सोमवार 12 फ़रवरी 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

012-02-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 12/02/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārē mōh key|kī ragē̃ ab ṭūṭ jānī chāhiē kyōṅki yah sārī duniyā vināśh hōnī hai , is purānī duniyā key|kī kisī bhī chīz mē̃ rūchi na hō ' '

1Essence: Sweet children, your strings of attachment should now be broken because this whole world is to be destroyed. 2You should have no interest in anything of this old world.

Question

2Praśhna  : jin bachchō̃ kō rūhānī mastī chaṛhī rahtī hai , unkā title kyā hōgā  ? 3Mastī kin bachchō̃ kō chaṛhtī hai  ?

3Question: What is a title of those who have spiritual intoxication? 4Which children experience that intoxication?

Answer

4Uttar  : rūhānī mastī mē̃ rahnē vālē bachchō̃ kō kahā jātā hai - ' mast kalandhar ' , vahī kalaṅgīdhar bantē haĩ .

5Answer: The children who experience spiritual intoxication are called ‘Mast Kalandar’ (the intoxicated kings). 6They are the ones who become Kalangidhar (one with a peacock feather, after being defamed). 7They always have the intoxication of becoming kings.

5Unhē̃ rājāīpanē key|kī mastī chaṛhī rahtī hai . 6Buddhi mē̃ rahtā - abhī ham fakīr sē amīr bantē haĩ .

8It remains in their intellects that they are now becoming wealthy from a poor person.

7Mastī unhē̃ chaṛhtī jō rūdra mālā mē̃ pirōnē vālē haĩ .

9Those who are to be threaded in the rosary of Rudra experience that intoxication.

8Naśhā un bachchō̃ kō rahtā hai jinhē̃ niśhchay hai ki hamē̃ ab ghar jānā hai phir naī duniyā mē̃ ānā hai .

10The children who have the faith that they are now to return home and then go to the new world experience that intoxication.

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ sē rūhrihān kar rahē haĩ .

12The spiritual Father has a heart-to-heart conversation with you spiritual children.

11Iskō kahā jātā hai rūhānī gyān rūhō̃ prati .

13This is called spiritual knowledge for the spirits.

12Rūh hai gyān kā sāgar .

14The Spirit is the Ocean of Knowledge.

13Manuṣhya kabhī gyān kā sāgar nahī̃ hō saktē .

15Human beings can never be oceans of knowledge.

14Manuṣhya haĩ bhakti K|kē sāgar .

16Human beings are oceans of devotion.

15Haĩ tō sabhī manuṣhya .

17All are human beings.

16Jō brāhmaṇ bantē haĩ vah gyān sāgar sē gyān lēkar master gyān sāgar ban jātē haĩ .

18Those who become Brahmins take knowledge from the Ocean of Knowledge and become master oceans of knowledge.

17Phir dēvtāō̃ mē̃ na bhakti hōtī , na gyān hōtā .

19Those deities neither perform devotion nor do they have this knowledge.

18Dēvtāyē̃ yah gyān nahī̃ jāntē .

20Deities don’t have this knowledge.

19Gyān kā sāgar ēk hī parampitā paramātmā hai isliē unkō hī hīrē jaisā kahē̃gē .

21Only the one Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge and this is why He alone is said to be like a diamond.

20Vahī ākar kauṛī sē hīrā , pattharbuddhi sē pārasbuddhi banātē haĩ .

22He Himself comes and changes you from shells into diamonds and your intellects from stone to divine.

21Manuṣhyō̃ kō kuchh bhī patā nahī̃ .

23Human beings don’t know anything at all.

22Dēvtā hī phir ākar manuṣhya bantē haĩ .

24Human beings then become deities.

23Dēvtāyē̃ banē śhrīmat sē .

25They become deities by following shrimat.

24Ādhākalp vahā̃ kōī K|kē mat key|kī darkār nahī̃ .

26For half the cycle there is no need for anyone’s dictates there.

25Yahā̃ tō ḍhēr gurūō̃ key|kī mat lētē rahtē haĩ .

