सोमवार 18 मार्च 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

018-03-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 18/03/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - vichār sāgar manthan kar ēk aisī topic nikālō jō sab jagah ēk hī topic par bhāṣhaṇ chalē , yahī hai tumhārī unity ' '

1Essence: Sweet children, churn the ocean of knowledge and find topics that you can lecture on. 2The topic of the lectures should be the same everywhere. 3This will become the basis of unity amongst you.

Question

2Praśhna  : kaun-sī mēhnat kartē-kartē tum bachchē pass with honour hō saktē hō  ?

4Question: What effort should you children continue to make so that you pass with honours?

Answer

3Uttar  : karm-bandhan sē atīt banō .

5Answer: You must make the effort to go beyond all karmic bondages. 6When you speak to someone, consider that one to be a soul, your brother; look at the brother.

4Jab kisī sē bāt kartē hō tō ātmā bhāī samajh bhāī kō dēkhō .

7When you listen to the Father, look at the Father in the centre of the forehead.

5Bāp sē suntē hō tō bhī bāp kō bhr̥ikuṭī mē̃ dēkhō . 6Bhāī kī dr̥iṣhṭi sē vah snēh aur sambandh pakkā hō jāyēgā .

8By your maintaining this brotherly vision for everyone, your love and relationship of brotherhood will become firm.

7Yahī mēhnat kā kām hai , issē hī pass with honour banē̃gē .

9This does require effort, but it is this effort that enables you to pass with honours.

8Ūñch pad pānē vālē bachchē yah purūṣhārth avaśhya karē̃gē .

10The children who are going to claim a high status will definitely make this effort.

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai - yah hai mr̥ityulōk , uskī bhēṇṭ mē̃ amarlōk bhī hai .

12Sweetest children, it has been explained to you that this is the land of death and that, in contrast to this, there is the land of immortality.

11Bhakti mārg mē̃ dikhātē haĩ śhaṅkar nē pārvatī kō amarkathā sunāī .

13On the path of devotion, it has been shown that Shankar told Parvati the story of immortality.

12Ab amarlōk mē̃ tō tum jātē hō .

14You are now going to that land of immortality.

13Śhaṅkar tō kathā sunātē nahī̃ . 14Kathā sunānē vālā gyān sāgar ēk hī bāp hai .

15It is not Shankar who tells this story, it is the Ocean of Knowledge, the one Father, who tells this story.

15Śhaṅkar kōī gyān sāgar nahī̃ , jō kathā sunāyēṅgē .

16Shankar is not the Ocean of Knowledge that he would tell you this story.

16Aisī-aisī bātō̃ par tum bachchō̃ kō samjhānā hai .

17You children have to explain how to conquer death.

17Kāl par jīt kaisē pāī jātī hai , yah jō knowledge hai vah amar banātī hai , issē āyu baṛī hōtī hai , vahā̃ kāl hōtā nahī̃ . 18Yahā̃ tum 5 vikārō̃ athavā rāvaṇ par jīt pānē sē rām rājya athavā amarlōk K|kē mālik bantē hō .

18It is this knowledge that makes you immortal and eternal and also increases your lifespans. 19There, there is no death. 20It is by conquering the five vices here, that is, by conquering Ravan, that you become the masters of the kingdom of Rama, that is, of the land of immortality.

19Mr̥ityulōk mē̃ hai rāvaṇ rājya , amarlōk mē̃ hai rām rājya .

21The kingdom of Ravan is the land of death, and the kingdom of Rama is the land of immortality.

20Dēvtāō̃ kō kabhī kāl nahī̃ khātā .

22Death can never come to the deities.

21Vahā̃ kāl K|kē jamghaṭ hōtē nahī̃ .

23There are no demons of death there.

22Tō yah topic bhī bahut achchhī hai - manuṣhya kāl par vijay kaisē chakra saktē haĩ .

24The topic, “How human beings can conquer death”, is very good. 25All of these aspects are of this knowledge.

23Yah sārī gyān key|kī bātē̃ haĩ . 24Bhārat amarlōk thā , kitnī baṛī āyu thī .

26Bharat was the land of immortality where people had long lifespans.

