बुधवार 3 अप्रैल 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

003-04-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 03/04/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bāp kī yād mē̃ sadā harṣhit rahō , purānī dēh kā bhān chhōṛtē jāō , kyōṅki tumhē̃ yōgbal sē vāyumaṇḍal kō śhuddha karnē key|kī sēvā karnī hai ' '

1Essence: Sweet children, remain constantly cheerful in remembrance of the Father. 2Continue to renounce the old awareness of bodies because you have to do the service of purifying the atmosphere with the power of yoga.

Question

2Praśhna  : scholarship lēnē athavā apnē āpkō rājāī kā tilak dēnē K|kē liyē kaun-sā purūṣhārth chāhiē  ?

3Question: What effort must you make in order to win a scholarship and to receive a tilak for the kingdom?

Answer

3Uttar  : rājāī kā tilak tab milēgā jab yād kī yātrā kā purūṣhārth karē̃gē . 4Āpas mē̃ bhāī-bhāī samajhnē kā abhyās karō tō nām-rūp kā bhān nikal jāyē .

4Answer: You will receive a tilak for the kingdom when you make effort to stay on the pilgrimage of remembrance. 5Practise considering yourselves to be brothers of each other and any awareness of name and form will then be removed. 6Never listen to wasteful matters.

5Phāltū bātē̃ kabhī bhī na sunō . 6Bāp jō sunātē haĩ vahī sunō , dūsrī bātō̃ sē kān band kar lō .

7Only listen to the things that the Father says; close your ears to everything else.

7Paṛhāī par pūrā dhyān dō tab scholarship mil saktī hai .

8Pay full attention on study because only then can you win a scholarship.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Bachchē jāntē haĩ ham śhrīmat par apnē liyē rājdhānī sthāpan kar rahē haĩ .

10You children know that you are establishing your kingdom by following shrimat.

10Jitnī jō service kartē haĩ , mansā-vāchā-karmaṇā apnā hī kalyāṇ kartē haĩ .

11To the extent that you serve with your thoughts, words and deeds, you will accordingly benefit yourselves.

11Ismē̃ haṅgāmē̃ ādi key|kī kōī bāt nahī̃ .

12There is no question of upheaval etc. in this.

12Bas , is purānī dēh kā bhān chhōṛtē-chhōṛtē tum vahā̃ jākar pahũchtē hō .

13You simply renounce the awareness of this old world and go and arrive there.

13Bābā kō yād karnē sē khuśhī bhī bahut hōtī hai .

14You have a lot of happiness by remembering Baba.

14Sadaiv yād rahē tō khuśhī hī khuśhī rahē . 15Bāp kō bhūlnē sē murajhāis ātī hai .

15If you constantly stay in remembrance, there will be nothing but happiness.

16Bachchō̃ kō sadaiv harṣhit rahnā chāhiē .

16By forgetting the Father, you wilt.

17Ham ātmā haĩ . 18Ham ātmā kā bāp is mukh dvārā bōltē haĩ , ham ātmā in kānō̃ dvārā suntē haĩ .

17You children should remain constantly happy. 18I am a soul and the Father of myself, this soul, is speaking through this mouth.

19Aisē-aisē apnī ādat ḍālnē kē liē mēhnat karnī hōtī hai .

19I, this soul, am listening with these ears. 20You have to make effort to instil such habits.

20Bāp kō yād kartē-kartē vāpis ghar jānā hai .

21You have to return home while remembering the Father.

21Yah yād kī yātrā hī bahut tākat dētī hai .

22This pilgrimage of remembrance gives you a lot of power.

22Tumkō itnī tākat miltī hai jō tum viśhva K|kē mālik bantē hō .

23You receive so much strength that you become the masters of the world.

23Bāp kahtē haĩ tum māmēkam yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

24The Father says: Constantly remember Me alone and your sins will be absolved.

24Is bāt kō pakkā karnā chāhiē .

25You should make this firm.