27Here, people take directions from so many gurus.

26Ab bāp nē samjhāyā hai satgurū key|kī śhrīmat miltī hai .

28The Father has now explained to you that you take shrimat from the Satguru.

27Khālsē lōg kahtē haĩ satgurū akāl .

29Sikh people speak of the Satguru who is the Immortal Image.

28Uskā bhī arth|earth nahī̃ jāntē .

30They don’t understand the meaning of that.

29Pukārtē bhī haĩ satgurū akālmūrt arthāt sadgati karnē vālā akālmūrt .

31They call out, “The Satguru is the Immortal Image”, that is, He is the Immortal Image who grants salvation.

30Akālmūrt parampitā paramātmā kō hī kahā jātā hai .

32Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is called the Immortal Image.

31Satgurū aur gurū mē̃ bhī rāt-din kā fark hai .

33There is the difference of day and night between the Satguru and a guru.

32Tō vah brahmā kā din aur rāt kah dētē haĩ .

34They speak of the day and night of Brahma.

33Brahmā kā din , brahmā kī rāt , tō jarūr kahē̃gē brahmā punarjanma lētē haĩ .

35It is surely because Brahma takes rebirth that they say it is the day of Brahma and the night of Brahma.

34Brahmā sō yah dēvtā viṣhṇu bantē haĩ .

36Brahma then becomes the deity Vishnu.

35Tum śhivbābā key|kī mahimā kartē hō . 36Unkā hīrē jaisā janm hai .

37You praise Shiv Baba: His birth is like a diamond.

37Abhī tum bachchē gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē huē pāvan bantē hō .

38You children are now becoming pure while living at home with your families.

38Tumhē̃ pavitra ban phir yah gyān dhāraṇ karnā hai .

39You have to remain pure and imbibe this knowledge.

39Kumāriyō̃ kō tō kōī bandhan nahī̃ hai .

40Kumaris don’t have any bondage.

40Unhē̃ sirph mā̃-bāp vā bhāī-bahan key|kī smr̥iti rahēgī .

41They simply remember their parents and brothers and sisters.

41Phir sasurghar jānē sē dō parivār hō jātē haĩ .

42Then, when they go to their in-laws they have two families.

42Ab bāp tumkō kahtē haĩ aśharīrī ban jāō .

43The Father now says to you: Become bodiless!

43Ab tum sabkō vāpis jānā hai .

44All of you now have to return home.

44Tumkō pavitra bannē key|kī yukti bhī batātā hū̃ .

45I am showing you the way to become pure.

45Patit-pāvan maĩ hī hū̃ .

46I alone am the Purifier.

46Maĩ guarantee kartā hū̃ tum mujhē yād karō tō is yōg agni sē tumhārē janma-janmāntar K|kē pāp bhasma hō jāyēṅgē .

47I guarantee that if you remember Me, your sins of many births will be burnt away in that fire of yoga.

47Jaisē purānā sōnā āg mē̃ ḍālnē sē unsē khād nikal jātī hai , sachchā sōnā rah jātā hai . 48Yah bhī yōg agni hai .

48Just as when you put old gold onto a fire, the alloy is removed and only the real gold remains, so this is the fire of yoga.

49Is saṅgam par hī bābā yah rājyōg sikhlātē haĩ , isliē unkī bahut mahimā hai .

49It is only at this confluence age that Baba teaches you this Raj Yoga. 50This is why He is praised so much.

50Rājyōg jō bhagvān nē sikhāyā thā vah sab sīkhnā chāhtē haĩ .

51Everyone wants to learn the Raj Yoga that God taught.

51Vilāyat sē bhī sannyāsī lōg bahutō̃ kō lē ātē haĩ .

52Sannyasis bring many people from abroad.

52Vah samajhtē haĩ inhō̃ nē sannyās kiyā hai .

53They think that those people have renounced everything.

53Ab sannyāsī tō tum bhī hō . 54Parantu bēhad K|kē sannyās kō kōī bhī jāntē nahī̃ .

