बुधवार 1 मई 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

001-05-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 01/05/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum siddha karkē batāō ki bēhad kā bāp hamārā bāp bhī hai , śhikṣhak bhī hai aur satgurū bhī hai , vah sarvavyāpī nahī̃ hō saktā ' '

1Essence: Sweet children, prove that the unlimited Father is your Father, Teacher and Satguru too, and that He cannot be omnipresent.

Question

2Praśhna  : is samay duniyā mē̃ ati duḥkh kyō̃ hai , duḥkh kā kāraṇ sunāō  ?

2Question: Why is there extreme sorrow in the world at this time? 3What is the reason for sorrow?

Answer

3Uttar  : sārī duniyā par is samay rāhū kī daśhā hai , isī kāraṇ duḥkh hai .

4Answer: At this time, there are the omens of Rahu (Saturn) over the whole world and this is why there is sorrow. 5After the Father, the Lord of the Tree, has come, there are the omens of Jupiter over everyone.

4Vr̥ikṣhapati bāp jab ātē haĩ tō sab par br̥ihaspati kī daśhā baiṭhtī hai .

6In the golden and silver ages, there are the omens of Jupiter.

5Satyug-trētā mē̃ br̥ihaspati kī daśhā hai , rāvaṇ kā nām-niśhān nahī̃ hai isliē vahā̃ duḥkh hōtā nahī̃ .

7There is no name or trace of Ravan there and this is why there is no sorrow there.

6Bāp āyē haĩ sukhdhām key|kī sthāpanā karnē , usmē̃ duḥkh hō nahī̃ saktā .

8The Father has come to establish the land of happiness. 9There cannot be sorrow there.

Murli

7Ōm śhānti .

10Om shanti.

8Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ kō rūhānī bāp baiṭh samjhātē haĩ kyōṅki sabhī bachchē yah jāntē haĩ - ham ātmā haĩ , apnē ghar sē ham bahut dūr sē yahā̃ ātē haĩ .

11The spiritual Father sits here and explains to you sweetest children because all of you children know that you are souls and that you came here from your home very far away.

9Ākarkē is śharīr mē̃ pravēśh kartē haĩ , part bajānē .

12You came here and entered bodies to play your parts.

10Part ātmā hī bajātī hai .

13It is souls that play a part.

11Yahā̃ bachchē baiṭhē haĩ apnē kō ātmā samajh bāp kī yād mē̃ kyōṅki bāp nē samjhāyā hai yād sē tum bachchō̃ K|kē janma-janmāntar K|kē pāp bhasma hōṅgē . 12Iskō yōg bhī nahī̃ kahnā chāhiē .

14You children sitting here consider yourselves to be souls and remember the Father because the Father has explained: By having remembrance, the sins of your many births will be burnt away.

13Yōg tō sannyāsī lōg sikhlātē haĩ .

15This should not be called yoga. 16Sannyasis teach yoga.

14Student kā teacher sē bhī yōg hōtā hai , bachchō̃ kā bāp sē yōg hōtā hai .

17A student has yoga with his teacher and children have yoga with their father.

15Yah hai ātmāō̃ aur paramātmā kā arthāt bachchō̃ aur bāp kā mēlā .

18This is a meeting of souls with the Supreme Soul, that is, it is a meeting of the children with the Father.

16Yah hai kalyāṇkārī milan .

19This is a benevolent meeting.

17Bākī tō sab haĩ akalyāṇkārī .

20None of the rest is benevolent.

18Patit duniyā hai nā .

21This is the impure world.

19Tum jab pradarśhanī vā museum mē̃ samjhātē hō tō ātmā aur paramātmā kā parichay dēnā ṭhīk hai .

22When you explain at the exhibitions and museums, it is right to give the introduction of souls and the Supreme Soul.

20Ātmāyē̃ sab bachchē haĩ aur vah hai parampitā param ātmā jō paramdhām mē̃ rahtē haĩ .

23All souls are children and He is the Supreme Father, the Supreme Soul, who resides in the supreme abode.

21Kōī bhī bachchē apnē laukik bāp kō parampitā nahī̃ kahē̃gē .

