शुक्रवार 8 मार्च 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
008-03-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 08/03/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp key|kī sakāśh lēnē kē liē khuśhbūdār fool|phūl banō , savērē-savērē uṭhkar yād mē̃ baiṭh pyār sē bābā sē mīṭhī-mīṭhī bātē̃ karō ' '
1Essence: Sweet children, in order to take a current from the Father, become fragrant flowers. 2Wake up early in the morning, sit in remembrance and talk to Baba of sweet things with a lot of love.
Question
2Praśhna : bāp kō sab bachchē number-vār yād kartē haĩ lēkin bāp kin bachchō̃ kō yād kartē haĩ ?
3Question: All of the children remember the Father, numberwise, but which children does the Father remember?
Answer
3Uttar : jō bachchē bahut mīṭhē haĩ , jinhē̃ service K|kē binā aur kuchh sūjhtā hī nahī̃ . 4Jō ati prēm sē bāp kō yād kartē , khuśhī mē̃ prēm K|kē āṅsū bahātē .
4Answer: Those who are very sweet and who cannot think of anything other than doing service, those who remember the Father with love and shed tears of love in happiness are the children whom the Father remembers.
5Aisē bachchō̃ kō bāp bhī yād kartē haĩ .
5The Father’s vision falls on the flowers.
6Bāp key|kī nazar phūlō̃ taraph jātī hai , kahē̃gē phalānī ātmā baṛī achchhī hai , yah ātmā jahā̃ service dēkhtī , bhāgtī rahtī hai , anēkō̃ kā kalyāṇ kartī hai .
6He would say: Such-and-such a soul is very good. 7That soul runs wherever he sees service. 8He brings benefit to many.
7Tō bāp usē yād kartē haĩ .
9The Father remembers such children.
Murli
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Bāp baiṭhkar sab ātmāō̃ kō samjhātē haĩ .
11The Father sits here and explains to you souls.
10Śharīr bhī yād paṛtā tō ātmā bhī yād paṛtī hai .
12He remembers the souls and also the bodies.
11Śharīr bigar ātmā kō nahī̃ yād kiyā jā saktā .
13A soul cannot remember without a body.
12Samjhā jātā hai yah ātmā achchhī hai , yah bāhyamukhī hai , yah is duniyā kā sair ādi karnā chāhtī hai . 13Yah us duniyā kō bhūlī huī hai .
14It is understood that this soul is good, this soul is extroverted, this soul wants to tour around the world or has forgotten that world.
14Pahlē unkā nām-rūp sāmnē ātā hai . 15Phalānē key|kī ātmā kō yād kiyā jātā hai . 16Phalānē key|kī ātmā achchhī service kartī hai , inkā buddhiyōg bābā kē sāth hai , inmē̃ yah yah guṇ haĩ .
15First, the name and form of a soul comes in front of you: the soul of so-and-so is remembered; the soul of so-and-so does good service; that one’s yoga of the intellect is with Baba and has these virtues.
17Pahlē śharīr kō yād karnē sē phir ātmā yād ātī hai .
16First, the body is remembered and then, the soul.
18Pahlē śharīr yād āyēgā kyōṅki śharīr baṛī chīz hai nā .
17First, the body would be remembered because the body is big.
19Phir ātmā jō sūkṣhma bahut chhōṭī hai , vah yād āyēgī .
18Then, the soul, which is subtle and extremely tiny, would be remembered.
20In baṛē śharīr key|kī kōī mahimā nahī̃ kī jātī hai . 21Mahimā ātmā key|kī hī kī jātī hai . 22Inkī ātmā achchhī service kartī hai .
19The big body cannot be praised. 20It is only the soul that is praised: this one’s soul does good service; the soul of so-and-so is better than that one.
23Phalānē key|kī ātmā insē achchhī hai .
21The body is remembered first of all.
24Pahlē tō śharīr yād ātā hai .
22The Father has to remember many souls.
25Bāp kō tō anēk ātmāō̃ kō yād karnā paṛtā hai . 26Śharīr kā nām yād nahī̃ ātā , sirph rūp sāmnē ātā hai .
