Tum jāntē hō vah bāp bhī hai , teacher bhī hai , satgurū bhī hai .

150You know that He is the Father, the Teacher and also the Satguru.

151Bābā nē samjhāyā hai sikkh lōg bhī kahtē haĩ sat śhrī akāl hai .

151Baba has explained that the Sikhs say: He is Sat Shri Akal.

152Ab vāstav mē̃ akāl mūrt tō sab ātmāyē̃ haĩ parantu ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ isliē janm-maraṇ kahā jātā hai .

152(The Truth, the Elevated and Immortal One). 153In fact, all souls are also immortal images but, because they shed bodies and take others, you speak of birth and death.

153Ātmā tō vahī hai .

154The soul is the same.

154Ātmā 84 janma lētī hai .

155This soul takes 84 births.

155Kalp jab pūrā hōtā hai tō khud hī ākar batātē haĩ ki maĩ kaun hū̃  ? 156Maĩ kaisē inmē̃ pravēśh kartā hū̃  ?

156When the cycle ends, I Myself come and tell you who I am and how I enter this one through which you can understand by yourself.

157Jissē tum āpēhī samajh jātē hō .

157Previously, you didn’t understand.

158Pahlē nahī̃ samajhtē thē . 159Hā̃ , paramātmā key|kī pravēśhtā hai parantu kaisē , kab huī , kuchh bhī samajhtē thōṛēhī thē .

158You knew that God had entered this one, but you didn’t understand how or when He did that.

160Din-pratidin tumhārī buddhi mē̃ yah bātē̃ ātī rahtī haĩ .

159Day by day, these things continue to enter your intellects.

161Naī-naī bātē̃ tum suntē rahtē hō .

160You continue to listen to new things.

162Āgē thōṛēhī dō bāp kā rāz samjhātē thē .

161Previously, you didn’t explain the secret of the two fathers.

163Āgē tō jaisē bēbiyā̃ thī .

162Earlier, you were like babies.

164Abhī bhī bahut kahtē haĩ-bābā , ham dō din kā āpkā bachchā hū̃ .

163Even now, many say: Baba, I am Your two-day old child. 164I am Your child of so many days.

165Itnē din kā bachchā hū̃ . 166Samajhtē haĩ jō kuchh hōtā hai kalp pahlē misal .

165You understand that whatever happens is happening as it did in the previous cycle.

167Ismē̃ baṛī knowledge hai . 168Samajhnē mē̃ bhī samay lagtā hai .

166This knowledge is great, it takes time to understand it.

169Janma lē phir mar bhī paṛtē haĩ .

167Souls take birth and then die.

170Dō mās , 8 mās kā hō mar bhī paṛtē haĩ .

168They would be here for two months or eight months and then die.

171Tumhārē pās|pass ātē haĩ kahtē haĩ yah right hai .

169When they come to you, they say that this is right.

172Vah hamārā bāp hai , ham unkī santān haĩ .

170He is our Father and we are His children.

173Hā̃-hā̃ kahtē haĩ .

171They agree with everything you say.

174Bachchē likhtē bhī haĩ - bahut prabhāvit hō jātē haĩ .

172Some children write that many people become very impressed.

175Phir bāhar gayā ḵẖalās , mar paṛā .

173Then, as soon as they go outside, everything is over and they die.

176Phir ātē hī nahī̃ haĩ tō kyā hōgā  ?

174They then don’t come at all, and so what would happen to them?

177Yā tō pichhāṛī mē̃ ākar refresh hōgā yā tō prajā mē̃ ā jāyēgā .

175They would either come and be refreshed at the end, or they would become part of the subjects.

178Yah sab bātē̃ samjhānī haĩ . 179Ham śhiv jayantī kaisē manātē haĩ  ? 180Śhivbābā kaisē sadgati kartē haĩ  ?

176All of these things have to be explained: how we celebrate Shiv Jayanti, how Shiv Baba grants salvation.

