मंगलवार 12 मार्च 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

012-03-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 12/03/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - dead silence mē̃ jānē kā abhyās karō , buddhi bāp key|kī taraph rahē tō bāp bhī tumhē̃ aśharīrī bannē kē liē sakāśh dēgē ' '

1Essence: Sweet children, practise going into dead silence. 2Let your intellects remain with the Father and He will then give you a current of power (sakaash) to enable you to become bodiless.

Question

2Praśhna  : tum bachchō̃ kō jab gyān kā tīsrā nētra miltā hai tō kaun-sā sākṣhātkār hō jātā hai  ?

3Question: What vision do you children have when you receive a third eye of knowledge?

Answer

3Uttar  : satyug ādi sē lēkar kaliyug ant tak ham kaisē-kaisē part bajātē haĩ - yah sārā sākṣhātkār hō jātā hai .

4Answer: You have vision of the types of parts you have played from the beginning of the golden age to the end of the iron age. 5You know the whole world from the beginning to the end.

4Tum sārē viśhva kō ādi sē ant tak jān jātē hō .

6To know means to have vision.

5Jānnē kō hī sākṣhātkār kahā jātā hai . 6Abhī tum samajhtē hō ki ham daivīguṇō̃ vālē dēvtā thē . 7Āsurī guṇ vālē banē . 8Ab phir daivī guṇō̃ vālē dēvtā ban rahē haĩ .

7You now understand that you were deities with divine virtues, that you have now become those with devilish qualities and that you are once again becoming deities with divine virtues.

9Abhī ham naī duniyā , nayē ghar mē̃ jāyēṅgē .

8You are now to go to the new world, to your new home.

Murli

10Ōm śhānti .

9Om shanti.

11Bachchē baiṭhē haĩ yād kī yātrā mē̃ .

10You children sitting here are on the pilgrimage of remembrance.

12Bēhad kā bāp tō yātrā mē̃ nahī̃ baiṭhē haĩ , vah tō bachchō̃ kō sakāśh key|kī madad dē rahē haĩ arthāt is śharīr kō bhulā rahē haĩ .

11The unlimited Father is not on the pilgrimage of remembrance; He is giving you children the help of sakaash, that is, He is enabling you to forget your bodies.

13Bāp key|kī madad miltī hai ki bachchō̃ kō śharīr bhūl jāē .

12You children receive the Father’s help so that you can forget your bodies.

14Sakāśh dētē haĩ ātmāō̃ kō kyōṅki bāp dēkhtē hī ātmāō̃ key|kī taraph haĩ .

13He gives sakaash to you souls because He only looks at the souls.

15Tum har ēk key|kī buddhi bāp key|kī taraph jātī hai . 16Bāp key|kī buddhi vā dr̥iṣhṭi phir bachchō̃ taraph jātī hai .

14The intellect of each of you is now with the Father, and the Father’s intellect and drishti is on you children.

17Fark hai nā .

15There is a difference.

18 ( dead silence ) yah abhyās kartē hō dead silence kā .

16(There were a few minutes of dead silence). 17You are practising dead silence.

19Śharīr kō chhōṛ alag hōnā chāhtē hō .

18You want to leave your bodies and become separate.

20Ātmā samajhtī hai ki jitnā yād kartē rahē̃gē utnā is śharīr sē nikal jāyēṅgē .

19You souls understand that, to the extent you have remembrance, you will accordingly become separate from your bodies.

21Jaisē sarp kā misāl dētē haĩ , jō misāl dētē haĩ usmē̃ jarūr kuchh khūbī hōtī hai .

20They give the example of a snake. 21There must definitely be something special in the example that is given.

22Tum jāntē hō ham śharīr chhōṛ kar vāpis chalē jāyēṅgē aur phir āyēṅgē .

22You understand that you will leave your bodies and return home and then come down here again.

23Yah bātē̃ aur kōī nahī̃ jāntē .

23No one else knows these things.

24Yah drama kō kōī bhī jāntē nahī̃ haĩ .

24No one else knows this drama.

25Kōī bhī aisī guarantee nahī̃ dētē ki is yād sē tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

25No one else is able to guarantee that your sins will be absolved by having remembrance.

