शनिवार 6 अप्रैल 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

006-04-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 06/04/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - śhrīmat par achchhī service karnē vālō̃ kō hī rājāī key|kī prize miltī hai , tum bachchē abhī bāp K|kē madadgār banē hō isliē tumhē̃ bahut baṛī prize miltī hai ' '

1Essence: Sweet children, only those who do good service according to shrimat will receive the prize of the kingdom. 2You children have now become the Father's helpers and you therefore receive a very big prize.

Question

2Praśhna  : bāp key|kī gyān dance kin bachchō̃ K|kē sammukh bahut achchhī hōtī hai  ?

3Question: In front of which children is the Father's dance of knowledge performed very well?

Answer

3Uttar  : jō gyān K|kē śhaukīn haĩ , jinhē̃ yōg kā naśhā hai , unkē sāmnē bāp key|kī gyān dance bahut achchhī hōtī hai .

4Answer: The Father's dance of knowledge is performed very well in front of those who are keen on knowledge and who have the intoxication of yoga. 5Students are numberwise, but this is a wonderful school.

4Number-vār student haĩ . 5Parantu yah wonderful school hai .

6Some don't have any knowledge at all.

6Kaiyō̃ mē̃ jarā bhī gyān nahī̃ hai , sirph bhāvnā baiṭhī huī hai , us bhāvnā K|kē ādhār par bhī varsē K|kē adhikārī ban jātē haĩ .

7They just have loving devotion and they claim a right to an inheritance on the basis of that loving devotion.

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Rūhānī bachchō̃ kō rūhānī bāp samjhātē haĩ , iskō kahā jātā hai rūhānī gyān vā spiritual knowledge .

9The spiritual Father explains to the spiritual children. 10This is called spiritual knowledge. 11Only the one Father has this spiritual knowledge.

9Spiritual knowledge sirph ēk bāp mē̃ hī hōtī hai aur kōī bhī manuṣhya mātra mē̃ rūhānī knowledge hōtī nahī̃ .

12No human being has this spiritual knowledge. 13It is only the One who gives you this spiritual knowledge and He is called the Ocean of Knowledge.

10Rūhānī knowledge dēnē vālā hī ēk hai , jiskō gyān kā sāgar kahā jātā hai .

14Every human being has his own individual speciality.

11Har ēk manuṣhya mē̃ apnī-apnī khūbī hōtī hai nā .

15A barrister is a barrister and a doctor is a doctor.

12Barrister , barrister hai .

16Each one's duty and part is separate.

13Doctor , doctor hai . 14Har ēk key|kī duty , part alag-alag hai .

17Every soul has received his own individual part, which is imperishable.

15Har ēk key|kī ātmā kō apnā-apnā part milā huā hai aur avināśhī part hai .

18A soul is so tiny, it is a wonder! 19They sing: “A wonderful star shines in the centre of the forehead.”

16Kitnī chhōṭī ātmā hai . 17Wonder hai nā .

20It is remembered that a body is the throne of an incorporeal soul.

18Gātē bhī haĩ chamaktā hai bhrakuṭī kē bīch … yah bhī gāyā jātā hai nirākār ātmā kā yah śharīr hai takht .

21It is a very tiny point and is an actor with all other souls. 22The features of one birth cannot be the same as those of another.

19Hai bahut chhōṭī-sī bindī . 20Aur sab ātmāyē̃ actors haĩ .

23The part of one birth cannot be the same as that of another.

21Ēk janm K|kē features na milē dūsrē sē , ēk janm kā part na milē dūsrē sē .

24No one knows what he was in the past or what he will become in the future.

22Kiskō bhī patā nahī̃ hai ki ham past mē̃ kyā thē phir future mē̃ kyā hōṅgē .

25Only the Father sits here at the confluence age and explains this to you.

23Yah bāp hī saṅgam par baiṭh samjhātē haĩ . 24Subah kō tum bachchē yād kī yātrā mē̃ baiṭhtē hō tō ujhāī huī ātmā prajjavalit hōtī rahtī hai kyōṅki ātmā mē̃ bahut junk lagī huī hai . 25Bāp sōnār kā bhī kām kartē haĩ .

