बुधवार 17 अप्रैल 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
017-04-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 17/04/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - yah wonderful paṛhāī bēhad kā bāp paṛhātē haĩ , bāp aur unkī paṛhāī mē̃ kōī bhī sanśhay nahī̃ ānā chāhiē , pahlā niśhchay chāhiē ki hamē̃ paṛhānē vālā kaun ' '
1Essence: Sweet children, the unlimited Father teaches you this wonderful study. 2You should not have any doubt in the Father or His teachings. 3The first faith you should have is in who it is that is teaching you.
Question
2Praśhna : tum bachchō̃ kō nirantar yād kī yātrā mē̃ rahnē key|kī śhrīmat kyō̃ milī hai ?
4Question: Why have you children received shrimat to stay constantly on the pilgrimage of remembrance?
Answer
3Uttar : kyōṅki māyā duśhman abhī bhī tumhārē pīchhē hai , jisnē tumkō girāyā hai . 4Abhī vah tumhārā pīchhā nahī̃ chhōṛēgā isliē ġaphlat nahī̃ karnā .
5Answer: Because Maya, the enemy, who made you fall, is even now behind you. 6She will not leave you alone now and you must therefore not be careless. 7Although you are at the confluence age, you have belonged to her for half of this cycle and she will therefore not leave you alone that easily.
5Bhal tum saṅgamyug par hō parantu ādhākalp uskē rahē hō isliē jaldī nahī̃ chhōṛēgā .
8As soon as you forget to have remembrance, Maya makes you perform sinful acts.
6Yād bhūlī aur māyā nē vikarma karāyā isliē ḵẖabardār rahnā hai .
9Therefore, you have to remain cautious.
7Āsurī mat par nahī̃ chalnā hai .
10You mustn't follow devilish dictates.
Murli
8Ōm śhānti .
11Om shanti.
9Abhī bachchē bhī haĩ , bābā bhī hai .
12At this time, there are you children and also Baba.
10Bābā anēk bachchō̃ kō kahē̃gē ' ō bēṭē ' , sabhī bachchē phir kahē̃gē ' ō bābā ' .
13Baba says to all of you children, "O children," and all the children say, "O Baba!"
11Bachchē haĩ bahut .
14There are many children.
12Tum samajhtē hō yah gyān ham ātmāō̃ kē liē hī hai .
15You understand that this knowledge is only for you souls.
13Ēk bāp K|kē kitnē ḍhēr bachchē haĩ .
16The one Father has so many children.
14Bachchē jāntē haĩ bāp paṛhānē āyē haĩ .
17You children know that the Father has come to teach you.
15Vah pahlē-pahlē bābā hai , phir teacher hai , phir gurū hai .
18First of all, He is our Baba, then the Teacher and then the Guru.
16Ab bāp tō bāp hī hai .
19The Father is constantly the Father.
17Phir pāvan banānē kē liē yād kī yātrā sikhlātē haĩ .
20So, He teaches you the pilgrimage of remembrance in order to purify you.
18Aur yah bhī bachchē samajhtē haĩ ki yah paṛhāī wonderful hai .
21You children also understand that this is a wonderful study.
19Drama K|kē ādi-madhy-ant kā rāz bāp K|kē sivāē kōī batā na sakē , isliē unkō bēhad kā bāp kahā jātā hai .
22No one, apart from the Father, can tell you the secrets of the beginning, middle and end of the drama. 23This is why He is called the unlimited Father.
20Yah niśhchay tō bachchō̃ kō jarūr baiṭhtā hai , ismē̃ sanśhay key|kī bāt uṭh na sakē .
24You children definitely have this faith. 25There can be no question of doubt in this.
21Itnī bēhad key|kī paṛhāī , bēhad K|kē bāp K|kē sivāē tō kōī paṛhā na sakē .
26No one, apart from the unlimited Father, can teach you this unlimited study.
22Bulātē bhī haĩ ki bābā āō , hamkō pāvan duniyā mē̃ lē chalō kyōṅki yah hai patit duniyā .
27You call out to Baba to come and take you to the pure world because this world is impure.
23Pāvan duniyā mē̃ lē jātē haĩ bāp .
28The Father takes you to the pure world.
24Vahā̃ thōṛēhī kahē̃gē bābā āō , pāvan duniyā mē̃ lē chalō .
29There, you would not say, "Baba, come and take us to the pure world!"
25Bachchē jāntē haĩ ham ātmāō̃ kā vah bāp hai .