25Sarp kā misāl bhī satyug kē liē hai . 26Ēk khāl chhōṛ dūsrī lētē haĩ , iskō kahā jātā hai bēhad kā vairāgya .

27The example of the snake applies to the golden age; it sheds its skin and naturally has another. 28This is called unlimited disinterest.

27Jāntē haĩ sārī duniyā kā vināśh hōnē vālā hai . 28Yah purānā śharīr bhī chhōṛnā hai .

29You know that the whole world is going to be destroyed and that you will have to shed your old bodies.

29Yah 84 janmō̃ key|kī purānī khāl hai .

30Your present old skins are the last ones of your 84 births.

30Amarlōk mē̃ aisē nahī̃ hōtā .

31This does not happen in the land of immortality.

31Vahā̃ phir samajhtē haĩ ab śharīr baṛā , jaṛjaṛībhūt hō gayā hai , isē chhōṛ nayā śharīr lē̃gē .

32There, they are aware that when their old bodies have reached a state of decay, they must shed them and take new ones.

32Phir sākṣhātkār bhī hōtā hai , samajh kō hī sākṣhātkār kahā jātā hai .

33You also have a vision. 34Understanding is also called insight.

33Hamārī ab naī khāl taiyār huī hai . 34Purānī kō ab chhōṛnā hai .

35Your new skins are ready for you and you now have to shed your old ones.

35Vahā̃ bhī aisē hī hōtā hai .

36This is how it will happen there.

36Unkō kahā hī jātā hai amarlōk , jahā̃ kāl ātā nahī̃ . 37Āpēhī samay par śharīr chhōṛ dētē haĩ .

37That world is called the land of immortality where there is no death; you leave your body at the right moment.

38Kachhuē kā misāl bhī yahā̃ kā hai . 39Kām karkē phir antarmukhī hō jātā hai .

38The example of the tortoise also applies here; it does its work and then becomes introverted.

40Is samay K|kē misāl phir bhakti mārg mē̃ copy kartē haĩ , parantu sirph kahnē mātra .

39The examples here have been copied by those on the path of devotion, but only in name; they do not understand anything.

41Samajhtē kuchh bhī nahī̃ . 42Abhī tum tō samajhtē hō rākhī utsav , daśhaharā , dīpmālā , hōlī|holy ādi sab is samay K|kē haĩ .

40You now understand that all the festivals they continue to celebrate on the path of devotion, such as Raksha Bandhan, Dashera, Diwali and Holi, apply to this time.

43Jō bhakti mārg mē̃ chalē haĩ .

41These things do not exist in the golden age.

44Tō yah bātē̃ satyug mē̃ hōtī nahī̃ . 45Yah aisī-aisī topic likhō . 46Manuṣhya kāl par jīt kaisē pahan saktē haĩ  ?

42Make a list of all the topics such as how humans can conquer death and how all souls leave the land of death and go to the land of immortality.

47Mr̥ityulōk sē amarlōk mē̃ kaisē jā saktē haĩ  ? 48Aisī bātō̃ par samjhānē kē liē pahlē likhnā paṛtā hai .

43You have to write down all of these points before explaining them, just as they write the story of a play and say: Today is such and such a play.

49Jaisē nāṭak key|kī story|storey likhtē haĩ - āj phalānā nāṭak hai . 50Tumhārī bhī points key|kī list hō , āj is topic par samjhāyā jāyēgā .

44You should also have a list of points: Today, this topic will be explained to you: How you can leave the kingdom of Ravan and go to the kingdom of deities.

51Rāvaṇ rājya sē daivī rājya mē̃ kaisē jā saktē haĩ  ? 52Samjhānī tō bhal ēk hī hai . 53Parantu bhinn-bhinn topic sunnē sē khuśhī hōgī ki bēhad K|kē bāp sē bēhad kā varsā kaisē miltā hai .

45The explanation is the same, but when people listen to the different topics, they will understand how they can claim their unlimited inheritance from the unlimited Father and experience a great deal of happiness.

54Jaisē sannyāsiyō̃ kā akhbār mē̃ paṛtā hai - āj 125 vā̃ yagya rachā hai , usmē̃ yah-yah sunāyēṅgē .

46It was written in a newspaper that the sannyasis are celebrating the 125th sacrificial fire and, beneath that, there was a list of the topics to be related.

