बुधवार 21 फ़रवरी 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
021-02-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 21/02/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - gyān key|kī talvār mē̃ yōg kā jauhar chāhiē tab hī vijay hōgī , gyān mē̃ yōg kā jauhar hai tō uskā asar jarūr hōgā ' '
1Essence: Sweet children, the power of yoga is needed in the sword of knowledge, for only then can there be victory. 2When there is the power of yoga in this knowledge, it will definitely affect people.
Question
2Praśhna : tum khudā K|kē paigambar hō , tumhē̃ sārī duniyā kō kaun-sā paigām dēnā hai ?
3Question: You are God’s messengers. 4What message do you have to give to the whole world?
Answer
3Uttar : sārī duniyā kō paigām dō ki khudā nē kahā hai - tum sab apnē kō ātmā samjhō , dēh-abhimān chhōṛō , ēk mujh bāp kō yād karō tō tumhārē sir sē pāpō̃ kā bōjhā utar jāyēgā .
5Answer: Give the whole world the message that God has said: All of you must consider yourselves to be souls. 6Renounce body consciousness. 7Remember Me, your Father, and the burden of sins on your heads will be removed. 8You will become pure by having remembrance of the one Father.
4Ēk bāp kī yād sē tum pāvan ban jāyēṅgē . 5Antarmukhī bachchē hī aisā paigām sabhī kō dē saktē haĩ .
9Only the children who are introverted can give everyone this message.
Murli
6Ōm śhānti .
10Om shanti.
7Bāp nē samjhāyā hai ki kōī bhī manuṣhya mātra , phir chāhē daivī guṇ vālā hō yā āsurī guṇ vālā hō , unkō bhagvān nahī̃ kah saktē .
11The Father has explained that no human being, neither one with divine virtues nor one with devilish traits, can be called God.
8Yah tō bachchē jāntē haĩ - daivīguṇ vālē hōtē haĩ satyug mē̃ , āsurī guṇ vālē hōtē haĩ kaliyug mē̃ isliē bābā nē likhat bhī banāī hai ki daivīguṇ vālē hō yā āsurī guṇ vālē ?
12You children know that those with divine virtues are in the golden age and that those with devilish traits are in the iron age. 13This is why Baba had it written: Are you one with divine virtues or one with devilish traits?
9Satyugī hō yā kaliyugī ?
14Are you golden aged or iron aged?
10Yah bātē̃ baṛī muśhkil sē manuṣhyō̃ kō samajh mē̃ ātī haĩ .
15These things are very difficult for people to understand.
11Tum sīṛhī par bahut achchhī rīti samjhā saktē hō .
16You can explain the picture of the ladder very well.
12Tumhārē gyān K|kē bāṇ bahut achchhē haĩ , parantu usmē̃ jauhar chāhiē . 13Jaisē talvār mē̃ bhī jauhar hōtā hai .
17Your arrows of knowledge are very good, but they do need power, just as a sword has strength.
14Kōī bahut tīkhē jauhar vālē hōtē haĩ .
18Some have a very sharp edge.
15Jaisē gurū gōvindsinh key|kī talvār vilāyat chalī gaī .
19The sword of Guru Gobind Singh was sent abroad.
16Us talvār kō lēkar parikramā dētē haĩ .
20They take that sword around.
17Bahut sāph rakhtē haĩ .
21They keep it very clean.
18Kōī dō paisē key|kī talvār bhī hōtī hai , jismē̃ jauhar hōtā hai , vah bahut tīkhī hōtī hai .
22Some swords only cost two paisas. 23The swords that have power are very sharp; they cost a lot.
19Unkā dām bahut hōtā hai .
24It is the same with you children.
20Bachchō̃ mē̃ bhī aisē haĩ . 21Kōī mē̃ gyān bahut hai , yōg kā jauhar cum|kam hai .
25Some have a lot of knowledge but they lack the power of yoga.
22Jō bāndhēlē haĩ , garīb haĩ vah śhivbābā kō bahut yād kartē haĩ .
