सोमवार 8 अप्रैल 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-04-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 08/04/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - in āṅkhō̃ sē jō kuchh dēkhtē hō - yah sab ḵẖatm hō jānā hai , isliē issē bēhad kā vairāgya , bāp tumhārē liē naī duniyā banā rahē haĩ ' '

1Essence: Sweet children, everything you see with those eyes is to finish. 2Therefore, have unlimited disinterest in it all. 3The Father is creating a new world for you.

Question

2Praśhna  : tum bachchō̃ key|kī silence mē̃ kaun-sā rahasya samāyā huā hai  ?

4Question: What significance is merged in the silence of you children?

Answer

3Uttar  : jab tum silence mē̃ baiṭhtē hō tō śhāntidhām kō yād kartē hō . 4Tum jāntē hō silence mānā jītē jī marnā .

5Answer: When you sit in silence, you remember the land of silence.

5Yahā̃ bāp tumhē̃ sadgurū K|kē rūp mē̃ silence rahnā sikhlātē haĩ .

6You know that silence means to die alive. 7The Father, in the form of the Satguru, teaches you here how to remain silent.

6Tum silence mē̃ rah apnē vikarmō̃ kō dagdha kartē hō .

8When you stay in silence you are burning your sins away.

7Tumhē̃ gyān hai ki ab ghar jānā hai .

9You have the knowledge that you now have to return home.

8Dūsrē satsaṅgō̃ mē̃ śhānti mē̃ baiṭhtē haĩ lēkin unhē̃ śhānti-dhām kā gyān nahī̃ hai .

10People in other spiritual gatherings sit in silence but they have no knowledge of the land of silence.

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē rūhānī bachchō̃ prati śhivbābā bōl rahē haĩ .

12Shiv Baba is speaking to you sweetest spiritual children.

11Gītā mē̃ hai śhrīkr̥iṣhṇa bōlē , lēkin hai śhiv-bābā bōlē , śhrīkr̥iṣhṇa kō bābā nahī̃ kah saktē .

13In the Gita, it is written: Shri Krishna speaks, but, in fact, it is Shiv Baba who speaks. 14Shri Krishna cannot be called Baba.

12Bhāratvāsiyō̃ kō mālūm hai ki pitā dō hōtē haĩ laukik aur pārlaukik .

15The people of Bharat know that there are two fathers: the lokik and the Parlokik.

13Pārlaukik kō parampitā kahā jātā hai .

16The parlokik Father is called the Supreme Father.

14Laukik kō parampitā kah nahī̃ saktē .

17A physical father cannot be called the Supreme Father.

15Tumkō kōī laukik pitā nahī̃ samjhātē haĩ .

18It isn’t a physical father who is explaining these things to you.

16Pārlaukik bāp pārlaukik bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

19It is the parlokik Father who is explaining to you parlokik children.

17Pahlē-pahlē tum jātē hō śhāntidhām , jiskō tum muktidhām , nirvāṇdhām vā vānaprasth bhī kahtē hō .

20First of all, you go to the land of silence, which you also call the land of nirvana, the land of liberation or the land beyond sound.

18Ab bāp kahtē haĩ - bachchē , ab jānā hai śhāntidhām .

21The Father now says: Children, you now have to go to the land of silence.

19Sirph unkō hī kahā jātā hai tower of silence .

22That place alone is called the Tower of Silence.

20Yahā̃ baiṭhē huē pahlē-pahlē śhānti mē̃ baiṭhnā hai .

23While sitting here, you first have to sit in silence.

21Kōī bhī satsaṅg mē̃ pahlē-pahlē śhānti mē̃ baiṭhtē haĩ . 22Parantu unhō̃ kō śhāntidhām kā gyān nahī̃ hai .

24In any spiritual gathering, they first sit in silence but they do not have this knowledge of the land of silence.

23Bachchē jāntē haĩ ham ātmāō̃ kō is purānē śharīr kō chhōṛ ghar jānā hai .