23He doesn’t remember the names of the bodies, but just the form comes in front of Him.
27Phalānē key|kī ātmā kahnē sē śharīr jarūr yād paṛtā hai .
24By saying, “The soul of so-and-so”, the body is definitely remembered.
28Jaisē samajhtē hō is dādā K|kē śharīr mē̃ śhivbābā ātē haĩ .
25For instance, you understand that Shiv Baba enters the body of this Dada.
29Jāntē haĩ inkē tan mē̃ bābā hai .
26You know that Baba enters his body.
30Śharīr jarūr yād paṛēgā .
27The body would definitely be remembered.
31Pūchhtē haĩ - ham kaisē yād karē̃ ?
28You ask: How can we remember Baba?
32Śhivbābā kō brahmā tan mē̃ yād karē̃ yā paramdhām mē̃ yād karē̃ ?
29Should we remember Shiv Baba in the body of Brahma or in the supreme abode?
33Bahutō̃ kā praśhna uṭhtā hai .
30Many have this question.
34Bābā kahtē haĩ - yād tō ātmā kō hī karnā hai .
31Baba says: It is the soul that you have to remember.
35Parantu śharīr bhī jarūr yād ātā hai .
32However, you would definitely also remember the body.
36Pahlē śharīr phir ātmā .
33First is the body and then the soul.
37Bābā inkē śharīr mē̃ baiṭhā hai tō jarūr śharīr yād āyēgā .
34Baba is sitting in this one’s body, and so you would definitely remember the body.
38Phalānē śharīr vālī ātmā mē̃ yah guṇ haĩ .
35The soul with such-and-such a body has this virtue.
39Bābā bhī dēkhtē rahtē haĩ - kaun mujhē yād kartē haĩ , kismē̃ bahut guṇ haĩ , kis-kis fool|phūl mē̃ khuśhbū hai ?
36Baba also continues to see who remembers Him, who has many virtues and which flowers have fragrance.
40Phūlō̃ sē sabkā pyār hōtā hai .
37Everyone loves flowers.
41Guldastā banātē haĩ . 42Usmē̃ rājā , rānī , prajā bhinn-bhinn phūl-pattē ādi sab banātē haĩ .
38When they make bouquets, they use king flowers, queen flowers, leaves etc.
43Bāp key|kī nazar phūlō̃ key|kī taraph jāyēgī .
39The Father’s vision would go to the flowers.
44Kahē̃gē , phalānē key|kī ātmā baṛī achchhī hai .
40He would say: The soul of so-and-so is very good.
45Baṛī service kartī hai .
41He does a lot of service.
46Ātma-abhimān mē̃ rah bāp kō yād kartē rahtē haĩ .
42He remains soul conscious and remembers the Father.
47Jahā̃ service dēkhtē haĩ vahā̃ bhāgtē haĩ .
43He runs wherever he sees service.
48Phir bhī savērē uṭhkar yād mē̃ baiṭhtē hōṅgē tō kiskō yād kartē hōṅgē ?
44Even then, when you wake up early in the morning and sit in remembrance, whom would you remember?
49Śhivbābā paramdhām mē̃ yād ātā hōgā yā madhuban mē̃ yād ātā hōgā ?
45Would you remember Shiv Baba in the supreme abode or in Madhuban?
50Bābā yād ātā hōgā nā .
46You would remember Baba, would you not?
51Ismē̃ śhivbābā hai kyōṅki bāp tō abhī nīchē ā gayā .
47Shiv Baba is in this one because the Father has now come down.
52Murlī chalānē nīchē āyē haĩ .
48He has come down to speak a murli.
53Inkā apnē ghar mē̃ tō kōī kām nahī̃ hōgā .
49He doesn’t have anything to do in His own home.
54Vahā̃ jākar kyā karē̃gē ?
50What would he do when He goes there?
