गुरुवार 22 फ़रवरी 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
022-02-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 22/02/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - is śharīr sē jītē jī marnē kē liē abhyās karō - ' maĩ bhī ātmā , tum bhī ātmā ' - is abhyās sē mamatva nikal jāyēgā ' '
1Essence: Sweet children, in order to die alive while in those bodies, practise, “I am a soul and you too are a soul.” 2Attachment will be broken by your practise this.
Question
2Praśhna : sabsē ūñchī mañzil kaun-sī hai ? 3Us mañzil kō prāpt karnē vālō̃ key|kī niśhānī kyā hōgī ?
3Question: What is the highest destination? 4What are the signs of those who reach that destination?
Answer
4Uttar : sabhī dēhdhāriyō̃ sē mamatva ṭūṭ jāē , sadā bhāī kī smr̥iti rahē-yahī hai ūñchī mañzil .
5Answer: To break your attachment to all bodily beings and constantly have the awareness of brotherhood is the highest destination. 6Only those who constantly practise being soul conscious can reach that destination.
5Is mañzil par vahī pahũch saktē haĩ jō nirantar dēhī-abhimānī bannē kā abhyās kartē haĩ . 6Agar dēhī-abhimānī nahī̃ tō kahī̃ na kahī̃ phanstē rahē̃gē yā apnē śharīr mē̃ yā kisī na kisī mitr sambandhī K|kē śharīr mē̃ .
7If you are not soul conscious, you will continue to become trapped somewhere or other: either in your own body or in the bodies of your friends and relatives.
7Unhē̃ kōī key|kī bāt achchhī lagēgī yā kōī kā śharīr achchhā lagēgā .
8You would like something of others or you would like the body of someone.
8Ūñchī mañzil par pahuñchnē vālē jism ( dēh ) sē pyār kar nahī̃ saktē .
9Those who are to reach the highest destination cannot love a physical body.
9Unkā śharīr kā bhān ṭūṭā huā hōgā .
10Their awareness of bodies will have been broken.
Murli
10Ōm śhānti .
11Om shanti.
11Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō kahtē haĩ - dēkhō , maĩ tum sabhī bachchō̃ kō āpsamān banānē āyā hū̃ .
12The spiritual Father says to you spiritual children: Look, I have come to make all of you children the same as Myself.
12Ab bāp āp samān banānē kaisē āyēṅgē ?
13Now, how would the Father come here to make you the same as Himself?
13Vah hai nirākār , kahtē haĩ maĩ nirākār hū̃ tum bachchō̃ kō āpsamān arthāt nirākārī banānē , jītē jī marnā sikhlānē āyā hū̃ .
14He is incorporeal. 15He says: I am incorporeal and I have come to make you children the same as Myself, that is, to make you incorporeal and to teach you how to die alive.
14Bāp apnē kō bhī ātmā samajhtē haĩ nā .
16The Father too considers Himself to be a soul.
15Is śharīr kā bhān nahī̃ hai .
17He doesn’t have any consciousness of this body.
16Śharīr mē̃ rahtē huē bhī śharīr kā bhān nahī̃ hai .
18While being in a body, He doesn’t have any awareness of the body.
17Yah śharīr unkā tō nahī̃ hai nā .
19This body doesn’t belong to Him.
18Tum bachchē bhī is śharīr kā bhān nikāl dō .
20You children too have to remove the consciousness of your bodies.
19Tum ātmāō̃ kō hī mērē sāth chalnā hai .
21You souls have to come back home with Me.
20Yah śharīr jaisē mainnē loan liyā hai , vaisē ātmāyē̃ bhī loan lētī haĩ part bajānē liē .
22Just as I have taken this body on loan, in the same way, souls also take bodies on loan to play their parts.
21Tum janma-janmāntar śharīr lētē āyē hō .
23Each of you has been taking a body for birth after birth.