181Śhivbābā svarg key|kī saugāt lē ātē haĩ .

177Shiv Baba brings the gift of heaven.

182Khud kahtē haĩ maĩ tumkō rājyōg sikhātā hū̃ . 183Viśhva kā mālik banātā hū̃ .

178He Himself says: I teach you Raj Yoga and make you into the masters of the world.

184Bāp tō hai hī heaven kā rachayitā tō jarūr heaven kā hī mālik banāyēṅgē .

179The Father is the Creator of heaven and so He would definitely make you into the masters of heaven.

185Ham unkī biography batātē haĩ .

180We can tell you His biography.

186Kaisē svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ , kaisē rājyōg sikhātē haĩ , ākar sīkhō .

181Come and learn how He establishes heaven and how He teaches Raj Yoga.

187Jaisē bāp samjhātē haĩ , vaisē bachchē nahī̃ samjhā saktē haĩ kyā  ?

182The Father explains, and so can you children not explain in the same way?

188Ismē̃ bahut achchhā samjhānē vālā chāhiē .

183Someone who can explain very well is needed.

189Śhiv K|kē mandir mē̃ bahut achchhā manātē hōṅgē , vahā̃ jākar samjhānā chāhiē .

184People will be celebrating very well in a Shiva Temple, and so you should go there and explain to them.

190Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ agar śhiv key|kī jīvan kahānī sunāyēṅgē tō kiskō jañchēgī nahī̃ . 191Khyāl mē̃ nahī̃ āyēgā .

185If you told them the biography of Shiva in the Lakshmi and Narayan Temple, no one would like it; they wouldn’t even think about it.

192Phir unhō̃ kō achchhī rīti buddhi mē̃ biṭhānā paṛē .

186I would then have to be made to sit in their intellects very well.

193Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ bahut ātē haĩ .

187Many people go to the Lakshmi and Narayan Temple.

194Unhō̃ kō lakṣhmī-nārāyaṇ , rādhē-kr̥iṣhṇa kā rāz samjhā saktē hō .

188You can explain to them the secrets of Lakshmi and Narayan and Radhe and Krishna.

195Unkā alag-alag mandir hōnā nahī̃ chāhiē .

189There shouldn’t be a separate temple for these two couples.

196Śhrīkr̥iṣhṇa jayantī par tum śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mandir mē̃ jākar samjhāyēṅgē - kr̥iṣhṇa hī gōrā , kr̥iṣhṇa hī sāṅvarā kyō̃ gāyā jātā hai  ?

190You can go to the temple of Shri Krishna on Shri Krishna Jayanti: Why is Krishna remembered as the ugly and the beautiful one?

197Kahtē haĩ gānvaṛē kā chhōrā .

191They say: He was a village urchin.

198Gānvaṛē mē̃ tō gāyē̃-bakariyā̃ charātē hōṅgē nā .

192So, he would be grazing cows or sheep in a village.

199Bābā feel kartā hai ham bhī gānvaṛē K|kē thē . 200Na ṭōpī , na juttī .

193Baba feels that he too was a villager, who had neither a hat nor shoes.

201Ab smr̥iti ātī hai ham kyā thē phir bābā nē ākar pravēśh kiyā hai .

194He now remembers what he was and how Baba then came and entered him.

202Tō yah bāp kā lakṣhya sabkō milē ki śhivbābā kō yād karō vō hī sadgati dātā hai .

195So, everyone has to be given the aim from the Father: Remember Shiv Baba. 196He alone is the Bestower of Salvation for All.

203Tum rāmachandra key|kī bhī jīvan kahānī batā saktē hō .

197You can also tell them the biography of Ramachandra.

204Kab sē unkā rājya śhurū huā , kitnā varṣh huā . 205Aisē-aisē khyālāt ānē chāhiē .

198You should think about when his kingdom began and how many years it has been since it existed.

206Śhiv K|kē mandir mē̃ śhiv key|kī biography sunānī paṛē . 207Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī mahimā karnī paṛē .