55Is tan mē̃ hī pravēśh kartē haĩ . 56Tō pahlē jarūr śharīr yād āyēgā phir ātmā . 57Phalānē śharīr mē̃ jō ātmā hai yah ananya achchhī hai .
51He enters this body alone, and so the body would definitely be remembered first and then the soul: the soul that is in such-and-such a body is a very special and good child.
58Inkō service bigar kuchh sūjhtā nahī̃ hai .
52He doesn’t think of anything except service.
59Bahut mīṭhī hai .
53That soul is very sweet.
60Bābā baiṭhē rahtē haĩ , sabkō dēkhtē rahtē haĩ .
54Baba simply sits here and continues to watch everyone.
61Phalānī bachchī bahut achchhī hai , bahut yād kartī hai .
55Such-and-such a child is very good. 56She remembers Baba a lot.
62Bāndhēlī bachchiyō̃ kō vikār kē liē kitnī mār miltī hai !
57The daughters who are in bondage are beaten so much for vice.
63Kitnā prēm sē yād kartī hōṅgī !
58They must be remembering Baba with so much love.
64Jab bahut yād kartī haĩ tō khuśhī K|kē mārē prēm K|kē āṅsū bhī ā jātē haĩ . 65Kabhī-kabhī vah āṅsū gir bhī paṛtē haĩ .
59When they remember Baba a lot, then, because of that happiness, they even have tears of love, and sometimes those tears even fall.
66Bābā kō aur dhandhā kyā hai .
60What other business does Baba have?
67Sabkō yād kartē haĩ .
61He just remembers everyone.
68Bahut bachchiyā̃ yād ātī haĩ .
62He remembers many daughters.
69Phalānē key|kī ātmā mē̃ dam nahī̃ hai .
63The soul of so-and-so has no power.
70Bāp kō yād nahī̃ kartī .
64He doesn’t remember the Father.
71Kiskō sukh nahī̃ dētī .
65He doesn’t give happiness to anyone.
72Yah apnā hī kalyāṇ nahī̃ kartī .
66That soul is not even benefiting himself.
73Bāp tō yahī jāñch kartē rahē̃gē .
67The Father would continue to watch this.
74Yād karnā mānā sakāśh dēnā .
68To remember that soul means to give him sakaash (a current of power).
75Ātmā kā connection paramātmā kē sāth rahtā hai nā .
69The connection of the soul remains with the Supreme Soul.
76Ēk din āyēgā jabki bachchē yōg mē̃ bahut rahē̃gē .
70The day will come when that child will stay in yoga a great deal.
77Yah bhī kiskō yād karē̃gē tō jhaṭ sākṣhātkār hōgā .
71When this one remembers someone, that one would instantly have a vision.
78Ātmā tō hai chhōṭī bindī .
72Souls are just tiny points.
79Sākṣhātkār karē̃ tō bhī kōī samajh na sakē̃ phir bhī śharīr hī yād ātā hai . 80Ātmā hai chhōṭī parantu yād kartī hai tō unkī ātmā pāvan bantī jātī hai .
73Even if people had to a vision of one, they would not be able to understand it and so even then they would just remember the body. 74Souls are tiny, but when they remember Baba they continues to become pure.
81Bagīchē mē̃ variety fool|phūl hōtē haĩ .
75There are varieties of flowers in a garden.
82Bābā bhī dēkhtē haĩ yah bahut achchhā khuśhbūdār fool|phūl hai , yah itnā nahī̃ . 83Tō pad bhī kam hōgā .
76Baba also sees when someone is a very good, fragrant flower and that another one isn’t like that as much.
84Bābā K|kē jō madadgār bantē haĩ , vahī ūñch pad pātē haĩ . 85Vah bhī jō bāp kō yād kartē rahtē haĩ . 86Brāhmaṇ sē transfer hō dēvtā bantē haĩ .
77So, his status would also be low. 78Those who become Baba’s helpers claim a high status, and those who also continue to remember the Father are transferred from Brahmins to deities.
87Yah varṇan bhī saṅgam par hī kar saktē haĩ ki yah daivī fool|phūl hai yā āsurī fool|phūl hai ?
