रविवार 25 फ़रवरी 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
025-02-24 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 30-03-98 madhuban
0 25/02/24 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 30/03/1998
1Sarv prāptiyō̃ key|kī smr̥iti emerge kar achal sthiti kā anubhav karō aur jīvan mukt banō
1Make the awareness of all attainments emerge, experience your
2Āj bhāgya vidhātā bāp apnē viśhva mē̃ sarv śhrēṣhṭh bhāgyavān bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2unshakeable stage and become liberated in life. 3Today, the Father, the Bestower of Fortune, is seeing His most elevated, fortunate children of the world.
3Her|har bachchē K|kē bhāgya key|kī mahimā svayã bhagvān gā rahē haĩ .
4God Himself is singing praise of the fortune of each child.
4Bāp key|kī mahimā tō ātmāyē̃ gātī haĩ lēkin āp bachchō̃ key|kī mahimā svayã bāp kartē haĩ .
5Souls anyway sing praise of the Father all the time, but the Father Himself is now praising you children.
5Aisē kabhī svapn mē̃ bhī sōchā ki hamārā itnā śhrēṣhṭh bhāgya banā huā hai lēkin banā huā thā , ban gayā .
6Did you ever think, even in your dreams, that your fortune could be so elevated? 7However, it was already created.
6Duniyā K|kē lōg kahtē haĩ bhagvān nē hamkō rachā lēkin na bhagvān kā patā hai , na rachnā kā patā hai .
8Although people of the world say that God created them, they neither know God nor His creation.
7Āp har ēk bhāgyavān bachchā anubhav aur fakhur sē kahtē hō ki ham śhiv vãnśhī brahmākumār brahmākumāriyā̃ haĩ .
9Each of you fortunate children says from experience and with spiritual pride that you are “Brahma Kumars and Brahma Kumaris who belong to the clan of Shiva.
8Hamkō mālūm hai ki hamē̃ bāpdādā nē kaisē rachā !
10We know how BapDada has created us.”
9Chāhē chhōṭā bachchā hai , chāhē bujurg pāṇḍav hai , śhaktiyā̃ haĩ kisī sē bhī pūchhē̃gē āpkā bāp kaun hai , tō kyā kahē̃gē ?
11Whether you are a small child or a mature Pandava or Shakti, if anyone asks you who your Father is, what would you reply?
10Falak sē kahē̃gē nā ki hamkō śhiv bāp nē brahmā bāp dvārā rachā isliē ham bhagvān K|kē bachchē haĩ .
12You would say with pride that you were created by Father Shiva through Father Brahma and that this is why you are God’s children.
11Bhagvān sē direct miltē haĩ , na sirph param ātmā vā bhagvān hamārā bāp hai lēkin vah bāp bhī hai , śhikṣhak bhī hai aur satgurū bhī hai .
13You meet God directly. 14Not only do you say that He is God and your Father, but that He is your Father, Teacher and Satguru. 15Do all of you have this intoxication?
12Sabkō yah naśhā hai ?
16(Everyone clapped.)
13 ( tālī bajāī ) ēk hāth key|kī tālī bajānā - abhī yah bhī exercise bujurgō̃ kō sikhānī paṛēgī .
17Now, clap with just one hand! 18Now, this exercise has to be taught to the older ones too.
14Bachchō̃ kō khuśh dēkh bāp-dādā bhī khuśhī mē̃ jhūltē haĩ aur sadā kahtē - vāh mērē har ēk śhrēṣhṭh bhāgyavān viśhēṣh ātmāyē̃ … .
19Seeing the children happy, BapDada also swings in happiness and constantly says: Wah! each and every elevated, fortunate and special soul of mine!
15Bāp K|kē rūp mē̃ paramātma pālnā kā anubhav kar rahē hō .
20From the form of the Father you experience Godly sustenance.
16Yah paramātma pālnā sārē kalp mē̃ sirph is brāhmaṇ janm mē̃ āp bachchō̃ kō prāpt hōtī hai , jis paramātma pālnā mē̃ ātmā kō sarv prāpti svarūp kā anubhav hōtā hai .
21This Godly sustenance is received just once throughout the whole cycle in this Brahmin life, through which souls experience being embodiments of all attainments.
17Paramātma pyār sarv sambandhō̃ kā anubhav karātā hai .
22God’s love enables you to experience all relationships.
18Paramātma pyār apnē dēh bhān kō bhī bhulā dētā , sāth-sāth anēk svārtha K|kē pyār kō bhī bhulā dētā hai .
