शनिवार 2 मार्च 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
002-03-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 02/03/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - yah knowledge bilkul śhānti kī hai , ismē̃ kuchh bhī bōlnā nahī̃ hai sirph śhānti K|kē sāgar bāp kō yād kartē rahō
1Essence: Sweet children, this knowledge is that of total silence. 2There is no need to say anything in this. 3Simply continue to remember the Father, the Ocean of Silence.
Question
2Praśhna : unnati kā ādhār kyā hai ? 3Bāp key|kī śhikṣhāō̃ kō dhāraṇ kab kar sakē̃gē ?
4Question: What is the basis of your progress? 5When will you be able to imbibe the Father’s teachings?
Answer
4Uttar : unnati kā ādhār hai lav|love ( pyār ) , ēk bāp sē sachchā pyār chāhiē .
6Answer: The basis of your progress is love. 7You need to have true love for the one Father. 8Even though you live close by, if you do not make progress, love is definitely lacking.
5Nazdīk rahtē bhī yadi unnati nahī̃ hōtī tō jarūr lav|love key|kī kamī hai .
9If there is love, you would remember the Father.
6Lav|love hō tō bāp kō yād karē̃ . 7Yād karnē sē sab śhikṣhāō̃ kō dhāraṇ kar saktē haĩ .
10By remembering the Father, you will be able to imbibe all of His teachings.
8Unnati kē liē apnā sachchā-sachchā chart likhō .
11In order to make progress, write your chart with honesty.
9Bābā sē kōī bhī bāt chhipāō nahī̃ .
12Don’t hide anything from the Father.
10Ātma-abhimānī bantē khud kō sudhārtē rahō .
13Continue to reform yourselves by becoming soul conscious.
Murli
11Ōm śhānti .
14Om shanti.
12Bachchē apnē kō ātmā samajhkar baiṭhō aur bāp kō yād karō .
15You children sit here while considering yourselves to be souls and remember the Father.
13Bābā pūchhtē haĩ jab bhī kahā̃ sabhā mē̃ bhāṣhaṇ kartē hō , tō ghaṛī-ghaṛī yah pūchhtē hō ki tum apnē kō ātmā samajhtē hō yā dēh ?
16Baba asks you: Whenever you give a talk to a gathering, do you constantly ask them: Do you consider yourselves to be souls or to be bodies?
14Apnē kō ātmā samajhkar yahā̃ baiṭhō .
17Sit here considering yourselves to be souls.
15Ātmā hī punarjanma mē̃ ātī hai .
18It is the soul that takes rebirth.
16Apnē kō ātmā samajh parampitā paramātmā kō yād karō .
19Consider yourselves to be souls and remember the Supreme Father, the Supreme Soul.
17Bāp kō yād karnē sē hī tumhārē vikarma vināśh hōṅgē , iskō yōg-agni kahā jātā hai .
20Your sins will be absolved by remembering the Father. 21This is called the fire of yoga.
18Nirākār bāp nirākārī bachchō̃ kō kahtē haĩ - mujhē yād karnē sē tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē aur tum pāvan ban jāyēṅgē .
22The incorporeal Father says to you incorporeal children: By remembering Me, your sins will be cut away and you will become pure.
19Phir tum mukti-jīvanmukti kō pāyēṅgē .
23You will then attain liberation and liberation-in-life.
20Sabhī kō mukti kē bād jīvanmukti mē̃ ānā hai jarūr .
24Everyone definitely has to come into liberation-in-life after liberation.
21Tō ghaṛī-ghaṛī yah kahnā paṛē ki apnē kō ātmā niśhchay karkē baiṭhō .
25So, you repeatedly have to be told: Have the faith while sitting here that you are souls.
22Bhāiyō̃ aur bahanō̃ , apnē kō ātmā samajh baiṭhō aur bāp kō yād karō .
26Brothers and sisters, sit here while considering yourselves to be souls and remember the Father.
23Yah farmān bāp nē hī diyā hai .
27The Father has given this order.
24Yah hai yād kī yātrā .
28This is the pilgrimage of remembrance.
25Bāp kahtē haĩ mērē sāth budvi kā yōg lagāō tō tumhārē janma-janmāntar K|kē pāp bhasma hō jāyēṅgē .
29The Father says: Connect your intellects in yoga to Me and your sins of birth after birth will be burnt away.