54However, you too are sannyasis, but no one knows about this unlimited renunciation.

55Bēhad kā sannyās tō ēk hī bāp sikhlātē haĩ .

55Only the one Father teaches you unlimited renunciation.

56Tum jāntē hō yah purānī duniyā ḵẖatm hōnē vālī hai .

56You know that this old world is to end.

57Is duniyā key|kī kōī chīz mē̃ hamārī rūchi nahī̃ rahtī hai .

57We don’t have any interest in anything of this world.

58Phalānē nē śharīr chhōṛā , jākar dūsrā liyā part bajānē liē , ham phir rōyē̃ kyō̃  !

58So-and-so shed his body and took another one to play his part, so then why should we cry?

59Mōh key|kī rag nikal jātī hai .

59The threads of attachment are broken.

60Hamārā sambandh juṭā hai ab naī duniyā sē .

60Our relationships are now forged with the new world.

61Aisē bachchē pakkē mast kalaṅgīdhar hōtē haĩ .

61Such children are the firm Mast Kalangidhar.

62Tumhārē mē̃ rājāīpanē key|kī mastī hai .

62You have the intoxication of becoming kings.

63Bābā mē̃ bhī mastī hai nā - ham yah kalaṅgīdhar jākar banē̃gē , fakīr sē amīr banē̃gē .

63Baba also has the intoxication: I will go and become Kalangidhar; I will become wealthy from poor (fakir).

64Andar mē̃ mastī chaṛhī huī hai , isliē mast kalandhar kahtē haĩ .

64Internally, he has that intoxication and this is why he is called Mast Kalangidhar.

65Inkā tō sākṣhātkār bhī kartē haĩ .

65You have visions of this one.

66Tō jaisē inkō mastī chaṛhī huī hai , tumkō bhī chaṛhnī chāhiē .

66So, just as this one is intoxicated, you too should be intoxicated.

67Tum bhī rūdra mālā mē̃ pirōnē vālē hō .

67You too are going to be threaded in the rosary of Rudra.

68Jinkō pakkā niśhchay hō jātā hai unkō naśhā chaṛhēgā .

68Those who have firm faith would be intoxicated.

69Ham ātmāō̃ kō ab jānā hai ghar .

69We souls now have to return home.

70Phir naī duniyā mē̃ āyēṅgē .

70Then we go into the new world.

71Is niśhchay sē jō inkō bhī dēkhtē haĩ tō unkō bachchā ( śhrīkr̥iṣhṇa ) dēkhnē mē̃ ātā hai .

71Those who look at this one (Brahma) with this faith would be able to see the child Shri Krishna.

72Kitnā śhōbhnik hai .

72He is so beautiful.

73Śhrīkr̥iṣhṇa tō yahā̃ hai nahī̃ .

73Shri Krishna is not here.

74Unkē pichhāṛī kitnē hairān hōtē haĩ .

74So many are desperate to experience him.

75Jhūlē banātē , unkō dūdh pilātē haĩ .

75They make swings and feed him milk.

76Vah haĩ jaṛ chitra , yah tō real hai nā .

76Those are non-living images whereas this is real.

77Inkō bhī yah niśhchay hai ki ham bālak banē̃gē .

77This one also has the faith that he will become a child again.

78Tum bachchiyā̃ bhī divya dr̥iṣhṭi mē̃ chhōṭā bachchā dēkhtī hō .

78Some children also see the little child in a divine vision.

79In ôkhō̃ sē tō dēkh na sakē̃ .

79You cannot see him with your physical eyes.

80Ātmā kō jab divya dr̥iṣhṭi miltī hai tō śharīr kā bhān nahī̃ rahtā .

80When a soul receives a divine vision, he has no awareness of the body.

81Us samay apnē kō mahārānī aur unkō bachchā samajhē̃gē .

81At that time, you would consider yourself to be an empress and that one a child.

82Yah sākṣhātkār bhī is samay bahutō̃ kō hōtā hai .

82Many people have these visions at this time.