26Aisī bāt kōī bhī sunātē nahī̃ haĩ .

26No one else relates such things to you.

27Tum bachchē jāntē hō hamārī ab vāpasī journey hai .

27You children know that this is now your return journey.

28Ātmā kā buddhiyōg us taraph hai .

28The yoga of the soul’s intellect is drawn in that direction.

29Ab nāṭak pūrā huā , ab ghar jānā hai .

29The drama is about to end and we now have to go home.

30Bāp kō hī yād karnā hai .

30You have to remember the Father.

31Vahī patit-pāvan hai .

31He is the Purifier.

32Gaṅgā K|kē pānī kō tō liberator aur guide nahī̃ kahē̃gē .

32The water of the Ganges cannot be the Liberator or the Guide.

33Ēk bāp hī liberator aur guide hō saktā hai .

33Only the one Father can be the Liberator and the Guide.

34Yah bhī baṛī samajhnē aur samjhānē key|kī bātē̃ haĩ .

34These things have to be understood and explained.

35Vah tō hai hī bhakti . 36Unsē kōī kalyāṇ nahī̃ hō saktā .

35That is the path of devotion; there is no benefit in that.

37Bachchē jāntē haĩ pānī tō snān kē liē hai . 38Pānī kabhī pāvan nahī̃ banā saktā .

36You children understand that water is simply for bathing; it can never purify you.

39Aisē bhī nahī̃ bhāvnā kā bhāṛā mil saktā hai .

37It isn’t that they even receive any return for their devotion.

40Bhakti mārg mē̃ unkā mahatva rakh diyā hai .

38On the path of devotion they have given it great importance.

41In sab bātō̃ kō kahā jātā hai andhaśhraddhā .

39All of those things are called blind faith!

42Aisī śhraddhā rakhtē-rakhtē manuṣhyō̃ kō title mil jātē haĩ - andhē key|kī aulād andhē .

40By continuing to have blind faith in this way, human beings have received the title, “The blind children of the blind”.

43Bhagvānuvāch hai nā .

41These are the versions of God.

44Andhē aur sajjē kaun haĩ - yah bhī tum jāntē hō .

42You know which ones have sight and which ones are blind.

45Abhī sārē sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kō bāp dvārā jānā hai .

43You have now come to know the beginning, the middle and the end of the world from the Father.

46Tum bāp kō jān gayē hō isliē sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant aur duration kō bhī jān gayē hō .

44Now that you have recognised the Father, you are able to recognise the beginning, the middle and the end of the world and its duration.

47Ēk-ēk bāt par vichār sāgar manthan kar apnā āpēhī phaĩslā karnā hōtā hai .

45Churn every aspect of the ocean of knowledge and then decide for yourselves.

48Bhakti aur gyān kā contrast hai . 49Gyān bilkul hī nyārī chīz hai .

46There is a contrast between the paths of devotion and knowledge.

50Yah knowledge nāmīgrāmī hai .

47This knowledge is unique.

51Rājyōg key|kī paṛhāī hai nā .

48This knowledge is famous.

52Bachchō̃ kō yah bhī mālūm paṛā hai - dēvtāyē̃ sampūrṇ nirvikārī thē .

49It is the study of Raja Yoga. 50You children understand that the deities were completely viceless.

53Rachtā bāp hī baiṭh apnā parichay bhī dētē haĩ .

51The Father, the Creator, sits and gives His own introduction.

54Vah hai param ātmā .

52He is the Supreme Soul.

55Param ātmā kō hī paramātmā kahtē haĩ .

53The Supreme Soul is called God.

56Aṅgrējī mē̃ supreme soul kahā jātā hai . 57Soul arthāt ātmā .

54In English, He is called the “Supreme Soul” and soul means atma.

58Bāp key|kī ātmā kōī baṛī nahī̃ hōtī hai .

55The Father’s soul is no larger than any other soul.

59Bāp key|kī ātmā bhī aisē hī hai jaisē tum bachchō̃ kī hai .

56The Father’s soul is the same as those of you children.

60Aisē nahī̃ , bachchē chhōṭē , bāp baṛā hai . 61Nahī̃ .

