रविवार 21 अप्रैल 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

021-04-24 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 30-03-99 madhuban

0 21/04/24 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 30/03/1999

1Tīvr puruṣhārth key|kī lagan kō jvālā rūp banākar bēhad K|kē vairāgya key|kī lahar phailāō

1Make your love for intense effort volcanic and spread a wave of unlimited disinterest.

2Āj bāpdādā har ēk bachchē K|kē mastak par tīn lakīrē̃ dēkh rahē haĩ .

2Today, BapDada was seeing three lines on the forehead of every child.

3Jismē̃ ēk lakīr hai - paramātma pālnā K|kē bhāgya key|kī lakīr .

3The first line is of your fortune of God’s sustenance.

4Yah paramātma pālnā kā bhāgya sārē kalp mē̃ ab ēk bār hī miltā hai , sivāē is saṅgamyug K|kē yah paramātma pālnā kabhī bhī nahī̃ prāpt hō saktī .

4You only receive this fortune of God’s sustenance once throughout the whole cycle. 5It is only at the confluence age and no other time that this sustenance can be given by God.

5Yah paramātma pālnā bahut thōṛē bachchō̃ kō prāpt hōtī hai .

6Very few children receive this sustenance from God.

6Dūsrī lakīr hai - paramātma paṛhāī K|kē bhāgya key|kī lakīr .

7The second line of your fortune is the line of God’s study.

7Paramātma paṛhāī yah kitnā bhāgya hai jō svayã param ātmā śhikṣhak ban paṛhā rahē haĩ .

8The fortune you have of God’s study is so great: God Himself becomes your Teacher and teaches you.

8Tīsrī lakīr hai - paramātma prāptiyō̃ key|kī lakīr .

9The third line of fortune is the line of the attainments you receive from God.

9Sōchō kitnī prāptiyā̃ haĩ .

10Just think about how much you have attained.

10Sabhī kō yād hai nā - prāptiyō̃ key|kī list kitnī lambī hai  !

11All of you remember how long the list of your attainments is.

11Tō har ēk K|kē mastak mē̃ yah tīn lakīr chamak rahī haĩ .

12These three lines of fortune were shining on the forehead of every child.

12Aisē bhāgyavān ātmāyē̃ apnē kō samajhtē hō  ?

13Do you consider yourselves to be such fortunate souls who are being given this?

13Pālnā , paṛhāī aur prāptiyā̃ .

14Sustenance, study and attainments.

14Sāth-sāth bāpdādā bachchō̃ K|kē niśhchay K|kē ādhār par rūhānī naśhē kō bhī dēkh rahē haĩ .

15As well as this, on the basis of your faith, BapDada is also seeing your spiritual intoxication.

15Har ēk paramātma bachchā kitnā rūhānī naśhē vālī ātmāyē̃ haĩ  !

16All of you souls, who are the children of God, have such spiritual intoxication.

16Sārē viśhva mē̃ aur sārē kalp mē̃ sabsē highest bhī haĩ , mahān bhī haĩ aur holiest bhī haĩ .

17You are the highest, greatest and holiest of everyone in the whole world and throughout the whole cycle.

17Āp jaisī pavitra ātmāyē̃ tan sē bhī , man sē bhī dēv rūp mē̃ sarv guṇ sampann , sampūrṇ nirvikārī aur kōī bantā nahī̃ hai .

18No other souls become as pure in their bodies and minds and as full of all virtues and as completely viceless as you souls are in your deity forms.

18Aur phir highest bhī hō , holiest bhī hō sāth-sāth richest bhī hō . 19Bāpdādā sthāpanā mē̃ bhī bachchō̃ kō smr̥iti dilātē thē aur falak sē akhbārō̃ mē̃ bhī ḍalvāyā ki «  ōm maṇḍlī richest in the world ' ' .

19You are the highest, the holiest and also the richest. 20At the beginning of establishment, BapDada used to tell you children that you are the richest. 21It was also printed in the newspaper with a lot of intoxication that “Om Mandli is the richest in the world.”

20Yah sthāpanā K|kē samay key|kī āp sabkī mahimā hai .

22This is the praise of all of you at the beginning of this establishment.

21Ēk din mē̃ kitnā bhī baṛē tē baṛā multi-multi millionaire hō lēkin āp jaisā richest hō nahī̃ saktā .

23Even if someone were to become a multi-multi-millionaire in one day, no one can be as rich as you are; you are the richest.

22Itnā richest bannē kā sādhan kyā hai  ?

24What is the sign of your becoming the richest of all?

23Bahut chhōṭā sā sādhan hai .

25It is a very tiny thing to do.

24Lōg richest bannē kē liē kitnī mēhnat kartē haĩ aur āp kitnā sahaj mālāmāl bantē jātē hō .

26People make so much effort to become the richest, whereas you become full of all treasures so easily! 27You know the method for this, do you not?

25Jāntē hō nā sādhan  !

28All you have to do is put a small point.

26Sirph chhōṭī see|sī|C bindī lagānī hai bas .

29When you put a point, you earn a lot more.

27Bindī lagāī , kamāī huī .

30It is just like when you add a zero to increase an amount.