26In the morning, when you children sit and go on a pilgrimage of remembrance, the lights of souls that were extinguished become ignited. 27Because souls are covered with a lot of rust, the Father also does the work of the Goldsmith.

26Patit ātmāyē̃ , jinmē̃ khād paṛtī hai , unkō pure banātē haĩ .

28He purifies impure souls who have alloy mixed in them.

27Khād paṛtī tō hai nā .

29Alloy does become mixed in, does it not?

28Chāndī , tāmbā , lōhā ādi nām bhī aisē haĩ .

30Silver, copper, iron, etc. are the names given to the ages.

29Golden age , silver age … satōpradhān , satō , rajō , tamō . . . yah bātē̃ aur kōī bhī manuṣhya , gurū nahī̃ samjhāyēṅgē .

31Golden age and silver age - you are satopradhan and then you go through the stages of sato, rajo and tamo. 32No human being or guru would explain these things.

30Ēk satgurū hī samjhāyēṅgē .

33Only the one Satguru explains these things.

31Satgurū kā akāl takht kahtē haĩ nā .

34They speak of the immortal throne of the Satguru.

32Us satgurū kō bhī takht chāhiē nā .

35That Satguru needs a throne.

33Jaisē tum ātmāō̃ kō apnā-apnā takht hai , unkō bhī takht lēnā paṛtā hai .

36Just as you souls have your own thrones, in the same way, He also has to take a throne.

34Kahtē haĩ maĩ kaun-sā takht lētā hū̃-yah duniyā mē̃ kōī kō patā nahī̃ hai . 35Vah tō nētī-nētī kahtē āyē haĩ .

37He says: No one in the world knows which throne I take. 38Those people have been saying, "Neti, neti" (neither this nor that).

36Ham nahī̃ jāntē haĩ .

39We don’t know.

37Tum bachchē bhī samajhtē hō pahlē ham kuchh bhī nahī̃ jāntē thē .

40You children also understand that you didn't know anything previously.

38Jō kuchh bhī nahī̃ samajhtē haĩ , unkō bēsamajh kahā jātā hai .

41Those who don't understand anything are called senseless.

39Bhāratvāsī samajhtē haĩ ham bahut samajhdār thē .

42The people of Bharat believe that they were very sensible.

40Viśhva kā rājya-bhāgya hamārā thā .

43The fortune of the kingdom used to be theirs.

41Ab bēsamajh ban paṛē haĩ .

44They have now become senseless.

42Bāp kahtē haĩ tum śhāstra ādi bhal kuchh bhī paṛhē hō , yah sab ab bhūl jāō . 43Sirph ēk bāp kō yād karō .

45The Father says: Although you have studied the scriptures, etc. and everything, you now have to forget everything.

44Gr̥ihastha vyavahār mē̃ bhī bhal rahō .

46Simply remember the one Father.

45Sannyāsiyō̃ K|kē followers bhī apnē-apnē ghar mē̃ rahtē haĩ .

47You may live at home with your families. 48Followers of the sannyasis also live at home.

46Kōī-kōī sachchē followers hōtē haĩ tō unkē sāth rahtē haĩ .

49Those who are true followers live with them.

47Bākī kōī kahā̃ , kōī kahā̃ rahtē haĩ .

50Some live somewhere and others live somewhere else.

48Tō yah sab bātē̃ bāp baiṭh samjhātē haĩ .

51The Father sits here and explains all of these things.

49Iskō kahā jātā hai gyān key|kī dance .

52This is called the dance of knowledge.

50Yōg tō hai silence . 51Gyān key|kī hōtī hai dance .

53Yoga is silence, but there is the dance of knowledge.

52Yōg mē̃ tō bilkul śhānt rahnā hōtā hai .

54You have to remain in complete silence in yoga.