199You have to tell them the biography of Shiva in a Shiva Temple and praise Lakshmi and Narayan in a Lakshmi and Narayan Temple.

208Rām K|kē mandir mē̃ jāyēṅgē tō rām key|kī jīvan kahānī sunāyēṅgē .

200When you go to a Rama Temple you would tell them the biography of Rama.

209Ab tum purūṣhārth kar rahē hō dēvī-dēvtā dharm sthāpan karnē kā .

201You are now making effort to establish the deity religion.

210Hindū dharm tō kōī nē sthāpan nahī̃ kiyā hai . 211Bākī hindū kōī dharm nahī̃ hai - yah sīdhā kahnē sē bigaṛē̃gē .

202No one established the Hindu religion, but if you told them directly that there is no Hindu religion, they would get upset.

212Samajhtē haĩ yah kōī īsāī haĩ .

203They would think that you are Christians.

213Tum bōlō ham ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē haĩ jiskō ājkal hindū kah diyā hai .

204You can tell them: We belong to the original, eternal, deity religion that is nowadays called the Hindu religion.

214Achchhā  !

205Achcha.

215Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

206To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

216Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

207The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

217Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

208Essence for dharna:

2181 ) śhivjayantī dhūmdhām sē manāō . 219Śhivbābā K|kē mandir mē̃ śhiv key|kī aur lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ vā rādhē-kr̥iṣhṇa key|kī biography sunāō .

209 1. Celebrate the birthday of Shiva with a lot of pomp and splendour. 210Tell people the biography of Shiva in a Shiva Temple and the praise of Lakshmi and Narayan and Radhe and Krishna in a Lakshmi Narayan Temple.

220Sabkō yuktiyukt samjhānī dō .

211Give a tactful explanation to everyone.

2212 ) agyān andhiyārē sē bachnē kē liē ātmā rūpī dīpak kō gyān ghr̥it sē sadā prajjavalit rakhnā hai .

212 2. In order to be saved from the darkness of ignorance, keep the lamp of the soul constantly ignited with the oil of knowledge.

222Dūsrō̃ kō bhī agyān andhiyārē sē nikālnā hai .

213Remove others from the darkness of ignorance.

Blessing

223Vardān  : sarv khajānō̃ sē sampann ban nirantar sēvā karnē vālē akhuṭ , akhaṇḍ mahādānī bhav

214Blessing: May you be a constant, unending, great donor and become full of all treasures by constantly doing service.

224Bāpdādā nē saṅgamyug par sabhī bachchō̃ kō «  aṭal-akhaṇḍ ' ' kā vardān diyā hai .

215 At the confluence age, BapDada gives all of you children the blessing: “May you be firm and unending”.

225Jō is vardān kō jīvan mē̃ dhāraṇ kar akhaṇḍ mahādānī arthāt nirantar sahaj sēvādhārī bantē haĩ vah number one ban jātē haĩ .

216Those who keep this blessing in their lives become unending, great donors, that is, constantly easy servers and claim number one.

226Dvāpar sē bhakta ātmāyē̃ bhī dānī bantī haĩ lēkin akhuṭ khajānō̃ K|kē dānī nahī̃ ban saktī .

217From the copper age onwards, even devotee souls become donors, but they cannot become donors of these unending treasures.

227Vināśhī khajānē yā vastu K|kē dānī bantē haĩ , lēkin āp dātā K|kē bachchē jō sarv khajānō̃ sē sampann hō vah ēk second bhī dān dēnē K|kē binā rah nahī̃ saktē .

218They become donors of perishable things and treasures, whereas you children of the Bestower who become full of all treasures cannot stay for even a second without donating.

Slogan

228Slōgan  : andar key|kī sachchāī saphāī pratyakṣha tab hōtī hai jab svabhāv mē̃ saraltā hō .

219Slogan: Internal honesty and cleanliness is revealed when there is easiness in your nature.

220*** Om Shanti ***