28Ātmā bhī bindī , bāp bhī bindī aur drama fullstop lagānā , vah bhī bindī hai .

31Each soul is a point, the Father is the Point and to put a full stop to the drama is also a point.

29Tō bindī ātmā kō yād kiyā , kamāī baṛh gaī .

32As soon as you remember that you are a soul, a point, your income increases.

30Vaisē laukik mē̃ bhī dēkhō , bindī sē hī saṅkhyā baṛhtī hai .

33In the lokik world too, a number is increased when a zero is added.

31Ēk kē āgē bindī lagāō tō kyā hō jātā  ?

34What happens when you put a zero after the figure one?

3210 , dō bindī lagāō , tīn bindī lagāō , chār bindī lagāō , baṛhtā jātā hai .

35It becomes ten. 36When you add one zero, two zeroes, three zeroes, four zeroes, the number keeps increasing.

33Tō āpkā sādhan kitnā sahaj hai  !

37Your method is so easy!

34 «  maĩ ātmā hū̃ ' ' - yah smr̥iti key|kī bindī lagānā arthāt khajānā jamā hōnā .

38To put the point of the consciousness of being a soul means to accumulate treasures for yourself.

35Phir «  bāp ' ' bindī lagāō aur khajānā jamā . 36Karma mē̃ , sambandh-sampark mē̃ drama kā fullstop lagāō , bītī kō fullstop lagāyā aur khajānā baṛh jātā . 37Tō batāō sārē din mē̃ kitnē bār bindī lagātē hō  ?

39Then, when you put the point of the Father (have remembrance of the Father), you accumulate further treasure. 40Then, when you put a full stop to the drama whilst acting in connection and relationship with others, when you put a full stop to the past, your treasure increases further.

38Aur bindī lagānā kitnā sahaj hai  !

41So, how many times do you put a point throughout the day?

39Muśhkil hai kyā  ?

42You do put a point, do you not?

40Bindī khisak jātī hai kyā  ?

43It is so easy to put a point. 44Do you find it difficult?

41Bāpdādā nē kamāī kā sādhan sirph yahī sikhāyā hai ki bindī lagātē jāō , tō sabhī kō bindī lagānē ātī hai  ?

45Does the point slip away? 46BapDada has taught you how to earn an income by simply adding a point. 47Do all of you know how to put a point?

42Agar ātī hai tō ēk hāth key|kī tālī bajāō .

48If you do know how to do this, then clap with one hand!

43Pakkī hai nā  !

49It is firm, is it not?

44Yā kabhī khisak jātī hai , kabhī lag jātī hai  ?

50Or, does it sometimes slip away and sometimes remain applied?

45Sabsē sahaj bindī lagānā hai .

51The easiest way of all is to put a point.

46Kōī is āṅkhō̃ sē blind bhī hō , vah bhī agar kāgaj par pencil rakhēgā tō bindī lag jātī hai aur āp tō trinētrī hō , isliē in tīn bindiyō̃ kō sadā use karō .

52Even a blind person can use a pencil to write on paper; he is able to put a point. 53However, you are trinetri (those with three eyes). 54Therefore, you can constantly use these three points.

47Question mark kitnā ṭeṛhā hai , likhkar dēkhō , ṭeṛhā hai nā  ?

55A question mark is crooked. 56Just write it and see, it is crooked, is it not?

48Aur bindī kitnī sahaj hai isliē bāpdādā bhinn-bhinn rūp sē bachchō̃ kō samān banānē key|kī vidhi sunātē rahtē haĩ .

57It is so easy to put a point. 58This is why BapDada tells you children different ways to become equal.

49Vidhi hai hī bindī .

59The method is just to put a point.

50Aur kōī vidhi nahī̃ hai .

60There is no other way.

51Agar vidēhī bantē hō tō bhī vidhi hai - bindī bannā .

61Even to become bodiless, the method you use is to become a point.

52Aśharīrī bantē hō , karmātīt bantē hō , sabkī vidhi bindī hai isliē bāpdādā nē pahlē bhī kahā hai - amr̥itvēlē bāpdādā sē milan manātē , rūhrihān kartē jab kārya mē̃ ātē hō tō pahlē tīn bindiyō̃ kā tilak mastak par lagāō , vah lāl bindiyō̃ kā tilak lagānē nahī̃ śhurū karnā lēkin smr̥iti kā tilak lagāō . 53Aur check karō - kisī bhī kāraṇ sē yah smr̥iti kā tilak miṭē nahī̃ .

62When you become bodiless, and when you become karmateet, the method you use is to become a point. 63This is why BapDada also told you earlier that when you celebrate a meeting with BapDada at amrit vela, when you have a heart-to-heart conversation or when you are doing your work, first put a tilak of the three points on your forehead. 64Don’t start putting a physical, red tilak of three dots on your forehead, but put a tilak of this consciousness and then check that this tilak is never rubbed off due to any reason.

54Avināśhī , amiṭ tilak hai  ?

65Is this tilak imperishable so it can never be rubbed off?