23God’s love enables you to forget the consciousness of your bodies. 24As well as this, it also makes you forget all selfish love.
19Aisē paramātma pyār , paramātma pālnā K|kē andar palnē vālī bhāgyavān ātmāyē̃ hō .
25You are such fortunate souls that you are being sustained by God with His love!
20Kitnā āp ātmāō̃ kā bhāgya hai jō svayã bāp apnē vatan kō chhōṛ āp godly students kō paṛhānē ātē haĩ .
26You souls are so fortunate that the Father Himself leaves His home and comes to teach you Godly students.
21Aisā kōī teacher dēkhā jō rōz savērē-savērē dūrdēśh sē paṛhānē kē liē āvē ?
27Have you ever before seen such a teacher who comes from a faraway land to teach you every morning?
22Aisā teacher kabhī dēkhā ?
28Have you ever seen such a teacher?
23Lēkin āp bachchō̃ kē liē rōz bāp śhikṣhak ban āpkē pās|pass paṛhānē ātē haĩ aur kitnā sahaj paṛhātē haĩ .
29However, the Father becomes the Teacher and comes to teach you every morning and what He teaches you is so easy!
24Dō śhabdō̃ key|kī paṛhāī hai - āp aur bāp , inhī̃ dō śhabdō̃ mē̃ chakkar kahō , drama kahō , kalpa vr̥ikṣha kahō sārī knowledge samāī huī hai .
30It is the study of just two words: You and Baba. 31Call it the knowledge of the cycle, the drama and the cycle tree – all the knowledge is merged in just these two words.
25Aur paṛhāī mē̃ tō kitnā dimāg par bōjh paṛtā hai aur bāp key|kī paṛhāī sē dimāg halkā ban jātā hai .
32In other studies, you have such a huge burden on your brain, whereas with the Father’s teachings, your brain becomes light.
26Halkē key|kī niśhānī hai ūñchā uṛnā .
33The sign of something being light is that it flies high.
27Halkī chīz svataḥ hī ūñchī hōtī hai .
34Anything light always remains above.
28Tō is paṛhāī sē man-buddhi uṛtī kalā kā anubhav kartī hai .
35So, through this study, your mind and intellect experience the ascending stage.
29Tō dimāg halkā huā nā !
36So, your head has become light, has it not?
30Tīnō̃ lōkō̃ key|kī knowledge mil jātī hai .
37You receive the knowledge of all three worlds.
31Tō aisī paṛhāī sārē kalp mē̃ kōī nē paṛhī hai .
38Throughout the whole cycle, has anyone else studied such a study?
32Kōī paṛhānē vālā aisā milā .
39Did you ever find such a Teacher before?
33Tō bhāgya hai nā !
40So, this is fortune, is it not?
34Phir satgurū dvārā śhrīmat aisī miltī hai jō sadā kē liē kyā karū̃ , kaisē chalū̃ , aisē karū̃ yā nahī̃ karū̃ , kyā hōgā … yah sab questions samāpt hō jātē haĩ .
41Then, from the Satguru you receive such shrimat (elevated directions) that your questions of “What should I do? 42How can I continue? 43Should I do this or not? 44What will happen?”, etc. all finish.
35Kyā karū̃ , kaisē karū̃ , aisē karū̃ yā vaisē karū̃ … in sab questions kā ēk śhabda mē̃ javāb hai - follow father .
45“What should I do? 46How can I do it? 47Should I do this or not?” 48The answer to all these questions is just found in the one expression: Follow the father!
36Sākār karma mē̃ brahmā bāp kō follow karō , nirākārī sthiti mē̃ aśharīrī bannē mē̃ śhiv bāp kō follow karō .
49For your practical actions in the corporeal form, follow Father Brahma. 50In your incorporeal stage, in becoming bodiless, follow Father Shiva.
37Dōnō̃ bāp aur dādā kō follow karnā arthāt question mark samāpt hōnā vā śhrīmat par chalnā .
51To follow both Bap and Dada means to finish all questions and to follow shrimat. 52Is this difficult?
38Yah muśhkil hai ?
53Is there any need to ask anything?
39Pūchhnē key|kī āvaśhyaktā paṛtī hai kyā ?
54You just have to copy; don't use your own head.
40Copy karnā hai , apnā dimāg nahī̃ chalānā hai .
55To become equal to the Father means to follow the Father.
41Bāp samān bannā arthāt follow father karnā .
56Is this easy or difficult? 57It's easy, is it not?
42Muśhkil hai yā sahaj hai ? 43Sahaj hai nā ? 4430 sāl vālē hāth uṭhāō , achchhā 30 sāl mē̃ muśhkil lagā yā sahaj hai ?