26Those who are poor and in bondage remember Shiv Baba a lot.
23Unmē̃ gyān cum|kam hai , yōg kā jauhar bahut hai .
27They lack knowledge, but they do have a lot of power of yoga.
24Vah tamōpradhān sē satōpradhān ban rahē haĩ .
28They are becoming satopradhan from tamopradhan.
25Jaisē ēk arjun-bhīl kā bhī misāl dikhātē haĩ .
29The example of Arjuna and the Bhil is shown.
26Arjun sē bhī bhīl tīkhā hō gayā - bāṇ mārnē mē̃ .
30The Bhil became more skilful than Arjuna in shooting arrows.
27Arjun arthāt jō ghar mē̃ rahtē haĩ , rōz suntē haĩ .
31Arjuna means those who live at home and listen every day.
28Unsē bāhar rahnē vālē tīkhē hō jātē haĩ .
32Those who lived outside became cleverer.
29Jinmē̃ gyān kā jauhar hai unkē āgē vah bharī ḍhōtē haĩ . 30Kahē̃gē bhāvī .
33People bow down in front of those whose knowledge has that power.
31Kōī fail hōtē haĩ vā dēvālā mārtē haĩ tō nasīb par hāth rakhtē haĩ .
34It would be said to be destined. 35When someone fails or goes bankrupt, they blame it on destiny.
32Gyān kē sāth yōg kā jauhar bhī jarūr chāhiē .
36Together with knowledge, the power of yoga is also needed.
33Jauhar nahī̃ tō gōyā kukkaṛ-jñānī haĩ .
37If there isn’t power, you are like a cockerel gyani.
34Bachchē bhī feel kartē haĩ .
38Some children also feel that.
35Kōī kā pati mē̃ , kōī kā kismē̃ pyār hōtā hai .
39Some love their husband and some love someone else.
36Gyān mē̃ bahut tīkhē hōtē lēkin andar khiṭkhiṭ rahtī hai .
40They are very clever in knowledge, but they have a lot of conflict inside.
37Yahā̃ tō bilkul sādhāraṇ rahnā hai .
41Here, you have to remain completely ordinary.
38Sab-kuchh dēkhtē huē jaisē dēkhtē hī nahī̃ .
42While seeing everything, it is as though you see nothing.
39Ēk bāp sē hī prīt hai .
43You only love the one Father.
40Tab tō gāyā jātā hai cum|kam kār|car ḍē|day … office ādi mē̃ kām kartē bhī buddhi mē̃ yād rahē ki maĩ ātmā hū̃ .
44This is why it is remembered: Let your hands do the work and your heart be in remembrance. 45While working at your office, let your intellect remember that you are a soul.
41Bābā nē pharmān kiyā hai ki mujhē yād kartē rahō .
46The Father has ordered: Continue to remember Me.
42Bhakti mārg mē̃ bhī kāmkāj kartē kōī na kōī iṣhṭ dēvtā kō yād kartē rahtē haĩ .
47On the path of devotion too, while doing their work, they continue to remember one or other of their special beloved deities.
43Vah tō hai patthar kā but .
48Those are stone idols.
44Unmē̃ ātmā tō hai nahī̃ .
49They don’t have souls in them.
45Lakṣhmī-nārāyaṇ bhī pūjē jātē haĩ .
50Lakshmi and Narayan are also worshipped.
46Vah bhī patthar key|kī mūrti hai nā .
51They too are stone idols.
47Bōlō inkī ātmā kahā̃ hai ?
52Ask them: Where are their souls?
48Ab tum samajhtē hō jarūr kōī nām-rūp mē̃ hai .
53You now understand that they are definitely here with names and forms.
49Ab tum phir yōgbal sē pāvan dēvtā ban rahē hō .
54Through the power of yoga, you are now becoming pure deities.
50Aim object bhī hai .
55You also have your aim and objective.
51Dūsrī bāt , bāp samjhātē haĩ gyān sāgar aur gyān gaṅgāyē̃ is puruṣhōttam saṅgamyug par hī hōtē haĩ .