55Yahā̃ tō bāp kahtē haĩ - maĩ ēk hī bār yagya rachtā hū̃ , jismē̃ sārī purānī duniyā svāhā hō jātī hai .

47Here, the Father says: Only once do I create this sacrificial fire into which the whole world is totally sacrificed.

56Vah tō bahut yagya rachtē haĩ . 57Julūs ādi kartē haĩ .

48They create many sacrificial fires and have many huge processions etc.

58Yahā̃ tō tum jāntē hō - yah rūdra śhivbābā kā ēk hī yagya hai , jismē̃ sārī purānī duniyā svāhā hō jātī hai , naī duniyā kī sthāpanā hō jātī hai aur tum jākar dēvtā ban jātē hō .

49You understand that Rudra Shiv Baba creates just this one sacrificial fire here and that the whole of the old world is to be totally sacrificed into it. 50The new world will be established and you will become deities.

59Yah bhī bāp tumkō samjhātē haĩ .

51The Father explains all of this to you.

60Rachayitā bāp hī ākar apnā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā sārā knowledge dētē haĩ aur rājyōg bhī sikhātē haĩ . 61Satyug mē̃ haĩ hī pavitra dēvtāyē̃ .

52The Father, the Creator, comes and gives you the knowledge of Himself and also the knowledge of the beginning, middle and end of creation.

62Vah rājāī bhī kartē haĩ .

53He also teaches you Raja Yoga.

63Uskō kahā jātā hai ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm .

54There are pure deities in the golden age; they also rule the kingdom.

64Yah bhī topic rakh saktē hō ki ādi sanātan satyugī dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kaisē hō rahī hai , viśhva mē̃ śhānti kaisē sthāpan hōtī hai - ākar samjhō .

55It is called the original eternal deity religion. 56You can also have this topic: How the original eternal deity religion of the golden age is being established and how peace is being created throughout the world.

65Parampitā paramātmā K|kē sivāē viśhva mē̃ śhānti sthāpan karnē key|kī rāy aur kōī dē nahī̃ saktē .

57Come and understand this. 58No one, but the Supreme Father, the Supreme Soul, can advise you how to make peace in the world.

66Rāy dēnē vālē kō bhī prize miltī hai .

59Prizes are given to people who create ideas.

67Viśhva mē̃ śhānti sthāpan karnē key|kī prize kaisē aur kaun dētē haĩ , yah bhī topic hai .

60There is also the topic: Who can give the prize for establishing peace in the world and how can it be accomplished?

68Aisē vichār sāgar manthan kar topic nikālnī chāhiē .

61Churn the ocean of knowledge and make a list of different topics.

69Aisā prabandh hō jō sab jagah ēk hī topic hō , sabkā connection rahēgā .

62Make such arrangements that the same topic is taken up everywhere.

70Aisī list banākar pahlē iśhārā dē dēnā chāhiē .

63Then, connections will be set up between you all.

71Phir samāchār dēhlī mē̃ ānā chāhiē .

64Make a list and let everyone know in advance.

72Sabkō mālūm paṛ jāē ki sab jagah aisā bhāṣhaṇ chalā , iskō kahā jātā hai unity . 73Sārī duniyā mē̃ disunity hai .

65That news should then be sent to Delhi so that everyone will know that the same lecture is going to be given everywhere. 66This is called unity.

74Rāmrājya kā gāyan hai - śhēr gaū ikaṭṭhā jal pītē haĩ . 75Trētā mē̃ aisā gāyan hai , tō satyug mē̃ kyā nahī̃ hōgā  !

67Throughout the world there is disunity, but the praise of the kingdom of Rama is that of the lion and the cow drinking water together from the same pool.

76Bākī śhāstrō̃ mē̃ tō anēk kathāyē̃ likh dī haĩ .

68If there is such a story given to the silver age, what must it have been like in the golden age?

77Tum tō bāp sē ēk hī kathā suntē hō .

69There are many different stories written in the scriptures.

78Duniyā mē̃ ḍhēr kathāyē̃ banātē rahtē haĩ .

70You now listen to just the one story told to you by the Father.

79Dvāpar sē lēkar kaliyug tak jō bhī śhāstra ādi chaltē haĩ , vahā̃ tō vah hōtē nahī̃ . 80Bhakti mārg key|kī sab bātē̃ pūrī hō jātī haĩ .