24A child would not call his physical father the Supreme Father.

22Parampitā kō duḥkh mē̃ hī yād kartē haĩ - hē parampitā paramātmā .

25Only in sorrow do people remember the Supreme Father: O Supreme Father, Supreme Soul!

23Param ātmā rahtē hī haĩ paramdhām mē̃ .

26The Supreme Father resides in the supreme abode.

24Ab tum ātmā aur paramātmā kā gyān tō samjhātē hō tō sirph yah nahī̃ samjhānā hai ki dō bāp haĩ .

27You explain the knowledge of souls and the Supreme Soul, but you mustn't just explain that there are two fathers.

25Vah bāp bhī hai , śhikṣhak bhī hai - yah jarūr samjhānā hai .

28You definitely also have to explain that He is the Father and also the Teacher.

26Ham sab bhāī haĩ , vah sabhī ātmāō̃ kā bāp hai .

29All of us are brothers and He is the Father of all souls.

27Bhaktimārg mē̃ sab bhagvān bāp kō yād kartē haĩ kyōṅki bhagvān sē bhakti kā phal miltā hai athavā bāp sē bachchē varsā lētē haĩ .

30On the path of devotion, everyone remembers God, the Father, because the fruit of devotion is received from God, that is, the children claim their inheritance from the Father.

28Bhagvān bhakti kā phal dētē haĩ bachchō̃ kō .

31God gives you children the fruit of your devotion.

29Kyā dētē haĩ  ?

32What does He give you?

30Viśhva kā mālik banātē haĩ .

33He makes you into the masters of the world.

31Parantu tumkō sirph bāp nahī̃ siddh karnā hai .

34However, you mustn't simply prove who the Father is.

32Vah bāp bhī hai tō śhikṣhā dēnē vālā bhī hai , satgurū bhī hai .

35He is the Father and also the One who gives you teachings. 36He is the Satguru too.

33Aisā samjhāō tō sarvavyāpī kā khyāl uṛ jāē .

37Explain in such a way that the thought of omnipresence flies away.

34Yah add karō . 35Vah bābā gyān kā sāgar hai .

38Also add that Baba is the Ocean of Knowledge too.

36Ā karkē rājyōg sikhlātē haĩ .

39He comes here and teaches us Raja Yoga.

37Bōlō , vah teacher bhī hai śhikṣhā dēnē vālā , tō phir sarvavyāpī kaisē hō saktā  ?

40Tell them: He is also the Teacher who gives us teachings, so how can He be omnipresent?

38Teacher jarūr alag hai , student alag haĩ . 39Jaisē bāp alag hai , bachchē alag haĩ .

41A teacher is definitely separate from students just as a father is separate from children.

40Ātmāyē̃ paramātmā bāp kō yād kartī haĩ , unkī mahimā bhī kartī haĩ .

42Souls remember the Father, the Supreme Soul, and praise Him.

41Bāp hī manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai .

43The Father is the Seed of the human world.

42Vah ā karkē hamkō manuṣhya sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān sunātē haĩ .

44He comes and gives us the knowledge of the beginning, middle and end of the human world.

43Bāp svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ , ham svargvāsī bantē haĩ .

45The Father establishes heaven and we become the residents of heaven.

44Sāth-sāth yah bhī samjhātē haĩ ki dō bāp haĩ .

46Together with that, He also explains that there are two fathers.

45Laukik bāp nē pālnā key|kī phir teacher kē pās jānā paṛtā hai paṛhnē kē liē .

47Your physical father sustains you and you then have to go to your teacher in order to study.

46Phir 60 varṣh kē bād vānaprasth avasthā mē̃ jānē kē liē gurū karnā paṛtā hai .

48Then, after the age of 60, you have to adopt a guru to go into the stage of retirement.

47Bāp , teacher , gurū alag-alag hōtē haĩ .

49The father, teacher and satguru are all separate.

48Yah bēhad kā bāp tō sabhī ātmāō̃ kā bāp hai , gyān sāgar hai .

50This unlimited Father is the Father of all souls. 51He is the Ocean of Knowledge.

49Manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp sat-chit-ānand svarūp hai .

52He is the Seed of the human world, the Truth, the Living Being and the Embodiment of Bliss.

50Sukh kā sāgar , śhānti kā sāgar hai .

53He is the Ocean of Happiness and the Ocean of Peace.

51Unkī mahimā śhurū kar dō kyōṅki duniyā mē̃ matbhēd bahut haĩ nā .

54Begin to praise Him because there are a lot of different opinions in the world.

52Sarv-vyāpī agar hō tō phir teacher ban paṛhāyēṅgē kaisē  !

55If He were omnipresent, how could He become our Teacher and teach us?

53Phir satgurū bhī hai , sabhī kō guide ban lē jātē haĩ .

56He is also the Satguru; He becomes the Guide and takes everyone back home.

54Śhikṣhā dētē haĩ arthāt yād sikhlātē haĩ .

57He gives you teachings, that is, He teaches you remembrance.

55Bhārat kā prāchīn rājyōg bhī gāyā huā hai .

58Ancient Raja Yoga of Bharat is also remembered.

56Purānē tē purānā hai saṅgamyug . 57Naī aur purānī duniyā kā bīch .

59The most ancient of all is the confluence age, the period between the old world and the new.

58Tum samajhtē hō āj sē 5 hazār varṣh pahlē bāp nē ākar apnā banāyā thā aur hamārā teacher-satgurū bhī banā thā .

60You understand that the Father came 5000 years ago and made you belong to Him. 61He became our Teacher and Satguru.

59Vah sirph hamārā bābā nahī̃ hai , vah tō gyān kā sāgar arthāt teacher bhī hai , hamkō śhikṣhā dētē haĩ .

62He is not just our Baba. 63He is the Ocean of Knowledge, that is, He is also the Teacher who gives us teachings.

60Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhātē haĩ kyōṅki bījrūp , vr̥ikṣhapati hai .

64He explains the secrets of the beginning, middle and end of the world because He is the Seed, the Lord of the Tree.

61Vah jab bhārat mē̃ ātē haĩ tab bhārat par br̥ihaspati kī daśhā baiṭhtī hai .

65After He has come in Bharat, there are the omens of Jupiter over Bharat.

62Satyug mē̃ sab sadā sukhī dēvī-dēvtāyē̃ hōtē haĩ .

66All of those in the golden age are ever-happy deities.

63Sab par br̥ihaspati kī daśhā baiṭhtī hai .

67There are the omens of Jupiter over everyone there.

64Jab phir duniyā tamōpradhān hōtī hai tō sabhī par rāhū kī daśhā baiṭhtī hai .

68Then, when the world becomes tamopradhan, there are the omens of Rahu over everyone.

65Vr̥ikṣhapati kō kōī bhī jāntē nahī̃ .

69No one knows the Lord of the Tree.

66Na jānnē sē phir varsā kaisē mil saktā . 67Tum yahā̃ jab baiṭhtē hō tō aśharīrī hōkar baiṭhō .

70If you don’t know Him, how can you receive the inheritance from Him? 71While you sit here, sit bodiless.

68Yah tō gyān milā hai - ātmā alag hai , ghar alag hai .

72You have received the knowledge that souls are separate from the home.

695 tatva kā putlā ( śharīr ) bantā hai , usmē̃ ātmā pravēśh kartī hai .

73A puppet, that is, a body, is created of the five elements and a soul enters it.

70Sabkā part nūndhā huā hai .

74Everyone's part is fixed.

71Pahlē-pahlē mukhya bāt yah samjhānī hai ki bāp supreme bāp hai , supreme teacher hai .

75The first and foremost thing to explain is that the Father is the Supreme Father and also the Supreme Teacher.

72Laukik bāp , teacher , gurū kā contrast batānē sē jhaṭ samajhē̃gē , debate nahī̃ karē̃gē .

76By being shown the contrast of a worldly father, teacher and guru, they will quickly understand and not debate with you.

73Ātmāō̃ K|kē bāp mē̃ sārā gyān hai .

77The Father of souls has all of this knowledge.