56Secondly, the Father explains: The Ocean of Knowledge and the Ganges of knowledge only exist at this most auspicious confluence age.
52Bas , ēk hī samay par hōtē haĩ .
57They only exist at the one time.
53Gyān sāgar ātē hī haĩ kalp K|kē is puruṣhōttam saṅgamyug par .
58The Ocean of Knowledge only comes at the most auspicious confluence age of each cycle.
54Gyān sāgar hai nirākār parampitā paramātmā śhiv .
59The incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge.
55Unkō śharīr jarūr chāhiē , jō bāt bhī kar sakē .
60He surely needs a body so that He can speak.
56Bākī pānī key|kī tō bāt hī nahī̃ .
61However, there is no question of water.
57Yah tumkō gyān miltā hī hai saṅgamyug par .
62You receive this knowledge at the confluence age.
58Bākī sabkē pās|pass hai bhakti .
63All the rest have devotion.
59Bhakti mārg vālē gaṅgā K|kē pānī kō bhī pūjtē rahtē haĩ .
64Those on the path of devotion even worship the water of the Ganges.
60Patit-pāvan tō ēk hī bāp hai .
65Only the one Father is the Purifier.
61Vah ātē hī ēk bār haĩ , jab purānī duniyā badalnī hai .
66He only comes once, when the old world has to change.
62Ab yah kiskō samjhānē mē̃ buddhi bhī chāhiē .
67You need an intellect to be able to explain this to someone.
63Ēkānt mē̃ vichār sāgar manthan karnā paṛē . 64Kyā likhē̃ jō manuṣhya samajh jāyē̃ ki gyān sāgar parampitā paramātmā ēk śhiv hī haĩ .
68You have to churn the ocean of knowledge in solitude about what should be written so that people can understand that only Shiva is the Ocean of Knowledge, the Supreme Father, the Supreme Soul.
65Vah jab ātē haĩ unkē bachchē jō brahmākumār-kumāriyā̃ bantē haĩ , vah gyān dhāraṇ kar gyān gaṅgāyē̃ bantē haĩ .
69When He comes, His children who become Brahma Kumars and Kumaris imbibe knowledge and become the Ganges of knowledge.
66Anēk gyān gaṅgāyē̃ haĩ jō gyān sunātē rahtē haĩ .
70There are many Ganges of knowledge who continue to relate this knowledge.
67Vō hī sadgati kar saktē haĩ .
71Only they can show the way to salvation.
68Pānī mē̃ snān karnē sē pāvan nahī̃ ban saktē .
72You cannot become pure by bathing in water.
69Gyān hōtā hī hai saṅgam par .
73This knowledge only exists at the confluence age.
70Yah samjhānē key|kī yukti chāhiē .
74You need methods to explain this.
71Baṛā antarmukh chāhiē .
75You need to be very introverted.
72Śharīr kā bhān chhōṛ apnē kō ātmā samajhnā hai .
76Renounce the consciousness of bodies and consider yourselves to be souls.
73Is samay kahē̃gē ham puruṣhārthī haĩ , yād kartē-kartē jab pāp khatm hōṅgē tab laṛāī śhurū hōgī , jab tak sabkō paigām mil jāyē . 74Paigām athavā message tō śhivbābā hī dētē haĩ .
77At this time, you would say that you are effort-makers. 78By remembering the Father, your sins will be absolved and then the war will begin, by which time everyone should have received the message.
75Khudā kō paigambar kahtē haĩ nā .
79Only Shiv Baba gives the message.
76Tum sabkō yah paigām pahuñchātē hō ki apnē kō ātmā samajh parampitā paramātmā kē sāth yōg lagāō tō bāp pratigyā kartē haĩ ki tumhārē janma-janmāntar K|kē pāp kaṭ jāyēṅgē .
80God is called the Messenger. 81You enable this message to reach everyone: Consider yourselves to be souls and have yoga with the Supreme Father, the Supreme Soul, and the Father promises that your sins of birth after birth will be cut away.
