मंगलवार 14 मई 2024 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

014-05-2024 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 14/05/24 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - ātma-abhimānī banō , maĩ ātmā hū̃ śharīr nahī̃ , yah hai pahlā pāṭh , yahī pāṭh sabkō achchhī tarah paṛhāō ' '

1Essence: Sweet children, become soul conscious. 2I am a soul, not a body. 3This is the first lesson. 4Teach everyone this lesson very well.

Question

2Praśhna  : gyān sunānē kā tarīkā kyā hai  ? 3Kis vidhi sē gyān sunānā hai  ?

5Question: What is the way to relate this knowledge? 6Which method should you use to relate this knowledge?

Answer

4Uttar  : gyān key|kī bātē̃ baṛī khuśhī-khuśhī sē sunāō , lāchārī sē nahī̃ .

7Answer: Speak of the things of knowledge with great happiness, not as a compulsion. 8Sit together and discuss this knowledge amongst yourselves.

5Tum āpas mē̃ baiṭhkar gyān key|kī charchā karō , gyān kā manan-chintan karō phir kisī kō sunāō . 6Apnē kō ātmā samajhkar phir ātmā kō sunāyēṅgē tō sunnē vālē kō bhī khuśhī hōgī .

9Churn this knowledge and then relate it to others. 10If you consider yourself to be a soul and then relate knowledge to souls, those who listen to you will also have happiness.

Murli

7Ōm śhānti .

11Om shanti.

8Bāp kahtē haĩ ātma-abhimānī vā dēhī-abhimānī hō baiṭhō kyōṅki ātmā mē̃ hī achchhē vā burē saṅskār bharē jātē haĩ .

12The Father says: Sit here in soul consciousness and have no awareness of your bodies, because it is souls that have good and bad sanskars recorded within them.

9Sabkā asar ātmā par hōtā hai .

13It is the soul that is affected by everything.

10Ātmā kō hī patit kahā jātā hai .

14It is the soul that is said to be impure.

11Patit ātmā kahā jātā hai tō jarūr jīv ātmā hī hōgī .

15When "impure soul" is said, it would surely be a living being, and that soul would be with a body.

12Ātmā śharīr kē sāth hī hōgī . 13Pahlī-pahlī bāt kahtē haĩ ātmā hōkar baiṭhō . 14Apnē kō śharīr nahī̃ , ātmā samajh baiṭhō .

16The first thing that is said is: Sit here while considering yourselves to be souls. 17Do not consider yourselves to be bodies; sit here considering yourselves to be souls.

15Ātmā hī in organs kō chalātī hai .

18It is this soul that makes these organs function.

16Ghaṛī-ghaṛī apnē kō ātmā samajhnē sē paramātmā yād āyēgā .

19By repeatedly considering yourselves to be souls, you will remember the Supreme Soul.

17Agar dēh yād I|āī|eye tō dēh kā bāp yād āyēgā isliē bāp kahtē haĩ - ātma-abhimānī banō .

20If you remember your bodies, you will remember the fathers of your bodies. 21This is why the Father says: Become soul conscious.

18Bāp paṛhā rahē haĩ , yah hai pahlā pāṭh .

22The Father is teaching you. 23This is the first lesson.

19Tum ātmā avināśhī hō , śharīr vināśhī hai .

24You souls are imperishable and your bodies are perishable.

20' ham ātmā haĩ ' yah pahlā śhabda yād nahī̃ karē̃gē tō kachchē paṛ jāyēṅgē .

25When you don't remember the first lesson, "I am a soul", you become weak.

21Maĩ ātmā hū̃ , śharīr nahī̃ hū̃ - yah śhabda is samay bāp paṛhātē haĩ .

26At this time, the Father is teaching you the lesson, "I am a soul and not a body".

22Āgē kōī bhī paṛhātē nahī̃ thē .

27No one taught you this before.

23Bāp āyē hī haĩ ātma-abhimānī banākar gyān dēnē liē .

28The Father has come to make you soul conscious and to give you this knowledge.