25You children know that you souls have to shed those old bodies and return home.

24Kōī bhī samay śharīr chhūṭ jāē isliē ab bāp jō paṛhātē haĩ , vah achchhī rīti paṛhnā hai .

26Your bodies could be shed at any time and you should therefore study very well what the Father is teaching you.

25Vah supreme teacher bhī hai . 26Sadgati dātā gurū bhī hai , unsē yōg lagānā hai .

27He is the Supreme Teacher, the Bestower of Salvation, and also the Guru.

27Yah ēk hī tīnō̃ service kartē haĩ .

28You have to have yoga with Him.

28Aisē aur kōī ēk tīnō̃ hī service nahī̃ kar saktē .

29That one does all three forms of service.

29Yah ēk bāp silence bhī sikhlātē haĩ .

30No one person can do all three forms of service.

30Jītē jī marnē kō silence kahā jātā hai .

31That one Father teaches you silence. 32To die alive is called silence.

31Tum jāntē hō hamkō ab śhāntidhām ghar mē̃ jānā hai .

33You know that we now have to go home to the land of silence.

32Jab tak pavitra ātmāyē̃ nahī̃ banī haĩ , tab tak vāpis ghar kōī jā na sakē .

34Unless souls become pure, not one of them can return home.

33Jānā tō sabkō hai isliē pāp karmō̃ key|kī pichhāṛī mē̃ sajāyē̃ miltī haĩ , phir pad bhī bhraṣhṭa hō jātā hai .

35Everyone has to go back and this is why punishment for sinful actions is experienced at the end and then, the status is even destroyed.

34Mānī aur mōchrā bhī khānā paṛtā hai kyōṅki māyā sē hārtē haĩ .

36There has to be the reward and punishment for your defeat by Maya.

35Bāp ātē hī haĩ māyā par jīt pahnānē . 36Parantu ġaphlat sē bāp kō yād nahī̃ kartē .

37The Father comes to enable you to conquer Maya but, because of being careless, you don’t remember the Father.

37Yahā̃ tō ēk bāp kō hī yād karnā hai .

38Here, you only have to remember the one Father.

38Bhakti mārg mē̃ bhī bahut bhaṭaktē haĩ , jiskō māthā ṭēktē unkō jāntē nahī̃ .

39On the path of devotion, people wander around a lot. 40They, too, don’t know the One to whom they have been bowing down.

39Bāp ākar bhaṭaknē sē chhuṛā dētē haĩ .

41The Father comes and liberates you from wandering.

40Samjhāyā jātā hai gyān hai din , bhakti hai rāt .

42It is explained that knowledge is the day and devotion is the night.

41Rāt kō hī dhakkā khāyā jātā hai .

43People only stumble in the night.

42Gyān sē din arthāt satyug-trētā . 43Bhakti mānā rāt , dvāpar-kaliyug .

44Knowledge is the day, that is, the golden and silver ages, whereas devotion means the night, that is, the copper and iron ages.

44Yah hai sārī drama key|kī duration .

45All of this is the duration of the drama.

45Ādhā samay din , ādhā samay rāt . 46Prajāpitā brahmākumār-kumāriyō̃ kā din aur rāt . 47Yah bēhad key|kī bāt hai .

46For half the time, it is the day and for half the time, it is the night. 47It is the day and night of the Prajapita Brahma Kumars and Kumaris.

48Bēhad kā bāp bēhad K|kē saṅgam par ātē haĩ , isliē kahā jātā hai śhivrātri .

48This is an unlimited matter. 49The unlimited Father comes at the unlimited confluence age.

49Manuṣhya yah nahī̃ samajhtē ki śhivrātri kiskō kahā jātā hai  ?

50This is why people speak of Shiv Ratri, the night of Shiva. 51People do not understand what Shiv Ratri is.

50Tumhārē sivāē ēk bhī śhivrātri K|kē mahatva kō nahī̃ jāntā kyōṅki yah hai bīch .