30You children know that He is the Father of you souls.
26Tō dēh kā bhān ṭūṭ jātā hai .
31So, the consciousness of bodies breaks.
27Ātmā kahtī hai vah hamārā bāp hai .
32Souls say: He is our Father.
28Ab yah tō niśhchay rahnā chāhiē barōbar bāp K|kē bigar kōī itnī knowledge dē nahī̃ saktā .
33You should at least have the faith that no one except the Father can truly give so much knowledge.
29Pahlē tō yah niśhchay buddhi chāhiē .
34First of all, your intellects have to have this faith.
30Niśhchay bhī ātmā kō buddhi mē̃ hōtā hai .
35It is souls whose intellects have faith.
31Ātmā kō yah gyān miltā hai , hamārā yah bābā hai .
36Souls receive knowledge: "This is our Baba."
32Yah bahut pakkā niśhchay bachchō̃ kō hōnā chāhiē .
37You children should have this faith very firmly.
33Mukh sē kahnā kuchh bhī nahī̃ hai .
38You don't have to say anything.
34Ham ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī haĩ .
39We souls shed our bodies and take others.
35Ātmā mē̃ hī sab saṅskār haĩ .
40All the sanskars are in the souls.
36Ab tum jāntē hō bābā āyā huā hai , hamkō aisā paṛhātē haĩ , karma sikhlātē haĩ jō ham is duniyā mē̃ abhī āyēṅgē nahī̃ .
41You know that Baba has now come. 42He educates us and teaches us such actions that we will not return to this world.
37Vah manuṣhya tō samajhtē haĩ is duniyā mē̃ ānā hai .
43Those people believe that they will come back to this world.
38Tum aisē nahī̃ samajhtē hō .
44You don't believe that.
39Tum yah amarkathā sun amarpurī mē̃ jātē hō .
45You listen to this story of immortality and go to the land of immortality.
40Amarpurī arthāt jahā̃ sadā amar rahē̃ .
46The land of immortality is where you are constantly immortal.
41Satyug-trētā hai amarpurī .
47The golden and silver ages are lands of immortality.
42Bachchō̃ kō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .
48You children should be so happy.
43Yah paṛhāī sivāē bāp K|kē aur kōī paṛhā na sakē .
49No one except the Father can teach you this study.
44Bāp hamkō paṛhātē haĩ aur jō teachers haĩ vah ordinary manuṣhya haĩ .
50The Father is teaching us, whereas all other teachers are ordinary human beings.
45Yahā̃ tum jiskō patit-pāvan , duḥkh hartā sukh kartā kahtē hō , vah bāp ab sammukh paṛhā rahē haĩ .
51The Father, whom you call the Purifier, the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness, is now personally teaching you.
46Sammukh hōnē bigar rājyōg key|kī paṛhāī kaisē paṛhāyē̃ ?
52How can you study the study of Raja Yoga without being personally in front of Him?
47Bāp kahtē haĩ tum sweet bachchō̃ kō yahā̃ paṛhānē ātā hū̃ .
53The Father says: I come here to teach you sweet children.
48Paṛhānē liē inmē̃ pravēśh kartā hū̃ .
54I enter this one in order to teach you.
49Barōbar bhagvānuvāch bhī hai , tō jarūr unkō śharīr chāhiē .
55It is truly said that God speaks and so He would surely need a body.
50Na sirph mukh parantu sārā śharīr chāhiē .
56He doesn't just need a mouth, but a whole body.
51Khud kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ , maĩ kalp-kalp purūṣhōttam saṅgamyugē sādhāraṇ tan mē̃ ātā hū̃ .
57He Himself says: Sweetest, spiritual children, I enter this ordinary body at the confluence age of every cycle.
52Bahut garīb bhī nahī̃ , tō bahut sāhūkār bhī nahī̃ , sādhāraṇ hai .
58He is neither too poor nor too rich; he is ordinary.
53Yah tō tum bachchō̃ kō niśhchay hōnā chāhiē - vah hamārā bābā hai , ham ātmā haĩ .
59You children should have the faith that that One is our Baba and that we are souls.
54Ham ātmāō̃ kā bābā hai .
60He is the Baba of us souls.
55Sārī duniyā K|kē jō bhī manuṣhya mātra key|kī ātmāyē̃ haĩ , un sabkā bābā hai isliē unkō bēhad kā bābā kahā jātā hai .