25Ant mē̃ yahī vaśhīkaraṇ mantra kām mē̃ āyēgā .

26At the end, this mantra that disciplines the mind will be useful.

26Sabkō paigām bhī yahī dēnā hai - apnē kō ātmā samjhō , yah śharīr vināśhī hai .

27The message you have to give everyone is: Consider yourself to be a soul; that body is perishable.

27Bāp kā farmān hai mujhē yād karō tō pāvan ban jāyēṅgē .

28The Father’s order is: Remember Me and you will become pure.

28Tum bachchē bāp kī yād mē̃ baiṭhē hō .

29You children are sitting in remembrance of the Father.

29Sāth mē̃ gyān bhī hai kyōṅki tum rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō bhī jāntē hō . 30Sva ātmā mē̃ sārā gyān hai .

30Together with that, you have this knowledge too because you know the Creator and the beginning, middle and end of creation.

31Tum svadarśhan chakradhārī hō nā .

31You souls have all of this knowledge.

32Tumhārī yahā̃ baiṭhē-baiṭhē bahut kamāī hō rahī hai .

32You are spinners of the discus of self-realisation.

33Tumhārī din aur rāt kamāī hī kamāī hai .

33You earn a lot of income while sitting here.

34Tum yahā̃ ātē hī hō sachchī kamāī karnē K|kē liyē .

34Day and night you are just earning. 35You come here to earn a true income.

35Sachchī kamāī aur kahā̃ bhī hōtī nahī̃ , jō sāth chalē .

36Nowhere else can you earn a true income that goes with you.

36Tumkō aur kōī dhandhā ādi tō yahā̃ hai nahī̃ .

37You do not have any other business etc. here in Madhuban.

37Vāyumaṇḍal bhī aisā hai .

38The atmosphere is very good.

38Tum yōgbal sē vāyumaṇḍal kō bhī śhuddha kartē hō .

39You also purify the atmosphere with the power of yoga.

39Tum bahut service kar rahē hō .

40You are doing a lot of service.

40Jō apnī sēvā kartē haĩ vahī bhārat key|kī sēvā kartē haĩ .

41Those who serve themselves are also serving Bharat.

41Phir yah purānī duniyā bhī nahī̃ rahēgī .

42Later, even this old world will not remain.

42Tum bhī nahī̃ hōṅgē .

43You won’t be here either.

43Duniyā hī naī ban jāyēgī .

44The world itself will become new.

44Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ sārā gyān hai .

45You children have all of this knowledge in your intellects.

45Yah bhī jāntē haĩ ki kalp pahlē jō service kī hai vah ab kartē rahtē haĩ .

46You also know that you will continue to do the service that you did in the previous cycle.

46Din-pratidin bahutō̃ kō āp samān banātē hī rahtē haĩ .

47Day by day, you continue to make many others similar to you.

47Is gyān kō sunkar bahut khuśhī hōtī hai . 48Rōmāñch khaṛē hō jātē haĩ .

48You become so happy when you listen to this knowledge that you have goose pimples.

49Kahtē haĩ yah gyān kabhī kōī sē sunā nahī̃ hai . 50Tum brāhmaṇō̃ sē hī suntē haĩ .

49People say that they have never heard this knowledge from anyone else before, that they only hear it from you Brahmins.

51Bhakti mārg mē̃ tō mēhnat kuchh bhī nahī̃ hai . 52Ismē̃ sārī purānī duniyā kō bhūlnā hōtā hai .

50On the path of devotion, there is no effort required, whereas here you have to forget the whole of the old world.

53Yah bēhad kā sannyās bāp hī karātē haĩ .

51Only the Father inspires you to have this unlimited renunciation.

54Tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār haĩ .

52You children are numberwise.

55Khuśhī bhī number-vār hōtī hai , ēk jaisī nahī̃ .

53You also have happiness, numberwise; not everyone has the same amount.

56Gyān-yōg bhī ēk jaisā nahī̃ .

54Knowledge and yoga are also not the same.