57It isn’t that the children are smaller and the Father is larger; no.

62Vah supreme knowledgeful bāp bahut pyār sē bachchō̃ kō samjhātē rahtē haĩ .

58This Supreme, Knowledge-full Father explains to you children with great love.

63Part bajānē vālī ātmā hai .

59Each soul has to play his part.

64Jarūr śharīr dhāraṇ kar part bajāyēgī .

60Surely, He has to take a body to play His part.

65Ātmā K|kē rahnē kā sthān śhāntidhām hai .

61The residence of souls is the land of peace.

66Bachchē jāntē haĩ ātmāyē̃ brahm mahatatva mē̃ rahtī haĩ .

62You children know that you souls reside in the great element of light.

67Jaisē hindustān mē̃ rahnē vālē apnē kō hindū kah dētē haĩ , vaisē hī brahmāṇḍ mē̃ rahnē vālē phir brahm kō īśhvar samajh baiṭhē haĩ .

63Just as those who live in the land of Hindustan call themselves Hindus, similarly, souls who come from the land of the brahm element think that the brahm element is God.

68Drama mē̃ girnē kā upāya bhī nūndhā huā hai .

64The reasons for falling are fixed in the drama.

69Vāpis tō jā hī nahī̃ saktē , bhal kōī kitnī bhī mēhnat karē .

65No matter how much effort anyone makes, no one can return home yet.

70Nāṭak jab pūrā hōtā hai tō sabhī actors ākar ikaṭṭhē hōtē haĩ . 71Creator , mukhya actor bhī khaṛē hō jātē haĩ .

66When a play has finished, all the actors come together on the stage; its creator and the main actors all stand together.

72Bachchē jāntē haĩ ab yah nāṭak pūrā hōtā hai .

67You children know that this drama is now about to end.

73Yah bātē̃ kōī bhī sādhū-santa ādi jān nahī̃ saktē .

68None of the sages or holy men etc. knows these things.

74Ātmā key|kī yah knowledge kōī kō nahī̃ hai .

69No one has this knowledge of souls.

75Paramātmā bāp yahā̃ ēk bār ātē haĩ .

70The Supreme Soul, the Father, only comes here once.

76Aur sabkō tō yahā̃ part bajānā hī hai .

71Everyone else has to play their part here.

77Vr̥iddhi hōtī rahtī hai nā .

72Expansion continues to take place.

78Ātmāyē̃ sab kahā̃ sē I|āī|eye  ?

73Where have all the souls come from?

79Agar kōī vāpis jātā hō phir tō vah rasm paṛ jāē . 80Ēk āyē , dūsrā jāyē .

74If souls could return home, there would then be that system: one would come and another would go.

81Phir usmē̃ punarjanma kahā nahī̃ jāyē .

75Then that would not be said to be rebirth.

82Punarjanma tō śhurū sē hī chalā ātā hai .

76In fact, rebirth has continued from the beginning.

83Pahlē number mē̃ haĩ yah lakṣhmī-nārāyaṇ .

77The first ones are Lakshmi and Narayan.

84Bāp nē samjhāyā hai punarjanma lētē-lētē pichhāṛī mē̃ jab ā jātē haĩ tō phir pahlē number mē̃ jānā paṛtā hai .

78The Father has explained that they take rebirth and then, when they reach the end, they go and become the first ones again.

85Ismē̃ sanśhay key|kī bāt tō hō nahī̃ saktī .

79There can be no doubt about any of this.

86Ātmāō̃ kā bāp khud ākar samjhātē haĩ .

80It is the Father of souls, Himself, who comes and explains.

87Kyā samjhātē haĩ  ?

81What does He explain?

88Apnā bhī parichay dētē haĩ .

82He gives His own introduction.

89Āgē patā thā kyā ki param ātmā kyā chīz hai .

83Did you know anything before about who the Supreme Soul is?

90Sirph śhiv K|kē mandir mē̃ jātē thē .

84You just went to the temples of Shiva.

91Yahā̃ tō ḍhēr K|kē ḍhēr mandir haĩ .

85There are countless temples here.