79Only at the confluence age is all of this spoken about; whether someone is a deity flower or a devilish flower.
88Fool|phūl tō sab haĩ parantu variety bahut hai .
80All are flowers, but there is a lot of variety.
89Bābā bhī yād kartē rahtē haĩ .
81Baba also continues to remember you children.
90Teacher apnē student kō yād karē̃gē nā . 91Yah cum|kam paṛhtē haĩ .
82A teacher would remember his students: that one is not studying so much.
92Dil mē̃ tō samajhē̃gē nā .
83He would understand this in his heart.
93Yah bāp bhī hai , teacher bhī hai .
84That One is the Father and also the Teacher.
94Bāp tō hai hī .
85He is the Father anyway.
95Teacher-panē kā jāstī chaltā hai .
86He then plays the role of the Teacher for much longer.
96Teacher kō tō rōz paṛhānā hai .
87A teacher has to teach every day.
97Is paṛhāī kī tākat sē vah pad pātē haĩ .
88You claim that status with the power of this study.
98Subah kō tum sab bhāī bāp kī yād mē̃ baiṭhtē hō , vah subject hai yād kī .
89In the morning all of you brothers sit in remembrance of the Father. 90That is the subject of remembrance.
99Phir murlī chaltī hai , vah hai paṛhāī kī subject .
91Then the murli is conducted and that is the subject of studying.
100Mukhya hai hī yōg aur paṛhāī .
92The main things are yoga and the study.
101Unkō gyān aur vigyān bhī kahā jātā hai .
93It is also called gyan and vigyan.
102Yah gyān-vigyān bhavan hai , jahā̃ bāp ākar sikhlātē haĩ .
94This is the Gyan Vigyan Bhavan where the Father comes and teaches you.
103Gyān sē sārē sr̥iṣhṭi key|kī knowledge mil jātī hai .
95You receive the knowledge of the whole world through gyan.
104Vigyān mānā tum yōg mē̃ rahtē hō jissē tum pāvan ban jātē hō .
96Vigyan means you stay in yoga through which you become pure.
105Tumkō arth|earth kā patā hai .
97You now know the meaning.
106Bāp bachchō̃ kō dēkhtē rahtē haĩ .
98The Father continues to see the children.
107Dēhī-abhimānī bannē sē hī bhūt nikalē̃gē .
99Only by your becoming soul conscious will the evil spirits be removed.
108Aisē nahī̃ , sabkē bhūt phaṭ sē nikal jāyēṅgē .
100It isn’t that everyone’s evil spirits will be removed instantly.
109Hisāb-kitāb jab chuktū hō phir chalan anusār hī pad pāyēṅgē .
101When the karmic accounts are settled, you will claim a status according to your activities.
110Class transfer hōtē haĩ .
102The class will be transferred.
111Is duniyā kā transfer nīchē hō rahā hai aur tumhārā ūpar hō rahā hai .
103This world is being transferred downwards and you are being transferred upwards.
112Kitnā fark hai .
104There is so much difference!
113Vah kaliyugī sīṛhī nīchē utartē jātē haĩ aur tum puruṣhōttam saṅgamyugī , sīṛhī ūpar chaṛhtē jātē hō .
105They continue to come down the iron-aged ladder whereas you continue to climb up the ladder of the most auspicious confluence age.
114Duniyā tō yahī hai , sirph buddhi kā kām hai .
106It is the same world; this is a matter of the intellect.
115Tum kahtē hō ham saṅgamyugī haĩ .
107You say: We belong to the confluence age.
116Puruṣhōttam banānē liē bāp kō ānā paṛtā hai .
108The Father has to come to make you the most elevated.
117Tumhārē liē ab puruṣhōttam saṅgamyug hai .
109For you, this is the most auspicious confluence age.
118Bākī sab ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .
110All the rest are in extreme darkness.
119Bhakti kō vah bahut achchhā samajhtē haĩ kyōṅki gyān kā unhō̃ kō mālūm hī nahī̃ hai .