22Ab jaisē maĩ jītē jī is śharīr mē̃ hū̃ parantu hū̃ tō nyārā arthāt marā huā .
24Now, although I am alive in this body, I am still detached, that is, I am dead to it.
23Marnā śharīr chhōṛnē kō kahā jātā hai .
25To shed your body is referred to as dying.
24Tumkō bhī jītē jī is śharīr sē marnā hai .
26You too have to die alive to your bodies.
25Maĩ bhī ātmā , tum bhī ātmā .
27I am a soul and you too are souls.
26Tumkō bhī mērē sāth chalnā hai yā yahā̃ hī baiṭhnā hai ?
28Do you want to come back with Me or do you just want to sit here?
27Tumhārā is śharīr mē̃ janma-janmāntar kā mōh hai .
29You have had attachment to bodies for birth after birth.
28Jaisē maĩ aśharīrī hū̃ , tum bhī jītē jī apnē kō aśharīrī samjhō .
30Just as I am bodiless, you too have to consider yourselves to be bodiless while alive.
29Hamkō ab bābā kē sāth jānā hai .
31We now have to go back with Baba.
30Jaisē bābā kā yah purānā śharīr hai , tum ātmāō̃ kā bhī yah purānā śharīr hai .
32Just as this is Baba’s old body, so you souls also have old bodies.
31Purānī juttī kō chhōṛnā hai .
33You have to renounce those old shoes.
32Jaisē mērā ismē̃ mamatva nahī̃ hai , tum bhī is purānī juttī sē mamatva nikālō .
34Just as I don’t have any attachment to this one, so you too have to remove your attachment from those old shoes.
33Tumkō mamatva rakhnē key|kī ādat paṛī huī hai .
35You have the habit of attachment.
34Hamkō ādat nahī̃ hai .
36I don’t have that habit.
35Maĩ jītē jī marā huā hū̃ .
37I have died alive.
36Tumkō bhī jītē jī marnā hai .
38You too have to die alive.
37Mērē sāth chalnā hai tō ab yah practice karō .
39If you want to go back home with Me, then practise this.
38Śharīr kā kitnā bhān rahtā hai , bāt mat pūchhō !
40You have so much awareness of the body, don’t even ask!
39Śharīr rōgī hō jātā hai tō bhī ātmā uskō chhōṛtī nahī̃ hai , issē mamatva nikālnā paṛē .
41Even when the body is diseased, the soul doesn’t leave it alone. 42You have to break your attachment to it.
40Hamkō tō bābā kē sāth jānā jarūr hai .
43We definitely have to go back home with Baba.
41Apnē kō śharīr sē nyārā samajhnā hai . 42Iskō hī jītē jī marnā kahā jātā hai .
44You have to consider yourselves to be separate from those bodies. 45This is called dying alive.
43Apnā ghar hī yād rahtā hai .
46Just remember your home.
44Tum janma-janmāntar sē is śharīr mē̃ rahtē āyē hō isliē tumkō mēhnat karnī paṛtī hai .
47You have been living in a body for birth after birth and this is why you have to make effort. 48You have to die alive.
45Jītē jī marnā paṛtā hai .
49I only enter this one temporarily.
46Maĩ tō ismē̃ ātā hī tempory hū̃ . 47Tō markar chalnē sē arthāt apnē kō ātmā samajhkar chalnē sē kōī bhī dēhdhārī mē̃ mamatva nahī̃ rahēgā .
50So, by moving along while considering yourselves to be dead, that is, by considering yourselves to be souls, there won’t be attachment to any bodily beings.
48Aksar karkē kisī na kisī kā kisī mē̃ mōh hō jātā hai . 49Bas , unkō dēkhnē bigar rah nahī̃ saktē .
51Generally, everyone has attachment to someone or other, and they can’t stay without seeing that person.
50Yah dēhdhārī key|kī yād ēk-dam uṛā dēnī chāhiē kyōṅki bahut baṛī mañzil hai .