61He is the Baba of all the human souls of the world. 62This is why He is called the unlimited Baba.
56Śhiv jayantī manātē haĩ , uskā bhī kiskō patā nahī̃ hai .
63People celebrate the birthday of Shiva, but no one knows anything about that.
57Kōī sē bhī pūchhō śhiv jayantī kab sē manāī jā rahī hai ? 58Tō kahē̃gē paramparā sē . 59Vah bhī kab sē ? 60Kōī date tō chāhiē nā .
64Ask anyone from which time people have been celebrating the birth of Shiva and they will say, "From time immemorial", but, even then, from when?
61Drama tō anādi hai .
65There has to be a date.
62Parantu activity jō drama mē̃ hōtī hai , unkī tithi-tārīkh tō chāhiē nā .
66The drama is eternal, but there does have to be the time and date of any activity that takes place in the drama.
63Yah tō kōī bhī jāntē nahī̃ .
67No one knows this.
64Hamārā śhivbābā ātē haĩ , us lav|love sē jayantī nahī̃ manātē .
68Shiv Baba comes here, but people don't celebrate Shiv Jayanti with that love.
65Nēhrū key|kī jayantī us lav|love sē manāyēṅgē . 66Āṅsū bhī ā jāyēṅgē .
69They celebrate the birthday of Nehru with so much love that they would even have tears.
67Śhiv jayantī kā kiskō bhī patā nahī̃ hai .
70No one knows about Shiv Jayanti.
68Abhī tum bachchē anubhavī hō .
71You children are now experienced.
69Anēk manuṣhya haĩ , jinkō kuchh bhī patā nahī̃ hai .
72There are so many people who don't know anything. 73So many melas etc. take place.
70Kitnē mēlē lagtē haĩ . 71Vahā̃ jō jātē haĩ vah batā saktē haĩ ki sach-sach kyā hai .
74Those who go there can tell you what really exists there, just as Baba has told you about the example of Amarnath.
72Jaisē bābā nē amarnāth kā bhī misāl batāyā thā , vahā̃ jākar dēkhā - sach-sach kyā hōtā hai .
75He went there and saw what really happens there. 76Other people simply tell you what they have heard from others.
73Dūsrē tō jō aurō̃ dvārā suntē haĩ , vah batlātē haĩ .
77Someone said that there is an ice lingam there, and they would say, "That is true."
74Kōī nē kahā barph kā liṅg hōtā hai , kahē̃gē sat .
78You children are now experienced in what is right and what is wrong.
75Abhī tum bachchō̃ kō anubhav milā hai - right kyā hai , wrong kyā hai .
79Whatever you have heard and studied up to now, it has been unrighteous.
76Ab tak jō kuchh suntē-paṛhtē āyē haĩ , vah sab thā unrighteous .
80It is sung: The body is false, Maya is false and the world is false.
77Gāyan bhī hai nā jhūṭhī kāyā … yah hai jhūṭh khaṇḍ , vah hai sach khaṇḍ .
81This is a land of falsehood and that is a land of truth.
78Satyug , trētā , dvāpar past hō gayā , ab kaliyug chal rahā hai .
82The golden, silver and copper ages have now passed and the iron age is now continuing.
79Yah bhī bahut thōṛē jāntē haĩ .
83Very few people know this.
80Tumhārī buddhi mē̃ sab khyālāt rahtē haĩ .
84You have all of these thoughts in your intellects.
81Bāp kē pās sārī knowledge hai , unkō kahtē haĩ gyān kā sāgar .
85The Father has all of this knowledge. 86He is called the Ocean of Knowledge.
82Unkē pās|pass jō knowledge hai vah is tan dvārā dē hamkō āpsamān banā rahē haĩ .
87He is giving you whatever knowledge He has through this body and making you the same as Himself.
83Jaisē teacher bhī āp samān banātē haĩ .
88A teacher too would make others the same as himself.
84Tō bēhad kā bāp bhī kōśhiśh kar āpsamān banātē haĩ .
89The unlimited Father also tries to make you the same as Himself.
85Laukik bāp āpsamān nahī̃ banātē .
90A physical father does not make you the same as himself.
86Tum ab āyē hō bēhad K|kē bāp kē pās .
91You have now come to the unlimited Father.
87Vah jāntē haĩ mujhē bachchō̃ kō āpsamān banānā hai .
92He knows that He has to make you children the same as Himself.