55Bāpdādā bachchō̃ kā pyār bhī dēkhtē haĩ , kitnē pyār sē bhāg-bhāg kar milan manānē pahũchtē haĩ aur phir āj hall mē̃ bhī milan manānē kē liē kitnī mēhnat sē , kitnē pyār sē nīnd , pyās kō bhūlkar pahlē number mē̃ najdīk baiṭhnē kā puruṣhārth kartē haĩ .

66BapDada has seen the love all of you children have and how you have all come running here with so much love to celebrate this meeting with BapDada and, when you come and sit in this hall to meet Baba, because of your love, you make so much effort to sit at the front that you forget about your sleep or thirst, etc.

56Bāpdādā sab dēkhtē haĩ , kyā-kyā kartē haĩ vah sārā drama dēkhtē haĩ .

67BapDada sees everything and what you all do. 68Baba sees the whole drama.

57Bāpdādā bachchō̃ K|kē pyār par nyōchhāvar bhī hōtē haĩ aur yah bhī bachchō̃ kō kahtē haĩ jaisē sākār mē̃ milnē kē liē dauṛ-dauṛ kar ātē hō aisē hī bāp samān bannē kē liē bhī tīvr puruṣhārth karō , ismē̃ sōchtē hō nā ki sabsē āgē tē āgē number milē .

69BapDada also surrenders Himself to you children because of your love and says to you: Just as you came running to meet the Father in this corporeal form, so in the same way, make intense efforts to become equal to the Father. 70You all think about obtaining the first seats here.

58Sabkō tō miltā nahī̃ hai , yahā̃ sākārī duniyā hai nā  ! 59Tō sākārī duniyā K|kē niyam rakhnē hī paṛtē haĩ .

71However, not everyone can receive those. 72This is a corporeal world, and so the laws of this corporeal world have to be observed.

60Bāpdādā us samay sōchtē haĩ ki sab āgē-āgē baiṭh jāē̃ lēkin yah hō saktā hai  ?

73At that time, BapDada feels that all of you should sit at the front, but would that be possible?

61Hō bhī rahā hai , kaisē  ?

74It is happening, but how?

62Pīchhē vālō̃ kō bāpdādā sadā nayanō̃ mē̃ samāyā huā dēkhtē haĩ .

75BapDada sees those sitting at the back as being constantly merged in His eyes.

63Tō sabsē samīp haĩ nayan .

76The eyes are the closest of all.

64Tō pīchhē nahī̃ baiṭhē hō lēkin bāpdādā K|kē nayanō̃ mē̃ baiṭhē hō .

77Therefore, you are not sitting at the back, but in BapDada’s eyes. 78You are the lights of the eyes.

65Nūrē ratna hō . 66Pīchhē vālō̃ nē sunā  ?

79Did all of you sitting at the back hear this?

67Dūr nahī̃ hō , samīp hō .

80You are not sitting far away, you are close.

68Śharīr sē pīchhē baiṭhē haĩ lēkin ātmā sabsē samīp hai .

81Physically, you may be sitting at the back, but you souls are the closest.

69Aur bāpdādā tō sabsē jyādā pīchhē vālō̃ kō hī dēkhtē haĩ .

82BapDada looks at those sitting at the back the most.

70Dēkhō najdīk vālō̃ kō in sthūl nayanō̃ sē dēkhnē kā chance hai aur pīchhē vālō̃ kō in nayanō̃ sē najdīk dēkhnē kā chance nahī̃ hai isliē bāpdādā nayanō̃ mē̃ samā lētā hai .

83Those who are sitting close at the front have a chance to see Baba with their eyes, whereas those sitting at the back do not have this chance. 84This is why BapDada merges you in His eyes.

71Bāpdādā muskarātē rahtē haĩ , dō bajtā hai aur line śhurū hō jātī hai .

85BapDada continues to smile because, as soon as it is 2.00 pm, everyone starts to form a queue.

72Bāpdādā samajhtē haĩ ki bachchē khaṛē-khaṛē thak bhī jātē haĩ lēkin bāpdādā sabhī bachchō̃ kō pyār kā massage kar lētē haĩ .

86BapDada realises that you children would probably be tired from standing there, so BapDada gives all of you children a loving massage. 87Your legs are then massaged.

73Ṭāṅgō̃ mē̃ massage hō jātā hai .

88Have you felt BapDada’s massage: it is very lovely and unique.

74Bāpdādā kā massage dēkhā hai nā - bahut nyārā aur pyārā hai .

89So, today, everyone has come running from everywhere to take the last chance of this season.

75Tō āj sabhī is season kā last chance lēnē kē liē chārō̃ ōr sē bhāg-bhāg-kar pahũch gayē haĩ .

90It is good. 91Your zeal and enthusiasm to celebrate a meeting with the Father constantly enable you to move forward.

76Achchhā hai . 77Bāp sē milan kā umaṅg-utsāh sadā āgē baṛhātā hai .

92However, BapDada does not forget you children for even one second.

78Lēkin bāpdādā tō bachchō̃ kō ēk second bhī nahī̃ bhūltā hai .

93There is only one Father but many children.

79Bāp ēk hai aur bachchē anēk parantu anēk bachchō̃ kō bhī ēk second bhī nahī̃ bhūltē kyōṅki sikīladhē hō .

94However, Baba doesn’t forget any of all you many children for even a second, because you are all long-lost and now-found children.