58Those who have been with Baba for 30 years or more, raise your hands! 59Achcha, did you find it difficult in these 30 years or was it easy?
45Abhī dēkhō 30 sāl vālō̃ kō bhī sahaj lagā tō āp jō pīchhē-pīchhē āyē unhō̃ kē liē muśhkil hai yā sahaj hai ?
60Now, just look, even those who have been with Baba for 30 years found it easy. 61Therefore, is it easy or difficult for those who have come later?
46Sahaj hai nā ?
62Is it easy?
47 ( garmī K|kē kāraṇ sabhī K|kē hāthō̃ mē̃ raṅg-biraṅgī paṅkhē haĩ jō hilā rahē haĩ ) achchhā hai , paṅkhō̃ key|kī rimjhim bhī achchhī lag rahī hai .
63(Because the weather was very hot, everyone was given colourful fans.) 64It is good. 65The colour and splendour of the fans are very beautiful.
48Scene achchhī hai .
66(All waved their fans.)
49Navīntā hōnī chāhiē nā .
67This scene is very good.
50Tō is group key|kī yah bhī navīntā hai , yah bhī T . V|we . mē̃ ā gayā .
68There has to be some newness. 69So, this is the newness of this group.
51Achchhā hai sabhī bhāg-bhāg kar pahuñch gayē haĩ , bāpdādā bhī snēh key|kī mubārak dētē haĩ .
70This is also being recorded on the TV. 71It is good that all of you have come running and arrived here.
52Dēkhō , aur jō bhī had K|kē gurū hōtē haĩ kitnē vardān dētē haĩ , ēk yā das , jyādā nahī̃ dētē haĩ .
72BapDada congratulates you with love. 73How many blessings do limited gurus give? 74One to ten - no more than that.
53Lēkin āpkō satguru dvārā rōz vardān miltā hai .
75However, you receive blessings from the Satguru every day.
54Aisā gurū kab dēkhā ?
76Have you ever seen such a guru?
55Nahī̃ dēkhā nā !
77You haven't, have you?
56Āp lōgō̃ nē hī dēkhā lēkin kalp-kalp dēkhā .
78Only you have seen such a guru, and you have seen Him cycle after cycle.
57Tō sadā apnē bhāgya key|kī prāptiyō̃ kō sāmnē rakhō .
79So, constantly keep the attainment of your fortune in front of you.
58Sirph buddhi mē̃ merge nahī̃ rakhō , emerge karō .
80Do not just keep it merged in your intellect, but let it emerge.
59Merge rakhnē K|kē saṅskār kō badalkar emerge karō .
81Transform your sanskars of keeping everything merged and let this emerge.
60Apnī prāptiyō̃ key|kī list sadā buddhi mē̃ emerge rakhō .
82Keep the list of your attainments emerged in your intellect.
61Jab prāptiyō̃ key|kī list emerge hōgī tō kisī bhī prakār kā vighna war|vār nahī̃ karēgā .
83When the list of attainments has emerged, no type of obstacle can attack you.
62Vah merge hō jāyēgā aur prāptiyā̃ emerge rūp mē̃ rahē̃gī .
84All obstacles will simply become merged and your attainments will remain emerged.
63Bāpdādā jab suntē haĩ ki āj kisī bhī kāraṇ sē kōī-kōī bachchē mēhnat kartē haĩ , yuddha kartē haĩ , yōg lagānē chāhtē lēkin lagtā nahī̃ hai , soul conscious kē badlē body conscious mē̃ ā jātē haĩ tō bāpdādā kō achchhā nahī̃ lagtā hai . 64Kāraṇ kyā ?
85When BapDada hears that some children, for one reason or another, are labouring hard or battling, or are trying to have yoga but unable to do so, that instead of becoming soul conscious, they become body conscious, BapDada does not like it. 86What is the reason for this? 87You do not keep the attainments of your fortune emerged in your awareness; they remain merged.
65Apnē bhāgya key|kī prāptiyā̃ emerge nahī̃ rahtī , merge rahtī haĩ . 66Phir jab kōī yād dilātā hai tō sōchnē lagtē haĩ hōnā tō aisā chāhiē … !
88Then, when someone reminds you of them, you begin to think that it should be constantly like this; therefore the effort is very easy: Let your attainments remain emerged.
67Isliē bahut sahaj puruṣhārth hai - prāptiyō̃ kō emerge rakhō .
89Keep your fortune in your awareness from the moment you became a Brahmin.