24Pahlā gyān dētē haĩ - hē ātmā tum patit hō , kyōṅki yah hai hī purānī duniyā .

29The first knowledge He gives is: O souls, you are impure because this is an old world.

25Pradarśhanī mē̃ bhī tum bachchē bahutō̃ kō samjhātē hō .

30You children explain to many people at the exhibitions.

26Praśhna-uttar kartē haĩ tō jab din K|kē samay rest miltī hai , us samay āpas mē̃ milnā chāhiē , samāchār pūchhnā chāhiē , kisnē kyā-kyā praśhna pūchhē , hamnē kyā samjhāyā .

31People ask questions and, therefore, when you have your rest time during the day, you should meet together and ask for the news of who asked what questions and what you explained to them.

27Phir unkō samjhānā hai . 28Phir us par aisē nahī̃ , aisē samjhānā chāhiē .

32Then, talk to one another and think about how it should be explained.

29Samjhānē key|kī yukti sabkī ēk nahī̃ hōtī .

33Not everyone's way of explaining is the same.

30Mūl bāt hai apnē kō ātmā samajhtē hō yā dēh  ?

34The main thing is: Do they consider themselves to be souls or bodies?

31Dō bāp bhī sabkē haĩ jarūr .

35Everyone definitely has two fathers.

32Jō bhī dēhdhārī haĩ , unkā laukik bāp bhī hai , pārlaukik bhī hai .

36All of those bodily beings have physical fathers and also the parlokik Father.

33Had kā bāp tō common hai .

37A limited father is common.

34Yahā̃ tumkō milā hai bēhad kā bāp , vah ham ātmāō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .

38Here, you have found the unlimited Father. 39He is sitting here and teaching us souls.

35Vah ēk hī bāp bhī hai , teacher bhī hai , gurū bhī hai .

40He alone is the Father, Teacher and also the Guru.

36Yah pakkā kar dēnā chāhiē .

41You should make this firm.

37Jab tum kiskō samjhātē hō , jō-jō tumsē praśhna pūchhtē haĩ us par āpas mē̃ baiṭhnā chāhiē , jō hōśhiyār haĩ unkō bhī baiṭhnā chāhiē .

42You should sit with those who explain to others and discuss amongst yourselves the questions that people ask you. 43Those who are clever should also sit in this group.

38Tumkō time miltā hai din K|kē samay .

44You do have time during the day.

39Aisā nahī̃ ki bhōjan khātē haĩ isliē nīnd kā naśhā āyē .

45It shouldn't be that, because you have just eaten, you feel sleepy.

40Jō bahut khānā khātē haĩ unkō nīnd kā ālasya ātā hai .

46Those who eat a lot of food feel sleepy and lazy.

41Din mē̃ class karnā chāhiē - phalānē nē yah yah pūchhā , hamnē yah response kiyā . 42Praśhna tō bhinn-bhinn pūchhē̃gē .

47During the day you should have a class: So-and-so asked these questions and these were the responses I gave.

43Unkā response bhī chāhiē real .

48They ask various questions; they want real answers.

44Dēkhnā chāhiē unkō kaśhiśh mē̃ lāyā , satisfy huā  ?

49You should check whether you attracted them and satisfied them.

45Nahī̃ tō phir correction nikālnī chāhiē .

50Otherwise, you should make corrections.

46Jō hōśhiyār haĩ , unkō bhī baiṭhnā chāhiē .

51Those who are clever should also sit.

47Aisē nahī̃ , khānā khāyā jaldī nīnd āyē .

52It isn't that, because you have just had lunch, you quickly fall asleep.

48Dēvtāyē̃ khānā bahut thōṛā khātē haĩ kyōṅki khuśhī hai nā isliē kahā jātā hai khuśhī jaisī khurāk nahī̃ .

53Deities eat very little food because they have happiness. 54This is why it is said: There is no nourishment like happiness.

49Tum bachchō̃ kō athāh khuśhī hōnī chāhiē .

55You children should have a lot of happiness.

50Brāhmaṇ bannē mē̃ baṛī khuśhī hai .

56There is a lot of happiness in becoming Brahmins.