77Yah tō bāp brahmā mukh sē baiṭh samjhātē haĩ .
82The Father sits here and tells you this through the mouth of Brahma.
78Pānī key|kī gaṅgā kyā samajhāyēgī .
83What would the Ganges of water explain?
79Bēhad kā bāp bēhad K|kē bachchō̃ kō samjhātē haĩ - tum satyug mē̃ kitnē sukhī sampattivān thē , abhī duḥkhī kaṅgāl ban paṛē hō .
84The unlimited Father is explaining to the unlimited children. 85In the golden age, you were so wealthy and prosperous. 86Now, you have become unhappy and poverty-stricken.
80Yah hai bēhad key|kī bāt .
87This is an unlimited matter.
81Bākī yah chitra ādi sab bhakti mārg K|kē haĩ .
88All of those pictures etc. belong to the path of devotion.
82Yah bhaktimārg key|kī sāmagrī bhī bannī hai .
89The paraphernalia of the path of devotion also had to be created.
83Śhāstra paṛhnā , pūjā karnā yah bhakti hai nā .
90To study the scriptures and to perform worship is all devotion.
84Maĩ thōṛēhī śhāstra ādi paṛhātā hū̃ .
91I do not teach you the scriptures etc.
85Maĩ tō tum patitō̃ kō pāvan banānē kē liē gyān sunātā hū̃ ki apnē kō ātmā samjhō .
92I give you impure ones the knowledge to make you pure: Consider yourselves to be souls.
86Abhī ātmā aur śharīr dōnō̃ hī patit haĩ .
93Both souls and bodies are now impure.
87Ab bāp kō yād karō tō tum yah dēvtā ban jāyēṅgē .
94Now remember the Father and you will become deities.
88Dēh K|kē sarv purānē sambandhiyō̃ sē mamatva miṭ jāyē .
95Your attachment to your bodies and to all your old relationships has to end.
89Gātē bhī haĩ āp āyēṅgē tō ham aur kōī key|kī nahī̃ sunē̃gē , ēk āp sē hī sab sambandh jōṛē̃gē aur sab dēhdhāriyō̃ kō bhūl jāyēṅgē .
96You used to sing: When You come, I will not listen to anyone else. 97I will have all relationships with You alone and I will forget all bodily beings.
90Ab bāp tumkō apnā vāydā yād karātē haĩ .
98The Father is now reminding you of your promise.
91Bāp kahtē haĩ mērē sāth yōg lagānē sē hī tumhārē vikarma vināśh hōṅgē . 92Tum naī duniyā K|kē mālik ban jāyēṅgē .
99The Father says: Only by having yoga with Me will all your sins be absolved and will you then become the masters of the new world.
93Yah hai aim object .
100This is your aim and objective.
94Rājāō̃ kē sāth prajā bhī jarūr bannī hai .
101Together with kings, subjects too have to be created.
95Rājāō̃ kō dās-dāsiyā̃ bhī chāhiē .
102The kings also need maids and servants.
96Bāp sab bātē̃ samjhātē rahtē haĩ .
103The Father continues to explain all of these things to you.
97Achchhī tarah yōg mē̃ nahī̃ rahē̃gē , daivī guṇ dhāraṇ nahī̃ karē̃gē tō ūñch pad kaisē pāyēṅgē ?
104If you don’t stay in yoga well, if you don’t imbibe divine virtues, how would you claim a high status?
98Ghar mē̃ kōī na kōī bāt par jhagaṛā|jhagṛā kalah hōtī hai nā .
105In a home, there is fighting and quarrelling due to one reason or another.
99Bāp likh dētē haĩ tumhārē ghar mē̃ kalah hai isliē gyān ṭhahartā nahī̃ .
106The Father writes: It is because you have fighting and quarrelling in your home that this knowledge doesn’t stay.
100Bābā pūchhtē haĩ strī puruṣh dōnō̃ ṭhīk chaltē haĩ ?
107Baba asks: Are both husband and wife moving along well?
101Chalan baṛī achchhī chāhiē .