80Dēkhō kahā̃-kahā̃ dēśh-vidēśh K|kē kōnē-kōnē sē bāp nē hī āpkō ḍhūṇḍhā .

95Look how the Father found you all in all the different, far-away corners of this land and abroad.

81Āp bāp kō ḍhūṇḍh sakē  ?

96Were you able to find the Father?

82Bhaṭaktē rahē lēkin mil nahī̃ sakē aur bāp nē bhinn-bhinn dēśh , gānv , kasbē jahā̃-jahā̃ bhī bāp K|kē bachchē haĩ , vahā̃ sē ḍhūṇḍh liyā .

97You continued to wander and stumble around but were unable to find Him. 98However, the Father found you children of the Father in different lands, countries and states, etc.

83Apnā banā liyā .

99The Father made you belong to Him.

84Gīt gātē hō nā - maĩ bābā kā aur bābā mērā .

100You sing the song: “I belong to Baba and Baba belongs to me.”

85Na jāti dēkhī , na dēśh dēkhā , na raṅg dēkhā , sabkē mastak par ēk hī rūhānī raṅg dēkhā - jyōti bindu .

101Baba didn’t look at your caste, your country, your colour etc. 102He only saw the spiritual colour on the forehead of each of you; the point of light.

86Double foreigners kyā samajhtē haĩ  ?

103What do you double foreigners think?

87Bāp nē jāti dēkhī  ?

104Did the Father look at your caste or colour?

88Kālā hai , gōrā hai , śhyām hai , sundar hai  ?

105Whether you were black or white or beautiful or ugly?

89Kuchh nahī̃ dēkhā .

106The Father didn’t look at anything.

90Mērā hai - yah dēkhā .

107He only saw that you belonged to Him.

91Tō batāō bāp kā pyār hai yā āpkā pyār hai  ?

108So is this the Father’s love or your love? 109Whose love is it?

92Kiskā hai  ?

110(Of both).

93 ( dōnō̃ kā hai ) bachchē bhī uttar dēnē mē̃ hōśhiyār haĩ , kahtē haĩ bābā āp hī kahtē hō ki pyār sē pyār khīñchtā hai , tō āpkā pyār hai tō hamārā hai tab tō khīñchtā hai .

111Children are very clever in replying. 112They say: “Baba, You tell us that love draws love, and that it is because love draws love that you have love and we also have love.”

94Bachchē bhī hōśhiyār haĩ aur bāp kō khuśhī hai ki itnā himmat , umaṅg-utsāh rakhnē vālē bachchē haĩ .

113Children, you are very clever. 114The Father is also pleased to see that you children have so much courage, zeal and enthusiasm.

95Bāpdādā kē pās 15 din K|kē chart kā bahut bachchō̃ kā result āyā hai .

115BapDada has the results of the chart of 15 days of many children.

96Ēk bāt tō bāpdādā nē chārō̃ ōr key|kī result mē̃ dēkhī ki majority bachchō̃ kā attention rahā hai .

116One thing that BapDada saw in the results of the children everywhere was that the majority of you paid attention.

97Percentage jitnī svayã bhī chāhtē haĩ utnī nahī̃ hai , parantu attention hai aur dil hī dil mē̃ jō tīvr puruṣhārthī bachchē haĩ vah apnī pratigyā kō pūrā karnē K|kē lakṣhya sē āgē baṛh bhī rahē haĩ .

117The percentage is not what you yourselves wanted, but you have paid attention and the intense effort-making children are trying to fulfil their aim of keeping the promise they made in their hearts and are moving forward.

98Aur āgē baṛhtē-baṛhtē mañjil par pahũch hī jāyēṅgē .

118By moving forward in this way, you will reach your destination.

99Minority abhī bhī kabhī albēlēpan mē̃ aur kabhī ālasya K|kē vaśh attention bhī cum|kam dē rahē haĩ .

119The minority is even now, because of carelessness or laziness, paying very little attention.

100Unhō̃ kā ēk viśhēṣh slōgan hai - hō hī jāyēṅgē , jāyēṅgē … jānā hai nahī̃ , jāyēṅgē . 101Hō hī jāyēgā yah hai albēlāpan .

120Their special slogan is: “Yes, we will make it; we will get there.” 121When you think that you will get there at some point, that is carelessness.

102Jānā hī hai , yah hai tīvr puruṣhārth .

122To say, “I have to get there” is intense effort.

103Bāpdādā vāydē bahut suntē haĩ , bār-bār vāydē bahut achchhē kartē haĩ .

123BapDada hears many promises. 124You repeatedly make many beautiful promises.

104Bachchē vāydē itnī achchhī himmat sē kartē haĩ jō us samay bāpdādā kō bhī bachchē dilkhuśh miṭhāī khilā dētē haĩ .

125Children, you make such good promises with so much courage that, at that time, you even give dilkhush toli to BapDada. 126Baba swallows that too!

105Bāp bhī khā lētē haĩ .

127(Accepts what you say.)

106Lēkin vāydā arthāt puruṣhārth mē̃ jyādā sē jyādā phāydā .

128However, to make a promise means to experience the greatest benefit from your effort to accomplish that.