68Jab sē brāhmaṇ banē̃ tab sē apnē bhāgya kō smr̥iti mē̃ rakhō .
90Do not fluctuate! 91Remain unshakeable, because what is your memorial in Mt.
69Halchal mē̃ nahī̃ āō , achal banō kyōṅki yahā̃ ābū mē̃ yādgār kyā hai ?
92Abu? 93Is it Achalghar (Home of Stability) or Halchalghar (Home of Fluctuation)?
70Achalghar hai yā halchal ghar hai ?
94What is it? 95It is Achalghar, is it not?
71Achalghar hai nā ?
96Whose memorial is it?
72Yah kiskā yādgār hai ?
97It is your memorial, is it not?
73Āpkā yādgār hai nā ? 74Tō jab bhī kōī sūkṣhma puruṣhārth kā mārg muśhkil lagē , buddhi jyādā halchal mē̃ hō , tō apnē yādgār kō smr̥iti mē̃ lāō .
98When you find the path of subtle effort to be difficult, or when your intellect fluctuates a great deal, bring your memorial to your awareness. 99Very often, you children speak points of knowledge: “I am a soul!
75Kaī bār bachchē gyān key|kī point bōltē bhī haĩ ki maĩ ātmā hū̃ , drama hai , yah tō vighna hai , yah tō sidescene hai , bōltē bhī rahtē lēkin hiltē bhī rahtē .
100This is the drama! 101This is just an obstacle! 102It is just a side scene!”. 103Even though you continue to speak knowledge in this way, you also fluctuate at the same time.
76Hiltē-hiltē bōltē rahtē .
104You fluctuate and speak knowledge at the same time.
77Jab aisī buddhi ban jāē jō achal nahī̃ hō sakē tō madhuban kā achalghar yād rakhō .
105When your intellect becomes such that you are unable to become unshakeable, then remember Achalghar of Madhuban.
78Yah tō sthūl chīz hai nā !
106That is a physical thing, it is not subtle.
79Sūkṣhma tō nahī̃ hai .
107It is something that can be seen with your eyes.
80Āṅkhō̃ sē dēkhnē key|kī chīz hai , mērā yādgār achalghar hai , halchal ghar nahī̃ hai kyōṅki bāpdādā is varṣh kō sarv bachchō̃ kē prati mukti varṣh manānā chāhtē haĩ .
108Remember: “My memorial is Achalghar, not Halchalghar”, because BapDada wants to celebrate this year as the year of liberation for all of you children. 109It should not be that when you are asked to raise your hands, some of you raise your hands and others do not.
81Aisā nahī̃ hō hāth uṭhvāyē̃ tō kōī kā uṭhē , kōī kā nahī̃ uṭhē , nahī̃ .
110No, everyone should clap with great happiness. 111(All began to clap.)
82Sabhī khuśhī-khuśhī sē hāth key|kī tālī bajāvē , ( sabhī bajānē lagē ) chalō abhī bajā dī tō ṭhīk hai , lēkin aisē hī bāpdādā is varṣh K|kē samāpti mē̃ itnī zōr sē tālī bajātē dēkhē . 83Abhī tō bajāī achchhā hai lēkin tab bhī bajānā .
112OK, you have now clapped, and so it's OK now, but BapDada wants to see you clap just as loudly at the end of this year. 113You have clapped now, and that is fine, but also clap at that time. 114Look, you pleased Baba by clapping with both hands, but in the New Year, on the 18th of January, will you clap then?
84Bajāyēṅgē ? 85Dēkhō hāth key|kī tālī bajākē tō khuśh kar diyā lēkin bāpdādā nayē varṣh mē̃ jō apnā 18 January viśhēṣh brahmā bāp K|kē śharīr sē mukt hōnē kā din hai , tō 18 January mē̃ bāpdādā phir hāth uṭhvāyēgā ki mukti varṣh manāyā yā sirph sōchā ?
115The day when Brahma Baba became free from his body? 116So, on the 18th January, BapDada will make you raise your hands again as to whether you celebrated the year of liberation or whether you just thought about it. 117You haven't just kept thinking that you have to celebrate it, that you have to celebrate it, have you?
86Manānā hai , manānā hai - sōchtē tō nahī̃ rah gayē , svarūp mē̃ lāyā vā sōchtē-sōchtē last mē̃ bhī sōchtē rahē̃gē !
118Have you put it into the practical form? 119Or, while thinking about it, will you still keep thinking about it till the end?
87Yah result bāpdādā dēkhnē chāhtē haĩ .
120BapDada wants to see this result. 121Will you show this result?