108Your behaviour has to be very good.
102Krōdh kā aṅśh bhī na rahē .
109There should not be the slightest trace of anger.
103Ab tō duniyā mē̃ kitnā haṅgāmā aur aśhānti hai .
110There is now so much upheaval and peacelessness in the world.
104Tumhārē mē̃ bahut gyān-yōg mē̃ tīkhē hō jāyēṅgē tō aur bhī bahut yād karnē lag paṛē̃gē .
111If some of you become cleverer in this knowledge and yoga, then others will also begin to remember Baba a lot more.
105Tumhārī practice bhī achchhī hō jāyēgī aur buddhi bhī viśhāl hō jāyēgī .
112You will develop a very good practice of this and your intellects will become broad and unlimited.
106Bābā kō chhōṭē chitra itnē pasand nahī̃ ātē haĩ .
113Baba doesn’t like small pictures as much.
107Sab baṛē-baṛē chitra hō̃ .
114All the pictures should be large.
108Bāhar mukhya sthānō̃ par rakhō . 109Jaisē nāṭak K|kē baṛē-baṛē chitra rakhtē haĩ nā .
115Put them outside in the main places, just as they have large posters for the films.
110Achchhē-achchhē chitra banāō jō bilkul kharāb na hō̃ .
116Make very good pictures so that they do not get spoilt at all.
111Sīṛhī bhī bahut baṛī-baṛī banākar aisī jagah rakhō jō sabkī nazar paṛē .
117Make a very large picture of the ladder and put it in a place where everyone can see it.
112Seat par hī raṅg ādi aisā majbūt hō jō pānī vā dhūp mē̃ kharāb na hō .
118Use such strong paint that they do not fade or get wet.
113Mukhya sthānō̃ par rakh dō yā kahā̃ exhibition hōtī hai tō mukhya baṛē dō tīn chitra hī kāphī haĩ .
119Put these at the main places, or if there is an exhibition somewhere, then two to three main pictures are enough.
114Yah gōlā bhī vāstav mē̃ dīvār jitnā bannā chāhiē . 115Bhal 8-10 ādmī uṭhākar rakhē̃ .
120In fact, you should make this picture of the cycle as large as the wall, even if it takes eight to ten men to carry it.
116Kōī bhī dūr sē dēkhē tō ēkdam clear mālūm paṛ jāyē .
121Then, anyone who sees it from a distance will be able to see everything clearly.
117Satyug mē̃ tō aur sab itnē dharm hōtē nahī̃ . 118Vah tō ātē hī bād mē̃ haĩ .
122There aren’t so many religions in the golden age; they come later on.
119Pahlē tō svarg mē̃ bahut thōṛē manuṣhya hōtē haĩ .
123At first, there are very few people in heaven.
120Ab svarg hai yā nark - tum is par bahut achchhī tarah samjhā saktē hō .
124You can explain very well whether it is now heaven or hell.
121Jō āyē unkō samjhātē rahō .
125Continue to explain to whoever comes.
122Baṛē-baṛē chitra hō̃ .
126Let there be big pictures.
123Kaisē pāṇḍavō̃ K|kē baṛē-baṛē but banātē haĩ .
127Look how they have made such huge statues of the Pandavas.
124Tum bhī pāṇḍav hō nā .
128You too are Pandavas.
125Śhivbābā tō saṅgam par paṛhātē haĩ .
129Shiv Baba teaches you at the confluence age.
126Vah śhrīkr̥iṣhṇa hai satyug kā first prince , tum samjhātē-samjhātē apnī rājāī sthāpan kar lētē hō .
130That Shri Krishna is the first prince of the golden age. 131By explaining this, you establish your kingdom.
127Kōī paṛhtē-paṛhtē chhōṛ dētē haĩ .
132Some leave while studying.
128School mē̃ bhī kōī nahī̃ paṛh saktē haĩ tō paṛhāī chhōṛ dētē haĩ .
133When someone in a school is unable to study, he leaves.