53Dead silence kahtē haĩ nā . 54Tīn minute dead silence .

55They speak of dead silence: three minutes’ dead silence.

55Parantu uskā bhī arth|earth kōī jāntē nahī̃ .

56However, no one understands the meaning of that.

56Sannyāsī śhānti kē liē jaṅgal mē̃ jātē haĩ parantu vahā̃ thōṛēhī śhānti mil saktī hai .

57Sannyasis go to the forests for peace, but they cannot receive peace there.

57Ēk kahānī bhī hai rānī kā hār galē mē̃ . . . yah misāl hai śhānti kē liē .

58There is the story of a queen who was looking for her necklace which was around her neck.

58Bāp is samay jō bātē̃ samjhātē haĩ vah dr̥iṣhṭānt phir bhakti mārg mē̃ chalē ātē haĩ .

59That refers to peace. 60The examples that the Father gives at this time then continue on the path of devotion.

59Bāp is samay purānī duniyā kō badal naī duniyā banātē haĩ .

61The Father is changing the old world at this time and making it new.

60Tamōpradhān sē satōpradhān banātē haĩ .

62He is making it satopradhan from tamopradhan.

61Yah tō tum samajh saktē hō . 62Bākī yah duniyā hī tamōpradhān patit hai kyōṅki sab vikārō̃ sē paidā hōtē haĩ .

63You can understand that this world is tamopradhan and impure because all are born through vice.

63Dēvtāyē̃ tō vikār sē paidā nahī̃ hōtē .

64Deities are not born through vice.

64Unkō kahā jātā hai sampūrṇ nirvikārī duniyā .

65That is called the completely viceless world.

65Viceless world akṣhar kahtē haĩ parantu unkā arth|earth nahī̃ samajhtē .

66They speak of a viceless world but they don't understand the meaning of that.

66Tum hī pūjya sō pujārī banē hō .

67You become worthy of worship and then worshippers.

67Bābā kē liē kabhī aisē nahī̃ kahā jātā . 68Bāp kabhī pujārī bantē nahī̃ .

68You would never say this of Baba; the Father never becomes a worshipper.

69Manuṣhya tō kaṇ-kaṇ mē̃ paramātmā kah dētē haĩ .

69People say that God is in every particle.

70Tab bāp kahtē haĩ bhārat mē̃ jab-jab aisī dharm glāni hōtī hai . . . .

70This is why the Father says: Whenever there is such defamation of religion...

71Vō lōg tō sirph aisē hī śhlōk paṛh lētē haĩ , arth|earth kuchh bhī nahī̃ jāntē .

71Those people simply read the verses like that, without understanding the meaning of them.

72Vah samajhtē haĩ śharīr hī patit bantā hai , ātmā nahī̃ bantī hai .

72They think that it is bodies that become impure and that souls don't.

73Bāp kahtē haĩ pahlē ātmā patit banī hai tab śharīr bhī patit banā hai .

73The Father says: It was souls that became impure first.

74Sōnē mē̃ hī khād paṛtī hai tō phir zewar bhī aisā bantā hai .

74This is why bodies have become impure. 75Alloy is mixed into gold.

75Parantu vah sab hai bhakti mārg mē̃ .

76Then the jewellery made out of it is like that.

76Bāp samjhātē haĩ har ēk mē̃ ātmā virājmān hai , kahā bhī jātā hai jīv ātmā .

77However, all of that belongs to the path of devotion. 78The Father explains: There is a soul present in every body.

77Jīv paramātmā nahī̃ kahā jātā .

79The expression is, ‘living being’.

78Mahān ātmā kahā jātā hai , mahān paramātmā nahī̃ kahā jātā .

80It is not, ‘Living Supreme Being’, and ‘great soul’, not ‘Great Supreme Soul’.

79Ātmā hī bhinn-bhinn śharīr lētē part bajātī hai .

81It is each soul that adopts a different body to play his part.

80Tō yōg hai bilkul silence . 81Yah phir hai gyān dance .