57Aur sabhī manuṣhya tō dēhdhāriyō̃ kē pās jātē haĩ . 58Yahā̃ tum unkē pās|pass ātē hō , jiskō apnī dēh nahī̃ .

55All other human beings go to bodily beings, but you come here to the One who doesn’t have a body of His own.

59Yād kā jitnā purūṣhārth kartē rahē̃gē utnā satōpradhān bantē jāyēṅgē . 60Khuśhī baṛhtī rahēgī .

56The more effort you continue to make for remembrance, the more satopradhan you will continue to become; your happiness will continue to increase.

61Yah hai ātmā aur paramātmā kā śhuddha lav|love .

57This is the pure love of souls for the Supreme Soul.

62Vah hai bhī nirākār .

58He is incorporeal.

63Tumhārī jitnī kaṭ utartī jāyēgī , utnī kaśhiśh hōgī .

59The more that the rust is removed from you, the more attraction there will be.

64Apnī degree tum dēkh saktē hō - ham kitnā khuśhī mē̃ rahtē haĩ  ?

60You can check your degrees to see how happy you remain.

65Ismē̃ āsan ādi lagānē key|kī bāt nahī̃ hai .

61There is no need to have a special sitting position etc.

66Haṭhyōg nahī̃ hai .

62This is not hatha yoga.

67Ārām sē baiṭhē bābā kō yād kartē rahō .

63You can sit comfortably and continue to remember Baba.

68Lēṭē huē bhī yād kar saktē hō .

64You can remember Him even while lying down.

69Bēhad kā bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tum satōpradhān ban jāyēṅgē aur pāp kaṭ jāyēṅgē .

65The unlimited Father says: Remember Me and you will become satopradhan and your sins will be cut away.

70Bēhad kā bāp jō tumhārā teacher bhī hai , satgurū bhī hai , unkō bahut pyār sē yād karnā chāhiyē .

66You should remember with so much love the unlimited Father, who is also your Teacher and Satguru. 67It is in this that Maya causes obstacles.

71Ismē̃ hī māyā vighna ḍāltī hai . 72Dēkhnā hai hamnē bāp kī yād mē̃ rah harṣhit hōkar khānā khāyā  ?

68You have to see whether you take your meals while staying in remembrance of Baba and while being cheerful.

73Āśhik kō māśhūk milā hai tō jarūr khuśhī hōgī nā .

69The lovers have found the Beloved and so they would definitely be happy.

74Yād mē̃ rahnē sē tumhārā bahut jamā hōtā jāyēgā .

70By staying in remembrance, you will continue to accumulate a great deal.

75Mañzil bahut baṛī hai .

71The destination is very high.

76Tum kyā sē kyā bantē hō  !

72Look what you are becoming from what you were!

77Pahlē tō bēsamajh thē , abhī tum bahut samajhdār banē hō .

73Previously, you were senseless. 74You have now become very sensible.

78Tumhārī aim object kitnī first class hai .

75Your aim and objective is so first class.

79Tum jāntē hō ham bābā kō yād kartē-kartē is purānī khāl kō chhōṛ jāē naī lē̃gē .

76You know that you will shed those old skins while remembering Baba and take new ones.

80Karmātīt avasthā hōnē sē phir yah khāl chhōṛ dēgē .

77When you reach your karmateet stage, you will shed those skins.

81Najdīk ānē sē ghar key|kī yād ātī hai nā .

78As you go close to your home, you remember that home.

82Bābā key|kī knowledge baṛī mīṭhī hai .

79Baba’s knowledge is very sweet.

83Bachchō̃ kō kitnā naśhā chaṛhnā chāhiē .

80You children should feel so intoxicated.

84Bhagvān is rath mē̃ baiṭh tumkō paṛhātē haĩ .

81God is sitting in this chariot and teaching you.

85Abhī tumhārī hai chaṛhtī kalā .

82It is now your stage of ascent.

86Chaṛhtī kalā tērē bhānē sarv kā bhalā .