52You should completely remove the remembrance of bodily beings because the destination is very high.
51Khātē-pītē jaisēki is śharīr mē̃ hū̃ hī nahī̃ .
53While eating and drinking, it should be as though you are not in that body.
52Yah avasthā pakkī karnī hai tab 8 ratnō̃ key|kī mālā mē̃ ā saktē haĩ .
54You have to make this stage firm, because only then can you enter the rosary of eight jewels.
53Mēhnat bigar thōṛēhī ūñch pad mil saktā hai .
55You cannot receive a high status without making effort.
54Jītē jī dēkhtē huē samajhē̃ ki maĩ tō vahā̃ kā rahnē vālā hū̃ .
56For as long as you live, you should consider yourselves to be residents of that place.
55Jaisē bābā ismē̃ tempory baiṭhā hai , aisē ab hamkō bhī ghar jānā hai .
57Just as Baba is sitting in this one temporarily, in the same way, we too now have to return home.
56Jaisē bābā kā mamatva nahī̃ hai , vaisē hamkō bhī ismē̃ mamatva nahī̃ rakhnā hai .
58Just as Baba doesn’t have attachment, in the same way, we too should not have attachment.
57Bāp kō tō is śharīr mē̃ baiṭhnā paṛtā hai , tum bachchō̃ kō samjhānē liē .
59The Father has to sit in this body in order to explain to you children.
58Tumkō ab vāpis chalnā hai isliē kōī dēhdhārī mē̃ mamatva na rahē .
60You now have to return home. 61Therefore, you mustn’t have attachment to bodily beings.
59Yah phalānī bahut achchhī hai , mīṭhī hai - ātmā key|kī buddhi jātī hai nā .
62“This one is very good, she is very sweet.” 63The intellect of the soul is pulled there.
60Bāp kahtē haĩ śharīr kō nahī̃ , ātmā kō dēkhnā hai .
64The Father says: Do not look at the body; look at the soul.
61Śharīr kō dēkhnē sē tum phans marē̃gē .
65By looking at the body, you become trapped.
62Baṛī mañzil hai .
66The destination is very high.
63Tumhārā bhī janma-janmāntar kā purānā mamatva hai .
67You have also had attachment for birth after birth.
64Bābā kā mamatva nahī̃ hai tab tō tum bachchō̃ kō sikhlānē āyā hū̃ .
68Baba doesn’t have any attachment and this is why He has come to teach you.
65Bāp khud kahtē haĩ maĩ tō is śharīr mē̃ nahī̃ phanstā hū̃ , tum phansē huē hō .
69The Father Himself says: I do not become trapped in this body. 70You are trapped in these bodies.
66Maĩ tumkō chhuṛānē āyā hū̃ .
71I have come to liberate you.
67Tumhārē 84 janm pūrē huē , ab śharīr sē bhān nikālō .
72Your 84 births have now ended. 73Therefore, now remove your consciousness of the body.
68Dēhī-abhimānī hōkar na rahnē sē tum kahī̃ na kahī̃ phanstē rahē̃gē .
74By not being soul conscious, you continue to become trapped somewhere or other.
69Kōī key|kī bāt achchhī lagēgī , kōī kā śharīr achchhā lagēgā , tō ghar mē̃ bhī unkī yād ātī rahēgī .
75If you like something or someone, or if you like someone’s body, you would continue to remember that one even while at home.
70Jism par pyār hōgā tō hār khā lē̃gē .
76If there is love for a body, you become defeated.
71Aisē bahut kharāb hō jātē haĩ .
77Some are spoilt very much in this way.
72Bāp kahtē haĩ strī-puruṣh kā sambandh chhōṛ apnē kō ātmā samjhō . 73Yah bhī ātmā , ham bhī ātmā .
78The Father says: Break the relationship of husband and wife and consider yourselves to be souls: that one is a soul and I too am a soul.