71They continue to make up countless stories in the world. 72None of the scriptures etc. that have been created from the beginning of the copper age to the end of the iron age exist there.

81Yahā̃ tum jō kuchh bhī dēkhtē hō , vah sab hai evil .

73Everything of the path of devotion ends. 74Whatever you see here is evil.

82Unkō dēkhtē huē na dēkhō , suntē huē na sunō .

75Therefore, see but don't see and hear but don't hear.

83Ab jō bāp samjhātē haĩ vahī buddhi mē̃ rakhō .

76Only keep the things in your intellects that the Father explains to you.

84Ham saṅgamyugī brāhmaṇ kitnē ūñch haĩ  !

77We Brahmins of the confluence age are so elevated.

85Dēvtāō̃ sē bhī ūñch haĩ .

78We are even more elevated than the deities.

86Is samay ham īśhvarīy aulād haĩ .

79At this time, we are the children of God.

87Dhīrē-dhīrē vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .

80The number of us is gradually continuing to grow.

88Itnī sahaj bāt bhī kiskī buddhi mē̃ nahī̃ ātī hai .

81Even such easy aspects do not sit in anyone’s intellect.

89Ham īśhvarīy santān haĩ tō jarūr svarg K|kē mālik hōnē chāhiē kyōṅki vah bāp svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ .

82You are the children of God, and so you definitely have to become the masters of heaven, because it is the Father who establishes heaven.

90Karōṛō̃ varṣh kah dēnē kāraṇ kōī bāt yād nahī̃ rahtī hai . 91Bāp ākar yād dilātē haĩ , yah tō 5 hajār varṣh key|kī bāt hai .

83Because the duration of the cycle has been given hundreds of thousands of years, they are not able to remember anything. 84The Father comes and reminds you.

92Tum dēvī-dēvtā thē .

85This is a matter of 5000 years.

93Ab phir tumkō vahī banātē haĩ .

86You were deities. 87He is now making you into those again.

94Sammukh sunnē sē kitnī khuśhī aur refreshment ā jātī hai .

88By listening personally, you experience a lot of happiness and become refreshed.

95Bachchē jō sayānē haĩ , samjhū haĩ , unkī buddhi mē̃ ātā hai - hamkō bāp sē varsā tō jarūr lēnā hai .

89It is the wise and sensible children who have it in their intellects that they must claim their inheritance from the Father.

96Bāp naī duniyā rachtē haĩ tō jarūr ham bhī naī duniyā mē̃ hōnē chāhiē .

90The Father makes the world new and we definitely have to be in that new world.

97Ēk bāp K|kē tō sab bachchē haĩ .

91All are the children of the one Father.

98Sabkā dharm , sabkē rahnē kā sthān , ānā-jānā sab bhinn-bhinn prakār kā hai .

92Everyone's religion is different and everyone's place of residence is also different. 93Each one comes and goes in a different way.

99Kaisē jākar mūlvatan mē̃ nivās kartē haĩ , yah bhī buddhi mē̃ hai . 100Mūlvatan mē̃ sijarā hai .

94How they go and reside in the supreme region is also in the intellect. 95There is the genealogical tree in the supreme region.

101Sūkṣhmavatan mē̃ sijarā nahī̃ dikhā saktē .

96The genealogical tree cannot be seen in the subtle region.

102Vahā̃ jō kuchh dikhātē haĩ vah sab haĩ sākṣhātkār key|kī bātē̃ .

97Whatever scenes are seen in the subtle region are just visions.

103Yah sab drama mē̃ nūndh hai .

98All of those are fixed in the drama.

104Phir sūkṣhmavatan mē̃ bhī jātē haĩ . 105Vahā̃ movie chaltī hai .

99When you go to the subtle region, you see everything as though it is a silent movie.

106Bīch mē̃ movie kā bhī drama banāyā thā . 107Phir talkie banā hai .

100At first, the films they made were silent, then they began to make them with sound.

108Silence kā tō drama ban na sakē .

101You cannot make a drama with just silence.

109Bachchē jāntē haĩ ham silence mē̃ kaisē rahtē haĩ .

102You children understand how you live in silence.