52Not a single person, apart from you, knows the importance of Shiv Ratri because this is the middle period.

51Jab rāt pūrī hō , din śhurū hōtā hai , iskō kahā jātā hai purūṣhōttam saṅgamyug . 52Purānī duniyā aur naī duniyā kā bīch .

53When the night comes to an end and the day begins, it is called the most auspicious confluence age, in between the old world and the new world.

53Bāp ātē hī haĩ purūṣhōttam saṅgamyugē-yugē .

54The Father comes at the confluence age of every cycle.

54Aisē nahī̃ yugē-yugē .

55It isn’t that He comes in every age.

55Satyug-trētā kā saṅgam usē bhī saṅgamyug kah dētē haĩ .

56They even call the confluence of the golden and silver ages a confluence age.

56Bāp kahtē haĩ yah bhūl hai .

57The Father says: That is a mistake.

57Śhivbābā kahtē haĩ mujhē yād karō tō pāp vināśh hōṅgē , iskō yōg agni kahā jātā hai .

58Shiv Baba says: Remember Me and your sins will be absolved. 59This is called the fire of yoga.

58Tum sab brāhmaṇ hō . 59Yōg sikhātē hō pavitra hōnē liē .

60All of you are the Brahmins who teach them yoga to become pure.

60Vē|way brāhmaṇ lōg kām chitā par chaṛhātē haĩ .

61Those brahmins sit others on the pyre of lust.

61Un brāhmaṇō̃ aur tum brāhmaṇō̃ mē̃ rāt-din kā fark hai .

62There is the difference of day and night between those brahmins and you.

62Vah haĩ kukh vaṅśhāvalī , tum hō mukh vaṅśhāvalī .

63They are physical creations whereas you are mouth-born creations.

63Har ēk bāt achchhī rīti samajhnē kī hai .

64Everything has to be understood very well.

64Yū̃ tō kōī bhī ātē haĩ uskō samjhāyā jātā hai , bēhad K|kē bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē aur bēhad K|kē bāp kā varsā milēgā .

65When anyone comes, it is explained to him: Remember the unlimited Father and your sins will be absolved and you will receive your inheritance from the unlimited Father.

65Phir jitnā-jitnā daivīguṇ dhāraṇ karē̃gē aur karāyēṅgē utnā ūñch pad pāyēṅgē .

66Then, the more divine virtues you imbibe and inspire others to imbibe, so you will accordingly claim a high status.

66Bāp ātē hī haĩ patitō̃ kō pāvan banānē .

67The Father comes to make you impure ones pure.

67Tō tumkō bhī yah service karnī hai .

68So you too have to do this service.

68Patit tō sabhī haĩ .

69All are impure.

69Gurū lōg kiskō bhī pāvan kar na sakē̃ .

70Those gurus cannot purify anyone.

70Patit-pāvan nām śhivbābā kā hai .

71Shiv Baba’s title is “The Purifier”.

71Vah ātē bhī yahā̃ haĩ . 72Jab sabhī pūrē patit ban jātē haĩ drama K|kē plan anusār , tab bāp ātē haĩ .

72He comes here when all have become completely impure according to the drama plan; it is then that the Father comes.

73Pahlē-pahlē tō bachchō̃ kō alpha samjhātē haĩ .

73First of all, Alpha explains to you children: Remember Me.

74Mujhē yād karō .

74You say that He is the Purifier.

75Tum kahtē hō nā vah patit-pāvan hai .

75The spiritual Father is called the Purifier.

76Rūhānī bāp kō kahā jātā hai patit-pāvan .

76They say: “O God!” or “O Baba!”

77Kahtē haĩ - hē bhagvān athavā hē bābā .

77However, no one has His introduction.

78Parantu parichay kiskō bhī nahī̃ . 79Abhī tum saṅgamvāsiyō̃ kō parichay milā hai .

78You, who belong to the confluence age, have now received that introduction.

80Vah haĩ narkvāsī .

79Those people are residents of hell.