83Saphēd pōśhdhārī kā bhī sākṣhātkār bahutō̃ kō hōtā hai .

83Many also have visions of people in white costumes.

84Phir unkō kahtē haĩ tum inkē pās|pass jāō , gyān lō|low tō aisā prince banē̃gē .

84They are told in the vision: Go to those people, take knowledge from them and you will become a prince like him.

85Yah jādūgarī ṭhaharī nā .

85This is magic. 86You make a very good deal.

86Saudā bhī bahut achchhā kartē haĩ . 87Kauṛī lēkar hīrā-mōtī dētē haĩ .

87He takes shells from you and gives you diamonds and pearls in return.

88Hīrē jaisā tum bantē hō .

88You are becoming like diamonds.

89Tumkō śhivbābā hīrē jaisā banātē haĩ , isliē balihārī unkī hai .

89Shiv Baba is making you become like diamonds and that is why He is great.

90Manuṣhya na samajhnē kāraṇ jādū-jādū kah dētē haĩ .

90Because of not understanding, people say that this is magic.

91Jō āśhcharyavat bhāgantī hō jātē haĩ vah jākar ulṭā-sulṭā sunātē haĩ .

91Those who were amazed by this knowledge and who then ran away say wrong things.

92Aisē bahut traitor ban jātē haĩ .

92Many become traitors in this way.

93Aisē traitor bannē vālē ūñch pad pā nahī̃ saktē .

93Those who become such traitors cannot claim a high status.

94Unkō kahā jātā hai gurū kā nindak ṭhaur na pāyē .

94It is said of them: Those who defame the Satguru cannot claim a high status.

95Yahā̃ tō satya bāp hai nā .

95Here, you have the true Father.

96Yah bhī abhī tum samajhtē hō .

96You understand this now.

97Manuṣhya tō kah dētē vah yugē-yugē ātā hai .

97People say that He comes in every age.

98Achchhā , chār yug haĩ phir 24 avatār kaisē kah saktē  ?

98Achcha, there are the four ages, so how can you say that there are 24 incarnations?

99Phir kahtē ṭhikkar-bhittar kaṇ-kaṇ mē̃ paramātmā hai , tō sab paramātmā hō gayē .

99Then, they say that God is in all the pebbles and stones and that God is in every particle or that God is in everyone.

100Bāp kahtē haĩ maĩ kauṛī sē hīrā banānē vālā , mujhē phir ṭhikkar-bhittar mē̃ ṭhōk diyā hai .

100The Father says: I am the One who changes shells into diamonds and you have then put Me into every pebble and stone!

101Sarvavyāpī hai gōyā sabmē̃ hai phir tō kōī value na rahī .

101If He were omnipresent, He would be in everyone and there would be no value.

102Mērā kaisā apkār kartē haĩ .

102Look how you defame Me!

103Bābā kahtē yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

103Baba says: This too is fixed in the drama.

104Jab aisē ban jātē haĩ tab phir bāp ākar upkār kartē haĩ arthāt manuṣhya kō dēvtā banātē haĩ .

104When you become like that, the Father comes and uplifts you, that is, He changes you from human beings into deities.

105World key|kī history-geography phir repeat hōgī .

105The history and geography of the world will then repeat.

106Satyug mē̃ phir yah lakṣhmī-nārāyaṇ hī āyēṅgē .

106There will be the same Lakshmi and Narayan in the golden age.

107Vahā̃ sirph bhārat hī hōtā hai .

107There, there is just Bharat.

108Śhurū mē̃ bahut thōṛē dēvtāyē̃ hōṅgē phir vr̥iddhi kō pātē-pātē pañch hajār varṣh mē̃ kitnē hō gayē .

108In the beginning, there were very few deities. 109Then, everything gradually expanded and look how many people there are now after 5000 years.

109Abhī yah gyān aur kōī key|kī buddhi mē̃ hai nahī̃ .

110No one else has this knowledge in their intellects.

110Bākī hai bhakti .

111The rest is all devotion.