88Jaisē teacher āpsamān banāyēṅgē , number-vār hōṅgē . 89Yah bāp bhī aisē kahtē haĩ , number-vār banē̃gē .
93Just as a teacher makes students the same as himself, but they are numberwise, so that Father also says the same.
90Maĩ jō paṛhātā hū̃ yah hai avināśhī paṛhāī .
94You will become this, numberwise. 95What I am teaching you is an imperishable study.
91Jō jitnā paṛhē̃gē vah vyarth nahī̃ jāyēgā .
96Whatever each one of you studies, it will not go to waste.
92Āgē chal khud kahē̃gē hamnē 4 varṣh pahlē , 8 varṣh pahlē kōī sē gyān sunā thā , ab phir āyā hū̃ .
97As you progress further, people will tell you: I heard this knowledge from someone four years ago or eight years ago and I have now come once again.
93Phir kōī chaṭak paṛtē haĩ .
98Some then cling to Me.
94Śhamā tō hai phir us par kōī tō parvānē ēkdam phidā hō jātē haĩ . 95Kōī phērī pahan chalē jātē haĩ .
99He is the Flame and so some moths totally sacrifice themselves to Him whereas others simply circle around and go away.
96Śhurū mē̃ śhamā par bahut parvānē āśhik hō paṛē .
100In the beginning, many moths sacrificed themselves to the Flame.
97Drama plan anusār bhaṭṭhī bannī thī .
101According to the drama plan, a bhatthi had to be created.
98Kalp-kalp aisā hōtā āyā hai .
102It has been happening in the same way every cycle.
99Jō kuchh past huā , kalp pahlē bhī aisē huā thā . 100Āgē phir bhī vahī hōgā .
103Whatever happened in the past happened in the same way in the previous cycles and the same will happen in the future.
101Bākī yah pakkā niśhchay rakhō ki ham ātmā haĩ . 102Bāp hamkō paṛhātē haĩ .
104However, each of you must have the firm faith that you are a soul and that the Father is teaching you.
103Is niśhchay mē̃ pakkē rahō , bhūl na jāō .
105Remain firm in this faith! 106Do not forget!
104Aisā kōī manuṣhya nahī̃ hōgā jō bāp kō bāp na samajhē .
107There wouldn't be any human being who doesn't consider his father to be his father.
105Bhal fārkatī dē dēgā tō bhī samajhēgā hamnē bāp kō fārkatī dī . 106Yah tō bēhad kā bāp hai , unkō tō ham kabhī bhī nahī̃ chhōṛē̃gē .
108Even if he has become separated from his father, he would still think that he has become separated from his father.
107Ant tak sāth rahē̃gē .
109That One is the unlimited Father.
108Yah bāp tō sabkī sadgati karnē vālā hai .
110We will never leave Him; we will stay with Him till the end.
1095 hazār varṣh kē bād ātē haĩ .
111That Father grants salvation to everyone.
110Yah bhī samajhtē hō , satyug mē̃ bahut thōṛē manuṣhya hōtē haĩ .
112He comes every 5000 years. 113You understand that there are very few human beings in the golden age.
111Bākī sab śhāntidhām mē̃ rahtē haĩ .
114All the rest reside in the land of peace.
112Yah knowledge bhī bāp hī sunātē haĩ aur kōī sunā na sakē .
115Only the Father speaks this knowledge. 116No one else can speak it.
113Kiskī buddhi mē̃ baiṭh na sakē .
117It cannot sit in anyone's intellect.
114Tum ātmāō̃ kā vah bāp hai .
118He is the Father of you souls.
115Vah chaitanya bījrūp hai .
119He is the Living Seed.
116Kyā knowledge dēgē ?
120What knowledge would He give?
117Sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ key|kī .
121That of the world tree.
118Rachtā jarūr rachnā key|kī knowledge dēgē .
122The Creator would definitely give this knowledge of creation.
119Tumkō patā thā kyā ki satyug kab thā phir kahā̃ gayā !
123Did you know when it was the golden age or where it went?
120Abhī tum sāmnē baiṭhē hō , bābā bāt kar rahē haĩ .
124You are now sitting in front of Baba and Baba is speaking to you.
121Pakkā niśhchay kartē hō - yah ham sabhī ātmāō̃ kā bāp hai , hamkō paṛhā rahē haĩ .
125Continue to have the firm faith: That One is the Father of all of us souls. 126He is teaching us.
122Yah kōī jismānī teacher nahī̃ .