74Ātmā samajhtē-samajhtē śharīr kā bhān nikaltā jāyēgā . 75Bāp kī yād sē hī vikarma bhī vināśh hōṅgē .
79By considering yourselves to be souls, the consciousness of your bodies will continue to be removed.
76Is bāt par tum achchhī tarah sē vichār sāgar manthan kar saktē hō .
80By having remembrance of the Father, your sins will be absolved. 81You can churn this subject very well.
77Vichār sāgar manthan karnē bigar tum uchhal nahī̃ sakē̃gē .
82You cannot jump with that enthusiasm without churning the ocean of knowledge.
78Yah pakkā hōnā chāhiē ki hamkō bāp kē pās jānā hai jarūr .
83It should be firm that you definitely have to go back with the Father.
79Mūl bāt hai yād kī .
84The main thing is remembrance.
8084 kā chakra pūrā huā phir śhurū hōnā hai .
85The cycle of 84 births has now ended and it has to start again.
81Is purānī dēh sē mamatva nahī̃ haṭāyā tō phans paṛē̃gē yā apnē śharīr mē̃ yā kōī mitra-sambandhī K|kē śharīr mē̃ .
86If you don’t remove your attachment from those old bodies, you will become trapped: either in your own body or in the bodies of friends and relatives.
82Tumkō tō kissē bhī dil nahī̃ lagānī hai .
87You mustn’t attach your heart to anyone.
83Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .
88Consider yourselves to be souls and remember the Father.
84Ham ātmā bhī nirākār , bāp bhī nirākār , ādhā-kalp tum bhakti mārg mē̃ bāp kō yād kartē āyē hō nā .
89I, the soul, am incorporeal and the Father is also incorporeal. 90You have been remembering the Father on the path of devotion for half the cycle.
85' hē prabhū ' kahnē sē śhivliṅg hī sāmnē āyēgā .
91When you say “O Prabhu!” the Shivalingam comes in front of you.
86Kōī dēhdhārī kō ' hē prabhū ' kah na sakē .
92You cannot say “O Prabhu!” to a bodily being.
87Sabhī śhiv K|kē mandir mē̃ jātē haĩ , unkō hī paramātmā samajh pūjtē haĩ .
93Everyone who goes to the Shiva Temple and worships Him, considers Him to be the Supreme Soul.
88Ūñchē sē ūñchā bhagvān ēk hī hai .
94God, the Highest on High, is only One.
89Ūñchē sē ūñchā arthāt paramdhām mē̃ rahnē vālā .
95He is the Highest on High, that is, the One who resides in the supreme abode.
90Bhakti bhī pahlē avyabhichārī hōtī hai ēk key|kī .
96Devotion is at first unadulterated; it is devotion of just the One.
91Phir vyabhichārī ban jātī hai .
97Then that too becomes adulterated.
92Tō bāp bār-bār bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki tumkō ūñch pad pānā hai tō yah practice karō .
98The Father repeatedly explains to you children: If you want to claim a high status, then practise this.
93Dēh kā bhān chhōṛō .
99Renounce the consciousness of the body.
94Sannyāsī bhī vikārō̃ kō chhōṛtē haĩ nā .
100Even sannyasis renounce the vices.
95Āgē tō satōpradhān thē abhī tō vah bhī tamōpradhān ban paṛē haĩ .
101Previously, they were satopradhan, but even they have now become tamopradhan.
96Satōpradhān ātmā kaśhiśh kartī hai , apavitr ātmāō̃ kō khīñchtī hai kyōṅki ātmā pavitra hai .
102A satopradhan soul has an attraction that pulls impure souls because that soul is pure.
97Bhal punarjanma mē̃ ātē haĩ tō bhī pavitra hōnē K|kē kāraṇ khīñchtē haĩ . 98Kitnē unhō̃ K|kē followers bantē haĩ .
103Even though they do take rebirth, because those souls are pure, they attract others and so many people become their followers.