51Brāhmaṇ bantē hī tab haĩ jab unkō khuśhī miltī hai .

57When you become Brahmins you receive happiness.

52Dēvtāō̃ kō khuśhī hai nā kyōṅki unhō̃ kē pās dhan mahal ādi sab kuchh hai .

58Deities have happiness because they have wealth and palaces etc., they have everything.

53Tō unhō̃ kē liē khuśhī hī kāphī hai .

59So, for them, happiness is enough.

54Khuśhī mē̃ khānā bhī bahut thōṛā , sūkṣhma khāyēṅgē .

60In happiness, they eat very little, subtle food.

55Yah bhī ēk kāydā hai .

61This is also a law.

56Jāstī khānē vālē kō jāstī nīnd āyēgī .

62Those who eat a lot feel very sleepy.

57Jiskō nīnd kā naśhā hōgā vah kiskō samjhā bhī nahī̃ sakē̃gē , jaisē lāchār .

63Those who have the intoxication of sleep are not able to explain to others.

58Yah gyān key|kī bātē̃ tō baṛī khuśhī sē sunnī-sunānī chāhiē .

64It would be as though they are being compelled to do that.

59Samjhānē mē̃ bhī sahaj hōgā . 60Mūl bāt hai bāp kā parichay dēnā .

65You should listen to and speak about the things of this knowledge in great happiness.

61Brahmā kō tō kōī jāntē nahī̃ .

66It will also be easy to explain.

62Prajāpitā brahmā hai , ḍhēr key|kī ḍhēr prajā hai .

67The main thing is to give the Father's introduction. 68No one knows Brahma.

63Yah prajāpitā brahmā kaisē hōgā - is par bahut achchhī rīti samjhānā hai .

69There is Prajapita Brahma and very many people. 70What would Prajapita Brahma be like?

64Bāp nē samjhāyā hai inkē bahut janmō̃ K|kē ant K|kē bhī ant mē̃ vānaprasth avasthā mē̃ maĩ pravēśh kartā hū̃ .

71You have to explain this very well. 72The Father has explained: I enter him at the end of the last of his many births, in his stage of retirement.

65Nahī̃ tō rath kahā̃ sē āyē .

73Where else would I find a chariot?

66Rath gāyā huā hī śhivbābā kē liē hai .

74This chariot has been remembered for Shiv Baba.

67Rath mē̃ kaisē ātē haĩ , usmē̃ mūnjhtē haĩ .

75People become confused about how He enters a chariot.

68Rath tō jarūr chāhiē .

76A chariot is definitely needed.

69Śhrīkr̥iṣhṇa tō hō na sakē , tō jarūr brahmā dvārā samjhāyēṅgē .

77It cannot be the chariot of Shri Krishna, and so He would surely explain through Brahma.

70Ūpar sē tō nahī̃ bōlē̃gē .

78He would not speak from up above.

71Brahmā kahā̃ sē āyā  ?

79Where did Brahma come from?

72Bāp nē sunāyā hai maĩ inmē̃ pravēśh kartā hū̃ , jisnē pūrē 84 janma liē haĩ .

80The Father has told you that He enters the one who has taken the full 84 births.

73Yah khud nahī̃ jāntē , maĩ sunātā hū̃ .

81This one doesn't know this himself, but I tell him.

74Śhrīkr̥iṣhṇa kō tō rath key|kī darkār hī nahī̃ .

82Shri Krishna doesn't need a chariot.

75Śhrīkr̥iṣhṇa kahnē sē phir tō bhāgīrath gum hō jāyēgā .

83When you speak of Shri Krishna, the aspect of “the lucky chariot”, Bhagirath, disappears.

76Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhāgīrath nahī̃ kahā jātā .

84Shri Krishna is not called Bhagirath.

77Unkā tō pahlā janm hai prince kā .

85His first birth is that of a prince.

78Tō bachchō̃ kō andar mē̃ vichār sāgar manthan karnā chāhiē .

86Therefore, you children should churn the ocean of knowledge internally.

