मंगलवार 30 अप्रैल 2024 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
030-04-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 30/04/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - apnā pōtāmēl check karō ki sārē din mē̃ bāp kō kitnā samay yād kiyā , kōī bhūl tō nahī̃ key|kī ?
1Essence: Sweet children, check your charts to see for how long you remembered the Father throughout the whole day.
2Kyōṅki tum har ēk vyāpārī hō ' '
2Check whether you made any mistakes because each of you is a businessman.
Question
3Praśhna : kaun-sī ēk mēhnat antarmukhī ban kartē rahō tō apār khuśhī rahēgī ?
3Question: Which one effort should you continue to make while being introverted so that you experience limitless happiness?
Answer
4Uttar : janma-janmāntar jō kuchh kiyā hai , jō sāmnē ātā rahtā hai , un sabsē buddhiyōg nikāl satōpradhān bannē kē liē bāp kō yād karnē key|kī mēhnat kartē rahō .
4Answer: Remove your intellects’ yoga from whatever you have done for birth after birth and which continues to come in front of you. 5Continue to make effort to remember the Father in order to become satopradhan. 6Remove your intellects from all directions, become introverted and remember the Father.
5Chārō̃ taraph sē buddhi haṭāē antarmukhī ban bāp kō yād karō . 6Service kā sabūt dō tō apār khuśhī rahēgī .
7Give evidence of the service you do and you will have limitless happiness.
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ , yah tō bachchē jāntē haĩ ki rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .
9The Father sits here and explains to you children. 10You children know that the spiritual Father sits here and explains to you spiritual children.
9Rūhānī bāp huā bēhad kā bāp .
11The spiritual Father is the unlimited Father.
10Rūhānī bachchē bhī huē bēhad K|kē bachchē .
12The spiritual children are also unlimited children.
11Bāp kō tō sab bachchō̃ key|kī sadgati karnī hai .
13The Father has to grant salvation to all children.
12Kis dvārā ?
14Through whom?
13In bachchō̃ dvārā viśhva key|kī sadgati karnī hai .
15He has to grant salvation to the world through you children.
14Sārē viśhva K|kē bachchē tō yahā̃ ākar nahī̃ paṛhtē haĩ .
16The children of the whole world do not come and study here.
15Nām hī hai īśhvarīy viśhv-vidyālay .
17This is called a World Spiritual University.
16Mukti tō sabkī hōtī hī hai . 17Mukti kahō , jīvanmukti kahō .
18Everyone receives liberation, whether you call it liberation or liberation-in-life.
18Mukti mē̃ jākar phir bhī sabkō jīvan-mukti mē̃ ānā hī hai .
19Everyone has to go into liberation and then go into liberation-in-life.
19Tō aisē kahē̃gē sabhī jīvanmukti mē̃ ātē haĩ via muktidhām .
20So, it would be said that everyone goes into liberation-in-life via the land of liberation.
20Ēk-dō kē pīchhē ānā hī hai part bajānē .
21They all have to come down, one after another, to play their parts.
21Tab tak muktidhām mē̃ ṭhaharnā paṛtā hai .
22Until then, they have to stay in the land of liberation.
22Bachchō̃ kō ab rachayitā aur rachnā kā mālūm paṛ gayā hai .
23You children now know about the Creator and creation.
23Yah sārī rachnā anādi hai .
24This whole of creation is eternal.
24Rachayitā tō ēk hī bāp hai .
25Only the one Father is the Creator.
25Yah jō bhī sabhī ātmāyē̃ haĩ , sab bēhad K|kē bāp K|kē bachchē haĩ .
26All souls are children of the unlimited Father.
26Jab bachchō̃ kō mālūm paṛtā hai tō vahī ākar yōg sīkhtē haĩ .
27When you children know about this, you come and study this yoga.
27Yah bhārat kē liē hī yōg hai .
28This yoga is for Bharat alone.
28Bāp ātē bhī bhārat mē̃ haĩ .
29The Father comes in Bharat.
29Bhāratvāsiyō̃ kō hī yād kī yātrā sikhlākar pāvan banātē haĩ aur knowledge bhī dētē haĩ ki yah sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai , yah bhī bachchē jāntē haĩ .
30He teaches the people of Bharat the pilgrimage of remembrance. 31He makes them pure and also gives them this knowledge of how this world cycle turns. 32You children know this too.