107Agar phāydā nahī̃ tō vāydā samarth nahī̃ hai .

129If you don’t experience benefit, then your promise is not strong.

108Tō vāydā bhalē karō phir bhī dilkhuśh miṭhāī tō khilātē hō nā  !

130So, you may make promises, because you are at least serving Baba with dilkhush toli.

109Sāth-sāth tīvr puruṣhārth key|kī lagan kō agni rūp mē̃ lāō .

131However, as well as that, you must also make your love of effort take the form of fire.

110Jvālāmukhī banō .

132Become like a volcano.

111Samay pramāṇ rahē huē jō bhī man K|kē , sambandh-sampark K|kē hisāb-kitāb haĩ uskō jvālā svarūp sē bhasma karō .

133According to the time, whatever karmic accounts you still have of your mind, relations and connections, burn all of them in your form of fire.

112Lagan hai , ismē̃ bāpdādā bhī pās|pass kartē haĩ lēkin abhī lagan kō agni rūp mē̃ lāō .

134This is the love you have and BapDada has given you a pass mark for this. 135You have this love, but your love should now take the form of fire.

113Viśhva mē̃ ēk taraph bhraṣhṭāchār , atyāchār key|kī agni hōgī , dūsrē taraph āp bachchō̃ kā powerful yōg arthāt lagan key|kī agni jvālā rūp mē̃ āvaśhyak hai .

136On the one side of the world, there is the fire of corruption and violence, and on the other side, powerful yoga, that is, yoga of the intensity of a volcano is necessary.

114Yah jvālā rūp is bhraṣhṭāchār , atyāchār key|kī agni kō samāpt karēgā aur sarv ātmāō̃ kō sahyōg dēgā .

137This volcanic intensity of your fire will finish the fire of corruption and violence and give co-operation to all souls.

115Āpkī lagan jvālā rūp kī hō arthāt powerful yōg hō , tō yah yād kī agni , us agni kō samāpt karēgī aur dūsrē taraph ātmāō̃ kō paramātma sandēśh key|kī , śhītal svarūp key|kī anubhūti karāyēgī .

138On the one hand, your intense love, that is, your powerful yoga and remembrance will finish that fire and on the other hand, it will enable souls to experience God’s message and form of coolness.

116Bēhad key|kī vairāgya vr̥itti prajjavalit karāyēgī .

139It will intensify the attitude of unlimited disinterest.

117Ēk taraph bhasma karēgī dūsrē taraph śhītal bhī karēgī .

140On one hand, it will burn everything and, on the other hand, it will cool everything.

118Bēhad K|kē vairāgya key|kī lahar phailāyēgī .

141It will spread the waves of unlimited disinterest.

119Bachchē kahtē haĩ - mērā yōg tō hai , sivāē bābā K|kē aur kōī nahī̃ , yah bahut achchhā hai . 120Parantu samay anusār abhī jvālā rūp banō .

142Children say that they have yoga, and that they have no one other than Baba, that is very good. 143However, according to the time, you have been told you now have to become like a volcano.

121Jō yādgār mē̃ śhaktiyō̃ kā śhakti rūp , mahāśhakti rūp , sarv śhastradhārī dikhāyā hai , abhī vah mahā śhakti rūp pratyakṣha karō .

144In the memorials, the Shaktis, the Mahashaktis have all been portrayed in forms holding all their weapons. 145You now have to reveal those form of Mahashaktis.

122Chāhē pāṇḍav haĩ , chāhē śhaktiyā̃ haĩ , sabhī sāgar sē nikalī huī gyān nadiyā̃ hō , sāgar nahī̃ hō , nadī hō .

146All of you, whether Pandavas or Shaktis, are rivers of knowledge that have emerged from the Ocean. 147You are not the Ocean, but rivers.

123Gyān gaṅgāyē hō .

148You are the Ganges of Knowledge.

124Tō gyān gaṅgāyē̃ ab ātmāō̃ kō apnē gyān key|kī śhītaltā dvārā pāpō̃ key|kī āg sē mukt karō .

149So you Ganges of Knowledge now have to liberate souls from their sins with the coolness of your knowledge.

125Yah hai vartamān samay kā brāhmaṇō̃ kā kārya .

150This is the duty of you Brahmins at the present time.

126Sabhī bachchē pūchhtē haĩ ki is sāl kyā sēvā karē̃  ?

151All of you children have been asking what service you have to do this year.

127Tō bāpdādā pahlī sēvā yahī batātē haĩ ki abhī samay anusār sabhī bachchē vānaprasth avasthā mē̃ haĩ , tō vānaprasthī apnē samay , sādhan sabhī bachchō̃ kō dēkar svayã vānaprasth hōtē haĩ .

152According to the time, all of you children are in your stage of retirement. 153So, the first service that BapDada is telling you to do is like that of those who are in this stage. 154They give their time and everything to their children and retire.

128Tō āp sabhī bhī apnē samay kā khajānā , śhrēṣhṭh saṅkalp kā khajānā abhī aurō̃ kē prati lagāō .

155Therefore, all of you should now use your treasures of time and elevated thoughts for others.

129Apnē prati samay , saṅkalp cum|kam lagāō .

156Now use less time and thoughts for yourselves.