83There is benefit for everyone due to the stage of ascent.

87Tum kōī naī bātē̃ nahī̃ suntē hō .

84You are not listening to anything new.

88Jāntē hō anēk bār hamnē sunī hai , vahī phir sē sun rahē haĩ .

85You know that you have heard all of these things many times before and that you are listening to the same things once again.

89Sunnē sē andar hī andar mē̃ gadgad hōtē rahē̃gē .

86When you hear these things, you bubble up inside with happiness.

90Tum hō unknown warriors aur very well known .

87You are the unknown warriors who are very well known.

91Tum sārē viśhva kō heaven banātē hō , tab dēviyō̃ key|kī itnī pūjā hōtī hai .

88You make the whole world into heaven and this is why the goddesses are worshipped so much.

92Karnē vālē aur karānē vālē dōnō̃ key|kī pūjā hōtī hai .

89The ones who act and the One who inspires you to act are all worshipped.

93Bachchē jāntē haĩ dēvī-dēvtā dharm vālō̃ kā sapling lag rahā hai .

90You children know that the sapling of the deity religion is being established.

94Yah rivāj abhī paṛā hai .

91This system started now.

95Tum apnē kō tilak lagātē hō .

92Each of give you yourself a tilak.

96Jō achchhī rīti paṛhtē haĩ vah apnē kō scholarship lāyak banātē haĩ .

93Those who study well make themselves worthy of receiving a scholarship.

97Bachchō̃ kō yād kī yātrā kā bahut purūṣhārth karnā chāhiē .

94You children have to make a lot of effort to stay on the pilgrimage of remembrance.

98Apnē kō bhāī-bhāī samjhō tō nām-rūp kā bhān nikal jāyē , ismē̃ hī mēhnat hai .

95Consider yourselves to be brothers and the awareness of name and form will be removed. 96It is this that requires effort.

99Bahut attention dēnā hai .

97You have to pay a lot of attention.

100Phāltū bātē̃ kabhī sunnī nahī̃ hai .

98Never listen to wasteful matters.

101Bāp kahtē haĩ maĩ jō sunāū̃ , vah sunō .

99The Father says: Only listen to the things that I tell you.

102Jharmuī jhagmuī key|kī bātē̃ na sunō .

100Do not listen to gossip; close your ears to that.

103Kān band karō . 104Sabkō śhāntidhām aur sukhdhām kā rāstā batātē rahō .

101Continue to show everyone the path to the land of peace and the land of happiness.

105Jitnā jō bahutō̃ kō rāstā batātē haĩ , utnā unkō phāydā miltā hai . 106Kamāī hōtī hai .

102The more you show the path to others, the more you benefit yourself; you earn an income.

107Bāp āyē haĩ sabkā śhrr̥iṅgār karnē aur ghar lē chalnē .

103The Father has come to decorate you all and take you back home.

108Bāp bachchō̃ kā sadaiv madadgār bantē haĩ .

104The Father is always the Helper of the children.

109Jō bāp K|kē madadgār banē haĩ , unkō bāp bhī pyār sē dēkhtē haĩ .

105The Father looks at those who become His helpers with a lot of love.

110Jō bahutō̃ kō rāstā batātē haĩ , tō bābā bhī unkō bahut yād kartē haĩ . 111Unkō bhī bāp K|kē yād kī kaśhiśh hōtī hai .

106Baba very much remembers those who show the path to many others, and they too feel the pull of the Father’s remembrance.

112Yād sē hī kaṭ utartī jāyēgī , bāp kō yād karnā gōyā ghar kō yād karnā .

107Your rust will continue to be removed by having remembrance. 108To remember the Father means to remember the home.

113Sadaiv bābā-bābā kartē rahō .

109Constantly continue to say “Baba, Baba!”

114Yah hai brāhmaṇō̃ key|kī rūhānī yātrā .

110This is the spiritual pilgrimage of Brahmins.

115Supreme rūh kō yād kartē-kartē ghar pahũch jāyēṅgē .