30Rudra mālā bhī hai jō gāī aur pūjī jātī hai , simraṇ kī jātī hai . 31Bhakta mālā bhī hai .
33There is the rosary of Rudra which is remembered and worshipped. 34It is remembered that there is also the rosary of devotees.
32Ūñchē tē ūñchē bhaktō̃ key|kī mālā hai .
35There is the rosary of the highest-on-high devotees.
33Bhakta mālā kē bād hōnī chāhiē gyān mālā .
36After the rosary of devotees, there has to be the rosary of this knowledge.
34Bhakti aur gyān hai nā .
37There is devotion and this knowledge.
35Bhakta mālā bhī hai tō rudra mālā bhī hai .
38There is the rosary of devotees and also the rosary of Rudra.
36Pīchhē phir ruṇḍ mālā kahā jātā hai kyōṅki ūñch tē ūñch manuṣhya sr̥iṣhṭi mē̃ hai viṣhṇu , jiskō sūkṣhmavatan mē̃ dikhātē haĩ .
39Then it is called the rosary of Runda because Vishnu is the highest on high in the human world, but he is shown in the subtle region.
37Prajāpitā brahmā tō yah hai , inkī mālā bhī hai .
40This one is Prajapita Brahma and there is his rosary too.
38Ākhrīn yah mālā ban jāyēgī tab hī vah rudra mālā aur viṣhṇu key|kī vaijayantī mālā banēgī .
41Eventually, this rosary will be created, because only then will it become the rosary of Rudra and the rosary of victory of Vishnu.
39Ūñchē tē ūñchā hai śhivbābā phir ūñchē tē ūñch hai viṣhṇu kā rājya .
42Shiv Baba is the Highest on High and then there is the highest-on-high kingdom of Vishnu.
40Śhōbhā kē liē bhakti mē̃ kitnē chitra banāyē haĩ . 41Parantu gyān kuchh bhī nahī̃ hai .
43They have made so many beautiful pictures on the path of devotion, but they don’t have any knowledge.
42Tum jō chitra banātē hō unkī pahchān dēnī hai tō manuṣhya samajh jāē̃ .
44You have to introduce the pictures that you make so that people are able to understand.
43Nahī̃ tō śhiv aur śhaṅkar kō milā dētē haĩ .
45Otherwise, they mix up Shiva and Shankar.
44Bābā nē samjhāyā hai sūkṣhmavatan mē̃ bhī sārī sākṣhātkār key|kī bāt hai .
46Baba has explained that everything in the subtle region is a question of visions.
45Haḍḍī māns vahā̃ hōtā nahī̃ .
47There are no flesh and bones there.
46Sākṣhātkār kartē haĩ .
48They just have visions.
47Sampūrṇ brahmā bhī hai parantu vah hai sampūrṇ , avyakt .
49There is also the perfect Brahma there, but he is completely avyakt.
48Abhī vyakt brahmā jō hai unkō avyakt bannā hai .
50The corporeal Brahma now has to become subtle (avyakt).
49Vyakt hī avyakt hōtā hai jiskō fariśhtā bhī kahtē haĩ .
51The corporeal one becomes the subtle one and he is then called an angel.
50Unkā sūkṣhmavatan mē̃ chitra rakh diyā hai .
52His picture has been shown in the subtle region.
51Sūkṣhmavatan mē̃ jātē haĩ , kahtē haĩ bābā nē śhūbīras pilāyā .
53Some of you go to the subtle region and then say: Baba gave us subiras (mango juice) to drink.
52Ab vahā̃ jhāṛ ādi tō hōtā nahī̃ .
54However, there are no trees etc. there.
53Baikuṇṭh mē̃ haĩ , lēkin aisē nahī̃ ki baikuṇṭh sē lē ākar pilātē hōṅgē .
55There are trees in Paradise of course, but it isn’t that Baba went there and brought the drink back for you.
54Yah sab sūkṣhmavatan mē̃ sākṣhātkār key|kī bātē̃ haĩ .
56Everything in the subtle region is a matter of visions.
55Ab tum bachchē jāntē hō ki vāpis ghar jānā hai aur ātma-abhimānī bannā hai .
57You children know that you now have to go back home and for that, you have to become soul conscious.
56Maĩ ātmā avināśhī hū̃ , yah śharīr vināśhī hai .