81Tum narkvāsī nahī̃ hō .

80You are not residents of hell.

82Hā̃ , agar kōī hār khātā hai tō ēkdam gir paṛtē haĩ . 83Key|kī kamāī chaṭ hō jātī hai .

81Yes, if someone is defeated, he falls completely and everything he had earned is lost.

84Mūl bāt hai patit sē pāvan hōnē key|kī .

82The main thing is to become pure from impure.

85Yah hai hī vicious duniyā . 86Vah hai viceless duniyā , naī duniyā , jahā̃ dēvtāyē̃ rājya kartē haĩ .

83This is a vicious world whereas that is a viceless world, a new world, where deities rule.

87Abhī tum bachchō̃ kō mālūm paṛā hai . 88Pahlē-pahlē dēvtā hī sabsē jāstī janma lētē haĩ .

84You children now know that, first of all, it is the deities that take the maximum births.

89Usmē̃ bhī jō pahlē-pahlē sūrya-vanśhī haĩ vah pahlē ātē haĩ , 21 pīṛhī varsā pātē haĩ .

85In that too, it is those who are the first sun-dynasty souls who come down first. 86You claim the inheritance for 21 generations.

90Kitnā bēhad kā varsā hai - pavitratā-sukh-śhānti kā .

87It is such an unlimited inheritance of purity, peace and happiness.

91Satyug kō pūrā sukhdhām kahā jātā hai .

88The golden age is called the land of complete happiness.

92Trētā hai semi kyōṅki dō kalā kam hō jātī haĩ .

89The silver age is semi because there are two degrees less.

93Kalā cum|kam hōnē sē rōśhnī kam hōtī jātī hai .

90Because there are fewer degrees, the power of their light is also reduced.

94Chandramā key|kī bhī kalā cum|kam hōnē sē rōśhnī kam hō jātī hai .

91When the degrees of the moon decrease, there is less light.

95Ākhrīn bākī lakīr jākar bachtī hai .

92Eventually, there is just a crescent left.

96Nil nahī̃ hōtā hai .

93It doesn’t become completely nil.

97Tumhārā bhī aisē hai - nil nahī̃ hōtē .

94It is the same for you: you don’t become completely nil.

98Iskō kahā jātā hai āṭē mē̃ namak .

95This is said to be a pinch of salt in a sackful of flour.

99Bāp ātmāō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .

96The Father sits here and explains to souls.

100Yah hai ātmāō̃ aur paramātmā kā mēlā .

97This is a gathering of souls and the Supreme Soul.

101Yah buddhi sē kām liyā jātā hai .

98This has to be understood with your intellects.

102Paramātmā kab ātē haĩ  ?

99When does God come?

103Jab bahut ātmāyē̃ athavā bahut manuṣhya hō jātē haĩ tab paramātmā mēlē mē̃ ātē haĩ .

100When there are many souls, that is, many human beings, the Supreme Soul comes into this gathering.

104Ātmāō̃ aur paramātmā kā mēlā kisliē lagtā hai  ?

101Why is there a gathering of souls and the Supreme Soul?

105Vah mēlē tō mailē hōnē kē liē haĩ .

102Those gatherings are for becoming dirty.

106Is samay tum bāgvān dvārā kāṇṭē sē fool|phūl ban rahē hō .

103At this time, you are being changed from thorns into flowers by the Master of the Garden.

107Kaisē bantē hō  ?

104How are you becoming that?

108Yād K|kē bal sē .

105With the power of remembrance.

109Bāp kō kahā jātā hai sarv śhaktimān .

106The Father is called the Almighty Authority.

110Jaisē bāp sarvśhaktimān hai vaisē rāvaṇ bhī cum|kam śhaktimān nahī̃ hai .

107Just as the Father is the Almighty Authority, in the same way, Ravan is no less of an almighty authority.

111Bāp khud hī kahtē haĩ māyā baṛī balvān hai , dustar hai .

108The Father Himself says: Maya is very strong and powerful.