82So, yoga is complete silence, whereas this is the dance of knowledge.

82Bāp key|kī gyān dance bhī unhō̃ kē āgē hōgī jō śhaukīn hōṅgē .

83The dance of knowledge of the Father takes place in front of those who are keen.

83Bāp jāntē haĩ kismē̃ kitnā gyān hai , kitnā unmē̃ yōg kā bhī naśhā hai .

84The Father knows how much of this knowledge each one has, and how much intoxication of yoga each one has.

84Teacher tō jāntē hōṅgē nā .

85A teacher would know this.

85Bāp bhī jāntē haĩ kaun-kaun achchhē guṇvān bachchē haĩ .

86The Father also knows who the very good, virtuous children are.

86Achchhē-achchhē bachchō̃ kā hī jahā̃-tahā̃ bulāvā hōtā hai .

87It is the good children who are invited everywhere.

87Bachchō̃ mē̃ bhī number-vār haĩ .

88Children are numberwise.

88Prajā bhī number-vār purūṣhārth anusār bantī hai .

89Subjects too are created numberwise, according to their efforts.

89Yah school athavā pāṭhśhālā hai nā .

90This is a school or a pathshala (place of study).

90Pāṭhśhālā mē̃ hamēśhā number-vār baiṭhtē haĩ .

91All are always seated numberwise in a pathshala.

91Samajh saktē haĩ phalānā hōśhiyār hai , yah medium hai . 92Yahā̃ tō yah bēhad kā class hai , ismē̃ kiskō number-vār biṭhā nahī̃ saktē .

92You can understand that so-and-so is clever and that so-and-so is of a medium standard. 93This is an unlimited class. 94You cannot seat anyone numberwise here.

93Bābā jāntē haĩ hamārē sāmnē yah jō baiṭhē huē haĩ inmē̃ kuchh bhī gyān nahī̃ hai . 94Sirph bhāvnā hai .

95Baba knows when someone who is sitting in front of Him doesn't have any knowledge in him, but that he just has that loving devotion.

95Bākī tō na gyān hai , na yād hai . 96Itnā niśhchay hai - yah bābā hai , insē hamkō varsā lēnā hai .

96He neither has this knowledge nor remembrance; he just has the faith that this is Baba and that he has to claim his inheritance from Him.

97Varsā tō sabkō milnā hai . 98Parantu rājāī mē̃ tō number-vār pad haĩ .

97Everyone is to receive the inheritance but the status in the kingdom is numberwise.

99Jō bahut achchhī service kartē haĩ unkō tō bahut achchhī prize miltī hai .

98Those who do service very well receive a very good prize.

100Yahā̃ sabhī kō prize dētē rahtē haĩ , jō rāy dētē haĩ , māthā mārtē haĩ , unkō prize mil jātī hai .

99Here, they continue to give prizes to everyone. 100Those who give advice and beat their heads receive a prize.

101Abhī tum jāntē hō viśhva mē̃ sachchī śhānti kaisē hō  ?

101You now know how there can be true peace in the world.

102Bāp nē kahā hai unsē pūchhō tō sahī ki viśhva mē̃ śhānti kab thī  ?

102The Father has told you: Ask those people when there was peace in the world.

103Kabhī sunī vā dēkhī hai  ?

103Have you ever heard of it or seen it?

104Kis prakār key|kī śhānti māṅgtē hō  ?

104What type of peace are you asking for?

105Kab thī  ?

105When did it exist?

106Tum praśhna pūchh saktē hō kyōṅki tum jāntē hō jō praśhna pūchhē aur khud na jāntā hō tō unkō kyā kahē̃gē  ?

106You can ask these questions because you know the answers. 107What would you call those who ask questions but do not know the answers themselves?

107Tum akhbārō̃ dvārā pūchhō ki kis prakār key|kī śhānti māṅgtē hō  ?

108You can ask them in the newspapers: What type of peace are you looking for?

108Śhāntidhām tō hai , jahā̃ ham sab ātmāyē̃ rahtī haĩ .