26Yah ghaṛī-ghaṛī tum yād karāyēṅgē , samjhāyēṅgē , tab samajhē̃gē ki ātmā avināśhī hai , dēh vināśhī hai .
30Only when you repeatedly remind them of this and explain it to them will they understand that souls are imperishable and that bodies are perishable.
27Avināśhī ātmā hī vināśhī dēh dhāraṇ kar part bajāy ēk śharīr chhōṛ phir dūsrā lētī hai .
31An imperishable soul adopts a perishable body, plays his part, sheds that body and then takes another.
28Ātmā kā svadharm tō śhānti hai .
32The original religion of souls is peace anyway.
29Vah apnē svadharm kō bhī nahī̃ jāntē haĩ .
33Souls don’t know their own religion.
30Ab bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
34The Father now says: Remember Me and your sins will be absolved.
31Mūl bāt yah hai .
35This is the main thing.
32Pahlē-pahlē tum bachchō̃ kō yahī mēhnat karnī hai .
36First of all, you children have to make this effort.
33Bēhad kā bāp ātmāō̃ kō kahtē haĩ , ismē̃ kōī śhāstra uṭhānē key|kī darkār nahī̃ .
37The unlimited Father says this to you souls. 38There is no need to take up any scriptures in this.
34Tum gītā kā misāl dētē hō tō bhī kahtē haĩ tum sirph gītā uṭhātē hō , vēdō̃ kā nām kyō̃ nahī̃ lētē hō .
39Even if you give them the example of the Gita, they say: You only take up the Gita; why do you not mention the Vedas?
35Bābā nē kahā - unsē pūchhō vēd kis dharm kā śhāstra hai ?
40Baba has said: Ask them which religion the Vedas is a scripture of.
36 ( kahtē haĩ ārya dharm kā ) ārya kiskō kahtē haĩ ?
41(The Arya religion.) 42Which religion do you call the Arya religion?
37Hindū dharm tō hai nahī̃ .
43There is no Hindu religion.
38Ādi sanātan tō hai hī dēvī-dēvtā dharm . 39Phir ārya kaun-sā dharm hai ?
44The original, eternal religion is the deity religion, so which religion is the Arya religion?
40Ārya tō ārya samājiyō̃ kā dharm hōgā .
45The Arya religion would be the religion of the Arya Samaj.
41Ārya dharm tō nām hī nahī̃ hai .
46There is no religion with the name Arya religion.
42Ārya dharm kisnē sthāpan kiyā ?
47Who established the Arya religion?
43Tumkō vāstav mē̃ gītā kō bhī nahī̃ uṭhānā hai .
48In fact, you should not even take up the Gita.
44Pahlī bāt hai - apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō tō satōpradhān ban jāyēṅgē .
49The first thing is to consider yourselves to be souls and remember the Father and you will become satopradhan.
45Is samay sab haĩ tamōpradhān .
50At this time all are tamopradhan.
46Pahlē-pahlē tō bāp kā hī parichay dēnā hai .
51First of all, you have to give the Father’s introduction.
47Mahimā bhī bāp key|kī karnī hai .
52You have to praise the one Father alone.
48Yah bhī tum tab kah sakē̃gē jab tum khud bāp kō yād kartē hōṅgē .
53You will only be able to say this when you yourselves remember the Father.
49Is bāt key|kī bachchō̃ mē̃ kamjōrī hai .
54Some children are weak in this aspect.
50Bābā hamēśhā kahtē haĩ yād kī yātrā kā chart rakhō .
55Baba always says: Keep your chart of the pilgrimage of remembrance.
51Dil sē har ēk pūchhē - ham kahā̃ tak yād kartē haĩ ?
56Each one of you should ask your heart: To what extent do I stay in remembrance?
52Tum bachchō̃ key|kī dil mē̃ athāh khuśhī rahnī chāhiē .
57You children should have happiness inside your hearts.
53Tumkō andarūnī khuśhī hōgī tō dūsrō̃ kō bhī samjhānē kā asar hōgā .
58If you children have happiness inside, this will have an effect when you explain to others.
54Pahlī mūl bāt yahī kahnā hai ki bhāīyō̃ aur bahanō̃ , apnē kō ātmā samjhō .
59The first and main thing you have to tell them is: Brothers and sisters, consider yourselves to be souls.