130Aurō̃ kē prati lagānē sē svayã bhī us sēvā kā pratyakṣhaphal khānē kē nimitt ban jāyēṅgē .

157By becoming an instrument and using these for others, you can eat the practical fruit of that service.

131Mansā sēvā , vāchā sēvā aur sabsē jyādā - chāhē brāhmaṇ , chāhē aur jō bhī sambandh-sampark mē̃ ātē haĩ unhō̃ kō kuchh na kuchh master dātā bankē dētē jāō .

158Serve with your thoughts and serve with your words. 159Most of all, whoever comes into a connection or relationship with you, whether those souls are Brahmins or not, you become a master bestower and give them something or other.

132Niḥsvārth ban khuśhī dō , śhānti dō , ānand key|kī anubhūti karāō , prēm key|kī anubhūti karāō .

160Be altruistic and give them happiness, give them peace, give them an experience of bliss. 161Give them an experience of love.

133Dēnā hai aur dēnā mānā svataḥ hī lēnā .

162You have to give, and to give means to receive automatically.

134Jō bhī jis samay , jis rūp mē̃ sambandh-sampark mē̃ āyē kuchh lēkar jāyē .

163Be so selfless that whoever comes into contact with you should return having taken something from you.

135Āp master dātā kē pās ākar khālī nahī̃ jāyē .

164After coming to you master bestowers, they should not return empty-handed.

136Jaisē brahmā bāp kō dēkhā - chaltē-phirtē bhī agar kōī bhī bachchā sāmnē āyā tō kuchh na kuchh anubhūti K|kē binā khālī nahī̃ jātā .

165You saw how, whenever Father Brahma was walking or moving around and someone came in front of him, that child would not leave Baba without having experienced something.

137Yah check karō jō bhī āyā , milā , kuchh diyā vā khālī gayā  ? 138Khajānē sē jō bharpūr hōtē haĩ vah dēnē K|kē binā rah nahī̃ saktē . 139Akhuṭ , akhaṇḍ dātā banō .

166So, check, whenever you have met anyone, whether you gave them something or whether they went away empty-handed. 167Those who are overflowing with treasures cannot stay without giving something.

140Kōī māṅgē , nahī̃ . 141Dātā kabhī yah nahī̃ dēkhtā ki yah māṅgē tō dē̃ .

168Become such limitless, constant bestowers that no one has to ask for anything from you.

142Akhuṭ mahādānī , mahādātā svayã hī dētā hai . 143Tō pahlī sēvā is varṣh - mahān dātā kī karō .

169Even though they may ask, a bestower would never think that he will only give something when he is asked.

144Āp dātā dvārā milā huā dētē hō .

170A limitless, great donor, a great bestower would give without being asked.

145Brāhmaṇ kōī bhikhārī nahī̃ haĩ lēkin sahyōgī haĩ .

171The first service you have to do this year is to become a great bestower.

146Tō āpas mē̃ brāhmaṇō̃ kō ēk dō mē̃ dān nahī̃ dēnā hai , sahyōg dēnā hai . 147Yah hai pahlā number sēvā .

172You are giving whatever you have received from the Bestower. 173Another Brahmin is not a beggar but a co-operative soul.

148Aur sāth-sāth bāpdādā nē vidēśh K|kē bachchō̃ key|kī khuśhkhabarī sunī tō bāpdādā nē dēkhā ki jō is sr̥iṣhṭi K|kē āvāj phailānē kē nimitt bāpdādā nē jō mike nām diyā hai tō vidēśh K|kē bachchō̃ nē āpas mē̃ is kārya kō kiyā hai aur jab plan banā hai tō practical hōnā hī hai .

174Brahmins do not donate to one another, they co-operate with one another. 175This is the foremost service. 176As well as this, BapDada heard some good news from the children abroad. 177Baba had told you to find mikes to spread the sound in the world and the children abroad have all worked together well to achieve this.

149Lēkin bhārat mē̃ bhī jō 13 zone haĩ , har ēk zone sē kam sē kam ēk aisā viśhēṣh nimitt sēvādhārī banē̃ , jiskō mike kahō yā kuchh bhī kahō , āvāj phailānē vālē kōī nimitt banāō , yah bāpdādā nē kam sē kam kahā hai lēkin agar baṛē-baṛē dēśh mē̃ aisē nimitt bannē vālē haĩ tō sirph zone vālē nahī̃ lēkin baṛē dēśhō̃ sē bhī aisē taiyār kar programme banānā hai .

178When a plan is made, it has to be put into practice. 179However, in Bharat too, BapDada has told each of the 13 zones to create at least one such person. 180Whether you call them mikes or anything else, let there at least be one special server who can become an instrument for this. 181If you find that there are such instruments in the large states, then you can make a programme for such souls from the large states and not just the different zones.

150Bāpdādā nē vidēśh K|kē bachchō̃ kō dil hī dil mē̃ mubārak dī|the , abhī mukh sē bhī dē rahē haĩ ki practical mē̃ lānē kā plan pahlē bāpdādā K|kē sāmnē lāyā .

182It is not that you can make such a programme, but that you must make such a programme. 183BapDada congratulated the children abroad from His heart, and is now congratulating you in words for bringing in front of BapDada the plans that you will put into practice.