92Satyug mē̃ mandir , pūjā ādi hōtī hī nahī̃ .

86In the golden age, there are no temples or worshipping etc.

93Vahā̃ tum pūjya dēvī-dēvtā bantē hō .

87There, you become the worthy-of-worship deities.

94Phir ādhākalp kē bād pujārī bantē hō tō unkō phir dēvī-dēvtā nahī̃ kahē̃gē .

88Then, after half a cycle, you become worshippers and can no longer be called deities.

95Phir bāp ākar pūjya banātē haĩ .

89Then the Father comes and makes you worthy of worship again.

96Aur kōī dēśh mē̃ yah gāyan nahī̃ hai .

90This praise is not sung in any other land.

97Rām rājya , rāvaṇ rājya - abhī tum samajh gayē hō .

91You now understand what the kingdom of Rama is and what the kingdom of Ravan is.

98Rām rājya kā duration kitnā hai - siddh karnā chāhiē .

92You have to prove to people the duration of the kingdom of Rama.

99Yah nāṭak hai , inkō samajhnā hai .

93This is a play that you have to understand.

100Ūñch tē ūñch bāp hai , vah bhī knowledgeful hai .

94The Father is the Highest on High, and He is also knowledge-full.

101Ham unkē dvārā ūñch tē ūñch bantē haĩ . 102Ūñch tē ūñch pad miltā hai .

95Through Him we become the highest of all; we attain a status that is also the highest.

103Bāp hamkō paṛhātē haĩ , daivīguṇ bhī dhāraṇ karnē haĩ .

96The Father is now teaching us, and so we must imbibe this as well as divine virtues.

104Bachchē varṇan kartē haĩ āp aisē haĩ , ham aisē haĩ .

97You children have been reciting what the deities were like and what you yourselves are now.

105Is samay tum jāntē hō - hamkō in jaisā sampūrṇ nirvikārī bannā hai .

98You now understand that you have to become as completely viceless as the deities.

106Bāp kō yād karnē K|kē sivāē aur kōī upāya nahī̃ hai .

99There is no way to accomplish this except by remembering the Father.

107Agar kōī jāntā hō tō batāyē . 108Aisē thōṛēhī kahē̃gē ki brahm vā tatva nirvikārī hai .

100If anyone else knows how to accomplish this, tell us! 101You cannot say the brahm element is viceless.

109Nahī̃ , ātmā hī nirvikārī bantī hai .

102No; it is souls that become viceless.

110Brahm vā tatva kō ātmā nahī̃ kahā jātā hai .

103The brahm element cannot be a soul either.

111Vah tō rahnē kā sthān hai .

104That is just the place of residence.

112Bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai ātmā mē̃ hī buddhi hai . 113Vah jab tamōpradhān ban jātī hai tō bēsamajh ban jātī hai .

105It has been explained to you children that an intellect is in each soul and that when souls become tamopradhan, their intellects become senseless.

114Samajhdār aur bēsamajh haĩ nā . 115Tumhārī buddhi kitnī svachchha bantī aur phir mlēchchh hō jātī hai .

106Therefore, there are those who are sensible and those who are senseless. 107Your intellects become completely clean and then they become dirty.

116Tumhē̃ purity aur impurity K|kē contrast kā mālūm paṛā hai .

108You children understand the contrast between purity and impurity.

117Impure ātmā vāpis jā nahī̃ saktī .

109Impure souls cannot return home.

118Ab apavitr sē pavitra kaisē banē̃ - uskē liē raṛī mārtē rahtē haĩ .

110Now, how can they become pure? 111This is what they have been crying out for.

119Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

112This too is fixed in the drama.

120Abhī tum jāntē hō - yah hai saṅgamyug .

113You understand that it is now the confluence age.

121Bāp ēk hī bār ātē haĩ lē jānē .

114The Father only comes once to take you home.

122Sab tō naī duniyā mē̃ nahī̃ jātē haĩ .

115Not everyone will go to the new world.

123Jinkā part nahī̃ vah śhāntidhām mē̃ rahtē haĩ isliē chitrō̃ mē̃ bhī dikhāyā hai .

116Those who do not have any parts there will remain in the land of peace. 117This is why it has also been shown in the pictures.