111Dēvtāō̃ K|kē chitrō̃ key|kī mahimā gātē haĩ .

112They sing praise of the images of the deities.

112Yah nahī̃ samajhtē ki yah chaitanya mē̃ thē , phir kahā̃ gayē  ?

113They don’t understand how they existed in living forms or where they then went to.

113Chitrō̃ key|kī pūjā kartē haĩ parantu vah haĩ kahā̃  ?

114Those images are worshipped, but where are they now?

114Unkō bhī tamōpradhān ban phir satōpradhān bannā hai .

115They too have to become tamopradhan and then become satopradhan.

115Yah kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ ātā .

116This doesn’t enter anyone’s intellect.

116Aisē tamōpradhān buddhi kō phir satōpradhān banānā bāp kā hī kām hai .

117It is the duty of the Father alone to make such tamopradhan intellects satopradhan.

117Yah lakṣhmī-nārāyaṇ past hō gayē haĩ , isliē inhō̃ key|kī mahimā hai .

118Lakshmi and Narayan existed in the past and this is why they are praised.

118Ūñchē tē ūñchā ēk bhagvān hī hai .

119The Highest on High is God alone.

119Bākī tō sab punarjanma lētē rahtē haĩ .

120All the rest continue to take rebirth.

120Ūñchē tē ūñchā bāp hī sabkō mukti-jīvanmukti dētē haĩ .

121God, the highest-on-high Father, grants liberation and liberation-in-life to everyone.

121Vah na ātē tō aur hī worth not A penny tamōpradhān ban paṛtē .

122If He didn’t come, people would become not worth a penny and even more tamopradhan.

122Jab yah rājya kartē thē tō worth pound thē .

123When they ruled the kingdom, they were worth a pound.

123Vahā̃ kōī pūjā ādi nahī̃ kartē thē .

124No one did any worshipping there.

124Pūjya dēvī-dēvtāyē̃ hī pujārī ban gayē , vām mārg mē̃ vikārī ban paṛē .

125The worthy-of-worship deities then became worshippers when they fell on to the path of sin.

125Yah kiskō patā nahī̃ ki yah sampūrṇ nirvikārī thē .

126No one knows that they were completely viceless.

126Tum brāhmaṇō̃ mē̃ bhī yah bātē̃ number-vār samajhtē haĩ .

127Some of you Brahmins also understand these things, numberwise.

127Khud hī pūrā nahī̃ samjhā hōgā tō aurō̃ kō kyā samjhāyēgā .

128If you yourselves haven’t understood fully, what would you explain to others?

128Nām hai brahmākumār-kumārī , samjhā na sakē tō nuksān kar dētē haĩ isliē kahnā chāhiē ham baṛī bahan kō bulātē haĩ , vah āpkō samajhāyēṅgī .

129If you are called a Brahma Kumar or Kumari and you are unable to explain, you cause a loss for others. 130This is why you should say: I will call my senior sister who will explain to you.

129Bhārat hī hīrē jaisā thā , ab kauṛī jaisā hai .

131Bharat was like a diamond and it is now like a shell.

130Beggar bhārat kō sirtāj kaun banāyē  ?

132Who would crown the Bharat that is now like a beggar?

131Lakṣhmī-nārāyaṇ ab kahā̃ haĩ , hisāb batāō  ?

133Tell us where Lakshmi and Narayan are now.

132Batā nahī̃ sakē̃gē .

134They won’t be able to tell you.

133Vah haĩ bhakti K|kē sāgar . 134Vahī naśhā chaṛhā huā hai .

135They are oceans of devotion and just have that intoxication.

135Tum hō gyān sāgar .

136You are master oceans of knowledge.

136Vah tō śhāstrō̃ kō hī gyān samajhtē haĩ .

137Those people consider the scriptures to be knowledge.

137Bāp kahtē haĩ śhāstrō̃ mē̃ hai bhakti key|kī rasm rivāj .

138The Father says: The scriptures have the customs and systems of devotion.