111Those people consider devotion to be very good because they don’t even know about this knowledge.
120Tumkō abhī gyān milā hai , tab tum samajhtē hō .
112You have now received this knowledge and this is why you understand.
121Gyān key|kī ēk chuṭkī sē ādhā-kalp kē liē ham chaṛh jātē haĩ .
113With just a pinch of knowledge, you go up for half a cycle.
122Phir vahā̃ gyān key|kī bāt bhī nahī̃ hōgī .
114Then, there won’t be anything of knowledge there.
123Yah sab bātē̃ mahārathī bachchē hī sunkar dhāraṇ kar aur sunātē rahē̃gē .
115Only the maharathi children will listen to these things, imbibe them and then relate them to others.
124Bākī tō yahā̃ sē nikalē aur khalās . 125Karma , akarma , vikarma kā rāz bhī bhagvān hī samjhātē haĩ . 126Yah hai kalp kā saṅgamyug .
116However, for all the others, as soon as they leave here, everything is finished. 117Only God explains to you the philosophy of karma, neutral karma and sinful karma.
127Jabki purānī duniyā ḵẖatm hō naī duniyā sthāpan hōnī hai .
118This is the confluence age of the cycle when the old world ends and the new world is established.
128Vināśh sāmnē khaṛā hai .
119Destruction is just in front of you.
129Tum saṅgamyug par khaṛē hō aur manuṣhyō̃ kē liē kaliyug chal rahā hai .
120You are standing at the confluence age, whereas it is the iron age for other people.
130Kitnā ghōr andhiyārā hai . 131Girtē hī rahtē haĩ .
121There is extreme darkness; they continue to fall.
132Kōī tō girānē kē nimitt bhī hōgā .
122Someone would be an instrument to make them fall.
133Vah hai rāvaṇ .
123That is Ravan.
134Is sabhā mē̃ vāstav mē̃ kōī patit baiṭh nahī̃ saktā .
124In fact, no impure being can sit in this gathering.
135Patit vāyumaṇḍal kō kharāb karē̃gē .
125Impure ones would spoil the atmosphere.
136Agar kōī chhipkar ākar baiṭhtē haĩ tō unkō chōṭ bhī lagtī hai . 137Ēkdam gir paṛē̃gē .
126If someone comes secretly and sits here, he would be hurt; he would fall right down.
138Īśhvarīy sabhā mē̃ kōī daitya ākar baiṭhtē haĩ tō jhaṭ patā paṛēgā .
127If a devil comes and sits in the Godly gathering, that would instantly be known.
139Pattharbuddhi tō hai hī , bākī bhī pattharbuddhi hō jāyēgā .
128They already have stone intellects and their intellects would become even more like stone.
140Sauguṇā daṇḍ paṛ jāyēgā .
129They would receive a hundred-fold punishment.
141Apnē kō nuksān pahũchāyēṅgē .
130They would incur a loss for themselves.
142Kahtē haĩ ham dēkhē̃gē inkō patā paṛtā hai ?
131They say: We will see whether they can tell this or not. 132What does it matter to us?
143Hamkō kyā paṛī - jō karēgā , sō pāyēgā .
133Whoever does something, they will receive the return of that.
144Hamkō jānnē key|kī jarūrat nahī̃ .
134There is no need for us to know about that.
145Bāp sē sadaiv sachchā rahnā hai .
135You have to remain constantly honest with the Father.
146Kahtē haĩ sach tō biṭhō nach .
136It is said: Where there is truth, the soul dances.
147Sachchē rahē̃gē tō apnī rājdhānī mē̃ bhī dance karē̃gē .
137If you remain truthful, you will also dance in your kingdom.
148Bāp hai hī truth ( satya ) .
138The Father is the Truth.
149Tō bachchō̃ kō bhī truth bannā chāhiē .
139So children, you also have to be truthful.
150Bābā pūchhtē haĩ - śhivbābā kahā̃ hai ?
140Baba asks: Where is Shiv Baba? 141You say: He is in this one.