124Bākī aur jō bhī chitra ādi haĩ vah haĩ bhakti mārg K|kē .

118All of those pictures etc. belong to the path of devotion.

125Yah hai gyān mārg K|kē , jissē samjhāyā jātā hai - sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai .

119These pictures, through which it is explained how the world cycle turns, belong to the path of knowledge.

126Ham kaisē nīchē utartē haĩ . 12714 kalā sē 12 kalā hōtī haĩ . 128Abhī phir kōī kalā nahī̃ rahī hai .

120You understand how you came down from 16 celestial degrees to 14, from 14 to 12 and how no degrees now remain. 121Everyone is numberwise.

129Number-vār tō haĩ nā .

122Actors too are numberwise.

130Actor bhī number-vār hōtē haĩ . 131Kōī kā pagār 1 hajār , 1500 , kōī kā 100 kitnā phark hō gayā .

123Some receive a salary of 1,000, some 1,500, some 500, some 100 and some 150, and so there is a great difference.

132Paṛhāī mē̃ bhī kitnā rāt-din kā fark hai .

124There is also the difference of day and night in how you study.

133Us school mē̃ tō kōī nā-pass hōtā hai tō phir sē paṛhnā paṛtā hai . 134Yahā̃ tō phir paṛhnē key|kī bāt hī nahī̃ .

125In those schools, if they fail, they have to study again, but here, there is no question of studying again.

135Pad kam hō paṛtā hai .

126Your status is reduced.

136Phir kabhī paṛhāī hōgī hī nahī̃ .

127You will then never be able to study this knowledge again.

137Ēk bār hī paṛhāī hōtī hai .

128This study is only possible once.

138Bāp bhī ēk bār ātē haĩ .

129The Father also only comes once.

139Bachchē bhī jāntē haĩ pahlē-pahlē ēk hī rājdhānī thī .

130You children understand that there was at first just the one kingdom.

140Yah tum kiskō bhī samjhāyēṅgē tō mānē̃gē .

131When you explain these things to others, they will accept them.

141Kriściyan lōg science mē̃ bhī bahut tīkhē haĩ aur sab unhō̃ sē hī sīkhē haĩ .

132Christians are also very clever in science. 133Everyone learnt those things from them.

142Unhō̃ key|kī na tō itnī pārasbuddhi , na pattharbuddhi hōtī hai .

134Their intellects neither become divine nor stone-like.

143Is samay unhō̃ key|kī buddhi kamāl kar rahī hai .

135At the moment, their intellects are performing wonders.

144Science kā prachār sārā in kriściyan sē nikalā hai .

136Science has grown so much through the Christians.

145Vō bhī sukh kē liē hī hai .

137Science is also intended for happiness.

146Tum jāntē hō is purānī duniyā kā vināśh tō hōnā hī hai .

138You know that the old world has to be destroyed.

147Phir tum śhāntidhām-sukhadhām mē̃ chalē jāyēṅgē .

139We will then go to the land of peace and the land of happiness.

148Nahī̃ tō itnī sab manuṣhya ātmāyē̃ vāpis ghar kaisē jāyē̃  ?

140How else would all the human souls return home?

149Science sē vināśh hō jāyēgā .

141Destruction will take place through science.

150Sab ātmāyē̃ śharīr chhōṛkar ghar chalī jāyēṅgī .

142All the souls will shed their bodies and return home.

151Is vināśh mē̃ mukti andar merge hai .

143Liberation is merged within this destruction.

152Ādhākalp mukti kē liē hī mēhnat kartē āyē haĩ nā .

144For half a cycle, everyone has been making effort for liberation.

153Tō science aur calamities , jiskō kudratī āpdāyē̃ kahtē haĩ , yah bhī hōnī chāhiē . 154Samajhnā chāhiē yah laṛāī nimitt bantī hai muktidhām mē̃ lē jānē kē liē .

145This will now happen through science and natural calamities. 146It should be understood that this war is instrumental in taking you souls back to the land of liberation. 147So many people will go back to the land of liberation.

155Itnē sabkō muktidhām mē̃ jānā hai . 156Tumnē bhal kitnī bhī mēhnat key|kī , gurū kiyē , haṭhyōg sīkhē .