110Jaisē vahā̃ ātmāō̃ kā sijarā hai , vaisē yahā̃ manuṣhyō̃ kā hai .

103Just as there is the genealogical tree of souls there, so here, too, there is the tree of human beings.

111Tō aisī-aisī bātē̃ buddhi mē̃ rakh tum bhāṣhaṇ kar saktē hō .

104Keep all of these things in your intellects and give lectures on them.

112Phir bhī paṛhāī mē̃ time lagtā hai .

105It takes time to learn all of these things.

113Karkē yah bhī samajh jāē̃ parantu yād kī yātrā kahā̃ , jissē dhārṇā aur khuśhī hō .

106Even if you do understand everything, where is the pilgrimage of remembrance with which you can imbibe everything and experience happiness?

114Abhī tum yathārth rīti yōg sīkh rahē hō .

107You are now studying how to have accurate yoga.

115Bachchō̃ kō samjhāyā hai - sabkō bhāī-bhāī dēkhō .

108It has been explained to you children that you must regard everyone as your brother.

116Ātmā kā takht tō yah hai isliē bhāgīrath bābā kā siṃhāsan bhī maśhhūr hai .

109Each one’s forehead is the throne of a soul. 110This is why “The Lucky Chariot” as Baba’s throne has been remembered.

117Jab kisī kō samjhātē hō tō bhī aisē samjhō - ham bhāīyō̃ kō samjhātē haĩ .

111When you explain these things to others, remain aware that you are explaining to your brothers.

118Yahī dr̥iṣhṭi rahē - ismē̃ hī bhārī mēhnat hai .

112It takes great effort to maintain this outlook.

119Mēhnat sē hī ūñch pad miltā hai .

113It is by making this effort that you receive a high status.

120Bāp bhī aisē dēkhē̃gē , bāp key|kī nazar bhī bhr̥ikuṭī K|kē bīch mē̃ jāyēgī .

114The Father also sees you in this way. 115The Father’s vision is also drawn to the centre of the forehead.

121Ātmā tō chhōṭī bindī hai .

116A soul is just a tiny dot.

122Suntī bhī vahī hai .

117It is souls that listen.

123Tum bāp kō bhī bhr̥ikuṭī K|kē bīch mē̃ dēkhē̃gē .

118You also look at the Father in the centre of the forehead.

124Bābā bhī yahā̃ hai tō bhāī ( brahmā key|kī ātmā ) bhī yahā̃ hai .

119Baba is here and the brother (Brahma’s soul) is also here.

125Aisē buddhi mē̃ rahnē sē tum bhī jaisē gyān sāgar K|kē bachchē gyān sāgar ban jātē hō .

120By keeping such things in your intellects, you children of the Ocean of Knowledge also become oceans of knowledge.

126Tumhārē liē tō bahut sahaj hai .

121It is very easy for you to do this.

127Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahnē vālō̃ kē liē yah avasthā jarā muśhkil hai .

122It is a little difficult for those who live at home with their families to maintain this stage.

128Sunkar ghar chalē jātē haĩ . 129Vahā̃ kā vātāvaraṇ hī aur hai .

123They go home after listening, but the atmosphere in their homes is different.

130Yahā̃ sahaj hai .

124Here, it is easy.

131Bābā yukti bahut sahaj batātē haĩ - apnē kō ātmā samjhō , bāp kō yād karō .

125Baba tells you a very easy method: Consider yourselves to be souls and remember the Father. 126Consider others to be your brothers.

132Yah bhī bhāī hai , is dr̥iṣhṭi sē karmbandhan sē atīt hō jāyēṅgē .

127It is through this brotherly vision that you can go beyond all karmic bondages.

133Śharīr bhī bhūl jātā hai , sirph bāp hī yād rahtā hai .

128You will be able to forget bodies and just remember the Father.

134Ismē̃ mēhnat kartē rahē̃gē tab pass with honour hōṅgē .

129If you continue to make this effort, you will pass with honours.

135Aisī avasthā mē̃ birlā hī kōī rahtā hai . 136Viśhva kā mālik bhī vahī bantē haĩ .

130However, only a few are able to maintain this stage and it is they who become the masters of the world.

1378 ratnō̃ key|kī mālā hai nā . 138Tō purūṣhārth karnā hai .