58I, this soul, am imperishable and this body is perishable.
57Ātmā kā gyān bhī tum bachchō̃ mē̃ hai .
59You children have this knowledge of souls.
58Vē|way tō ātmā kyā hai , yah bhī nahī̃ jāntē .
60Those people don’t even know what a soul is.
59Un lōgō̃ kō yah bhī mālūm nahī̃ ki kaisē unmē̃ 84 janmō̃ kā part bharā huā hai .
61They don’t even know how a part of 84 births is recorded in a soul.
60Yah knowledge sirph bāp hī dētē haĩ .
62Only the Father gives this knowledge.
61Apnī bhī knowledge dētē haĩ . 62Tamōpradhān sē satōpradhān bhī banātē haĩ .
63He gives you this knowledge of Himself and also makes you satopradhan from tamopradhan; that is all.
63Bas , yahī puruṣhārth kartē rahō - ham ātmā haĩ , ab paramātmā kē sāth yōg lagānā hai .
64Simply continue to make this effort: I am a soul. 65I now have to have yoga with the Supreme Father, the Supreme Soul.
64Sarvśhaktimān patit-pāvan ēk bāp kō hī kahtē haĩ .
66Only the one Father is called the Almighty Authority Purifier.
65Sannyāsī kahtē haĩ patit-pāvan āō .
67Sannyasis call out: O Purifier, come!
66Kōī tō brahm kō bhī patit-pāvan kah dētē haĩ .
68Some even call the brahm element the Purifier.
67Ab tum bachchō̃ kō bhakti kā bhī gyān miltā hai ki bhakti kitnā samay chaltī hai , gyān kitnā samay chaltā hai ?
69You children now also receive the knowledge of devotion: for how long devotion continues and how for long this knowledge continues.
68Yah bāp baiṭh samjhātē haĩ .
70The Father sits here and explains this.
69Pahlē kuchh nahī̃ jāntē thē .
71Previously, you didn’t know anything.
70Manuṣhya hōkar tuchchh buddhi ban paṛē haĩ .
72While being human beings, you have become those with degraded intellects.
71Satyug mē̃ bilkul svachchha buddhi thē .
73In the golden age, they had completely pure intellects.
72Kitnē unhō̃ mē̃ daivīguṇ thē .
74They had so many divine virtues.
73Tum bachchō̃ kō daivī guṇ bhī jarūr dhāraṇ karnē haĩ .
75You children also definitely have to imbibe divine virtues.
74Kahtē haĩ nā yah tō jaisē dēvtā hai .
76They say: This one is like a deity.
75Bhal sādhū , sant , mahātmā kō lōg māntē haĩ parantu vah daivī buddhi tō nahī̃ haĩ .
77Although people believe in those sages, holy men and great souls, none of those has a divine intellect.
76Rajōguṇī buddhi hō jātē haĩ .
78They become those with rajoguni intellects.
77Rājā , rānī , prajā hai nā .
79There are the king, queen and subjects.
78Rājdhānī kab aur kaisē sthāpan hōtī hai - yah duniyā nahī̃ jāntī .
80The world doesn’t know when or how the kingdom is established.
79Yahā̃ tum sab naī bātē̃ suntē hō .
81The things you listen to here are all new.
80Tō mālā kā bhī rāz samjhāyā hai .
82The secret of the rosary has also been explained to you.
81Ūñchē tē ūñch hai bāp .
83The Father is the Highest on High.
82Unkī mālā ūpar mē̃ hai , rudra vah hai nirākār phir sākār lakṣhmī-nārāyaṇ unkī bhī mālā hai .
84His rosary is up above. 85Rudra is incorporeal and then, there is also the rosary of Lakshmi and Narayan who are in corporeal forms.
83Brāhmaṇō̃ key|kī mālā abhī nahī̃ bantī .
86The rosary of Brahmins is not created at this time.
84Ant mē̃ tum brāhmaṇō̃ key|kī mālā bhī ban jātī hai .
87The rosary of you Brahmins will be made at the end.
85In bātō̃ mē̃ jāstī praśhna-uttar karnē key|kī jarūrat nahī̃ .
88There is no need for you to go into too many questions and answers in these things.
86Mūl bāt hai apnē kō ātmā samajh parampitā paramātmā kō yād karō .