111You will go home by remembering the Supreme Spirit.

116Jitnā dēhī-abhimānī bannē kā purūṣhārth karē̃gē tō karmēndriyā̃ vaśh hōtī jāyēgī .

112The more effort you make to become soul conscious, the more your physical organs will be controlled.

117Karmēndriyō̃ kō vaśh karnē kā ēk hī upāya yād kā hai .

113There is only the one method of having remembrance to control your physical organs.

118Tum hō rūhānī svadarśhan chakradhārī brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ .

114You are the spiritual spinners of the discus of self-realisation, the decoration of the Brahmin clan.

119Tumhārā yah sarvōttam śhrēṣhṭh kul hai .

115This is your highest, most elevated clan.

120Brāhmaṇ kul dēvtāō̃ K|kē kul sē bhī ūñch hai kyōṅki tumkō bāp paṛhātē haĩ .

116The Brahmin clan is even higher than the deity clan because the Father is teaching you.

121Tum bāp K|kē banē hō , bābā sē viśhva kī bādśhāhī kā varsā lēnē K|kē liyē .

117You now belong to the Father in order to claim your inheritance of the sovereignty of the world from Baba.

122Bābā kahnē sē hī varsē key|kī khuśhbū ātī hai .

118When you say “Baba”, you receive the fragrance of the inheritance.

123Śhiv kō hamēśhā bābā-bābā kahtē haĩ .

119Shiva is always called “Baba”.

124Śhivbābā hai hī sadgati dātā aur kōī sadgati dē na sakē .

120Shiv Baba is the Bestower of Salvation. 121No one else can grant salvation.

125Sachchā satgurū ēk hī nirākār hai jō ādhākalp K|kē liyē rājya dēkar jātē haĩ .

122Only the one incorporeal One is the true Satguru and He departs after giving you the kingdom for half a cycle.

126Tō mūl bāt hai yād kī .

123So, the main thing is remembrance.

127Antkāl kōī śharīr kā bhān athavā dhan daulat yād na āyē .

124At the end, you should have no awareness of your bodies, wealth or property.

128Nahī̃ tō punarjanma lēnā paṛēgā .

125Otherwise, you will have to take rebirth.

129Bhakti mē̃ kāśhī kalvaṭ khātē haĩ , tumnē bhī kāśhī kalvaṭ khāyā hai athavā bāp K|kē banē hō .

126On the path of devotion, they sacrifice themselves at Kashi. 127You too have sacrificed yourselves, that is, you now belong to the Father.

130Bhakti mārg mē̃ bhī kāśhī kalvaṭ khākar samajhtē haĩ sab pāp kaṭ gayē .

128On the path of devotion, they think that all their sins are cut away by sacrificing themselves at Kashi.

131Parantu vāpis tō kōī jā nahī̃ saktē .

129However, no one can return home yet.

132Jab sab ūpar sē ā jāyē̃ phir vināśh hōgā . 133Bāp bhī jāyēṅgē , tum bhī jāyēṅgē .

130When all the souls up above have come down, destruction will take place.

134Bākī kahtē haĩ pāṇḍav pahāṛō̃ par gal gayē .

131The Father will go back home and you will also go back with Him.

135Vah tō jaisē āpghāt hō jāyē .

132People say that the Pandavas melted on the mountains.

136Bāp achchhī rīti samjhātē haĩ .

133That would be like committing suicide.

137Bachchē sarv kā sadgati dātā ēk maĩ hū̃ , kōī dēhdhārī tumhārī sadgati kar nahī̃ saktē .

134The Father explains to you very clearly: Children, I alone am the Bestower of Salvation for all. 135No bodily being can grant you salvation.

138Bhakti sē sīṛhī nīchē utartē āyē haĩ , ant mē̃ bāp ākar jōr sē chaṛhātē haĩ .

136You have continued to come down the ladder on the path of devotion. 137Now, at the end, the Father comes and takes you back up by force.