99Jitnī pavitratā key|kī jāstī tākat , utnē jyādā followers .
104The more power of purity they have, the more followers they have.
100Yah bāp tō hai hī ever pure aur hai bhī gupta .
105This Father is ever pure and incognito.
101Double hai nā , tākat sārī unkī hai . 102Inkī ( brahmā key|kī ) nahī̃ .
106He is double, but all the strength is of that One, not of this one (Brahma).
103Śhurū mē̃ bhī tumkō usnē kaśhiśh key|kī . 104Is brahmā nē nahī̃ kyōṅki vah tō ever pure hai .
107It was also that One, not this Brahma, who attracted you in the beginning, because that One is ever pure.
105Tum kōī inkē pichhāṛī nahī̃ bhāgē .
108You did not run after this one.
106Yah kahtē haĩ maĩ tō sabsē jāstī pūrē 84 janm pravr̥itti mārg mē̃ rahā .
109This one says: I stayed on the family path the most, for 84 births. 110This one cannot pull you.
107Yah tō tumkō khīñch na sakē .
111The Father says: I pulled you.
108Bāp kahtē haĩ mainnē tumkō khīñchā . 109Bhal sannyāsī pavitra rahtē haĩ .
112Although sannyasis remain pure, none of them would be as pure as I am.
110Parantu mērē jaisā pavitra tō kōī bhī hōgā nahī̃ .
113They all relate the scriptures etc. of the path of devotion.
111Vah tō sab bhakti mārg K|kē śhāstra ādi sunātē haĩ .
114I come and tell you the essence of all the Vedas and scriptures.
112Maĩ ākar tumkō sab vēdō̃ śhāstrō̃ kā sār sunātā hū̃ . 113Chitra mē̃ bhī dikhāyā hai viṣhṇu key|kī nābhī sē brahmā nikalā phir brahmā K|kē hāth mē̃ śhāstra dikhāyē haĩ .
115They have shown a picture of Brahma emerging from the navel of Vishnu and then they show the scriptures in the hands of Brahma. 116Now, Vishnu would not tell you the secrets of the scriptures through Brahma.
114Ab viṣhṇu tō brahmā dvārā śhāstrō̃ kā sār sunātē nahī̃ haĩ .
117Those people also consider Vishnu to be God. 118The Father explains: I speak to you through this Brahma.
115Vō tō viṣhṇu kō bhī bhagvān samajh lētē haĩ .
119I do not speak to you through Vishnu.
116Bāp samjhātē haĩ maĩ in brahmā dvārā sunātā hū̃ .
120There is a vast difference between Brahma and Vishnu.
117Maĩ viṣhṇu dvārā thōṛēhī samjhātā hū̃ . 118Kahā̃ brahmā , kahā̃ viṣhṇu .
121Brahma becomes Vishnu and then, after 84 births, there is this confluence.
119Brahmā sō viṣhṇu bantē haĩ phir 84 janm kē bād yah saṅgam hōgā .
122This is something new. 123These are such wonderful things and have to be explained.
120Yah tō naī bātē̃ haĩ nā . 121Kitnī wonderful bātē̃ haĩ samjhānē key|kī .
124Now, the Father says: Children, you have to die alive.
122Ab tō bāp kahtē haĩ - bachchē , jītē jī marnā hai .
125You are living in those bodies, are you not?
123Tum śharīr mē̃ jītē hō nā .
126You understand that you are souls.
124Samajhtē hō ham ātmā haĩ , ham bābā kē sāth chalē jāyēṅgē .
127You understand that you are souls and that you will go home with Baba.
125Yah śharīr ādi kuchh bhī lē nahī̃ jānā hai .
128You will not take those bodies etc. with you.
126Ab bābā āyā hai , kuchh tō naī duniyā mē̃ transfer kar dē̃ .
129Baba has now come. 130Therefore, transfer everything to the new world.
127Manuṣhya dān-puṇya ādi kartē haĩ dūsrē janm mē̃ pānē kē liē .