79Yah tō bachchē jāntē haĩ , vah bātē̃ tō nahī̃ haĩ jō śhāstrō̃ mē̃ likh dī haĩ .

87You children know that these things are not the same as those written in the scriptures.

80Bākī yah tō ṭhīk hai vichār sāgar manthan kiyā huā kalaṣh lakṣhmī kō diyā hai .

88However, it is right that the urn containing the nectar of knowledge that was churned was given to Lakshmi.

81Usnē phir aurō̃ kō amr̥it pilāyā tab svarg K|kē gate|get khulē .

89She gave the nectar to others to drink and that was when the gates of heaven opened.

82Parantu parampitā paramātmā kō tō vichār sāgar manthan karnē key|kī darkār hī nahī̃ .

90However, there is no need for the Supreme Father, the Supreme Soul, to churn the ocean of knowledge.

83Vah tō bījrūp hai . 84Unmē̃ knowledge hai , vahī jāntē haĩ , tum bhī jāntē thē .

91He is the Seed; He has this knowledge in Him. 92He alone knows. 93You too knew it.

85Abhī yah achchhī rīti samjhānā jarūr hai .

94You now definitely have to explain this very clearly.

86Samajhnē bigar dēvtā pad kaisē pāyēṅgē  !

95How will you claim a deity status unless you understand these things?

87Bāp samjhātē haĩ ātmāō̃ kō refresh karnē liē .

96The Father explains to you souls in order to refresh you.

88Bākī tō kuchh bhī jāntē nahī̃ .

97All the rest don't know anything at all.

89Bāp ākar samjhātē haĩ abhī tumhārā laṅgar bhakti mārg sē uṭhā , ab gyān mārg mē̃ chalā hai .

98The Father comes and explains: Your anchor has now been raised from the path of devotion.

90Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō jō gyān dētā hū̃ vah prāyaḥlōp hō jātā hai .

99You are now going on to the path of knowledge. 100The Father says: This knowledge that I give you then disappears.

91Ēk hai nirākār , dūsrā hai sākārī bāp .

101That One is incorporeal and the other is a physical father.

92Samjhāyā tō bahut achchhā jātā hai parantu māyā aisī hai jō kaśhiśh kar ganda mē̃ lē jātī hai . 93Patit ban paṛtē haĩ .

102This is explained to you very well, but Maya is such that she attracts you and takes you into the dirt and you become impure.

94Bāp kahtē haĩ - bachchē , tum kām chitā par chaṛh ēkdam kabristān mē̃ ā gayē hō .

103The Father says: Children, by sitting on the pyre of lust, you have gone completely into the graveyard.

95Phir yahā̃ hī paristān hōgā jarūr .

104Later, there will definitely be a land of angels here.

96Ādhākalp paristān chaltā hai , phir ādhākalp kabristān chaltā hai .

105There is a land of angels for half a cycle and then there is a graveyard for half a cycle.

97Abhī sab kabradākhil hōnē haĩ .

106Now, everyone is to be buried in this graveyard.

98Sīṛhī par bhī achchhī rīti samjhā saktē hō .

107You can also explain the picture of the ladder very well.

99Yah hai hī patit rājya , iskā vināśh jarūr hōnā hai .

108This is the impure kingdom and it is definitely going to be destroyed.

100Is dharnī par abhī kabristān hai .

109It is now a graveyard on this land.

101Phir yahī dharnī change hō jāyēgī arthāt iron aged sē golden aged duniyā hōgī , phir 2 kalā kam hōṅgī .

110This land will then change, that is, the iron-aged world will become golden aged. 111Then it will decrease by two degrees.

102Tatvō̃ key|kī bhī kalā kam hōtī jātī hai tō phir upadrav machātē haĩ .

112The degrees of the elements also continue to decrease and they then cause upheaval.

103Tum sabhī kō achchhī rīti samjhātē hō .

113You can explain to everyone very well.

104Agar nahī̃ samajhtē tō gōyā kauṛī misal haĩ , kōī value nahī̃ hai .

114If they don't understand, they are like shells, they have no value.

105Yah value tō bāp baiṭh batlātē haĩ .