151Kahtē haĩ - ismē̃ hai . 152Paramdhām chhōṛkar , dūr dēśh K|kē rahnē vālē āyē dēśh parāyē .
142The Resident of the faraway land has left the supreme abode and has come to the foreign land.
153Unkō tō ab bahut service karnī hai .
143He now has to do a lot of service.
154Bāp kahtē haĩ - mujhē rāt-din yahā̃ service karnī paṛtī hai .
144The Father says: I have to do service here day and night.
155Sandēśhiyō̃ kō , bhaktō̃ kō sākṣhātkār karānā paṛtā hai .
145I have to give visions to the trance messengers and the devotees.
156Hai tō yahā̃ hī . 157Vahā̃ tō kōī service nahī̃ .
146That is here anyway; there is no service there.
158Service bigar bābā kō sukh na āyē .
147Baba isn’t happy unless He is doing service.
159Sārī duniyā key|kī service karnī hai .
148He has to serve the whole world.
160Sab pukārtē haĩ bābā āō .
149Everyone is calling out: Baba, come!
161Kahtē haĩ maĩ is rath mē̃ ātā hū̃ . 162Unhōnnē phir ghōṛē gāṛī banā dī hai .
150He says: I enter this chariot, and so those people have shown a horse chariot.
163Ab ghōṛē gāṛī mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kaisē baiṭhē̃gē !
151How could Shri Krishna sit in a horse chariot?
164Aisē bhī nahī̃ kōī śhauk hōtā hai ghōṛē-gāṛī par baiṭhnē kā .
152It isn’t that he is interested in sitting in a horse chariot.
165Dēhī-abhimānī aur dēh-abhimānī bannē key|kī bātē̃ saṅgamyug par hī hōtī haĩ aur sivāē bāp K|kē yah bātē̃ aur kōī samjhā bhī nahī̃ saktē haĩ .
153It is only at the confluence age that you speak of being soul conscious and body conscious. 154No one, except the Father, can explain these things.
166Tum bhī abhī jāntē hō . 167Pahlē nahī̃ jāntē thē .
155You too now know, whereas you didn’t know previously.
168Kyā kōī gurū nē sikhāyā ?
156Did any guru teach you anything?
169Gurū tō bahut kiyē . 170Kōī nē bhī nahī̃ sikhāyā .
157You adopted many gurus, but no one taught you anything.
171Bahut lōg gurū kartē haĩ .
158Many people adopt gurus.
172Samajhtē haĩ kōī sē śhānti kā rāstā mil jāē .
159They believe that they will find the path to peace from someone.
173Bāp kahtē haĩ śhānti kā sāgar tō ēk bāp hī hai , vah sāth lē jātē haĩ .
160The Father says: Only the one Father is the Ocean of Peace and He takes you back with Him.
174Sukhdhām-śhāntidhām kā kiskō patā hī nahī̃ hai .
161No one knows about the land of peace or the land of happiness.
175Kaliyug mē̃ hai śhūdra varṇa . 176Purūṣhōttam saṅgamyug par hai brāhmaṇ varṇa .
162There is the shudra clan in the iron age and the Brahmin clan in the most auspicious confluence age.
177In varṇō̃ kā bhī tumhārē sivāē kōī kō patā nahī̃ hai .
163No one, except you, knows about these clans.
178Yahā̃ tō suntē haĩ , bāhar nikalnē sē sab kuchh bhūl jātē haĩ . 179Dhārṇā hōtī nahī̃ .
164You hear everything here but, as soon as you go outside, you forget everything; you are unable to imbibe it.
180Bāp kahtē haĩ kahā̃ bhī jātē hō , badge paṛā hō .
165The Father says: Wherever you go, you should always wear badge.
181Ismē̃ lajjā key|kī bāt nahī̃ hai .
166There is no question of being embarrassed about that.
182Yah tō bābā nē bahut kalyāṇ kē liē banāyā hai .
167Baba has had them made for you to do a lot of benefit.