127He is not a physical teacher.
123Is śharīr mē̃ paṛhānē vālā vah nirākār śhivbābā virājmān hai .
128Incorporeal Shiv Baba who is present in this body is teaching us.
124Vah nirākār hōtē bhī gyān kā sāgar hai .
129Even though He is incorporeal, He is the Ocean of Knowledge.
125Manuṣhya tō kah dētē unkā kōī ākār nahī̃ .
130People say that He doesn't have a form.
126Mahimā bhī gātē haĩ - gyān kā sāgar , sukh kā sāgar … . 127Parantu samajhtē nahī̃ haĩ .
131They also sing the praise: The Ocean of Knowledge, the Ocean of Happiness, but they don't understand that.
128Drama anusār bahut dūr chalē gayē haĩ . 129Bābā bahut nazdīk lē ātē haĩ .
132According to the drama, they have gone very far away whereas the Father brings you very close.
130Yah tō 5 hazār varṣh key|kī bāt hai .
133This is a matter of 5000 years.
131Tum samajhtē hō her|har 5 hazār varṣh bād hamkō paṛhānē ātē haĩ .
134You understand that Baba comes to teach you every 5000 years.
132Yah knowledge aur kōī sē mil na sakē .
135You cannot receive this knowledge from anyone else.
133Yah knowledge hai hī naī duniyā kē liē .
136This knowledge is for the new world.
134Kōī manuṣhya dē na sakē kyōṅki tamōpradhān haĩ .
137No human beings can give it to you because they are tamopradhan.
135Vah kiskō satōpradhān banā na sakē̃ .
138They cannot make anyone satopradhan.
136Vah tō tamōpradhān bantē hī jātē haĩ .
139They continue to become tamopradhan.
137Tum abhī jāntē hō - bābā hamkō inmē̃ pravēśh karkē batā rahē haĩ aur phir bāp kahtē haĩ - bachchē , ġaphlat nahī̃ karnā .
140You now know that Baba enters this one and tells you everything. 141The Father says: Children, don’t become careless.
138Duśhman abhī bhī tumhārē pīchhē hai , jisnē hī tumkō girāyā hai .
142Your enemies who made you fall are even now coming after you. 143They will not leave any of you alone.
139Vah abhī tumhārā pīchhā nahī̃ chhōṛē̃gē . 140Bhal tum saṅgamyug par hō parantu ādhākalp tum unkē rahē hō tō vah jaldī nahī̃ chhōṛē̃gē .
144Although you are now at the confluence age, you have belonged to them for half of this cycle and so they will not leave you alone that quickly.
141Khabardār nahī̃ rahē̃gē , yād nahī̃ karē̃gē tō phir aur hī vikarma karā dēgē . 142Phir kuchh na kuchh chamāṭ lagtī rahēgī .
145If you don't remain cautious, if you don't remember Baba, they will make you perform more sinful acts and you will then continue to be slapped in one way or another.
143Abhī tō dēkhō manuṣhyō̃ nē apnē kō āpēhī chamāṭ mārī hai .
146Look at how people slap themselves and what they continue to say.
144Kyā-kyā kah dētē haĩ ! 145Śhiv-śhaṅkar ikaṭṭhā kah dētē haĩ .
147They say that Shiva and Shankar are one and the same.
146Unkā occupation kyā hai , unkā kyā ?
148What is the occupation of one and what is the occupation of the other?
147Kitnā fark hai .
149There is so much difference!
148Śhiv tō hai ūñch tē ūñch bhagvān , śhaṅkar dēvtā .
150Shiva is God, the Highest on High, whereas Shankar is a deity.
149Phir śhiv-śhaṅkar ikaṭṭhā kaisē kah dētē !
151So, how can they say that Shiva and Shankar are combined?
150Part hī dōnō̃ kā alag-alag hai .
152The parts of both are completely separate.
151Yahā̃ bhī bahutō̃ K|kē aisē-aisē nām haĩ - rādhēkr̥iṣhṇa , lakṣhmīnārāyaṇ , śhivśhaṅkar . . . . dōnō̃ nām svayã par rakh diyē haĩ .
153Here, too, many have double names such as Radhe Krishna, Lakshmi Narayan, Shiva Shankar. 154They have given themselves both names.
152Tō bachchē samajhtē haĩ is samay tak jō bāp nē samjhāyā hai vah phir repeat hōgā .
155So, you children understand that whatever the Father has explained up to now, it will repeat.