139Iskō kahā jātā hai achānak bēhad sukh key|kī lottery miltī hai .

138This is called, “Suddenly winning the lottery of unlimited happiness.”

140Vah hōtī hai ghuṛ-dauṛ . 141Yah hai ātmāō̃ key|kī dauṛ .

139There, they have horse races, whereas here it is the race of souls.

142Parantu māyā K|kē kāraṇ accident hō jātā hai athavā fārkatī dē dētē haĩ .

140However, because of Maya, you have accidents or you divorce the Father. 141Maya breaks your intellects’ yoga.

143Māyā buddhiyōg tōṛ dētī hai . 144Kām sē hār khātē tō key|kī kamāī chaṭ hō jātī hai .

142When someone is defeated by lust, all the income that that one had earned is lost.

145Kām baṛā bhūt hai , kām par jīt pānē sē jagatjīt banē̃gē .

143Lust is a big evil spirit and by conquering it you will become a conqueror of the world.

146Lakṣhmī-nārāyaṇ jagatjīt thē .

144Lakshmi and Narayan were the conquerors of the world.

147Bāp kahtē haĩ yah antim janm pavitra jarūr bannā hai , tab jīt hōgī .

145The Father says: You definitely have to become pure in this final birth. 146Only then will you be victorious.

148Nahī̃ tō hār khāyēṅgē .

147Otherwise, you will be defeated.

149Yah hai mr̥ityulōk kā antim janm .

148This is the final birth in the land of death.

150Amarlōk K|kē 21 janmō̃ kā aur mr̥ityulōk K|kē 63 janmō̃ kā rāz bāp hī samjhātē haĩ .

149Only the Father tells you the secrets of the 21 births in the land of immortality and the 63 births in the land of death.

151Ab dil sē pūchhō ki ham lakṣhmī-nārāyaṇ bannē K|kē lāyak haĩ  ?

150Now each of you has to ask your heart: Am I worthy of becoming like Lakshmi or Narayan?

152Jitnī dhārṇā hōtī rahēgī utnī khuśhī bhī hōgī .

151To the extent that you have dharna, you will accordingly have happiness too.

153Parantu takdīr mē̃ nahī̃ hai tō māyā ṭhaharnē nahī̃ dētī hai .

152However, if it is not in your fortune, Maya doesn’t allow this to stay.

154Is madhuban kā prabhāv din-pratidin jāstī baṛhtā rahēgā .

153The impact of Madhuban will continue to increase a lot day by day.

155Mukhya battery yahā̃ hai , jō serviceable bachchē haĩ , vah bāp kō bahut pyārē lagtē haĩ .

154The main battery is here. 155The Father loves the serviceable children a great deal.

156Jō achchhē serviceable bachchē haĩ unkō chun-chun kar bābā searchlight dētē haĩ .

156The Father selects good, serviceable children and gives them a searchlight.

157Vah bhī jarūr bābā kō yād kartē haĩ .

157They too definitely remember Baba.

158Serviceable bachchō̃ kō bāpdādā dōnō̃ yād kartē haĩ , searchlight dētē haĩ .

158Both Bap and Dada remember the serviceable children and give them a searchlight.

159Kahtē haĩ miṭharā ghur ta ghurāy … yād karō tō yād kā response milēgā .

159He says: When you give love, you receive love.

160Ēk taraph hai sārī duniyā , dūsrī taraph hō tum sachchē brāhmaṇ .

160Remember Baba and you will receive the response of your remembrance.

161Ūñchē tē ūñchē bāp K|kē tum bachchē hō , jō bāp sarv kā sadgati dātā hai .

161The whole world is on one side and you true Brahmins are on the other side.

162Tumhārā yah divya janm hīrē samān hai . 163Hamkō kauṛī sē hīrā bhī vahī banātē haĩ .

162You are the children of the highest-on-high Father who is the Bestower of Salvation for all.

164Ādhākalp K|kē liyē itnā sukh dē dētē haĩ jō phir unkō yād karnē key|kī darkār nahī̃ .