89The main thing is to consider yourselves to be souls and to remember the Supreme Father, the Supreme Soul.
87Yah niśhchay pakkā chāhiē .
90There has to be this firm faith.
88Mūl bāt hai patitō̃ kō pāvan banānā .
91The main thing is to make impure ones pure.
89Sārī duniyā patit hai phir pāvan bannā hai .
92The whole world is impure and it now has to become pure.
90Mūlvatan mē̃ bhī sabhī pāvan haĩ tō sukhdhām mē̃ bhī sab pāvan haĩ .
93Everyone is pure in the incorporeal world and everyone is pure in the land of happiness.
91Tum pāvan bankar pāvan duniyā mē̃ jātē hō .
94You become pure and go to the pure world.
92Gōyā ab pāvan duniyā sthāpan hō rahī hai .
95That means that the pure world is now being established.
93Yah sab drama mē̃ nūndh hai .
96All of this is fixed in the drama.
94Bāp kahtē haĩ , sārē din kā pōtāmēl dēkhō - kōī bhūl tō nahī̃ huī ?
97The Father says: Look at your chart for the whole day: Did I make any mistakes?
95Vyāpārī lōg murādī sambhāltē haĩ , yah bhī kamāī hai .
98Businessmen look after their accounts. 99This too is an income.
96Tum har ēk vyāpārī hō .
100Each one of you is a businessman.
97Bābā sē vyāpār kartē hō .
101You do business with Baba.
98Apnī jāñch karnī hai - hamārē mē̃ kitnē daivīguṇ haĩ ?
102Each of you has to check yourself: How many divine virtues do I have?
99Kitnā bāp kō yād kartē haĩ ?
103How much do I remember the Father?
100Kitnā ham aśharīrī bantē jātē haĩ ?
104To what extent am I becoming bodiless?
101Ham aśharīrī āyē thē phir aśharīrī bankar jānā hai .
105We came bodiless and we have to return bodiless.
102Abhī tak sab ātē hī rahtē haĩ .
106Until now, everyone has continued to come down.
103Bīch mē̃ jānā tō ēk kō bhī nahī̃ hai .
107Not a single one can return home in between.
104Jānā tō sabkō ikaṭṭhā hai .
108Everyone has to return together.
105Bhal sr̥iṣhṭi khālī nahī̃ rahtī , gāyan hai rām gayō , rāvaṇ gayō … parantu rahtē dōnō̃ haĩ .
109The world never remains empty. 110It is also remembered: “Rama went and Ravan went”, but both now remain here.
106Rāvaṇ sampradāy jātā hai tō phir lauṭkar nahī̃ ātā .
111When the community of Ravan goes, it doesn’t come back.
107Bākī yah bach jātē haĩ .
112However, these ones still remain here.
108Yah bhī āgē chalkar sab sākṣhātkār hōnā hai .
113As you progress further, you will have visions of everything.
109Yah jānnā hai ki naī duniyā key|kī kaisē sthāpanā hō rahī hai , pichhāṛī mē̃ kyā hōgā ?
114You have to know how the new world is being established and what will happen at the end.
110Phir sirph hamārā hī dharm rah jāyēgā .
115Then, only our religion will remain.
111Satyug mē̃ tum rājya karē̃gē .
116You will rule in the golden age.
112Kaliyug khatm hō jāyēgā , phir satyug kō ānā hai .
117The iron age will end and the golden age has to come.
113Abhī rāvaṇ sampradāy aur rām sampradāy dōnō̃ haĩ .
118There are now the two communities of Rama and Ravan.
114Saṅgamyug par hī yah sab hōtā hai .
119All of this only happens at the confluence age.
115Abhī tum yah sab kuchh jāntē hō .
120You now know all of this.
116Bāp kahtē haĩ bākī jō kuchh rāz hai , vah āgē chalkar dhīrē-dhīrē samjhātē rahē̃gē .
121The Father says: I will gradually tell you all the secrets that still remain, as you make further progress.
117Jō record mē̃ nūndh hai , vah khultē jāyēṅgē . 118Tum samajhtē jāyēṅgē .
122What is fixed in the record will continue to be revealed; you will continue to understand.
119In advance kuchh bhī nahī̃ batāyēṅgē .
123You will not be told anything in advance.
120Yah bhī drama kā plan hai , record khultā jātā hai .