183Kiskō bhī samjhā kar dō . 184Kōī sensible hōgā tō kahēgā is par āpkā kharchā huā hōgā .
168You can explain it to anyone and then give one to them. 169A sensible person would say: This must have cost you something.
185Bōlō - kharchā tō hōtā hī hai . 186Garībō̃ kē liē free hai .
170Tell him: It does cost something, but it is free for the poor.
187Vah dhārṇā kar lē̃ tō ūñch pad pā saktē haĩ .
171If that person imbibes this, he can claim a high status.
188Garīb kē pās paisē hī nahī̃ tō kyā karē̃gē .
172What can the poor do if they don’t have any money?
189Kōī kē pās paisē haĩ parantu manhūs haĩ .
173Some do have money, but they are misers.
190Isnē practical karkē dikhāyā .
174This one showed you by doing everything practically.
191Sab kuchh mātāō̃ K|kē havālē kar diyā . 192Tum baiṭh sab kuchh sambhālō kyōṅki ab tō yah gyān milā hai ki pichhāṛī mē̃ kuchh bhī yād na āyē .
175He handed everything over to the mothers: You sit and look after everything because I have now received this knowledge, so that I don’t remember anything at the end.
193Ant-kāl jō strī simarē … . 194Baṛī buildings ādi hōṅgī tō avaśhya yād paṛē̃gī .
176Whatever you remember at the end, if you have big houses, you would definitely remember them.
195Parantu thōṛā bhī gyān sunā tō prajā mē̃ jarūr āyēṅgē . 196Bāp tō hai hī garīb nivāz .
177However, if you have heard even a little of this knowledge, you will definitely become part of the subjects.
197Kōī-kōī kē pās paisē hōtē haĩ tō bhī manhūs hōtē haĩ .
178The Father is the Lord of the Poor. 179Some have money and yet they are misers.
198Aisē nahī̃ samajhtē ki pahlā vāris tō śhivbābā hai .
180They don’t think that Shiv Baba is their first Heir.
199Bhagvān vāris tō bhakti mārg mē̃ bhī hai .
181God is also the Heir on the path of devotion.
200Īśhvar arth|earth dētē haĩ .
182People donate in the name of God.
201Kyā vah kaṅgāl hai jō unkō dētē haĩ !
183Is He poverty-stricken that people give to Him?
202Samajhtē haĩ īśhvar K|kē nām par garībō̃ kō dēgē tō īśhvar ēvaj mē̃ dēgē . 203Dūsrē janm mē̃ miltā tō hai .
184People believe that if they give to the poor, in the name of God, God will give them the return.
204Kahtē haĩ dē dān tō chhūṭē grahaṇ .
185They do receive something in their next birth.
205Bāp kō sab kuchh dē diyā , śharīr , mitra-sambandhī ādi sab kuchh bābā kō samarpaṇ kar diyā .
186It is said: Make a donation and the omens of the eclipse will be removed. 187He gave everything to the Father.
206Yah sab kuchh āpkā hai . 207Is samay sārī duniyā par grahaṇ lagā huā hai .
188He surrendered his body, friends and relatives etc.; everything to Baba: Baba, all of this is Yours.
208Vah kaisē ēk second mē̃ chhūṭtā hai , kālē sē gōrē kaisē bantē haĩ , yah ab tum hī jāntē hō phir aurō̃ kō samjhātē hō .
189At this time, there are the omens of an eclipse over the whole world. 190Only you now know how these can be removed in just a second and how you become beautiful from ugly.
209Jō kahtē haĩ - ham andar mē̃ samajhtē haĩ parantu kiskō samjhā nahī̃ saktē haĩ , vah bhī kōī kām K|kē nahī̃ .
191You then explain this to others. 192Those who say that they understand internally but that they are unable to explain to others are of no use.
210Bāp kahtē haĩ - dē dān tō chhūṭē grahaṇ .
193The Father says: Make a donation so that the omens of the eclipse can be removed.