55Aisē aur kōī satsaṅg mē̃ nahī̃ kahē̃gē .
60No one would say this in any other spiritual gathering.
56Vāstav mē̃ satsaṅg kōī hai nahī̃ .
61In fact, none of those gatherings are spiritual satsungs.
57Sat kā saṅg ēk hī hai . 58Bākī hai kusaṅg .
62The company of the Truth is that of only the One.
59Yahā̃ hai bilkul naī bāt .
63All the rest is false company.
60Vēdō̃ sē tō kōī dharm sthāpan huā hī nahī̃ hai .
64This here is something completely new. 65No religion was established through the Vedas.
61Tō ham vēdō̃ kō kyō̃ uṭhāyē̃ .
66So, why should we take up the Vedas?
62Kōī mē̃ bhī yah knowledge hai nahī̃ .
67No one has this knowledge.
63Khud hī kahtē haĩ nētī-nētī arthāt ham nahī̃ jāntē haĩ .
68They themselves say, “Neti, neti” (Neither this nor that), that is, we do not know.
64Tō nāstik huē nā .
69So, that means that they are atheists.
65Ab bāp svayã kahtē haĩ āstik banō , apnē kō ātmā samjhō .
70The Father Himself now says: Become theists. 71Consider yourselves to be souls.
66Yah bātē̃ gītā mē̃ kuchh haĩ . 67Vēdō̃ mē̃ haĩ nahī̃ .
72These things are mentioned a little in the Gita, but not in the Vedas.
68Vēd , upaniṣhad tō ḍhēr haĩ .
73There are many Vedas and Upanishads.
69Ab vah kis dharm kā śhāstra hai ?
74Which religion are they the scriptures of?
70Manuṣhya tō apnī bātē̃ kartē haĩ .
75People tell you their own opinions.
71Tumkō kiskā bhī sunnā nahī̃ hai .
76You mustn’t listen to anyone.
72Bāp tō sahaj samjhātē haĩ - apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō tō pāvan ban jāyēṅgē isliē world key|kī history-geography kō jānnā hai .
77The Father explains everything to you easily: Consider yourselves to be souls and remember the Father and you will become pure. 78This is why you have to know the history and geography of the world.
73Tumhārā yah trimūrti gōlā hai mukhya , inmē̃ sab dharm ā jātē haĩ .
79These pictures of the Trimurti and the cycle that you have are the main ones.
74Pahlē-pahlē hai dēvī-dēvtā dharm .
80All the religions are included in them.
75Bābā nē kahā hai - trimūrti gōlā baṛā-baṛā banākar dēhlī K|kē mukhya sthān par , jahā̃ ānā-jānā bahut hō , vahā̃ lagā dō .
81First of all is the deity religion. 82Baba has said: Make very big pictures of the Trimurti and the cycle and put them up at the main places in Delhi where there is a lot of coming and going.
76Ṭīn seat par hō .
83They should be on tin sheets.
77Sīṛhī mē̃ tō aur dharmō̃ kā nahī̃ ātā hai .
84The picture of the ladder doesn’t show all the other religions.
78Mukhya yah dō chitra haĩ .
85These two pictures are the main ones.
79Samjhānā hī is par hai .
86These are the only ones you have to explain.
80Pahlē hai bāp kā parichay .
87The first thing is the Father’s introduction.
81Bāp sē hī varsā miltā hai .
88Only from the Father do you receive the inheritance.
82Is bāt kā niśhchay karānē bigar tumhārā kuchh bhī kōī samajh nahī̃ sakēgā .
89Unless you instil faith in this one aspect in them, none of them will be able to understand anything else you tell them.
83Ēk bāp kō hī nahī̃ samjhā hai tō dūsrē chitrō̃ par lē jānā hī phāltū hai .
90If they haven’t understood about the one Father, it is useless to explain the other pictures to them.
84Alaph kō samajhnē bigar kuchh bhī samajhē̃gē nahī̃ .
91Without understanding Alpha, they won’t understand anything.
85Bāp K|kē parichay bigar aur kōī bhī bāt na karō .
92Don’t speak of anything else without first giving them the Father’s introduction.
86Bāp sē hī bēhad kā varsā miltā hai .
93You receive the unlimited inheritance from only the Father.
87Bābā khyāl kartā hai , aisī sahaj bāt kyō̃ nahī̃ samajhtē haĩ .