153Bākī thōṛē rōz haĩ .
156However, there are a few more days remaining.
154Bāp baiṭh thōṛēhī jāyēṅgē .
157The Father will not just sit here.
155Bachchē number-vār paṛhkar pūrē karmātīt ban jāyēṅgē .
158Children will study, numberwise, and become completely karmateet.
156Drama anusār mālā bhī ban jāyēgī .
159According to the drama, the rosary will be created.
157Kaunsī mālā ?
160Which rosary?
158Sab ātmāō̃ key|kī mālā ban jāyēgī , tab phir vāpis jāyēṅgē .
161The rosary of all souls will be created and you will then all go back home.
159Mālā number one tō tumhārī hai .
162The number one rosary is of you.
160Śhivbābā key|kī mālā tō baṛī lambī hai .
163The rosary of Shiv Baba is very long.
161Vahā̃ sē number-vār āyēṅgē part bajānē .
164Souls will come down from there to play their parts, numberwise.
162Tum sab bābā-bābā kahtē hō .
165You all continue to say, "Baba, Baba".
163Sab ēk mālā K|kē dānē hō .
166All of you are beads of the one rosary.
164Sabkō viṣhṇu key|kī mālā kā dānā nahī̃ kahē̃gē .
167Not everyone would be said to be a bead of the rosary of Vishnu.
165Yah bāp baiṭh paṛhātē haĩ .
168The Father sits here and teaches you.
166Sūryavanśhī bannā hī hai .
169You definitely have to become part of the sun dynasty.
167Sūryavanśhī-chandravanśhī jō past hō gayē vah phir banē̃gē .
170Those who were in the sun dynasty and the moon dynasty in the past will go into those again.
168Vah martabā miltā hī hai paṛhāī sē .
171You receive this status by your studying.
169Bāp key|kī paṛhāī bigar yah martabā mil na sakē .
172You cannot receive this status without studying the Father's teachings.
170Chitra bhī haĩ , lēkin kōī bhī aisī activity nahī̃ kartē haĩ ki ham yah ban saktē haĩ .
173There are the images, but no one's activity is such that he or she can become like them.
171Kathā bhī satyanārāyaṇ key|kī suntē haĩ .
174You listen to the story of the true Narayan.
172Garuṛ purāṇ mē̃ sab aisī bātē̃ haĩ jō manuṣhyō̃ kō sunātē haĩ .
175They have written such stories in the Garuda Purana which people continue to relate to one another.
173Bāp kahtē haĩ yah viṣhay vaitaraṇī nadī raurav nark hai .
176The Father says: That river of poison is the extreme depths of hell.
174Ḵẖās bhārat kō kahē̃gē .
177Bharat in particular is called that.
175Br̥ihaspati kī daśhā bhī bhārat par baiṭhī hai .
178The omens of Jupiter are also over Bharat.
176Vr̥ikṣhapati bhī bhāratvāsiyō̃ kō hī paṛhātē haĩ .
179The Lord of the Tree teaches the people of Bharat.
177Bēhad kā bāp baiṭh bēhad key|kī bātē̃ samjhātē haĩ .
180The unlimited Father sits here and explains unlimited things to you.
178Daśhā baiṭhtī hai .
181There are the omens.
179Rāhū key|kī bhī daśhā hai isliē kahtē haĩ dē dān tō chhūṭē grahaṇ .
182There are also the omens of Rahu and this is why it is said: Make a donation and the omens will be removed.
180Bāp bhī kahtē haĩ is kaliyug ant mē̃ rāhū kī daśhā sab par baiṭhī hai .
183The Father says: At the end of this iron age, there are the omens of Rahu over everyone.
181Ab maĩ vr̥ikṣhapati āyā hū̃ bhārat par br̥ihaspati kī daśhā biṭhānē .
184Now, I, the Lord of the Tree, have come to bring the omens of Jupiter to Bharat.
182Satyug mē̃ br̥ihaspati kī daśhā bhārat par thī .
185In the golden age, there were the omens of Jupiter over Bharat.
183Ab hai rāhū kī daśhā .
186There are now the omens of Rahu.
184Yah bēhad key|kī bāt hai .
187This is an unlimited matter.
185Yah kōī śhāstrō̃ ādi mē̃ nahī̃ hai .
188These things are not mentioned in any of the scriptures etc.
186Yah magazine ādi bhī unhē̃ samajh mē̃ āyēgī jō pahlē kuchh na kuchh samajhē huē hōṅgē .