112Kahtē haĩ bābā ham āpkō yād kartē haĩ , māyā hamārī yād kō bhulā dētī hai .

109Some say: Baba, I do remember You, but Maya makes me forget you.

113Ēk-dō K|kē duśhman huē nā .

110You are enemies of one another.

114Bāp ākar māyā par jīt pahnātē haĩ , māyā phir harā dētī hai .

111The Father comes and enables you to conquer Maya and Maya then defeats you.

115Dēvtāō̃ aur asurō̃ key|kī yuddha dikhāī hai . 116Parantu aisē kōī hai nahī̃ .

112They have shown a battle between the deities and the devils but it isn’t like that.

117Yuddha tō yah hai .

113This is that battle.

118Tum bāp kō yād karnē sē dēvtā bantē hō .

114You become deities by remembering the Father.

119Māyā yād mē̃ vighna ḍāltī hai , paṛhāī mē̃ vighna nahī̃ ḍāltī .

115Maya causes obstacles in remembrance, not in studying.

120Yād mē̃ hī vighna paṛtē haĩ .

116The obstacles only come in remembrance.

121Ghaṛī-ghaṛī māyā bhulā dētī hai .

117Maya repeatedly makes you forget.

122Dēh-abhimānī bannē sē māyā kā thappaṛ lag jātā hai .

118By becoming body conscious, you are slapped by Maya.

123Kāmī jō hōtē haĩ unkē liē bahut kaṛē akṣhar kahē jātē haĩ .

119Very strong words are used for those who are lustful.

124Yah hai hī rāvaṇ rājya .

120This is the kingdom of Ravan.

125Yahā̃ bhī samjhāyā jātā hai pāvan banō phir bhī bantē nahī̃ .

121Here, too, you are told to become pure, but some don’t.

126Bāp kahtē haĩ - bachchē , vikār mē̃ mat jāō , kālā mũh mat karō .

122The Father says: Children, do not indulge in vice. 123Do not dirty your faces.

127Phir bhī likhtē haĩ bābā māyā nē hār khilā dī arthāt kālā mũh kar baiṭhē .

124Even then, they write: Baba, Maya defeated me, that is, I have dirtied my face.

128Gōrā aur sāṅvarā hai nā .

125There are the ugly and the beautiful.

129Vikārī kālē aur nirvikārī gōrē hōtē haĩ .

126Those who are vicious are ugly and those who are viceless are beautiful.

130Śhyām-sundar kā bhī arth|earth sivāē tumhārē duniyā mē̃ kōī nahī̃ jāntē .

127No one in the world, apart from you, understands the meaning of, “The ugly and beautiful”.

131Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī śhyām-sundar kahtē haĩ .

128Shri Krishna is also called “Shyam-Sundar”.

132Bāp unkē hī nām kā arth|earth samjhātē haĩ .

129The Father explains the meaning of this to you.

133Svarg kā first number prince thā .

130He was the number one prince of heaven.

134Sundartā mē̃ number-one yah pās|pass hōtā hai .

131This one passes as number one in beauty.

135Phir punarjanma lētē-lētē nīchē utartē-utartē kālē ban jātē haĩ .

132Then, by taking rebirth while coming down, he becomes ugly and so he is called “Shyam-Sundar”.

136Tō nām rakhā hai śhyām-sundar .

133The Father explains the meaning of this.

137Yah arth|earth bhī bāp samjhātē haĩ .

134Shiv Baba is ever pure.

138Śhivbābā tō hai hī ever sundar .

135He comes and makes you children beautiful.

139Vah ākar tum bachchō̃ kō sundar banātē haĩ . 140Patit kālē , pāvan sundar hōtē haĩ .

136Those who are impure are ugly and those who are pure are beautiful.

141Natural beauty rahtī hai .

137There is natural beauty there.

142Tum bachchē āyē hō ki ham svarg kā mālik banē̃ .

138You children have come here to become the masters of heaven.