151Vaisē bāpdādā jāntē haĩ ki bhārat mē̃ aur hī sahaj hai lēkin abhī kuchh quality key|kī sēvā kar sahyōgī samīp lāō .

184In fact, BapDada knows that it is easier to do this in Bharat, but you must now serve quality souls and make them into closely co-operative souls.

152Bahut sahyōgī haĩ lēkin saṅgaṭhan mē̃ unhō̃ kō aur samīp lāō .

185There are many co-operative souls, but you must now bring them even closer into the gathering.

153Sāth-sāth brāhmaṇ ātmāō̃ mē̃ aur bhī samīp lānē kē liē , har ēk taraph vā madhuban mē̃ chārō̃ ōr jvālā svarūp kā vāyumaṇḍal banānē kē liē , chāhē jiskō bhaṭṭhī kahtē hō vah karō , chāhē āpas mē̃ saṅgaṭhan mē̃ rūhrihān karkē jvālā svarūp kā anubhav karāō aur āgē baṛhāō .

186As well as this, in order to bring Brahmin souls closer, in order to create an intense atmosphere of love in Madhuban and everywhere else, have bhatthis and gatherings of heart-to-heart conversations amongst yourselves. 187Everyone should be given an experience of the volcanic intensity of fire and be made to move forward.

154Jab is sēvā mē̃ lag jāyēṅgē tō jō chhōṭī-chhōṭī bātē̃ haĩ nā - jismē̃ samay lagtā hai , mēhnat lagtī hai , dilśhikasta bantē haĩ vah sab aisē lagēgā jaisē jvālāmukhī highest stage aur uskē āgē yah samay dēnā , mēhnat karnā , ēk guṛiyō̃ kā khēl anubhav hōgā .

188When you become busy doing in this service, the trivial things that take time and effort, the trivial things that dishearten you, will feel like a game of dolls, when compared to the highest stage of the intense fire of love.

155Svataḥ hī sahaj hī safe hō jāyēṅgē .

189You will then easily and automatically remain safe.

156Bāpdādā nē kahā nā ki sabsē jyādā bāpdādā kō rahm tab paṛtā hai jab dēkhtē haĩ ki master sarvśhaktivān bachchē aur chhōṭī-chhōṭī bātō̃ kē liē mēhnat kartē haĩ .

190BapDada has told you that He feels the most mercy when He sees you master almighty children still labouring over trivial things. 191It is when your fire of love lessens that you have to labour.

157Mōhabbat jvālāmukhī rūp key|kī cum|kam hai tab mēhnat lagtī hai .

192So, now liberate yourselves from having to labour.

158Tō abhī mēhnat sē mukt banō , albēlē nahī̃ bannā lēkin mēhnat sē mukt hōnā .

193Do not become careless, but do become free from labouring.

159Aisē nahī̃ sōchnā mēhnat tō karnī nahī̃ hai tō ārām sē sō jāō .

194Don’t think that you mustn’t labour so you can go to sleep comfortably.

160Lēkin mōhabbat sē mēhnat khatm karō .

195Finish your labouring with love, not with carelessness.

161Albēlēpan sē nahī̃ .

196Do you understand what you have to do?

162Samjhā  ! 163Kyā karnā hai  ?

197Now BapDada has to come again.

164Abhī bāpdādā kō ānā tō hai hī . 165Pūchhtē haĩ āgē kyā hōgā  ?

198You are all asking what is going to happen in the future.

166Bāpdādā āyēṅgē yā nahī̃ āyēṅgē  ?

199Whether BapDada is going to come or not.

167Bāpdādā nā tō kartē nahī̃ haĩ , hā̃ jī , hā̃ jī kartē haĩ .

200BapDada never says no. 201He always says “Ha ji, Ha ji”.

168Bachchē kahtē haĩ hajūr , bāp kahtē haĩ jī hājir .

202When you children call out, “Lord”, Baba says, “Ji Hazoor” (I am present).

169Tō samjhā kyā karnā hai , kyā nahī̃ karnā hai .

203So, do you understand what you must do and what you must not do?

170Mēhnat mōhabbat sē kaṭ karō .

204Put an end to labouring with love.

171Abhī mēhnat mukt varṣh manāō - mōhabbat sē , ālasya sē nahī̃ .

205Now, celebrate this year as a year free from labouring. 206With love, not with laziness!

172Yah pakkā yād rakhnā - ālasya nahī̃ .

207Remember this firmly! 208Not with laziness!

173Ṭhīk hai , sab saṅkalp pūrē huē  ?

209Is this OK? 210Have all your questions finished?

174Kōī rah gayā  ?

211Does anything still remain?

175Janak sē ( dādī jānkī sē ) pūchhtē haĩ kuchh rahā  ?

212(Baba is asking Dadi Janki). 213Does anything still remain?

176Dādī tō muskarā rahī hai .

214Dadiji is smiling anyway.

177Khēl pūrā hō gayā  ?

215That game is now over.

178Yah operation bhī kyā hai  ?

216What was that operation anyway?

179Khēl mē̃ khēl hai .

217It was a game within the play.