148No matter how much effort you made practising hatha yoga and adopting gurus, none of you has been able to go to the land of liberation.

157Kōī bhī muktidhām jā na sakē . 158Itnē science K|kē gōlē ādi taiyār huē haĩ , samajhnā chāhiē vināśh jarūr hōgā .

149So many bombs etc. have been prepared through science, and so it has to be understood that destruction will definitely take place.

159Naī duniyā mē̃ tō jarūr bahut thōṛē hōṅgē . 160Bākī sab muktidhām mē̃ chalē jāyēṅgē .

150There will be very few people in the new world; all the rest will have returned to the land of liberation.

161Jīvanmukti mē̃ tō paṛhāī kī tākat sē ātē haĩ . 162Tum aḍōl , aṭal , akhaṇḍ rājya kartē hō .

151You will go to the land of liberation-in-life with the power of your study and rule a kingdom that is stable and unshakeable.

163Yahā̃ tō dēkhō sab khaṇḍō̃ K|kē ṭukṛē-ṭukṛē haĩ .

152Just look at all the lands here; they have all been divided.

164Bābā tumkō aṭal , akhaṇḍ sārē viśhva key|kī rājdhānī kā mālik banātē haĩ .

153The Father is making you into the masters of the kingdom of the world, the kingdom that is stable and unshakeable.

165Bēhad K|kē bāp kā varsā hai bēhad key|kī bādśhāhī .

154The unlimited Father’s inheritance is the unlimited sovereignty.

166Yah varsā kab aur kisnē diyā  ?

155Who gave this inheritance and when?

167Yah kiskī bhī buddhi mē̃ nahī̃ ātā hai .

156This does not enter anyone’s intellect. 157Only you understand.

168Sirph tum hī jāntē hō .

158Each soul has a third eye of knowledge.

169Gyān kā tīsrā nētra ātmā kō milā hai .

159You souls become embodiments of this knowledge.

170Ātmā gyān svarūp bantī hai . 171Sō bhī gyān sāgar bāp sē hī bannā paṛē .

160You can only become this through the Father, the Ocean of Knowledge.

172Bāp hī ākar rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā knowledge dē rahē haĩ .

161The Father comes and gives you this knowledge of the Creator and the beginning, the middle and the end of creation.

173Hai bhī ēk second key|kī bāt . 174Second mē̃ jīvanmukti .

162In fact, this only takes a second: “Liberation in life” in a second.

175Bākī sabkō mukti miltī hai .

163Everyone else receives liberation.

176Yah bhī drama banā huā hai .

164The drama is fixed in this way.

177Rāvaṇ K|kē bandhan sē sab mukt hō jātē haĩ .

165Everyone is liberated from Ravan’s bondage.

178Vō lōg viśhva mē̃ śhānti kē liē kitnī mēhnat kartē haĩ .

166Those people try so hard to bring about peace in the world.

179Yah sirph tum bachchē hī jāntē hō ki viśhva mē̃ aur brahmāṇḍ mē̃ śhānti kab hōtī hai .

167Only you children understand when there is peace in the world as well as in Brahmand.

180Brahmāṇḍ mē̃ śhānti kahā jātā hai phir viśhva mē̃ śhānti aur sukh dōnō̃ rahtē haĩ .

168There is said to be peace in the element of light and there will also be peace and happiness here in this world.

181Viśhva alag hai aur brahmāṇḍ alag hai .

169This world is distinct from the element of light.

182Chānd-sitārō̃ sē parē hai brahmāṇḍ .

170The element of light is beyond the moon and the stars.

183Vahā̃ yah kuchh nahī̃ hōtā .

171There is nothing of this world there.

184Unkō kahā hī jātā hai silence world .

172That is called the world of silence.

185Śharīr chhōṛkar silence mē̃ chalē jāyēṅgē .

173You leave your bodies and go into that world of silence.

186Tum bachchō̃ kō vah bhī yād hai . 187Tum is samay vahā̃ jānē key|kī taiyārī kar rahē hō .

174You children remember that and this is why you are now preparing yourselves to return there.