94Baba wonders why some children are unable to understand such easy things!
88Tumhārī ātmā kā bāp vah śhiv hai , unsē hī varsā miltā hai .
95The Father of you souls is Shiva and you receive the inheritance from Him.
89Tum sab āpas mē̃ brothers hō .
96All of you are brothers amongst yourselves.
90Jab is bāt kō bhūltē hō tab tamōpradhān ban jātē hō .
97When you forget this, you become tamopradhan.
91Ab bāp kō yād karō tō satōpradhān ban jāyēṅgē .
98Now remember the Father and you will become satopradhan.
92Mūl bāt hai hī rachayitā aur rachnā kō jānnā .
99The main thing is to know the Creator and creation.
93Kōī bhī jāntē nahī̃ .
100No one knows them.
94R̥iṣhi-muni bhī jāntē nahī̃ thē .
101Even the rishis and munis did not know them.
95Tō pahlē bāp kā parichay dē sabkō āstik banānā hai .
102So, first of all, give the Father’s introduction and make everyone into a theist.
96Bāp kahtē haĩ mujhē jānnē sē tum sab-kuchh jān jāyēṅgē .
103The Father says: By knowing Me, you will know everything.
97Mujhē nahī̃ jānā tō kuchh bhī tum samajhē̃gē nahī̃ .
104If you don’t know Me, you will not be able to understand anything.
98Mupht tum apnā samay west|waste kartē hō .
105You then waste your time unnecessarily.
99Chitra ādi bhī jō ḍrāmānusār banē haĩ , vahī ṭhīk haĩ .
106Whatever pictures have been created according to the drama, they are fine.
100Parantu tum itnī mēhnat kartē hō phir bhī kiskī budvi mē̃ baiṭhtā nahī̃ hai .
107However, even though you make so much effort, it doesn’t sit in anyone’s intellect.
101Bachchē kahtē haĩ - bābā , kyā hamārē samjhānē mē̃ kōī bhūl hai ?
108Children ask: Baba, is there a mistake in the way we explain?
102Bābā phaṭ sē kah dētē - hā̃ , bhūl hai .
109Baba instantly says: Yes children, there is a mistake.
103Alaph kō hī nahī̃ samjhā hai tō phaṭ sē ravānā kar dō .
110If they haven’t understood Alpha, then instantly ask them to leave.
104Bōlō , jab tak bāp kō nahī̃ jānā , tab tak tumhārī budvi mē̃ kuchh bhī baiṭhēgā nahī̃ .
111Tell them: Until you know the Father, nothing will sit in your intellects.
105Tum bhī jab dēhī-abhimānī avasthā mē̃ nahī̃ rahtē hō tō āṅkhē̃ criminal rahtī haĩ .
112If you don’t stay in the soul-conscious stage, your eyes remain criminal.
106Civil tab banē̃gī jab apnē kō ātmā samajhē̃gē .
113They will become civil when you consider yourselves to be souls.
107Dēhī-abhimānī hōṅgē tō phir tumkō āṅkhē̃ dhōkhā nahī̃ dē̃gī .
114If you are soul conscious, your eyes will not deceive you.
108Dēhī-abhimānī nahī̃ tō māyā dhōkhā dētī rahēgī isliē pahlē tō ātma-abhimānī bannā hai .
115If you are not soul conscious, Maya will continue to deceive you. 116This is why you first of all have to become soul conscious.
109Bābā kahtē haĩ apnā chart dikhāō tō mālūm paṛē .
117Baba says: Show Me your charts so that I can know them.
110Agar abhī tak jhūṭh , pāp , gussā hai tō apnā hī satyānāśh kartē hō .
118If, even now, you tell lies, commit sin or get angry, you are destroying your own truth.
111Bābā chart dēkhkar samajh jātē haĩ ki yah satya likhā hai yā arth|earth bhī nahī̃ samjhā hai .
119Baba understands on seeing your charts whether you have written the truth or whether you haven’t even understood the meaning of it.
112Sab bachchō̃ kō bābā kahtē haĩ - chart likhō .
120Baba tells all the children: Write your charts.
113Jō bachchē yōg mē̃ nahī̃ rahtē vah itnī service bhī nahī̃ kar saktē . 114Jauhar nahī̃ bhartā hai .
121Children who don’t stay in yoga are unable to do that much service; they are unable to fill themselves with power.