180Khēl achchhā rahā nā  !

218That game was very good, was it not?

181 ( drill ) second mē̃ bindī svarūp ban man-buddhi kō ēkāgr karnē kā abhyās bār-bār karō .

219 (BapDada conducted drill.) 220You must repeatedly practise concentrating and stabilising your mind and intellect in the point form within a second.

182Stop kahā aur second mē̃ vyarth dēh-bhān sē man-buddhi ēkāgr hō jāē .

221As soon as you say, “Stop!” your mind and intellect should become completely still and beyond any wasteful body consciousness.

183Aisī controlling power sārē din mē̃ use karkē dēkhō .

222Throughout the whole day, use such controlling power.

184Aisē nahī̃ order karō - control aur dō minute kē bād control hō , 5 minute kē bād control hō , isliē bīch-bīch mē̃ controlling power kō use karkē dēkhtē jāō .

223It should not be that when you issue an order for control, it takes two minutes or five minutes to happen. 224Therefore, continue to practise using your controlling power every now and then and see how it works.

185Second mē̃ hōtā hai , minute mē̃ hōtā hai , jyādā minute mē̃ hōtā hai , yah sab check kartē jāō .

225Continue to check whether it takes you a second, a minute or a few minutes to be able to control your mind in a second.

186Abhī sabhī kō tīn mās kā chart aur pakkā karnā hai .

226Now, all of you have to make your chart very firm for three months.

187Certificate lēnā hai .

227You have to claim this certificate.

188Pahlē svayã , svayã kō certificate dēnā phir bāp-dādā dēgē .

228First, you have to give yourself this certificate, then BapDada will give you a certificate.

189Achchhā  !

229Achcha.

190Chārō̃ ōr K|kē paramātma pālnā K|kē adhikārī ātmāō̃ kō , paramātma paṛhāī K|kē adhikārī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , paramātma prāptiyō̃ sē sampann ātmāō̃ kō , sadā bindī key|kī vidhi sē tīvr puruṣhārthī ātmāō̃ kō , sadā mēhnat sē mukt rahnē vālē mōhabbat mē̃ samāyē huē bachchō̃ kō , jvālā svarūp viśhēṣh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

230To all the souls who have a right to God’s sustenance, to the elevated souls who have a right to God’s study, to the souls who are full of attainments given by God, to the intense effort-making souls who use the method of a point, to the children who remain constantly free from labouring and are constantly merged in love, to the special souls whose love is intense, BapDada’s love, remembrance and namaste.

Blessing

191Vardān  : śhuddha aur samarth saṅkalpō̃ key|kī śhakti sē vyarth vibration kō samāpt karnē vālē sachchē sēvādhārī bhav

231Blessing: May you be a true server who finishes all wasteful vibrations with your power of pure and powerful thoughts.

192Kahā jātā hai saṅkalp bhī sr̥iṣhṭi banā dētā hai .

232 It is said:”Thoughts can create a world.”

193Jab kamjōr aur vyarth saṅkalp kartē hō tō vyarth vāyumaṇḍal key|kī sr̥iṣhṭi ban jātī hai .

233When you have weak or wasteful thoughts, a world with a wasteful atmosphere is created.

194Sachchē sēvādhārī vah haĩ jō apnē śhuddha śhaktiśhālī saṅkalpō̃ sē purānē vibration kō bhī samāpt kar dē̃ .

234A true server is one who finishes all of the old vibrations with his pure and powerful thoughts.

195Jaisē science vālē śhastra sē śhastra kō khatm kar dētē haĩ , ēk vimān sē dūsrē vimān kō girā dētē haĩ aisē āpkē śhuddha , samarth saṅkalp kā vibration , vyarth vibration kō samāpt kar dē , ab aisī sēvā karō .

235Just as science destroys weapons with weapons, they destroy one plane with another plane, in the same way, the vibrations of your pure and powerful thoughts will finish any atmosphere of waste. 236Now do such service.

Slogan

196Slōgan  : vighna rūpī sōnē K|kē mahīn dhāgō̃ sē mukt banō , mukti varṣh manāō .

237Slogan: Become free from any subtle, golden threads of obstacles and celebrate the Year of Liberation.

197Sūchnā  : āj mās kā tīsrā ravivār antarrāṣhṭrīy yōg divas hai , sabhī brahmā vats saṅgaṭhit rūp mē̃ sāyã 6 . 30 sē 7 . 30 bajē tak viśhēṣh apnē pūjya svarūp mē̃ sthit hō , svayã kō iṣhṭ dēv , īṣhṭ dēvī samajh apnē bhaktō̃ key|kī manōkāmanāyē̃ pūrī karē̃ , nazar sē nihāl karnē key|kī , darśhanīy mūrt ban sarv kō darśhan karātē huē prasann karnē key|kī sēvā karē̃ .

238*** Om Shanti *** Notice: Today is the 3rd Sunday International World Meditation day and all Brahmin children have meditation from 6.30 to 7.30 pm. 239Be stable in your worthy of worship stage, consider yourself to be a specially beloved deity and fulfil the desires of your devotees. 240Do the service of taking souls beyond with a glance and being an image that grants visions and, while granting them a vision, make them happy.