74Yah khūbī hai .

78This is a speciality.

75Vahī hamkō rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhātē haĩ .

79He alone explains to us the secrets of the beginning, middle and end of the world.

76Āgē r̥iṣhi-muni ādi tō kahtē thē ham rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō nahī̃ jāntē kyōṅki us samay vah satō thē .

80Previously, rishis and munis used to say: “We do not know the Creator or the beginning, middle and end of creation”, because they were sato at that time.

77Her|har chīj satōpradhān , satō , rajō , tamō mē̃ ātī hī hai .

81Everything goes through the stages of satopradhan, sato, rajo and tamo.

78Naī sē purānī jarūr hōtī hai .

82It definitely becomes old from new.

79Tumkō is sr̥iṣhṭi chakra key|kī āyu kā bhī mālūm hai .

83You also know the duration of this world cycle.

80Manuṣhya yah bhūl gayē haĩ ki inkī āyu kitnī hai .

84People have forgotten how long its duration is.

81Bākī yah śhāstra ādi sab bhakti mārg kē liē banātē haĩ .

85However, they make all of those scriptures etc. for the path of devotion.

82Bahut gapōṛē likh diyē haĩ .

86They have written many lies.

83Sabkā bāp tō ēk hī hai .

87The Father of all is One.

84Sadgati dātā ēk hai . 85Gurū anēk haĩ .

88The Bestower of Salvation is One but there are many gurus.

86Sadgati karnē vālā satgurū ēk hī hōtā hai .

89The Satguru who grants salvation can only be One.

87Sadgati kaisē hōtī hai - vah bhī tumhārī buddhi mē̃ hai .

90It is in your intellects how you receive salvation.

88Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kō hī sadgati kahā jātā hai .

91The original, eternal deity religion is said to be salvation.

89Vahā̃ thōṛē manuṣhya hī hōtē haĩ .

92There are few human beings there.

90Abhī tō kitnē ḍhēr manuṣhya haĩ .

93Now there are so many human beings.

91Vahā̃ tō sirph dēvtāō̃ kā rājya hōgā phir dynasty vr̥iddhi kō pātī hai . 92Lakṣhmī-nārāyaṇ dī|the first , second , third chaltā hai .

94There, there is the kingdom of just the deities and then their dynasty grows: Lakshmi and Narayan the First, the Second, the Third.

93Jab first hōgā tō kitnē thōṛē manuṣhya hōṅgē . 94Yah khyālāt bhī sirph tumhārē chaltē haĩ .

95When it is the kingdom of Lakshmi and Narayan the First, there are very few people there. 96Only you have these thoughts.

95Yah tum bachchē samajhtē hō bhagvān tum sabhī ātmāō̃ kā bāp ēk hī hai .

97Only you children understand that God, the Father of all souls, is just One.

96Vah hai bēhad kā bāp .

98He is the unlimited Father.

97Had K|kē bāp sē had kā varsā miltā hai , bēhad K|kē bāp sē bēhad kā varsā miltā hai - 21 pīṛhī svarg kī bādśhāhī .

99You receive limited inheritances from limited fathers and the unlimited inheritance of the sovereignty of heaven for 21 generations from the unlimited Father.

9821 pīṛhī arthāt jab buṛhāpā hōtā hai tab śharīr chhōṛtē haĩ .

100Twenty one generations of living until old age (full long life), which is when you leave your bodies.

99Vahā̃ apnē kō ātmā jāntē haĩ .

101There, you know yourselves to be souls.

100Yahā̃ dēh-abhimānī hōnē kāraṇ jāntē nahī̃ haĩ ki ātmā hī ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .

102Here, because you are body conscious, you don't know that a soul sheds a body and takes another.

101Ab dēh-abhimāniyō̃ kō ātma-abhimānī kaun banāvē  ?

103Now, who can make those who are body conscious soul conscious?

102Is samay ēk bhī ātma-abhimānī nahī̃ hai .

104At this time, not a single one is soul conscious.

103Bāp hī ākar ātma-abhimānī banātē haĩ .

105The Father alone comes and makes you soul conscious.