138Jitnī tumhārē mē̃ gyān key|kī tākat bhartī jāyēgī tō tum chumbak ban jāyēṅgē .

139The more power of knowledge you have, the more of a magnet you will become.

139Tō phir sabkō kaśhiśh hōgī . 140Abhī nahī̃ hai .

140Then, everyone will be pulled; they are not pulled now.

141Phir bhī yathā yōg , yathā śhakti jitnā bāp kō yād kartē haĩ .

141Nevertheless, it depends on how much you remember the Father according to your yoga and power.

142Aisē nahī̃ , sadaiv bāp kō yād kartē haĩ . 143Phir tō yah śharīr bhī na rahē .

142It isn’t that you remember the Father all the time, because your bodies would not then remain.

144Abhī tō bahutō̃ kō paigām dēnā hai , paigambar bannā hai .

143You have to become messengers and give the message to so many people.

145Tum bachchē hī paigambar bantē hō aur kōī nahī̃ bantē .

144It is only you children who become messengers. 145No one else becomes this.

146Christ ādi ākar dharm sthāpan kartē haĩ , unkō paigambar nahī̃ kahā jāyēgā .

146When Christ comes and establishes his religion, he is not called a messenger.

147Kriściyan dharm sthāpan kiyā aur tō kuchh nahī̃ kiyā .

147He only established the Christian religion; he didn’t do anything else.

148Vah kiskē śharīr mē̃ āyā phir unkē pīchhē dūsrē ātē haĩ .

148He entered someone else’s body and then others followed him down.

149Yahā̃ tō yah rājdhānī sthāpan hō rahī hai .

149The kingdom is being established here.

150Āgē chal tum sabkō sākṣhātkār hōgā - ham kyā-kyā banē̃gē , yah-yah hamnē vikarma kiyā .

150As you progress further, you will have visions of everything: what you will become and what sinful acts you performed.

151Sākṣhātkār hōnē mē̃ dērī nahī̃ lagtī .

151It doesn’t take long to have a vision.

152Kāśhī kalvaṭ khātē thē , ēkdam khaṛā hōkar kuē̃ mē̃ kūd paṛtē thē .

152People used to sacrifice themselves at Kashi. 153They would stand there and jump into that well.

153Abhī tō government nē band karāyā hai .

154The Government has now stopped that.

154Vah samajhtē haĩ ham mukti kō pāyēṅgē .

155People thought that they would attain liberation.

155Bāp kahtē haĩ mukti kō tō kōī pā nahī̃ saktā .

156The Father says: No one can attain liberation.

156Thōṛē time mē̃ jaisē sab janmō̃ kā daṇḍ mil jātā hai .

157You receive punishment in just a short time for all your births.

157Phir nayēsir hisāb-kitāb śhurū hōtā hai .

158Then, all the accounts begin anew.

158Vāpas tō kōī jā nahī̃ saktē .

159No one can return home yet.

159Kahā̃ jākar rahē̃gē  ?

160Where would they stay?

160Ātmāō̃ kā sijarā hī bigaṛ jāyē .

161The genealogical tree of souls would then be spoilt.

161Number-vār āyēṅgē phir jāyēṅgē .

162They come down, numberwise, and will then return numberwise.

162Bachchō̃ kō sākṣhātkār hōtā hai tab yah chitra ādi banātē haĩ .

163You children have visions and you then make these pictures etc.

16384 janmō̃ K|kē sārē sr̥iṣhṭi K|kē chakra K|kē ādi-madhy-ant kā gyān tumkō milā hai .

164You have now received the knowledge of your 84 births and the beginning, middle and end of the world cycle.

164Phir tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ .

165You too are numberwise.

165Kōī bahut marks sē pās|pass hōtē haĩ kōī cum|kam .

166Some pass with many marks and some with few marks.

166Sau marks tō kisī key|kī hōtī nahī̃ .

167No one else can have 100 marks.

167100 haĩ hī ēk bāp key|kī .

168Only the one Father has 100 marks.

168Vah tō kōī ban na sakē .