211Ham tumkō avināśhī ratna dētē haĩ , vah sabkō dētē jāō tō bhārat par vā sārī duniyā par jō rāhū kā grahaṇ baiṭhā huā hai , vah utar jāyē aur br̥ihaspati kī daśhā hō jāyē .
194I give you the imperishable jewels of knowledge. 195Continue to give these to everyone, so that the omens of Rahu that are over Bharat and the whole world can be removed and there can then be the omens of Jupiter.
212Sabsē achchhī hōtī hai br̥ihaspati kī daśhā .
196The best omens are the omens of Jupiter.
213Ab tum jāntē hō bhārat ḵẖās aur ām duniyā par rāhū kā grahaṇ lagā huā hai .
197You now know that Bharat in particular and the world in general have the omens of Rahu over them.
214Vah kaisē chhūṭē ?
198How can these be removed?
215Yah tō bāp hai nā .
199That One is the Father.
216Bāp tumhārē sē purānā lēkar nayā dētē haĩ , iskō kahā jātā hai br̥ihaspati kī daśhā .
200The Father takes everything old from you and gives you everything new in return. 201Those are called the omens of Jupiter.
217Muktidhām mē̃ jānē vālō̃ kē liē br̥ihaspati kī daśhā nahī̃ kahē̃gē .
202It would not be said that there are the omens of Jupiter for those who go to the land of liberation.
218Achchhā !
203Achcha.
219Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
204To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
220Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
205The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
221Dhārṇā kē liē mukhya sār :
206Essence for dharna:
2221 ) sadā khuśhī mē̃ dance karnē kē liē sachchē bāp sē sadā sachchā rahnā hai .
207 1. In order to dance in happiness, remain constantly truthful to the true Father.
223Kuchh bhī chhipānā nahī̃ hai .
208Do not hide anything.
2242 ) bāp jō avināśhī ratna dētē haĩ , vah sabkō bāṇṭnē haĩ .
209 2. Distribute to everyone the imperishable jewels that the Father gives you.
225Sāth-sāth śhivbābā kō apnā vāris banākar sab kuchh saphal karnā hai .
210Together with that, make Shiv Baba your Heir and use everything in a worthwhile way.
226Ismē̃ manhūs nahī̃ bannā hai .
211Do not be miserly in this.
Blessing
227Vardān : bindū aur būnd K|kē mahatva kō samajh apnī śhrēṣhṭh sthiti banānē vālē siddhi svarūp bhav
212Blessing: May you understand the importance of a point and a drop and make your stage elevated as an embodiment of success.
228Śhiv paramātmā key|kī pūjā mē̃ ēk bindū key|kī viśhēṣhtā hai , dūsrī būnd-būnd key|kī viśhēṣhtā hai .
213 Importance is giving to a point in worshipping the Supreme Soul, Shiva. 214Another speciality is of every drop.
229Dōnō̃ kā apnā mahatva hai .
215Each of them has its own importance.
230Ātmā , paramātmā aur prakr̥iti kā yah khēl arthāt drama tīnō̃ kā gyān practical life mē̃ bindū hī anubhav hōtā hai aur būnd hai śhuddha saṅkalpō̃ key|kī smr̥iti , jissē milan key|kī siddhi kā anubhav hōtā hai .
216All three in the game of souls, the Supreme Soul and matter, that is, the drama are experienced in practical life as a point. 217A drop is the awareness of pure thoughts, with which you experience the success of a meeting.
231Rūhrihān mē̃ prāptiyō̃ key|kī śhītal būndē bāp par ḍāltē hō , isī sē hī śhrēṣhṭh sthiti ban jātī hai , isī kā yādgār bhakti mē̃ bhī chalā ātā hai .
218In your heart-to-heart conversations, you offer cool drops of attainment to the Father and make your stage elevated with this. 219The memorial of this continues on the path of devotion.
Slogan
232Slōgan : jyādā bōlnē sē dimāg key|kī energy kam hō jātī hai isliē short aur sweet bōlō .
220Slogan: By speaking too much, the energy of your brain reduces; therefore let your speaking be short and sweet.
221*** Om Shanti ***