129Yahā̃ bhī bahut haĩ jinhōnnē paṛhāī kō chhōṛ diyā hai phir vah svarg mē̃ nahī̃ āyēṅgē kyā ?
134Here, too, there are many who have left this study, so would they not go to heaven?
130Maĩ viśhva kā mālik , mērē sē kōī dō akṣhar bhī sunē̃ tō bhī svarg mē̃ jarūr āyēṅgē .
135I am the Master of the World and if they hear even two words from Me, they would definitely go to heaven.
131Āgē chalkar ḍhēr sunē̃gē .
136As you progress further, many will listen.
132Yah sārī rājdhānī sthāpan hōtī hai , kalp pahlē misal .
137A whole kingdom is being established exactly as it was in the previous cycle.
133Bachchē samajhtē haĩ hamnē anēk bār rājya liyā hai , phir ganvāyā hai .
138You children understand that you have claimed and lost the kingdom many times.
134Hīrē jaisā thē phir kauṛī jaisā banē haĩ .
139You were like diamonds and have now become like shells.
135Bhārat hīrē misal thā .
140Bharat was like a diamond.
136Abhī phir kyā huā hai ?
141What has happened to it now?
137Bhārat tō vō hī hōgā nā .
142It would be the same Bharat, would it not?
138Is saṅgam kō puruṣhōttam yug kahā jātā hai .
143This confluence is called the most auspicious age.
139Uttam sē uttam puruṣh bhī haĩ .
144There are also the most elevated of all human beings.
140Bākī sab haĩ kaniṣhṭ .
145All the rest are degraded.
141Jō pūjya thē vahī phir pujārī banē haĩ .
146Those who were worthy of worship have now become worshippers.
14284 janma lētē haĩ .
147They take 84 births.
143Vah śharīr bhī khatm hō gayē , ātmā bhī tamōpradhān hō gaī .
148Those bodies have finished and the souls have become tamopradhan.
144Jab satōpradhān haĩ tab tō pūjtē hī nahī̃ . 145Chaitanya mē̃ haĩ .
149When they are satopradhan, they are not worshipped; they are in the living form.
146Ab tum śhivbābā kō chaitanya mē̃ yād kartē hō .
150You now remember Shiv Baba in the living form.
147Phir pujārī banē̃gē tō patthar kō pūjē̃gē .
151Then, when you become worshippers, you will worship stone.
148Ab bābā chaitanya hai nā .
152Baba is now in the living form.
149Phir unkī hī patthar key|kī mūrti banākar pūjtē rahtē haĩ .
153Then, you will make a stone image of Him and worship that.
150Rāvaṇ rājya mē̃ bhakti śhurū hōtī hai .
154Devotion begins in the kingdom of Ravan.
151Ātmāyē̃ vō hī haĩ , bhinn-bhinn śharīr dhāraṇ kartī āyī haĩ .
155They are the same souls, but they have continued to adopt different bodies.
152Nīchē girnē sē hī bhakti śhurū hōtī hai .
156Devotion begins when you fall.
153Bābā phir ākar gyān dētē hai tō din śhurū hō jātā hai .
157Baba then comes and gives you knowledge and the day begins.
154Brāhmaṇ sō dēvtā ban jātē haĩ .
158Brahmins then become deities.
155Ab tō dēvtā nahī̃ kahē̃gē .
159You would not be called deities now.
156Brahmā tō satyug mē̃ hōtā nahī̃ .
160Brahma does not exist in the golden age.
157Yahā̃ brahmā tapasyā kar rahē haĩ .
161Brahma is doing tapasya here.
158Manuṣhya hai nā .
162He too is a human being.
159Śhivbābā kō śhiv hī kahā jātā hai .
163Shiv Baba is only called Shiva.
160Inmē̃ hai tō bhī śhiv-bābā kahē̃gē .
164Even when He is in this one, He is called Shiva.
161Dūsrā kōī nām nahī̃ rakhā jātā , inmē̃ śhivbābā ātē haĩ .
165He cannot be given any other name. 166Shiv Baba only enters this one.