124This is also in the drama plan. 125The record continues to unwind.
121Bābā bōltā jātā hai .
126Baba continues to speak.
122Tumhārī buddhi mē̃ yah sab bātō̃ key|kī samajh baṛhtī jātī hai .
127The understanding of all of these things continues to increase in your intellects.
123Jaisē-jaisē record bajtā jāyēgā vaisē-vaisē bābā key|kī murlī chaltī jāyēgī .
128Just as a record continues to play, so Baba’s murlis will also continue.
124Drama kā rāz sārā bharā paṛā hai .
129All the secrets of the drama are recorded.
125Aisē nahī̃ , record sē suī uṭhākar bīch mē̃ rakh saktē haĩ tō vah repeat hō . 126Nahī̃ , vah bhī phir vahī repeat hōgā .
130It isn’t that the needle of the record player can be picked up and put down anywhere else so that that part can repeat; no. 131That would then also repeat.
127Naī bāt nahī̃ .
132It is nothing new.
128Bāp kē pās jō naī bāt hōgī vah repeat hōgī .
133Whatever new things the Father has told you, they will repeat.
129Tum suntē aur sunātē jāyēṅgē .
134You listen to this and you will then continue to relate it.
130Bākī sab gupta hai .
135All the rest is incognito.
131Yah rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
136A kingdom is being established.
132Sārī mālā ban rahī hai .
137A whole rosary is being created.
133Alag-alag jākar rājāī mē̃ tum janma lē̃gē .
138You will go individually and take birth in the kingdom.
134Rājā , rānī , prajā sab chāhiē .
139The king, queen and subjects are all needed.
135Yah sab buddhi sē kām lēnā paṛtā hai .
140You have to understand all of this with your intellects.
136Practical mē̃ jō hōgā sō dēkhā jāyēgā .
141Whatever is to happen in a practical way, we will see about that.
137Jō yahā̃ sē jātē haĩ vah achchhē sāhūkār K|kē ghar mē̃ jākar janma lētē haĩ .
142Those who go from here (when they die) will take birth in a good, wealthy family.
138Abhī bhī tumhārī vahā̃ bahut khātirī hōtī hai .
143Even now, you will be offered a lot of hospitality there.
139Is samay bhī ratna jaṛit chīzē̃ sabkē pās|pass hōtī haĩ . 140Parantu unhō̃ mē̃ itnī power nahī̃ hai .
144Even now, everyone has many things studded with jewels but they don’t have that much power.
141Power tumhārē mē̃ hai .
145You have power in you.
142Tum jahā̃ jāyēṅgē vahā̃ apnā show karē̃gē .
146Wherever you go, you will reveal yourself.
143Tum tō ūñch bantē hō tō tum jākar vahā̃ daivī charitra dikhāyēṅgē .
147You become elevated and so when you go there, you will show your divine character.
144Āsurī bachchē janmatē hī rōtē rahē̃gē .
148Devilish children continue to cry from birth.
145Gandē bhī hōtē haĩ .
149They are still dirty.
146Tum tō baṛē kāydēsir palē̃gē .
150You will be sustained in a much more disciplined manner.
147Gand ādi key|kī bāt nahī̃ .
151There is no question of anything dirty.
148Ājkal K|kē bachchē tō gandē hō paṛtē haĩ .
152Children nowadays become very dirty.
149Satyug mē̃ aisī bāt hō na sakē .
153Such things cannot exist in the golden age.
150Phir bhī heaven hai nā .
154After all, it is heaven!
151Vahā̃ bāns ātī nahī̃ jō kahnā paṛē agarbattī jalāō .
155There is no bad odour there that you would have to ask someone to light incense sticks.
152Bagīchō̃ mē̃ bahut khuśhbūdār fool|phūl hōṅgē .
156There will be very fragrant flowers in the garden.
153Yahā̃ K|kē phūlō̃ mē̃ itnī khuśhbū nahī̃ .
157There isn’t that much fragrance in the flowers here.
154Vahā̃ tō har ēk chīj mē̃ 100 percent khuśhbū rahtī hai .
158Everything there has 100 percent fragrance.
155Yahā̃ tō 1 percent bhī nahī̃ hai .
159Here, there isn’t even 1 percent fragrance.
156Vahā̃ tō fool|phūl bhī first class hōṅgē .