109Peace exists where all of us souls reside.

109Bāp kahtē haĩ ēk tō śhāntidhām kō yād karō , dūsrā sukhdhām kō yād karō .

110The Father says: First, remember the land of peace and second, remember the land of happiness.

110Sr̥iṣhṭi K|kē chakra kā pūrā gyān na hōnē kāraṇ kitnē gapōṛē ādi lagā diyē haĩ .

111Because of not having the full knowledge of the world cycle, they have told so many lies, etc.

111Tum bachchē jāntē hō ham double sirtāj bantē haĩ .

112You children know that we are becoming double crowned.

112Ham dēvtā thē , ab phir manuṣhya banē haĩ .

113We were deities and have now become human beings.

113Dēvtāō̃ kō dēvtā kahā jātā hai , manuṣhya nahī̃ kyōṅki daivī guṇō̃ vālē haĩ nā .

114Deities are called deities. 115Because they have divine virtues, they are not called human beings.

114Jinmē̃ avguṇ haĩ vah kahtē haĩ mujh nirguṇ hārē mē̃ kōī guṇ nāhī .

116Those who have defects say: I am without virtue; I have no virtues.

115Śhāstrō̃ mē̃ jō bātē̃ sunī haĩ vah sirph gātē rahtē haĩ - achatam kēśhavam . . . .

117They simply continue to sing about the things they have heard in the scriptures.

116Jaisē tōtē kō sikhlāyā jātā hai .

118They sing praise just like parrots are taught to speak.

117Kahtē haĩ bābā ākar ham sabkō pāvan banāō .

119They say: “Baba, come and make all of us pure.”

118Brahmlōk kō vāstav mē̃ duniyā nahī̃ kahē̃gē .

120In fact, Brahmlok cannot be called a world.

119Vahā̃ tum ātmāyē̃ rahtī hō .

121You souls reside there.

120Vāstav mē̃ part bajānē key|kī duniyā yahī hai .

122In fact, this is the only world where you play your parts.

121Vah hai śhāntidhām .

123That is the land of silence.

122Bāp samjhātē haĩ maĩ baiṭh tum bachchō̃ kō apnā parichay dētā hū̃ .

124The Father explains: I sit here and give you children My introduction.

123Maĩ ātā hī usmē̃ hū̃ jō apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē .

125I enter this one who doesn't know his own births.

124Yah bhī abhī suntē haĩ .

126You hear this now.

125Maĩ inmē̃ pravēśh kartā hū̃ .

127I enter this one.

126Purānī patit duniyā , rāvaṇ key|kī duniyā hai .

128This is an old, impure world, a world of Ravan.

127Jō number one pāvan thā vahī phir number last patit banā hai .

129The one who was the first number pure one has become the last number impure one.

128Unkō apnā rath banātā hū̃ .

130I make him My chariot.

129First sō last mē̃ āyā hai .

131The first one has now come here at the last (end).

130Phir first mē̃ jānā hai .

132He has to become the first once again.

131Chitra mē̃ bhī samjhāyā hai - brahmā dvārā maĩ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kartā hū̃ .

133It is also explained in the pictures that I carry out establishment of the original, eternal deity religion through Brahma.

132Aisē tō nahī̃ kahtē haĩ dēvī-dēvtā dharm mē̃ ātā hū̃ .

134It is not said that I enter in the deity religion.

133Jis śharīr mē̃ ākar baiṭhtē haĩ vahī phir jākar nārāyaṇ bantē haĩ .

135The soul of the body that I enter and sit in then becomes Narayan.

134Viṣhṇu kōī aur nahī̃ hai . 135Lakṣhmī-nārāyaṇ athavā rādhē-kr̥iṣhṇa key|kī jōṛī kahō .

136There is no other Vishnu: it is the pair of Lakshmi and Narayan or Radhe and Krishna.

136Viṣhṇu kaun hai - yah bhī kōī nahī̃ jāntē haĩ .