162Vah gyān kā sāgar hai , is brahmā tan dvārā gyān dētē haĩ .
167He is the Ocean of Knowledge. 168He gives you knowledge through the body of Brahma.
163Tō chitra ādi bhī baṛī samajh sē banānē haĩ .
169So, the pictures etc. have to be made with great understanding.
164Ismē̃ likhat hī kām mē̃ ātī hai .
170The writing on them is useful.
165Patit-pāvan pānī kā sāgar yā pānī key|kī nadiyā̃ haĩ ?
171Is the Purifier the ocean of water or rivers of water?
166Vā gyān sāgar aur unsē nikalī hui gyān gaṅgāyē̃ brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ ?
172Or, is it the Ocean of Knowledge and the Ganges of knowledge, the Brahma Kumars and Kumaris, that have emerged from Him?
167Inkō hī bāp gyān dētē haĩ .
173The Father gives knowledge to them alone.
168Brahmā dvārā jō brāhmaṇ bantē haĩ vō hī phir dēvtā bantē haĩ .
174Those who become Brahmins through Brahma then become deities.
169Virāṭ rūp kā chitra bhī bahut baṛā dikhānā hai .
175You also have to show a very big picture of the variety-form image.
170Yah hai mukhya chitra .
176This is a main picture.
171Bābā samjhātē haĩ - mīṭhē bachchē , tumhē̃ apnī civil buddhi banānī hai .
177Baba explains: Sweet children, you have to make your intellects civil.
172Jab bābā dēkhtē haĩ ki inkī criminal eye hai tō samajh jātē haĩ yah chal nahī̃ sakē̃gē .
178When Baba sees that someone has a criminal eye, He knows that that one will not be able to continue.
173Tumhārī ātmā ab trikāldarśhī bantī hai , yah kōī virlā samajhtē haĩ .
179Scarcely anyone understands that you souls are now becoming trikaldarshi.
174Bahut buddhū haĩ . 175Bāp kō phārkatī dē dētē haĩ .
180You are very foolish; you divorce the Father.
176Yah tō bachchē samajhtē haĩ ki rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
181You children understand that a kingdom is being established.
177Usmē̃ sab chāhiē .
182All are needed in that.
178Pichhāṛī mē̃ sab sākṣhātkār hōṅgē .
183At the end you will have visions of everything.
179First class dās-dāsiyā̃ bhī banē̃gī .
184First-class maids and servants will also be created.
180First class dāsī kr̥iṣhṇa key|kī pālnā karēgī .
185First-class maids will sustain Krishna.
181Bartan sāph karnē vālī , khānā khilānē vālī , saphāī karnē vālī sab hōṅgī . 182Yahā̃ sē hī nikalē̃gī .
186There will be all types of maids: those who wash the dishes, those who feed him, those who clean everything; they will all emerge from here.
183First number vālī jarūr achchhā pad pāyēgī .
187The first number will definitely claim a good status.
184Vah bhāsnā ātī hai .
188You have that feeling.
185Bābā kō bachchō̃ sē bhāsnā ātī hai yah bahut achchhī murlī chalātē haĩ , parantu yōg cum|kam hai .
189Baba feels from some children that, although they conduct the murlis very well, they lack yoga.
186Kōī strī , puruṣh sē bhī tīkhī hō jātī hai .
190Some women go ahead of their husbands.
187Ēk gyān mē̃ hai , kahtē haĩ bābā dūsrā pahiyā ṭhīk nahī̃ hai . 188Ēk-dō kō sāvdhān karnā hai .
191When someone is in knowledge, he or she would say: Baba, the other wheel is not all right.
189Pravr̥itti mārg hai nā .
192You have to caution one another.
190Jōṛī ēk jaisī chāhiē .
193This is a family path.
191Āp samān banānā hai .
194The couple has to match.
192Pichhāṛī mē̃ tum duniyā kō hī bhūl jāyēṅgē .
195You have to make others the same as yourselves.
193Samajhtē hō nā ki ham hans haĩ , yah bagulā hai .
196At the end, you will even forget the world.