104Vahā̃ yah jāntē haĩ ātmā ēk baṛā śharīr chhōṛ chhōṭā bachchā jākar banēgī .

106There, you know that you souls will shed your grown-up bodies and then become children.

105Sarp kā bhī misāl hai , yah sarp bhramarī ādi K|kē misāl sab yahā̃ K|kē haĩ aur is samay K|kē haĩ .

107There is the example of the snake. 108The examples of the snake and the buzzing moth (brahmari) etc. apply here at this time.

106Jō phir bhakti mārg mē̃ bhī kām mē̃ ātē haĩ .

109They are then also used on the path of devotion.

107Vāstav mē̃ brāhmaṇiyā̃ tō tum hō jō viṣhṭā K|kē kīṛō̃ kō bhū̃-bhū̃ kar manuṣhya sē dēvtā banā dētī hō .

110In fact, you are the Brahmin teachers who buzz knowledge to the insects in the dirt and change human beings into deities.

108Bāp mē̃ knowledge hai nā .

111The Father has this knowledge in Him.

109Vahī gyān kā sāgar , śhānti kā sāgar hai .

112He alone is the Ocean of Knowledge and the Ocean of Peace.

110Sabhī śhānti māṅgtē rahtē haĩ .

113Everyone continues to ask for peace: O Bestower of Peace!

111Śhānti dēvā … kiskō pukārtē haĩ  ?

114Whom are they calling out to?

112Jō śhānti kā dātā athavā sāgar hai , unkī mahimā bhī gātē haĩ parantu arth|earth rahit .

115They also sing praise of the One who is the Bestower of Peace, the Ocean of Peace, but without understanding the meaning of it.

113Kah dētē haĩ , samajhtē kuchh bhī nahī̃ .

116They say that, but they don't understand anything.

114Bāp kahtē haĩ yah vēd-śhāstra ādi sab bhakti mārg K|kē haĩ .

117The Father says: All of those Vedas and scriptures etc. belong to the path of devotion.

11563 janm bhakti karnī hī hai .

118You had to do devotion for 63 births.

116Kitnē ḍhēr śhāstra haĩ .

119There are so many scriptures.

117Maĩ kōī śhāstra paṛhnē sē nahī̃ miltā hū̃ .

120I cannot be found by you reading the scriptures.

118Mujhē pukārtē bhī haĩ ākar pāvan banāō .

121You call out to Me: Come and purify us.

119Yah hai tamōpradhān kichṛē key|kī duniyā jō kōī kām key|kī nahī̃ .

122This is a tamopradhan world of rubbish; it is of no use.

120Kitnā duḥkh hai .

123There is so much sorrow.

121Duḥkh kahā̃ sē āyā  ?

124Where did sorrow come from?

122Bāp nē tō tumkō bahut sukh diyā thā phir tum sīṛhī kaisē utarē  ?

125The Father gave you a lot of happiness. 126So, how did you then come down the ladder?

123Gāyā bhī jātā hai gyān aur bhakti .

127Knowledge and devotion are remembered.

124Gyān bāp sunātē haĩ , bhakti rāvaṇ sikhlātē haĩ .

128The Father speaks this knowledge to you and Ravan teaches you devotion.

125Dēkhnē mē̃ na bāp ātā , na rāvaṇ ātā .

129You can neither see the Father nor Ravan.

126Dōnō̃ kō in āṅkhō̃ sē nahī̃ dēkhā jātā .

130Neither can be seen with these eyes.

127Ātmā kō samjhā jātā hai .

131The soul can be understood.

128Ham ātmā haĩ tō ātmā kā bāp bhī jarūr hai .

132We are souls and souls definitely have the Father.

129Bāp phir teacher bhī bantē haĩ , aur aisā kōī hōtā hī nahī̃ .

133The Father then also becomes the Teacher. 134There isn't anyone else like Him.

130Abhī tum 21 janm kē liē sadgati kō chakra lētē hō , phir gurū kī darkār hī nahī̃ rahtī .

135You are now attaining salvation for 21 births and there will then be no need to adopt a guru.