137No one knows who Vishnu is.

137Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō vēdō̃-śhāstrō̃ , sab chitrō̃ ādi kā rāz samjhātā hū̃ .

138The Father says: I tell you the secrets of the Vedas, the scriptures and all the pictures, etc.

138Maĩ jismē̃ pravēśh kartā hū̃ vah phir yah bantē haĩ .

139The one I enter then becomes this.

139Pravr̥itti mārg hai nā .

140This is the family path.

140Yah brahmā , sarasvatī , phir vah ( lakṣhmī-nārāyaṇ ) bantē haĩ .

141This Brahma and Saraswati then become Lakshmi and Narayan.

141Inmē̃ ( brahmā mē̃ ) maĩ pravēśh kar brāhmaṇō̃ kō gyān dētā hū̃ . 142Tō yah brahmā bhī suntē haĩ .

142I enter this one (Brahma) and give this knowledge to Brahmins and this Brahma also hears it.

143Yah first number mē̃ suntē haĩ .

143He hears it first.

144Yah hai baṛī nadī brahmaputrā .

144This is the big River Brahmaputra.

145Mēlā bhī sāgar aur brahmaputrā nadī par lagtā hai .

145A mela of the ocean and the Brahmaputra River takes place.

146Baṛā mēlā lagtā hai , jahā̃ sāgar aur nadī kā saṅgam hōtā hai . 147Maĩ ismē̃ pravēśh kartā hū̃ .

146A big mela takes place where there is the meeting of the ocean and the river.

148Yah vah bantē haĩ .

147I enter this one.

149Inkō vah ( brahmā sō viṣhṇu ) bannē mē̃ ēk second lagtā hai .

148This one then becomes that. 149It takes one second to become that (Brahma to Vishnu).

150Sākṣhātkār hō jātā hai aur jhaṭ niśhchay hō jātā hai - maĩ yah bannē vālā hū̃ .

150He had a vision and immediately had the faith that he was to become that.

151Viśhva kā mālik bannē vālā hū̃ .

151“I am going to become a master of the world.

152Tō yah gadāī kyā karē̃gē  ? 153Sab chhōṛ diyā .

152So, why should I carry on with this “donkeyship” He let go of everything.

154Tumkō bhī pahlē mālūm huā - bābā āyā huā hai , yah duniyā khatm hōnē vālī hai tō jhaṭ bhāgē .

153When you first came to know that Baba had come and that this world was going to end, you quickly came running.

155Bābā nē nahī̃ bhagāyā .

154Baba did not abduct you.

156Hā̃ , bhaṭṭhī bannī thī .

155Yes, a bhatthi had to be created.

157Kahtē haĩ kr̥iṣhṇa nē bhagāyā .

156They say that Krishna abducted them.

158Achchhā , kr̥iṣhṇa nē bhagāyā tō paṭrānī banāyā nā .

157OK, if Krishna abducted them, he made them into queens.

159Tō is gyān sē viśhva K|kē mahārājā-mahārānī bantē hō .

158So, you become the emperors and empresses of the world through this knowledge. 159This is good.

160Yah tō achchhā hī hai .

160There is no need to be insulted.

161Ismē̃ gālī khānē key|kī darkār nahī̃ . 162Phir kahtē haĩ kalaṅk jab lagtē haĩ tab hī kalaṅgīdhar bantē haĩ .

161You then say: Only when you are defamed do you become Kalangidhar (one with a peacock-feathered crown).

163Kalaṅk lagtē haĩ śhiv-bābā par .

162It is Shiv Baba who is insulted.

164Kitnī glāni kartē haĩ .

163They defame Him so much.

165Kahtē haĩ ham ātmā sō paramātmā , paramātmā sō ham ātmā .

164They say: “I, the soul, am the Supreme Soul and the Supreme Soul is the soul.”

166Ab bāp samjhātē haĩ - aisē hai nahī̃ .

165The Father now explains: It is not like that.

167Ham ātmā abhī sō brāhmaṇ haĩ .