143Gāyan bhī hai śhiv bhagvānuvāch , mātāyē̃ svarg kā dvār khōltī haĩ isliē vandē mātaram gāyā jātā hai .

139Therefore, there is the praise in the versions of God that say: The mothers open the gates to heaven. 140This is why it is said: Salutations to the mothers!

144Vandē mātaram tō understood pitā bhī hai .

141When you say, “Salutations to the mothers”, it is understood that there is a father too.

145Bāp mātāō̃ key|kī mahimā kō baṛhātē haĩ .

142The Father increases the praise of the mothers.

146Pahlē lakṣhmī , pīchhē nārāyaṇ .

143First is Lakshmi and then Narayan.

147Yahā̃ phir pahlē mister , pīchhē mrs. .

144Here, they have Mr. first and then Mrs.

148Drama kā rāz aisā banā huā hai .

145This significance is created this way in the drama.

149Bāp rachayitā pahlē apnā parichay dētē haĩ .

146The Father, the Creator, first of all gives His own introduction.

150Ēk hai had kā laukik bāp , dūsrā hai bēhad kā pārlaukik bāp .

147One are limited physical fathers and the other is the unlimited parlokik Father.

151Bēhad K|kē bāp kō yād kartē haĩ kyōṅki unsē bēhad kā varsā miltā hai .

148You remember the unlimited Father because you receive the unlimited inheritance from Him.

152Had kā varsā miltē huē bhī bēhad K|kē bāp kō yād kartē haĩ .

149Even while receiving a limited inheritance you remember the unlimited Father.

153Bābā āp āyēṅgē tō ham aur saṅg tōṛ ēk āpsē hī jōṛē̃gē . 154Yah kisnē kahā  ?

150You say, “Baba, when You come, we will break away from everyone else and connect ourselves to You alone.”

155Ātmā nē .

151Who said this?

156Ātmā hī in organs dvārā part bajātī hai .

152Souls. 153It is the soul that plays his part through these organs.

157Har ēk ātmā jaisē-jaisē karma kartī hai aisē-aisē janma lētī hai . 158Sāhūkār garīb bantē haĩ .

154Each soul takes rebirth and becomes wealthy or poor according to the type of actions he has performed.

159Karma haĩ nā .

155It depends on actions.

160Yah lakṣhmī-nārāyaṇ viśhva K|kē mālik haĩ .

156Lakshmi and Narayan become the masters of the world.

161Inhōnnē kyā kiyā , yah tō tum jāntē hō aur tum hī samjhā saktē hō .

157What did they do? 158Only you know this. 159Only you can explain this.

162Bāp kahtē haĩ in āṅkhō̃ sē tum jō kuchh bhī dēkhtē hō , ussē vairāgya .

160The Father says: Have disinterest in whatever you see with those eyes.

163Yah tō sab khatm hō jānā hai .

161All of it is going to finish.

164Nayā makān banātē haĩ tō phir purānē sē vairāgya hō jātā hai .

162When a new house is being built, there is disinterest in the old house.

165Bachchē kahē̃gē bābā nē nayā makān banāyā hai , ham usmē̃ jāyēṅgē .

163Children would say that their baba has built a new house for them and so they will go and stay there.

166Yah purānā makān tō ṭūṭ-phūṭ jāyēgā .

164This old house will be demolished.

167Yah hai bēhad key|kī bāt .

165This is an unlimited matter.

168Bachchē jāntē haĩ bāp āyā huā hai svarg key|kī sthāpanā karnē .

166You children know that the Father has come to establish heaven.

169Yah purānī chhī-chhī duniyā hai .

167This is a dirty old world.

170Tum bachchē abhī trimūrti śhiv kē āgē baiṭhē hō .

168You children are now sitting in front of Trimurti Shiva.

171Tum vijay pahantē hō .

169You are becoming victorious.

172Vāstav mē̃ tumhārā yah trimūrti coat of arms hai .

170In fact, this Trimurti is your coat of arms.