189Only those who have understood a little of this knowledge already will understand these magazines etc.
187Magazine paṛhnē sē vah phir jāstī samajhnē kē liē bhāgē̃gē .
190After reading the magazines, people will come running to understand more.
188Bākī tō kuchh nahī̃ samajhē̃gē .
191Others will not understand anything.
189Jō thōṛā paṛhkar phir chhōṛ dētē haĩ tō thōṛā bhī unmē̃ gyān ghr̥it ḍālnē sē phir sujāg hō paṛtē haĩ .
192Those who studied a little and then left will be awakened as soon as a little oil of knowledge is poured into them. 193This knowledge is also called oil.
190Gyān kō ghr̥it bhī kahā jātā hai . 191Ujhāyē huē dīpak mē̃ bāp ākar gyān ghr̥it ḍāl rahē haĩ .
194The Father has come and is pouring the oil of this knowledge into the lamps that have almost been extinguished.
192Kahtē haĩ - bachchē , māyā K|kē tūphān āyēṅgē , dīvē kō bujhā dēgē .
195He says: Children, storms of Maya will come and will extinguish your lamps.
193Śhamā par parvānē kōī tō jal martē haĩ , kōī phērī pahan chalē jātē haĩ .
196Some moths die on a flame and some simply circle around and go away.
194Vahī bāt abhī practical mē̃ chal rahī hai .
197That same thing is now happening in a practical way.
195Number-vār sab parvānē haĩ .
198All of you moths are numberwise.
196Pahlē-pahlē ēkdam gharbār chhōṛ āyē , parvānē banē̃ .
199At first, you completely left your homes and came here and became moths.
197Jaisē ēkdam lottery mil gaī .
200It was as though you had won a lottery.
198Jō kuchh past huā tum phir aisē hī karē̃gē .
201Whatever happened in the past, you will do the same again.
199Bhalē chalē gayē , aisē mat samajhnā svarg mē̃ nahī̃ āyēṅgē , parvānē banē , āśhik huē phir māyā nē harā diyā , tō pad bhī cum|kam pāyēṅgē . 200Number-vār tō hōtē hī haĩ .
202Even if some have gone away, do not think that they will not go to heaven. 203They became moths and became the lovers and then Maya defeated them, and so their status will be reduced; it is numberwise.
201Aur satsaṅgō̃ mē̃ kōī key|kī bhī buddhi mē̃ nahī̃ hōgā . 202Tumhārī buddhi mē̃ hai .
204This would not be in the intellect of anyone in any other spiritual gathering.
203Bāp sē naī duniyā kē liē number-vār ham sab apnē purūṣhārth anusār paṛh rahē haĩ . 204Ham bēhad K|kē bāp K|kē sammukh baiṭhē haĩ .
205It is in your intellects that we are studying with the Father for the new world, numberwise, according to our efforts.
205Yah bhī jāntē hō vah ātmā dēkhnē mē̃ nahī̃ ātī .
206We are personally sitting in front of the unlimited Father.
206Vah tō avyakt chīz hai .
207You also know that you cannot see a soul.
207Unkō divya dr̥iṣhṭi dvārā hī dēkhā jātā hai .
208It is something subtle. 209It can only be seen in a divine vision.
208Ham ātmā bhī chhōṭī bindī haĩ .
210I, this soul, am also a tiny point.
209Parantu dēh-abhimān chhōṛ apnē kō ātmā samajhnā - yah hai ūñchī paṛhāī .
211However, to renounce body consciousness and to consider yourself to be a soul is a high study.
210Us paṛhāī mē̃ bhī jō subject difficult hōtī hai , usmē̃ fail hōtē haĩ .
212In other studies, too, students fail the difficult subjects.
211Yah subject tō bahut sahaj hai , parantu kaiyō̃ kō difficult feel hōtī hai .
213This subject is very easy, but some feel it to be difficult.
212Ab tum samajhtē hō śhivbābā sāmnē baiṭhē haĩ .
214You now understand that Shiv Baba is sitting in front of you.
213Tum bhī nirākār ātmāyē̃ hō parantu śharīr kē sāth hō .
215You too are incorporeal souls, but you have bodies.
214Yah sab bātē̃ bēhad kā bāp hī sunātē haĩ , aur kōī sunā na sakē .
216Only the unlimited Father tells you all of these things. 217No one else can tell you them.