115The Father sits here and tells you the value.

106Gāyā bhī jātā hai - hīrē jaisā janm … tum bhī pahlē bāp kō nahī̃ jāntē thē , tum kauṛī jaisē thē .

116“A diamond-like birth” is remembered. 117Previously, you didn't know the Father either; you were like shells.

107Abhī bāp ākar hīrē jaisā banātē haĩ .

118The Father has now come and is making you become like diamonds.

108Bāp sē hī hīrē jaisā janm miltā hai phir kauṛī jaisē kyō̃ ban paṛtē hō  ?

119It is from the Father that you receive a birth like a diamond. 120So then, why do you become like shells?

109Tum īśhvarīy santān hō nā .

121You are God’s children.

110Gāyan bhī hai ātmāyē̃ paramātmā alag rahē bahukāl . . . jab vahā̃ śhāntidhām mē̃ haĩ tō us milan mē̃ kōī fāydā nahī̃ hōtā .

122It is remembered that souls remained separated from the Supreme Soul for a long time. 123When you are in the land of peace, there is no benefit in that meeting.

111Vah tō sirph pavitratā vā śhānti kā sthān hai .

124That is just a place of purity and peace.

112Yahā̃ tō tum jīv ātmāyē̃ hō aur paramātmā bāp unkō apnā śharīr nahī̃ hai , vah śharīr dhāraṇ kar tum bachchō̃ kō paṛhātē haĩ .

125Here, you are souls in bodies and the Father, the Supreme Soul, who doesn't have a body of His own, adopts a body and teaches you children.

113Tum bāp kō jāntē hō aur kahtē hō - bābā , bāp kahē̃gē - ō bēṭē .

126You know the Father and you say: Baba. 127The Father says: O child.

114Laukik bāp bhī kahēgā nā - hē bāl bachchē āō tō tumkō ṭōlī khilāū̃ . 115Jhaṭ sab bhāgē̃gē .

128Even when a physical father says: “Children, come and I will give you toli”, everyone would quickly run to him.

116Yah bāp bhī kahtē haĩ - bachchē āō tō tumkō baikuṇṭh kā mālik banāū̃ , tō jarūr sab bhāgē̃gē .

129This Father also says: Children, come and I will make you into the masters of Paradise, and everyone definitely comes running.

117Pukārtē bhī haĩ ham patitō̃ kō pāvan banākar , pāvan duniyā viśhva kā mālik banānē āō .

130People call out: Come and make us impure ones pure and make us into the masters of a pure world, the masters of the world.

118Ab niśhchay hai tō mānnā chāhiē . 119Bulāyā bhī bachchō̃ nē hai .

131You have this faith and so you should listen to what He says.

120Ham ātē bhī bachchō̃ kē liē haĩ .

132It is you children who have called out to Him.

121Bachchō̃ kō hī kahtē haĩ tumnē bulāyā hai , ab maĩ āyā hū̃ .

133I come here for you children. 134He says to you children: You called out to Me and I have now come.

122Patit-pāvan bhī bāp kō hī kahtē haĩ nā .

135It is the Father who is called the Purifier.

123Gaṅgā ādi K|kē pānī sē tum pāvan ban nahī̃ saktē .

136You cannot become pure with the water of the Ganges.

124Ādhākalp tum bhūl mē̃ chalē hō . 125Bhagvān kō ḍhūṇḍhtē hō parantu kiskō bhī samajh mē̃ nahī̃ ātā hai .

137You have been continuing to move along under a misunderstanding for half a cycle. 138You were searching for God, but none of you understood anything.

126Bāp kahtē haĩ - hē bachchō̃ .

139The Father says: O children!

127Tō bachchō̃ kā bhī us hullās sē nikalnā chāhiē - hē bābā .

140So, you children should also say with that enthusiasm: O Baba!

128Parantu itnā hullās sē nikaltā nahī̃ hai .

141However, it doesn't emerge with that enthusiasm.

129Iskō dēh-abhimān kahā jātā hai , na ki dēhī-abhimānī .

142This is called body consciousness, not soul consciousness.