169No one can become like that.

169Thōṛā-thōṛā fark paṛ jātā hai .

170There is a slight difference between everyone.

170Ēk jaisē bhī ban na sakē̃ .

171Not all can become the same.

171Kitnē ḍhēr manuṣhya haĩ sabkē features apnē-apnē haĩ .

172There are so many human beings and each one of them has his or her own features.

172Ātmāyē̃ sabhī kitnī chhōṭī bindū haĩ .

173All souls are such tiny points.

173Manuṣhya kitnē baṛē-baṛē haĩ parantu features ēk K|kē na milē̃ dūsrē sē .

174People are so big and yet no two people’s features are the same.

174Jitnī ātmāyē̃ haĩ , utnī hī phir hōṅgī tab tō vahā̃ ghar mē̃ rahē̃gī .

175There will be just as many souls as there are now, and this is why they will stay at home up there.

175Yah bhī drama banā huā hai .

176This drama is predestined.

176Ismē̃ kuchh bhī fark nahī̃ hō saktā .

177There cannot be the slightest difference within it.

177Ēk bār jō shooting huī vahī phir dēkhē̃gē .

178Once the shooting has taken place, you will see the same again.

178Tum kahē̃gē 5 hazār varṣh pahlē bhī ham aisē milē thē .

179You would say: We met like this 5000 years ago too.

179Ēk second bhī cum|kam jāstī nahī̃ hō saktā .

180It cannot be less or more by even a second.

180Drama hai nā .

181It is in the drama.

181Jiskō yah rachtā aur rachnā kā gyān buddhi mē̃ hai unkō kahā jātā hai svadarśhan chakradhārī .

182Those who have the knowledge of the Creator and the creation in their intellects are called spinners of the discus of self-realisation.

182Bāp sē hī yah knowledge miltī hai .

183You receive this knowledge from the Father.

183Manuṣhya , manuṣhya kō yah gyān dē na sakē̃ .

184Human beings cannot give this knowledge to human beings.

184Bhakti sikhlātē haĩ manuṣhya , gyān sikhlātā hai ēk bāp .

185Human beings teach devotion whereas the one Father teaches you knowledge.

185Gyān kā sāgar tō ēk hī bāp hai .

186Only the one Father is the Ocean of Knowledge.

186Phir tum gyān nadiyā̃ bantī hō .

187You then become rivers of knowledge.

187Gyān sāgar aur gyān nadiyō̃ sē hī mukti-jīvanmukti miltī hai . 188Vah tō haĩ pānī key|kī nadiyā̃ .

188Liberation and liberation-in-life are only received through the rivers of knowledge from the Ocean of Knowledge.

189Pānī tō sadaiv hai hī hai .

189Those are rivers of water.

190Gyān miltā hī hai saṅgam par . 191Pānī key|kī nadiyā̃ tō bhārat mē̃ bahtī hī haĩ , bākī tō itnē sab śhahar ḵẖatm hō jātē haĩ .

190Water exists all the time whereas it is only at the confluence age that you receive this knowledge. 191The rivers of water flow all the time in Bharat, but all the cities will be destroyed.

192Khaṇḍ hī nahī̃ rahtē .

192Other lands will no longer remain.

193Barsāt tō paṛtī hōgī . 194Pānī , pānī mē̃ jākar paṛtā hai . 195Yahī bhārat hōgā .

193There will be rain, and water will flow into the water (ocean) and there will just be this Bharat.

196Abhī tumkō sārī knowledge milī hai .

194You have now received all the knowledge.

197Yah hai gyān , bākī hai bhakti .

195This is knowledge and the rest is devotion.

198Hīrē jaisā ēk hī śhivbābā hai , jiskī jayantī manāī jātī hai .

196Shiv Baba alone is like a diamond and His birthday is celebrated.

199Pūchhnā chāhiē śhivbābā nē kyā kiyā  ?

197You should ask people: What did Shiv Baba do?

200Vah tō ākar patitō̃ kō pāvan banātē haĩ .