131People make donations and perform charity etc. in order to receive something in their next birth.
128Tumkō bhī naī duniyā mē̃ milnā hai .
132You too will receive everything in the new world.
129Yah bhī karē̃gē vahī jinhōnnē kalp pahlē kiyā hōgā .
133Only those who did this in the previous cycle will do this.
130Cum|kam jāstī kuchh bhī hōgā nahī̃ .
134There won’t be anything more or anything less.
131Tum sākṣhī hōkar dēkhtē rahē̃gē .
135You will continue to observe as detached observers.
132Kuchh kahnē key|kī bhī darkār nahī̃ rahtī .
136There is no need to say anything.
133Phir bhī bāp samjhātē haĩ jō kuchh kartē haĩ tō uskā bhī ahaṅkār nahī̃ ānā chāhiē .
137Nonetheless, the Father explains: You mustn’t have any arrogance about what you have done.
134Ham ātmā yah śharīr chhōṛkar jāyēṅgē .
138I, a soul, will shed this body and go home.
135Vahā̃ naī duniyā mē̃ jākar nayā śharīr lē̃gē .
139I will then go to the new world and take a new body.
136Gāyā bhī jātā hai rām gayō rāvaṇ gayō … rāvaṇ kā parivār kitnā baṛā hai .
140It is remembered: Rama went and Ravan went. 141The family of Ravan is so big.
137Tum tō muṭṭhī bhar hō .
142You are only a handful.
138Yah sārā rāvaṇ sampradāy hai .
143All of this is the community of Ravan.
139Tumhārā rām sampradāy kitnā thōṛā hōgā - 9 lākh . 140Tum dhartī K|kē sitārē hō nā . 141Mā̃-bāp aur tum bachchē .
144Your community of Rama will be so small; only 900,000. You are the stars of the earth: the mother, father and you children.
142Tō bāp bār-bār bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki marjīvā bannē key|kī kōśhiśh karō .
145So, the Father repeatedly explains to you children: Try to die alive.
143Agar kiskō dēkhkar buddhi mē̃ ātā hai - yah bahut achchhī hai , bahut mīṭhā samjhātī hai , yah bhī māyā kā war|vār hōtā hai , māyā lalacā dētī hai .
146On seeing someone, if it enters your intellect that that person is very good or that she explains very sweetly, that too is an attack by Maya. 147Maya tempts you.
144Unkī takdīr mē̃ nahī̃ hai tō māyā sāmnē ā jātī hai .
148If it is not in that one’s fortune, Maya comes in front of him.
145Kitnā bhī samjhāō tō gussā lagēgā .
149No matter how much you explain to him, he will feel angry.
146Yah nahī̃ samajhtē haĩ ki yah dēh-abhimān hī kām karā rahā hai .
150He wouldn’t understand that it is body consciousness that is making him do that.
147Agar jyādā samjhātē haĩ tō ṭūṭ paṛtē haĩ isliē pyār sē chalānā paṛtā hai .
151If you tried to explain any more, he would break. 152Therefore, you have to interact with everyone with love.
148Kissē dil lag jātā hai tō bāt mat pūchhō , pāgal hō jātē haĩ .
153If your heart becomes attached to someone, don’t even ask! 154You go crazy.
149Māyā ēkdam bēsamajh banā dētī hai isliē bāp kahtē haĩ kabhī kōī K|kē nām-rūp mē̃ nahī̃ phansnā .
155Maya makes you completely senseless. 156This is why the Father says: Do not become trapped in the name and form of anyone.
150Maĩ ātmā hū̃ aur ēk bāp jō vidēhī hai , unsē hī pyār rakhnā hai .
157I am a soul and I must only love the one Father who is bodiless.
151Yahī mēhnat hai .
158This is the only effort.
152Kōī bhī dēh mē̃ mamatva na hō .
159Let there be no attachment to anyone.