166I, a soul, am a Brahmin at this time.

168Brāhmaṇ hai sabsē ūñch kul .

167The Brahmin clan is the most elevated clan.

169Inkō dynasty nahī̃ kahē̃gē .

168It cannot be called a dynasty.

170Dynasty arthāt jismē̃ rājāī hōtī hai .

169A dynasty is where there is a kingdom. 170This is your clan.

171Yah tumhārā kul hai .

171It is very easy.

172Hai bahut sahaj , ham brāhmaṇ sō dēvtā bannē vālē haĩ isliē daivīguṇ jarūr dhāraṇ karnē haĩ .

172We Brahmins are going to become deities and this is why we definitely have to imbibe divine virtues.

173Cigarette , bīṛī ādi kā dēvtāō̃ kō bhōg lagātē hō kyā  ?

173Bhog of cigarettes, tobacco, etc. is never offered to deities.

174Śhrīnāth dvārē mē̃ bahut ghī K|kē māl ṭhāl bantē haĩ .

174At Shrinathdware they offer very rich and nourishing bhog.

175Bhōg itnā lagātē haĩ jō phir dukān lag jātī hai . 176Yātrī jākar lētē haĩ .

175They make so much bhog that they can then sell it at a shop where pilgrims buy it.

177Manuṣhyō̃ key|kī bahut bhāvnā rahtī hai .

176People have a lot of love and devotion for that.

178Satyug mē̃ tō aisī bātē̃ hōtī nahī̃ .

177Such things do not happen in the golden age.

179Aisī makkhiyā̃ ādi hōṅgī nahī̃ , jō kisī chīz kō kharāb karē̃ .

178There will not be any flies, etc. there that would spoil anything.

180Aisī bīmārī ādi vahā̃ hōtī nahī̃ .

179There will not be any such illnesses, etc. there.

181Baṛē ādamiyō̃ kē pās saphāī bhī bahut hōtī hai .

180Important people have a lot of cleanliness.

182Vahā̃ tō aisī bātē̃ hī nahī̃ hōtī .

181Such things do not exist there.

183Rōg ādi hōtē nahī̃ .

182There are no diseases, etc. there.

184Yah sab bīmāriyā̃ dvāpar sē nikaltī haĩ .

183All of these illnesses emerge in the copper age onwards.

185Bāp ākar tumkō ever healthy banātē haĩ .

184The Father comes and makes you ever healthy.

186Tum purūṣhārth kartē hō bāp kō yād karnē kā , jissē tum ever healthy bantē hō .

185You make effort to remember the Father through which you become ever healthy. 186You also have long lifespans.

187Āyu bhī baṛī hōtī hai . 188Kal key|kī bāt hai .

187It is only a matter of yesterday when you had lifespans of 150 years.

189150 varṣh āyu thī nā . 190Abhī tō 40-45 varṣh average hai kyōṅki vah yōgī thē , yah bhōgī haĩ .

188Now, they are lifespans of 40 to 45 years, on average, because those people were yogis whereas these people are bhogis (those who indulge in sensual pleasures).

191Tum rājyōgī , rājr̥iṣhi hō isliē tum pavitra hō .

189You are Raja Yogis and Raja Rishis and this is why you are pure.

192Parantu yah hai puruṣhōttam saṅgamyug .

190However, this is the most auspicious confluence age.

193Mās yā varṣh nahī̃ .

191It is not a confluence month or year.

194Bāp kahtē haĩ maĩ kalp-kalp purūṣhōttam saṅgam yugē-yugē ātā hū̃ .

192The Father says: I come every cycle at the most auspicious confluence age.

195Bāp rōz-rōz samjhātē rahtē haĩ .

193The Father continues to explain to you every day.

196Phir bhī kahtē haĩ ēk bāt kabhī nahī̃ bhūlnā - pāvan bannā hai tō mujhē yād karō .

194Nevertheless, He says: Never forget one thing. 195If you want to become pure, then remember Me.

197Apnē kō ātmā samjhō .