163This divine birth of yours is like a diamond. 164He is the One who changes us from shells into diamonds.

165Bābā kahtē - bachchē , ḍhērō̃ kā ḍhēr dhan tumkō dētā hū̃ . 166Tum sab ganvā baiṭhē hō .

165He gives you so much happiness that there is no need to remember Him for half a cycle.

167Kitnē hīrē javāharāt mērē hī mandir mē̃ lagātē hō .

166Baba says: I gave you lots and lots of wealth, but you lost it all.

168Ab tō hīrē kā dēkhō kitnā dām hai  !

167You used so many diamonds and jewels for My temple.

169Āgē hīrō̃ par bhī rūṅg ( sāth mē̃ kōī dūsrī gift ) miltī thī , ab tō sabjī par bhī rūṅg ( sabjī kē sāth kuchh mircha , dhaniyā ādi dē dētē thē ) nahī̃ miltī .

168Look how much diamonds cost now! 169Previously, you would get a small bonus when buying diamonds, whereas now you don’t get any bonus even when buying vegetables.

170Tum jāntē hō kaisē rājya liyā , kaisē ganvāyā  ?

170You know how you claimed your kingdom and how you then lost it.

171Ab phir lē rahē haĩ .

171You are now once again claiming it.

172Yah gyān baṛā wonderful hai .

172This knowledge is very wonderful.

173Kōī key|kī buddhi mē̃ muśhkil ṭhahartā hai .

173It hardly sits in anyone’s intellect.

174Rājāī lēnī hai tō śhrīmat par pūrā chalnā hai .

174If you want to claim a kingdom, you have to follow shrimat fully.

175Apnī mat kām mē̃ nahī̃ āyēgī .

175Your own dictates are of no use.

176Jītē jī vānaprasth mē̃ jānā hai tō sab kuchh inkō dēnā paṛē . 177Vāris banānā paṛē .

176In order to go into the stage of retirement while alive, you have to give everything to that One; you have to make Him your Heir.

178Bhakti mārg mē̃ bhī vāris banātē haĩ . 179Dān kartē haĩ parantu alpkāl K|kē liyē .

177On the path of devotion too, people make Him their heir by donating, but that is for a temporary period.

180Yahā̃ tō inkō vāris banānā hōtā hai - janma-janmāntar K|kē liyē .

178Here, you have to make that One your Heir for birth after birth.

181Gāyan bhī hai follow father .

179It is remembered: Follow the Father.

182Jō follow kartē haĩ vah ūñch pad pātē haĩ .

180Those who follow Him claim a high status.

183Bēhad K|kē bāp kā bannē sē hī bēdah kā varsā pāyēṅgē .

181You will claim an unlimited inheritance by belonging to the unlimited Father.

184Śhivbābā tō hai dātā . 185Yah bhaṇḍārā unkā hai .

182Shiv Baba is the Bestower and this is His treasure-store.

186Bhagvān arth|earth jō dān kartē haĩ , tō dūsrē janm mē̃ alpkāl kā sukh miltā hai .

183Those who donate in the name of God receive temporary happiness in their next birth.

187Vah huā indirect . 188Yah hai direct .

184That is indirect whereas this is direct.

189Śhivābābā 21 janmō̃ K|kē liyē dētē haĩ .

185Shiv Baba gives to you for 21 births.

190Kōī key|kī buddhi mē̃ ātā hai ham śhivbābā kō dētē haĩ . 191Yah jaisē insult hai .

186Some people think that they are giving to Shiv Baba, but that is like insulting Him.

192Dētē haĩ lēnē K|kē liyē .

187You give to Him in order to receive.

193Yah bābā kā bhaṇḍārā hai .

188This is Baba’s treasure store.

194Kāl kaṇṭak dūr hō jātē haĩ .

189Your pain and sorrow are removed.

195Bachchē paṛhtē haĩ amarlōk K|kē liyē .