194Kismē̃ kōī avguṇ , kismē̃ kōī .
197You understand that you are swans and that others are storks.
195Chaṭābhēṭī bhī chaltī hai . 196Mēhnat bahut hai .
198Some have one defect and others have another defect.
197Hai bhī bahut sahaj .
199There is a tug of war.
198Second mē̃ jīvanmukti .
200It requires a lot of effort.
199Bigar kauṛī kharcha ūñch sē ūñch pad pā saktē haĩ .
201It is very easy. 202You receive liberation-in-life in a second.
200Garīb jō haĩ vah achchhī service kartē rahtē haĩ .
203Without spending a penny, you can claim the highest status of all.
201Yah tō patā hai nā ki kaun-kaun khālī hāth āyē haĩ .
204Those who are poor continue to do very good service. 205You know who came empty-handed.
202Bahut kuchh lē ānē vālē āj haĩ nahī̃ aur garīb bahut ūñch martabā pā rahē haĩ .
206Those who brought a lot are no longer here today, whereas the poor ones are claiming a very high status.
203Achchhā !
207Achcha.
204Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
208To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
205Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
209The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
206Dhārṇā kē liē mukhya sār :
210Essence for dharna:
2071 ) gyān talvār mē̃ yād kā jauhar bharnē kē liē karma kartē antarmukhī ban abhyās karnā hai ki maĩ ātmā hū̃ .
211 1. In order to fill the sword of knowledge with the power of yoga, become introverted while you do everything and practise: I am a soul.
208Mujh ātmā kō bāp kā pharmān hai ki nirantar mujhē yād karō .
212I, a soul, have received the Father’s orders to remember Him alone constantly.
209Ēk bāp sē sachchī prīt rakhō .
213Have true love for the one Father.
210Dēh aur dēh K|kē sambandhiyō̃ sē mamatva nikāl dō .
214Break your attachment away from your body and bodily relations.
2112 ) pravr̥itti mē̃ rahtē ēk-dō kō sāvdhān kar hans ban ūñch pad lēnā hai .
215 2. While living at home with your family, caution one another. 216Become a swan and claim a high status.
212Krōdh kā aṅśh bhī nikāl dēnā hai , apnī civil buddhi banānī hai .
217Remove any trace of anger. 218Make your intellect civil.
Blessing
213Vardān : sākṣhī hō karmēndriyō̃ sē karma karānē vālē kartāpan K|kē bhān sē mukt , aśharīrī bhav
219Blessing: May you be bodiless and not conscious of doing anything but be a detached observer making your physical organs act.
214Jab chāhō śharīr mē̃ āō aur jab chāhō aśharīrī ban jāō .
220 Enter your body when you want and become bodiless when you want.
215Kōī karma karnā hai tō karmēndriyō̃ kā ādhār lō|low lēkin ādhār lēnē vālī maĩ ātmā hū̃ , yah nahī̃ bhūlē , karnē vālī nahī̃ hū̃ , karānē vālī hū̃ .
221When you have to act, take the support of your physical organs, but do not forget that it is you the soul that is taking its support to make everything happen.
216Jaisē dūsrō̃ sē kām karātē hō tō us samay apnē kō alag samajhtē hō , vaisē sākṣhī hō karmēndriyō̃ sē karma karāō , tō kartāpan K|kē bhān sē mukt aśharīrī ban jāyēṅgē .
222Just as you have others do something for you and you are separate from them, in the same way, be a detached observer and make your physical organs act, and you will become bodiless and not conscious of doing anything.
217Karma K|kē bīch-bīch mē̃ ēk dō minute bhī aśharīrī hōnē kā abhyās karō tō last samay mē̃ bahut madad milēgī .
223While doing anything, practise being bodiless for even one or two minutes in between and you will receive a lot of help in the final moments.
Slogan
218Slōgan : viśhva rājan bannā hai tō viśhva kō sakāśh dēnē vālē banō .
224Slogan: In order to become a world emperor, become one who gives sakaash to the world.
225*** Om Shanti ***