130Tum abhī bāp K|kē sammukh baiṭhē hō .

143You are now sitting personally in front of the Father.

131Bēhad K|kē bāp kō yād karnē sē bēhad key|kī bādśhāhī bhī jarūr yād āyēgī .

144By remembering the unlimited Father, you would definitely remember the unlimited sovereignty.

132Aisē bāp kō kitnā pyār sē response karnā chāhiē .

145You should respond to such a Father with so much love.

133Bāp tumhārē bulānē sē āyā hai .

146The Father has come on your invitation.

134Drama anusār ēk minute bhī āgē-pīchhē nahī̃ hō saktā .

147According to the drama, it cannot be earlier or later by even a minute.

135Sabhī kahtē haĩ - ō father rahm karō , liberate karō , ham sab rāvaṇ key|kī jañjīrō̃ mē̃ haĩ , āp hamārē guide banō .

148Everyone says: O Father, have mercy! 149Liberate us! 150We are all bound by the chains of Ravan. 151Now, become our Guide!

136Tō bāp guide bhī bantē haĩ , sab unkō bulātē haĩ - ō liberator , ō guide ākar hamārā guide banō .

152So, the Father also becomes the Guide. 153Everyone calls out to Him: O Liberator, o Guide, come and become our Guide!

137Hamkō bhī sāth lē chalō .

154Take us back with You!

138Abhī tum saṅgam par khaṛē hō .

155You are now at the confluence age.

139Bāp satyug key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .

156The Father is establishing the golden age.

140Abhī hai kaliyug , karōṛō̃ manuṣhya haĩ .

157It is now the iron age and there are millions of human beings.

141Satyug mē̃ tō sirph thōṛē dēvī-dēvtā hī thē tō jarūr vināśh huā hōgā .

158In the golden age, there were just a few deities and so destruction must surely have taken place before then.

142Vah bhī sāmnē khaṛā hai , jiskē liē gāyan hai - science ghamanḍī , kitnā buddhi sē akla nikāltē rahtē haĩ .

159That is also just ahead of you. 160It is remembered of that time: Those with the arrogance of science. 161They continue to invent so many inventions with their intellects.

143Vah haĩ yādav sampradāy .

162That is the Yadava community.

144Phir history repeat hōnī hai .

163History must then repeat.

145Abhī tō satyug key|kī history repeat hōgī .

164Now the history of the golden age will repeat.

146Tum samajhtē hō ham naī duniyā mē̃ ūñch pad pānē kā purūṣhārth kar rahē haĩ .

165You understand that you are making effort to claim a high status in the new world.

147Pavitra jarūr bannā hai .

166You definitely do have to become pure.

148Tum samjhātē hō is patit duniyā kā vināśh jarūr hōnā hai .

167You explain that this impure world is definitely going to be destroyed.

149Bachchē ādi tō tumhārē jītē nahī̃ rahē̃gē .

168Your children etc. will not remain alive.

150Na kōī vāris banē̃gē , na śhādī ādi karē̃gē .

169None of them will become your heirs or get married.

151Bahut gaī bākī thōṛī rahī .

170A lot of time has gone by and only a short time remains.

152Thōṛā samay hai , uskā bhī hisāb hai .

171There is very little time and there is an account of that.

153Āgē aisē nahī̃ kahtē thē .

172Previously, you didn't say this.

154Abhī time thōṛā hai .

173There is now little time left.

155Pahlē vālē jō śharīr chhōṛkar gayē huē haĩ , number-vār purūṣhārth anusār janma liyā hai .

174Those who were here in the beginning and have shed their bodies have taken other births, numberwise, according to the efforts they made.

156Kōī yahā̃ āyē bhī hōṅgē .

175Some would have come here too.

157Dikhāī paṛtā hai jaisēki yahā̃ kā bichhuṛā huā hai .

176It would be seen that those souls would have departed from here.

158Unkō gyān K|kē bigar mazā nahī̃ āyēgā .

177They would not enjoy anything except this knowledge.