173Tum brāhmaṇō̃ kā yah kul sabsē ūñchā hai . 174Chōṭī hai .

171This Brahmin clan of yours is the most elevated of all; it is the topknot.

175Yah rājāī sthāpan hō rahī hai .

172A kingdom is being established.

176Is coat of arms kō tum brāhmaṇ hī jāntē hō .

173Only you Brahmins know this coat of arms.

177Śhivbābā hamkō brahmā dvārā paṛhātē haĩ , dēvī-dēvtā banānē kē liē .

174Shiv Baba is teaching us through Brahma Baba in order to make us into deities.

178Vināśh tō hōnā hī hai .

175Destruction has to take place.

179Duniyā tamōpradhān bantī hai tō natural calamities bhī madad kartī hai .

176When the world becomes tamopradhan, natural calamities also help.

180Buddhi sē kitnī science nikāltē rahtē haĩ . 181Pēṭ sē kōī mūsal nahī̃ nikalē haĩ .

177Those people continue to use their intellects to invent so many scientific inventions.

182Yah science nikalī hai , jissē sārē kul kō khatm kar dētē haĩ . 183Bachchō̃ kō samjhāyā hai ūñch tē ūñch hai śhiv-bābā .

178It isn’t that missiles have emerged from their stomachs, but that they have emerged through science with which they will destroy the whole clan.

184Pūjā bhī karnī chāhiē ēk śhivbābā key|kī aur dēvtāō̃ key|kī .

179It has been explained to you children that Shiv Baba is the Highest on High.

185Brāhmaṇō̃ key|kī pūjā hō nahī̃ saktī kyōṅki tumhārī ātmā bhal pavitra hai lēkin śharīr tō pavitra nahī̃ hai , isliē pūjan lāyak nahī̃ hō saktē .

180It is Shiv Baba and the deities who should be worshipped. 181Brahmins cannot be worshipped because, although you souls are pure, your bodies are not. 182This is why you cannot be worthy of being worshipped.

186Mahimā lāyak hō .

183You are worthy of praise.

187Jab phir tum dēvtā bantē hō tō ātmā bhī pavitra , śharīr bhī nayā pavitra miltā hai .

184When you become deities, you souls will be pure and you will also receive pure new bodies.

188Is samay tum mahimā lāyak hō .

185At this time, you are worthy of praise.

189Vandē mātaram gāyā jātā hai .

186It is said: Salutations to the mothers.

190Mātāō̃ key|kī sēnā nē kyā kiyā  ?

187What did the army of mothers do?

191Mātāō̃ nē hī śhrīmat par gyān diyā hai .

188It was the mothers who gave knowledge by following shrimat.

192Mātāyē̃ sabkō śhrīmat par gyān dētī haĩ .

189You mothers give everyone this knowledge on the basis of shrimat.

193Mātāyē̃ sabkō gyān amr̥it pilātī haĩ .

190You mothers give everyone the nectar of knowledge to imbibe.

194Yathārth rīti tum hī samajhtē hō .

191Only you understand this accurately.

195Śhāstrō̃ mē̃ tō bahut kahāniyā̃ likhī huī haĩ , vah baiṭhkar sunātē haĩ .

192Many stories have been written in the scriptures which they sit and relate to others. 193You continue to say: It is the truth, it is the truth.

196Tum sat-sat kartē rahtē hō . 197Tum yah baiṭhkar sunāō tō sat-sat kahē̃gē .

194If you sit here and relate this knowledge to them, they will say: It is true, it is true (sat, sat).

198Abhī tō tum sat-sat nahī̃ kahē̃gē .

195You would now no longer say that that is the truth.

199Manuṣhya tō aisē pattharbuddhi haĩ jō sat-sat kahtē rahtē haĩ .

196People have such stone intellects that they continue to say, “It is true, it is true”.

200Gāyan bhī hai pattharbuddhi aur pārasbuddhi .

197It is remembered: There are those with stone intellects and those with divine intellects.

201Pāras buddhi mānā pārasnāth .