160Even the flowers there will be first class.
157Yahā̃ bhal kōī kitnā bhī sāhūkār hō tō bhī itnā nahī̃ .
161No matter how wealthy someone here is, he still isn’t that wealthy.
158Vahā̃ tō kisma-kisma key|kī chīzē̃ hōṅgī .
162There will be a variety of things there.
159Bartan ādi sab sōnē K|kē hōṅgē .
163The dishes etc. will all be of gold there.
160Jaisē yahā̃ K|kē patthar , vahā̃ phir sōnā hī sōnā .
164There, there is nothing but gold, whereas here they are like stone.
161Rētī mē̃ bhī sōnā hōtā hai .
165There is gold even in sand.
162Vichār karō - kitnā sōnā hōgā ! 163Jissē makān ādi banē̃gē .
166Just think about how much gold there will be with which the buildings etc. will be built.
164Vahā̃ aisī mausam hōgī - na sardī , na garmī .
167The weather there will be neither too hot nor too cold.
165Vahā̃ garmī kā duḥkh nahī̃ jō paṅkhē chalānē paṛē .
168There, there won’t be any such discomfort from the heat that you have to use fans.
166Uskā nām hī hai svarg .
169Its very name is heaven.
167Vahā̃ apār sukh hōtā hai .
170There is limitless happiness there.
168Tumhārē jaisā padmāpadma bhāgyaśhālī kōī bantē hī nahī̃ .
171No one becomes as multimillion times fortunate as you.
169Lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī kitnī mahimā gātē haĩ .
172People sing so much praise of Lakshmi and Narayan.
170Unkō jō aisā banātē haĩ , unkī kitnī mahimā chāhiē .
173There has to be so much praise of the One who makes them become like that.
171Pahlē hōtī hai avyabhichārī bhakti , phir dēvtāō̃ key|kī bhakti śhurū hōtī hai .
174At first, there is unadulterated devotion, and then the devotion of the deities begins.
172Vah bhī bhūt pūjā kahē̃gē . 173Śharīr tō vah hai nahī̃ .
175That would be said to be the worshipping of matter, for those bodies no longer exist.
1745 tatvō̃ key|kī pūjā hōtī hai .
176There is worship of the five elements.
175Śhivbābā kē liē tō aisē nahī̃ kahē̃gē .
177You would not say this for Shiv Baba.
176Pūjā karnē kē liē kōī chīz kā vā sōnē ādi kā banātē haĩ .
178They make idols of gold or any other material to worship.
177Ātmā kō thōṛēhī sōnā kahē̃gē .
179A soul would not be said to be gold.
178Ātmā kis chīz key|kī banī huī hai ?
180Of what is a soul made?
179Śhiv kā chitra kis chīz kā banāyā huā hai , vah jhaṭ batāyēṅgē . 180Parantu ātmā-paramātmā kis chīz kā banā huā hai , yah kōī batā na sakē .
181They would instantly tell you what material an image of Shiva has been made out of, but no one could tell you what a soul or what the Supreme Soul is made of.
181Satyug mē̃ 5 tatva bhī śhuddha hōtē haĩ .
182In the golden age, even the five elements are pure.
182Yahā̃ haĩ aśhuddh .
183Here, they are impure.
183Tō puruṣhārthī bachchē aisī-aisī khyālāt kartē rahē̃gē .
184So, effort-making children would continue to have such thoughts.
184Bāp kahtē haĩ in sab bātō̃ kō bhī chhōṛ dō .
185The Father says: Renounce all of those things too.
185Jō hōnā hai vah hōgā .
186Whatever is to happen, that will happen.
186Pahlē bāp kō yād karō .
187First of all, remember the Father.
187Chārō̃ taraph sē buddhi haṭākar māmēkam yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
188Remove your intellects from all directions and constantly remember Me alone and your sins will be absolved.
188Jō kuchh suntē hō un sabkō chhōṛ ēk bāt pakkī karō ki hamkō satōpradhān bannā hai .
189Renounce whatever you hear and make one thing firm: I have to become satopradhan.
189Phir satyug mē̃ jō kalp-kalp huā hōgā , vahī hōgā .
190Then, whatever has happened in the golden age every cycle will happen.
190Usmē̃ fark nahī̃ paṛ saktā .
191There cannot be any difference in that.