159Mā̃-bāp kō bhī kahtē haĩ ham tō yahā̃ jāyēṅgē . 160Yah tō sahaj samajhnē key|kī bātē haĩ .

178They would even tell their parents that they will go there (to a centre).

161Vināśh jarūr hōnā hī hai .

179These matters can easily be understood.

162Laṛāī kī taiyārī bhī dēkh rahē hō .

180Destruction definitely has to take place.

163Ādhā kharchā tō inhō̃ kā is laṛāī K|kē sāmān mē̃ hī lag jātā hai .

181You can also see the preparations for war. 182Half their income is used up in armaments for war.

164Aeroplane ādi kaisē banātē haĩ , kahtē haĩ ghar baiṭhē bhī sārē ḵẖalās hō jāyēṅgē .

183Just look what type of aeroplanes etc. they build. 184They say: Everything will be destroyed while we sit at home.

165Aisī-aisī chījē̃ banātē rahtē haĩ kyōṅki hospital ādi tō rahē̃gē nahī̃ .

185They continue to make such things. 186None of the hospitals etc. will remain either.

166Drama mē̃ yah bhī jaisē bāp K|kē iśhārē miltē haĩ .

187It is as though they receive these signals from the Father in the drama.

167Vah bhī drama mē̃ nūndh hai .

188This too is fixed in the drama.

168Samajhtē haĩ aisā na hō jō bīmār paṛ jāē̃ .

189They feel that it shouldn't be such that people fall ill.

169Marnā tō sabkō jarūr hai .

190Everyone definitely has to die.

170Rām gayō rāvaṇ gayō . . . . jō yōg mē̃ rah āyu baṛhātē hōṅgē unkī jarūr baṛhēgī .

191“Rama went and Ravan went”. 192Those who stay in yoga and increase their lifespans would definitely have longer lifespans.

171Apnī khuśhī sē śharīr chhōṛ dēgē . 172Jaisē misāl batātē haĩ brahm gyānī haĩ , vah bhī brahm mē̃ jānē kē liē aisē khuśhī sē śharīr chhōṛtē haĩ .

193They will shed their bodies happily of their own accord, just like the example of the brahm gyanis who happily shed their bodies to go to the brahm element.

173Parantu brahm mē̃ kōī jātē nahī̃ , na pāp kaṭtē haĩ . 174Punarjanma phir bhī yahā̃ lētē haĩ .

194However, none of them go to the brahm element nor are their sins cut away: they still take rebirth here.

175Pāp kaṭnē key|kī yukti bāp batlātē haĩ ki māmēkam yād karō aur kōī kō yād nahī̃ karnā hai .

195The Father shows you the way to cut away your sins: Constantly remember Me alone. 196Do not remember anyone else.

176Lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhī yād nahī̃ karnā hai .

197You mustn't even remember Lakshmi or Narayan.

177Tum jāntē hō is purūṣhārth sē ham yah pad pā rahē haĩ .

198You know that you are claiming that status by making this effort.

178Svarg key|kī sthāpanā hō rahī hai .

199Heaven is being established.

179Ham paṛh rahē haĩ yah pad pānē kē liē , number-vār purūṣhārth anusār .

200We are studying in order to claim that status, numberwise, according to our efforts.

180Unhō̃ key|kī jō dynasty chaltī hai vah bāp nē saṅgam par abhī sthāpan kī hai .

201Their dynasty that continues is established by the Father at this time, at the confluence age.

181Tum bhāṣhaṇ bhī aisā karō , jō accurate kisī key|kī bhī buddhi mē̃ baiṭh jāē .

202You should give talks in such a way that this sits in people's intellects accurately.

182Is samay ham īśhvarīy sampradāy aur prajāpitā brahmā key|kī mukh vaṅśhāvalī bhāī-bahan haĩ .

203At this time, we are the Godly community and the mouth-born creation of Prajapita Brahma, brothers and sisters.

183Ham ātmāyē̃ sab bhāī haĩ .

204All of us souls are brothers.

184Brahmākumār-kumāriyō̃ key|kī śhādī hōtī nahī̃ .

205Brahma Kumars and Kumaris do not get married.