215Phir kyā karē̃gē ?
218What will you do then?
216Unkō thanks dēgē .
219Give Him thanks?
217Nahī̃ .
220No.
218Bābā kahtē haĩ yah anādi drama banā huā hai .
221Baba says: This drama is eternally predestined.
219Maĩ kōī naī bāt nahī̃ kartā hū̃ .
222I am not doing anything new.
220Drama anusār tumkō paṛhātā hū̃ .
223I teach you according to the drama.
221Thanks tō bhakti mārg mē̃ dētē haĩ .
224It is on the path of devotion that one gives thanks.
222Teacher kahē̃gē student achchhī rīti paṛhtē haĩ tō hamārā nām bālā hōgā . 223Student kō thanks dī jātī hai .
225A teacher feels that if his students study well, his name will be glorified, and then thanks are given to the students.
224Jō achchhī rīti paṛhtē haĩ , paṛhātē haĩ , unkō thanks dī jātī hai .
226Thanks are given to those who study well and those who teach well.
225Student phir teacher kō thanks dēgē .
227Students would then give thanks to their teacher.
226Bāp kahtē haĩ - mīṭhē bachchē , jītē rahō . 227Aisī-aisī service kartē rahō .
228The Father says: Sweet children, may you stay alive and continue to do such service.
228Kalp pahlē bhī kī thī .
229You did this in the previous cycle.
229Achchhā !
230Achcha.
230Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
231To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
231Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
232The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
232Dhārṇā kē liē mukhya sār :
233Essence for dharna:
2331 ) sadā naśhā aur niśhchay rahē ki hamē̃ paṛhānē vālā kōī jismānī teacher nahī̃ .
234 1. Constantly have the intoxication and faith that it is not a physical teacher who is teaching you.
234Svayã gyān sāgar nirākār bāp teacher ban hamē̃ paṛhā rahē haĩ .
235The incorporeal Father, the Ocean of Knowledge, Himself, has become the Teacher and is teaching you.
235Is paṛhāī sē hī hamē̃ satōpradhān bannā hai .
236You have to become satopradhan through this study.
2362 ) ātmā rūpī dīpak mē̃ rōz gyān kā ghr̥it ḍālnā hai .
237 2. Pour the oil of this knowledge into the lamp of the soul every day.
237Gyān ghr̥it sē sadā aisā prajjavalit rahnā hai jō māyā kā kōī bhī tūphān hilā na sakē .
238Remain constantly ignited with the oil of knowledge in such a way that even storms of Maya cannot make you fluctuate.
238Pūrā parvānā ban śhamā par phidā hōnā hai .
239Become a true moth and sacrifice yourself to the Flame.
Blessing
239Vardān : sadā ēk bāp K|kē snēh mē̃ samāī huī sahyōgī sō sahajyōgī ātmā bhav
240Blessing: May you be a co-operative soul and so an easy yogi soul who is constantly merged in love for the one Father.
240Jin bachchō̃ kā bāp sē ati snēh hai , vah snēhī ātmā sadā bāp K|kē śhrēṣhṭh kārya mē̃ sahyōgī hōgī aur jō jitnā sahyōgī utnā sahajyōgī ban jātā hai .
241 The loving children who have deep love for the Father will be constantly co-operative in the Father’s elevated task. 242To the extent that they co-operate, they will accordingly become easy yogis.
241Bāp K|kē snēh mē̃ samāī huī sahyōgī ātmā kabhī māyā key|kī sahyōgī nahī̃ hō saktī .
243Co-operative souls who are merged in love for the Father can never co-operate with Maya; they have Baba and service in their every thought.
242Unkē her|har saṅkalp mē̃ bābā aur sēvā rahtī isliē nīnd bhī karē̃gē tō usmē̃ baṛā ārām milēgā , śhānti aur śhakti milēgī . 243Nīnd , nīnd nahī̃ hōgī , jaisē kamāī karkē khuśhī mē̃ lēṭē haĩ , itnā parivartan hō jātā hai .
244Therefore, even when they are asleep, they sleep very comfortably and receive peace and power. 245Their sleep will not be just sleep, but it will be as though they have earned a huge income and are lying down in happiness. 246There will be that much transformation.
Slogan
244Slōgan : prēm K|kē āṅsū dil key|kī ḍibbī mē̃ mōtī ban jātē haĩ .
247Slogan: Tears of love become pearls in the container of the heart.
248*** Om Shanti ***