190You children are now studying for the land of immortality.

196Yah hai kāṇṭō̃ kā jaṅgal . 197Bābā phūlō̃ K|kē bagīchē mē̃ lē jātē haĩ .

191This is a forest of thorns and Baba is taking you to a garden of flowers.

198Tō bachchō̃ kō bahut khuśhī rahnī chāhiē .

192Therefore, you children should remain very happy.

199Daivī guṇ bhī dhāraṇ karnē haĩ .

193You also have to imbibe divine virtues.

200Bāp kitnā pyār sē bachchō̃ kō gul-gul banātē haĩ .

194The Father makes you into beautiful flowers with so much love.

201Bābā bahut pyār sē samjhātē haĩ . 202Apnā kalyāṇ karnā chāhtē hō tō daivīguṇ bhī dhāraṇ karō aur kiskē bhī avguṇ nahī̃ dēkhō .

195Baba explains to you with a lot of love: If you want to benefit yourselves, imbibe divine virtues and do not look at anyone’s defects.

203Achchhā  !

196Achcha.

204Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

197To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

205Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

198The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

206Dhārṇā K|kē liyē mukhya sār  :

199Essence for dharna:

2071 ) bēhad K|kē bāp sē search light lēnē K|kē liyē unkā madadgār bannā hai .

200 1. In order to receive a searchlight from the unlimited Father, become His helpers.

208Mukhya battery sē apnā connection jōṛkar rakhnā hai .

201Keep your connection forged with the main battery.

209Kisī bhī bāt mē̃ samay barbād nahī̃ karnā hai .

202Do not waste your time in any situation.

2102 ) sachchī kamāī karnē vā bhārat key|kī sachchī sēvā karnē K|kē liyē ēk bāp kī yād mē̃ rahnā hai kyōṅki yād sē vāyumaṇḍal śhuddha hōtā hai .

203 2. In order to earn a true income and do the Father’s true service, stay in remembrance of the one Father.

211Ātmā satōpradhān bantī hai . 212Apār khuśhī kā anubhav hōtā hai . 213Karmēndriyā̃ vaśh mē̃ hō jātī hai .

204This is because, by your having remembrance, the atmosphere is purified, the soul becomes satopradhan, you experience limitless happiness and your physical organs are controlled.

Blessing

214Vardān  : sva-parivartan sē viśhva parivartan K|kē kārya mē̃ dil-pasand saphaltā prāpt karnē vālē siddhi svarūp bhav

205Blessing: May you be an embodiment of success by attaining the success that your heart desires in the task of world transformation through self-transformation.

215Har ēk sva parivartan dvārā viśhva parivartan karnē key|kī sēvā mē̃ lagē huē haĩ .

206 Each of you is engaged in the service of world transformation through your self-transformation.

216Sabhī K|kē man mē̃ yahī umaṅg-utsāh hai ki is viśhva kō parivartan karnā hī hai aur niśhchay bhī hai ki parivartan hōnā hī hai .

207Each one of you definitely has this zeal and enthusiasm in your mind that we definitely have to transform this world and you also have the faith that transformation is definitely going to happen.

217Jahā̃ himmat hai vahā̃ umaṅg-utsāh hai .

208Where there is courage, there is zeal and enthusiasm.

218Sva parivartan sē hī viśhva parivartan K|kē kārya mē̃ dilpasand saphaltā prāpt hōtī hai .

209It is only with self-transformation that you will have the heart’s desired success in the task of world transformation.

219Lēkin yah saphaltā tabhī miltī hai jab ēk hī samay vr̥itti , vibration aur vāṇī tīnō̃ śhaktiśhālī hō̃ .

210However, you only have this success when your attitude, vibrations and words – all three – are powerful at the same time.

Slogan

220Slōgan  : jab bōl mē̃ snēh aur sayamm hō tab vāṇī key|kī energy jamā hōgī .

211Slogan: When you have love and discipline in your words, you will then accumulate energy in your words.

212*** Om Shanti ***