198He came and made the impure ones pure.

201Ādi-madhy-ant kā gyān sunātē haĩ .

199He tells you the knowledge of the beginning, middle and end.

202Tab gāyā jātā hai gyān sūrya pragaṭā … gyān sē din , bhakti sē rāt hōtī hai .

200This is why it is sung: When the Sun of Knowledge rises. 201There is the day through this knowledge and the night through devotion.

203Ab tum jāntē hō hamnē 84 janm pūrē kiyē haĩ .

202You know that you have now completed your 84 births.

204Ab bābā kō yād karnē sē pāvan ban jāyēṅgē . 205Phir śharīr bhī pāvan milēgā .

203By remembering Baba now, you will become pure; you will receive pure bodies.

206Tum sab number-vār pāvan bantē hō .

204All of you become pure, numberwise.

207Kitnī sahaj bāt hai .

205This is so easy.

208Mukhya bāt hai yād kī .

206The main thing is remembrance.

209Bahut haĩ jinhē̃ apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā bhī nahī̃ ātā hai .

207There are many who don’t know how to consider themselves to be souls or how to remember the Father.

210Phir bhī bachchē banē haĩ tō svarg mē̃ jarūr āyēṅgē .

208Nevertheless, you have become His children and so you will definitely go to heaven.

211Is samay K|kē purūṣhārth anusār hī rājāī sthāpan hōtī hai .

209The kingdom is being established according to the efforts made at the present time.

212Achchhā  !

210Achcha.

213Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

211To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

214Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

212The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

215Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

213Essence for dharna:

2161 ) sadā isī naśhē mē̃ rahnā hai ki ham master gyān sāgar haĩ , svayã mē̃ gyān key|kī tākat bharkar chumbak bannā hai , rūhānī paigambar bannā hai .

214 1. Have the constant intoxication that you have now become a master ocean of knowledge. 215Fill yourself with the strength of knowledge and become a magnet. 216Become a spiritual messenger.

2172 ) kōī aisā karma nahī̃ karnā hai jissē satgurū bāp kā nām badnām hō .

217 2. Never perform any such actions that the name of the Father, the Satguru, would be defamed.

218Kuchh bhī hō jāyē lēkin kabhī bhī rōnā nahī̃ hai .

218No matter what happens, you must not cry.

Blessing

219Vardān  : satyatā K|kē foundation dvārā chalan aur chēhrē sē divyatā key|kī anubhūti karānē vālē satyavādī bhav

219Blessing: May you be truthful and honest and give the experience of divinity in your behaviour and on your face with your foundation of truth.

220Duniyā mē̃ anēk ātmāyē̃ apnē kō satyavādī kahtī vā samajhtī haĩ lēkin sampūrṇ satyatā pavitratā K|kē ādhār par hōtī hai .

220 Many souls in the world say and think of themselves as honest and truthful. 221However, complete honesty can only be based on purity.

221Pavitratā nahī̃ tō sadā satyatā nahī̃ rah saktī .

222If there isn’t purity, there cannot be truthfulness or honesty all the time.

222Satyatā kā foundation pavitratā hai aur satyatā kā practical pramāṇ chēhrē aur chalan mē̃ divyatā hōgī .

223The foundation of truth is purity and the practical proof of truth is divinity on your face and in your behaviour.

223Pavitratā K|kē ādhār par satyatā kā svarūp svataḥ aur sahaj hōtā hai .

224On the basis of purity, there is naturally and easily the form of truth.

224Jab ātmā aur śharīr dōnō̃ pāvan hōṅgē tab kahē̃gē sampūrṇ satyavādī arthāt divyatā sampann dēvtā .

225When both you, the soul, and your body are pure, you can then be said to be completely honest and truthful, that is, a deity full of divinity.

Slogan

225Slōgan  : bēhad key|kī sēvā mē̃ busy rahō tō bēhad kā vairāgya svataḥ āyēgā .

226Slogan: Remain busy doing unlimited service and you will naturally have unlimited disinterest.

227*** Om Shanti ***