88Dikhāyēṅgē ? 89Achchhā . 90Yād rahēgā nā !
122Achcha, you will remember, will you not?
91Prāptiyō̃ kō sāmnē rakhō .
123Keep your attainments in front of you.
92Bāp kī yād kē sāth , bāp nē jō diyā vah bhī emerge karō - kyā banāyā aur kyā milā !
124Together with having remembrance of the Father, also allow what the Father has given you to emerge: what He has made you and what you have received!
93Bāpdādā is varṣh kē bād her|har bachchē kō jīvan-mukt sthiti mē̃ dēkhē̃gē .
125After this year, BapDada will see each of you children in the stage of liberation-in-life.
94Bhaviṣhya mē̃ jīvanmukt hōṅgē lēkin saṅskār jīvanmukt K|kē abhī sē hī emerge karnē haĩ .
126In the future, you will be liberated-in-life, but you have to let the sanskars of liberation-in-life emerge from now.
95Aur nirantar karmayōgī , nirantar sahaj yōgī , nirantar mukt ātmā K|kē saṅskār abhī sē anubhav mē̃ lāō , kyō̃ ?
127Bring into your experience the sanskars of a constant karma yogi, a constantly easy yogi and a constantly liberated soul from now on.
96Bāpdādā nē pahlē bhī iśhārā diyā hai ki samay kā parivartan āp viśhva parivartak ātmāō̃ kē liē intjār kar rahā hai .
128Why? 129BapDada has already signalled that the transformation of time is waiting for you world-transformer souls.
97Prakr̥iti āp prakr̥itipati ātmāō̃ kā vijay kā hār lēkē āvāhna kar rahī hai .
130The elements are invoking you souls, who are masters of the elements, and holding a garland of victory for you.
98Samay vijay kā ghaṇṭā bajānē kē liē āp bhaviṣhya rājya adhikārī ātmāō̃ kō dēkh rahē haĩ ki kab ghaṇṭā bajāyē̃ , bhakta ātmāyē̃ vah din sadā yād kar rahī haĩ ki kab hamārē pūjya dēv ātmāyē̃ hamārē ūpar prasann hō hamē̃ mukti kā vardān dē̃gī !
131Time is holding the bell of victory and looking at you future world-sovereign souls to see when the bell should be chimed. 132Devotee souls are also constantly waiting for the day when their worthy-of-worship, deity souls will become pleased with them and grant them the blessing of liberation.
99Duḥkhī ātmāyē̃ pukār rahī haĩ ki kab duḥkh hartā sukh kartā ātmāyē̃ pratyakṣha hōṅgī ! 100Isliē yah sab āpkē liē intjār vā āvāhna kar rahē haĩ isliē hē merciful , viśhva kalyāṇkārī ātmāyē̃ abhī inhō̃ K|kē intjār kō samāpt karō .
133Unhappy souls are calling out and wondering when the souls who are the removers of their sorrow and are the bestowers of happiness will be revealed. 134All of them are waiting for and invoking all of you. 135Therefore, o merciful, world-benefactor souls, put an end to their waiting!
101Āpkē liē sab rukē haĩ .
136All of them are waiting for you.
102Āp sab mukt hō jāō tō sarv ātmāyē̃ , prakr̥iti , bhagat mukt hō jāē̃ .
137When all of you become liberated, all souls, the elements and the devotees will then become liberated.
103Tō mukt banō , mukti kā dān dēnē vālē master dātā banō .
138So, become liberated, become master bestowers and donate liberation!
104Abhī viśhva parivartan key|kī jimmēvārī K|kē tājdhārī ātmāyē̃ banō .
139Now, become souls who wear the crown of responsibility for world transformation.
105Jimmēvār hō nā !
140You are responsible, are you not?
106Bāp kē sāth madadgār hō .
141You are the Father’s helpers.
107Kyā āpkō rahm nahī̃ ātā , dil mē̃ duḥkh K|kē vilāp mahsūs nahī̃ hōtē .
142Do you not feel mercy? 143Can you not feel their waves of sorrow in your hearts?
108Hē viśhva parivartak ātmāyē̃ abhī apnē jimmēvārī key|kī tājpōśhī manāō .
144O world-transformer souls, now celebrate the coronation of your responsibility.
109Bāpdādā nē pahlē bhī kahā 100 himālay jitnē baṛē tē baṛē vighna bhī ā jāē̃ tō bhī haṭē̃gē nahī̃ , hār nahī̃ khāyēṅgē , tājpōśhī mukti varṣh avaśhya manāyēṅgē .