191Mūl bāt hai , bāp kō yād karō .
192The main thing is to remember the Father.
192Yah hai mēhnat .
193This requires effort.
193Vah pūrī karō .
194Make full effort.
194Tūphān tō bahut ātē haĩ .
195Many storms will come.
195Janma-janmāntar jō kuchh kiyā hai vah sab sāmnē ātā hai .
196Whatever you have done for birth after birth will come in front of you.
196Tō sab taraph sē buddhi kō haṭākar mērē kō yād karnē kā puruṣhārth karō , antarmukhī hōkar .
197So, remove your intellects from all directions and make effort to remember Me while being introverted.
197Tum bachchō̃ kō smr̥iti tō I|āī|eye , sō bhī number-vār puruṣhārth anusār .
198You children now have awareness, but that too is numberwise, according to the efforts you make.
198Service sē bhī mālūm paṛ jātā hai .
199One can tell from the service you do too.
199Service karnē vālō̃ kō service key|kī khuśhī rahtī hai .
200Those who do service have the happiness of that service.
200Jō achchhī service kartē haĩ , unkī service kā sabūt bhī miltā hai .
201The evidence of service being done is received from those who do service well.
201Paṇḍē bankar ātē haĩ .
202They come here as guides.
202Kaun mahārathī , ghōṛēsavār , pyādē haĩ , vah jhaṭ patā paṛ jātā hai .
203Then, it is quickly known who is a maharathi, who is a horse soldier and who is a foot soldier.
203Achchhā !
204Achcha.
204Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
205To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
205Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
206The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
206Dhārṇā kē liē mukhya sār :
207Essence for dharna:
2071 ) dūsrī sab bātō̃ kō chhōṛ , buddhi kō chārō̃ taraph sē haṭākar satōpradhān bannē kē liē aśharīrī bannē kā abhyās karnā hai .
208 1. In order to become satopradhan, remove your intellect from all directions, renounce everything else and practise being bodiless.
208Daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .
209Also imbibe divine virtues.
2092 ) buddhi mē̃ achchhē-achchhē khyālāt lānē haĩ , hamārē rājya ( svarg ) mē̃ kyā-kyā hōgā , us par vichār kar apnē kō us jaisē lāyak charitravān banānā hai .
210 2. Take good thoughts into your intellect. 211Think about what there will be in your kingdom and make yourself worthy of that and one with a good character.
210Yahā̃ sē buddhi nikāl dēnī hai .
212Remove your intellect from everything here.
Blessing
211Vardān : sēvā dvārā mēvā prāpt karnē vālē sarv had key|kī chāhnā sē parē sadā sampann aur samān bhav
213Blessing: May you be constantly full and equal and remain beyond all limited desires and receive the fruit of serving.
212Sēvā kā arth|earth hai mēvā dēnē vālī .
214 To do service means to do that which gives fruit.
213Agar kōī sēvā asantuṣhṭ banāyē tō vō sēvā , sēvā nahī̃ hai .
215If any service makes you discontented, that service is then not service.
214Aisī sēvā bhal chhōṛ dō lēkin santuṣhṭatā nahī̃ chhōṛō .
216You may stop doing that service, but do not let go of your contentment.
215Jaisē śharīr key|kī tr̥ipti vālē sadā santuṣhṭ rahtē haĩ vaisē man key|kī tr̥ipti vālē bhī santuṣhṭ hōṅgē .
217Just as those who are physically satisfied remain content, in the same way, those whose minds are satisfied will be content.
216Santuṣhṭatā tr̥ipti key|kī niśhānī hai .
218Contentment is a sign of satisfaction.
217Tr̥ipt ātmā mē̃ kōī bhī had key|kī ichchhā , mān , śhān , salvation , sādhan key|kī bhūkh nahī̃ hōgī .
219A satisfied soul will not be hungry with any limited desires, such as name, honour, any salvation or facilities.
218Vē|way had key|kī sarv chāhnā sē parē sadā sampann aur samān hōṅgē .
220Such souls will remain constantly beyond any limited desires and be full and equal.
Slogan
219Slōgan : sachchī dil sē niḥsvārth sēvā mē̃ āgē baṛhnā arthāt puṇya kā khātā jamā hōnā .
221Slogan: To move forward in doing altruistic service with an honest heart means to accumulate in your account of charity.
222*** Om Shanti ***