153Aisē nahī̃ , ghar mē̃ baiṭhē bhī vah gyān dēnē vālī yād ātī rahē - baṛī mīṭhī hai , bahut achchhā samjhātī hai .
160It should not be that, while sitting at home, you continue to remember the one who gave you knowledge; that she is very sweet and explains very well. 161Oh!
154Arē , mīṭhā tō gyān hai .
162But it is the knowledge that is sweet.
155Mīṭhī ātmā hai .
163It is the soul that is sweet.
156Śharīr thōṛēhī mīṭhā hai .
164The body is not sweet.
157Bāt karnē vālī bhī ātmā hai .
165It is the soul that speaks. 166Never go crazy about a body.
158Kabhī bhī śharīr par āśhik nahī̃ hōnā hai .
167Nowadays, there is a lot of this on the path of devotion.
159Ājkal tō bhakti mārg bahut hai .
168They continue to say “Ma!
160Ānandamaī mā̃ kō bhī mā̃-mā̃ kartē yād kartē rahtē haĩ .
169Ma!” to Anandmai Ma as they remember her. 170Achcha, where is the Father?
161Achchhā , bāp kahā̃ hai ? 162Varsā bāp sē milnā hai yā mā̃ sē ?
171Are you going to receive your inheritance from the Father or from a mother?
163Mā̃ kō bhī paisā kahā̃ sē milēgā ?
172Where does the mother receive money from?
164Sirph mā̃-mā̃ kahnē sē jarā bhī pāp nahī̃ kaṭē̃gē .
173None of your sins will be cut away by simply saying “Ma, Ma”.
165Bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō .
174The Father says: Constantly remember Me alone.
166Nām rūp mē̃ nahī̃ phansnā hai , aur hī pāp hō jāyēgā kyōṅki bāp kā ṉāpharmānbardār bantē hō .
175Do not become trapped in a name or form or there would be even more sin committed because you became disobedient to the Father.
167Bahut bachchē bhūlē huē haĩ .
176Many children have forgotten the Father.
168Bāp samjhātē haĩ maĩ tum bachchō̃ kō lēnē āyā hū̃ sō jarūr lē jāūṅgā , isliē mērē kō yād karō .
177The Father explains: I have come to take you children back, and so I certainly will take you back. 178Therefore, remember Me.
169Ēk mujhē yād karnē sē hī tumhārē pāp kaṭē̃gē .
179Only by remembering Me will your sins be cut away.
170Bhakti mārg mē̃ bahutō̃ kō yād kartē āyē hō . 171Parantu bāp bigar kōī kām kaisē hōgā .
180On the path of devotion, you have been remembering many, but how can you do anything without the Father?
172Bāp thōṛēhī kahtē haĩ mā̃ kō yād karō .
181The Father doesn’t tell you to remember Ma!
173Bāp tō kahtē haĩ mujhē yād karō .
182The Father says: Remember Me.
174Patit-pāvan maĩ hū̃ .
183I am the Purifier.
175Bāp K|kē direction par chalō .
184Follow the directions of the Father.
176Tum bhī bāp K|kē direction par aurō̃ kō samjhātē rahō .
185You have to continue to explain to others according to the directions of the Father.
177Tum thōṛēhī patit-pāvan ṭhaharē .
186You are not purifiers.
178Yād ēk kō hī karnā hai .
187You have to remember the One alone.
179Hamārā tō ēk bāp , dūsrā na kōī .
188Mine is the one Father and none other.
180Bābā ham āp par hī vārī jāyēṅgē .
189Baba, I will only surrender to You.
181Vārī jānā tō śhivbābā par hī hai aur sabkī yād chhūṭ jānī chāhiē .
190You have to surrender yourselves to Shiv Baba alone. 191The remembrance of everyone else has to be renounced.
182Bhakti mārg mē̃ tō bahutō̃ kō yād kartē rahtē haĩ .
192On the path of devotion, they continue to remember many.