145BapDada told you earlier too that, even if you have to face an obstacle greater than a hundred Himalayas, you will not step away from them; you will not be defeated. 146You will definitely celebrate the coronation and the “Year of Liberation”.
110Bāpdādā rōz chart dēkhēgā .
147BapDada will look at your chart daily.
111Aisē nahī̃ yahā̃ sē jāō tō train mē̃ hī kahō patā nahī̃ kyā hō gayā , ghar mē̃ gayē tō bagulē aur hans key|kī laṛāī lag gaī , aisē nahī̃ kahnā yah hō gayā , yah hō gayā . . . .
148It should not be that, as soon as you leave here, you say in the train, “I don’t know what happened”. 149Or that, as soon as you return home, the fighting between storks and swans begins. 150Do not say that this or that just happened.
112Yah nahī̃ sunē̃gē .
151Baba will no longer listen to any of that.
113Āpkē patra west|waste paper box mē̃ ḍālē̃gē , sunē̃gē nahī̃ .
152Baba will put your letters in the waste paper basket. 153Baba will hear none of this!
114Dr̥iṛh saṅkalp karō - hōnā hī hai .
154Have the determined thought: It has to happen.
115Jahā̃ dr̥iṛhtā hai vahā̃ saphaltā nahī̃ hō , asambhav hai .
155Where there is determination, it is impossible for you not to have success.
116Tō sabhī dr̥iṛh saṅkalp vālē haĩ nā .
156So, all of you have determination, do you not?
117Teachers hāth uṭhāō , teachers bahut haĩ .
157Teachers, raise your hands! 158There are many teachers.
118Sārē centres khālī karkē āyē haĩ kyā ?
159Have you all left your centres empty? 160Look, Baba would like to give you some good news.
119Dēkhō ēk khuśhkhabarī sunātē haĩ - bāpdādā nē dēkhā , abhī dēkhā hai , sunā hai ki sarv madhuban vālō̃ nē apnē parivartan kā lakṣhya bahut achchhā rakhā hai , lakṣhaṇ tō dēkhē̃gē lēkin lakṣhya bahut achchhā rakhā hai , apnē mē̃ antar jō āyā hai vah bhī likhā hai lēkin bāpdādā kō khuśhī hai antar ānā śhurū huā , āgē hōtā rahēgā .
161BapDada saw and also heard just now that all the Madhuban residents have kept a very good aim for their transformation. 162Of course, Baba will look at their qualifications too. 163They have also written about the transformation that has taken place in themselves. 164BapDada is pleased that the transformation that has begun to take place will continue.
120Lēkin sabhī nē apnē dr̥iṛh saṅkalp kā umaṅg-utsāh achchhā dikhāyā hai .
165All of them have shown very good zeal and enthusiasm in their determination. 166At the moment, it is just on paper.
121Abhī kāgaj mē̃ hai lēkin kāgaj mē̃ bhī pahlā kadam tō hai .
167However, at least the first step of putting it on paper has been taken.
122Tō bāpdādā kō khuśhī huī kyō̃ ?
168So BapDada is pleased. 169Why?
123Sārē world kē liē hē arjun madhuban nivāsī haĩ .
170Because the Madhuban residents are Arjunas for the whole world.
124Nimitt madhuban nivāsī haĩ , second number dēśh-vidēśh key|kī nimitt sēvādhārī teachers haĩ aur sarv sahyōgī sāthī sārā parivār brāhmaṇ ātmāyē haĩ .
171Madhuban residents are the instruments. 172The second number are the instrument teachers from this land and abroad. 173Then, all the Brahmin souls of the entire family are totally co-operative.
125Tō madhuban kā nakśhā bāpdādā dēkhē̃gē ki bilkul badalā|badlā huā dikhāī dē .
174BapDada will look at the map of the Madhuban residents to see whether they are totally transformed.
126Madhuban vālē tō cum|kam āyē hōṅgē .
175There must be very few who have come from Madhuban.
127Kaīyō̃ nē tō likhā hī nahī̃ hai .
176Many have not even written anything.
128Āgē baiṭhnē vālō̃ nē cum|kam likhā hai , bahut busy rahē haĩ .
177Very few of those who sit at the front have written. 178They have been too busy!
129Lēkin jab kām miltā hai tō likhnē mē̃ bhī marks jamā hōtī haĩ .
179However, when you are given a task, you also accumulate marks in actually writing that.
130Agar nahī̃ likhā tō marks extra kam hō gaī , nuksān kar diyā .
180If you do not write it, then you do not gain extra marks, and so you cause yourself a loss.