131There is also the rosary of eight, and so you have to make effort.

139Ūñch pad pānē vālē kaisē bhī karkē purūṣhārth jarūr kartē hōṅgē .

132Those who are to claim a high status will definitely make this effort, no matter what happens.

140Ismē̃ dūsrī kuchh bhī bātē̃ nikaltī nahī̃ haĩ .

133There is no need to go into other things.

141Bhāī kī dr̥iṣhṭi , snēh aur sambandh hō jātā hai . 142Dr̥iṣhṭi vah jam jātī hai isliē bāp kahtē haĩ tumkō bahut guhya-guhya bātē̃ sunātā hū̃ .

134Love and relationships are formed with brotherly vision and that vision becomes firm. 135Therefore, the Father says: I explain many deep things to you.

143Ismē̃ abhyās karnā mēhnat kā kām hai .

136It takes effort to put them all into practice.

144Yahā̃ bhī baiṭhē hō tō apnē kō ātmā samjhō .

137As you sit here, each of you should consider yourself to be a soul.

145Ātmā hī suntī hai .

138It is the soul that listens.

146Sunnē vālī ātmā kō tum dēkhtē hō .

139You are looking at a soul who is listening.

147Manuṣhya tō kah dētē ātmā nirlēp hai . 148Bākī kyā śharīr suntā hai  ?

140Those people say that souls are immune to the effect of action.

149Yah tō wrong hai .

141Is the body listening?

150Bāp tumkō guhya-guhya bātē̃ sunātē haĩ .

142That is wrong. 143The Father tells you such deep things.

151Mēhnat tō bachchō̃ kō karnī hai .

144It is you children who have to make effort.

152Jō kalp pahlē banē thē vah mēhnat jarūr karē̃gē .

145Those who became something in the previous cycle will make effort again.

153Apnā anubhav bhī sunāyēṅgē - aisē ham suntā-sunātā hū̃ . 154Ṭēv ( ādat ) paṛ gaī hai .

146They also relate their own experience: I speak and listen in this way and have developed this habit.

155Ātmā kō hī sunātē haĩ - manmanābhav .

147It is souls that are told “Manmanabhav”.

156Phir vah unkō , vah unkō kahtē haĩ - manmanābhav arthāt bāp kō yād karō .

148Each one of you is told “Manmanabhav”, that is, “Remember the Father.”

157Yah gupta mēhnat hai .

149This effort is incognito.

158Jaisē paṛhāī bhī ēkānt mē̃ jhāṛ kē nīchē jākar paṛhtē haĩ , vah hai sthūl bāt .

150Students go and sit under a tree to study, but that is a physical thing.

159Yah tō practice karnē key|kī bāt hai . 160Din-pratidin tumhārī yah practice baṛhtī jāyēgī .

151By your practising all of this now, this habit will increase day by day.

161Tum naī-naī bātē̃ suntē hō nā .

152You are listening to new things.

162Jō tum abhī suntē hō vah phir nayē-nayē ākar sunē̃gē .

153Whatever you hear now, new ones will also come and hear them.

163Kōī kahtē haĩ ham dērī sē āyē haĩ .

154Some say that they have come late.

164Arē , tum tō aur hī first class guhya-guhya bātē̃ suntē hō , jō purūṣhārth karnē sē hī ūñch pad miltā hai .

155However, you in fact hear very first-class, deep and subtle things and by making effort you can claim a very high status.

165Aur hī achchhā .

156It is good.

166Māyā tō pichhāṛī tak chhōṛtī nahī̃ hai .

157Maya is not going to leave you until the very end.

167Māyā key|kī laṛāī chaltī rahēgī .

158Your war with Maya will continue until you gain victory.

168Jab tak tum jīt pahanō .

159Then you will suddenly depart.

169Phir anāyās hī tum chalē jāyēṅgē . 170Jō jitnā yād karē̃gē , samajhē̃gē ham jātē haĩ bāp kē pās , śharīr chhōṛ dētē haĩ .

160Depending on how much remembrance you have, you will become aware that you are going to the Father and you will then leave your body.

171Bābā nē dēkhā hai - aisē brahm mē̃ līn hōnē kā lakṣhya rakhnē vālē jab śharīr chhōṛtē haĩ tō sannāṭā hō jātā hai .