115Bhal bābā kahtē haĩ kōṭō̃ mē̃ kōī nikalēgā , parantu jab tum khud hī yōg mē̃ nahī̃ rahtē tō dūsrō̃ kō phir kaisē kahē̃gē .
122Baba say’s: Only a handful out of multimillions will emerge. 123However, if you don’t stay in yoga yourselves, how can you tell others to do so?
116Sannyāsī kahtē haĩ sukh kāg viṣhṭā samān hai .
124Sannyasis say that happiness is like the droppings of a crow.
117Vah sukh kā nām hī nahī̃ lētē haĩ .
125They don’t even mention happiness.
118Tum jāntē hō bhakti athāh hai , usmē̃ kitnī āvāz hai , tumhārī knowledge tō bahut śhānti kī hai .
126You know that there is a lot of devotion. 127There is so much noise in that, whereas your knowledge is very silent.
119Bōlō , śhānti kā sāgar tō bāp hī hai .
128Tell them that the Father alone is the Ocean of Silence.
120Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .
129You have to consider yourselves to be souls and remember the Father.
121Bāp kahtē haĩ manmanābhav .
130The Father says: Manmanabhav!
122Yah akṣhar bhī nahī̃ kahō .
131Don’t even say this term.
123Hindustān kī hai hindī bhāṣhā .
132The Hindi language is that of Hindustan.
124Phir saṅskr̥it dūsrī bhāṣhā kyō̃ ?
133So, why is there the other language, Sanskrit?
125Ab in sab bhāṣhāō̃ kō chhōṛō .
134Now put aside those languages.
126Pahlē tum bhāṣhaṇ karō ki apnē kō ātmā samjhō .
135First of all, give a talk: Consider yourselves to be souls.
127Bahut haĩ jō apnē kō ātmā bhī nahī̃ samajh saktē , yād nahī̃ kar saktē .
136There are many who are unable to consider themselves to be souls or who stay in remembrance.
128Apnē ghāṭē kō kōī samajh na sakē̃ .
137None of them are able to understand their loss.
129Kalyāṇ tō hai hī bāp kī yād mē̃ .
138Only in remembering the Father is there benefit.
130Aur kōī satsaṅg mē̃ aisē nahī̃ kahtē haĩ ki apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
139In no other spiritual gatherings do they say: Consider yourselves to be souls and remember the Father.
131Bachchē kabhī bāp kō ēk jagah baiṭh yād kartē haĩ kyā !
140Do children ever sit down in one place to remember their father?
132Uṭhtē-baiṭhtē bāp kī yād hai hī . 133Ātma-abhimānī bannē key|kī practice karnī hai .
141They naturally have remembrance of their father while walking, sitting and moving around. 142You now have to practise being soul conscious.
134Tum bahut bōltē hō , itnā bōlnā nahī̃ chāhiē .
143You speak a great deal, but you shouldn’t speak that much.
135Mūl bāt hai yād K|kē yātrā key|kī .
144The main thing is the pilgrimage of remembrance.
136Yōg agni sē hī tum pāvan banē̃gē .
145Only through the fire of yoga will you become pure.
137Is samay sab duḥkhī haĩ .
146At this time, all are unhappy.
138Sukh miltā hī hai pāvan bannē sē .
147Only by becoming pure is happiness received.
139Tum ātma-abhimānī hō kiskō samjhāyēṅgē tō unkō tīr lagēgā .
148If you explain to others while being soul conscious, an arrow will strike them.
140Kōī khud vikārī haĩ aur kiskō kahē̃ nirvikārī banō tō unkō tīr nahī̃ lagēgā .
149If some indulge in vice themselves yet tell others to become viceless, that arrow will not strike the target.
141Bāp kahtē haĩ - bachchē , tum khud yād kī yātrā par nahī̃ rahtē isliē tīr bhī nahī̃ lagtā .
150The Father says: Children, you yourselves don’t stay on the pilgrimage, and this is why your arrows don’t strike the target.
142Ab bāp kahtē haĩ - bītī sō bītī .
151The Father says: Now, let the past be the past.
143Pahlē apnē kō sudhārō .
152First of all, reform yourselves.
144Dil sē pūchhō - ham apnē kō ātmā samajh bāp kō kitnā yād kartē haĩ ? 145Jō bāp hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ .
153Ask your hearts: How much do I consider myself to be a soul and how much do I remember the Father who makes me into a master of the world?
146Ham śhivbābā K|kē bachchē haĩ , tō jarūr hamkō viśhva kā mālik bannā hai .
154We are the children of Shiv Baba, and so we definitely have to become the masters of the world.
147Vahī ēk māśhūk ākar tumhārē sāmnē khaṛā huā hai , tō unkē sāth bahut lav|love hōnā chāhiē .
155That Beloved comes alone and is now standing in front of you and so you should have a lot of love for Him.
148Lav|love mānā yād .
156Love means remembrance.
149Śhādī hōtī hai tō strī kā pati kē sāth kitnā lav|love hōtā hai .
157When a couple get married, the wife has so much love for her husband.
150Tumhārī bhī sagāī huī hai , śhādī nahī̃ .
158You are now engaged, but not married.
151Vah tō jab viṣhṇupurī mē̃ jāyēṅgē .
159You will become married when you go to the land of Vishnu.
152Pahlē śhivbābā kē pās jāyēṅgē phir sasur ghar jāyēṅgē .
160You will first go to Shiv Baba and you will then go to your in-laws’ home.
153Sagāī key|kī khuśhī kam hōtī hai kyā !
161The happiness of the engagement is no less!
154Sagāī huī aur yād pakkī huī . 155Satyug mē̃ bhī sagāī hōtī hai .
162As soon as you become engaged to someone, that remembrance becomes firm.
156Parantu vahā̃ sagāī kab ṭūṭtī nahī̃ hai . 157Akālē mr̥iityu nahī̃ hōtī .
163Engagements take place in the golden age too, but engagements never break there.
158Yah tō yahā̃ hōtī hai .
164There is no untimely death there.
159Tum bachchō̃ kō bhī gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē pavitra bannā hai .
165That takes place here. 166You children have to remain pure while living at home with your families.
160Bhal bahut nazdīk bhī rahtē haĩ phir bhī unnati nahī̃ hōtī hai .
167Even though you may be living close by, you don’t make that much progress.
161Jō us lav|love sē ātē haĩ , unkī bahut unnati hōtī hai .
168Those who come here with that love make a great deal of progress.
162Yād hī nahī̃ tō lav|love bhī nahī̃ rahtā . 163Tō unkī śhikṣhāō̃ kō bhī dhāraṇ nahī̃ kar saktē .
169If there isn’t remembrance, then there isn’t that love either and you are then unable to imbibe His teachings.
164Bhagvānuvāch - tum bachchē sabkō yahī paigām dō ki kām mahāśhatru hai jō ādi-madhy-ant duḥkh dētā hai .
170God speaks: You children have to give everyone the message: Lust is the greatest enemy and it causes you sorrow from its beginning through the middle to the end.
165Tum tō pavitra satyug K|kē mālik thē .
171You were the pure masters of the golden age.
166Abhī tum girkar gandē ban paṛē hō .
172You have now fallen and become dirty.
167Ab yah antim janm phir sē pavitra banō .
173Now become pure once again in this final birth.
168Kām chitā par baiṭhnē kā hathiyālā cancel karō .
174Cancel the bondage of sitting on the pyre of lust.
169Tum bachchē jab yōg mē̃ bōlē̃gē tab kiskī budvi mē̃ baiṭhēgā .
175When you children speak in a yogyukt way, it will sit in people’s intellects.
170Gyān talvār mē̃ yōg kā jauhar chāhiē .
176There has to be the power of yoga in the sword of knowledge.
171Pahlī mukhya hai ēk bāt . 172Bachchē kahtē haĩ - bābā , ham bahut mēhnat kartē haĩ tab muśhkil kōī nikaltā hai .
177The first and main thing is that some children say: Baba, we make a lot of effort but, in spite of that, hardly anyone emerges.
173Bābā kahtē haĩ yōg mē̃ rahkar samjhāō .
178Baba says: Explain while staying in yoga.
174Yād kī yātrā key|kī mēhnat karō .
179Make effort to stay on the pilgrimage of yoga.
175Rāvaṇ sē hārkar vikārī banē hō , ab nirvikārī banō .
180You have been defeated by Ravan and become vicious. 181Now become viceless.
176Bāp kī yād sē tumhārī sab manōkāmanāyē̃ pūrṇ hō jāyēṅgī .