131Jō bhī direction miltē haĩ , direct bāp dvārā miltē haĩ , chāhē nimitt ātmāyē̃ dādiyō̃ dvārā miltē haĩ , uskō regard dēnā ati āvaśhyak hai .
181Whatever directions you receive, even if the instrument souls, the Dadis, give them to you, they are given directly by the Father. 182It is very essential to give them that regard.
132Ismē̃ na bahānā dēnā , na albēlāpan karnā .
183You must not make excuses about this, nor must you be careless.
133Āgē kē liē bāpdādā batā dētā hai ki marks jamā nahī̃ huī isliē iskō mahatva dēnā arthāt mahān bannā .
184BapDada is telling you for the future that, if you don't do this, you will not accumulate marks for it. 185Therefore, to give importance to this is to become great.
134Halkī bāt nahī̃ karō .
186Do not become loose in anything.
135Bachchē baṛē chatur haĩ , kahē̃gē bāpdādā tō jāntē hī haĩ nā .
187Achcha, what would you then say to this? 188You children are very clever.
136Jāntē tō haĩ lēkin kahā kyō̃ ?
189You would say, “BapDada knows everything, anyway!”
137Jāntē huē kahā nā ! 138Tō aisē chhuṛānā nahī̃ chāhiē , bahut aisē kārya haĩ , chhōṭē-chhōṭē jiskō hā̃ jī karnē mē̃ extra marks jamā hōtī haĩ .
190Although He does know everything, why should He tell you to do this? 191Even though He does know everything He has told you to do this, has He not? 192So, you shouldn’t free yourself from this just like that.
139Kaī aisē students haĩ jō kisī bhī past K|kē saṅskār K|kē vaśh bahut achchhē umaṅg-utsāh mē̃ baṛhtē haĩ lēkin kōī na kōī sunahrī dhāgā , bahut mahīn dhāgā unkō āgē baṛhnē nahī̃ dētā .
193There are many such small tasks in which you can accumulate extra marks by saying, “Ha ji”. 194There are such students who should be moving ahead with great zeal and enthusiasm but, because of their past sanskars, one or another very subtle golden thread or another doesn’t allow them to move forward.
140Vah samajhtē bhī haĩ ki yah mahīn dhāgā rahā huā hai , lēkin . . . lēkin hī kahē̃gē .
195They even understand that this subtle thread still remains in them, but ! 196One can only say, “But!”
141Lēkin aisē bhī puruṣhārthī haĩ jō chhōṭī-chhōṭī common bātō̃ mē̃ hā̃ jī karnē sē marks lē lētē haĩ .
197However, there are such effort-makers who can even claim extra marks for just saying “Ha ji” for small, common things.
142Aur hō saktā hai ki vah thōṛī-thōṛī marks ikaṭṭhī hōtē huē vah āgē bhī nikal saktē haĩ , aisē bhī bāpdādā kē pās example K|kē rūp mē̃ haĩ isliē sahaj tarīkā hai chhōṭī-chhōṭī hā̃ jī karnē mē̃ marks jamā kartē jāō .
198It is possible to accumulate a few marks in each of these little things, and thereby move forward a great deal. 199BapDada has seen such examples. 200Therefore, the easy way to continue to accumulate marks is by saying “Ha ji” for small things.
143Kaṭ nahī̃ karō , jamā karō .
201Do not cut your marks, but accumulate them.
144Bākī bāpdādā nē dēkhā majority nē apnā umaṅg-utsāh achchhā dikhāyā hai isliē dr̥iṛh saṅkalp kē liē viśhēṣh un madhuban nivāsī bachchō̃ kō bāpdādā hā̃ jī karnē key|kī mubārak dētē haĩ .
202BapDada saw that the majority has shown very good zeal and enthusiasm. 203This is why BapDada especially congratulates those Madhuban residents who say “Ha ji” with determination.
145Yādpyār bhī dē rahē haĩ .
204Baba also gives them love and remembrance.
146Lākh-lākh guṇā yādpyār dē rahē haĩ . 147Kyō̃ ?
205Baba gives them a hundred-thousand times love and remembrance.
148Madhuban hai bāpdādā K|kē svarūp kō pratyakṣha karnē kā śhīśhmahal .
206Why? 207Madhuban is a palace of mirrors that reveals BapDada’s form.
149Tō ēk bāt key|kī tō khuśhī hai , abhī kāgaj mē̃ āyā huā , karma mē̃ lānā hī hai .
208So, Baba is happy about one thing. 209Now, whatever you have written down has to be put into practise.
150Ṭhīk hai nā !
210Is this o.k.?
151Achchhā .