183Yahā̃ tō ēk śhivbābā , dūsrā na kōī .
193Here, you have one Shiv Baba and none other.
184Phir bhī kōī apnī chalātē haĩ tō kyā gati-sadgati hōgī !
194Nevertheless, some follow their own dictates, and so what liberation or salvation will they receive?
185Mūnjh paṛtē haĩ - bindī kō kaisē yād karē̃ ?
195They become confused: How can I remember a point?
186Arē , tumkō apnī ātmā yād hai nā ki maĩ ātmā hū̃ .
196Oh! but you do remember that you are a soul, do you not? 197A soul is a point.
187Vah bhī bindī rūp hī hai .
198I, your Father, am also a point.
188Tō tumhārā bāp bhī bindī hai .
199You receive the inheritance from the Father.
189Bāp sē varsā miltā hai .
200Ma (Anandmai) is still a bodily being.
190Mā̃ tō phir bhī dēh-dhārī hō jātī hai .
201You are to receive your inheritance from the bodiless One.
191Tumkō vidēhī sē hī varsā milnā hai isliē aur sab bātē̃ chhōṛ ēk sē buddhiyōg lagānā hai .
202Therefore, renounce everything else and connect your intellects in yoga to the One alone.
192Achchhā !
203Achcha.
193Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
204To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
194Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
205The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
195Dhārṇā kē liē mukhya sār :
206Essence for dharna:
1961 ) śharīr kā bhān khatm karnē kē liē chaltē-phirtē abhyās karnā hai-jaisē ki is śharīr sē marē huē haĩ , nyārē haĩ .
207 1. In order to end any consciousness of bodies, while walking and moving around, practise being dead to your body; become detached.
197Śharīr mē̃ haĩ hī nahī̃ .
208I am not in a body.
198Bigar śharīr ātmā kō dēkhō .
209Just look at souls without bodies.
1992 ) kabhī bhī kisī K|kē śharīr par tumhē̃ āśhik nahī̃ hōnā hai .
210 2. You must never go crazy about anyone’s body.
200Ēk vidēhī bāp sē hī pyār rakhnā hai .
211Have love for the one bodiless Father.
201Ēk sē hī buddhiyōg lagānā hai .
212Connect your intellects in yoga to the One alone.
Blessing
202Vardān : sēvā aur sva puruṣhārth K|kē balance dvārā blessing prāpt karnē vālē karmayōgī bhav
213Blessing: May you be a karma yogi and receive blessings by keeping a balance of doing service and making effort on yourself.
203Karmayōgī arthāt karma K|kē samay bhī yōg kā balance hō .
214 A karma yogi is someone who has a balance of yoga while acting.
204Sēvā arthāt karma aur sva puruṣhārth arthāt yōgyukt - in dōnō̃ kā balance rakhnē kē liē ēk hī śhabda yād rakhō ki bāp karāvanhār hai aur maĩ ātmā karanhār hū̃ .
215Service means acting and making effort on oneself means being yogyukt. 216In order to keep a balance of these two, just remember one expression, "The Father is Karavanhar" and "I, this soul, am karanhar" (One who inspires and one who does).
205Yah ēk śhabda balance bahut sahaj banāyēgā aur sarv key|kī blessing milēgī .
217This one expression will enable you to keep a very good balance and you will receive blessings from everyone.
206Jab karanhār kē bajāē apnē kō karāvanhār samajh lētē hō tō balance nahī̃ rahtā aur māyā apnā chance lē lētī hai .
218When you consider yourself to be a karavanhar instead of considering yourself to be a karanhar, there isn't a balance, and Maya then takes her chance.
Slogan
207Slōgan : nazar sē nihāl karnē key|kī sēvā karnī hai tō bāpdādā kō apnī nazarō̃ mē̃ samā lō .
219Slogan: In order to do the service of taking others beyond with a glance, keep BapDada merged in your eyes.
220*** Om Shanti ***