131Bāp sabkā bāp bhī hai , tō śhikṣhak bhī hai , paṛhānē vālā .

136The Father is everyone's Father and also the Teacher who teaches you.

132Sabkā sadgati karnē vālā satgurū supreme gurū bhī hai .

137He is also the Satguru, the Supreme Guru, who gives salvation to everyone.

133Tīnō̃ kō tō sarvavyāpī kah na sakē .

138None of the three can be called omnipresent.

134Vah tō sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz batātē haĩ .

139He tells you the secrets of the beginning, middle and end of the world.

135Manuṣhya yād bhī kartē haĩ - hē patit-pāvan āō , sarv K|kē sadgati dātā āō , sabkē duḥkh harō , sukh dō .

140People remember Him: O Purifier, come! 141Bestower of Salvation for All, come! 142Remove everyone's sorrow and give happiness!

136Hē god father , hē liberator .

143O God, the Father! 144O Liberator!

137Phir hamārā guide bhī banō - lē chalnē kē liē .

145Then, also “Become our Guide and take us back home!

138Is rāvaṇ rājya sē liberate karō .

146Liberate us from this kingdom of Ravan”.

139Rāvaṇ rājya kōī laṅkā mē̃ nahī̃ hai .

147The kingdom of Ravan is not in Lanka.

140Yah sārī dharnī jō hai , usmē̃ is samay rāvaṇ rājya hai .

148The whole of this earth now has the kingdom of Ravan over it.

141Rām rājya sirph satyug mē̃ hī hōtā hai .

149The kingdom of Rama only exists in the golden age.

142Bhakti mārg mē̃ manuṣhya kitnā mūnjh gayē haĩ .

150People have become so confused on the path of devotion.

143Abhī tumkō śhrīmat mil rahī hai śhrēṣhṭh bannē kē liē .

151You are now receiving shrimat in order to become elevated.

144Satyug mē̃ bhārat śhrēṣhṭhāchārī thā , pūjya thē .

152In the golden age, Bharat was elevated and worthy of worship.

145Abhī tak bhī unhō̃ kō pūjtē rahtē haĩ .

153Even now, they continue to worship those deities.

146Bhārat par br̥ihaspati kī daśhā thī tō satyug thā .

154When there were the omens of Jupiter over Bharat, it was the golden age.

147Abhī rāhū kī daśhā mē̃ dēkhō bhārat kā kyā hall|hāl hō gayā hai .

155It now has the omens of Rahu over it and so, look what the condition of Bharat has become!

148Sab un-righteous ban paṛē haĩ .

156Everyone has become unrighteous.

149Bāp righteous banātē haĩ , rāvaṇ unrighteous banātē haĩ .

157The Father makes you righteous, whereas Ravan makes you unrighteous.

150Kahtē bhī haĩ rām rājya chāhiē . 151Tō rāvaṇ rājya mē̃ haĩ nā . 152Narkvāsī haĩ . 153Rāvaṇ rājya kō nark kahā jātā hai .

158People say that they want the kingdom of Rama, and so that means that they are in the kingdom of Ravan, that they are residents of hell.

154Svarg aur nark ādhā-ādhā hai .

159The kingdom of Ravan is called hell.

155Yah bhī tum bachchē hī jāntē hō - rām rājya kiskō aur rāvaṇ rājya kiskō kahā jātā hai  ?

160Heaven and hell are half and half. 161Only you children know what the kingdom of Rama is and what the kingdom of Ravan is.

156Tō pahlē-pahlē yah niśhchay buddhi banānā hai . 157Vah hamārā bāp hai , ham sab ātmāyē̃ brothers haĩ .

162Therefore, first of all, you have to make others into those whose intellects have faith.

158Bāp sē sabkō varsā milnē kā hak hai .

163He is our Father and all of us souls are brothers.

159Milā thā . 160Bāp nē rājyōg sikhlākar sukhdhām kā mālik banāyā thā .

164Everyone has a right to receive the inheritance from the Father and you did receive it.

161Bākī sab chalē gayē śhāntidhām . 162Yah bhī bachchē jāntē haĩ vr̥ikṣhapati hai chaitanya .