185Yah bhī bāp samjhātē haĩ kaisē gir paṛtē haĩ , kām agni jalātī hai .

206The Father explains how some fall. 207The fire of lust burns them.

186Parantu ḍar rahtā hai ēk bār ham girā tō key|kī kamāī chaṭ hō jāyēgī .

208However, there is the fear that once you fall, all the income you had earned would be lost.

187Kām sē hārā tō pad bhraṣhṭa hō jāyēgā .

209If you are defeated by lust, your status will be destroyed.

188Kamāī kitnī baṛī hai  !

210The income is so great.

189Manuṣhya padma krōṛ kamātē haĩ .

211People earn multimillions.

190Unkō yah thōṛēhī patā hai ki thōṛē samay mē̃ yah sab ḵẖatm hōnā hai .

212They don’t know that in a short time all of it is going to be destroyed.

191Bombs banānē vālē jāntē haĩ yah duniyā ḵẖatm hōnī hai , hamkō kōī prērak hai , ham banātē rahtē haĩ .

213Those who manufacture the bombs know that this world is going to be destroyed. 214They believe that someone is inspiring them and so they continue to make them.

192Achchhā  !

215Achcha.

193Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

216To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

194Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

217The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

195Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

218Essence for dharna:

1961 ) gyān kō andar ghōṭnā hai arthāt vichār sāgar manthan karnā hai .

219 1. Grind this knowledge into yourselves, that is, churn the ocean of knowledge.

197Gyān key|kī āpas mē̃ rūhrihān kar phir dūsrō̃ kō samjhānā hai .

220Discuss this knowledge amongst yourselves and then explain to others.

198Sustī vā ālasya kō chhōṛ dēnā hai .

221Renounce laziness.

1992 ) dēhī-abhimānī ban baṛē hullās sē bāp kō yād karnā hai .

222 2. Become soul conscious and remember the Father with great enthusiasm.

200Sadā isī naśhē mē̃ rahnā hai ki ham bāp kē pās āyē haĩ kauṛī sē hīrā bannē .

223Constantly stay in the intoxication that you have come to the Father to become diamonds from shells.

201Ham haĩ īśhvarīy santān .

224You are the children of God.

Blessing

202Vardān  : gyān sūrya , gyān chandramā kē sāth sāthī ban rāt kō din banānē vālē rūhānī gyān sitārē bhav

225Blessing: May you be a spiritual star of knowledge and make this night into day by becoming a companion of the Sun of Knowledge and the moon of knowledge.

203Jaisē vah sitārē rāt mē̃ pragaṭ hōtē haĩ aisē āp rūhānī gyān sitārē , chamaktē huē sitārē bhī brahmā kī rāt mē̃ pragaṭ hōtē hō .

226 Just as those stars come out at night, in the same way, you spiritual stars of knowledge, you sparkling stars, come out in the night of Brahma.

204Vah sitārē rāt kō din nahī̃ banātē lēkin āp gyān sūrya , gyān chandramā kē sāth sāthī ban rāt kō din banātē hō .

227Those stars do not make night into day, but you become companions of the Sun of Knowledge and the moon of knowledge and make this night into day.

205Vah ākāśh K|kē sitārē haĩ āp dhartī K|kē sitārē hō , vah prakr̥iti key|kī sattā hai āp paramātma sitārē hō .

228Those are stars of the sky and you are stars of the earth. 229That is the authority of matter and you are Godly stars.

206Jaisē prakr̥iti K|kē tārāmaṇḍal mē̃ anēk prakār K|kē sitārē chamaktē huē dikhāī dētē haĩ aisē āp paramātma tārāmaṇḍal mē̃ chamaktē huē rūhānī sitārē hō .

230Just as there are many types of sparkling stars visible in the physical galaxy, in the same way, you are the sparkling, spiritual stars in this galaxy of God.

Slogan

207Slōgan  : sēvā kā chance milnā arthāt duāō̃ sē jhōlī bharnā .

231Slogan: To have a chance to do service means to fill your apron with blessings.

232*** Om Shanti ***