188Aur kōī bhī jāntē nahī̃ .

175No one else knows this.

189Tumkō taiyārī karāī jātī hai .

176You are now being inspired to prepare for this.

190Bākī yah laṛāī tō kalyāṇkārī hai , sabkā hisāb-kitāb chuktū hōnā hai .

177The war will be beneficial; everyone’s accounts will be settled; everyone will become pure.

191Sab pavitra ban jāyēṅgē . 192Yōg agni hai nā .

178Yoga is a fire; everything becomes pure in a fire.

193Agni sē her|har chīj pavitra hōtī hai . 194Jaisē bāp drama K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē haĩ , vaisē tum actors kō bhī drama K|kē ādi-madhy-ant kō jānnā hai .

179Just as the Father knows the beginning, the middle and the end of the drama, similarly, you actors also have to know the beginning, the middle and the end of the drama.

195Jānnē kō hī sākṣhātkār kahā jātā hai .

180To understand this means to have vision.

196Abhī tumhārā gyān kā tīsrā nētra khulā hai .

181Your third eyes of knowledge have now opened.

197Barōbar ham sārē viśhva kō satyug ādi sē kaliyug ant tak pūrā jān chukē haĩ .

182You definitely have now come to know all the things of the world from the beginning of the golden age to the end of the iron age.

198Dūsrā kōī bhī manuṣhya mātra nahī̃ jāntē . 199Tum samajhtē hō ham jō daivī guṇō̃ vālē thē vahī phir āsurī guṇō̃ vālē bantē haĩ . 200Phir bāp ākar daivīguṇō̃ vālā banātē haĩ .

183No other human beings know these. 184You understand that you are the ones who had divine virtues, that you are now also the ones who have devilish traits and that the Father has once again come to make you into those with divine virtues.

201Bāp ātē hī haĩ patitō̃ kō pāvan banānē .

185The Father comes to purify the impure.

202Duniyā mē̃ aur kōī kō yah patā nahī̃ hai ki yah dēvī-dēvtā gharānē vālē hī pūrē 84 janma lētē haĩ . 203Pāvan bhī tō patit bhī bantē haĩ .

186No one else in the world knows that those who belong to the deity clan are the ones who take the full 84 births: they become pure and also impure.

204Yah kiskī buddhi mē̃ nahī̃ hai .

187This is not in the intellect of anyone else.

205Abhī tum samajhtē hō yah tō jaṛ chitra haĩ .

188You understand that all of those images are non-living.

206Accurate photo tō unhō̃ kā nikal na sakē .

189No one can take an accurate photo of them.

207Vah tō natural gōrē haĩ .

190They were naturally beautiful.

208Pure prakr̥iti sē śharīr bhī pure bantē haĩ .

191A pure body is created out of pure elements. 192Here, they are impure.

209Yahā̃ tō impure haĩ . 210Yah raṅg-biraṅgī duniyā satyug mē̃ nahī̃ hōgī .

193None of the people of this world with their various colours will exist in the golden age.

211Śhrīkr̥iṣhṇa kō kahā jātā hai śhyām sundar .

194Shri Krishna is called the ugly and the beautiful one.

212Sat-yug mē̃ haĩ sundar , kaliyug mē̃ haĩ śhyām .

195In the golden age, he is beautiful and in the iron age, he is ugly.

213Satyug sē kaliyug mē̃ kaisē ātē haĩ - tumkō number one sē lēkar mālūm paṛā hai .

196How does he go from the golden age to the iron age? 197You understand everything, from the number one soul onwards.

214Śhrīkr̥iṣhṇa tō garbh sē nikalā aur nām milā . 215Nām tō jarūr chāhiē nā .

198As soon as the baby emerges from the womb, he is named Shri Krishna; a name is definitely needed.

216Tō tum kahē̃gē śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā sundar thī phir śhyām banī isliē śhyām aur sundar kahā jātā hai . 217Unkī janm-patrī mil gaī tō sārē chakra key|kī mil gaī .

199You would say that the Shri Krishna soul is beautiful and that he then becomes ugly and that is why he is called “The ugly and the beautiful one”.