165The Father taught you Raja Yoga and made you into the masters of the land of happiness.

163Sat-chit-ānand svarūp hai .

166All the rest went to the land of peace.

164Ātmā satya bhī hai , chaitanya bhī hai . 165Bāp bhī sat hai , chaitanya hai , vr̥ikṣhapati hai . 166Yah ulṭā jhāṛ hai nā .

167Only you children know that the Lord of the Tree is the Living Being. 168He is the Truth, the Living Being and the Embodiment of Bliss.

167Iskā bīj ūpar mē̃ hai .

169A soul is truth and also living.

168Bāp hī ākar samjhātē haĩ jab tum tamōpradhān ban jātē hō tab bāp satōpradhān banānē ātē haĩ .

170The Father too is the Truth, the living Lord of the Tree. 171This is an inverted tree; its Seed is up above.

169History-geography repeat hōtī hai . 170Ab tumkō kahtē haĩ history-geography … aṅgrējī akṣhar nahī̃ bōlō .

172Only the Father comes and explains that when you become tamopradhan, He comes to make you satopradhan. 173History and geography repeat.

171Hindī mē̃ kahē̃gē itihās-bhūgōl .

174You are now told not to use English words "history and geography".

172Aṅgrējī tō sab lōg paṛhtē hī haĩ .

175You should use the Hindi words. 176Everyone studies English.

173Samajhtē haĩ bhagvān nē gītā saṅskr̥it mē̃ sunāī .

177They believe that God spoke the Gita in Sanskrit.

174Ab śhrīkr̥iṣhṇa satyug kā prince .

178Shri Krishna is the prince of the golden age.

175Vahā̃ yah bhāṣhā thī , aisā tō likhā huā nahī̃ hai .

179It is not written anywhere that there was this language there.

176Bhāṣhā hai jarūr .

180A language did exist.

177Jō-jō rājā hōtā hai uskī bhāṣhā apnī hōtī hai .

181Whoever the king is, his language is his own.

178Satyugī rājāō̃ key|kī bhāṣhā apnī hōgī .

182The language of the golden-aged kings would be their own.

179Saṅskr̥it vahā̃ nahī̃ hai .

183There isn't Sanskrit there.

180Satyug key|kī rasm-rivāj hī alag hai . 181Kaliyugī manuṣhyō̃ key|kī rasm-rivāj alag hai .

184The systems and customs of the golden age are separate from the systems and customs of iron-aged people.

182Tum sab mīrāyē̃ hō , jō kaliyugī lōk lāz kul key|kī maryādā pasand nahī̃ kartī hō .

185All of you are Meeras who don’t like the iron-aged systems and customs of society.

183Tum kaliyugī lōk lāz chhōṛtī hō tō jhagaṛā|jhagṛā kitnā hōtā hai .

186When you renounce the iron-aged customs and systems, there is so much quarrelling.

184Tumkō bāp nē śhrīmat dī hai - kām mahāśhatru hai , is par jīt prāpt karō . 185Jagat jīt bannē vālō̃ kā yah chitra bhī sāmnē hai .

187The Father has given you shrimat: Conquer lust, the greatest enemy. 188You also have in front of you the picture of those who were the conquerors of the world.

186Tumkō tō bēhad K|kē bāp sē rāy miltī hai ki viśhva mē̃ śhānti sthāpan kaisē hōgī  ?

189You receive advice from the unlimited Father on how peace will be established in the world.

187Śhānti dēvā kahnē sē bāp hī yād ātā hai .

190By "Bestower of Peace" being said, only the Father is remembered.

188Bāp hī ākar kalp-kalp viśhva mē̃ śhānti sthāpan kartē haĩ .

191The Father Himself comes and establishes peace in the world every cycle.

189Kalp key|kī āyu lambī kar dēnē sē manuṣhya kumbhakaraṇ key|kī nīnd mē̃ jaisē sōyē paṛē haĩ .

192Because the duration of the cycle has been made long, it is as though people are sleeping in the sleep of Kumbhakarna.