211Achcha.
152Mubārak hō .
212Congratulations!
153Abhī agar āp sabhī kō achānak direction milē ki abhī-abhī aśharīrī ban jāō tō ban saktē hō ki halchal hōgī ?
213If all of you were suddenly given a direction to become bodiless right now, would you be able to become that? 214Or, would there be some upheaval?
154Kyō̃ ?
215Why?
155Last samay kā yahī abhyās pass with honour banāyēgā .
216This practice of the last moment will make you pass with honours.
156Tō abhī bāpdādā bhī kahtē haĩ ēk second mē̃ sab bātō̃ kō kinārē kar aśharīrī bhav .
217So, now, BapDada is saying that you have to step away from everything in a second and become bodiless.
157 ( drill ) achchhā .
218(Baba conducted drill).
158Chārō̃ ōr K|kē ati śhrēṣhṭh bhāgyavān , paramātma pālnā K|kē adhikārī ātmāyē̃ , paramātma paṛhāī K|kē adhikārī , paramātmā satgurū K|kē vardānō̃ K|kē adhikārī , sadā dr̥iṛhtā dvārā saphaltā K|kē adhikārī , sadā akhaṇḍ yōgī , achal yōgī , sadā viśhva parivartan key|kī jimmēvārī K|kē tājdhārī , sadā sarv prāptiyō̃ kō emerge rūp mē̃ anubhav karnē vālē aisē viśhēṣh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
219Achcha. 220To the extremely fortunate souls everywhere, to the souls who have a right to Godly sustenance, to those who have a right to the teachings of God, to those who have a right to blessings from God, the Satguru, to those who constantly claim success by having determination, to those who are constant and unshakeable yogis, to those who wear the crown of responsibility for world transformation, to those who constantly experience all attainments emerged in them, such special souls, BapDada’s love, remembrance and namaste.
159Abhī mukt varṣh mē̃ number one madhuban nivāsī .
221Now, Madhuban residents claim number one in the year of liberation.
160Ṭhīk hai ?
222Is this o.k.?
161Hō saktā hai yā muśhkil hai ?
223Is it possible or is it difficult?
162 ( hā̃ jī ) phir tō bāpdādā madhuban vālō̃ kō bhī golden badge dēgā .
224(Ha ji). 225In that case, BapDada will give those from Madhuban a golden badge.
163Madhuban vālō̃ kō badge dēnā hai aur sabhī kō diyā hai madhuban vālō̃ kō mukt varṣh key|kī prize dēgē .
226Everyone else has received a badge, but those from Madhuban have to receive it yet. 227Madhuban residents will receive a prize for the year of liberation.
164Achchhā badge dēgē āpkō .
228Achcha, you will be given a badge.
165Achchhā .
229It is good. 230Achcha.
Blessing
166Vardān : brāhmaṇ jīvan mē̃ ēk bāp kō apnā saṅsār banānē vālē svataḥ aur sahajyōgī bhav
231Blessing: May you make the one Father your world in Brahmin life and become a natural and easy yogi.
167Brāhmaṇ jīvan mē̃ sabhī bachchō̃ kā vāydā hai - « ēk bāp dūsrā na kōī ' ' .
232 All of you children in Brahmin life have promised to belong to the one Father and none other.
168Jab saṅsār hī bāp hai , dūsrā kōī hai hī nahī̃ tō svataḥ aur sahajyōgī sthiti sadā rahēgī .
233When the Father is your world, when there is no one else, you will then constantly have a natural and easy yogi stage.
169Agar dūsrā kōī hai tō mēhnat karnī paṛtī hai .
234If there is anyone else, you would have to make effort.
170Yahā̃ buddhi na jāē , vahā̃ jāē .
235Let your intellect not wander anywhere, but let it remain here.
171Lēkin ēk bāp hī sab kuchh hai tō buddhi kahā̃ jā nahī̃ saktī .
236If the one Father is your everything, your intellect cannot go anywhere else.
172Aisē sahajyōgī , sahaj svarājya adhikārī ban jātē haĩ .
237In this way, you can easily become an easy yogi and one who easily has a right to self-sovereignty.
173Unkē chēhrē par rūhāniyat key|kī chamak ēkras ēk jaisī rahtī hai .
238A constant and stable shine of spirituality is on your face.
Slogan
174Slōgan : bāp samān avyakt vā vidēhī bannā - yahī avyakt pālnā kā pratyakṣha sabūt hai .
239Slogan: To become avyakt and bodiless, like the Father, is the practical proof of avyakt sustenance.
240*** Om Shanti ***