218Kitnā rahasya bharā huā hai , jiskō tum hī samajhtē hō aur kōī nahī̃ jāntē .

200Once you receive the horoscope of this one you are able to understand the astrology of the whole cycle.

219Tumkō ab naī duniyā , nayē ghar mē̃ jānā hai .

201It is filled with so many secrets which only you know.

220Jō achchhī rīti paṛhāī paṛhtē haĩ vahī naī duniyā mē̃ jāyēṅgē .

202No one else knows these secrets. 203You now have to go to the new world and the new home.

221Bābā hai bēhad key|kī sārī duniyā kā mālik , sabhī ātmāō̃ kā bāp .

204Those who study well will go to the new world. 205The Father is the Master of this whole unlimited world.

222Bāp kō mālik kahā jātā hai , yah paṛhāī hai .

206He is the Father of all souls. 207The Father is called the Master.

223Ismē̃ kōī sanśhay vā praśhna nahī̃ uṭh saktā .

208This is a study. 209There can be no doubts or questions in this study.

224Ismē̃ śhāstravād karnē key|kī darkār nahī̃ .

210You don’t need to debate the scriptures here.

225Ēk teacher sabsē ūñchā , vah baiṭh paṛhātē haĩ .

211This one Teacher is the most elevated and He sits here and teaches you.

226Vahī satya hai .

212He alone is the Truth.

227Satya nārāyaṇ key|kī sachchī kathā śhikṣhā K|kē rūp mē̃ sunātē haĩ .

213He tells you, in the form of teachings, the story of how to become a true Narayan.

228Achchhā  !

214Achcha.

229Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

215To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

230Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

216The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

231Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

217Essence for dharna:

2321 ) apnē sab hisāb-kitāb chuktū kar silence world mē̃ jānē key|kī taiyārī karnī hai .

218 1. Settle all your karmic accounts and prepare yourself to return to the world of silence.

233Yād K|kē bal sē ātmā kō sampūrṇ pāvan banānā hai .

219Make the soul completely pure with the power of remembrance.

2342 ) gyān sāgar K|kē gyān kō svarūp mē̃ lānā hai .

220 2. Put into practice this knowledge from the Ocean of Knowledge.

235Vichār sāgar manthan kar apnā phaĩslā āpēhī karnā hai .

221Churn the ocean of knowledge and make decisions for yourself.

236Jīvan-mukti mē̃ śhrēṣhṭh pad prāpt karnē kē liē daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .

222In order to claim an elevated status in your life of liberation, imbibe divine virtues.

Blessing

237Vardān  : bāp kē sāth rahtē-rahtē unkē samān bannē vālē sarv ākarṣhaṇō̃ K|kē prabhāv sē mukt bhav

223Blessing: May you be liberated from any influence of any attractions by living with the Father and becoming like Him.

238Jahā̃ bāp kī yād hai arthāt bāp kā sāth hai vahā̃ body-conscious key|kī utpatti hō nahī̃ saktī .

224 Where there is remembrance of the Father, that is, where there is His company, body consciousness cannot arise.

239Bāp kē sāth vā pās|pass rahnē vālē duniyā K|kē vikārī vibration athavā ākarṣhaṇ K|kē prabhāv sē dūr hō jātē haĩ .

225Those who stay with or close to the Father become distant from any vicious vibrations of the world, that is, from the influence of any attraction.

240Aisē sāth rahnē vālē sāth rahtē-rahtē bāp samān ban jātē haĩ .

226Those who stay with the Father, become the equal to the Father by being with Him.

241Jaisē bāp ūñchē tē ūñchā hai aisē bachchō̃ key|kī sthiti bhī ūñchī ban jātī hai . 242Nīchē key|kī kōī bhī bātē̃ un par apnā prabhāv ḍāl nahī̃ saktī .

227Just as the Father is the Highest on High, in the same way, the children’s stage also becomes the highest and nothing below then can influence them in any situation.

Slogan

243Slōgan  : man aur buddhi control mē̃ hō tō aśharīrī bannā sahaj hō jāyēgā .

228Slogan: When your mind and intellect are under your control, it will be easy for you to become bodiless.

229*** Om Shanti ***