190Pahlē-pahlē tō manuṣhyō̃ kō yah pakkā niśhchay karāō ki vah hamārā bāp bhī hai , teacher bhī hai .

193First of all, instil the firm faith in human beings that that One is our Father and also our Teacher.

191Teacher kō sarvavyāpī kaisē kahē̃gē  ?

194How can you call the Teacher omnipresent?

192Tum bachchē jāntē hō bāp kaisē ākar hamkō paṛhātē haĩ .

195You children know how the Father comes and teaches us.

193Tum unkī biography kō jāntē hō .

196You also know His biography.

194Bāp ātē hī haĩ - nark kō svarg banānē .

197The Father comes to change hell into heaven.

195Teacher bhī hai phir sāth bhī lē jātē haĩ .

198He is also the Teacher and He takes us back with Him.

196Ātmāyē̃ tō avināśhī haĩ .

199Souls are imperishable.

197Vah apnā pūrā part bajākar ghar jātī haĩ .

200A soul plays his full part and then goes back home.

198Lē jānē vālā guide bhī tō chāhiē nā .

201You also need the Guide to take you back.

199Duḥkh sē liberate kartē haĩ phir guide ban sabkō lē jātē haĩ .

202He becomes your Guide, liberates you from sorrow and takes you all back home.

200Achchhā  !

203Achcha.

201Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

204To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

202Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

205The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

203Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

206Essence for dharna:

2041 ) kaliyugī lōk lāj kul key|kī maryādā chhōṛ īśhvarīy kul key|kī maryādāō̃ kō dhāraṇ karnā hai .

207 1. Renounce the iron-aged systems and customs and opinions of society and adopt the systems and customs of the Godly clan.

205Aśharīrī bāp jō sunātē haĩ vah aśharīrī hōkar sunnē kā abhyās pakkā karnā hai .

208Make the practice of being bodiless firm, like the bodiless Father tells you to.

2062 ) bēhad kā bāp , bāp bhī hai , teacher bhī hai , satgurū bhī hai , yah contrast sabhī kō samjhānā hai .

209 2. The unlimited Father is the Father, Teacher and also the Satguru. 210Explain this contrast to everyone.

207Yah siddh karnā hai ki bēhad kā bāp sarvavyāpī nahī̃ hai .

211Prove that the unlimited Father is not omnipresent.

Blessing

208Vardān  : had K|kē nāz-nakhrō̃ sē nikal rūhānī nāz mē̃ rahnē vālē prīt buddhi bhav

212Blessing: May you have a loving intellect and stay in spiritual pleasure by moving away from childish, mischievous behaviour.

209Kaī bachchē had K|kē svabhāv , saṅskār K|kē nāz-nakhrē bahut kartē haĩ .

213 Some children behave in a childish, mischievous way due to their limited natures and sanskars.

210Jahā̃ mērā svabhāv , mērē saṅskār yah śhabda ātā hai vahā̃ aisē nāz nakhrē śhurū hō jātē haĩ .

214When it comes to “my nature” or “my sanskars”, they begin to behave in a childish, mischievous way.

211Yah mērā śhabda hī phērē mē̃ lātā hai .

215This word “mine” (mera) puts you into a spin (fera).

212Lēkin jō bāp sē bhinn hai vah mērā hai hī nahī̃ . 213Mērā svabhāv bāp K|kē svabhāv sē bhinn hō nahī̃ saktā , isliē had K|kē nāz nakhrē sē nikal rūhānī nāz mē̃ rahō .

216However, anything different from the Father’s is not “mine”: My nature cannot be different from the Father’s nature. 217Therefore, move away from behaving in a limited childish, mischievous way and stay in spiritual pleasure.

214Prīt buddhi ban mōhabbat key|kī prīt K|kē nakhrē bhal karō .

218Have a loving intellect and you may behave in a playful way out of love.

Slogan

215Slōgan  : bāp sē , sēvā sē aur parivār sē muhabbat hai tō mēhnat sē chhūṭ jāyēṅgē .

219Slogan: When you have love for the Father, service and the family, you will be liberated from making effort.

220*** Om Shanti ***