182All your desires will be fulfilled by having remembrance of the Father.
177Bābā svarg kā mālik banātē haĩ .
183Baba makes you into the masters of heaven.
178Bābā direction tō bahut dētē haĩ parantu bachchē achchhī tarah catch nahī̃ kartē haĩ , aur-aur bātō̃ mē̃ chalē jātē haĩ .
184Baba gives many directions, but some children are unable to catch them very well and they become engrossed in other matters.
179Mukhya tō bāp kā paigām dō .
185The main thing is to give the Father’s message.
180Parantu khud hī yād nahī̃ karē̃gē tō dūsrō̃ kō kaisē kahē̃gē ?
186However, if you yourselves don’t stay in remembrance, how can you tell others?
181Ṭhagī nahī̃ chalēgī .
187You can’t cheat.
182Dūsrō̃ kō kahē - vikār mē̃ nahī̃ jāō , khud jāyē , tō jarūr dil khāyēgī .
188If you tell others not to indulge in vice and yet you yourselves indulge in it, your consciences will definitely bite you.
183Aisē bhī ṭhag haĩ isliē bābā kahtē haĩ mūl bāt hai hī alpha .
189There are even such cheats! 190This is why Baba says: The main thing is to know Alpha.
184Alpha kō jānnē sē tum sab-kuchh jān jāyēṅgē .
191By knowing Alpha, you will know everything.
185Alpha kō na jānnē sē tum kuchh bhī samajh nahī̃ sakē̃gē .
192By not knowing Alpha, you will not be able to understand anything.
186Achchhā !
193Achcha.
187Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
194To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
188Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
195The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
189Dhārṇā kē liē mukhya sār :
196Essence for dharna:
1901 ) andarūnī bāp K|kē yād kī khuśhī mē̃ rahkar phir dūsrō̃ kō bāp kā parichay dēnā hai , sabkō ēk bāp key|kī mahimā sunānī hai .
197 1. Maintain the internal happiness of staying in remembrance of the Father and give others the Father’s introduction. 198Tell everyone the praise of the one Father.
1912 ) ātma-abhimānī bannē key|kī bahut practice karnī hai , bahut bōlnā nahī̃ hai .
199 2. Practise becoming soul conscious a great deal. 200You mustn’t speak too much.
192Bītī sō bītī kar pahlē svayã kō sudhārnā hai .
201Let the past be the past and first of all reform yourself.
193Yād kī yātrā kā sachchā chart rakhnā hai .
202Keep your chart of the pilgrimage of remembrance with honesty.
Blessing
194Vardān : brāhmaṇ jīvan mē̃ variety anubhūtiyō̃ dvārā ramaṇīktā kā anubhav karnē vālē sampann ātmā bhav
203Blessing: May you be a soul, who experiences entertainment in Brahmin life with a variety of experiences, and become full.
195Jīvan mē̃ her|har manuṣhya ātmā key|kī pasandī variety hai .
204 Human beings like to have variety in their lives.
196Tō sārē din mē̃ bhinn-bhinn sambandh , bhinn-bhinn svarūp kā variety anubhav karō , tō bahut ramaṇīk jīvan kā anubhav karē̃gē .
205So, throughout the day, experience a variety of different relationships and different forms and you will experience life to be very entertaining.
197Brāhmaṇ jīvan bhagvān sē sarv sambandh anubhav karnē vālī sampann jīvan hai isliē ēk bhī sambandh key|kī kamī nahī̃ karnā .
206Brahmin life is a full life in which you experience of all your relationships with God. 207Therefore, let there not be a single relationship missing.
198Agar kōī chhōṭā yā halkā ātmā kā sambandh mix hō gayā tō sarv śhabda samāpt hō jāyēgā .
208If a small or insignificant relationship is missing from the soul, then the word “all” finishes.
199Jahā̃ sarv hai vahā̃ hī sampannatā hai isliē sarv sambandhō̃ sē smr̥iti svarūp banō .
209Where there is “all”, there is fullness and so, become an embodiment of remembrance with all relationships.
Slogan
200Slōgan : bāp samān avyakt rūpdhārī ban prakr̥iti K|kē her|har dr̥iśhya kō dēkhō tō halchal mē̃ nahī̃ āyēṅgē .
210Slogan: Be one with an avyakt form, like the father, as you observe every scene of nature and you will not come into upheaval.
211*** Om Shanti ***