196Consider yourselves to be souls.

198Dēh K|kē sabhī dharm tyāg karō .

197Renounce all religions of bodies.

199Ab tumkō vāpis jānā hai .

198You now have to return home.

200Mai āyā hū̃ tumhārī ātmā kō sāph karnē , jissē phir śharīr bhī pavitra milēgā .

199I have come to make you souls pure and clean through which you will also receive pure bodies.

201Yahā̃ tō vikār sē paidā hōtē haĩ .

200Here, people are born through vice.

202Ātmā jab sampūrṇ pavitra bantī hai tab tum purānī juttī kō chhōṛtē hō .

201When you souls become completely pure, you will shed your old shoes and receive new ones.

203Phir naī milēgī . 204Tumhārā gāyan hai - vandē mātaram .

202It is remembered of you: Salutations to the mothers.

205Tum dhartī kō bhī pavitra banātī hō .

203You also make the earth pure.

206Tum mātāyē̃ svarg kā dvār khōltī hō . 207Parantu yah kōī nahī̃ jāntā .

204You mothers open the gates to heaven, but no one knows this.

208Achchhā  !

205Achcha.

209Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

206To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

210Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

207The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

211Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

208Essence for dharna:

2121 ) ātmā rūpī jyōti kō prajjavalit karnē kē liē savērē-savērē yād kī yātrā mē̃ baiṭhnā hai . 213Yād sē hī junk nikalēgī .

209 1. In order to ignite the light of the soul, sit and have the pilgrimage of remembrance early in the morning. 210It is only by your having remembrance that the rust will be removed.

214Ātmā mē̃ jō khād paṛī hai vah yād sē nikāl sachchā sōnā bannā hai .

211The alloy that is mixed in your soul has to be removed with your remembrance and you have to become real gold.

2152 ) bāp sē ūñch pad key|kī prize lēnē kē liē bhāvnā K|kē sāth-sāth gyānvān aur guṇvān bhī bannā hai .

212 2. In order to claim the prize of a high status from the Father, along with having faith and devotion, also become knowledgeable and virtuous.

216Service karkē dikhānā hai .

213Demonstrate this by doing service.

Blessing

217Vardān  : chalan aur chēhrē sē pavitratā K|kē śhrr̥iṅgār kī jhalak dikhānē vālē śhraṅgārī mūrt bhav

214Blessing: May you be a decorated image and show your decoration of purity on your face and in your behaviour.

218Pavitratā brāhmaṇ jīvan kā śhraṅgār hai .

215 Purity is the decoration of Brahmin life.

219Her|har samay pavitratā K|kē śhraṅgār key|kī anubhūti chēhrē vā chalan sē aurō̃ kō hō .

216Let everyone experience the decoration of purity at every moment on your face and in your behaviour.

220Dr̥iṣhṭi mē̃ , mukh mē̃ , hāthō̃ mē̃ , pā̃vō̃ mē̃ sadā pavitratā kā śhraṅgār pratyakṣha hō .

217Let the decoration of purity be constantly shown in your drishti, face, hands and feet.

221Har ēk varṇan karē ki inkē features sē pavitratā dikhāī dētī hai .

218Let each one say: “Purity is visible in this one’s features.”

222Nayanō̃ mē̃ pavitratā key|kī jhalak hai , mukh par pavitratā key|kī muskarāhaṭ hai .

219Let there be the sparkle of purity in your eyes and the smile of purity on your face.

223Aur kōī bāt unhē̃ nazar na āyē - iskō hī kahtē haĩ - pavitratā K|kē śhraṅgār sē śhraṅgārī huī mūrt .

220Let them not see anything else. 221This is known as being an image that is decorated with the decoration of purity.

Slogan

224Slōgan  : vyarth sambandh-sampark bhī account kō khālī kar dētā hai isliē vyarth kō samāpt karō .

222Slogan: Wasteful relationships and connections empty your account. 223Therefore, finish all wastefulness.

224*** Om Shanti ***