161Baba has seen that, when those who have the aim of merging into the brahm element leave their bodies, total silence spreads all around.

172Bākī mōkṣh tō kōī pātā nahī̃ hai , na vāpis hī jātē haĩ . 173Nāṭak mē̃ tō sab actors chāhiē nā .

162Nevertheless, no one is able to attain eternal liberation, nor is anyone able to return home yet.

174Ant mē̃ sab ā jātē haĩ .

163All the actors are needed in this drama.

175Jab ēk bhī nahī̃ rahēgā tab vāpis jāyēṅgē .

164All of them have to be down here at the end.

176Jō bhī manuṣhya mātra haĩ , sab chalē jāyēṅgē . 177Bākī thōṛē bachē̃gē .

165When not a single soul remains up there, everyone then has to return home.

178Vah kahē̃gē sabkō see|sī|C of|off kiyā . 179Is samay satyug key|kī sthāpanā hō rahī hai .

166However many human beings there are, they will all have to return home; there will just be a few who remain here.

180Kitnē karōṛō̃ manuṣhya haĩ .

167They will say: We will see everyone off.

181Sabkō ham see|sī|C of|off kar phir apnī rājdhānī mē̃ chalē jāyēṅgē .

168At this time, the golden age is being established.

182Vō lōg tō karkē 40-50 kō see|sī|C of|off kartē hōṅgē . 183Tum kitnō̃ kō see|sī|C of|off kartē hō .

169There are so many billions of human beings, and so we will see everyone off and then go into our own kingdom.

184Sabhī ātmāyē̃ machchharō̃ sadr̥iśhya chalī jāyēṅgī śhāntidhām .

170Others would perhaps see 40 to 50 people off but how many souls will you see off?

185Tum āyē hō sāth lē jānē aur sabkō bhējnē kē liē .

171All souls will return like a swarm of mosquitos to the land of peace.

186Tumhārī bātē̃ wonderful haĩ . 187Itnē karōṛō̃ manuṣhya jāyēṅgē .

172I have come here to take you and everyone else back home and I will then send you back down.

188Unkō see|sī|C of|off karē̃gē .

173These are wonderful things.

189Sab vāpis mūlvatan mē̃ chalē jāyēṅgē .

174Billions of human beings will be going home.

190Yah bhī tumhārī buddhi hī kām kartī hai .

175You will see them all off.

191Dhīrē-dhīrē sijarā baṛā hō jāyēgā .

176Everyone will return home to the supreme region.

192Phir rūṇḍ mālā rūdra mālā ban jāyēgī .

177Your intellects now have to work on all of these matters.

193Yah bāt tumhārī buddhi mē̃ hai ki rūdra mālā rūṇḍ mālā kaisē bantī hai .

178The tree will gradually start to grow large again. 179The rosary of Runda will become the rosary of Rudra.

194Tumhārē mē̃ bhī jō viśhālbuddhi haĩ vahī is bāt kō samajh saktē haĩ .

180It is in your intellects how the rosary of Rudra (Shiva) becomes the rosary of Runda (Vishnu).

195Anēk prakār sē bāp samjhātē rahtē haĩ - yād karnē liē . 196Ham rūdra mālā mē̃ jākar rūṇḍ mālā mē̃ āyēṅgē .

181Amongst you though, it is only those who have broad and unlimited intellects who are able to understand all of these subtle things.

197Phir number-vār ātē rahē̃gē . 198Kitnī baṛī rūdra mālā bantī hai .

182The Father explains these things to you in various ways so that you are able to remember them.

199Is gyān kō kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ . 200Śhurū sē lēkar is gyān kō kōī jāntē nahī̃ .

183From the rosary of Rudra, you will go into the rosary of Runda; then you will continue to go down, numberwise.

201Tum saṅgamyugī brāhmaṇ hī jāntē hō .

184The rosary of Rudra is so huge! 185No one else understands this knowledge.

202Is saṅgamyug kō yād karō tō sārī knowledge buddhi mē̃ ā jāyēgī .

186Since the very beginning, no one else has been able to know this knowledge.

203Tum hō light house . 204Sabkō ṭhikānē par lagānē vālē .