198To have a divine intellect means to be a lord of divinity.

202Nēpāl mē̃ kahtē haĩ pārasnāth kā chitra hai .

199In Nepal, they have a picture of the Lord of Divinity.

203Pāraspurī kā nāth yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ .

200It is Lakshmi and Narayan who are the lords of the land of divinity.

204Unhō̃ key|kī dynasty hai .

201This is their dynasty.

205Ab mūl bāt hai rachayitā aur rachnā K|kē rāz kō jānnā , jinkē liē r̥iṣhi-muni bhī nētī-nētī kartē gayē haĩ .

202The main thing is to know the secret of the Creator and the creation. 203The rishis and munis have been saying, “neti, neti” (neither this nor that) of Him.

206Abhī tum bāp dvārā sab kuchh jāntē hō arthāt āstik bantē hō .

204You have now come to know everything from the Father, that is, you have now become theists.

207Māyā rāvaṇ nāstik banātī hai .

205Maya, Ravan, makes you into atheists.

208Achchhā  !

206Achcha.

209Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

207To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

210Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

208The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

211Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

209Essence for dharna:

2121 ) sadā smr̥iti rahē ki ham brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ haĩ , hamārā sabsē ūñch kul hai .

210 1. Constantly be aware that you Brahmins are the mouth-born creation of Brahma. 211Your clan is the highest of all.

213Hamē̃ pavitra bannā aur banānā hai .

212You have to become pure and make others pure.

214Patit-pāvan bāp kā madadgār bannā hai .

213Become a helper of the Purifier Father.

2152 ) yād mē̃ kabhī ġaphlat nahī̃ karnā hai .

214 2. Never be careless about remembrance.

216Dēh-abhimān K|kē kāraṇ hī māyā yād mē̃ vighna ḍāltī hai isliē pahlē dēh-abhimān kō chhōṛnā hai .

215It is because of your body consciousness that Maya causes obstacles in your having remembrance. 216Therefore, first of all, renounce body consciousness.

217Yōg agni dvārā pāp nāśh karnē haĩ .

217Destroy all your sins with the power of yoga.

Blessing

218Vardān  : sādhanō̃ key|kī pravr̥itti mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān nyārē aur pyārē rahnē vālē bēhad K|kē vairāgī bhav

218Blessing: May you have unlimited disinterest and remain loving and as detached as a lotus flower while staying in a household and using its facilities.

219Sādhan milē haĩ tō unhē̃ baṛē dil sē use karō , yah sādhan haĩ hī āpkē liē , lēkin sādhnā kō merge nahī̃ karō .

219 You have been given facilities, and so you should use them with a big heart. 220Those facilities are for you to use, but you should not allow your spiritual endeavour to become merged.

220Pūrā balance hō .

221Let there be a complete balance.

221Sādhan burē nahī̃ haĩ , sādhan tō āpkē karma kā , yōg kā phal haĩ .

222The facilities are not bad; they are the fruit of your karma and yoga.

222Lēkin sādhan key|kī pravr̥itti mē̃ rahtē kamal puṣhp samān nyārē aur bāp K|kē pyārē banō .

223However, while staying in a household and using its facilities, be detached like a lotus and loving to the Father.

223Use kartē huē unhō̃ K|kē prabhāv mē̃ nahī̃ āō .

224While using them, do not be influenced by them.

224Sādhanō̃ mē̃ bēhad key|kī vairāgya vr̥itti merge na hō .

225Do not let your attitude of unlimited disinterest become merged in the facilities.

225Pahlē svayã mē̃ isē emerge karō phir viśhva mē̃ vāyumaṇḍal phailāō .

226First of all, let this emerge in yourself and then spread this atmosphere in the world.

Slogan

226Slōgan  : parēśhān kō apnī śhān mē̃ sthit kar dēnā hī sabsē achchhī sēvā hai .

227Slogan: To enable someone who is distressed to stabilise in his spiritual honour is the best service.

228*** Om Shanti ***