187Only you Brahmins of the confluence age are able to understand it all.

205Tum kaisē achchhē light house bantē hō . 206Aisī kōī bāt nahī̃ jō tumsē lāgū na hōtī hō .

188Just remember the confluence age and all the knowledge will enter your intellects.

207Tum surgeon bhī hō , sarrāph bhī hō , dhōbī bhī hō .

189You are lighthouses who show everyone their destination.

208Sabhī khūbiyā̃ ( viśhēṣhatāyē̃ ) tumhārē mē̃ ā jātī haĩ .

190You become such good lighthouses. 191There are no aspects that do not apply to you.

209Mahimā tumhārī bhī hō jātī hai , parantu number-vār purūṣhārth anusār . 210Jaisē-jaisē kartavya kartē hō aisā-aisā gāyan hōtā hai .

192You are surgeons, pawnbrokers and launderers. 193All of these specialities are within you, and so all of this praise applies to you but, numberwise, according to the efforts you make.

211Bāp tō direction dētē haĩ us par vichār karnā , seminar karnā tum bachchō̃ kā kām hai .

194The praise you receive is according to the tasks you perform. 195The Father gives you directions and you have to think about them.

212Bābā kōī manā nahī̃ kartē haĩ .

196It is the duty of you children to hold seminars.

213Achchhā , bahut sunānē sē kyā phāydā .

197Baba won’t stop you from doing anything. 198Achcha.

214Bāp kahtē haĩ manmanābhav .

199What benefit is there in explaining so much?

215Bābā tumhē̃ kitnā tarāvaṭī māl khilātē haĩ .

200The Father says: Manmanabhav! 201Baba feeds you such nourishing food.

216Achchhā .

202Achcha.

217Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

203To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

218Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

204The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

219Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

205Essence for dharna:

2201 ) sadā naśhā rahē ki ham saṅgamyugī brāhmaṇ dēvtāō̃ sē bhī ūñch haĩ kyōṅki abhī ham īśhvarīy aulād haĩ , ham master gyān sāgar haĩ .

206 1. Always maintain this intoxication: We Brahmins of the confluence age are even more elevated than the deities because, at this time, we are God’s children; we are master oceans of knowledge.

221Sabhī khūbiyā̃ is samay hamārē mē̃ bhar rahī haĩ .

207It is at this time that we inculcate all of these specialities into ourselves.

2222 ) jō bāp samjhātē haĩ vahī buddhi mē̃ rakhnā hai , bākī kuchh bhī suntē huē na sunō , dēkhtē huē na dēkhō .

208 2. Only keep the things that the Father explains in your intellects. 209While hearing anything else, don’t hear it. 210While seeing anything else don’t see it.

223Hear no evil , see no evil …

211Hear no evil! 212See no evil!

Blessing

224Vardān  : īśhvarīy sēvā dvārā variety mēvā prāpt karnē vālī adhikārī ātmā bhav

213Blessing: May you be a soul who has all rights and receives a variety of fruit by doing Godly service.

225Kahā jātā hai «  karō sēvā tō milē mēvā ' ' .

214 It is said: Do service and eat the fruit of that.

226Īśhvarīy gyān dēnā hī īśhvarīy sēvā hai jō yah sēvā kartē haĩ unhē̃ atīndriya sukh kā , śhaktiyō̃ kā , khuśhī kā variety mēvā miltā hai .

215To give Godly knowledge is Godly service and those who do this service receive a variety of fruit of supersensuous joy, powers and happiness.

227Āp brāhmaṇ hī iskē adhikārī hō kyōṅki āpkā kām hī hai īśhvarīy paṛhāī paṛhnā aur paṛhānā , jissē īśhvar K|kē ban jāē̃ .

216Only you Brahmins have a right to this because your duty is to study and teach others this Godly study through which they can belong to God.

228Tō aisī īśhvarīy sēvā karnē sē īśhvarīy phal K|kē adhikārī ban gayē - isī naśhē mē̃ rahō .

217By doing such Godly service, you claim a right to Godly fruit; maintain this intoxication.

Slogan

229Slōgan  : bāp kē sāth rahkar karma karō tō double light rahē̃gē .

218Slogan: Do everything while staying with the Father and you will remain double light.

219*** Om Shanti ***